Android vs iPhone
No announcement yet.
X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #1 Collapse

Android vs iPhone
Android vs iPhone Naon anu pangalusna telepon pikeun dagang forex?
Nu telepon geus pangalusna software dagang.
darknet markets Я-король джунглей.

• InstaForex
• #2 Collapse

Re: Android vs iPhone

asslam o alaikum dear friend agr hm android vs iPhone to ya kaha hja sakta hy ky iPhone ameero ky liya hota hy or gareebo ka liya android hi iPhone hy iPhone ma virus ni a sakhta jb ky android ma virus a sakhta hy
• #3 Collapse

Re: Android vs iPhone

Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Android iPhone se better phone hai Kyunki Duniya Mein jyadatar Logon ke pass Android phone Hota Hai isiliye Ham Agar Kisi Se Koi chij share karna chahte hain To Ham Android per aasani se kar sakte hain lekin Agar iPhone Ho Hamare pass to To Ham iPhone se Android mein chij share nahin kar sakte iPhone iPhone mein data transfer kar sakta hai Android Main Nahin kar sakta isiliye Mere Khyal Mein Hai Android best phone hai iPhone se Shukriya
• #4 Collapse

Re: Android vs iPhone

Daikhain iphone aik brand hai. Lekin sab ke liay affordable ni hai. Han ye baat theik hai ke us main features bahut achay hain, us ki security bhi bahut tagri hai lekin phir bhi dunia main sab se ziada khareeda janay wala brand ni hai because middle class afford ni kar saktay.
• #5 Collapse

Re: Android vs iPhone

:1f614:Aslamualaikom Dosto!
IPHONE VS ANDROID.....!

IPHONR:

First of all Iphone ki baat ki jaye to IPhone ek zabardast user and bahut acha brand wala smartphone hai. QK IPhone ek IOS pr chalta hai or american technology apple company ke smartphone hai or apple company CEO ka nam Tim cook hai. joo har koi shoq se use karna pasand karenge. IPhone ek khobsorat design ki waja se bhi bahut famous hai or in ki quality ki waja se log bahut pasand bhi karte hai. IPhone manga hone ki waja se Aksar log k lye tora mashkil hojata ha.
Lekin baat ki jaye in ki feature ki: IPhone ki khasiat ye hai k in ki Security bahut zyada mazboot hota hai in ko kolna mushkil e nhi namkin hai or is main data bahut e mehfooz hota hai. or inka camera or display lajawab hai.
iphone main battery ki baat ki jaye to iphone main battery bahut e slow hai or battery ki waja se or kafi price zyada hone ki waja se aksar log iphone nhi kharid pate.

ANDROID:

2nd android smartphone bhi zabardast brand hai Android main kafi sare companies k smartphone lunch kiye gaye hai. Is main FOr example>
Samsung, Huawei, OPPO, Vivo, realme, redme and Infinix jese company main android smartphone lunch kiye howe hai. Iphone saal main ek model ane se dosre saal tak intizar karna parta hai lekin android ki baat ki jaye to har company mahine main 1 ya 2 smartphone release karte hai .
First of all samsung ki baat ki jaye to. samsung ek zabardast smartphone main se ek acha brand hai samsung main har chiz or use main bahut e easy hota hai android main market main sab se zyada chalne wale or user mobile main se pehle number par ata hai. MArket main too iphone ko bhi piche chor diya hai. Samsung main camera or display or comlete detail main bahut se agai hai. Samsung main bahut sare series majood hai or is main S series, Note series, J series, A series, C series majood hai. In series main sab mazboot tareen series wo hai note series and s series hai. baki saste brand main se ate hai.
baki company k smartphones joo hai wo har kisi ka apna raay hota hai mera raay hai samsung zindabad hai.

Android vs iphone.

Har kisi ko iphone pasand hai ya android. IPhone joo hai log personality or security k lye use karte hai. android ki baat ki jaye android har koi use bhi karta hai lekin personality khas use hota hai.
jab android se Iphone ki taraf ajaye too os ko bahut mushkil lagna hojata hai os ka reaction pashtaane par ajata hai yar ye main kyu liya.
Qk iPhone ki kafi option or setting dono bahut mushkil hota haii. Android main option or setting bahut e easy hota hai.
jab android main camera ki ajaye to har koi megapexal ki baat karte hai or iphone main koi mega pexal ki baat nhi karta hai. Qk Iphone main zyada se zyada 12 megapexal hote hai. Android main 48.60,80 or 108 megapexal bhi miljate hai.
Android market main bahut zyada hote hai. android main samsung ki alag hai iphone se bhi zyada acha smarphone milne ko miljata hai.

samsung is the best smartphone then iphone.
• InstaForex
• #6 Collapse

Re: Android vs iPhone

Introduction: Android aur iPhone different platform key base par mobile development karty hey en key systems different hoty hey, Apple Company iPhone mobile ki development iOS system key bas par karti hay jab key other mobile companies mobile ki development Android system key base par karti hey.

Advantages:iPhone smartphone ki quality ka muqabla kesi aur company key smart phones nahi kar sakty hey magar android mobiles me koch esi qualities majood hoti hey jes se ham inqar be nahi kar sakty hey, android mobiles ki price iPhone se kam hoti hay, body aur quality key lehaz se iPhone behtreen mobiles samjy jaty hey jab key android mobiles ki manufacturing bahot se companies karti hey es ley en ki quality iphone key muqably me zeyada achi nahi hoti jab key iPhone mobiles siraf Apple company hi bana sakti hey ye USA ki company hey jes ki designing aur development par zeyada mehnat ki jati hay, iPhone aur android mobiles key play store be different hey android mobile me google play store ka use kia jata hay jes ko google support karta hay es me millions me applications aur games available hoty hey aur iPhone me Apple play store hota hay jes ko khud apple company hi support karti hay,

Disadvantages:Apple aur android mobiles use karny key disadvantages par agar bat ki jaye to iPhone mobiles key prices bahot zeyada hoty hey magar achi quality key mobiles ki waja se es ko high rate hony key bawajood be pasand kia jata hay jab key android mobile ki quality etni achi nahi hoti jetni key es ki price hoti hay.
Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	1
Size:	115.3 کلوبائٹ
ID:	12333892

اب آن لائن

Working...
X