Jaiza : Zigzag indicator kya hy jaaniye is thread me
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Zigzag indicator kya hy jaaniye is thread me
    Dear friends forex me zigzag indicator ky bary me kuch info share krna chahta hu ye indicator hay jo ap ko trading may madad dayta hay aur yeh ap k meta trader 4 may already available hay, lakin yeh normal indicators may nahi hota, yeh ap ko custom indicator k folder may sab say last may milay ga, jaisa k neechay ki picture may dikhaya gaya hay zigzag ki madad say ap market ka resistance aur support bhi nikal saktay hain, chahay to big time frame par ya phir M15 par, jaisa keh may nay oper wali picture may dikhaya hay. Jaha say zigzag return hota hay whi market ka support ya resistance point hota hay. agar ap big time frame may check karo gay to ziada acha pata chal jaye ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Zigzag indicator kya hy jaaniye is thread me

    yah indicator bahut useful hai aur agar isko members apne trading mein istemal karenge to maximum benefits Le sakte hain aur iski vajah se koi bhi member apni practice ko bhi acchi tarah Se continue kar sakta hai aur earning bhi acchi kar leta hai har member ke liye important hai ki vah indicator se related apne experience ko improve karle jab members ka experience improve ho jaega tu is tarah Se unko trading se related koi bhi pareshani nahin hogi aur vah relax hokar apne trading co continue kar lenge aur members ko yah maloom hona chahie indicators ka istemal kis tarah Se Kiya jata hai jab members indicators ke istemal ke bare mein acchi information hasil kar lete hain to apni trading mein vah indicators ka istemal acchi tarah Se Kar Rahe hote hain dear member jis indicator ke bare mein aapane share Kiya hai yah bahut achcha indicater hai isko Koi bhi member agar apne trading mein istemal Karen ka tu is tarah Se acchi earning bhi kar lega members ko acchi earning karne ke liye maximum mehnat karna hoti hai aur aise member Jo apni mehnat nahin kar rahe ho to yahi vajah hai ki unko results acche nahin milte aur vah acchi earning bhi nahin kar paate Hain members ko indicators ke bare mein acchi tarah Se maloom kar lene ke liye trading account per apne trading ko zyada acchi tarah Se continue karna hota hai practice ko continue ka lene se members ka experience aur bhi improve ho jata hai aur unko har tarah ke indicators ke bare mein information mil jaati hai aur is tarah Se vah indicators ka istemal apne trading mein karke aur indicators ki vajah se apne trading co successful banaa sakte hain
     
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Zigzag indicator kya hy jaaniye is thread me

      thread me
      Dear friends forex me zigzag indicator ky bary me kuch info share krna chahta hu ye indicator hay jo ap ko trading may madad dayta hay aur yeh ap k meta trader 4 may already available hay, lakin yeh normal indicators may nahi hota, yeh ap ko custom indicator k folder may sab say last may milay ga,members ko yah maloom hona chahie indicators ka istemal kis tarah Se Kiya jata hai jab members indicators ke istemal ke bare mein acchi information hasil kar lete hain to apni trading mein vah indicators ka istemal acchi tarah Se Kar Rahe hote hain dear member jis indicator ke bare mein aapane share Kiya hai yah bahut achcha indicater hai isko Koi bhi member agar apne trading mein istemal Karen ka tu is tarah Se acchi earning bhi kar lega members ko acchi earning karne ke liye maximum mehnat karna hoti hai aur aise member Jo apni mehnat nahin kar rahe ho to yahi vajah hai ki unko results acche nahin milte aur vah acchi earning bhi nahin kar paate Hain members ko indicators ke bare mein acchi tarah Se maloom kar lene ke liye trading account per apne trading ko zyada acchi tarah Se continue karna hota hai practice ko continue ka lene se members ka experience aur bhi improve ho jata hai aur unko har tarah ke indicators ke bare mein information mil jaati hai aur is tarah Se vah indicators ka istemal apne trading mein karke aur indicators ki vajah se apne trading co successful banaa sakte hain
       
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Zigzag indicator kya hy jaaniye is thread me

