Ye reveiw aik Iron par mabni hai.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye reveiw aik Iron par mabni hai.......

    Aoa doston umeed krti hun ap sab khriat sy hun gy r apko hmesha hamary reviews pasand aaty hun. hmesha ki trah aj bhi ak bht hi important topic p bat kren gy.. aj hm iron k bary mn bat kren gy. Jo k har ghr ki zarort h chay ghr bra ho ya chota ho yh har ghr ki zarort hy... isi trah yh ap k ghr mn bhi hogi..... aj kal har koe Press hoy kapry phnna chata hy... is leay yh har ghr ki zarort bn chuki hy... ak hmara review bhi Iron k advantages r disadvantages k bary mn h....

    *Advantages*Is k bht s advantages hn jesy k isko use krny k bd hnary kapry bilkul sedhy ho jaty hn.. is k istamal sy hnary kpron ko ak new look mil jati hy... yh bijli sy chlti hy r is ka upr button bhi mojood hota h jis ki madad sy hm iski speed ho zyada ya kam kr skty hn. is mn ap ksi bhi trah k kapry press kr skty hn... yh kapry py depend krta h k us k leay hmen low p cheay hy ya high p... is ko bht hi care s use krna cheay h. jesy k apko malom. h k yh har ghr ki zarort bn chuki h. is leay aj kal is ki sale bhi zydaa hy r market k andr apko asani sy mil bhi sakti hy. q k is k istamal sy apky kpron mn bht hi achi shine aa jati hy r unki life bhi barh jati hy... Iron hoy kapry phnny sy apki apni look bhi bht achi nazar aany lag jati h.... but is k sath sath is k kuch nuksan bhi hoty hn jin ko hm nechy discuss kren gy.......

    *Nuksaan*
    Doston jesy k apko maloom h k har cheez k apny faidy r Nuksaan hoty hn isi trah is k bhi kuch Nuksaan hn... jin ko hm idr discuss kren gy.... sb s Phli baz to yh h k isko istamal krny k leay bht hi zyada care s kam lena parta h q k jb isko on kea jata h to yh bht zyada garm ho jati h... is k ilawa is ki wja s hmara bijli ka bill bhi zyada aata h q k yh bijli py chlti hy... yh bijli bht zyada consume krti hy... aj kal iski price bhi bht zyada high h.bijli na hony ki surat mn yh on hi nh hoti.... umeed h apko hmara aj ka yh review pasand ayy ho ga shukria.....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye reveiw aik Iron par mabni hai.......

      Introduction
      Science has made many inventions for the convenience of human beings in the old times people used to wear the the clothes which were not take place day easily but with the invention of time people start wearing cotton suits and clothes made up of cotton and such type of clothes look very bad without proper pressing so the need of their processing then started science then invented many type of irons like Iron which becomes hot by gas and electricity as well as from the pieces of burnt wood and all such a iron can press our clothes easily hey we will talk about the advantages and disadvantages of iron .
      Advantages
      if we talk about the advantages of iron then the first advantage of iron is it can press our class very easily and science has developed a very light weighted ions which can be carried easily and which can press our clothes easily ions can make our close able to wear easily make our class suitable to watch it is also a good source of providing heat during winter days iron can make our clothes very beautiful to see if our class are not properly press day it looked very bad but after using iron on our clothes straight and very good looking people who are wearing iron fruits and ironed clothes are very good looking a and those people who has not impressed clothes wearing their look bad so irony have become very important part of every home.
      Disadvantages
      if we talk about the disadvantages of iron than iron consumes a large amount of electricity every person cannot afford iron and it can burn our skin with small carelessness we should use iron for our benefits and with care if we are using it with care then it is very helpful invention for humanity thank you very much
      • #18 Collapse

        Re: Ye reveiw aik Iron par mabni hai.......

