Ya Review Hockey Games Pay Mabni Hain..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya Review Hockey Games Pay Mabni Hain..
    Asslam o Alaikum my all dear friends umeed hain ap sub dost kush ho kr mahant k sth apna apna work kar rhy hogay deair ap sub ko pata hain games koi bhi hn jo physically khalii jaye us k tu buht hi zyda fida hoty hain jasy main aj ap k sth hockey games k bry apna experience share kr rha hn k hockey ap sub ko pata hain aik buht hi achi famous international games hain jass main 109%physically tor pay humy har lihz say fit fat hona chye jo bhi as ka khalii hota hain wo buht fit fat runi g krny wala Hoshiar hota hain hockey most important game hain jas say humri shat body fitness mind active hony k sth fresh bhi rhta hain ya pakistan ka komi khall bhi hain........

    ADVANTAGES ::::::::::%%%%%

    dear friends ap ko pakistan k khomi khal ka ota hoga k wo hockey hi hain jo humri most important game hain jas k khany say inshan buht zyda active or fitness main rhta hain as main zyda tar tuning karna hoti hain as game say pakistan ka name pori dunia main mazeed Roshan krna ka moka milta hai jas k indr atna tanalt hn jo as qabil hn shonk k sth mahant k sth khalta hn.......

    DISADVANTAGES :::::::::%%%%%

    dosto har aik chez k disadvantages hoty hain Mgr khaal koi bhi hn us k disadvantages kuch zyda ni hoty asy hi hockey hain usy humy soch samjh k dakh kr khana chye agr khaty huy hockey tang pay lag jaye tu tang tit bhi skti hain ya running k Doran nachy gher jao tu koi bhi jani jasmni nushan ho skta hain as lay dakh kr khana buht zurarii hota hain...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya Review Hockey Games Pay Mabni Hain..

    INTRODUCTION :-
    Dear friends aj main apko hockey k bary apna knowledge dena chahta hon tu hockey aik sport hai jo k international game hai hockey aik physically game ha aur hockey k kafi types hoti hain jaisy k bandy , field hocky ,ice hockey aur rink hockey .
    Pakistan ki national sport hockey hai aur ham log field hockey khelty hain jo ice hockey hoti wo ice par kheli jati hai hockey aik play ground mein kheli jati hai aur ground k 2 side par net laga hota hai jis ki aik proper international standards ki length aur width hoti hai
    Is game mein 2 teams apas mein muqabla karti hain aik team mein 11 players hoty hain har player k pass hocky hoti hai aur aik aik goal keepar hota hai jo ball ko goal mein any se rookta hai
    ADVANTAGES (faide )
    Hockey aik international aur famous game hai jo bahut achi hai hockey khelny se achi exercise hoti hai aur is mein jo national level aur international players hain wo bahut zayada earning kar rahy hain aur is game mein bahut paisa hai aur hockey khelny se time pass bhi hota hai aur insan physically fit bhi rehta hai aur ye hamara qomi khel hai

    DISADVANTAGES :(nuqsaan)
    Hockey khelny ka koi disadvantage nahi hai lekin ap ko pehly kisi club mein ya kisi trainer se hockey seekhni chahiye kyun k hockey agar kisi leg par ya arm par lag jaye tu serious injuries ho sakti hain is liye ye bahut risky game hai kyun k har player k pass hockey hoti hai jo wood k aik bahut bari stick hoti hai is liye experience na ho tu hockey na khelyn aur jab bhi ap hockey khelyn tu safety gears use karyn
    • #3 Collapse

      Re: Ya Review Hockey Games Pay Mabni Hain..

