Yeah review water coller par mabni hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Yeah review water coller par mabni hai.

    A. O. A friends I wish aap sab bahut acche aur fit aur tro taaza Honge because Aaj Jo topik discus ho raha hai wo hai water coole,,,,, ,,,,,,,,,,,,,
    main aapko pahle Jo Vish kiya hai kh aap trotaaza Honge yah is Bina per kaha hai ki Insan Tarotaaza tab Hota Hai Hai Jab usko Pani yah Thanda Pani available Ho vah bhi garmiyon mein,,,,,,,,,,,,,,,,, aur Thanda Pani kiski Maar Honay minut hai wo Hai water cooler,,,,,,,, yah bhi Allah Ki Ek nemat Hai because agar Insan ko garmiyon Mein Thanda Pani Kahin bhi mil jaaye to uske liye ye sab Se Barh kar nemat hoti hai........
    Vaise to bahut se brand A chuke hain Pakistan mein Jo yah water cooler banate hain but Jo National Company ka brand hai Sabse best aur alla hai aur Paya Dar Hai,,,,,,
    Aaj kal yeah water cooler Har Gali Mein Har chaurahe per Har Masjid mein Har Ghar Mein Har Maidan Mein available Hain.......
    Aur ek baat jahan water cooler ke fayde Hain ke Thanda Pani Hamen daity hain,,,k rooh ko aur Jism ko trotazgi milti hai aur taskin milti hai aur dusri Taraf Iske nuksan bhi bahut hain bkz Thande Pani Se Insan ke Jism Mein Bahut Si bimariyan aur Jarasim barhate Hain........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Yeah review water coller par mabni hai.

      Asslamolikum !

      Aj ma jis topic ka jawab deny ka raha ho wo ek water cooler par mabni ha y ghr ma istimal hony wali am chez ha aj ham is kay bary tafseelanj bat kary or is kay faidy or nuqsant pr bt kary gan to ham start karty han umeed karta ho apko pasand aye ga.

      Introduction :
      water Dispenser jisy water cooler kay nam say jana jata ha wo ek machine ha jo pani to garm ya thanda karti ha or refrigtion kay sath pani ki tarseel karti ha plumbing tak qareebi rasai ki waja say ya amm tor par rom kay qareeb waqia ha water cooler pani ko thanda rakhny ka liye kisi qadeem chez ka bhe hawala de sakty han ha zada tar office wagera ma istimal hoty han.

      faidy :
      is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han ya pani ko thanda karny ka liye istimal hota ha is ko chalana boht asan ha or pani ko thanda karny kay sath sath filter bhe karta ha or ya jaldi khrab nahi hota ha or agr ap is ko public place ya kisi masjid ma lagwaty han to apko iska boht sawab mily ga.

      Nuqsanat :
      is kay bohjt zada faidyhony kay sath sath kuch uqsanat bhe han jin ma say kuch ma ap sab kay share kro ga to ham start karty han is say bijli ka bil kafi zada ata ha or iska filter change karna pparta ha agr ham ioska filter change na kary to pani saff nahi deta ha is say elctric shot lagny ka bhe khatra ha.
      • #18 Collapse

        Re: Yeah review water coller par mabni hai.

        Hello peoplel.. Aj ka review water coooler par mubani h... Water cooler hr ghr me moujood hota h, ghron k ilawa bqi or b bht se institutes hospitals hr jgah dekhne ko milta h... Q k yeh bht zroorat ki cheez h jo k hr ghr me honi chahye. Is k istemal. Ne life ko kuch mushkilon se asaan krdia h..
        Advantages:
        Water cooler k bht se faidy hyn... Ek faida iska yeh h k isme ap kafu sara pani store kr skte hyn... Sardi ho ya grmi dono seasons me yeh kaam deta h, Garmion me iska bht faida hota h jese k ap sb jante log grmion me pani ka istemal bht krte hyn tou. Bottles wgera ko bhr k rkhna then again again re fill krna bht mushkil kam hota... Ism3 cooler bht help krta h..
        Dusra agr ap kahin jayen tou apne sth water cooler ko rkh skte hyn jisme pani thnda b rhega or ap jb chahen pani pee skte.. Iska sth hona apko dehydration se b bachata h..
        Disadvantages :
        water cooler ka sbse bra nuksan yeh h k agr ap iski safai na kren tou cooler me kaai yani fungi lg jati h.. Jis se pani saaf mi rhta or khrb pani apki sehat pe badly affect krta h..
        • #19 Collapse

          Re: Yeah review water coller par mabni hai.