        Assalamu Alaikum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap to khairiyat se Honge ji ka Janm yah indiketar bahut hi useful hai aur Agar isko member Apne trading Mein istemal Karenge to maximum benefits Le sakte hain aur iski vajah se koi bhi member apni practice ko bhi acchi Tarah Se continues kar sakta hai aur aadami bhi acchi kar leta hai agar Ham member ke liye important hai ki vah indiketar ke related Apne experience ko improve kar len Jab member ka experience a improve Ho Jaega To ISI Tarah Se unko trading se natak koi bhi pareshani nahin Hogi aur vo relax hokar apni training ko connection kar lega aur member ko yah Maloom Hona chahie ke indiketar ka istemal kis tarike Se Kiya Jata Hai Jab member indicator Arkestra maal ke bare mein acchi information Hasil kar leta hai To Apne trading Mein vah Hindi petrol ka istemal acchi Tarah Se Kar Raha hota hai aur Pyare bhai jaan Jis indiketar ke bare mein main apne share kiya hai ki yah bahut hi Achcha indicator Hai Isko Koi Bhi member Agar Apne trading Mein istemal Karega to Kisi Tarah Se acchi earning bhi kar lega Pyare member acchi earning karne ke liye maximum use mehnat per karna hoti hai aur Aise member Jo apni mehnat nahin kar rahe Hote To uski vajah se unko dost ho jata hai Unka result bhi achcha Nahin Aata aur vah acchi aadami bhi nahin kar paate Hain Pyare member ko Indica tod ke bare mein acchi taraf se Maloom kar lena chahie trading account per Apne trading ko Jyada acchi Tarah Se connection karna hota hai practice ko continues kar lena chahie Pyare member is experience Aur Bhi improve ho jata hai aur unko Har Tarah Ki Indica tod ke bare mein information mil jaati hai aur ISI Tarah Se vah indicators ka istemal apni trading Mein Karke aur Hindi ka Chor Ki vajah se apne trading co se chappal banaa sakte hain aur kamyabi Hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Zigzag indicator kya hy jaaniye is thread me

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
          Dear friends forex me zigzag indicator ky bary me kuch info share krna chahta hu ye indicator hay jo ap ko trading may madad dayta hay aur yeh ap k meta trader 4 may already available hay, lakin yeh normal indicators may nahi hota, yeh ap ko custom indicator k folder may sab say last may milay ga, jaisa k neechay ki picture may dikhaya gaya hay zigzag ki madad say ap market ka resistance aur support bhi nikal saktay hain, chahay to big time frame par ya phir M15 par, jaisa keh may nay oper wali picture may dikhaya hay. Jaha say zigzag return hota hay whi market ka support ya resistance point hota hay. agar ap big time frame may check karo gay to ziada acha pata chal jaye ga
          G han dear har aik ibdicator ka apna apna kam hota hai jub kay us kay apnye he faidye aur muqsan hai ap nay indicators pay kam kiya hai tu ap ko es mai ota ho ga kay ap kis tarz ka kam kar saktye hain aur ap es mai kitna kam kartye hain tu ap kitna kamyab hai jub kay tools pay aur indicator pay he ap ka kam kafi acha ho pata hai tu zigzag indicator ka basic maqsad ye he hai kay ap kaliye faida laye kay ata hai ap ka kam hai kay ap es mai dil laga kay es indicator kay barye mai parhain ta kay bad mai ap kaliye kafi asani ho jatye hain aur ap es mai acha kam kar saktye hain kiyu kay aj kal tu kafi sarye imdicator hain jin pay kam kiya ja sakta hai ya ap kam kartye hain tu ap es mai acha kam kar kay kamyabi bhi patye hain tu indicator pay kam karna kafi had tak acha hai aur ap es mai kamyab bhi ho jatye hain tu jo bhi kam ap nay krna hai ap ka kam hai oay ap es mai dil laga kay acha kam karain aur ap es mai mahnet aur lagan kay sath kay ap kam ap kartye haun tu ap kaliye kafi asani ho jatye hai tu kam acha karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain aur ap ka kam hai kay ap tools pay kam zayda kiya kartye hain tu ap kamyab bhi zayda hai kiyu kay tools pay kam karna kafi asan hai aur ap kaliye kafi faida bhi hai es mai kam kar kay tu ap nay ager acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai indicator pay kam karain aur ap es mai kamyab ho he jatye hain ager ap indicator pay acha kam kartye hain tu ap kafi kamyabi patye hain
           
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Zigzag indicator kya hy jaaniye is thread me

