Ye review "compuer" Par mabni ha..?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review "compuer" Par mabni ha..?
    Slam:


    Aj hum jis topic pa bat kara ga wo computer ka bara ma ha computer ak bohat achi machine ha aj ka dor ma computer am ho gaya ha computer par ham apna kam bohat asani sa karsakta ha hum computer pa study bhi kr sakta han aor apna busness bhi kar sakta han is ma ak cpu aor ak kebord aor mouse ki zarorat hoti ha tu hum apna topic start karta han.


    Computer ki tafseel:


    Computer ak asi machine ha jisa programing ka zariya rayazi ka hisab sa ya muntaka karwaiyu ka silsala ko kud ba kud anjam dana ki hadayat ki ja sakti ha jadeed computerz ma parogramu ka nam sa ,upration ka am setu par amal karna ki salahiyat hoti ha ya ya program kamputerz ko intahai wasi tar kam anjam dena ka ahal bnata han ak mukammal computer basmool hardwere ,aprating system (main softwere),aor pardi saman darkar ha aor full upration ka liya astamal kiya jata ha usa computer system kha jata ha ya astalah computer ka sas group ka liya bhi istamal ki jati ha jo jara howa han aor mil kar kam karta han khas tur par computer network ya computer kalaster.
    Computer santi aor sarfeen ki muktilif iksam ka control system ka tor par istamal hota han is ma microvave owen aor remote control jese factory diwaisiz jesa santi rebort aor computer ad dezain aor zati computer aor mobile alat jese samart phone jese am maksad ka alat samal han internat computer pa chalta ha aor ya senkaro laku dosra computerz aor in ka sarfeen ko jurta ha.
    Ibtai computerz siraf ginti wala alat ka tor par hi tasveer kiya jata han kadeem zamana sa abeks jesa asan dasti alat hisab kitab karna ma logo ki madad karta han santi inkalab ka oil ma,kuch makanikal alat lamba tandrust kamu ko kudkar bnana ka liya bnay gay tha jese lom ka liya rahnumai namono-zayada sa zayada nafees burki machinu na 20 wi sadi ka awail ma ma yana lag ka kasosi hasal kiya pahli digital alectronic calculating machine dosri jang azeem ka duran tayar ki gai 1940 ka akr ma pahla samekandector transjestro ka bad sanikin par mabni transjesterz aor yak jahti integrade sarkat (ic)chap taknolicheez 1950 ka akr ma amal ma ai, jis ki waja sa 1970 ki duhai ma micro procecer aor computer inkalab peda howa is wakat sa hi computerz ki raftar , takat aor astarta ma dar amai tor par azafa ho raha ha mos transjesterz ka sumar tezi sa bar raha ha (jese ka mor ka kanon ka mutabik pash goi ki gai ha ) jo 20 wi sadi ka akar sa 21 wi sadi ka awail ma digital ankalab ka bais bna.
    Rawaiti tor par ak jadeed computer ma kam az kam ak processing ansar hota ha am tor par ak dati auksaid samekandector (mos) microproccer ki surat ma markazi proccer ki sakal ma markazi yunat (cpu) ka sath sath, computer memori ki kuch aksam, am tor par mos samecandector memori chpes hota ha proceesing ansar rayazi aor muntaka karwaiyu ko anjam deta ha , aor ak tarteeb aor control yunat zakira suda malomat ka juwab ma karwaiyu ki tarteeb tabdeel kar sakta ha pardi alat ma input devicez ( kebord , choha,jois astak wagara) aut put devices ( moniter askarinze paranterz wagara) aor input output devises samal han jo dono afal anjam deta ha ( jese 2000 ka dor ka toch askarin) par fariyal devices kisi kharji wasela sa malomat ko bazyaft karna ki ijazat deti ha aor wo karwaiyu ko mahfoz aor bazyaft karna ka ahal bnadati ha.


    Computer ka faidy:


    Computer ka bohat sa faidy han lakin un ma sa kuch ma apka sath shere karo ga.

    1 : apni pedawari ma azafa kara.

    2 : apko internat sa jorta ha.

    3 : malomat ki wasi mukdar ma zakira kar sakta han aor fazla ko kam kar sakty han.

    4 : malomat ko tarteeb dena aor talash karna ma madad deta han.

    5 : deta ki bahtar tafhem hasal kara.

