ye Review Aab e Zam Zam Pr mamabi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye Review Aab e Zam Zam Pr mamabi hai
    Introduction :

    Aab e Zam Zam aik Pani ka naam hai ye pani peene wala ek khas pani hai jo islaami history main buhat ahmiyat ka pani hai ye pani takreeban 5 hazzar purany kuen se nikalta hai jo k sodi arab l ek islami shehr makka mukarma main wakya hai jaha khana kaba mojid hai dear friends is kune ki islami history buhat dilchusp hai Allah tala k hukam se hazarat ibra heem apni apni pyari begam hazrat bibi hajra our apne pyare bete hazrat ismaeel {a.s} jo k buhat hi chote se thy ko ek sehra main choor aye jaha pani tak mojod na tha lekin jab payas ki shidat main aa kar hazrat ismaeel {A.S} ne apni pao ki erhiyan ragrna shuru ki to waha se pani ka ek kuan phoot para jis ka nam zam zam rakha gya is liye is pani ko zam zam water he kehte hai our ye kuna koi buhat zayda bara kuna nahi hai i 30 m (98 ft) deep and 1.08 to 2.66 m hai our jo masjd e haram main mojod hai dear friends ye sadyoon se chal raha hai na hi is k pani main ko khami hai our na hi is ka pani kam hua hai ye bilkl shafaf mineral water hai our har trah ki bemari k liye ek achi ghaza hai har sal lakhon haji is ka apne apne mulkon main le k jate hai our is ka use bare ehtram k sat karte hai
    Click image for larger version

Name:	Zamzam-Well-1.jpg
Views:	1
Size:	54.9 کلوبائٹ
ID:	12467310
    Information about Aab e Zam Zam :

    dear friends aab e Zam Zam makka mukarma main masjjid e Haram main wakya hai ,, is ki gehrai 30 m ya 98 FT our chorai 1.08 se 2.66 m hai is ka pani thanda hota ha our har kisam ki bemaari se pak hota hai our 5 hazaar sal se is me se rozana paani nikala ja raha hai lekin aj tak na hi is k pani ki taseer kam hui hai our na hi is main se koi esi khami nikli hai jis se is pani ko sehat k khilaf kaha jay ek andaze k mutabik KING ABDULLAH ZAM ZAM WATER fectory daily 2 lakh bottels pani nikalti hai our har bottel 10 letter ki hoti hai zam zam ka pani apne aap main kudrat ka ek krishma hai our ye sehat bakhsh ha dunya ka koi b pani is ka mukabla nahi kar sakta hai


    Advantages :

    dear friends AAB E ZAM ZAM k beshumar advantages hai jo k mandrja zail hai

    • dear friends aab e zam zam ka pani saf shafaf or pine k liye sehat bakhash hai
    • aab e zam zam pine se pyaas k sat sat bhok bi mit sakti hai
    • ye paani kitna bi purana ku na ho jay aap is ko hazaar saal bad p piye ge to ye sehat bakhash our jarasim se paak hoga
    • agar aap kisi muhlk bimaei se preshan hai to is pani ka istamal karen
    • is k pine se barkat hoti hai
    • aab e zam zam ko tamam sincedan b saf shafaf our bimari se pak kehte hai
    Last edited by ; 05-09-2020, 07:19 AM.
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye Review Aab e Zam Zam Pr mamabi hai

    Hi frinds umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review jo hay ya aab zam zam pr mubni ay dosto Aab zam zam boot hi shifa wala pani hay ic ko khara ho kar pia jata hay or ic kay boot zaida fayday hain or ic ko aghar ap paty hain to ap ko syab mill jay ga
    • #3 Collapse

      Re: ye Review Aab e Zam Zam Pr mamabi hai

      Ji Aab e Zam zam kehny ko to siraf pani hai lekin Muslman iski ehmyt ko bhut achy treqy se jantay hain. Aur yeh kunwan ek mojzay ki badolat ham sab ko naseeb hua. Iski islamic hsitory yeh hai ky Jab Hazrat Ibrahem (As) apni beevi Hazrat Hajira ko Allah ky hukm ki tameel mein apny choty bety Hazeat Ismail(As) samait ek sehra ki tapti raait mein chor aye.​Hazrat Ismail(As) ko jab skht pyad lagi to unki walida sakht preshani mein unk liye pani dhundty hue Safa O marwa jo ky 2 pharian hain un par bhagtin aur pani ko tlash krti then. Itny mein Allah k karm se Ismail (As) ky paon ki erhian rgarny se ek chasmha nikal aya jidr aaj Aab e Zam zam ka kunwa mojud hai.​Aur hzaron sal guzarny k bawajud bhi woh kunwan lakhon croron muslmano ki pyas bUjha rha hai.

