Forex mein Monetary policy rate kiya hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein Monetary policy rate kiya hey?
    Monetary Policy Rate:

    Aap jab bhi news trading dekhtey hongey to apko aksar Monetary policy rate bhi dekhne ko milta hoga yeh kiya hey aur forex mein iska kiya impact hota hey?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein Monetary policy rate kiya hey?

    Assalam Walekum all members aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Is Tarah ka question Karke aapane Apne knowledge ko Sath Sath Hamare knowledge ko bhi increase kar diya hai aaj ham Forex main monetary policy rate ke bare mein baat karenge ki yah Forex mein kya hota hai aur Kyon Hota Hai Aur yah Forex Mein Kis Tarah ka role play karta hai aur Iske bare mein information Hasil karna Hamare liye Kyun Zaroori Hota Hai Forex Mein Tamam members Jo kam karte hain unhen Pata Hoga ke Forex mein three types ke analysis Hote Hain

    1. Technical analysis

    2. Fundamental analysis

    3. Sentimental analysis

    Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain to hamare pass entry type ke analysis ki about information Ka Hona bahut jaruri hai agar hamare pass in ki information Hogi To Hamen Maloom Hoga Ki Humne kaun sa analyses kis Waqt use karna hai fundamental analysis market mein bahut hi Achcha roleplay karta hai fundamental analysis ko Ham monetary policy rate bhi kah sakte hain Jab hamare pass ful experience or knowledge Hoga To Ham entry type ke analysis ko easily samajh Sakenge Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Apna knowledge experience increased Karte Rahen Taki market Mein maujud Tamam chijon ko acchi Tarah Se understand kar Saken aur Market Mein Ek acchi trade open kar sake aur ek accha profit bhi Hasil kar Saken Jab hamare pass acche experience or knowledge Hoga To Ham news trading ko bhi acchi Tarah Se understand kar Sakenge
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein Monetary policy rate kiya hey?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
      Monetary Policy Rate:

      Aap jab bhi news trading dekhtey hongey to apko aksar Monetary policy rate bhi dekhne ko milta hoga yeh kiya hey aur forex mein iska kiya impact hota hey?
      Forex mein bahut zyada trader fundamental analysis karte Hain aur vah fundamental analysis se bahut hi Achcha profit hasil kar rahe hain Agar vah ismein Mazeed expert Banna Chahte Hain To unhen chahie ke vah monetary policy rate ko lazmi min check kar len aur Usi hisab Se Hi vah is market ke andar trade lagaen Agar Ham fundamental karna chahte hain To unheeain monetary policy rate ko check karna Jaruri hota hai aur Agar Ham is ko acchi Tarah Se understand kar lete hain ki yah kya chij hai aur ham isko Kis Tarah Se Forex trading ki market ke andar apply kar sakte hain to Fir Ham is market Mein Ek accha profit easly Hasil kar sakte hain .

      Forex trading Mein trade Lagane ke liye Ham three types ke analysis ka istemal Karte Hain ismein Ham technical analysis Bhi Karte Hain Ham technical analysis ke andar market ki support or resistance ko follow karte hain aur Market ke trend ko follow karte hain aur ismein different type indicator ko follow karte hue is market ke andar trade Lagate Hain aur uske bad Jo dusra methods Hai analysis karne ka vah fundamental analysis Hai Iske andar Ham news ko read karte hain monetary policy rate ko check karte hain aur uske bad Hamen is market ke andar trade Lagate Hain bahut jyada trader dusre methods ko use karte hain yaini Ky fundamental analysis karte hain aur is market se ek Achcha profit le rahe hain aur jo expert aur professional trader hote hain vah is market ke andar sentimental analysis ka istemal Karte Hain is market ke andar Ham koi bhi analysis Karte Hain To is market Mein Hamen Forex ke rules ko follow karna hota hai aur money management ke sath hi Hamen ismein trade Lagane hoti hai .
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein Monetary policy rate kiya hey?

        Dear wesy forex me monitory policy rate ki trha ki Koi term nahi hoti lekin government level py financial term me ye monitory policy and interest rates ki term mojod Hy lekin forex me asi koi term nahi Hy ap ko chye Kay koi acha knowledge share kis kren fazool me irrelevant information aur misleading information share krn gay to ap ko profile report ho skti Hy aur ap ban ho skty hen

        Ap my zikar kia monitory policy ka to us bary me:-
        Monetary Policy:
        Ye monetary policy kisi bhe mulk ke monetary authority jesa kay Central bank like State Bank Pakistan ya currency board money(zar) ke supply ko control karta hay aur jis Inflation(Afratezar), Interest rates ko bharha ya ghata kar price ko control kiya jata hay.