        Assalamu Alaikum Dosto aaj main aapko iron bare mein detail se bataunga pahle Dor mein iron Mein Koyla istemal Kiya jata tha Jab electricity Nahin Hoti thi To koyle wali iron istemal hoti thi ismein Koyla dalkar usy jalaya jata tha Aur Is Tarah iron heatup Ho jaati thi aur Aise Ham Apne kapde press Karte thy lekin aaj kal modern dur hai aur electronics iron aa chuki Hain electronics iron Lohe ki kemeayi dhat se bani hoti hai aur ismein plastic bhi use hoti hai Iski ek side per Chhoti Si light Lagi hoti hai Kyunki electronic and automatic hoti hai jesy he yeh apni heatup point Se Jyada hoti hai to light off Ho Jaati Hai Jiska matlab hai k iron apna heatup km kr rahi hai ismein ek
        thermostat Hota Hai Iski base bilkul plane hoti hai ta ke kapde acchi Tarah press hun.
        ADVANTAGES
        Doston iron ke bahut se fayde Hain Use Karke a Ham Apne kapde ko press kar sakte hain jisse Hamari personality bahut acchi Ho Jaati Hain aur ham Logon Mein baithane ki Kabil Hote Hain electronic iron Ki vajah se aap bahut jaldi Apne kapde press kar lete hen or yeh markeet mn bht asani sy mill jatee hy.
        DISADVANTAGES
        Doston iron ke Kuchh nuksan b hen
        agr ap ise sahee tarah useNahin Karen en to yeh aapke liye nuksan de sabit ho sakti hai Iski Jo cable hai istemal karte waqt check kar lena chahie kya yah theek Bhi Hai Ki Nahin Kyunki Agar cable jali Hai Aise aapko current lag sakta hai aur Agar iron bahut jyada heat par hai agar aapka uske sath hath touch Ho Gaya to Aapka Hath jal sakta hai iron ko heatup kr k Aisi Nahin chorrna
        chahie Kyunki yah bacchon ke liye bahut nuksan De sabit ho sakti hai
        • #19 Collapse

          Re: Ye reveiw aik Iron par mabni hai.......

          Assalamualaikum!!

          Iron (istari) Aik bohat hi useful hai isko gharon main kapry istari Karny keliye use Kia jata hai istari heat Kay zariye kapron ko press Karti hai iski 3 types Hein
          1). Electric iron
          2). Coilon par chalny wali
          3). Gas iron

          Electrical iron:-

          Electrical iron bijli par chalti hai aur isko ja bijli par chalaya jata hai to is say kapry press kiye jatay Hein ham electrical istari main apni marzi ki heat rakh sakty Hein

          Coilon par chalny wali istari:-

          Coilon par chalany wali istari ka istmaal aj Kay dor main bohat Kam Kia jata hai is istari ko aj Kay dor main na hony Kay barabar hi istmaal hai .is istari main coilon ki daala jata hai aur unhen aag sy barhka Kar heat ki waja sy kapron ko press Kia Jata hai

          Gas iron:-

          Is istari ka istmaal bhi bohat Kam hai isy Kam hi use Kia jata hai iskay zariye ham gas ki madad sy kapron ko istari Kar sakty Hein
          • #20 Collapse

            Re: Ye reveiw aik Iron par mabni hai.......

            Salam members aj ma apko iron ka bary ma jawab dena ja rhyi hun iron hamary ghar ki ek bohat he zarori chez ha isko hum kapry press karna kaliya istamal karty han iron 3 trahn ki hoti ha bijli wali qoila wali gass wali lakin aj kal sab sy trend py bijli wali iron ha
            Faidy: bijli wali iron ka faidy yeh ha ka isko garam karny py waqat ni lagta yeh bohat jld garam ho jati ha or yeh market sy asani sa mil jati ha iron sy hamary kapry khubsurat lagty hain or esma chamak ati ha iron taqreban hamary ghar ma ek boht zarori chez ha gas or qoily wali iron sy kafi time lagta ha presing ma lakin bijli wali sy 5 minut ma kapry pres ho jaty hain
            Nuksan:iska nuksan yeh ha ka yeh bohat jald garam ho jati ha or yeh sary stuff ka kapry press ni kar saktii or bijli wali iron kemat ma b zayda hoti ha jo gareeb admi afford ni kar sakta...
            • #21 Collapse

              Re: Ye reveiw aik Iron par mabni hai.......

