ya review " Habib Bank LImited " Par mabni ha ...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ya review " Habib Bank LImited " Par mabni ha ...?
    Dear Asslamolikum !


    Topic ka nam :(Habib Bank Limited)


    Topic ki deegar malomat :


    Aj ham jis topic py bat krny ja raha ho wo ek bank ka topic ha jis ka nam "Habib Bank Limited " ha ya bank duniya ky internationl bank ma shumar hota ha aj ky ham apny is topic ma is bank ky bary ma tafselan bat kry gan kay is bank ky kya faidy han or is bank ky kya nuqsanat han to ham apna uya tiopic start krty han umeed krta ho ap ko ya bohat pasand ay ga.

    Bank ka tarauf :

    United Bank Limited (UBL) ek pakistani multi national bank ha jo bartoni company Best way group ka matahat idara ha ya karachi pakistan ma muqeem ha ya pakistan ky niji shabi ma sy sab sy bary banko ma sy ek ha jis ma pakistan bhar ma 1400 sy zada baranchio baroon mulk 19 shakan or customer base 4 million sy zada ha is bank ky pas 15 arab dollar sy zada ka asasa ada hya jo taqreeban 13000 afrad ki almi sathatat par afradi quoat ha or ek mutnoa client base jis ma duniya bhar ky tabaqat or santo ky wasie madino ka ahata kia gya hja ubl apni brancho ky network ky zariyawhole sale or retail bank ma khidmat faraham krta ha or muthida arab amarat, Bahreen, Qatar, Yaman, Bartania, SweezerLand, cheen america or pakistan sameet 4 bareazmo sy 12 mumalk sy apni brancho ma majhodgi han.

    United Bank Limited Ky faidy :

    is bank kay bohat zada faidy han jin ma sy kuch ma pa logo ky sath share kro ga Pakistan ma ek din ma 400,000 tak ky len den ki sab sy zada had han.is bank ky account6 sy jo chayia kheradari kry. jo bhe ho dekhyt khay ya beghar kisi naqad raqam ya beghar global image or assasition ky apny car tank ko bhary.


    Is Bank Ky Nusanat :


    is bank ky bohat zada faidy hony kay sath sath kuch nuqsanat bhe han jin ma sy ek ya 2 ma ap logo ky sath share kro ga to ham start krty han is bankl ma kam krny waly workers ki tankhawa thori kam ha or is bank ki workes ki sehat ky bary ma in ko thori or muawon krni chayia.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ya review &quot; Habib Bank LImited &quot; Par mabni ha ...?

    Habib Bank ka tarauf :

    Habib Bank Limited (HBL) ek pakistani multi national bank ha jo bartoni company Best way group ka matahat idara ha ya karachi pakistan ma muqeem ha ya pakistan ky niji shabi ma sy sab sy bary banko ma sy ek ha jis ma pakistan bhar ma 1400 sy zada baranchio baroon mulk 19 shakan or customer base 4 million sy zada ha is bank ky pas 15 arab dollar sy zada ka asasa ada hya jo taqreeban 13000 afrad ki almi sathatat par afradi quoat ha or ek mutnoa client base jis ma duniya bhar ky tabaqat or santo ky wasie madino ka ahata kia gya hja ubl apni brancho ky network ky zariyawhole sale or retail bank ma khidmat faraham krta ha or muthida arab amarat, Bahreen, Qatar, Yaman, Bartania, SweezerLand, cheen america or pakistan sameet 4 bareazmo sy 12 mumalk sy apni brancho ma majhodgi han.

    Habib Bank Limited Ky faidy :

    is bank kay bohat zada faidy han jin ma sy kuch ma pa logo ky sath share kro ga Pakistan ma ek din ma 400,000 tak ky len den ki sab sy zada had han.is bank ky account6 sy jo chayia kheradari kry. jo bhe ho dekhyt khay ya beghar kisi naqad raqam ya beghar global image or assasition ky apny car tank ko bhary.


