Jaiza: Ascending scallop pattern per trade entry
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Ascending scallop pattern per trade entry
    Ascending scallop chart pattern

    Ascending scallop chart pattern is waqat creat hota hai jab market downtrend main movement kerty huey kisi point sy reverse move kerna shoru ker dy aur previous resistance ko cross kerny ky bahd continuously uptrend main move kerna shoru ker dy tou isterha jo pattern creat hota hai usko ascending scallop pattern kehty hain

    Best entry point

    Jab ascending scallop pattern creat hota hai tou is main best entry point aesa point hota hai jab market first resistance ko break kerti hai tou wahan sy ham buy ki trade open ker ky next resistance tak take profit set ker sakty hain jabky aesi support jahan sy market reverse ho chuki hoti hai wahan per stop loss set ker ky ham apni open trade ko secure bhi ker sakty hain

    Agar ham ascending scallop pattern ko picture sy read kerain tou ham same pattern per asani sy trade enter ker ky bahot acha profit bana sakty hain
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Ascending scallop pattern per trade entry

    Click image for larger version

Name:	20200904_202211.jpg
Views:	2
Size:	49.5 کلوبائٹ
ID:	12330617

    Similar with letter "J"

    Je dear inverted and ascending scallops chart par letter J ki shape banaty hain. J ki shape ko flip karyn up side down or phr back ko front to apko inverted or ascending scallops shapes mel jae gi.

    Indentifying inverted and asending scallops.

    Je apko ye pattern up trending market ma asy dekhnay ko mele ga. Jb price ik straight line ki shakal ma up move kar jae. Es k bad market tora down aye or phr sy up chale jae or ik inverted J ki shakal bana ley. Es case ma apko price retracement 50 percent ya half down tak mele gi but phr market up chali jae gi. Agr ye pull back market ma shape k upper 70 percent tak down ah jae to phr ye pattern work ni kary ga or price k up jany k chances kam ho jayn gy. Jb ye price back shape k previous low tak ah jae to ap eko inverted or ascending scallops ni keh sakyn gy.


    Trade with ascending scallops.

    Jb market ye pattern banaty howe up move kar jae or phr tora retrace ho to jb ye retracement 50 percent ya half of shape par ponch jae to apko buy ki entery kar leni chahe or stop loss market k previous low par set karna chahe. Es lae k agr market wapas previous low par ah jae to ye pattern ni bany ga or market mazeed nechy ah jae gi. So apk lae best hai k es time market sy nikal jayn ta k apka account wash hony sy bach jae. Asi sorat ma market agr up chali jae to apko bhot acha profit mel saky ga. Pehla preference apny account ki saftey ko dena chahe. Us k bad profit k bary ma sochna chahe. Account ho ga to he trade ki ja saky gi.
    Last edited by ; 04-09-2020, 08:48 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Ascending scallop pattern per trade entry

      Ji bahut hi acchi information aapane Hamare Sath share Ki Hai Is Tarah information Hamare Sath share Karke aapane Hamare knowledge Mein ijafa Kar Diya Hai Ham Jante Hain Ki market mein bahut se different type ke pattern maujud hote hain aur yah pattern Hamen different information provide karte hain aur is different information ki madad se Ham market ko aasani se samajh sakte hain Jiske pass Ham market Mein Ek acchi trade open kar sakte hain Agar Ham market Mein acchi trade open karna chahte hain aur accha profit Hasil karna chahte hain To Hamen patent ke about bhi knowledge Hona chahie

      Agar Ham pattern ka knowledge Hasil kiye bagair hi trade open kar dete Hain Ham kabhi bhi isase acchi Anek Hasil nahin kar paate ISI Tarah ascending scallop Ek Aisa pattern hai jo use Waqt create Hota Hai Jab market downtrend move kar rahi hoti hai yah patron downtrend ko samajhne Mein Hamari bahut help karta hai support resistance Mein Jab price Upar Jaaye ya FIR niche Sidhi line Mein Nahin Chalti bal Ke Zigzag ki tarah Jalti rahti hai

      Kuchh movement ke bad Wapas Ek Khas Mein kam Se Wapas Mod Jaati Hai Kuchh der Yahan rukne Ke bad Dobara Apna Safar start kar deti hai is Hafte Mein kam ko Ham support ya resistance bhi kha sakte hain Ham Jante Hain Ki sport or resistance Ek area hote hain vi price level Nahin Hote Agar Ek Aisi Matwali e line khinchi Jaaye Jo 2 ya 3 shadow ko aapas Mein Milate Hai To is area ko Ham support or resistance bhi Keh sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Ascending scallop pattern per trade entry

        yes dear aapane bahut hi important market pattern Hamare Sath discuss kiya hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam karti hui a successful trader Banna Chahte Hain To Ham Ko market ke different patterns ko carefully study Karke apni trading per apply karna hoga otherwise Ham Forex trading Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte.