      Advantage

      Aapko Pakistan ke comic Khel ke khelna Hoga ke vah hockey Hi Hai Jo hamari most important game Hai Jiska khelne se Insan bahut jyada active aur fitness mein rahata hai aur ismein jyadatar trading aur running karna hoti hai aur Agar games se Pakistan ka naam Puri Duniya Mein Masjid Roshan karne ka mauka Milta Hai Jiske andar Itna Jo is Kabil Ho show ke sath mein Raat ke sath Khela jata hai isliye aapko chahie aap hockey Khel Karen aur hockey Khel khelne se Hamara mind fresh rahata hai aur ham bahut acche se khel sakte hain aur hockey Khel Hamara ko bhi Khel Hai Ham is ko bahut shauk se Agar khelenge To Ham Jarur Kamyab Ho Jaenge

      Nuksan

      Pyare bhai jaan Har EK chij ka nuksan bhi Hota Hai Magar Khel Koi Bhi Ho uska nuksan bahut jyada Hote Hain Ki Main Hamen Soch Samajh Kar Dekh Kar khelna chahie aur aur To Kya Hogi Hamari tang per Bhi lag sakti hai aur Agar Hamen tang per Lag Jaaye to Hamari Chand bhi Tut sakti hai aur my running bahut hi kam ho jayegi aur ham kabhi bhi Bhag Nahin Sakenge balki Ham ghar mein hi padhe Rah Jaenge isliye aap isko Itihaas ke sath Khele Kyunki ho sakta hai ki isliye ke bahut Rishta game Hai Kyunki HAL player Ke Pass Ho ki hoti hai jo ke bhoot ke Ek bahut hi Badi stock hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Ya Review Hockey Games Pay Mabni Hain..

        Hockey Pakistan ki International game hai. Qoumi khel hony ki wjha se bhut se log hockey kheltay huey nazar aty hain. Agar hum grassy grounds mein jayen to bhut dfa hockey ky players ko dekh skty hain jo ky khel mein msruf hoty hain. Yeh ek esi khel hai jis ko khekty huey bht se nojwano ky stah sath bari umar ky log bhi shoq ss khelty hue nazar aty hain. Hockey kyn k hmari national game hai to isko khelty huey un ky zehn mein ek jazba bhi hota hai. Achy players hockey mein practice kr ky mulk o qoum ka nam roshan kar skty hain. Pakistan ki international hockey team puri dunia mein mani jani hai. Aur inho ne bhut se vups aur tournaments jeet kar Pakistan an ka nam roshan kia hua hai.

        Advantages :

        Hockey hmara international game hai jis mein achy player ban ky aap international level par khel skty hain. Agar aap achy khel ka muzahira karty hain aur academies join karty hain to aap bhut se moquon ka faida utha skty hain. Aur apko bhut si achi opportunities mil skti hain.​
        Isky ilawayeh ek healthy game hai kyn ky is mein aap ko ground mein har traf bhag dor karni parti hai. Agar aap regular player hain to aap physicaly fit rehty hain. Aur motapay ko door rkh sakty hain.​Agar sap obesity ka shikar hain to hockey khel kar obesity ko door bhi kr skty hain.

        Nuqsan :

        Yeh bachon ky liye achi game nahin hai. Kyn k hockey sticks se apny aap ko vchana bhut mushkil hota hai. Aur har waqt mohtat rehna parta hai. Aur proper kits pehn kar yeh game kr skty hain.
        Hockey baal bht bhari hoti hai. Aur agar aap baal ky samny proper treqy se hockey stick rkh k usko stop nahin karty to aapko chot lag skti hai kahin bhi.​Aur is se bone fracture bhi ho skta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Ya Review Hockey Games Pay Mabni Hain..

          Assalamu Alaikum hockey Hamara international game hai yah bahut acchi game hai hai jismein Hamari body ko aur mind ko ful active Hona chahie is game ko khelne ke bahut se fayde Hain Hamari body ki bahut acchi exercise Hoti Hai Hamari body active rahti hai hai hamara Jism Fit rahata hai Lake bahut acchi game hai jo ki international level per Kheli Jaati Hai Agar aapko is game ko join karna Na Hota Hai hai to aapko iske liye Academy join karna hoti hai Jahan per aap ko hockey khelne ke different scales learn Kare Jaate Hain aapko expert player banaya jata hai agar aap hockey khelne Mein expert Ho jaty hen tu ap ko apni qoumi team me shamil ker lia jata hai jismein aap Shamil hokar apni team ko support kar sakte hain.