    Habib Bank Ky Nusanat :


    is bank ky bohat zada faidy hony kay sath sath kuch nuqsanat bhe han jin ma sy ek ya 2 ma ap logo ky sath share kro ga to ham start krty han is bankl ma kam krny waly workers ki tankhawa thori kam ha or is bank ki workes ki sehat ky bary ma in ko thori or muawon krni chayia.
    • #3 Collapse

      Re: ya review &quot; Habib Bank LImited &quot; Par mabni ha ...?

      [[/I] Assalamu Alaikum dear friend aapane Habib Bank Limited ke bare mein baat ki hai hai ya Bank OK Ek bahut hi Achcha Bank hai hai agar Ham ismein account open karvana Chahte Hain To uske liye hamare pass ID card ka hona lazmi hai deri Se Achcha hai hai ki ham ke Ham UBI Bank per Apna account open kar wale Kyunki ki SBI branch ki pahle bahut acchi service thi lekin Pichhle Kuchh Yad se iski Sar bahut kharab ho gai hai is time u b l Bank sabse accha Bank charges bhi bahut kam hai hai tu Garib aur vahan bhi is account ko open Karva sakti hai UPPCL Limited bank bahut hi Achcha Bank Hai Iski service Baki Bank se bahut acchi h
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: ya review &quot; Habib Bank LImited &quot; Par mabni ha ...?

        Habib financial institution restrained (HBL) ek pakistani multi countrywide bank ha jo bartoni company first-class way institution ka matahat idara ha ya karachi pakistan ma muqeem ha ya pakistan ky niji shabi ma sy sab sy bary banko ma sy ek ha jis ma pakistan bhar ma 1400 sy zada baranchio baroon mulk 19 shakan or consumer base four million sy zada ha is bank ky pas 15 arab greenback sy zada ka asasa ada hya jo taqreeban 13000 afrad ki almi sathatat par afradi quoat ha or ek mutnoa patron base jis ma duniya bhar ky tabaqat or santo ky wasie madino ka ahata kia gya hja ubl apni brancho ky community ky zariyawhole sale or retail financial institution ma khidmat faraham krta ha or muthida arab amarat, Bahreen, Qatar, Yaman, Bartania, SweezerLand, cheen the us or pakistan sameet 4 bareazmo sy 12 mumalk sy apni brancho ma majhodgi han.is financial institution kay bohat zada faidy han jin ma sy kuch ma pa logo ky sath proportion kro ga Pakistan ma ek din ma 400,000 tak ky len den ki sab sy zada had han.is bank ky account6 sy jo chayia kheradari kry. jo bhe ho dekhyt khay ya beghar kisi naqad raqam ya beghar international image or assasition ky apny car tank ko bhary.
        • #5 Collapse

          Re: ya review &quot; Habib Bank LImited &quot; Par mabni ha ...?

          Kaise hain aap log sab theek hai aaj Sabhi per Ham Baat Karen hua hai pan card abhi Bank Al Habib aapko bataya ki International Bank hai theek hai yah pure Pakistan mein motherboard ka tarauf :

          Habib Bank Limited (HBL) ek pakistani multi national bank ha jo bartoni company Best way group ka matahat idara ha ya karachi pakistan ma muqeem ha ya pakistan ky niji shabi ma sy sab sy bary banko ma sy ek ha jis ma pakistan bhar ma 1400 sy zada baranchio baroon mulk 19 shakan or customer base 4 million sy zada ha is bank ky pas 15 arab dollar sy zada ka asasa ada hya jo taqreeban 13000 afrad ki almi sathatat par afradi quoat ha or ek mutnoa client base jis ma duniya bhar ky tabaqat or santo ky wasie madino ka ahata kia gya hja ubl apni brancho ky network ky zariyawhole sale or retail bank ma khidmat faraham krta ha or muthida arab amarat, Bahreen, Qatar, Yaman, Bartania, SweezerLand, cheen america or pakistan sameet 4 bareazmo sy 12 mumalk sy apni brancho ma majhodgi han.
          Apna account open kar wale Kyunki ki SBI branch ki pahle bahut acchi service thi lekin Pichhle Kuchh Yad se iski Sar bahut kharab ho gai hai is time u b l Bank sabse accha Bank charges bhi bahut kam hai hai tu Garib aur vahan bhi is account ko open Karva sakti hai UPPCL Limited bank bahut hi Achcha Bank Hai Iski service Baki Bank se bahut acchi h

          Habib Bank Limited Ky faidy :

          is bank kay bohat zada faidy han jin ma sy kuch ma pa logo ky sath share kro ga Pakistan ma ek din ma 400,000 tak ky len den ki sab sy zada had han.is bank ky account6 sy jo chayia kheradari kry. jo bhe ho dekhyt khay ya beghar kisi naqad raqam ya beghar global image or assasition ky apny car tank ko bhary.


