Beginners k liye MT4 k lihaz sy zaroori hidayat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Beginners k liye MT4 k lihaz sy zaroori hidayat
    Assalam O Alaikum dosto...!
    Umeed hai sub kheriyat sy hongy, or dil laga kar achy sy kaam b kar rahy hongy, mera aj ka mauzo begginers k liye hai jou forex me new hain or seekhna chahty hain.
    Hidayat:
    • pehly tou ap sub ko chahye k forex k basics seekhein.
    • os k bad is ka jou software hai MT4/MT5 is ko sahe sy seekhein with details k timeframe kesy hoty hain charts settings.
    • ab sawal ye hoga k kahan sy seekheingy, tou youtube me just in softwares ka tutorial search karein.
    • pir koi b broker ly k demo account bnay jesa huma insta frorex hai, demo account banay k bad in software me practice karein.
    • buy stop , sell stop , take profit , stop loss ka ismtimal seekhein or lagana b seekhein.
    • charts ka kholna, or apny hisab sy in ki setting banana, like colours of candle sticks.

    ye sub buniyadi steps hain bhaiyon forexs k basics hain or MT4 me apply krny hain ap ny shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Beginners k liye MT4 k lihaz sy zaroori hidayat

    ap nay ik achi information share ki hay
    dear members hamen agr trading krni hay to hamen trading main istemal honey waly tools ka istemal karna bhi ana chaheay takeh zarort kay wqt hum ko koi mushkil pesh na aey to mery bhaiyo
    meta trader ka use jin bhaiyon ko nahi ata woh pehly isey sekhen aor apny work ko demo par try karen aor iskey mutaliq jitni achi practice karty hain hamen iska benefit mil jata hay
    • #3 Collapse

      Re: Beginners k liye MT4 k lihaz sy zaroori hidayat

      Yes dear agar aap Forex trading Mein metatrader 4 se related apni learning complete karna chahte hain to usmein aap ko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie ki Forex trading Mein Jab aap metatrader 4 ko apni laptop aur computer per install Karte Hain To usmein aap ko bahut jyada advantages mil sakte hain aapko koshish Karni chahie ki Forex trading Mein different important analysis ko complete karna hota hai aur Forex trading mein bahut jyada advantages Hasil karna Hote Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Beginners k liye MT4 k lihaz sy zaroori hidayat

        Walekum assalam metatrader 4 se related apni beginning learning or basic information bahut carefully hamare sath use ki hai no doubt Forex trading mein jitne bhi junior members hote hain unko metatrader 4 ki complete information hasil karne ke sath Forex trading se related kuchh basic information hasil karna chahie otherwise unke liye Forex trading mein kamyabi hasil karna impossible ho sakta hai aur unke liye bahut jyada problems create kar sakta hai.

        Forex trading ek aisa business hai jismein aapko different associated links aur different associated tools ko carefully focus paida hota hai agar aap Forex trading mein kamyabi hasil karna chahte hain to is maqsad ke liye aapko hamesha Forex trading aur isase associated different tools for example metatrader for multiple indicators ki study complete paida hoti hai dear agar aap metatrader 4 ko study karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages hasil ho sakte hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Beginners k liye MT4 k lihaz sy zaroori hidayat

          yes dear right kaha apne forex traidng main best learning kare forex trading main agar learning strong hoti hain tu kamyabi mil skti hain jaab tak learning strong nhe hoti hain tu kamyabi kabi b nhe mil skti hain forex trading main hard work karna must hian jaab tak learning strong nhe hain tu kabi b benefit nhe mil skta hain forex main learning ko incress kare begginers k liye mt4 best hain jaab tak hard work k sath demo account main learning strong nhe hain tu kamyabi b nhe hain is liye learning ko incress karna parta hain reegular pratice k sath kaam karna must hota hain jaab tak learning nhe hoti hain tu kamyabi b nhe hain forex main learning ko incress kare

          اب آن لائن

          Working...
          X