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
            Dear friends forex me zigzag indicator ky bary me kuch info share krna chahta hu ye indicator hay jo ap ko trading may madad dayta hay aur yeh ap k meta trader 4 may already available hay, lakin yeh normal indicators may nahi hota, yeh ap ko custom indicator k folder may sab say last may milay ga, jaisa k neechay ki picture may dikhaya gaya hay zigzag ki madad say ap market ka resistance aur support bhi nikal saktay hain, chahay to big time frame par ya phir M15 par, jaisa keh may nay oper wali picture may dikhaya hay. Jaha say zigzag return hota hay whi market ka support ya resistance point hota hay. agar ap big time frame may check karo gay to ziada acha pata chal jaye ga
            Zigzag indicator sy hamain market ki support aur resistance ko find kerny main madad milti hai aur agar ham market main trade technical analysis ko follow kerty huey kerty hain tou hamIn zigzag indicator sy help leni bhi ky ham bahot achi terha same indicator ko use kerty huey achi technical analysis ker sakty hain technical analysis kyun ky market ki support aur resistance per depend kerty hain isliay hamain pure support aur resistance requited hoti hai ky ham usko follow kerty huey trade continue kerain tou is kam ky liay hamain zigzag indicator ko zarurat perti hai ky ham same indicator sy hi market ki support aur resistance ko mark ker sakty hain then hamain technical analysis kerny main problem nehi hota aur maximum successful traders forex market main trade sirf technical analysis ko follow kerty huey hi kerty hain kyun ky market main jab tak koi fundamental effect na ho raha ho tou market hamesha technical movement kerti rehti hai aur aesy main technical analysis ko follow kerny waly traders kamyab ho jaty hain ky market main fundamental effect kabhi kabhi hota hai jabky market by tou hamesha apni movement ko continue kerna hota hai tou aesy main market hamesha technical movement ko hi follow kerty rehti hai kabhi support tak movement kerti hai aur kabhi reverse ho ker resistance ki taraf chalna shoru ker deti hai lekin aesy time per woh grader faida hasil ker sakty hain jo support aur resistance sy help ky ker forex market main continue trading kerty hain so best support aur resistance ko find kerny ky liay ham zigzag indicator use ker sakty hain jo mt4 ky custom indicators main available hota hai tou specialy technical analysis kerny aur support aur resistance ko find kerny ky liay hamain zigzag indicator sy faida hasil kerna chahiay ky hamain technical analysis ko follow kerty huey trade kerny main asani ho aur ham acha profit bhi hasil kerty rehain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Zigzag indicator kya hy jaaniye is thread me

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
              Dear friends forex me zigzag indicator ky bary me kuch info share krna chahta hu ye indicator hay jo ap ko trading may madad dayta hay aur yeh ap k meta trader 4 may already available hay, lakin yeh normal indicators may nahi hota, yeh ap ko custom indicator k folder may sab say last may milay ga, jaisa k neechay ki picture may dikhaya gaya hay zigzag ki madad say ap market ka resistance aur support bhi nikal saktay hain, chahay to big time frame par ya phir M15 par, jaisa keh may nay oper wali picture may dikhaya hay. Jaha say zigzag return hota hay whi market ka support ya resistance point hota hay. agar ap big time frame may check karo gay to ziada acha pata chal jaye ga
              Zigzag indicator Hamare liye bahut jyada faydemand Hai Magar bahut jyada trader is ko use Karna Nahin Jante hai .agar vah Apne MT4 application Mein candlestick chart ke andar zigzag indicator ka istemal Karte Hain To unhen bahut zyda help milati Hai zigzag indicator support aur resistance Aur Bhi bahut important points ko show Karta Hai jisse Hamen is market ke andar trade Lagane Mein help milati hai aur ose indicator ka istemal Ham bilkul free kar sakte hain aur yah MT4 software ke andar install Hota Hai .