        Rate of Interest :
        Jab kisi bhe mulk main money bank kay pass kam aur logon k pass zayda ho jaati hay aur cheezon ke demand zayda hoti hay to chezzin mehngi ho jaati hain aur inflation zayda ho jati hay.
        Es cheez ko control karny k ly banks interest rates zayda kar dety hain aur log bank se qarza kam lety hain aur sath e sath bank ma paisy jama karwaty hain jis sy un ko interest zayda milta ha. To log paisy jama zayda karwaty hain aur loan kam lety hain jis say money supply control main aati hay aur cheezon kay rate kam hoty hain. Aur mulk ke econmy ko stability milte hay.
        Is ko ministry of finance Kay under Kam kia jata hy
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein Monetary policy rate kiya hey?

          Assalam Walekum all members aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Is Tarah ka question Karke aapane Apne knowledge ko Sath Sath Hamare knowledge ko bhi increase kar diya hai aaj ham Forex main monetary policy rate ke bare mein baat karenge ki yah Forex mein kya hota hai aur Kyon Hota Hai Aur yah Forex Mein Kis Tarah ka role play karta hai aur Iske bare mein information Hasil karna Hamare liye Kyun Zaroori Hota Hai Forex Mein Tamam members Jo kam karte hain unhen Pata Hoga ke Forex mein three types ke analysis Hote Hain

          1. Technical analysis

          2. Fundamental analysis

          3. Sentimental analysis

          Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain to hamare pass entry type ke analysis ki about information Ka Hona bahut jaruri hai agar hamare pass in ki information Hogi To Hamen Maloom Hoga Ki Humne kaun sa analyses kis Waqt use karna hai fundamental analysis market mein bahut hi Achcha roleplay karta hai fundamental analysis ko Ham monetary policy rate bhi kah sakte hain Jab hamare pass ful experience or knowledge Hoga To Ham entry type ke analysis ko easily samajh Sakenge Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Apna knowledge experience increased Karte Rahen Taki market Mein maujud Tamam chijon ko acchi Tarah Se understand kar Saken aur Market Mein Ek acchi trade open kar sake aur ek accha profit bhi Hasil kar Saken Jab hamare pass acche experience or knowledge Hoga To Ham news trading ko bhi acchi Tarah Se understand kar Sakenge
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein Monetary policy rate kiya hey?

            Dear forex me monitory policy rate sy Murad Impartial *aur group buying and selling, trading kay styles hain, kuch traders unbiased buying and selling bhi kartay hain jab kay kuch organization buying and selling. In dono kay apnay advantages and downsides hain, ye nahi keh saktay kay kisi aik method se hello sirf earnings hoga. independent trading ma trader market ko khud analyse kar kay trades open karta ha, jis ma trader kay apnay hath ma earnings loss hota ha, kay wo jitna chahay profit ya loss earn karay. Jab kay group trading ma kisi 1 individual ki legal responsibility nahi hoti, us ma bohot se log ya to one account ko operate kar saktay hain, ya 1 shakhs bohot se debts ko function kar sakta ha jab bhi kisi currency kay related schedule honi hoti hay to us per trading ki bari gehri nazar hoti hay. aur trader us din ka wait kertay hain aur trading kay liye apnay analysis ko update kertay rehtay hain. que kay monetary policy main koe bhi statebank us currency ki demang aur supply ko control kerta hay aur us ki kami aur zayadti ko interest rate laga ker cotnrol kerta hay.
            aur jab bhi kisi currency ka interest rate up ya down ho jata hay to wo currency ki demand aur supply per asar kerta hay jis say kafi fast move hoti hay GDP Ko Dekhkar trading karte hain Agar Hum Kis mulak ki economic condition ko dekh kar trading Karte Hain To is Hum logon ko bahut fayda hota hai aur hum log Kafi achha profit hassil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein Monetary policy rate kiya hey?

              Dear jab aap Forex trading Mein monetary policy ka roll dekhna Chahte Hain To ismein aapko sabse pahle yah Pata Hona chahie ki monetary policy kya hoti hai aur isko Kaise control Kiya jata hai aur usko kaise banaya jata hai to sabse pahle main aapko monetary policy se related kuch important information Dena chahta hun.