      Aab e Zam Zam ky Faidy:

      1) Aab e Zamzam ko piny se shifa hasil hoti hai.
      2) is mein hzaron bemarion ka ilaj hai
      3) Isko Pina sunnat e Nabvi (SAWW) hai.
      4) Isko piny se swab milta hai.
      5) yeh kabhi bhi purana nahin hota.
      6) salon bad ky istemal pr bhi yeh saaf hota hai
      7)isko dusry pani mein milany se pura pani shifaf hojata hai. Aur zamzam ban jata hai.

      Isky hazaron fawaid hain. Lekin koi ek bhi nuqsan nahin.​Isky ksi bhi nuqsan​ ko sabit nahi kia ja skta. Aur scientists bhi is bat ko tasleem karty hain.
      • #4 Collapse

        Re: ye Review Aab e Zam Zam Pr mamabi hai

        Introduction about abe Zam Zam

        Pyare bhaijaan abe Zam Zam Makka mukarrama Mein Masjide haram Mein vah Kya Hai Iski yaar I 1398 aur Churai 108 se 2766 mein hai is Ka Pani Thanda hota hai aur Har kisam Ki Bimari se baat hota hai aur aur 5 hajar sale se ismein rojana Pani nikala Ja nikala Jata Hai Lekin Aaj Tak Na hi Iske Pani Ki tasvir kam hui hai aur na hi isme Se Koi is Kami nikaali Hai jisse is Pani to sehat Ke khilaf Kaha Jata Hai Ek Andaaz ke mutabik King Abdullah zamzam water factory Delhi 200000 Botal Pani Nikalti Hai Aur Har Botal 10 litre ki Hoti Hai abe Zam Zam Ka Pani apne aap ne Kudrat se ek Karishma hai aur yah sehat bakhsh Hai Aur Duniya ka koi bhi Pani is ka Mukabala nahin kar sakta hai

        Advantage

        Pyare bhaijaan abe Zam Zam Ka Pani saaf saaf aur Peene ke liye sehat bakhsh Hota Hai
        Abe Zam Zam Ka Pani Se Pyaas Ka Sath Sath book bhi MIT Jaati Hai
        Yah Pani Kitna bhi purana Kyon Na Ho Jaaye aap Kis Ko han Sar Sal Baat sakte hain yah set bakhsh aur Jara sim Se Dur karne wala pani hai
        Aur agar aap Kisi Malik female se pareshan hote hain ya Kisi Bimari se pareshan hote hain to aap is pani ka istemal Karen Inshallah Safa Hogi
        Iske Pani Mein Barkat hai
        Abe Zam Zam Ka Pani Tamam bimariyon ka ilaaj hai
        • #5 Collapse

          Re: ye Review Aab e Zam Zam Pr mamabi hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
          Introduction :

          Aab e Zam Zam aik Pani ka naam hai ye pani peene wala ek khas pani hai jo islaami history main buhat ahmiyat ka pani hai ye pani takreeban 5 hazzar purany kuen se nikalta hai jo k sodi arab l ek islami shehr makka mukarma main wakya hai jaha khana kaba mojid hai dear friends is kune ki islami history buhat dilchusp hai Allah tala k hukam se hazarat ibra heem apni apni pyari begam hazrat bibi hajra our apne pyare bete hazrat ismaeel {a.s} jo k buhat hi chote se thy ko ek sehra main choor aye jaha pani tak mojod na tha lekin jab payas ki shidat main aa kar hazrat ismaeel {A.S} ne apni pao ki erhiyan ragrna shuru ki to waha se pani ka ek kuan phoot para jis ka nam zam zam rakha gya is liye is pani ko zam zam water he kehte hai our ye kuna koi buhat zayda bara kuna nahi hai i 30 m (98 ft) deep and 1.08 to 2.66 m hai our jo masjd e haram main mojod hai dear friends ye sadyoon se chal raha hai na hi is k pani main ko khami hai our na hi is ka pani kam hua hai ye bilkl shafaf mineral water hai our har trah ki bemari k liye ek achi ghaza hai har sal lakhon haji is ka apne apne mulkon main le k jate hai our is ka use bare ehtram k sat karte hai
          [ATTACH]18814[/ATTACH]
          Information about Aab e Zam Zam :

