Ya Review Ghar Main Dog Rakhny Pay Mabni Hain...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya Review Ghar Main Dog Rakhny Pay Mabni Hain...
    Asslam o Alaikum dosto aj main ao k sth ghr main dog rkny pay aona experience share kr rha hun jesa k ao sub ko pata hain aksr logo k ghr min dog rkha hun hita hain jo k logo k ghr ka Rakhvala krta hain or dog ko aksr log apny ghr ka khayl krny k lay apny ghr main rkty hain jass say un ki jan mall ka khayl krta hain k khai chor dako un k ghr ko lot na lay asii tra dog aik wafadar janvar hain jo aony malik k lay jan day bhi day deta hain or us k lay jan lay bhi leta hain as main buht sari nisly hoti hain jas main har tra k clar bhi mil jaty hain......

    ADVANTAGES :::::::%%%%%

    Dosto dog k buht sary fiday hain ya humry ghr main hony ya na hony py humry ghr main khayl rkta hain ya aik wafadar janvar hain jass main har tra k clar k dog hoty hain jo zyda tar log apny ghr main shonk say or games k lay bhi rkty hain asi tra humy as janvar ko apny ghr main rkna chye jo humry lay nuksan ni hain.....

    DISADVANTAGES ::::%%%%%

    Dosto Mary khayl say jha tak dog k ghr main rkny k thory buht fiday hain whi nuksan hi buht sary hain ku k ya haram janvar hain jo kesi bhi chez ko moon lagta hain tu wo chez usable ni rhti harm napak ho jati hain phr as k cut leny say inshan ki death ho skti hain or us ki jan ja skti hain jass ki machines buht mangi atii hain bass dafa tu market say available bhi ni hotii as lay ghro main rkna zyda tar nuksan ka bazz banta hain.....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya Review Ghar Main Dog Rakhny Pay Mabni Hain...

    " Assalamu Alaikum dear friend Aaj ham aapke sath ghar mein paalne wale dogs ke bare mein discuss Karenge Joker Mein Ham dog palte Hain vah bahut hi wafadar Janwar Hote Hain vah to Ek kar mein chaukidar Hota Hai Aur ghar ke Palan karta hai Aur Insaan Ki BF sabse Jyada Wafadaar dog hai Isko ham dudh pilate Hain aur Tamam chij se bhi Dete Hain agar koi iski Jagah lene ki koshish karen to usse Mar Mar Ke use khatm kar deta hai kutta Apni Jagah ka Kisi Ko Nahin Lene deta
    """"Disadvantages of dogs""
    Dog Ek bahut hi nuksan dene wala Janwar hai agar Kisi Ko Kat Le To use Insan ko bahut Si effect ho sakte hain isliye Jitna ine Janwar se Bachkar Rahoge utna hi aapko fayda hoga dog agar Iske Malik ke sath kuch ker gya to ya ap.ko. Khatam Ka Tarika Ek Liye aap mujhse Itna bus sakte hain bacche yah bahut hi khofnak Janwar hai agar yah aap ko Kat lena to foreign doctor se injection lagwaye
    Mehnat Me Azmat hai
    • #3 Collapse

      Re: Ya Review Ghar Main Dog Rakhny Pay Mabni Hain...

      Assalamu Alaikum to all Forex member bahut se log dog ghar mein rakhwali ke Taur per rakhte Hain Taki Hamare ghar Ka Khyal rakhen Agar dog Ghar Mein Hota To koi bhi Chor Ghar Mein dakhil Nahin ho sakta Ghar Ki rakhwali karta hai Anjan Insan ko Apne Ghar Mein dakhil Nahin hone deta Ghar Ki rakhwali ke liye Hota Hai yah dog bahut hi wafadar hota hai apne Malik ke sath bahut se log Nestle dog bhi rakhte Hain Jo log dog ko ghar mein rakhte Hain Agar vah Ghar Mein maujood Na Ho To dog unke Ghar Ki rakhwali karta hai Un ke bagair ghar mein Main Kisi Ko dakhil Nahin hone deta agar koi Ghar dakhil ho jaaye tw dogs kaatne ke liye daudta hai dog Ek bahut hi wafadar Janwar hai Hamen acchi nasl ka dog Rakhna chahie aur Khubsurat dog Rakhna chahie