    6 : apko jarta rahta ha.

    7 : janna aor jankari rakhna ma apki madad kar sakta ha.

    8 : apko pese kama sakta ha.

    Ya thy is ky kuch faidy jo mena apky sath share kiya.


    Computer ka nuksanat:


    Computer ka bohat sa nuksanat han han lakin un ma sa kuch ma apka sasth shere karo ga compuer pa zayada dar bethna sa apki anku par aor jisam ka muktalif hisu pa bura asar parta ha kebord pa zayada dar hath chalana sa hamara hath ma dard hona lgti ha jis ki waja sa dosra kam karna ma muskil pes ati ha ya thy is ka kuch nuksanat jo mena apka sath share kiya.


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review &quot;compuer&quot; Par mabni ha..?

    Asaalam O alaikum..​Computer ek intehai mufeed ejad hai. Aaj lakhon croron kaam computers par kiye ja rhy hain. Jes aky hum janty hain. Har gharmein taqrebn ek computer table zrur hta hai jis pe computer pra hta hai..Nojawan,boorhy sb is se faida utha skty hain. Comouter ka istemal aaj kal ky dor mein bhut zruri hogia hai. Har ksi ko iska istemal ana chahye.

    Faiday.
    1) Agar aap computer ka istemal sahi treqy se janty hain to aap ko bhut se nokrian mil skti hain. Jesa ky hum janty hain ky har company ki management aur hr hr bary store ki managemnt aur sary saman ka hisab kitab jo cashier krta hai eo computer par hi kia jata hai.

    2) Computer ky zariye aap bhut se online works kar skty hain aur paisy kama skty hain.

    3) Computer mein mobile ky muqable mein bhut zeada information store ho sakti hai.

    4) Computer mein aap apni chezon ko alag alag disks mein rkh skty hain. Aur asani se dhond skty hain.

    5) heavy games aur softwares wghera ky liye computer ka istenal kia ja skta hai.

    Disadvantages.

    Computer ky koi khas nuqsan nahin hain. Lekin over use krna aap ki seht ky liye bura sabit ho skta hai. Isi trha aony bachon ko isk zeada istemal se bachana chahye. Kyn ky wo phr baqi kamo aur activities par dhyan nahin de skty.​
    • #3 Collapse

      Re: Ye review &quot;compuer&quot; Par mabni ha..?

      My forex all member aaj main aapko computer ke bare mein apna knowledge share karunga doston computer and sani dama ki tarah hota hai aur insan dimag se kahin der hai yah computer a kaisi machine hai jo sadiyan Tak apna data save rakh sakta hai Harish shyam mein ghante ka kam mint main le sakte hainComputer ak asi machine ha jisa programing ka zariya rayazi ka hisab sa ya muntaka karwaiyu ka silsala ko kud ba kud anjam dana ki hadayat ki ja sakti ha jadeed computerz ma parogramu ka nam sa ,upration ka am setu par amal karna ki salahiyat hoti ha ya ya program kamputerz ko intahai wasi tar kam anjam dena ka ahal bnata han ak mukammal computer basmool hardwere ,aprating system (main softwere),aor pardi saman darkar ha aor full upration ka liya astamal kiya jata ha usa computer system kha jata ha ya astalah computer ka sas group ka liya bhi istamal ki jati ha jo jara howa han aor mil kar kam karta han khas tur par computer network ya computer kalaster.
      Computer santi aor sarfeen ki muktilif iksam ka control system ka tor par istamal hota han is ma microvave owen aor remote control jese factory diwaisiz jesa santi rebort aor computer ad dezain aor zati computer aor mobile alat jese samart phone jese am maksad ka alat samal han internat computer pa chalta ha aor ya senkaro laku dosra computerz aor in ka sarfeen ko jurta ha.


      Faiday.
      1) Agar aap computer ka istemal sahi treqy se janty hain to aap ko bhut se nokrian mil skti hain. Jesa ky hum janty hain ky har company ki management aur hr hr bary store ki managemnt aur sary saman ka hisab kitab jo cashier krta hai eo computer par hi kia jata hai.

      2) Computer ky zariye aap bhut se online works kar skty hain aur paisy kama skty hain.

      3) Computer mein mobile ky muqable mein bhut zeada information store ho sakti hai.