              Click image for larger version

Name:	Screenshot_10.png
Views:	1
Size:	119.7 کلوبائٹ
ID:	12330594

              Forex mein agar Ham trade Lagate Hain To Ham ismein 2 se 3 indicator ko istemal karna hota hai agar Ham ismein zigzag indicator ko moving average indicator ko aur Rsi indicator ,MACD indicator ko ek Sath istemal karte hain Chart ke andar To Hamen yah bahut hi help Dete Hain Ek acchi trade Lagane mein aur Agar yah Ek Jaisa signal Hamen deeto Ham is market ke andar bahut hi acchi profitable trade Laga sakte hain aur ek Achcha profit hasil kar sakte hain Hamen kabhi bhi is market ke andar trade Lagane Mein jaldbaji Nahin karne chahie aur Hamen ismein bilkul bhi lalach main akar aik big lot size Nahin Lagana chahie Hamen always money management ke sath work karna chahie .
              Forex trading ke andar real account mein work karne se pahle Hamen demo account ke upar work karna hota hai aur yah Tamam indicator aur jo strategy Ham is market ke andar banate hain unhen sabse pahle Demo account ke upar test karna Hota Hai Jab time account se Hamen profit ho raha ho bahut jyada time to Uske bad FIR vah Hamen real account mein istemal karne Hote Hain Jab Ham demo account ke upar practice kar rahe ho To Hamen same ISI Tarah practice karne chahie Jis Tarah Ham real account mein work karte hain Hamen money management ka use karte hue aur forex ke rules ko follow karte hue hi demo account mein practis karne chahie Taki Jab Ham real account mein work Karen To Hamen Forex ke rules ko follow karne ki Aadat Ho Is Tarah Ham Ek accha profit Le sakte hain indicator ki madad se .
               
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Zigzag indicator kya hy jaaniye is thread me

                Dear aapane bahut acchi acchi information apni post Mein Hamare Sath share Ki Hai no doubt zigzag indicator Ek bahut hi important indicator hota hai jo aapki bahut jyada help Karta Hai zigzag indicator ko samajhne ke liye sabse pahle Humko yah dekhna Hoga Ki zigzag market Mein Mohammed kaun si hoti hai aur usko note karne ke liye Ham zigzag indicator ka istemal kaise karte hain.

                Zig zag pattern :

                Dear jab market ki movement Kuchh limits ke andar hoti hai aur kuchh Upar jaane ke bad FIR down aati hai aur ISI Tarah market Ek channel Mein Apni movement ko Jari rakhti Hai To isko zigzag pattern Kahate Hain is Baton ko properly calculation karne ke liye Ham zigzag indicator ka istemal karte hain ya Ek technical indicator hota hai jo aapko is pattern Mein bahut acche tarike se indication provide karte hue aapko market mein bahut acchi trades provide kar raha Hota Hai.

                Zig zag indicator :

                Zigzag indicator ko properly istemal karne ke liye aap koi si related complete information aur Na Lage Hasil karna chahie aur uske bad is ko Apne software metatrader 4 Mein apply karte hue isase indication Hasil karne chahie Agar aapko iski application aur ISI related complete learning nahin hai to aap kabhi bhi isase perfect results Hasil nahin kar sakte isliye aap ki puri koshish honi chahie ki aap zigzag indicator se related complete information Hasil karne ke bad usko apni e-trading Mein apply karte hue yah isase bahut acche tarike se facilitate ho saken



                Interpretation in market :


                Dear zigzag indicator ko properly apply karti hui aap market Mein different stages per acchi entry Hasil karke bahut hi accha profit Hasil kar sakte hain aur aur Apna daily ka target complete kar sakte hain.

                Click image for larger version

Name:	images (40).png
Views:	5
Size:	19.1 کلوبائٹ
ID:	12330595
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Zigzag indicator kya hy jaaniye is thread me

                  Zigzag indicator ke bare mein aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share ki hai Ham Jante Hain Ki market mein bahut se indicators maujud hote hain aur vah different type ke indicator Hamen different information provide karte hain ISI Tarah zig-zag Bhi Ek Aise indicator hai jo market ko samajhne Mein Hamari madad karta hai agar Ham market Mein trade Lagana Chahte Hain to hamare liye market ko samajhne ke sath sath usmein maujud indicators ke bare mein main maloomat Hasil karna bhi zaroori Hota Hai

                  Bahut se trader Aise Hote Hain Jo zigzag indicator ki madad se market Mein trade Lagate Hain yah Ek moving average Ki Tarah ka indicator Hota Hai aur iss ki Sidhi line hoti hain ya sport or resistance aur important point show karta hai aur bahut Sare trader Aise Hote Hain Jo zigzag indicator se related complete information Hasil karne ke bad hi market Mein entry Karte Hain market Mein acchi trade Lagane ke liye aur acche profit Hasil karne ke liye market Mein maujud indicator se ko samajhna bahut Jaruri Hota Hai