          dear friends aab e Zam Zam makka mukarma main masjjid e Haram main wakya hai ,, is ki gehrai 30 m ya 98 FT our chorai 1.08 se 2.66 m hai is ka pani thanda hota ha our har kisam ki bemaari se pak hota hai our 5 hazaar sal se is me se rozana paani nikala ja raha hai lekin aj tak na hi is k pani ki taseer kam hui hai our na hi is main se koi esi khami nikli hai jis se is pani ko sehat k khilaf kaha jay ek andaze k mutabik KING ABDULLAH ZAM ZAM WATER fectory daily 2 lakh bottels pani nikalti hai our har bottel 10 letter ki hoti hai zam zam ka pani apne aap main kudrat ka ek krishma hai our ye sehat bakhsh ha dunya ka koi b pani is ka mukabla nahi kar sakta hai


          Advantages :

          dear friends AAB E ZAM ZAM k beshumar advantages hai jo k mandrja zail hai

          • dear friends aab e zam zam ka pani saf shafaf or pine k liye sehat bakhash hai
          • aab e zam zam pine se pyaas k sat sat bhok bi mit sakti hai
          • ye paani kitna bi purana ku na ho jay aap is ko hazaar saal bad p piye ge to ye sehat bakhash our jarasim se paak hoga
          • agar aap kisi muhlk bimaei se preshan hai to is pani ka istamal karen
          • is k pine se barkat hoti hai
          • aab e zam zam ko tamam sincedan b saf shafaf our bimari se pak kehte hai
          Walekum assalam yes dear aapane bahut Achcha experience Hamare Sath share kiya hai abhi Zam Zam Ek bahut Mukaddar pani hai jo ki Pani Peene ke liye istemal Kiya Jata Hai yah Saudi Arabia ke City Makka mukarrama se a Raha Hai Iski Ek bahut acchi dilchasp Story Hai Ya Khula Hazrat Hajra aur Hazrat Ismail ki vajah se Jude Mein Aaya Kyunki Hazrat Ibrahim alaihis Salam apni biwi Hazrat Hajra aur apne Masoom bete Hazrat Ismail alaihis Salam ko Safar Aur Mawa ki pariyon ke Darmiyaan Chhoda Hai Jab dhup Bahut Yaad Aati Aurat Ismail alaihis Salam ki shiddat se Rone lag Pade to Hazrat Hajra Alai Salam Safa Marwa Ke Chakkar Lagane Laga Hazrat Ismail alaihis Salam Ne Rote Rote apni Yadon ko Ragada Jiski vajah se vahan se Pani Karen khurampur Pada Hazrat Hajra Alai Salam Ne vahan se Hazrat Ismail Salam Ko Pani Pilaya lekin vah Pareshan Ho Gai ke yah Kuan Kaise yah Pani Kaise rukega Ke Pani ho raha tha To Aisi Surat Mein Hazrat Ali Ne farmaya Zam Zam Biryani Ruk Ja Tota se yah Pani vahan Sewa Samiti Dhaar Mein a raha hai aur vahan per Saudi Arabia ke government name Ek Kauwa banvaya hai jo ke all over world Ko Pani provide kar raha hai jaha par jo bhi log Hajj Umrah ka Farida Anjaam dene Aate Hain vah abe Zam Zam Jarur Peete hain aur apne gharon Mein Lekar Jaate Hain abe Zam Zam mein bahut hi bimariyon ki Safar Hai yah AAP college Ki Surat Mein Pee sakte hain vaise bhi yah bahut muqaddas pani hai iske liye Kaha jata hai ki Jab Bhi aap exam sampli Hain To yah Kaisa pani hai jo ke Khada Hoke Peene ki yah kahan gaya hai aap Khana Kaba Ki Tarah faruque Karke Khade hokar pahunche Jhutha Utar Ke Ja Jab Pani Peene Lagte Hain To aapki Jo Bhi Dil Mein Hi Shakti Hai aapko Agar Dua karen to aapki Qabool Hoti Hai abe Zam Zam Mein vaise bhi Allah Pak mein bahut hi Safar rakhi hai yah Pani aap Jitna Orissa Marji apni bottles Mein rakhen 10 20 Sal Jitna Aasan Marji Rakhenge Pani Kabhi kharab Nahin Hota ismein Kabhi smell nahin aati yah bahut Achcha Pani Hai Har Ghar Mein yah Jarur maujud Hona chahie yah Vahi De kaisi chij hai Jiska Koi disadvantage Nahin Hai yah bahut Mukaddar Pani hota hai isiliye isko niche Nahin Gir Aana chahie Bal ke kisi paudhe Ja Chhat per Gira ke Kisi Ka paon na aaye
          • #6 Collapse