        Ascending scallop pattern Hamesha market Mein use time per Banta Hai Jab market Mein downtrend Hota Hai Aur downtrend ke bad suddenly market Apna trend change karne ke liye reversal movement start karti hai to use time per yah trend aapko market mein dekhne ko Milega aur ismein agar aap Achcha profit Hasil karna chahte hain to aapko best point per entry Lena Hogi aur isase reasonable profit Hasil karna hoga.

        dear jab aap aap is pattern ke bad market Mein entry Lena Chahte Hain To aapko Hamesha conformational candlestick Ka Intezar Karna chahie aur Jaise hi market resistance level ko break karti hai to aap use time per market Mein entry Lekar bahut jyada profit Hasil kar sakte hain dear jab aap different market patterns ko follow karte hue trading kar rahe Hote Hain To Kabhi Bhi jald Bazi Mein Koi trade open na Karen aur jab tak aapko market ka ka trend confirm Nahin Hota use time tak aap market Mein entry Na Le Kyunki yah aapke liye bahut jyada dangerous ho sakti hai.

        Dear jab aap is Trend per market Mein inter hote hain to usmein aap ko proper calculation ke sath apni trade per stop last ki limit bhi apply Karni chahie aur aur aap isko sabse bearish candle se thoda niche stoploss ki limit set kar sakte hain Agar market Apna reversal trend continue nahin karti to use time per aapko Jyada nuksan Nahin Hota aur aapki trade automatically close ho jayegi.

        Click image for larger version

Name:	images (42).png
Views:	1
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12330619
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Ascending scallop pattern per trade entry

          Ascending ya inverted scallop pattern aik candle sticks ka combination hay jis main up trend per buying trade ki jati hay. Iski shape umbrella kay half ya english letter J ki tarah hay. Is pattern ki good bat ye hay keh ye bear and bull donon pattern main acha kam karta hay.

          Aksar ye pattern up trend movement main build up hota hay ya kuch dafa ye pattern downward price movement say up side start hony per banta hay. Iski shape backward J ki tarah hoti hay. Pehli candle amooma sidhi uper jati hay jabkeh iskay bad aik do candle up and down ho kar kuch down ati hain jis say ye ulta J ban jata hay. Iskay bad ye dobara up trend main movement karta hay aur resistance ko bhi break kar daita hay.

          Jab J pattern ban jaye yani ascending scallop pattern complete ho jaye to market mazeed turn lay kar up ward jati hay, aur aksar resistance ko break kar daiti hay. Yahan per ham buy ki trade main enter ho sakty hain aur achi earning bhi lay sakty hain.

          Ascending scallop pattern main trade ki entry resistance kay break hony per karni chahiye. Take profit next up resistance per set karain aur stop loss ko new support per set karain. Fori tor per stop loss use na karain balkeh jab trade kuch profit main jaye to he stop loss ko new support per set karain ta keh in case mazeed up trend reject ho to bhi ham apna account and trade safe rakhty huye exit hon.

          Ye aik bahut helpful candlestick pattern hay laikin is main bhi ham analysis aur indicators ka behter use kar kay profitable trade karty hain. Q keh candle stick kay up down say ban'ny waly bahut ziada patterns hain jo kai dafa apni shape change kar kay aik naya pattern bana daity hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Ascending scallop pattern per trade entry

            Dear aap ne bohat behtreen information share ki hai men ne kabhi is pattern see related nahi read Kiya lekin aj ap ka thread read kr KY mujhe acha knowledge Hasil krny ka moqa Mila Hai agar Hum candles ky patterns ko seekh Lyn to hum bohat ache tareeky see market Mein move kr sakty hain aur markeet ko ache tarha see samajhny men kamyab ho sakty hain kyun KY forex mein Main samajhny wali cheez candles Un ki movement aur Un candles see banny walay patterns hain aur Har trader in ko zayada importance na dyny ki wajah se nakam hota hai jo in sab Baaton ko samne rakhty Howe in ko seekhty Howe market Mein working krty hain wo ache kamyabi hasil kr lyty hain men ab is pattern ko mazeed focus krny ki koshish krny KY saath saath is ka istemal demo account mein start krny ki koshish par bhi focus Krna chahun ga ta ky mein real market Mein is ky istemal see acha faida hasil kr KY dosron ko is see relevant ache guidance provide krny mein Kamyab ho sakon ta ky hmari tarha dosre members bhi ache kamyabi ko possible bana saken aur ache tarha se market ko sajh kr khud ko acha trader bnane men kamyab ho saken
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Ascending scallop pattern per trade entry