          Hockey Ghar per Nahin Kheli jaati balke iske liye open places ki jarurat hoti hai hai yah bacchon ke liye Nahin Hai youngsters ismein hissa Le sakte hain hockey khelne ke liye Hamen apni diet ko proper maintain Rakhna Hota Hai hai Hamen apni physics ko strong karna Hota Hai ismein bahut jyada mehnat Hoti Hai yah Aasan Kam Nahin Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Ya Review Hockey Games Pay Mabni Hain..

            ASLAM O ALAIKUM DEARS ,
            Yeh review Hockey Games par mabni hai ;

            Dear friends , Ajj ka hamara review hai Hockey Games .
            Introduction ;

            Hockey Hamara international game hai yah bahut acchi game hai hai jismein Hamari body ko aur mind ko ful active Hona chahie is game ko khelne ke bahut se fayde Hain Hamari body ki bahut acchi exercise Hoti Hai Hamari body active rahti hai hai hamara Jism Fit rahata hai Lake bahut acchi game hai jo ki international level per Kheli Jaati Hai Agar aapko is game ko join karna Na Hota Hai hai to aapko iske liye Academy join karna hoti hai Jahan per aap ko hockey khelne ke different scales learn Kare Jaate Hain aapko expert player banaya jata hai agar aap hockey khelne Mein expert Ho jaty hen tu ap ko apni qoumi team me shamil ker lia jata hai jismein aap Shamil hokar apni team ko support kar sakte hain.
            Hockey Ghar per Nahin Kheli jaati balke iske liye open places ki jarurat hoti hai hai yah bacchon ke liye Nahin Hai youngsters ismein hissa Le sakte hain hockey khelne ke liye Hamen apni diet ko proper maintain Rakhna Hota Hai hai Hamen apni physics ko strong karna Hota Hai ismein bahut jyada mehnat Hoti Hai yah Aasan Kam Nahin Hai.
            ADVANTAGES ;
            Hockey aik international aur famous game hai jo bahut achi hai hockey khelny se achi exercise hoti hai aur is mein jo national level aur international players hain wo bahut zayada earning kar rahy hain aur is game mein bahut paisa hai aur hockey khelny se time pass bhi hota hai aur insan physically fit bhi rehta hai aur ye hamara qomi khel hai .

            DISADVANTAGES ;
            Hockey khelny ka koi disadvantage nahi hai lekin ap ko pehly kisi club mein ya kisi trainer se hockey seekhni chahiye kyun k hockey agar kisi leg par ya arm par lag jaye tu serious injuries ho sakti hain is liye ye bahut risky game hai kyun k har player k pass hockey hoti hai jo wood k aik bahut bari stick hoti hai is liye experience na ho tu hockey na khelyn aur jab bhi ap hockey khelyn tu safety gears use karyn .





            • #7 Collapse

              Re: Ya Review Hockey Games Pay Mabni Hain..

              Hockey Pakistan ka national khail hy . 1948 se hockey ko pakistan me introduce karaya gia aur phr yeh pakistan ka qaumi khail ban gia . hockey ki team pakistan hockey fedration (PHF) ke under reh kar kam kar rhe hy. jo keh 1958 me ja kar phr Assian hockey fedration (AHF) ka member ban gia . pori duniya me pakistan me mani jany wali hockey team hy . jo keh 1971,1978,1982 aur 1984 me world championship win kar chuky hain . duniya bhar ki hockey ki team me se pakistan ki hockey ki performance bht achi rhe . inho ne 83 matches khely aur in me se 53 win kye . yeh bi world record hy keh itny match hockey me kisi team ne ni jety thy . yeh pakistan ki hockey ki team e the jis ne apny riwayati hareef india ko 3no match me hara kar assia cup win kia . aur 3no match ek e row me khely gay thy . 1970 se ly kar 1985 tk hockey ki team ne duniya py rajj kia aur manwaya keh aesy player pori duniya me ni hain . hockey bht aha khail hy laken politics ki waja se yeh zawal ka shikar hy . hockey me jb insan musalsal dorta rehta hy to wh physically bi fit rehta hy aur uske andar hamesha kuch karny ka jazba bi rehta hy . wh confident rehty hain aur passionate bi rehty hain . ab hockey ka name khtm hota ja raha hy . logo ne iski taraf tawajeh den abi chor di halankeh dhka jay to yeh hamara qoumo asasa hy aur iski hofazat karn ahamara farz hy .laken isko koi sanjeeda ni ly raha .
              • #8 Collapse