              What is Monetary Policy :

              dear monetary policy Kisi bhi country Mein uska Central Bank control kar raha hota hai aur iska main purpose inflation ko control karna Hota Hai Jab Logon ke pass bahut jyada amount a Jaati Hai to use time per different products ke rates bhi increase Ho Jaate Hain Kyunki different products ki demand bahut jyada increase Ho Jaati Hai Aur Logon ke pass bahut jyada amount Hoti Hai Jiski wajah se inflation Ho Jaati Hai is situation Mein Central Bank of Pakistan different products or different services per Apna interest rate increase kar deta hai jismein maximum people bonds purchase ka lete hain ya FIR apni investment bank se kar dete Hain jismein unko bahut jyada interest Milta hai aur Logon ki maximum amount Bank ke pass deposit Ho Jaati Hai jisse inflation ko control karne mein bahut jyada help mil sakti hai.

              Role of Monetary Policy in Forex :

              Dear jab aap monetary policy ka Forex trading Mein roll Dekhte Hain To ismein Main aapko yah batana Chahta Hun Ki Jab Logon ke pass Jyada amount hoti hai to vah different important business Mein Apni amount co-invest karte hain jisse vah Jyada profit Hasil karne ki koshish karte hain aur Jab Kisi bhi country Mein inflation Hogi to US Country ke maximum member Forex trading mein bahut jyada investment Karenge Kyunki Logon ke pass bahut jyada Paisa hota hai aur vah different profitable businesses Mein isko invest karna chahte hain aur jab situation iski against hoti hai aur Logon ke pass investment Nahin Hoti to situation mein bahut kam members Forex trading Mein Apni investment karna chahte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein Monetary policy rate kiya hey?

                Kisi b country ki government or es ka central bank us country k lae intrerest rate define karty hain or unka ye maqsad hota hai k wo economic goals hasil kar leyn. Central bank or monetary police hatho ma hath daly chalty hain. Ham ik ki marzi k bena dosray k bary ma bat ni kar sakty. Kuch goals har bank ki tarha world bank b same he hoty hain. Monetary policy ko economic growth ko increse karny ya stable karny k lae use kiya jata hai. Central bank monetary policy ko use karty hain en chezo ko control karny k lae:-

                1. Interest rate ko cost of money k against tied kiya jata hai.

                2. Monetary policy inflation ko barhany k lae or money supply ko better banany k lae b use hota hai.

                3. Monetary policy ma bank k reserves ko b set kiya jata hai.

                4. Monetary bank ma lending money jo commercial bank sy melti hai us k bary ma b faisaly hoty hain.

                Effect of monetary policy on forex.

                Forex trader b study data monetary policy sy he lety hain apna agla move set karny k lae. So wo us direction ko follow karny ki khosis karty hain jis taraf country ki economy ja rahi hoti hai. Forex trader ko concious rehna parta hai jb monetary policy announce hony wali or us time period k doran b jb ye actual implement ho jae. So big trader hamesa monetary policy ka wait karty hain or phr apna order eski study k bad he implement karty hain. Kiu k unko pata hota hai k forex trading ma inflation ka rate b effect dalta hai. So es bat ma kio shak ni hai k forex trading ma achy profit k lae monetary policy ki study karna bhot zaruri hai esko samjy bena kamyabi mumkin he ni hai.
                Last edited by ; 07-09-2020, 03:24 PM.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein Monetary policy rate kiya hey?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                  Monetary Policy Rate:

                  Aap jab bhi news trading dekhtey hongey to apko aksar Monetary policy rate bhi dekhne ko milta hoga yeh kiya hey aur forex mein iska kiya impact hota hey?
                  Monitory policy rates her country ky apny hoty hain ky ham same monitory policy rates ko trading main use kerny ky liay market ky fundamental analysis kerty hain jab bhi ham news ko read kerty hain tou kuch news monitory policy rated per hoti hain ky ham same news sy yeh idea laga sakty hain jo agar kisi country ki monitory policy rates increase ya decrease hony ja rehy hain tou us sy same country ki economical state per kia effect hoga agar ham monitory policy rates ky related news ko regular read kerty hain aur is per hony wali market ki movement dekhty hain tou hamain pata chal jata hai jo same monitory policy rates change hony per market per kis terha ka effect hota hai ky ham next time jab news aa rehi ho tou usky mutabiq hi trade open ker ky continue ker sakain hamain forex market main trade kerny ky liay jahan per differnet sources aur newd ko consider kerna perta hai wahan monitory policy bhi fundamental analysis ky liay aik source ka kam kerti hai ky ham is ky rates variation per hony wali market ki movement ko agar achi terha samajh lety hain tou ham bar asani sy market main successful trade ker sakty hain hamain forex market main fundamental analysis kerny ky liay her terha ki news ko read kerna hota hai ky ham achi terha market ko samajh ker trade open kerain

                  Hamain apni her open ki jany wali trade ko secure kerna hota hai jis main news bahot effect kerti hain market ko tou hamain news time per bahot acha profit bhi hasil ho sakta hai aur bara loss bhi ho sakta hai so agar ham pehly sy hi aesi news Jesy monitory policy rates decision ko read ker lety hain tou hamain trade ko secure kerny main aur acha profit hasil kerny main bhi bahot madad milti hai
                  Last edited by ; 08-09-2020, 05:06 AM.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein Monetary policy rate kiya hey?