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
              Ascending scallop chart pattern

              Ascending scallop chart pattern is waqat creat hota hai jab market downtrend main movement kerty huey kisi point sy reverse move kerna shoru ker dy aur previous resistance ko cross kerny ky bahd continuously uptrend main move kerna shoru ker dy tou isterha jo pattern creat hota hai usko ascending scallop pattern kehty hain

              Best entry point

              Jab ascending scallop pattern creat hota hai tou is main best entry point aesa point hota hai jab market first resistance ko break kerti hai tou wahan sy ham buy ki trade open ker ky next resistance tak take profit set ker sakty hain jabky aesi support jahan sy market reverse ho chuki hoti hai wahan per stop loss set ker ky ham apni open trade ko secure bhi ker sakty hain

              Agar ham ascending scallop pattern ko picture sy read kerain tou ham same pattern per asani sy trade enter ker ky bahot acha profit bana sakty hain
              ascending scallop pattern forex trading business me bohat sare patterns hai jin per hum kam kar sakte hai jaisa ke ap ne bhe aik pattern per bat ki hai hum is pattern per b kam kar sakte hai.
              Ascending Scallop Pattern
              Jub bhe market buy trend me ho ya sell trend me ho tu hum is pattern ko daikh sakte hai aksr hume patterns milte rahte hai jin per hum kam kar sakte hai or aik acha profit hasil kar sakte hai hume daikhna chahiye ke hume kaha acha moqa mil raha hai jaise hi hume koi acha moqa ya acha pattern milta hai tu hume trade karni chahiye or acha profit book karna chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Ascending scallop pattern per trade entry

                Is pattron ka istemal karte hue members ko trading karne mein aasani hoti hai vah isliye ke members ko yah pattern acchi tarah Se istemal karne mein help mil jaati hai yahan per kam karne mein kisi member ko koi problem nahin aati aur yahan per kam karna hai aasan hai aur trading karna bhi itna mushkil nahin hai aur isko lekar maximum members maximum confuse ho rahe hote hain lekin agar koi member trading mein zyada hardworking Ho jaaye to usko yahan per kam karne mein acchi help milati hai aur koi problem face nahin karna hoti hai yah indicators istemal karna aasan hai aur agar ismein members thoda sa interest lekar isko continue karenge to is ko easily istemal kar payenge indicators ke istemal se related members ko khud Se apna idea Lena hota hai aur apne decision se koi bhi indicator select kar lene se pahle aur usko apne trading mein istemal kar lena hota hai members ke liye trading mein kabhi compromise nahin karna chahie aur apni trading meher members ko acchi tarah Se dilchaspi Lena hogi aur is tarah Se members apni trading mein zyada practical Ho Kar usko continue kar payenge trading mein kisi baat par bhi compromise nahin kiya jata aur isko bhi maximum nahin liya jata kyun ke jab members zyada risk Le lete Hain to is tarah Se members ko nuksan face karna hota hai isliye members ko nuksan se pahle acchi Management kar lena chahie acchi Management kar lene Se kisi member ko zyada nuksan nahin hota aur unki trade profitable sabit ho rahi hote members ko acchi trading karne may self decision se kam Lena hota hai aur yah self decisions members ko maximum acchi trading karne mein help de rahe hote Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Ascending scallop pattern per trade entry