                  Ham kabhi bhi indicators ko samjhe bagair market Mein trade Nahin Laga Sakte aur ham indicators ko use Waqt acchi Tarah Se samajh sakte hain Jab hamare pass Achcha knowledge or experience hoga isiliye Hamen chahie ki koi bhi business start karne se pahle Apne knowledge or experience ko increase Karte Rahe Hain Taki Ham apne business Mein kamyabi Hasil kar len market mein maujud bahut se indicators hote hain lekin zigzag Ek bahut hi Achcha indicator Hai yah market ko samajhne mein aur uska analyses karne mein Hamari bahut jyada madad karta hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Zigzag indicator kya hy jaaniye is thread me

                    Je zigzag asa pattern hai jo straight line par mushtamil hota hai ye zig zag ki tarha technical chart par show hoti hai. En sy price movement ki directions ko filter kiya jata hai. Trader zig zag patten ko price chart sy noise ko remove karny k lae use karty hain. Es doran main goal ye hota hai k market trend ko follow kiya jae na k irelevant utar charhao ma pansa jae. Ye indicator kbi apny ap sy trading system k tor par act ni karta. Es ka best use ye hai k es trend or reversal ko find kiya ja sakta hai.

                    Key points.

                    1. Ye basic indicator hai jis ko trader use karty hai trend reversal ko talash karny k lae.

                    2. Ye serf trading tool he ni hai balky eski help sy tradinf decision b leye ja sakty hain.

                    3. Jb kio trade open karni ho to zig zag ko pehle tool ki sorat ma use kiya jae. Es bary ma confirmation k lae kio or precise tool b use karna chahe.

                    How zig zag indicator works.

                    Zigzag samajny ma asan or implement karny ma easy hai. Maksoos enterence k nechy sy hony waly price change ko trend line sy filtration process sy remove kiya jata hai. Zayada tar trading plat form ki simple input field hoti hai jin ko apni preference k zigzag parameters use karny k lae allow keya jata hai. Ye bat zehan ma rakhni chahe k zig zag less sensitive hota jae ga agr ham prices changes ko enterence sy high set karyn gy. Agr ap bhot low spot set karyn gy to zig zag ineffective ho jae ga or noise remove ni ho gi. Or es tarha ap possible trend ko miss kar deyn gy.

                    Trading forex with zig zag.

                    Trading ma ye most commonly used hota hai conjection k andar jo k fabonacci or elliot wave trading system par mabni hota hai. Swing trader ko zig zag bhot acha lagta hai kiu k ye unki help karta hai retracement k uper enteries ko analyze karny k lae. Zig zag trading signals ki consistancey k lae use kiya jata hai. But ye bat zehan ma rakhyn k zig zag lagging indicator hai or ye khud sy kuch predict ni karta. Bhot sary indicator ki tarha long term trend reversal ma b ye b bhot time leta hai but ye esko most reliable way ma show karta hai.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Zigzag indicator kya hy jaaniye is thread me

                      Zigzag aik aisa technical tool hay jo basically kisi bhi pair ki price ki inversing ko show karta hay. Support aur resistance ka khial rakhty huye koi bhi trader is indicators say daily high aor low price kay swings main bahut achi trading kar sakta hay. Q keh price fluctuation hamesha up and down ho kar aik side pe barhti ya kam hoti hay. Is indicator ki help say aik din main kai bar buy aur sell main trade ki ja sakti hay.

                      Zig zag indicator 5 % per set hota hay laikin ager ham isko 9 % per set karain to ye hamesha same ya upper price fluctuation ko show kary ga. Is say ham choti si price changes say bhi next movement ka andaza kaga sakty hain. Normally closing price ko reverse trend kay liye use kia jata hay. Aur jo mumkina movement points hon woh plot ho jaty hain. Ye points phir sidhi line main connected hoty hain aur hamain information mil jati hain.

                      Zig zag ka use.