          Habib Bank Ky Nusanat :


          is bank ky bohat zada faidy hony kay sath sath kuch nuqsanat bhe han jin ma sy ek ya 2 ma ap logo ky sath share kro ga to ham start krty han is bankl ma kam krny waly workers ki tankhawa thori kam ha or is bank ki workes ki sehat ky bary ma in ko thori or muawon krni chayia.
          .
          • #6 Collapse

            Re: ya review &quot; Habib Bank LImited &quot; Par mabni ha ...?

            Assalam O Alikum friends jesa k aap sab mo pata hy k ye review HBL yani Habib Bank Limited par mabni hy, dosto HBL pakistan j niji banks main sy aik barra bank hain jis k users millions main hain, taqreban Pakistan k har suby har district even har goon aur street main HBL k users mujood hain, dosto HBL ke shuhrat ke waja iski promotions aur services ke waja sy hy, dosto Pakistan main jab B koi barra evenet ho even Pakistan sy agar bahir B ho aur aur Pakistan participation kar raha ho to HBL barry sponsorers main sy sab sy aagy aagy hoga, HAbib Bank limited Promotion buhat zyada kar rahy hain aur barra invest karty hain promotions par, jos ke waja sy loug isko zyada pasand karty hain, even Pakistab ke celebreties, athletes aur politicians B zyada tar HBL he use karty hain jis ke waja sy mazeed promotion ka moqa milta hy. HBL poory Pakistan main har district even 3, 4 villages baad zaroor aik Branch dekny ko milta hy, HBL k zyada tar govt aur semi govt idaro k sath payment ke agreement B hoti hy jis main loug jab B koi payment karty hain to HBL main jaa k karty hain, Even bijli Gas , water Bills B jama kiye jaa sakty hain. Jiw ke waja sy zyada rush B dekny ko milta hy. Dosto HBL k poory Pakistan main taqreban 1700 tak k branches hain hy jis main total numbet of employees jo on the record hy vo taqreeban 15000+ banty hain. Jo saara din apny customers ke khidmat main oahy rehty hain.

            Faidy:
            HBL k faidy buhat zyada hain dosto,
            1) ye Poory Pakistan main aap jis city main B jayain to aapko milega.
            2) ismain aap govt k koi fees, bills, yaa koi aur payment jama kar sakty ho.
            3) theesra faida ye hy k aap isky ATM ko kiabi B kisi B waqt use kar sakty ho matlab zyada istimaal k bawajood B khrab nahi hota agar ho B jaye to jaldi tek krty hain.
            4) HBL bank main aap ko aik proper system milega matlab aapko pareshani nahi hogi, customer k liye betny ke jaga hoti hy jis main vo aram sy apny number ka intizar kar sakty hain.
            5) aapko line ma8n karry hony ke zaroorat nahi parti, bs simply token le kar kahin bet k apny number ka intizar karain.

            Nuqsanat:
            Nuqsan jo sab sy barra mujy aksar nazar aya hy vo ye hy k aksar staff ka rawayya tek nahi rehta, time aapka fazool main waste karta hy, un necessary formalities ke aksar demand karty hain. Jis ke waka sy customer ko pareshani ka saamna karna parr sakta hy.
            Isky ilawa zyada rush ke waja sy apka time buhat khrab ho jata hy Q k HBL k millions of user hain jis ke waja sy har waqt rush laga rehta hy.
            • #7 Collapse

              Re: ya review &quot; Habib Bank LImited &quot; Par mabni ha ...?