      Advantage

      Dog ke bahut se fayde Hote Hain Malik Ghar Mein maujood Ho Ya Na Ho vah Ghar Ki rakhwali karta hai aur kisi ko Hamare ghar mein dakhil nahin hone deta dog Ek wafadar Janwar hai bahut c kism ke dog Hote Hain lekin bahut se log apne ghar mein Khubsurat dog rakhte Hain Taki vah unke Ghar Ki rakhwali Karen Agar ghar mein dog maujud hai to vah Billi Ko Bhi Apne Ghar Mein dakhil Nahin hone deta

      Disadvantage

      Jahan dog ke fayde hote hain vahan Iske Thode bahut nuksan bhi Hote Hain dog Jab Khol Dete Hain To yah Har chij Mein Munh Mata rahata hai jisse vah chij kharab ho jaati hai aur vah Hamare istemal Ke Kabil Nahin Hoti to yah chij Insan ke istemal Ke Kabil Nahin rahtil Ho Jaati Hai Jodha Akbar Pur se rahte hain agar unhen koi pagal dog Kat Le To vah Bhi Pagal Ho jata hai agar vah Kisi Insan ko Kat Le To Insan Bhi Pagal Ho Jata Hai
      • #4 Collapse

        Re: Ya Review Ghar Main Dog Rakhny Pay Mabni Hain...

        Ghar mein dog rakhne ka aapane bahut hi good experience share Kiya haimain aapki post ko read kiya hai aur mujhe kafi acchi lagi hai kyunki main khud bhi dhokha shaukeen hun aur main bhi aap hi time ek dog ko Pala hai aur mujhe bhi dog ka shauk hai aur main samajhta hun kijiye ek bahut hi good hobby hai.

        Dog bahut hi wafadar janwar hai hai aur is ki wafa mein Koi shak nahin hai kyunki Jo log is shok kar chuke hain UN logon ko pata hoga ke dog kitna best hota hai hai Pakistan mein bahut Cena salon ke dog hote hain Chin mein kuchh bahut hi acche hain aur hamen inko palna chahie aajkal log dog ka business bhi kar rahe hain dog ki breathing karva kar acchi kimat mein sel kar rahe hain.

        Advantage:
        dog rakhne ke bahut se advantage hai agar aapane dog rakha hua hai to vah aap ke ghar ki chauki Dari karta hai aur kisi ko ghar mein dakhil nahin hone deta hai aur raat ke waqt aap aaram ke sath so sakte hain kyunki aapko Koi tension nahin hoti hai isliye ki aapka ek chaukidar hota hai hai aur agar aap Mal maweshi rakhte Hain to unki baradari ke liye dog bahut hi best hai dog ke bahut se advantage hai hamen ek acchi nasl ka dog jarur rakhna chahie yah hamare liye bahut hi best hai.

        Disadvantage:
        Dog ka sabse bada disadvantage hai k yah ek napak janwar hai hai aur ise hamen ek Ghar ke Kone mein rakhna padta hai agar sare ghar mein bhumi to namaz padhne ki jagah nahin rahti hai aur iske alava dog ka dimag bhi kharab ho jata hai aur hamen iske pagal hone ka khatra bahut hota hai isliye iska khyal rakhna chahie kyunki jab bhi Koi pagal dog Kat leta hai to usse jaan bhi ja sakti hai isliye hamen apne dog ki vaccination jarur karvani chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Ya Review Ghar Main Dog Rakhny Pay Mabni Hain...