                  Assalamu Alaikum aap khairiyat se Honge aur Forex market Mein Apna Kam bahut hi mehnat aur Lagane ke sath kar rahe Honge Aaj aapane bahut hi Achcha topic ko choose Kiya Hai aaj Hamen Jis Ke bare mein discussion karne ja rahe hain ascanding Scallop Patron per mabni hi inter trans ki help se Ham market ki movement ka andaza Laga sakte hain ki market ki movement kis point se rivers kar rahi hai is ham ya Anda Laga sakte hain ki yah uptrend Mein move kar rahi hai ya FIR downtrend Mein ya FIR sideway Mein move kar rahi hai Hamen chahie ki Apna Kam inke according hi karna chahie Agar Ham is market ki movement: kiye bagair isme apni tractor Laga Dete Hain To Ham usmein kabhi bhi successful Nahin paate Kyunki Kisi bhi kam Ko Kisi bhi kam Mein successful hone ke liye Uske rules ko follow karna bahut hi important Hota Hai Jab Ham Apna Kam in Cruise ke according Karenge tab Ham isko acche tarike se samajhti Payenge aur apne kam ko de acche tarike Se Kar Payenge

                  Agar Ham Ek Achcha bonus Hasil karna chahte hain aur apne business ko Majid Badhana Chahte Hain To uske liye Hamen chahie ke Hamen isliye Jyada Se Jyada time spend karna chahie Agar Ham ismein Jyada Se Jyada time spend Karenge tab he is ko acche tarike se samajh Payenge aur acche tarike se apne kam ko kar Payenge

                  Forex market mein bahut se pattern hote hain jinki help se Ham Apna Kam bahut hi acche tarike se kar sakte hain Agar Ham Ek acchi trader Banna Chahte Hain To uske liye Hamen in Tamam patron ke rules ko follow karna chahie aur Inko acche tarike se learn kar lena chahie isliye Hamen chahie ki Ham is is Mein kam start karne se pahle is ka experience or knowledge Hasil kar lena chahie Kyunki Agar Hamesha experience or knowledge Jyada Hoga tabhi Ham isko acche tarike Se Kar Payenge aur isase acchi earning Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Ascending scallop pattern per trade entry

                    Ascending scallop chart pattern is waqat creat hota hai jab market downtrend main movement kerty huey kisi point sy reverse move kerna shoru ker dy aur previous resistance ko cross kerny ky bahd continuously uptrend main move kerna shoru ker dy tou isterha jo pattern creat hota hai usko ascending scallop pattern kehty hainJab ascending scallop pattern creat hota hai tou is main best entry point aesa point hota hai jab market first resistance ko break kerti hai tou wahan sy ham buy ki trade open ker ky next resistance tak take profit set ker sakty hain jabky aesi support jahan sy market reverse ho chuki hoti hai wahan per stop loss set ker ky ham apni open trade ko secure bhi ker sakty hain

                    Agar ham ascending scallop pattern ko picture sy read kerain tou ham same pattern per asani sy trade enter ker ky bahot acha profit bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Ascending scallop pattern per trade entry

                      g Han dear ye basically three type Kay hoty hen pattern asending scalp decending scalp aur symtrical scalp pattern hoty hen in ka use basically scalloping me hota Hy Jo ap ko is me but risky way of trading Hy ascending scalp pattern:
                      ascending triangle market me up trend me banti ha jub market ki price up trend me move karti ha tu market kay high or low swing point par jub trendline ko Place kea jata ha tu wo ascending triangle ki shakal banati hain osay ascending triangle kehtay hain or is par buy ki entry li jati ha
                      descending scalp pattern:
                      descending triangle tub banti ha jub market ki price down trend me move kar rehi hoti hai tu nichay low or high swing par jub trend line plane ki jati ha tu aik triangle ki shakal baantinha jaisay descending triangle kehtay hain or is par sell ki entry li jati ha
                      symmetrical scalp pattern:
                      jub market ki price side way me move kar rehi hoti ha tu waha par high or low swing point par trend line laganay se aik triangle banti ha jisey symmetrical triangle kehtay hain symmetrical triangle me breakout kay hisab se buy ki entry bhi linja sakti ha or sell ki entry bhi li ja sakti hai


                      Ye pattern basically market me bht kam use hoty hen ascending descending or symmetrical tyre apni bahut acche tarike se triangle score describe Kiya aur inki discussion ki hai aur unke bare mein detail mein aapane discuss kar diya hai market mein market ka bullish or bearish trend janty aor smjty huy market ma trade lganai chye aor yahan py kaam krny ky leay aoko proper market ko observe krna chye ta ky hamen yahan py fact and finding sy market ko smjhna asan ho saky deer forest forum members aapko market ki support and resistance ko dekhkar trading karni hoti hai aur stop loss and take profit use karna hota hai trading market mein management bahut time hai aap agar isko ahmeyat doge to aapki earning increase ho sake gi pattern ki confirmation k baad trade lagye gay to ap ko aus mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ne triangle ki baat ki hai to ais mai 3 tarha ki triangles use hoti hai jin par hum trade laga k acha profit bana skaty hai ais mai ap ki asani k liay picture upload kar di hai ta k ap ais ko dekh k ais market mai asani se find kar ley aor aus par trade kar acha profit bana ley.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Ascending scallop pattern per trade entry