              Assalamu Alaikum Forex friends

              Habib Bank Limited (Urdu: حبیب بینک‎)ak Pakistani multinational bank hai.jo Habib Bank Plaza, Karachi, Pakistan mae based hai.ye bank1941, mae Founded kya gaya.Es Economic Development k lye Aga Khan Fund mae shareholding ka bara hisa hai.. HBL Pakistan's ka first commercial bank ban gaya.1951 mae es ny Colombo, Sri Lanka mae es ny apni pehli international branch opened ki.

              Total assets: USD 21 billion (2019)
              Employees ki tadad: 15,000+
              Total equity: ₨188.82 billion (US$1.1 billion) 2017
              Number of locations: 1700
              Customer service: (021) 111 111 425
              Parent organization: Aga Khan Fund for Economic Development
              CEO: Muhammad Aurangzeb (Feb 2018)
              Headquarters: Karachi
              Founded: August 25, 1941
              Founders: Dawood Habib, Mohammed Ali Habib

              ADVANTAGES OF HBL

              Habib Bank Limited fuel per mukhtalif credit cards per cashback daita hai.
              Reward Points:Ak aur benefit jo credit cards k sath ata hai.ye wo reward points hai ho reward ap ko mile ga...zehni sakoon.
              International Acceptance.
              Ap ka HBL Credit Card ap ko apni passand ki her cheez purchase krny ki freedom daita hai ...
              Security. ...
              Zero Liability on Lost Card. ...
              Insurance Plans. ...
              ATM Cash Withdrawals. ...
              Buy now, pay later. ...
              Pay as much as you want. ...
              Balance Transfer Facility.

              DISADVANTAGES OF HBL:

              In short HBL k jb employees ki jb baat hoti ha tu HBL sb se worst hota hai , higher management abusive language ka istemal krty hai.Meritocracy, nai Patwari system, minimum wages. Officer ki salary16K se start hui.Yaha tak k Local Government Sweeper mae b her moth itni hi salary le jati hai.jb Cash Officer Officer Grade hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: ya review &quot; Habib Bank LImited &quot; Par mabni ha ...?

                Assalamualaikum dosto umeedhai k ap kheriyat se honge
                Ji han dosto yahan per bht achi bat ki ja ri h Habib Bank Limited (HBL) ek pakistani multi national bank ha jo bartoni company Best way group ka matahat idara ha ya karachi pakistan ma muqeem ha ya pakistan ky niji shabi ma sy sab sy bary banko ma sy ek ha jis ma pakistan bhar ma 1400 sy zada baranchio baroon mulk 19 shakan or customer base 4 million sy zada ha is bank ky pas 15 arab dollar sy zada ka asasa ada hya jo taqreeban 13000 afrad ki almi sathatat par afradi quoat ha or ek mutnoa client base jis ma duniya bhar ky tabaqat or santo ky wasie madino ka ahata kia gya hja ubl apni brancho ky network ky zariyawhole sale or retail bank ma khidmat faraham krta ha or muthida arab amarat, Bahreen, Qatar, Yaman, Bartania, SweezerLand, cheen america or pakistan sameet 4 bareazmo sy 12 mumalk sy apni brancho ma majho
                FAIDAY...
                is bank kay bohat zada faidy han jin ma sy kuch ma pa logo ky sath share kro ga Pakistan ma ek din ma 400,000 tak ky len den ki sab sy zada had han.is bank ky account6 sy jo chayia kheradari kry. jo bhe ho dekhyt khay ya beghar kisi naqad raqam ya beghar global image or assasition ky apny car tank ko bha
                NUKSANAT...
                is bank ky bohat zada faidy hony kay sath sath kuch nuqsanat bhe han jin ma sy ek ya 2 ma ap logo ky sath share kro ga to ham start krty han is bankl ma kam krny waly workers ki tankhawa thori kam ha or is bank ki workes ki sehat ky bary ma in ko thori or muawon krni chayia.
                • #9 Collapse

                  Re: ya review &quot; Habib Bank LImited &quot; Par mabni ha ...?

                  Habib bank Limited


                  Introduction:
                  Habib bank aam tor par HBL k naam sy jana jata hai. Is ki headquarter Habib bank plaza Karachi main hai. Pakistan main is ki 1425 branches hai. Dunya bhar main 55 branches hai. 40% say ziyada ya domestic market share rakhta hai.