          Dogs rakna ajkal har ghar ki zarorat ban chuky hey es ki waja ye hay key ajkal key dur me jes tarha se wardaatu me ezafa ho raha hay agar ghar me dogs na ho to es ki waja se choor asani se ghar key andar dakhil ho kar choori kar sakty hey magar dogs rakny key jaha etny zeyada advantages ho sakty hey hamy es key nuqsaanat ka be jaiza lena ho ga,

          Advantages: Achi nasaal ka agar dog raka jaye to ye high price ka be sale ho sakta hay aur dogs ko khas kar ghar ki rakwali key ley hi raka jata hay magar koch koji dogs be hoty hey jo key bahot hi achy nasaal key samjy jaty hey aur es ki price be bahot hi zeyada hoti hay magar en dogs me unique types ki qualities hoti hey jo key kesi aam dogs me nahi hoti hey, dogs ko insaan se zeyada wafadar samja jata hay agar ham aaj dog pahlty hey to ye har time hi hamari hefazat kar sakta hay aur hamy bahot se pareshaniu se bacha sakta hay,

          Disadvantages: Dogs pahlny ka nuqsan ye hota hay key agar ye garmi ya kesi aur waja se pagal ho jata hay to ye faida deny se zeyada hamy aur har kesi ko be nuqsan de sakta hay es situation me hamary pass yahi 1 option hota hay key ham esy dog ko goli se maar den, dogs ki khoraak be hamy bahot hi khayal rakna hota hay aur dog agar achi nasaal ka ho ga to es key ley goshat ka badobast karna be hamari responsibility hoti hay.
          • #6 Collapse

            Re: Ya Review Ghar Main Dog Rakhny Pay Mabni Hain...

            Dear forum members main ap ko aj dog k bary barana chata hon k dog aik bahut he wafadar janwar hai jo ghar ki rakhwali k liye rakha jata hai aur dogs ki saari nasal mean k types hoti hain aur har nasal ka alag name hota hai kuch ghar mein rakhwali k liye hoty hain tu kuch shikar karny k liye hoty hain teetar aur bater k shukar k liye alag nasal ka dog hota hai aur rabbit ka shikar karny k liye alag nasal ka dog hota hai aur koi bhi dog ho apny maalik ki bahut wafadari karta hai ye no doubt k napak janwar hai but rakhwali k liye rakhna jaiz hai is ki soonghny ki hiss bahut tez hoti hai ye apny maalik ko pehchanta hai aur even k log dogs ko trained karty hain jo har bat ko har ishary ko samajhty hain is ki jitni khidmat khatir karo ye utna he zayada wafadari nibhata hai
            ADVANTAGES : faidy
            Ghar mein dog rakhny k bahut faidy hain jaisa k agar village mein ghar ho tu chor rat ko ayn tu dog ko door se he pata chal jata hai ye bhokta hai apny maalik ko bhi jagata hai aur chor ko any bhi nahi deta kat leta hai
            Aur jo shikar waly dogs hoty hain wo shikar pakar kar dety hain aur teetar aur bater ka shikar karny waly dogs ko jab smell ati hai tu wo ruk kar apni dum utha kar signal deta hai k yahan par shikar hai aur shikari usi jaga jaal (net) dalta hai aur shikar mein kamyab ho jata hai
            Aur aj kal dog centre bany hoty hain jo dogs ko trained karty hain agar chori ho jaye tu dog centre se dog laye jaty hain wo chor k qadam ki smell ly k us k qadam k nishan par jata hai aur us k ghar tak pohnch jata hai
            Aur airports par bhi dog hoty hain jo chars ya manshiyaat ya explosive materials ki smell ly kar indicate karty hain
            Aur dog bahut he acha janwar hai jo apny maalik ko kabhi dhoaka nahi deta
            DISADVANTAGES :nuqsaanat
            Dog k faidy bhi bahut zayada hain but nuqsaan bhi bahut hain agar dog ko ham free chor dyn tu ye logon ko kat leta hai jis ka act hai aur iski FIR hoti hai aur dogs k katny k jerms bahut zayada hoty hain is liye is k katny k bad vaccination karwani parti hai jo kafi expensive hai aur dog ko agar koi bhi mosam hard lagy like garmi zayada ho ya sardi zayada ho tu dog pagal pan ka shikar jo jata hai aur us beemari mein jis ko katy us mein jarasime transfer ho jaty hain jab tak us dog ko mara na jaye tu wo har cheez ko kat k agy nikal jata hai is liye dogs jab rakhyn tu in ko achi aur balance environment mein rakhyn
            • #7 Collapse