      4) Computer mein aap apni chezon ko alag alag disks mein rkh skty hain. Aur asani se dhond skty hain.


      Nuqsanat.

      Computer ky koi khas nuqsan nahin hain. Lekin over use krna aap ki seht ky liye bura sabit ho skta hai. Isi trha aony bachon ko isk zeada istemal se bachana chahye. Kyn ky wo phr baqi kamo aur activities par dhyan nahin de skty
      • #4 Collapse

        Re: Ye review &quot;compuer&quot; Par mabni ha..?

        walaikum salam computer ke related aapane bahut bhi good explain share ki hai aur main bhi computer ke related apni information share karna chahta hun computer hamare liye ek best device hai aur yah ek aisi modern device hai jis per Ham whole world ke sath connector reh sakte hain is device ki vajah se ham easily internet Chala sakte hain aur internet ki duniya se Ham kafi benefits Le sakte hain without device ke internet chalana hamare liye impossible hai aur agar Ham computer ki help se internet ko use karte hain to Ham bijali kar sakte hain iske alava computer Nevada ek latest machine hai hai aur is machine se hamen kafi benefits milte Hain aur ham kisi bhi office mein ya kisi bhi business mein without computer ke success Husain nahin kar sakti kyunki ab kisi bhi business ya kisi bhi office ke liye computer ek jarurat Ban chuka hai aur computer ke bagair koi bhi e-office yah koi bhi business perfect nahin ho sakta hai.
        Benefits of computer:
        Computer ke bahut se benefits hai aur main samajhta hun ke hamen computer ko properly use karna chahie aur isko sikhane ki koshish karni chahie kyunki computer ki help se Ham kisi bhi business ko easily manage kah sakte hain aur kisi bhi business ke liye computer hamare liye bahut important hota hai isliye hamen computer ke uses ka pata hona chahie aur computer ke related hamara good knowledge and experience hona chahie tha ki Ham computer ko use ka second aur hamen iske software aur hardware ke related bhi knowledge hona chahie computer se Ham apni kisi bhi business ko handle ka sakte hain aur computer ek aisi memory wali machine hai jo ki unlimited hai aur ismein ham apne business-related kafi kuchh rakh sakte hain isliye computer ko important Lena bahut jaruri hai.
        Disadvantage of computer:
        Computer ke liye advantage bahut hain lekin disadvantage bahut hi kam hai computer ko use karne ke liye hamen jarur gilas ka use karna chahie Taki hamari aankhen mehsoos Rahe aur hamen main computer ko ek time table ke sath use karna chahie aur only apne computer ko positive use karna chahie aur kabhi bhi apne computer ko negative use nahin karna chahie jab Ham positive use karenge to yah hamare liye bahut hi perfect hoga aur agar Ham isko negative use karenge to fir yah hamare liye beneficial nahin hoga isliye hamen kisi bhi negative activity mein nahin padhna chahie aur computer par koi bhi negative activity nahin karni chahie to tab hi yah computer hamare liye beneficial ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review &quot;compuer&quot; Par mabni ha..?

          Aaj Ki Duniya Mein computer bahut jyada famous hai computer Ek bahut hi mufeed Ijazad hai aaj computer ka istemal hazar aur karo na Kita dad Mein log Karte Hain Aaj Har Ghar Mein computer ka istemal Kiya jata hai computer mein aap Kisi bhi Kasam ka work kar sakte hain computer Ek bahut hi fayda man chij hai aap isase bahut jyada fayda bhi Hasil kar sakte hain aur isase aapko bahut jyada nuksan bhi uthana pad sakta hai isliye aapko chahie ki isko Behtar main use Karen computer ka istemal aaj kheton mein bahut jyada Jaruri ho gaya hai Kyunki 23 mein aap Har kisam ka kam kar sakte hain Chahe vah kam teaching se related hai ya FIR bank se related hai aap computer ke jarie se Quran padhna Thi bahut hi iji tarike se Sikh sakte hain computer ke bahut jyada fayde hote hain aur ISI Tarah is Ke nuksan Bhi bahut jyada hote hain isliye Hamen chahie ki Hamen is ko acche kaam mein istemal karna chahie.

          Advantage.