                  History:
                  Asal main tou HBL bank 1941 main qayam pazeer howa lakin 1947 main Muhammad Ali Jinnah k darkhwast par Hbl k operations Pakistan bhi move kar diye gaye; Tab say ya Pakistan ka pehla commercial bank bana. Hbl bank ka pehla branch 1951 main Colombo, Sri Lanka main open howa.

                  Advantages:
                  Aap ki Hbl credit card aap ko ya aazadi deti hai k aap is kay zariye kuch bhi khared sakty hai. Agar aap bayron mulk safar kar rahy hai tou apna hbl credit card lena na bholain q k ya international level par bhi acceptable hai. Hbl credit card k zariye aap mutmain rehty hai k aap ki raqam mukamal tor par mehfoz hai.
                  Chunky aap k paas paisy nahi hoty to aap ko us k khone ka dar nahi hota. Hbl credit card hamain insurance plan faraham karta hai jo hamin zindagi k gher mutawaqa halat main madad deta hai maslan; koi maazori bemari ya moat. Hbl credit card ka zariye hum kabhi bhi kuch bhi khareed sakty hai q k hbl credit card humain ya moka faraham karti hai k hum raqam ki adaige baad main kar sakty hai. Agar aap hbl card holder hai to aap k liye hbl phone banking 111-111-425 par rasai mumkin hai chahy aap dunya main kahi par bhi ho. Hbl internet k zariye aap bills waghera k adaige bhi kar sakty hai.

                  Disadvantages:
                  Mobile banking k kuch nuksanat bhi hai;
                  Sab say bhara masla jo zyada pesh aata hai wo account ki information k security ka hota hai jo Mobile device main store hota hai.
                  Jo log mobile banking use karty hai un ko fake messages bhohut aaty hai.
                  Mobile banking istimal karny k liye internet ki zarorat hoti hai is liye jo log isy istimal karty hai wo internet par kafi paisy karch karty hai..
                  • #10 Collapse

                    Re: ya review &quot; Habib Bank LImited &quot; Par mabni ha ...?

                    HBL Bank

                    Introduction
                    HBL pakistan k private banking sector mai sub say porana aor sub sy bara bank hai esko 1941 mai banaya gya ta jeska matlab ye hai k ye bank pakistan banne sy pehlay he qayem kia gya ta HBL ny Apna first international branch 1951 Mein Sri Lanka mein open kiya ta iska matlab yahi hai ki HBL Bank international level ka Bank hai Jeskay branches pakistan k ilawa dusre countries mein bhi maujud hai HBL ka main headquarter Karachi mein hai aur takriban Pakistan ke har Chote Bare Shehar Mein Iske branches maujud Hain Jahan per har Roz Lakho log iske sath Apne paison ki len Den Karte Rehte hain 2018 record ke mutabik HBL ke 1700 branches all over the country maujud hai Iske alava iski presence takriban 25 countries mein be hai

                    Products aor services
                    HBL bank apni customers ko market values k mutabiq apni products aor services provide kar raha hai esky main product aor services mai retail banking, consumer banking, loans , savings waghaira shamil hai ye bank pakistan mai mukhtalif projects waghaira k leye loan be faraham karta hai aor esky sath sath ye individual loan ki facility be daita hai agar kesi ko apny business waghaira k leye loan chaheye hoti hai tu es bank say ba asani ley sakta hai esky ilawa HBL credit card aor debit card ki facilities be apny customers ko daite hai jes sy kahe par be ATM k through transactions ki ja sakti hai ya in cards k through shopping be ki ja sakti hai esky sath sath ye bank internet banking ki sahulat be apny customers ko faraham karti hai jeski waja sy koi be branch less banking yani transactions kar sakty hai esky leye HBL ny apni mobil application banye hai jesko installs karny ky bad istemal kiya ja sakta hai HBL international remittances ko be support karta hai agar koi bahar mulk sy paisy bajna chahe tu buhot ache exchange rate k sat es bank ky zareye sy baije ja sakte hai ye bank Car waghaira k leye be finance daite hain agar koi bank k through new car khareedna chahe tu ye bank osy full support karti hai