              Assalam.u.Alaikum !Umeed karti hun ap sab kheriyat sy hon gy or hmari posts ko bohatt like kar rahy hon gy to chalyn ab ham topic ki jaanib barhty hainIntroduction:G to guys mra aj ka jawab hamesha ki trah bohat eham electronic or gharelo istemaal ki cheez par mubni hai mra aj ka topic 'iron' hai jisy urdu ma istri kaha jata hai iski nechy ki body bilkul flat iron hoti hai ye aik bohatt eham cheez hai ye iron heat provide kar ky hamary kapro ko press karti hai or tmam creases ko door kar deti hai jis sy hmary kapry crease free nazar aty hain ye aj kal har ghar ma mojood hai jo ky electricity sy chalti hai iron three types ki hoti hai aik electricity sy chalny wali aik koilo sy chalti hai or aik gass sy chalti hai ab ma apko iron ky fawaaid or nuqsanat ky baary ma btaon gi.Advantages : G to ab ma apko iron ky faaido ky bary ma btaon gi iron ky bohatt sy fawaaid hain iron hmary kapro ko press kar ky inhy crease free bna deti hai jis sy hmary kapro ma aik new shine ajati hai or hm good looking nazar aty hain iron ka ye bhi faaida hai ky is sa hamara time save hojata hai or is sy hmary paiso ki kafi bachaat hojati hai agar hmary pas iron na hoti to hamy bazar sy dry cleaning karwani parti jis sy bohat pasy kharch hojaty hain iron ka yeh bhi faaida hai ky yeh hmary kapro ko bohat acha bna deti hain or hmary kapry jaldi kharab nahi hoty iron har ghar ma honi chaye.Disadvantages :Ab ma apko iron ky nuqsanaat ky baary ma btaon gi iska aik bara nuqaan ye hy ky ham janty hain yeh aik electronic device hai or isky istemaal sy bijli istemaal hoti hai jo ky bohatt costly par jati hai agar ham high speed rakh kar isy use karty hain to hmary kapry is sy jal bhi sakty hain.
              Mazeed yeh ky hamy isy wisely use karna chaye taa ky ham is ky nuqsanaat sy bach saken umeed karti hun apko mri post pasand ae hogi. JazakAllah !
              • #22 Collapse

                Re: Ye reveiw aik Iron par mabni hai.......

                purana zamana hota thaa jb logo ko istari ka pata he nahi thaa kq k os vaqt scienve ne taraqi nahi ki 5hi phr vaqt k sath sath jaisay jaisay science taraqi krti gai to science ne istri ko bhi bana lia.istri aik aisi machine hay jo electricity k sath chalti hai aur hamary country mein mostly irons electrical hai magar kuch aisi irons bhi hain jo aaj kal natural gas pe bhi chalti hain.is se pehlay aisi istri bhi hoti thi jo charcole k sath jalai jaati thi aur osko garam kr k kapray press keye jatay thay.istri biht ziada kisam ki ho sakti hain aur different design ki ho sakti hain magar yad rshay k istri chahy jaisi bhi hogi oska nivhay wala hissa lohay ka hoga aur istri ka handle wood ya plastic ka ho sakta hai aur kabhi bhi istri ka handle lahay ka nahi hoga q k loha bohat ziada garam ho jata hay
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Ye reveiw aik Iron par mabni hai.......

                  iron ke related aapka review Maine read Kiya hai hai iron ke bare mein aapane a kafi explain ke sath post ki hai hi aapki post mujhe kafi acchi lagi hai, lekin aapane a iron ke related kisi bhi e company ko mention nahin kiya hai hai na order bahut si company iron ki products kar rahi hai hai lekin aapane kisi company ko mention nahin kiya hai in companies mein kuchh companies ki iron bahut hi best hai lekin kuchh companies ki iron bilkul bhi acchi nahin hai to aapko chahie ki aap iron ke related ek acchi company ko mention Karen aur US company ke bare mein apne reviews ne Jahan Tak mera knowledge hai to hamen National key iron ko use karna chahie kyunki is a brand bahut hi famous hai aur internationally e use hota
                     
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Ye reveiw aik Iron par mabni hai.......

                    aaj main aapko iron ke bare mein bataunga pahle Jamane Mein Logon Ko iron ke bare mein bilkul bhi knowledge nahin tha lekin ab yah Har Ghar Mein maujud Hai Aur log isko use Karke isase fayda Hasil Karte Hain Agar iron ki quality acchi Hogi To Ham usko Bahut Der Tak use kar sakte hain Agar Ham iron kharide Hain To Hamen chahie ki Ham best quality ki iron khariden Taki Ham uska Jyada Se Jyada istemal kar Saken Ham Jante Hain Ki Ab yah Har Ghar Mein maujood Hai Aur Har Ghar ki jarurat Ban chuki hai ab log iron kiye Hue hi kapde pehnate Hain aur bacche bhi iron kiye Hue kapde pehanty Hain iron kabhi bhi electricity ke bagair Nahin Chalti ISI Tarah Agar hamare pass electricity Na Ho To Ham iron ko use nahin kar sakte Agar Hamare iron ki quality acchi Hogi To Hamen isase fayda hoga Agar Ham iron kharidna Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham best company ki iron khareed
                     

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X