          Computer ke bahut jyada fayde hote hain isase aap apna kam bahut hi kam Waqt Mein kar sakte hain computer ke jariye se aap bahut se online work kar sakte hain agar aap Kuran per Nahin Jante to aap computer Kesariya se Quran padhna bahut hi isliye tarike se Sikh sakte hain phone ke mukabale me computer ke jariye se aap Bahut He is liver kar sakte hain aap computer ke jariye forex market mein bhi Apna Kam start kar sakte hain.

          Disadvantage.

          Computer se Ham Jitna Jyada fayda Hasil kar sakte hain is Ne Agar isko Manfi tarike se istemal kiya jaaye To isase Hamen bahut jyada nuksan ka Samna karna pad sakta hai Agar Ham is mein jyada Waqt Ghar Karte Hain To Iske jariye se Hamari aankhon ko bahut jyada nuksan ho sakta hai
          children ismein Jyada games khelte Hain Jiski vajah se vah apni padhaai per tab Achcha Nahin De paate aur vah padhaai mein Piche Rah Jaate Hain
          • #6 Collapse

            Re: Ye review &quot;compuer&quot; Par mabni ha..?

            Computer ke bare mein aapane bahut hi Achcha knowledge Hamare Sath share Kiya Hai aaj Ham aapko bataenge ke computer kya hai aur Iske kya fayde hain aur kya nuksan hai computer Ek bahut hi faydemand device Hai Iske rahi hai Ham Ghar baithkar online business kar sakte hain aur computer ke through Ham education bhi kar sakte hain ya Har field ke andar Aata Hai ise bahut se log istemal karte hain aur ab yah har kisi ki jarurat bhi ban chuka hai aaj Har Ghar Mein computer maujud hai aur baccha baccha computer ke bare mein information rakhta hai ab computer bahut Logon ki jarurat bhi ban chuka hai Agar Ham acchi quality ka aur acchi company ka computer khareed Lete Hain To Ham usko der tak istemal kar sakte hain ISI Tarah Agar Ham computer kharidna Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham acchi company ka computer khareed Hain.

            advantages.

            Computer ke bahut Sare advantages hote hain ya Hamen bahut sari facilities provide Karta Hai Iske through ham apna bahut jyada work kar sakte hain computer Ke jariye Hum net bhi Chala sakte hain computer gauge rahi hai Ham Pakistan forex forum main bhi kam kar sakte hain Pakistan Forex form 1 online business hai Jisne kam karne ke liye Hamen computer ki bahut jarurat hoti hai aur computer case Rahi Ham Pakistan Forex Param may easily work kar sakte hain.

            Disadvantages.

            Computer ke advantages ke sath sath Iske bahut Sare disadvantages bhi hai agar Ham computer ka Jyada istemal Karte Hain To yah Hamari eyes per effect kar sakta hai Hamen chahie ki Ham Hamesha computer ko positive kam ke liye use Karen Agar Ham is negative work Mein Laga Dete Hain To is se Hamen nuksan Hota Hai agar bacchon ko computer ki Aadat Pad Jaaye to to vah Apna Sara time waste kar dete Hain games khelne mein Jiski vajah se electricity ka bill bahut jyada Aata Hai Jo ke unaffordable Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: Ye review &quot;compuer&quot; Par mabni ha..?

              Assalam Walekum yes dear aapane Hamare Sath bahut Achcha review share Kiya Hai hi hai computer Ek bahut acchi invention hai hi computer Ek bahut hi helpful device hai hai aajkal computer ka Daur hai hai aur Har Ghar Mein iski jarurat hoti hai hai Kyunki schools aur colleges mein computer a class me subject ke Taur per padhaya jata hai To isiliye students ke pass Apne gharon mein bhi computer Jarur hota hai Taki vah Ghar per bhi computer per practically kam kar sake computer ki vajah se Hamari life mein Bahut Si asaniya a gai hai hi.

              Jab Ham koi bhi office mein job Karte Hain To vahan per bhi computer ki education Ka Hona Hamare liye bahut jaruri hai Hamen jab tak computer ke bare mein acchi information Nahin Hogi tab tak Ham Kisi bhi office mein main job nahin kar sakte Kyunki officers Mein Tamam work ok computer par Hota Hai computer Kesari Ham Ghar Baithe a all over world ke bare mein jaan sakte hain Ham Ghar Baithe a computer per net Kesari online business kar sakte hain computer purchase karne se pahle Hamen different computer courses Jarur karna chahie I'm a software or hardware ke bare mein information hone chahie Iske saath saath bacchon ko iski education Jarur Deni chahie Kyunki aaj kal computer ki education Ka Hona bahut jaruri hai computer ke bare mein information Ka Hona bahut jaruri hai hai Kyunki yah Dor computer ka Dor hai.