              Re: Ya Review Ghar Main Dog Rakhny Pay Mabni Hain...

              Assalam walekum Pyare bhaijaan dog Rakhna aajkal Har Ghar ki jarurat hai Iski vajah se yah hai ki aajkal ke Daur Mein justice Tarah Se vardaat Mein Safar ho raha hai agar ghar mein dogs Na Ho To iski vajah se Chor aasani se ghar ke andar dakhil hokar Chori kar sakta hai Magar dogs rakhne Ke Jahan itne Jyada fayde Hain Hain To Iske nuksan bhi hain ab main aapke Samne dog rakhne ke Kuchh nuksan Bayan karta hun

              Aur kuchh fayde Bayan karta hun

              Advantage
              Acchi nasl ka Agar dog Rakha Jaaye to yah Hai price ka bhi sale ho sakta hai aur dog ko khaskar ghar ki rakhwali Ke Liye Hi Rakhna Jata Hai Magar Kuchh chijen dogs bhi Hote Hain Jo ke bahut hi acchi nasl ke samjhe Jaate Hain aur iski price bhi bahut hi jyada Hoti Hai Magar in dogs Hain and queen types ki quality hoti hai jo ke ISI Aam dog Mein Nahin Hoti Hai dog ko Insan Se Jyada wafadar Samjha jata hai agar Ham Aaj dog palte Hain To yah Har time hi Hamari hi paddock kar sakta hai aur Hamen bahut hi Kisi pareshani Se bacha sakta hai

              Nuksan

              Dogs paalne ka nuksan yah hota hai ki agar yah Garmi ya Kisi Aur vajah se Pagal Ho Jata Hai To yah fayda Dene Se Jyada Hamen aur Har Kisi ko bhi nuksan ho sakta hai aur iski slation Mein hamare pass Yahi Ek Option hota hai ki Ham is dog Ko Goli Se Maar Den dogs ki khurak bhi Hamen bahut hi Khyal Rakhna hota hai aur dog Agar acchi muscle ka ho to is ke liye Gosht Ka bandobast Karna bhi Hota Hai Hamari responsibility hoti hai agar Ham dog ko free Chhod Dete Hain To yah Logon Ko kar leta hai Jiska Hamen bahut hi jyada nuksan Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Ya Review Ghar Main Dog Rakhny Pay Mabni Hain...

                Assalamu alaikum dear members ..

                ummid hai app sab khairiyat se honge aapane review ke liye Jo topic select ki hai "dogs"vah bhauti achcha aur interesting hai aur aapane iske review mein jo information Di hai vah bhi bahut informative thi..

                ghar mein dog rakhne ke bahut jyada advantage hai kyunki dog jo hai hamen vaise bhi uski bahut jyada care karni chahie.. kuchh log jo hote hain unko dogs rakhne ka bahut jyada shok hote hain aur vah isliye apne gharon mein dogs rakhte hain aur kuchh log tu itni jyada dogs ko like karte hain ki vah specially abroad se in dogs ko karte Hain aur apne gharon mein inko rakhte Hain
                Ghar mein dog rakhne ke bahut jyada advantage bhi hai..

                ghar mein dog rakhne ke bahut jyada advantage hai aur kuchh disadvantage bhi aaj main aapke sath ghar mein dog rakhne ke advantage or disadvantage donon share karungi hope so aapke liye informative aur aap inse se fayda hasil kar sake..