                Re: Ya Review Hockey Games Pay Mabni Hain..

                Hockey game jo key Pakistan ka national game be hay es waja se ham sab ki ye pasand e dada game hay es ko like karny ki 1 waja ye be hay key Pakistan hockey team ne bahot se world cup aur other titles apny name par key hey, Hockey game ko Pakistan me hi nahi around the world me na siraf pasand kia jata hay es ko bahot shooq se kehla be jata hay, hockey match 2 teams key darmeyan hota hay jo key ye teams 1 dosry key muqbly me kehlty hey aur time finish hony key bad jes team key goals zeyada hoty hey wo team match ko win kar leta hay, Players hockey sticks ka use karty howy koshish karty hey key ball ko goal pool me enter karen es key ley teams ko 2 half deye jety hey jo key 35 mints ka 1 half hota hay, hockey games key rules bahot hi sakht hoty hey kesi be player ko hockey key baghir ball ko touch karny ki ijazat nahi milti hay aur na hi player ko foul karna allow kia jata hay, Hockey bahot hi interesting game hay jes me players last mint tak be goal karny ki koshish karty hey agar hockey matach ko TV par be live watch kia jaye to be bahot es ko enjoy kia ja sakta hay, Hockey matches ko worldwide me football matches ki tarha hi watch kia jata hay ye game bahot hi popular game hay jes ko players bahot hi mehnat se kehlny ki koshish karty hey.
                • #9 Collapse

                  Re: Ya Review Hockey Games Pay Mabni Hain..

                  Introduction.....



                  A. oa friends umeed h ap sb khriat sy hun gy... apko malom h k hm roz ap k sath ak new topic share krty hn isi trah aj bhi hm ak important topic k sath hazir hn.... aj ka hnara important topic hockey k bary mn.... ap ko pta h k hockey ak game h r yh Pakistan ka national game hy.. jis ki wja sy log isko bht zyda pasand krty hn... is game ko pakistani bht zyda pasand krty hn.. q k yh Pakistan ka national game h... Pakistan k andr syb sy zyda pasand kea jany wala game hockey hi h... jesy k sb hi janty hn k hmary Pakistan k pass ak bht hi achi hockey team hy...... jis ki wja sy log isko bht zyada pasand krty hn.. jb b hmari pakistani hockey team ka match ksi r County ki hockey team k sath hota h to pory Pakistan k andr is ko dekhny k leay log bht hi zyda excited hoty hn..... r log apni pakistani team k leay duaen bhi krty hn... is team mn kuch players bht hi zyda famous bhi hn... Jo k bht hi achy andaaz sy yh game khekty hn. ..... friends hmen bhi yh game zyror dekhna cheay... agr dekha Jay to bht sy logon k gali muhalon mn bhi bachy r bry yh game khel rhy hoty hn... hmen bhi aoj y bachon ko is game ki trf le k Jana cheay.. but apny bachon ko ak limits mn is game ki trf le k Jan a cheay ta k unka study and time ka loss na ho... umeed h apko hmara aj ka yh review pasand aaya hoga... r apky knowledge mn izafa hoa higa... thanks...
                  • #10 Collapse

                    Re: Ya Review Hockey Games Pay Mabni Hain..

