kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    jee haa bilkul hee mental stressness ki waja sey trading pey asar ho sakta hey kio key jab hamari knowlege hoti hey or hum apni strategy ky bina pey trading kartey hey thab hum profit kar patey hey or kabi kabi kabar knowledge honey k ilawa bi loss ho jati hey tho wo sub mental stress ki ilaamaat hoti hey,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dear bhai har kam karny k liye mind ka hazir hna bohat zrori hai q k jb ap ka mind fresh ho ga to pher ap har kam ko asani say kar sakty hn aur jb kam acha ho ga to pher earn b zyada ho ga aur hmain kam b fresh mind k sath karna chaheye
      • #33 Collapse

        i think yes q k hum ne trading ko boht soch sumjh kar karna hota han agar humara mind during trading fresh nahi ho ga to humy boht loss bhi ho sakta han isi liye humy koshish karni chahye k jub hum fresh ho to tub hi trading ka kam kiya kary.
        • #34 Collapse

          forex trading mein aap koo hamesha cool aur relax hoo kar trading karni chaiyee aur start mein too yeh koshish karien kee app demo account per trading karein aur agar aap kaa loss aa bhi raha hai too foran maat ghabraen aur hamesha apna lot size 0.01 kaa he rakhein
           
          • #35 Collapse

            Bro dekhen ismen totally depend on your mind hota he ap ka mind khud se sochna hota he har ak latest news ki report apke pass honi chaiye hoti he tab admi isko karta istrah nai ke mental zehan tou bi
            • #36 Collapse

              G ha ap ka mind hi sab kuch hy kiyu kay agar ap kay mind may knowledge and experience ho ga to hi ap achi trading kar sake gay forex aik bohat acha online business hy is say hume kafi acha profit earn hota hy.
              • #37 Collapse

                warna loss ho ga ap ko forex k nai yeh sub business k rulls hotay hai agar rulls par kam nahi karo gay loss ho ga kafi Aur forex jaysa sensitive kaam tu bilkul fresh mind se karna cheay. jo bhe stress mind pa ha pehly osy nikalain aur phir trade karain.
                 
                • #38 Collapse

                  ji haan jahan paise ki baat hogi wahan mental stress to bilul ho sakta hia is ka masla nhi hai aur hamein apne aap per yaqeen hona chahyie k ham samjh kar jab is qaabil ho jaye ge k profit nikaaal sake ge yeh boht acha hoga kyon k har koi is business mein kamyaab nhi hota
                   
                  • #39 Collapse

                    yes forex trading main ager ap kesi be bat sy abset hai tu tarde na kare khoe ky mental stress be is bsuiness per aser kare ga ap wrong descion ly ky ani sari investment be loss ker sakte hai.
                    • #40 Collapse

                      ni forex k lea ak trader ka free mind hona bht important ha kew k forex pa mind pa wasa he zyada stress hota ha or isi waja sa forex pa traders ko weekend pa market close hoti ha k traders ka mind fresh ho jai or agar koi stressed minded trading kra ga to us ki trade pa impact ai ge or zyada chance ha k usa loss ho trading ma
                      • #41 Collapse

                        han kar sakti hai mental stress apki trading ko asar andaaz kyun ke forex physically business nahi yeh mentally business dimaag ka kaam hai yahan so dimaag relax hona yahan laazmi hai warna bhot loss ho sakta hai wrong decision me
                         
                        • #42 Collapse

                          Ji han mental stress trading pay asar andadaz hoti hai or jab trader mentally stress main ho tu woh achi tarha trading skills,experience ko use nahi kar sakta.woh stress ki waja se apni strategy or trading pair ki preparation nahi kar sakta jis waja se woh profit ki jaga loss kar leta hai.Zarori hia jab b trading ki jaey trader mentally or physically fresh ho.
                          Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                          • #43 Collapse

                            je haan mental stress hamari pori zindagi pa asar andaz hota hay is leya trading ko bhi nuksan pohancha sakta hay so bee care full
                             
                            • #44 Collapse

                              Bhai forex main to stress hame kabhi bhi nhi rakhna chahiye yaar yahan per trading karni hai to aapko apna mind jo hai ekdum fresh rakhna hoga aap stress lenge to trading bhi ache sai nhi ho paayegi or hamare loss k chance bhi jyada ban jaayenge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                g han bilkul mentally stress apki trading py bilkul asar andazz hota hy, kyu k ye aisa business hy jismain apko mentally fit hona zarori hy kyu k ismain apko concentrate chahye. or apka business py thk tarha concentrate nhi hoga to ap profit ki bjae loss ki taraf jaen gain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X