                Advantage of dogs: 🐕

                Dogs rakhne ke bahut jyada advantage hai sabse bade advantage tu ye hi ki ye hamare ghar ki rakhwali karta hai kyunki aajkal bahut jyada chori hone ki vajah se dog jo hai vah hamare ghar ke bahut acche care karte Hain..
                dogs Jo hote hain vah different nasil ke hote hain aur different colour ke hote Hain Jo dekhne mein bahut jyada hi khubsurat dikhai dete Hain isliye kuchh log hote hain vah shok se apne gharon mein dog paalte Hain..

                Disadvantage of dogs:

                dogs ke kuchh disadvantage bhi hoti hai agar Ham dogs ko saaf nahin karenge in ki care nahin karenge to inmein kuch aise jurms hote Hain Jo hamare liye different diseases paida kar sakte hain ..
                isliye hamen is baat ke bahut jyada care karni chahie ke apne dog ko saf rakhe aur in ki jagah ko bhi saaf rakhen..
                • #9 Collapse

                  Re: Ya Review Ghar Main Dog Rakhny Pay Mabni Hain...

                  INTRODUCTION :

                  assalamu alikm umaid hay ky sab dost kheriat sy hongy ALLAH PAK ham sabko apny hizo aman main rakhy ameen .dosto brother ny jo review dia hy who khasi ahmiyat ka haamil hay wasy bhy ALLAH pak ny is kainaat main jo bhe cheez paida ki who bht ahmiyat wali hoti hay har cheez ka koi na koi maksad hay isitrah jo aj ka review jiss baat per mubni hay who hay DOG palny aur rakhna .frends jaisa keh mainy apkophly btya haye ky koi bhe cheez jo kinat main paida ki gye hy usky kuch na kuch makasid hoty hain isitrah dogs log apny kuch khas maksad klye rakhty hain
                  dos aik faith full ani mal hay byhad wafadar janwaer hay ui rakhwaali klye paly jaty hain dunya main dogs ki mukhtalif kissmen hain jaisa ky
                  1AlSESION DOG
                  2 RESSION DOG
                  3BULTERE DOG
                  4POINTRER DOG
                  5GERMAN SHEFERD DOG
                  6 BELJIUM SHEFRD GOG
                  7KKATHIYA BUTERE DOG
                  dunya maun aur bhe bht si kismen pai jati hain kuch bht khternaak hoty hain aur kuch insaan dost hoty hain injawron ko sikhya jata hy aur khass terbiyat di jati hai aur ui apny malik ky bht wafadar hoty hain dogs ghosht chiken aur hadyan bons wagira khoraak ky tor pay istimaal karty hain

                  ADVENTAGES:

                  dogs palny ky bht faidy hain dogs asa secuty klyr paly jaty hain aur ui chori wagira ko dhondny klye inhen terbit di jati hy log apny mawesyon ki rakhwaali karny klye palty hain
                  bary bary depatmint jisa keh army field mai dogs sy bht ahm kam lye jaaty hain shikaar klye istimaal kye jaty hain ui animals ghosht khor hoty hain aur dhodh bhe peety hain .
                  janglon main searching kalye istamal kye jaaty hain mukhtalif kissam k dogs mukhtalif kaam ser anjaam daity hain aur ui kaafi samjhdar hoty hain .

                  DISADVENTAGES :

                  jaisakeh inki palny main afadiyat haye inky bht zida dissadventages bhe hain jaisa ky dogs bht khtrnaak janwera hy .inky jabry bht mazboot aur nokeely hoty hain ui apny shikaar ko mazboti sy thmty hain aur peecha kaer ky daboch laity hain .dogr cheer phaar daity hain inko bandh ky rakhna parta hay
                  mukhtalif colour ky dogs bht dengerious hoty hain .
                  • #10 Collapse

                    Re: Ya Review Ghar Main Dog Rakhny Pay Mabni Hain...