                        Bahi ap teahk kah raha hain Ascending Scallpon patteren ak accha patteren gai jis ko use kar ka hum log acchi income ko hasil kar sakta hain ya patteren tub banta hai jub market resistance ko torti hai or jub bohot zayada up jati hai tu phr ya patteren banta hai accha patteren hai hum log is sy fida otha sakta hain kiun ka is business mai jis na bi kam kia wo fida mai raha patteren bohot sara hain laken kuch patteren huma bohot zayada fida data hain jis ki waja sy hum log ak bahtreen income hasil kar sakta hain patteren ko use karna ka lia huma knowledge hona lazmi hai agr hum log knowledge hasil nahi karta hain tu huma patteren use karna ka koi fida hasil nahi hota hai ya patteren hamesha jub market ka up trend mai breakout hota hai tub banta hai or hum is sy fida toha sakta hain is business ki sub sy bari bat ya hai ka jis na patteren ko sekh lia wo ak acchi trade ko open kar sakta hai duniya mai jis na bi kam kia wo kamyab huwa hai indicator ko use karian patteren ko dahkain trade karain ya patteren kafi accha bi hai or huma kafi acchi income hasil hoti hai patteren ko use karna ka huma knowledge hasil karna chaya patteren ko use krna ka lia learning karna lazmi hai mahnat karain or jitna ho saka earning karain ta ka ak bahtreen income hasil ho saka
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Ascending scallop pattern per trade entry

                          G baai aap nay sahee kaha hamay is karobaar may taraki ose soorath may mil sakthi hay jab hum is may har pattren ko samaj sakay kionka yah bahut jaruri hota hai ki aapko is karobar mein kamyabi hasil karne ke liye bahut jyada mehnat se kam karna hota hai jab aap jyada mehnat ke sath kam karte Hain to aapko ismein zaroor fayda bhi hasil hota hai aur ismein kamyabi hasil karne ke liye aapko har tarike se iss karobar ko sikhana hoga.
                          Forex is business mein kism ke patterns hote hain jisse aapko apni trading ke liye planning karna hoti hai agar aap aap apne kisi bhi trade ke liye planning karte hain to aapko market ko study karna hota hai aur jab aap market ko acche tarike se study karne ke bad trade open karte hain to aapko ismein fayde ka chance bhi jyada hota hai lekin agar ham ismein market kaje ja nahin lete aur uske bagair kam karte Hain to hamen kabhi bhi ismein achcha fayda hasil nahin ho sakta isliye hamen har tarah se market ko study karna chahie aur hamen koi bhi trade open karne se pahle is baat ka khyal rakhna chahie ki hamare pass support aur resistance ka sahi knowledge maujud Ho kyunki yah si chij hai jisse aap har tarah ke analysis nikal sakte hain aur jab aap acche analysis karenge to aapko fayda bhi hasil hoga.
                          Iske bagair agar aap bagair analysis ke kam karte Hain to aap kabhi bhi fayda hasil nahin kar sakte kyunki ismein aapko kamyabi aapke knowledge ke hisab se hi milati hai mere hisab se har member ko chahie ki vah apne aap ko is business ke chat se expert banaen kyunki aisa karne se hi aapke fayde ke chance mil sakte hain agar aap ismein soche samjhe kaam karenge to aapko kabhi bhi ismein fayda hasil nahin ho sakta fayda se love nahin hoga to aapki Naina char ho jayegi isliye hamen Koi karni chahie.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Ascending scallop pattern per trade entry

                            Ascending scallop pettern ek bahut hi important aur beneficial pattern hai aur ham is patron per bahut hi gotrade Le sakte hain isliye hamen spectrum ko market mein jarur find karna chahie kyunki jab Ham is pattern ko market mein find karne mein successful Ho jaate Hain to fir hamare liye profitable trading karna mushkil nahin hota hai isliye hamen jarur is pattern ko market mein find karne ki koshish karni chahie.