            Re: ye Review Aab e Zam Zam Pr mamabi hai

            No doubt dear aapane most important topic Apne review ke liye select kiya hai aur Hamari information mein bahut jyada izafa Kiya Hai Kuchh Aise members Pakistan Forex form per kam kar rahe Honge jinko is is se related bahut jyada information Nahin hongi to aapki post ko study karne ke bad Ham is related Kafi knowledge Hasil kar sakte hain aur isase properly facilitate ho sakte hain.

            Aab e zam zam Saudi ke City Makkah sharif mein aapko mil sakta hai yah bahut time Pahle Se a start hua tha aur isko Kai centuries ho chuki hai ya water kabhi bhi khatm nahin ho raha aur is ko istemal karte hue aap bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain Agar aapke sath koi bhi problem hai aur aap is water ko istemal Karte Hain To aap bahut jyada advantages Hasil karne ke sath sath Kuchh diseases ko bhi control kar sakte hain aapko Hamesha yah water standing position Mein Hi Pina Hota Hai according to Islamic rules aap Jab Pani Peete Hain To aap standing position Mein Nahin Pee Sakte lekin is water ki respect ki vajah se aapko standing position Mein Pani Pina Hota Hai.

            FAIDY :


            Deer is water ko istemal karne ke bahut jyada advantages aap Hasil kar sakte hain agar aap ki body mein koi problem hai aur aap is water ko istemal karte hue vah problem solve kar sakte hain aur aap Jab is water ko Peete Hain To usmein aapke liye bahut jyada diseases ka solution Hota Hai Jab log is important aur famous Jagah per travel Karte Hain To Jarur Apne Sath is water ko Lekar Aate Hain aur Jitne Bhi Apne area Ke Log hote hain unko yah water present karte hain Taki bahut jyada member is water ki respect karne ke sath sath is se facilitate ho saken.

            Nuqzan :

            Iska kei nuqsan ni hai dear members.
            • #7 Collapse

              Re: ye Review Aab e Zam Zam Pr mamabi hai

              Salam dear members ji member aapane bahut hi achcha topic ambarsar discuss ki hai jo ki ab zamzam farm apni hai jaise kya pata hai kya Samsung ek bahut hi shafaf pani hai jisko peene se aapki kafi bimariyan khatm Ho jaati Hain ya Pani aap Koi ambani ne Hi hai yah Pani khana kab se milta hai aur bahut dur se log is Pani ko lekar aate Hain ya Pani peene se kafi jyada bimariyan khatm Ho jaati hai Jo ek port shafaf pani hai...
              • #8 Collapse

                Re: ye Review Aab e Zam Zam Pr mamabi hai

                dear friends aab e Zam Zam makka mukarma main masjjid e Haram main wakya hai ,, is ki gehrai 30 m ya 98 FT our chorai 1.08 se 2.66 m hai is ka pani thanda hota ha our har kisam ki bemaari se pak hota hai our 5 hazaar sal se is me se rozana paani nikala ja raha hai lekin aj tak na hi is k pani ki taseer kam hui hai our na hi is main se koi esi khami nikli hai jis se is pani ko sehat k khilaf kaha jay ek andaze k mutabik KING ABDULLAH ZAM ZAM WATER fectory daily 2 lakh bottels pani nikalti hai our har bottel 10 letter ki hoti hai zam zam ka pani apne aap main kudrat ka ek krishma hai our ye sehat bakhsh ha dunya ka koi b pani is ka mukabla nahi kar sakta hai