                    Hello guys jesa k aap sab ko pata hy k logo main mukhtalif qism k shouq paye jaaty hain aur kuch liug itna zyada shouq karty hain k apny shouq ko pesht main tabdeel karty hain, dosto to main aapko bata doon k logo main mukhtalif qism k janwar phaany ka shouq hota hy aur mukhtlaif qism k janwar rakh kar mukhtlaif maqasid k liye istimaal karty hain. Loug Cows, bhens, bakri, kabootar, tota, aur mukhtalif qism k parindy aur choty barty janwar phaalty hain.
                    Aam tour par dosto Pakistan main loug jo jaanwar phaalty hain un main,
                    Ciws,
                    Bhens,
                    Bakri,
                    Bhairr,
                    Horse,
                    Dogs,
                    Cats
                    Aur different type k birds shamil hain, chonky dosto ye review Fogs par mabni hy to main aapko batata chaloon k kutto main buhat zyada qism k paye jaaty hain jus main teddy, Bultarior, Germen sheppard aur puppy etc shamil hain. Dosto kuch loug shouq sy aik ya 2 kutty palty hain aur iska a ha khyal rakh kar shows k liye use karty hain,
                    Kuch loug kutty chokidari k liye phaalty hain,
                    Kuch loug fighting dogs, yani bultarior dogs rakty hain,
                    Aur kuch loug peshy k lehaz sy rakty hain jis sy baccchy le kar bejhdety hain.

                    Faidy:
                    Kutty rakhny k faidy ye hain k ye aapki chokidari karny main ehm kirdaar adaa karta hy,
                    Doosra fiada ye hy k kutty buhat wafadar janwar hoty hain aur ye aapko har qism ke protection deta hy.
                    Isky ilawa kutty ko aap agar oezhy k lehaz sy rakengy to ye buhat qeemti hoty hain aur aap aik kutta lakhoon k B bejh sakty hain.

                    Nuqsanat:
                    Dosto kutty buhat khatarnaak qism k janwar hoty hai naur fiado k saath sath isky nuqsanat B hoty hain, jesa k ye agar pagal ho jaye to apako buhat nuqsaan pounchaa sakta hy.
                    Ye agar tanhayee main barr jaye to aapk oaur aapky family k kisi fard ko kaat sakta hy jo buhat zehreely qism k hoty hain.
                    Isky ilawa dosto ye apaky mehmaan ko kast sakta hy jis sy aapky rishty kamzor ho skaty hain.
                    Isky ilawa dosto shariyat k mutabiq agar kisi gharcmain kutta ho to usi ghar main rehmat kfarishty nahi aaty. To zaroori hy k agar aap ko kutty ke zaroorat nahi to aapko kutta nahi paalna chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ya Review Ghar Main Dog Rakhny Pay Mabni Hain...

                      Agar Ham Ek baat ke bare mein Aur Karte Hain isko is bar ke bare mein Pata Chalta Hai hai ki Insan ke alava ham log Koi Bhi Apne Ghar Mein paltu janwar rakhte Hain To Hamen uska Suvichar kar fayda hi hota hai lekin Kuchh Janwar Aise Hote Hain Inka Ham to Taur per koi bhi fayda nahin Hota Hai hai lekin Kuchh mat halat mein ham phone se fayda Hasil karne mein Kamyab ho sakta Aate Hain Mein Ek list ke muqable dog bhi hai Jiska ham Jyada Se Jyada fayda Karte Hain Jab Ham Raat Ko so hi hote hain to dog is Waqt Jaag rahe ho lekin is baat ka bhi Ek pass hai yaar Rakhna chahie Punjab ka kam koi aisa janwar jisse Ham dog dekhte hain uska achi nasal ka Sona bahut mast hai agar Ham koi aisa bekar dog Apne Ghar Mein Rehte Hain Jiske Hamen Koi dikhaiye to Humko Aisa Koi Bhi kam Nahin chahie.