              Jab Bhi Ham computer per kam Karen To Kuchh distance Rakh kar Baithe Taake Hamari I side week Na Ho Hamen time setting Karni chahie ke kis time aur Kitna Humne a a computer ko use karna hai.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review &quot;compuer&quot; Par mabni ha..?

                Aaj Ham aapse computer se related discussion karne ja raha hun ke computer Hamare Life Mein Kitna M Kedar Ada karte hain aur Hamen inhen Kis Tarah Se istemal karna chahie aur ham isase Kitna aur kis fayda Hasil kar sakte hain yah Ek bahut hi acchi device hai Duniya Ke Tamam log is modern device ko istemal Karte Hain Aaj Ki Duniya Mein computer Har Ghar Mein paya jata hai sab log isase Apne a fayde ke liye use karte hain vah is computer Ke jariya se bahut hi Achcha knowledge Hasil kar sakte hain Agar Ham forex market Mein kam kar Jari Rakhna Chahte Hain To uske liye hamen bhi computer ki help ki jarurat Hoti Hai Kyunki computer se Yahan Apna Kam acche tarike Se Kar paate Hain Jis Tarah computer ke bahut jyada fayde hote hain use X ke Kuchh nuksan Aarti Hote Hain

                Advantage

                Computer ke bahut jyada advantage hote hain yah Hamari life mein bahut jyada ahmiyat kahan Mein Hota Hai Kyunki Iske jariya se Ham Apne knowledge mein bahut sahi Safar kar sakte hain ismein Ham kism ke kam kar sakte hain Agar Hum Koi business Karte Hain To uske liye de Ham is computer se bahut hi acchi help hajar kar sakte hain ya Hamen bahut jyada help karta hai Agar Ham apne business related Kuchh data is computer ke andar save karna chahte hain to yah computer Hamari help Karta Hai Jiski vajah se Ham Apne data ko save kar sakte hain

                Disadvantage

                Computer Jis Tarah Hamare life mein bahut hi faydemand SabiT Hote Hain Is Tarah yah Hamare life mein thoda bahut nuksan bhi Kariye karte hi Hamen computers ka istemal positive Taur per karna chahie Agar Ham iska istemal Manfi tour per Karenge to is mein bahut se nuksan ka Samna karna padta hai computer per ek time table ke sath se kam karna chahie agar aap is Main Har aukat kam karte rahenge to isase aapki ise ke kharab hone ka khadsha Jahar ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review &quot;compuer&quot; Par mabni ha..?

                  Assalaam o alikum dear forum members main apko aj computer k bary information dena chahata hon k computer kya hai is k kya faidy hain aur kya nuqsan hain
                  INTRODUCTION :-
                  Computer aik aisi electronic machine hai jis k jo in the early stages mein sirf aur sirf counting k liye use hota tha ab ab latest computers hain aur ab maximum kam computer par kiye jaty hain computer automatically kam karta hai ye software aur hardware ko mila kar aik complete program banta hai is k difffent parts hoty hain kuch input device hoty hain aur kuch output device hoty hain keyboard,mouse input device hoty hain in k through ham computer ko input dety hain aur wo software aur program k through out put deta hai
                  ADVANTAGES ( faidy)
                  Computer k bahut zayada faidy hain is k zariye har kam bahut easy ho gaya hai kyun k aj kal har jaga computer ka use ho raha hai schools ,bary bary departmental stores ,hostpitals , forces aur har industry aur har installation mein computer ka use ho raha hai aur computer aj kal jis ko nahi ata wo aik blind hai computer k any se paper work ka use bahut kam ho gaya hai aur advance aur latest model vehicles mein bhi computers lagy hoye hain aur aur aj kal computer aur internet ko conect kar k har kam online ho gaya hai jaisa k ap dekhyn banks mein har kam computer par hota hai aur atm machines par bhi computers lagy hoty hain ham jitni cash ki command dety hain computer ki calculation k bad he machine hamyn paisy deti hai
                  DISADVANTAGES :-
                  Dear computer k jahan bahut zayada faidy hain wahan bahut loss bhi hain aik tu jo log zayada computer use karty hain unki eye side jaldi weak hoti hai aur computer ka doosra disadvantage ye hai k is mein virus aa jaye tu data chala jata hai agar aur computer k zariye he hackers logon k account hack kar lety hain aur pasiy nikal lety hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review &quot;compuer&quot; Par mabni ha..?