                      Is indicatir ko ham sirf historical data daikhny kay liye use kar sakty hain. Q keh ye data past price movement per mushtamil hota hay. Jo hamain past movement main ban'ny waly zigzag bata raha hota hay. Laikin ye future trade ka hamain nai batata. Yeh koi productive indicator nai hay. Laikin phir bhi ye aik kafi helping tool hay ager ham past movent ko analyse kar aky aur isky sath fundamental analysis ko use karain to is zigzag movement say bhi ham achi trade kar sakty hain. Aur kai traders is tools ko fibonacci retracement ki madad say bhi use karty hain.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Zigzag indicator kya hy jaaniye is thread me

                        forex mein indicators trading mein bht helpful sabit hoty hain. zigzag indicator hamein market mein kaam karny mein bohat hi helpful sabit hota hai. aur yeh ap k meta trader 4 mein phly se hi available hai. but yeh normal indicators mein nahi hota. yeh indicator apko coustom indicators k folder mein last pe mily ga. ham is indicator ko trading mein use kar k maximum benefits hasil kar sakty hain. zig zag indicator use karny mein bht hi easy aur implement karna bhi bht hi asaaan hai. specific enterence k neechy hony waly price change ko trend line se filtration process k zariye remove kia ja sakta hia.
                        trading mein yeh indicator mostly use hota hai. swing trader ko zig zag indicator bohat hi pasand hai q k yeh un k liye bht hi helpful hota hai.yeh retracement k opr enteries ko analyze karta hai.zig zag trading signals ki consistancy k liye use kia jata hai.zig zag aek lagging indicator hai.yeh indicator khud se kuch bhi predict nahi karta.bht sary indicators ki trhan long term trend reversal mein bhi yeh bht time leta hai but yh is ko most reliable way mein show karta hai.
                        yeh trading account par trading ko bht achi trhan se continue rkhta hai.aur practice ko continue krny se members ko bhi bht hi faida deta hai aur wo khud ko aur bhi improve kar dety hainta k wo is mein achy se aha kaam kar saky. aur wo har trhan se indicators k baary mein aur bhi information ko gain kar saky jo k un k liye bht helpful sabit ho. hamein market mein kbhi bhi indicators ko ignore nahi karna chaiye wrna hamein nuksaan ho sakta hai.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Zigzag indicator kya hy jaaniye is thread me

                          Dear friends zigzag indicators basically forex me aik best indicator Hy kyun Kay is sy suport and resistance ko asani sy identify kr Kay ap market trends ki confirmation lay skty hen indicators basically aik robot ya program hi hotay hain or inn ko traders kee madad kay liye banaaya gaya hay yeh madad to nahin kertay lekin analysis main assistance detay hain yeh basically aik qism kay tools hotay hain indicators aap kay paas different types kay hain or her indicator ka apna apna function hota hay or her indicator ko use kernay ka apna apna tareeka hota hay aik hotay hain simple trend indicators jo kay trend identify kertay hain in main Moving Averages mashhoor hain doosray hotay hain signal indicators jo kay aap ko buy ya sell ka signal detay hain inn main ICHIMOKU CLOUD Relative Strength Index MACD waghera bohat zyaada common hain Indicators apni technical development key base par market ki current trend ko identify kar sakty hey aur every time frame chart me es key signals trend moving average ki waja se different ho sakty hey, traders ki trading me technical analyzing important role play kar sakty hey, agar trend ko identify kar leya jaye jo key ham indicator use kar key trend ko find kar lety hey es key sath fundamental analyzing be esi trend identification ki waja se easy ho sakti hay, indicators ya technical analyzing ko kabi be avoid nahi karna chaye. indiactors ki importantce k bary main hmary sath share kiya hai jesa k hum sub janty hain k forex trading main boht se indicators hain jis ko hum use kar k apni trading ko san bna skty hain q k jub hum indicators ko use karty hain tu wo hmain market ki situaion ka hmain babaty hain or es ks ath stah hmain market k trend k bary main inform karty hain es liye hmain aghr koi indictaor use krna hai tu hmain har indicators ko achi traha se knowledge hona boht zarori hai q k aghr hum indiactors ko sahi tariky se use nahi karty hain tu hmain loss ho jata hai(note) hum jo bhi indicators ko use karty hain tu hmain apni trading main stop loss or take profit ka use lazmi karen es k ilwa koi bhi indicators hmain 100 percent result nahi deta hai es liye kbhi bhi hmain apny analysis k sath trading ko profiatble bnaa parhta hai es liye apny analysis bhi use karen
                           