                      ADVANTAGES;

                      Dear Ek acchi nasl ka dog apne ghar mein rakhne ke bahut Sare fayde Hote Hain Jagdev bangles Hamare ghar mein Aate Hain To Hua Humko Unse Ba Gabbar karta hai aur Agar Ham raat ko so Rahe Hote Hain hain to vah Hamare ghar ikai ki dekhbhal karta hai isliye dog ke rakhne se Ham to Koi Din Nahin Hai.

                      DISADVANTAGES;
                      dear Hamare liye Is say Ki Barrh kar aur koi nahin hai Jo dog Hamare ghar ki dekhbhal karta hai hai usse badh kar Hamen aur koi bhi fayda nahin Hota vah To Aise aur is Baat Mein Koi Achcha Nahin Hai Jiske hone se Ham raat ko aaram se sote Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ya Review Ghar Main Dog Rakhny Pay Mabni Hain...

                        Assalamu alaikum my dear all Forex member aaj ka review ghar mein dog rakhne par hai bahut se log dog ghar mein rakhwali ke Taur per rakhte Hain Taki Hamare ghar Ka Khyal rakhen Agar dog Ghar Mein Hota To koi bhi Chor Ghar Mein dakhil Nahin ho sakta Ghar Ki rakhwali karta hai Anjan Insan ko Apne Ghar Mein dakhil Nahin hone deta Ghar Ki rakhwali ke liye Hota Hai yah dog bahut hi wafadar hota hai apne Malik ke sath bahut se log Nestle dog bhi rakhte Hain Jo log dog ko ghar mein rakhte Hain Agar vah Ghar Mein maujood Na Ho To dog unke Ghar Ki rakhwali karta hai Un ke bagair ghar mein Main Kisi Ko dakhil Nahin hone deta agar koi Ghar dakhil ho jaaye tw dogs kaatne ke liye daudta hai dog Ek bahut hi wafadar Janwar hai Hamen acchi nasl ka dog Rakhna chahie aur Khubsurat dog Rakhna chahiebDog ke bahut se fayde Hote Hain Malik Ghar Mein maujood Ho Ya Na Ho vah Ghar Ki rakhwali karta hai aur kisi ko Hamare ghar mein dakhil nahin hone deta dog Ek wafadar Janwar hai bahut c kism ke dog Hote Hain lekin bahut se log apne ghar mein Khubsurat dog rakhte Hain Taki vah unke Ghar Ki rakhwali Karen Agar ghar mein dog maujud hai to vah Billi Ko Bhi Apne Ghar Mein dakhil Nahin hone deta Jahan dog ke fayde hote hain vahan Iske Thode bahut nuksan bhi Hote Hain dog Jab Khol Dete Hain To yah Har chij Mein Munh Mata rahata hai jisse vah chij kharab ho jaati hai aur vah Hamare istemal Ke Kabil Nahin Hoti to yah chij Insan ke istemal Ke Kabil Nahin rahtil Ho Jaati Hai Jodha Akbar Pur se rahte hain agar unhen koi pagal dog Kat Le To vah Bhi Pagal Ho jata hai agar vah Kisi Insan ko Kat Le To Insan Bhi Pagal Ho Jata Hai Achi nasaal ka agar dog raka jaye to ye high price ka be sale ho sakta hay aur dogs ko khas kar ghar ki rakwali key ley hi raka jata hay magar koch koji dogs be hoty hey jo key bahot hi achy nasaal key samjy jaty hey aur es ki price be bahot hi zeyada hoti hay magar en dogs me unique types ki qualities hoti hey jo key kesi aam dogs me nahi hoti hey, dogs ko insaan se zeyada wafadar samja jata hay agar ham aaj dog pahlty hey to ye har time hi hamari hefazat kar sakta hay aur hamy bahot se pareshaniu se bacha sakta hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Ya Review Ghar Main Dog Rakhny Pay Mabni Hain...