                    Faide
                    HBL pakistan ka sub sy bara commercial bank hai lehaza esmai asaani k sath account open kiya ja sakta hai esky branches taqreeban pory pakistan mai hai so asani k sath esko access kiya ja sakta hai ye mukhtalif kisam k accounts offers karty hai jaise k current account ya savings account ya salary account waghaira ye bank full secure bank hai aor esmai apny paise rakny ka matlab yahe hai k apke paisy mehfoz jaga par hai customers care services be any time available hoti hai agar koi problem aye tu ba asaani osko solve kiya ja sakta hai

                    Nuksanat
                    HBL chuke buhot bara bank hai aor esky customers be buhot ziyada hai es leye branches mai aksar buhot ziyada rush howa karti hai jeski waja sy kafi intizar karna parh sakta hai esky ilawa kabi kabar ye bank charges ko increased karti hai jeski waja sy extra expense bar jate hai
                    Zuhaib9988 Trading journal
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: ya review &quot; Habib Bank LImited &quot; Par mabni ha ...?

                      Habib Bank Pakistan ka ek bahut hi famous Bank Hai Jis Se related aapane bahut hi perfect review Hamare Sath share Kiya Hai loadout Habib Bank Ek Aisa important Bank hai jo Pakistan ki general public ko different important facilities provide kar raha hai aur iski value added services Hamare liye bahut jyada profitable ho sakti hain.

                      Habib Bank ke sath Jab aap apna account open Karte Hain ki aap ko Bahut advantages mil sakte hain dear in mein se kuch important advantages main aapse share kar deta hun jo aapke liye bahut jyada health ho sakti mein aur abhi Bank ke sath Apna Jyada information provide kar sakte hain.

                      Faidy :

                      Habib sabse important advantage hi hai ki ek reliable Bank hai jo Pakistan mein bahut jyada time se apni services provide kar raha hai aap is per hundred percent trust Karke Apna account open kar sakte hain no doubt abhi Bank aapko different important services provide kar raha hota hai jismein aapko account open karne ke sath different ATM platforms available Hote Hain aur all over the Pakistan iski different branches aapke liye bahut jyada helpful ho sakti hain aur aapki maximum transaction complete karne ke liye important role play kar rahi hoti hai iska Cooperative staff aapke liye ka time par available hota hai aur aapki bahut jyada health kar sakta hai. Yah Bank aap ko retail banking aur consumer banking se related important value added services provide kar raha Hota Hai.

                      Nuqsan :

                      Dear jab ap is bank ke sath Apna account open karte hain to ismein aapko overcrowded hone ki vajah se bahut jyada time bhi best karna hota hai sometime aapko Koi transaction complete karne ke liye bahut jyada Kaun send karna hai isliye aapko Kuchh problem ho sakti hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: ya review &quot; Habib Bank LImited &quot; Par mabni ha ...?

                        introduction...

                        Assalamu Alaikum a member of Hamare Sath bahut Achcha knowledge kiya hai aur ek informative topic discuss Kiya Hai Jo captain difference facilities for white kara hai aur Hamen Ek Achcha benefit B deta hai HBL Bank Ek private bank cash Jo private sector ke sabse purana aur sabse bada Bank hai is Bank ko 1941 Mein Banaya Gaya..

                        DJ speaker for Jante Hain ke is Bank ka international branch 1951 mein shrilanka mein open kiye ki gai Jo international level ka sabse bada Bank hai agar Dekha Jaaye to 2018 Mein record Kiya Gaya is Bank ki 1700 branches Hai all over world mein aur 25 countries mein Main banaa Hua Hai..

                        ADVANTAGES..

                        Dear members ke bahut se fayde Hain Jo main aapke sath share karta hun Jaise kya Sab Jante Hain Ki Jab Ham Apna account open Karvate Hain To Hamen ATM card aur checkbook ki facilities provide ki Jaati Hai jisse Ham use Karke Apne account ko open karke jisse Ham Apne account se a money withdrawal kar sakte hain aur deposite bhi kar sakte hain yah Bank Mein Bahut Si facilities provide karta hai ya private bank hai is Bank mein ATM ke through bhi transaction complete ki Ja sakti hai Jab Ham shopping karte hain ya graphy karte hain to bhi Ham ATM ke jariye Ham payment kar sakte hain is Bank mama funny Sapna account open Karva sakte hain Jo ke bahut Chitra reliable Bank hai ya apni Bahut Si aur different services provide karta hai apne customer ko...