                            yah pattern market mein profitable trading ke liye bahut hi helpful hai aur agar Ham koshish karen aur apne analysis ko behtar banae to Ham jarur apne maqsad mein kamyabi ho sakte hain kyunki jitni hamari mehnat hoti hai to itni hi hamen success milati hai isliye hamen jarur iske liye mehnat karni chahie aur isko find karne ki koshish karni chahie tha ki hamen profitable trades mil sakte hain.

                            definition of ascending scllope pattern:

                            Jo trader candlestick pattern ko use karte hain to UN logon ne support area per is patron ko bante hue kafi bar dekha hoga ya patton hamare liye bahut important hota hai aur jab bhi support area se a Koi reversal trend bullish ki taraf banta hai hai to tab yah patron kariye hota hai main is patron ko 1 screenshot se definite karne ki koshish karunga hamen is patton ke liye practice karni chahie Taki Ham is patron ko samajh sake aur is high profitable trading kar saken jitni hamari acchi practice hogi to utani hi hamari acchi trading hogi.

                            Benefits of ascending scallop pattern:

                            yah patron hamari trading mein bahut hi importance rakhta hai aur agar Ham chahe to is baton se bahut acche benefits Le sakte hain hamen chahie ke Ham hardworking Karen aur is patron ki again and again practice karen to tab yah pattern hamare liye bahut hi helpful hoga aur ham isase bahut hi acchi profitable trade jile se karenge isliye hamen is patron ke related hardworking karni chahie aur is pattern ko jarur samajhna chahie tha ab hi Ham successful ho sakte hain agar Ham hardworking nahin karenge to fir success hamare liye bahut hi mushkil hogi.

                            Bahut se expert trader ispatron ke analysis karte hain aur ise kafi good benefits le rahe hain kyunki Jo log is pattern ko analyse kar lete hain to unke liye trading kafi ji Ho jaati hai so hamen bhi jarur iske liye hardworking karni hai aur iske related apne analyses ko strong karna hai.Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	11
Size:	19.3 کلوبائٹ
ID:	12330694
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Ascending scallop pattern per trade entry

                              Ascending scallops pettren trading mein ek bahut hi kimti pattern hai hai aur ji hamen market mein chhote time frame mein bahut jyada mil jata hai agar ham chhote timeframe ko istemal karte Hain to hamen is patton ko dekhne mein kafi mauka Mila Hoga kyunki market mujhe pata nahin chote time frame mein kafi jyada banta hai iski vajah se Hoti hai ki chhote transfer mein munh mein hamen kam dekhne ko milati hai barish ki vajah se bahar bahar market ka friend change hota rahata hai aur hamen jay pattern dekhne ko mil jata hai hamen jarur his patron ke mutaliqbhi pata Hona chahie kyunki aise bhi hamen kafi fayda hota hai.

                              Ascending scallops pettren use waqt banta hai jab ek trend upar se niche ki taraf aa raha hota hai aur jab vo support area per koi aisi candle banata hai jo ki pichhali e Kisi bhi bearish candle ko break karti hai aur uski body bearish candle se bahut jyada ban jaati hai to aisi Surat mein yah pattern ban jata hai aur is ham kafi achcha fayda utha sakte hain kyunki ismein hamen kafi acchi entry mil jaati hai aur is entry se ham market mein kafi achcha kam kar sakte hain isliye hamen jarur koshish Karni chahie ki ham aisi Kisi bhi entry commissioner Karen jisse hamen fayda ho kyon kijiye entries hamare liye bahut acchi hoti hai aur hamen market Nahin se kafi paida hota hai aur ham in per bahut achcha order le sakte hain aur Market se achcha munafa kamane ka hamen mauka mil raha hota hai isliye hamen inke a mutaliqjarur Jaan Lena chahie tha ki hamara kam aasan ho jaaye aur ham behtar tarike se kam kar sake.

                              market mein aise bahut se petrol hote hain aur hamen insaaf Ka pata Hona chahie tab hamara kam behtar hoga jo log candlestick per practis karte rahte Hain to unke samne bahut se aise pattern naate Hain Joker trading market mein bahut achcha kam karte hain aur agar ham in sab ke bare mein acche tarike se jaan Lete Hain to fir hamari trading kafi behtar ho sakti hai isliye main jarur koshish Karni chahie aur insaaf ke bare mein Janna chahie tab hamare liye kamyabi hai aur tab hi ham market se fayda utha sakte hain Varna yah market itni aasan Nahin hai ki jitna ham samay lete hain ismein kam karna kafi mushkil hai aur ismein munafa kamana itni aasan baat Nahin hai.
                              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X