                    Yes dear aapane apni review mein bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai no doubt Jab ham computer ke benefits ko dekhte hain to is Humko Idea hota hai ki computer bahut hi accurately kam karte hue yah bahut Speed ke sath kam karta hai aur bahut jyada facilitation aur advantages Humko provide kar raha hai aur Jab Se computer ki invention Hui Hai use time se computer Har field mein Main Hamare liye facilities provide kar raha hai computer ke Kuchh advantages main aapke sath share karta hun.

                    Faidy :

                    Dear jab Ham computer istemal Karte Hain To Uske bahut Sare advantages Hasil kar rahe hote hain main aapse kuch advantages share karta hun jisse aapke knowledge mein izafa ho sakta hai.

                    1: Speed work :

                    Computer ki speed bahut Tej hoti hai aur computer Mein Jab Koi data inter Karte Hain To vah usko bahut jyada Speed ke sath process karte hue use per action Leti Hui Ham Ko results provide kar raha Hota Hain.

                    2: Accuracy :

                    dear Jab aap computer ko proper input provide kar dete Hain To Uske bad computer aapko accurate output provide karta hai agar Ham isko input rong Denge Tu ismein Hamare liye Kuchh problem ho sakti hai.

                    3: multiple work :

                    Computer Ek Aisa platform hai jo aapko multiple work ki facility white kar raha hota hai agar aap computer ko dekhte hain to aapko different places per yah facilitate kar raha hota hai for example airport per data entry ke liye iske sath sath shopping mall Samay bills ki calculation ke liye aur iske sath sath different important places per Ja istemal ho raha Hota Hai.

                    Nuqsan :

                    Dear jab aap computer ko wrong input Dete Hain To aapko yah acche results provide nahin karta aur iske sath sath computer ki invention se bahut jyada log jobless Ho chuke hain isase pahle Jis Jagah 10 log job kar rahe Hote the vahan per just 1 member Unki working kar raha Hota Hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review &quot;compuer&quot; Par mabni ha..?

                      Salam dear membersji main Bada aapane bahut achcha topic Amar Sir discuss kiya hai jo ok computer per hai jaise ki aap ko pata hai ki computer istemal hone se har Koi karta hai ISI tarah aapko chahie ke acchi quality ka computer use Karen aapko har EK company ka computer available milta hai to aap iska use acche se kar sakte hain ISI tarah kyon peete har Ghar mein maujud hota hai hamen is per koi bhi kam kar sakte hain Jo log laptop nahin khareed sakte vah kamputer easily khareed ke us par acche se kam kar sakte hain...

                      but member jaise ki aap ko pata hai ki computer ke alag alag parts hote Hain to Ham agar kahin jaaye to hamen sath nahin lekar ja sakte kyunki kafi Bada mushkil hoti hai isko sath Le jaane mein ISI tarah jaise ki aap ko pata hai kar laptop phone hai Ham ghar mein Dal Kar Le ja sakte hain birthday se kya hota hai ki computer parts hote Hain to Ham isko kahin bhi nahin lekar ja sakte....
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review &quot;compuer&quot; Par mabni ha..?