                        DISADVANTAGES..

                        Dear members Jab Kisi chij ke fayde Hote Hain Uske Kuchh nuksan Bhi Hote Hain yah Bank Ek bahut bada Bank hai aur bahut Thi famous Bank Jiski vajah se is Ki Har Branch mein bahut jyada at a time bahut jyada Khush Hota Hai To Hamen bahut jyada wait karna padta hai...
                        • #13 Collapse

                          Re: ya review &quot; Habib Bank LImited &quot; Par mabni ha ...?

                          Dear ap na bohat he acha topic share Kia hai .Habib Bank Limited bohat he famous bank hai .Dear wasy to Pakistan main bohat SC bank Kam Kar ray Hain but Habib Bank Limited bohat he popular hai.Dear us bank ke bohat zaida branches Hain Jo logo ko achi facilities provide kar rahi Hain.Dear Habib Bank Limited ka apna am name hai.Ye bank ak trusted section ka sath Jana Jata hai.Dear Habib Bank Limited main customer ke strength bohat zaida hai or maximum log is bank ko like karthy Hain.Dear is bank ka staff ka behavior be bohat acha hai.
                          Advantage

                          Dear Habib Bank hamy bohat achi facilities provide kar raha hai .
                          Is main
                          Cheque book.
                          ATM card and credit card.
                          Card main pher different qualities available Hain Jo be ap Lana chaty Hain.
                          Mobile apps
                          Internet Banking.
                          Different types of account.
                          Current account.
                          Saving account.
                          Investment account.
                          Business account.
                          At work account.
                          Dear ye bohat he acha or reliable bank hai.
                          Bohat zaida log par bank par untrust karthy Hain.

                          Disadvantage.

                          Dear is bank ka koi main disadvantage nai hai.
                          Dear is bank ka customer bohat zaida Hain jis ke waja SC is main rush bohat zaida hota hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: ya review &quot; Habib Bank LImited &quot; Par mabni ha ...?

                            Asalam O Alikum
                            Habib Bank Pakistan ma boht famous bank mana jata hai. Habib bank ki boht c branches hein jo k pury Pakistan ma choti say chotu city ma hai. Boht say log aj b is bank ma account open krwaty hein q k is ko sub say no 1 mana jata hai. Is k sath sath Habib Bank ka boht acha rank hai kabhi b kuch bura nahi sunna. Habib Bank har trha ki services provide kar raha hai. Koi b asani say is tak rasai hasil kr sakta hai. Habib bank ka ik apna nam hai or ik alg hi izzat hai. Ye kafi salo say hai or aj b is ka rank acha hai. Har bank ki trha ye b kuch faida dy raha hai.

                            Advantage:
                            < Habib Bank har choty or bary k liye account provide kr rha hai
                            < 12 sal k bachy b is ma mini bank account open krwa sakty hein or 200 say 500 tak money deposit krwa sakty hein is k sath sath jub bachy account open krwaty hein to unko khush krny k liye unko bag pencils books or is trha ki different stationary provide ki jatai h
                            < ATM card jo k hum kabhi b kahi b shopping k dusring groceries k during swip kr sakty hein
                            < sood say paak account
                            < is ma hum different packages k according account open krwa sakty hein jasa k current account, saving account, professional k liye zyda amount ka account open ho sakta hai.
                            < habib bank cheque book b provide krta hai
                            < jo zyda age k log wo apny paisy b asani say yahn oay safe kr sakty hein
                            < Bank locker jo gold ki jewelry rkhwny k liye hota hai

                            Disadvantage
                            Habib bank k bary ma aj tak kuch bura nahi suna to isk koi main nuqsan nai hai ye safe or secure service provide kr rha hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ya review &quot; Habib Bank LImited &quot; Par mabni ha ...?