          Assalamu alaikum dear friends aaj ka hamara review water cooler per mubny Hy aaj Ham water cooler ke metallic apna knowledge aapse share karenge doston water cooler national company ne 1981 mein start kiya tha ISI tarah aap ismein waqt ke sath sath battery a gai hai water cooler ki sangh ke market mein available hai water cooler II ek bahut hi faydemand electronic machine hai Jo Pani ko 24 ghante thanda rakhti hai water cooler mein do tarah ke function hote Hain water cooler water ko garam bhi kar deta hai aur thanda bhi kar deta hai water cooler se water nikalne ke liye do raste a hote hain Jin mein se ek se hote water aur dusre se coolwater nikalta haiwater cooler ke fayde aur nuksan hai jinse aaj Ham aga honge
          Advantage
          doston aap jante Hain ki har chij ke Koi Na Koi fayde jarur hote Hain ISI tarah water cooler ke bhi Kai fayde Hain water cooler mein ham Pani ko thanda aur garam karne ke liye istemal karte Hain water cooler II SE a Ghar ki khubsurti mein ajab hota hai water cooler ek bahut hi acchi machine hai yah hotels etc mein jyadatar istemal hota hai water cooler mein 62 Calvin Pani jama ho jata hai jise ham aasani se istemal kar sakte hain night final hone ki vajah se log petrol dar ko istemal karte Hain
          Disadvantage
          Doston aap jante Hain ki har chij ke fayde ke sath mein nuksan bhi jarur hota hai ISI tarah water cooler ka nuksan hota hai jo aaj aapke sath share karunga doston water cooler agar kharab ho jaaye to is per kharcha bahut jyada hota hai water cooler bijali per chalne wali ek electronic machine hai jo jo per bijali hogi tab bhi chalega Varna yah water ko cool and hot nahin karega dusra water cooler ek bahut hi mahangai machine hai jise Ham garib log nahin khareed sakte
          • #20 Collapse

            Re: Yeah review water coller par mabni hai.

            dear aapane bahut Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai water cooler 1 most famous appliances hai hai Jisko Pani ko Thanda rakhne ke liye use Kiya jata hai hi is appliances ko jyadatar schools offices hospitals and streats me use kia jata hai Iske bahut se advantages hai ismein aapko garmiyon Mein 24 hours water cold Milta Hai yah Bahut Si acchi companies ke market Mein available hai hai yah big cities mein jyada famous hai aur Jyada use kiye Jaate Hain is Mein pani nikaalne ke liye Ye bahut Achcha system Laga Hota Hai hi ya electronic appliances hai yah National Company ke bahut hi best Hote Hain vaise to National company ki Tamam products hi bahut acchi hoti hai but bataiye water appliances bahut hi best Hai Hamen
            • #21 Collapse

              Re: Yeah review water coller par mabni hai.

              Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
              I hope ap sab fine hon gy or forex par dil laga kar mehnat sy kam kar rahy hon gy ham jitni mehnat karen gy hamy uska utna hi sila mily ga to ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
              Introduction:
              G guys ap ny hamesha ki tarah aik bohatt acha topic hmary sath share kiya hai mera aj ka jawab '' Water cooler '' par mubni haii water cooler aj ky daur ki aik eham zarurat ban chuka haii water cooler aik asi machine hai jo ky hmay thanda paani farahm karti haii hmary pani ko cool karta hai ye usually restroom ky bahir rakha jata hai taa ky hamy pani peeny ky liye bahir na jana pary watercooler mostly mosques,schools,public places par logo ki asani ky liye rakhy jaty hain ab ma apko watercooler ky faaidy or nuqsanat ky bary ma btaon gi.is sy pehly ma apko kuch best watercoolers recommend karti hun;
              1.Avalon Bottom loading watercooler
              2.Brio self cleaning bottom loading watercooler
              3.Avalon toploading water cooler
              4.Primo 601090 bottom loading water coolerprimo top loading water cooler

              Advantages :
              Water cooler ky bohatt sy advantages hain jo ky ma apny knowledge sy apky sath share karny lagi hun;

              1.Watercoolers sy hmay har waqt thanda paani milta haii..
              2.Water cooler agar ham apny offices or schools ma lgwaty hain to is sy hm hydrated rahyn gy kyun ky paani har waqt hmary pas hoga or ham easily pee kar acha work kar sakyn gy..
              3.In coolers ma asi tecniques hoti hain ky yeh hamy germs free or fresh water provide karty hain..
              4.Water cooler nearby hony sy ham zyada pani piyen gy or zyada pani peeny ki wajah sy hmara metabolism acha hoga ...
              5.Inky liye hamy plumbing ki zarurat nahi parti..
              6.Yeh portable hoty hain ham inhy easily aik jagah sy doosri jgah shift kar sakty hain..
              7.Isky liye koi bhi technical experties ki zarurat nahi hoti har company ka manual hota hai jisy dekh kar ham isy easily use kar skty hain...
              Disadvantages:
              Watercooler agar hamy faaidy pohnchata hai to kahi na kahi isky nuqsanat bhi hain;