                        Salam, aj hm jis behtreen cheez k bare main apko batane jarhe hain wo h..
                        *Computer*
                        *Introduction:*
                        Computer aik bht hi jadeed or nayab ijaad h. Iski ijad se duniya k bht se logon ko asani ho gyi h. Bht se aese kaam jinko karne main ghntun se dinun or dinun se hafte lag jate the ab wo ba asani minutes or seconds main hojate. Yh aik aesi ijad h jisne duniya badal k rkh di h. Isne logon ki soch ko bdl k rkh dia h. Logon k tareekun ko. Logon k kaamun. Agr hm ghor karen to computer ne hmen aik sabak b de dia h k hardwork k sth smart work bht zroori. Computer main b hm smartly tezi se koi b kaam ba asani kr skte hain. Har cheez k jahan faide hote hain wahan nuksanat b hote hain. Aese hi computer k b jahan beshumar faide hain wahan kuch nuksanat b hain. Apko btate chalen k computer 1988 main Charlie Babbage ne ijaad kia jisko "computer ka baap" bhi kaha jata h. Charlie Babbage ne aesi behtreen cheez ko ijad krke logon ki zindgi asan krdi h. Apko hm ab computer k faide or nuksanat se mutarif krwate hain.
                        *Advantages:*
                        Computer ka
                        istemal apko isko smjhne main asani deta h. Aik br ap computer ki basic ko smjh jayen to ap isko baasani chla skte hain or apne bht se kaam jald az jald kr skte hain jo k bht zroori h.
                        Computer apko
                        internet or duniya se jore rkhta h. Apko sath k sath hi pta chlta rhta h k duniya k kis kone main kia horha h. Jo k apki zehani maloomat main izafa krta h.
                        Computer apka bht sa
                        data jo zroori b h or apke mobile main jagah ni h k ap usko rkhen computer apke liye usko apne andar smbhal k rkhta h.
                        Computer k zariye
                        ajkal ap bht se pesay kama skte hain. Duniya main aese bht se kaam hain jo k computer pe beth k krne se ap pesay kama skte hain wo
                        b ghr bethe bethe.
                        Aur sab se zroori yh
                        apka bht sa waqt bachata h. Ajkal k dor main aik insan k pas itne kaam hote hain k wo aik krta h to dusra sir pe hota h computer k zariye ap apne kaam bht jldi khtm kr skte hain or aram kr skte hain.
                        *Disadvantages:*
                        Computer k ziada
                        istemal se apki ankhen barbad ho skti hain. Jahan computer faidemand h wahan iske nuksaan b hain jin se hamain bachna chahiye computer ki roshni or shuayen ankhun ko kamzor kr deti hain.
                        Bht ziada computer
                        beth k istemal krne se ap jorun ki bemari ka shikar ho skte hain. Kamar k drd k mareez ban skte hain.
                        Aur computer k ziada
                        istemal se ap zehani mareez bn skte hain. Yh apke dimagh ko kamzor b kr deta h.

                        Apko iske faida or nuksanat se pta to chal gya hoga k yh kitna faida mand h or kitna nuksaan de h. Yh ap pe depend krta h k ap khud ko kese bacha skte hain. Kiunke.
                        Ehtiyat ilaj se behtar h. To apko chahiye k ap computer ko apne zroori istemal k liye bs use kren be jaa zroorat se ziada istemal apke liye nuksan de sabit hoskta h.

                        Thanks.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review &quot;compuer&quot; Par mabni ha..?

                          Asslamolikum!

                          Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho awo computer kay bary ma ha is jawab ma ham computer ka tarauf tafseelan kary gay or is kay faidy or nuqsanat par bat kary gay umeed karta ho apko pasand aye ga to ham start karty han.

                          jawab ka tarauf :

                          computer ek asi machine ha jisy computing programing kay zariya riazi kay hisab ya muntqi qarwio kay silsaly ko khud ba khud anjam deny ki hadayat ki ja sakti ha jaded computers ma programo ka nam say opreation kay am seto par amal karny ki salayit hoti ha ya program computer ko inthai wasee tar kam anjam deny ka ahal bnata ha computer jaded technology ki bohat bari ijad ha ya amm tor par ek machine hoti ha jis ma is ki yad ma bari data value store karny ki saliyat hoti ha ya input or out put kay alat ko istiaml kar kay kam krta ha ya ham pehly say store data ma tabeli or nya data storer krny ki saliyat rakhta ha.

                          Computer kay faidy :

                          computer aj kay door ma bohat zada important cheez ha or hamri life ma is kay bohat zada faidy bhe han jo ma aj apky sath share kro ga to ham start karty han computer insan kay dimag say kafi zada tez karwai kar sakta ha computer par fasly karny ka sab say bara faida ya ha kay us ma koi nhe galti nhi hoti ha or ya kafi jaldi kam kar deta ha or aj kay door ma ya entertainment ka bohat bara zariya bna hoa ha.