                          Introduction : friends agr ap ghr men dogs rkhty hain to apni safty kay lia rakhen lakin shoq kay lia ghar men janwar na rakhen is kay kuch faidy or nuqsan hain.
                          ADVANTAGE: Asalam O AlYkum friends Umeed Hai ap sb Khairiat sy hon gy dogs jo bhi ghar men rkhty hain kuch log shoq kay lia rkhty hain kuch log apny ghar ki hifazat kay lia rkhty hain or dogs kafi wafa dar hoty hain is men kafi nasal hoti hain jo log jis dog ki qisam ko pasand krta hai usy palty hain or kafi log in ko games kay lia bhi palty hain.
                          DISADVANTAGE: is kay nuqsan ye hain kay dogs jo nasli hoty hain un ko na pala jye to jo bina nasli dogs hoty hain wo ap ko kat bhi skty hain or ye gand bhot krty hain or apny malik ko kat bhi skty hain in ka kharcha bhot hota ha.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ya Review Ghar Main Dog Rakhny Pay Mabni Hain...

                            introduction

                            Aoa ..dear members ummid karti hun kya aap sab khairiyat se honge aaj aapke sath bahut acche topic per baat karungi jaisa ki AAP Sab jante Hain ki Ham main se bahut sare log apne gharon mein baith sakte hain aur different type ke pets rakhte Hain to kuchh log apne gharon mein dogs rakhte Hain to aaj ka hamara review in dog ke bare mein Hi to main aapko iske advantages aur disadvantages bataungi aur is bare mein apna Na Lage aap sabke sath share karungi

                            Advantages

                            dear members to ghar mein dogs rakhna yah paaltu kutta rakhne ke bahut sare advantages hai jaisa ke sabse bada advantage hai ki yah aapki entertainment ke liye hote hain aap ka shauk pura ho jata hai jaisa ki AAP Sab jante Hain ki bahut sari logon ko dogs ka shauk hota hai vah ghar ke andar apna ek paaltu kutta rakhte hain aur acchi se acchi nasl ka rakhte hain aur apna shok pura karte Hain to sabse pahla Jo advantages mujhe hai kya aap apna shok pura Karen acchi se acchi nasl ka kutta rakhen yah bahut achcha lagta hai aapko janvaron ke sath attach ok aur aap rakh sakte hain apne ghar mein kutta iske alava ek aur uska advantage hai mujhe hai ki aapki security ke liye behtareen hai jo dog hota hai vah sabse behtarin aur wafadar janwar hai yah aapke sath bewafa karta hai aur aapke security ke liye aur guard ke taur per baat karta hai to aap apne ghar mein kutta rakh sakte hain bahut sari buri chijo se bach sakty hein

                            Disadvantages

                            dear members sabse pahle aapko jo iska main disadvantage hai mujhe hai ki kutta agar aap apne ghar mein rakhen to hamare religion Islam mein yaar gir jaaye is nahin hai ki aap apne ghar ke andar wali shirt per kutta rakhe kyunki isase aapke ghar mein rahamat ke farishte nahin aate aur yah ek acchi baat nahin hai iske alava agar aap dog rakhte Hain to vah aapke liye nuksan de sabitri ho sakte kyunki kuchh dog hote hain vah 17 bhi hote hain aur yah aapko nuksan pahuncha sakte hain iske alava agar aap dog rakhte Hain to aapko uske liye proper ek jhalak nahin padati hai aapko uski food Kar de jaam karna padta aur uski kya karna padta hai ummid hai aapko mera jo bhi pasand hi hoga thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ya Review Ghar Main Dog Rakhny Pay Mabni Hain...

                              HI friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review jo hay ghar main dog raknay per mubni hay or ic ka boot zaida faida hay ya ap kay ghar ki raki karta hay or or ic ki or bi boot zaida faida hay or in ka faida hay ya kay ap kay ghar main am admi dakal ni hoti hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X