                FAIDY :


                Deer is water ko istemal karne ke bahut jyada advantages aap Hasil kar sakte hain agar aap ki body mein koi problem hai aur aap is water ko istemal karte hue vah problem solve kar sakte hain aur aap Jab is water ko Peete Hain To usmein aapke liye bahut jyada diseases ka solution Hota Hai Jab log is important aur famous Jagah per travel Karte Hain To Jarur Apne Sath is water ko Lekar Aate Hain aur Jitne Bhi Apne area Ke Log hote hain unko yah water present karte hain Taki bahut jyada member is water ki respect karne ke sath sath is se facilitate ho saken.

                Nuqzan :

                My forex member koi nuqsan nh Hy zam zam ka
                • #9 Collapse

                  Re: ye Review Aab e Zam Zam Pr mamabi hai

                  AAB E ZAM ZAM
                  Ab e zam zam islam ki history mai buhot ahmeyat rakti hai aab e zam zam ik kisam ka pani hai jo muslamno kay leye allah ki taraf say ik khas pani hai jesmai shifa be hai aor ye ik meeta pani hai agar eski main point kay baray mai daika jaye tho ye makka mai waqeeha ik kuway say nikala jata hai aor ye kuwa taqreeban hazaro saal pehlay say mojood hai hazrat Ibraheem AS kay time say es say rozana lako letter pani nikala jata hai aor dunya kay tamam mulko mai baija jata hai ye pani buhot ahmeyat rakti hai ye aam pani say bilkul mukhtaleef hai esmai Allah nay marezo kay leye shifa be raka hai aor jo esay peye ga wo apnay aap ko taza daam aor sehat mand payega hum mai say aksar logon nay ye pani zaror peya hoga kiu kay jaab yahan say koi hajj ya umra kay leye saudi arab jata hai tho wapsi par aab e zam zam ka pani apnay saath zaror lata hai pir aos pani ki thori meqdar dosray yani aam pani mai melaye jaye tho wo pani be aab e zam zam ki tarha ban jati hai jesko pir logon mai taqseem kiya jata hai aab e zam zam penay ka har kesi ko talab hoti hai lekan aab be chukay ye saudi mai hai tho pakistan mai buhot say logon nay ye use nahe kiya hoga lekan agar koi chahay tho ye apko market mai khas shop mai be mil sakta hai maira har kesi ko yahe mashwara hai kay esay ik ba zaror peye kiu kay ye Allah ki taraf say ik khas pani hai jo har lehaz say faida mand hai

                  Faide
                  Aab e zam zam jo be peeta hai aoski ziyada tar bemareya khatm hojati hai ye insan kay leye buhot faida mand pani hai ye har kisam kay jarseem say paak hoti hai aor na he es par koi jaraseem koi asar kar sakta hai jin logon ko be stomach kay problem hotay hai wo es pani kay istemal say sehat mand ho saktay hai ye pani humaray jisam kay leye ik shifa bakhsh pani hai har kesi ko easy zaror isteemal karna chaheye taakay wo apnay jisam say buhot say bemariyo say bach sakay eskay saath saath islam kay history mai be ye pani ik khas moqaam rakti hai so apko eskay saath jori tamam history be yaad aor repeat hoti rehti hai
                  Zuhaib9988 Trading journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: ye Review Aab e Zam Zam Pr mamabi hai

                    Walekum Assalam yes dear aapane bahut Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai hai yah Ek bahut hi important topic hai hai Abe ZamZam Shifa hai Ab ka meaning hai pani or zam zam ka matlab hai ruk ja . Abe Zam Zam Shifa hai Saudi Arab ke shahar Mecca mein main hai Hai Jahan per rozana Laakhon Mein Musalman Jaate Hain Aur Ye Pani Peete Hain yah Pani Kudrat ki taraf se Anmol Tohfa hai.

                    Faiday:

                    Is Pani Mein bahut jyada Shifa Rakhi gai hai hai agar aap Kisi bhi e disease may involve hai hai to aap aap abe Zam Zam par yakin rakhte hue rozana t sakte hain yah Pani Har Bimari se Shifa deta hai jo bhi log Makka Sharif Mein Jaate Hain Main vah Apne Sath Ja water Jarur Lekar Aate Hain aur apne Tamam relatives ko bhi yah Pani gift Karte Hain yah Pani bilkul saaf shafaf hai isko aap aap Bahut Si problems ke liye Bahut Si diseases ke liye daily Pee sakte hain.