                              INTRODUCTION
                              Assalamu alaikum dear friends aj me apko hbl bank k Bary me btaonga HBl bank 1941 sy shuru hva or yeh bank PAKISTAN me 1947 me PAKISTAN k leader Quaid-e-azam Muhammad Ali Jinnah ki request py start kia gya Jo k ab PAKISTAN me apni facilities ki wjah sy BHT ziada famous hochuka ha or PAKISTAN me isky BHT sy customers mojod Han or is bank Sy benefits hasil KR rhy han Pakistan me HBL bank ki branches Pakistan k tmam choty Bry cities me mojod Han Jo k hbl k customers ki problems solve or inki serving k lye hr wkt mojod hoty Han PAKISTAN me HBL bank ki 1800 sy 1900 branches mojod Han Jahan 30000 employees Kam KR rhy Han istrha yeh bank unky rozgar ka zrya b bna hva ha is bank ki kch branches foreign countries me b mojod Han jis sy PAKISTAN k Jo log foreign countries me mojod Han woh b apna ACCOUNT open krwa skty Han or is Sy facilitate hoskty Han and me apko isky kch advantages or disadvantages btaonga..

                              TYPES of HBL bank opening account
                              HBL bank py accoount opening ki different types hoti Han..
                              1) savings account
                              2) current account
                              3) Investment ACCOUnt
                              4)AT work accoount
                              5) business account

                              ADVANTAGES
                              1)HBL bank hmy ATM card ki facility provide krta ha Jisky zrye hum ksi b time easily money transfer ya receive krskty Han..
                              2)HbL bank k ATM card k zrye hum easily or fast transaction krskty Han.
                              3)HBl ATm machine sy AGR hum transaction krty Han to isky hmy Koi b charges pay nhi krny prty..
                              4) HBL Bank hmy at work account ki facility b provide krta ha Jisky zrye hum ksi b bank ki ATM machine k zrye transaction Bina ksi charges k krskty Han..
                              5)HBL bank hmy credit card or debit card ki soholat b provide krta ha Jisky zrye hum ksi b jgah sy easily or munasib rates py shopping krskty Han.
                              6)HBL mobile app k zrye hum online gas or electricity bill pay krskty Han..
                              7)HBL bank k zrye hum Bina Investment kiye saving or current account open krskty Han..
                              8)HBL bank apny customers ko acha loan ki facility b provide krty Han Jisky zrye customer's apna business open kr skty Han istrha yeh unky rozgar ka zrya b bnta ha..
                              9) HBL bank py BHT sy employees Kam KR rhy Han istrha yeh bank unky rozgar ka b zrya bna hva ha..
                              10)HBL ki branches PAKISTAN k tmam Bry ya choty cities me mojod Han islye AGR inky customers ko koi b problem ho to yeh branches me ja k easily solve krwa skty Han.
                              11)HBL bank ka staff BHT ziada cooperative ha AGR hny ACCOUNT sy related koi b problem ho to hum inky num py calls KR k b apni problems solve krwa skty Han..
                              12)HBL bank ki ATM machine k zrye hum biometric method sy b pesy niklwas skty Han AGR hmara ATM card machine capture krleti ha ya hum hojata ha to biometric method sy hum apni transaction easily continue rkh skty Han..

                              DISADVANTAGES
                              1) HBL bank ka SB sy bra disadvantage yeh ha k AGR hum HBL bank ki ATM machine sy transaction krwaty Han to yahan itni ziada security provide nhi ki jati Jisky wjah sy bht sy Incident hoskty Han..
                              2)HBL bank hmy ATM card ki Jo facility provide krta ha uski wjah sy hmy annually charges pay krny prty Han..
                              3) HBL bank k ATM card k zrye AGR hum ksi or bank ki ATM machine sy transaction krty Han to isky b charges ktty Han..
                              4)HBL ki ATM machine me hum AGR biometric method sy b transaction krwaye to b hny charges pay krny prty Han..
                              5)HBL bank k PAKISTAN me bht ziada customer hny ki wjah sy inhy AGR mobile py calls ki Jaye to mostly Inka num busy jata ha or AGR inky bank me ACCOUnt sy related problem solve krny k lye Jana or Jaye to wahan BHT ziada rush hny ki wjah sy BHT dare tk line me khra hna prta ha jis sy BHT ziada tklef uthani prti ha or time b BHT ziada waste hota ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X