              1.Sometimes in ma jo bottled water use hota hai wo achi manufacturer ka nahi hota ..
              2.Hamy apny watercooler ko dust free rakhna chaye agar ham asa nahi karty to ye diseaseski breeding place ban jay gi..
              3.Agarchy ham ny isy aik dafa hi khareedna hota hai lekin ye expensive bhi hoty hain..
              4.Usualyy plastic ky water coolers hoty hain hamy dekh kar achi quality waly coolers buy karny chaye taa ky yeh hmary nuqsan ka baais na ban jayn...
              Hamy apni sehat par koi compromise nahi karna cahye aik dafa is par pasy lga lain taa ky ham apni sehat ko acha sa rakh sakyn i hope apko is review sy water cooler buy karny ky bary ma bohatt si achi maloomat mili hon gi or ap isy zarur like karen gy .JazakAllah !
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Yeah review water coller par mabni hai.

                Assalamu alaikum my dear all friend kaise bhai Asif khairiyat Se Hain Aaj Hamara review hai water cooler per water cooler Hamara Pani Thanda rahata hai Mil Jaate Hain Ham itne Amit Mein khane ke liye bhi Rakh sakte hain aur ghar mein to use karte hain shop per bhi use karte hain aur kahin per bhi to use kar sakte hain aur yah cooler market Mein Dharti par hai isliye Har colour ka Mil Jata Hai Aur yah market plazo mein bhi Lagaya Jaate Hain Jaisa Ke Bade water cooler Rahi Hai Pani Thanda Karke yah bahut acchi chij hai usko use karna chahie yah water cooler Har side mein mil Jaate Hain market Mein 10 Din hote hain aur jab Chahe khareed sakte hain Agar ismein baraf dalkar Pani Dala Jaaye yah bahut time tak chalte hain aur electrical bhi mil Jaate Hain vah bijali Se Apna aap ghar mein Laga sakte hain Udhar main office Mein Kahin baby Laga Ke use kar sakte hain my dear all members main aapko yah Kahana Chahunga yah Jo khola Rahe ke bahut fayde Hain yah mil to pani Bhar Ke Kahin Bhi Lekar Ja sakte hain aur yah Jo Road per watercolor Lagate Hain Kya fayda Ya Hai Ya Apna Aate Jaate Musafir Pani Pite Hain aur Hamen sawab Milta Hai Har garmiyon Mein Banda Pyar Hota Hai watercolor Lagane se bahut se fayde hain is main Har Banda Pani Pi sakta hai baccha Buddha Ka Pani Peete Hain aur bacchon ko kya hal karna chahie Pani Siya nahin karna chahie water cooler Jahan per bhi lage ho ya kya karna chahie ismein Pani likhna ho raha hun aur Pani Le Hamare liye Kiya gaya hai Phool aur Jahan per bhi lagao Pani pk band karna chahie Pani Saya nahin karna chahie Pani Laya karna Gunah Hai Thanda cooler Shop ke bahar Aate Jaate aur Hote Hain fridge Mein Fir Bhi Pani Garam ho jata hai aur bola megafinal Jata Hai Barat Dal Di Jayegi pura Khada rahata Hai Ab mere pass a cooler Mein Pani Bhar Ke Rakhta hun pura din Thanda rahata hai aur Main Pita rahata hun Yaad Kar Diya ghar mein istemal kiya Jata Hai usmein Ham Apna Pani Dal Denge Tu Ek kam bataen ful rahata Hai FIR ke bahut jyada fayde Hain Insan Agar Zindagi Mein kuch jawab ke Gadar karna chahta hai to Thande Pani ke Gola Road Mein plazo Main Kahin Bhi lagva De aur ismein Pani Thanda rahata Hai yah sarson garmiyon Mein use hota hai aur Insan Pani Pita rahata Hai yah bahut jawab deta hai aur cooler Jab Bhi khariden acchi company ka khareed n aur S ki chhutiyan Jabardast honi chahie Na Kheli ko Jati Hai Phoolon Mein Mil Jata Hai aap Jitna Chahe Chhota Sa Bada tab Le sakte hain ismein matlab ghar mein istemal kar sakte hain family Ke mutabik Lena chahie Gaon Mein To ab Sab khariden hue hain market Mein Bik Rahe Hain Har Jagah Bik rahe hain Bajar Mein Jabardast Hai Ek Number cooler mil Jaate Hain ya bahut Jabardast Hai Khula Pani bilkul Thanda rahata Hai Peene ke liye Jabardast my friend cooler bahut hi acche hote hain unko use karna chahie Jabardast hote hain maine to bahut Kiye Hain yah bahut acche Hain pani ke Choron Ka bahut hi best choice Kayamkulam kharidne water cooler Ek bahut Jabardast chij Hai yah water ko cool cool Rakhta hai aur Jab Pyar Hota Hai To fir Pani Pita Hai yah Ke Pani Thanda Hona chahie water

                اب آن لائن

                Working...
                X