                    Nauksan:
                    yeh pani shifa hi shifa hai is ka koi bhi nauksan nhi hai .
                    • #11 Collapse

                      Re: ye Review Aab e Zam Zam Pr mamabi hai

                      Assalamoalaikum dear member MASHALLAH ap ny bahot acha topic choose kiya hai yeh tou bahot informative hai aur mera bahot favorite topic hai .

                      Faidy :
                      G han bilkul aby zam zam main shifa rakhi gai hai yeh pani saudi arab k sher makkah mukrma main paya jata hai youn tou is k bahot zyada faidy hain jo agr describe kiye jayen tou bahot time ki zarurat hoti hai is k faidoun main aik faida yeh bhi hai k is main hr bemari ki sifa rakhi gai hai yeh pani ALLAH ki taraf sy tamam Muslims k liye anmoul khazana hai is pani ko adab k sath peeny ka hukam diya gya hai is pani ko hmesha adab ehtram k sath khan e kaba ki traf munh kr k khry ho kr peena chaye khas kr k jis la ilaj bemari main piya jaye tou ALLAH k hukam sy shifa milti hai yeh bahot saf aur shifaf pani hota hai is main kisi kisam ka bhi defect nahi hota isko peeny sy kafi sukoon milta hai aby zam zam tamam umry pr aur hajj py jany waly log khas kr k ly k aty hain tak wo yeh mutabarik pani sary relative ko dety hain aur sary jo milny waly log aty hain unhen b aby zam zam khas kr k dia jata hai tamam log isy bry shoq sy peety hain aur apny liye mutabrik pani pee k dua krty hain aur iska sb sy bra faida yeh hai k agr hum aby zam zam jis trhan hukam dia gya hai us trhan pee k dua mangy tou wo dua foran ALLAH k han qaboul hoti hai wo kbi rad nahi hoti dua ALLAH k hukam sy .

                      Nuksan:
                      Aby zam zam ka koi nuksan nahi hai agr isy adab sy piya jaye jis trhsn hukam dia gya hai:
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: ye Review Aab e Zam Zam Pr mamabi hai

                        Assalamu alaikum friends ummid karta hun aap sab theek honge aaj ka hamara ya review abe zam zam per hai doston aap yah to jante hi honge ke abe zam zam Saudi Arab main ek chashma hai jiska Pani ko abe zam zam kahate Hain doston abe zam zam ke bahut jyada fayde Hain Jin mein se a aaj kuchh aapke sath share karunga
                        Advantage
                        Dear friends abe zam zam Allah tala ki de Gai ek bahut badi nemat hai abe zam zam ek aisa banta hai hai jo har tarah se pak Hy abe zam zam peene se aye hamare andar maujud bimariyan khatm Ho jaati Hain abe zam zam ko khade hokar Pina chahie doston abe zam zam ko dur country e se log ****l karne aate Hain abe zam zam ka ek katra jis Pani mein main Mila Diya jaaye vah Pani bhi Pak ho jata hai abe Samsung shifa ka behtarin jariya hai aap jante Hain ke aavesham Kai hajaron sal pahle a Arab ab ki jameen se nikala tha aaj bhi is chashme ka Pani Kam nahin hua abe zam zam peene se hum andar se Pak Ho jaate Hain Haj Karne wale a log jakar abe zam zam jaisi nemat se nawaaz jaate Hain doston abe zam zam ke beshumar fayde Hain
                        Disadvantage
                        doston aap jante Hain ke har chij ke fayde ke sath uska nuksan bhi jarur hota hai lekin aap is umsm ka koi nuksan nahin hai lekin hamen abe zam zam ki Kadar karni chahie jis se niche girne se bachana chahie aajkal abe zam zam parcel karna bahut mushkil ho gaya hai kyunki yah sorry Arab mein se laya jata hai bye yeah se laane main mushkil pesh aati hai isliye log ise bahut kam nikala mein lekar a sakte hain ISI vajah se yah Baki country mein kam istmall Kiya jata hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X