                          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Zigzag indicator kya hy jaaniye is thread me

                            Zigzag indicator related aapane bahut hi good or informative post ki hai hi main aapki post ko read bhi kar chuka hun aur aapki post ko like bhi de chuka hun market mein hamen kafi sare indicated mil jaate Hain aur market mein analyses karne ke liye hamen indicator ki jarurat hoti hai yah market mein analyses karne ke liye hamare liye bahut helpful hote hain aur ham in se kafi achcha fayda utha sakte hain isliye hamen indicators ko jarur use karna chahie aur interrelated hamara good knowledge hona chahie tha ke Ham kisi bhi indicator ko theek tarike se use Paar se ke aur use se behtar results Le saken.

                            agar Ham kisi bhi indicator ki related good knowledge nahin rakhte Hain to fir Ham kisi bhi indicator ko exact use nahin kar sakte hain aur agar Ham proper use nahin karenge to fir hamare use karne ka koi fayda nahin hoga balke hamen kisi bhi indicator ko use karne se nuksan hoga isliye hamen chahie ke Ham kisi bhi indicator ko properly use karna chahie.

                            zigzag indicator
                            zigzag indicator market mein trading ke liye bahut hi helpful hota hai aur is se Ham market ke easily good analysis kar sakte hain is indicator ko new trader support and resistance ke analysis ke liye use karte hain aur is indicator se Ham support and resistance ko easily find kar sakte hain lekin main samajhta hun ke Jo expert trader hai hai vah support and resistance ko technically method through analyse karte hain aur agar Ham technically method ko use karke support and resistance Koi analyse karen to yah hamare liye bahut hi best hota hai aur ham easily hi support or resistance ko use kar sakte hain zigzag indicator trading ke liye kafi helpful hai hamen is practice honi chahie tabhi yah hamare liye behtar hoga hamen se kafi good benefits Le sakte hain.

                            importance of indicator
                            market mein trading karte hue indicator hamare liye important hota hai isliye hamen indicator ke related knowledge hona chahie aur hamen is Kita mint condition ka pata hona chahie jab tak hamen kisi bhi indicator ke related God knowledge nahin hoga aur hamen term and condition ka pata nahin hoga to tab tak Ham isko proper use nahin kar sakenge isliye hamen kisi bhi indicator ke related good knowledge hona chahie tab hi Ham is benefits Le sakte hain aur hamen chahie ke Ham jo bhi indicator use karte hain uski hamen acche tarike se knowledge hona chahie aur hamen uski acchi practis honi chahie Taki Ham usko proper use kar sake aur isase board benefits Le saken.Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	10
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12330621
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Zigzag indicator kya hy jaaniye is thread me

                              Bahi huma maloom hona chaya ka jitna bi indicator hai wo sub ka sub mt4 mai mojood hain huma bus in ko use karna ahna chaya is mai jis na bi indicator ko use kia wo kamyab huwa hai is lia is indicator ko lazmi use karian ya simple indicator hai jo market mai candles ki up or down movement ko check karta hai hum is ko use kar ka ak accha fida la sakta hain laken huma pahla is ka bara ma sekhna ho ga tu ja kr hum log is sy acha fida la saka gain kiun ka indicator ka pata hona kafi nahi hai huma is ka bara mai education bi honi chaya ta ka hum log is mai kamyab ho saka or aga bahr sakain is business mai kamyab hona mushakal nahi hai jis na mahnat ki wo kamyab howa hai is lia huma indicators ka bara mai zayda knowledge hasil karna chaya ta ka hum log aga bahr sakain har kisi ko maloom hai ka hum agr is mai mahnat karain gain tu kamyab ho jayain gain laken mahnat karta nahi jis ki waja sy loss ka samna karna parta hai is lia dear loss ko apna teacher banayain kiun ka hum is sy kafi kuch sekh sakta hain is lia mahnat karna lazmi hai or jis na bi mahnat ki wo kamyab huwa hai is lia trading karain laken indicator ko lazmi use karian indicator bohot sy hain laken agr hum log in ko sahi tahra use karian tu kafi munafa kama sakta hain laken agr use nahi karta tu loss bi kafi bara ho sakta hain is lis in ko use tub karian jub in k bara mai acchi tahra samaj lain or knowledge hasil ho jaya tub huma is ko use karna chaya
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X