                    Hockey Pakistan ka national game count Kiya jata hai no doubt Pakistan mein hockey ke bahut hi acche Player available hain aur Pakistan ke Different cities Mein yah game kehlee jaati hai dear agar aap Pakistan mein hockey game se related information connect karte hain aur is per discussion karte hain to aapko Ek Idea Milta Hai Ki Pakistan mein Hath ki bahut hi famous hai aur is basis per hi Pakistan mein is game ko Pakistan ka national game Kaha jata hai.

                    Dear jab aap hockey play Karte Hain To ismein aapki bahut hi perfect exercise ho sakti hai aur aap daily basis per ismein Apna perfect time select kar sakte hain no doubt Jab aap hockey play karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain aur aap ki body fitness aur uske sath sath aapko Ek Achcha sport man carrier select karne mein bhi help mil rahi hoti hai.

                    Dear is game me aapko 2 different teams ki jarurat hoti hai jismein 22 members include hote hain agar aap Hockey player kar rahe hain to ismein aapko 2 judges ki bhi jarurat hoti hai jo aapki game Mein completely focus kar rahe hote hain aur ismein rules and regulations ko follow karne ke liye aapki help kar rahe hote hain no doubt is game ko properly complete karne ke liye Kuchh rules and regulations hote hain Jin per completely focused aapke liye important Hota Hai.

                    Faidy :

                    Dear jab aap hockey ke advantages ki discussion karte hain to usmein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain is game ko play karna bahut hi Aasan hota hai aur ismein aapki bahut jyada investment ki jarurat Bhi Nahin Hoti aur jab aap is game to play Karte Hain To usmein aap ki body fitness se related bahut hi important benefits Mil Rahe Hote Hain.

                    Nuqsan :

                    Hockey aapko bahut carefully play Karni chahie otherwise aapko bahut nuksan bhi ho sakta hai aur aap ismein injure bhi ho sakte hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ya Review Hockey Games Pay Mabni Hain..

                      Assalamu alaikum dear friends Hockey Pakistan ki International game hai. Qoumi khel hony ki wjha se bhut se log hockey kheltay huey nazar aty hain. Agar hum grassy grounds mein jayen to bhut dfa hockey ky players ko dekh skty hain jo ky khel mein msruf hoty hain. Yeh ek esi khel hai jis ko khekty huey bht se nojwano ky stah sath bari umar ky log bhi shoq ss khelty hue nazar aty hain. Hockey kyn k hmari national game hai to isko khelty huey un ky zehn mein ek jazba bhi hota hai. Achy players hockey mein practice kr ky mulk o qoum ka nam roshan kar skty hain. Pakistan ki international hockey team puri dunia mein mani jani hai. Aur inho ne bhut se vups aur tournaments jeet kar Pakistan an ka nam roshan kia hua hai.

                      Advantages :

                      Hockey hmara international game hai jis mein achy player ban ky aap international level par khel skty hain. Agar aap achy khel ka muzahira karty hain aur academies join karty hain to aap bhut se moquon ka faida utha skty hain. Aur apko bhut si achi opportunities mil skti hain.​
                      Isky ilawayeh ek healthy game hai kyn ky is mein aap ko ground mein har traf bhag dor karni parti hai. Agar aap regular player hain to aap physicaly fit rehty hain. Aur motapay ko door rkh sakty hain.​Agar sap obesity ka shikar hain to hockey khel kar obesity ko door bhi kr skty hain.

                      Nuqsan :

                      Yeh bachon ky liye achi game nahin hai. Kyn k hockey sticks se apny aap ko vchana bhut mushkil hota hai. Aur har waqt mohtat rehna parta hai. Aur proper kits pehn kar yeh game kr skty hain.
                      Hockey baal bht bhari hoti hai. Aur agar aap baal ky samny proper treqy se hockey stick rkh k usko stop nahin karty to aapko chot lag skti hai kahin bhi.​Aur is se bone fracture bhi ho skta hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X