                          Computer kay nuqsanat :

                          computer kay bohjat zada fawaid kay sayth sath bohat zada nuqsant bhe han jin ma say kuchma ap sab kay sath share kro ga computer gongy electronic machine ha ji insani hadod ko zahir karti ha lekn tez or zada durast tareeky say anjam day jab wo achi trakey say design kiye jaty ha in kay liye istimal kiya jata ha jis ka liye wo design kiya gya ho or btooer design kam karty han wo herat angeez hoty han jab in ma say koi bhe design gaib ho jta ha to insanoi kay major jab up tyar karty han.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review &quot;compuer&quot; Par mabni ha..?

                            My foreign exchange all member aaj primary aapko pc ke naked mein apna information proportion karunga doston laptop and sani dama ki tarah hota hai aur insan dimag se kahin der hai yah pc a kaisi device hai jo sadiyan Tak apna facts keep rakh sakta hai Harish shyam mein ghante ka kam mint primary le sakte hainComputer ak asi gadget ha jisa programing ka zariya rayazi ka hisab sa ya muntaka karwaiyu ka silsala ko kud ba kud anjam dana ki hadayat ki ja sakti ha jadeed computerz ma parogramu ka nam sa ,upration ka am setu par amal karna ki salahiyat hoti ha ya ya software kamputerz ko intahai wasi tar kam anjam dena ka ahal bnata han ak mukammal computer basmool hardwere ,aprating gadget (primary softwere),aor pardi saman darkar ha aor full upration ka liya astamal kiya jata ha america laptop machine kha jata ha ya astalah computer ka sas group ka liya bhi istamal ki jati ha jo jara howa han aor mil kar kam karta han khas tur par computer network ya pc kalaster.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review &quot;compuer&quot; Par mabni ha..?

                              Hi dear friend, aur sab ka kya hal hai hamara aaj ka topic Hai computer
                              Friends Jaisa ki aap Jante Hain ke Hath se Kuch arsa pahle computer Jab maujud nahin thy To Hamen hisab Kitab karne mein aur apni memories ko save rakhne mein Kafi e Mushkil Ka Samna karna padta tha lekin computer Ne Aakar Hamare Sare missile HAL kar Diye aur Jo ke Pahle Kabhi manual system Hua Karte The ab Sare digitalise ho gaye hain sirf aur sirf computer ki vajah se computer Ek Aisi machine hai jo aapke bahut jyada documents ko seve kar sakta hai computer job hamare pass istemal Mein Aaye To pahle pahle bahut hi jyada ismein tarkki Ki Nahin hui thi e aur P1 aur P2 P3 market Mein available hai lekin Waqt gujarne Ke Sath Sath usmein updation Hui aur aur is varsh Jo market Mein available Hain wo I series main generation gap k sath market Mein available hai computer Nahin Hamari Jindagi bilkul hi change karke rakh Diya Hai aajkal Har Shield Mein computer ka istemal Kiya ja raha hai Kaskar banking Keshav is Ne bahut hi jyada taraki ki hai aur aur computer aajkal Har Subah ki jarurat Ban Ke Rah gaya hai computer istemal karne ke bahut Sare fayde bhi hain aur nuksanat bhi hain computer Ne sabse bada nuksan yah Kiya Hai Ki Hamari social life bilkul hi tabah karke rakh diya hai jo log pahle gali mohalon mein Raunak Mela Hua Karta Tha computer Ke Aane Ki vajah se Aawa bilkul hi Simat kar rahe gaya hai aur Har Insan aajkal computer Ke Piche Bhag raha hai lekin Yahan per Ek computer ka yah bhi fayda Hua Hai Ki computer ke Motarif Hong ki waja se Hamari Ye Jindagi bahut Shant ho gai hai khaskar ke banking wale shoby mein computer ko fast istemal Mein Laya Jaaye to yah bahut acchi machine hai aur Iske bahut Sare fayde Hain aap ismein apni yadgar movies ko save kar sakte hain apni yadgar photo albums ko save kar sakte hain aur bahut Kuchh Aisa sev kar sakte hain jo ki aap ko isase pahle bahut Mushkil Hua karti thi aur aap yah bhi dekh le kar Aaj Ki Duniya bilkul computer ka hi istemal ho raha hai yahan yah bahut hi acchi machine hai Jab aap ATM machine per Jaate Hain Paise nikalwane Ke Liye to aapko bagair Kisi Intezar ke paise mil Jaate Hain aur mere Sal Mein To yah Ek bahut hi jyada acchi machine hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X