                    Forex market per monetary policy ka impact hota hay. Ager ham market kay analysis karain aur news say update rahain to hamain kai business news say assets value aur inflation ka oata chaly ga. Is tarah central bank jis tarah pakistan main monetary policy kay through economical activity ko control karta hay, similarly world bank ya europian bank bho monetary policies kay teht apni currencies ko strong karty hain. Jiska impact forex market par parta hay.

                    Ager market main inflation high ho jaye ya employemet rate full ho ajye to iska matlab ye hota hay keh dollar ki value baqi currencies kay muqably main hay to ziada laikin in country iski devalue ya inflation ahy. Jiski waja say baqi securites, commodities and aasets ki value barh jati hay yani iski main waja more money but limited number of commodities hain.

                    Aisi situation ko control karny kay liye banks ya to funds issue karty hain ya phir interest rate barahty hain ta keh currency ko stable kia ja saky. Jab funds issue hon to assets ki value bhi ziada hona shuru ho jati hay. Jis say market main kuch stability ati hay aur kuch time bad market stable ho jati hay. Maslan jab unemployement kam karny kay liye bank fund daita hay, jis say economy ki stabiloty ki hope milti hay, more investments hoti hayn. Unemployement kam hoti hay. Is tarah Gold and CL ki prices up hoti hain. Isi tarah market ko control karny kay liye other factors ki tarha monetary policy ka bahut ehm role hota hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein Monetary policy rate kiya hey?

                      Assalamu Alaikum Forex friends
                      Monetary policy kisi aisi kom ki monetary authority k zarye ikhtiyar ki jati hai.jo ya tu bhut hi short-term borrowing (banks ak dusre se borrowing short-term ki needs ko pura krne k lye)payment ki jane wali shra sood par qaboo pane k lye nafaz ki jati ha.ya raqam ki supply the money supply, often es ki attempt k tor per qimat ko yaqini banany k liye inflation ko ya interest rate ko km kre ...
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein Monetary policy rate kiya hey?

                        AoA, Hamara topic a monetary policy rate of monetary policy rate ke bare mein discuss Karenge ki vah kya hai kya hoti hai kaise kam Karte trading Mein Uska Kya role hai, dear member aapke bahut hi question Hai Un Sab ke sawalat Hamen hy unko 1 by 1 dekhty Hain monetary policy ismein Ham Central Bank ke action Unki communication Baton ko manage karte hain money supply ke through money supply ke andar Ham credit cash check or money market ko ek se fund karte hain Unki important Jo form hoti hai usko Ham Dekhte ke man mein Kaise credit ho raha hai aur credit mein kya chicken flavour hai ki Jaati Hai launch Bounce and monetary policy in feets liquidity to write economic brought a reduced Karti Hai inflation ko aur Central Bank uski base per usko Kuchh interest Bank Chor ko Reserve Requirement ko complete complete Karti Hai the number of Government Bonds the banks must be hold monetary policy ke Kuchh Bhi hote hain productions ke price ke demand ke and Employment is no Logon Ko employment ki Fazilat e frock baat karte hain Pareshan ko control karte hain aur long-term investment rate Ke Bina Parvah Logon Ko loan provide Karte HainBank control kar raha hota hai aur iska main purpose inflation ko control karna Hota Hai Jab Logon ke pass bahut jyada amount a Jaati Hai to use time per different products ke rates bhi increase Ho Jaate Hain Kyunki different products ki demand bahut jyada increase Ho Jaati Hai Aur Logon ke pass bahut jyada amount Hoti Hai Jiski wajah se inflation Ho Jaati Hai is situation Mein Central Bank of Pakistan different products or different services per Apna interest rate increase kar deta hai jismein maximum people bonds purchase ka lete hain ya FIR apni investment bank se kar dete Hain jismein unko bahut jyada interest Milta hai aur Logon ki maximum amount Bank ke pass deposit Ho Jaati Hai jisse inflation ko control karne mein bahut jyada help mil sakti hai....S
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein Monetary policy rate kiya hey?

                          Dear aapane bahut hi acche topic ko apni discussion ke liye choose Kiya Hai Ham dekhte hain ki Forex trading Mein Ham Jab kam kar rahe Hote Hain To Ham ismein proper knowledge or experience ke sath kam karna hota hai aur aapane monetary policy ke bare mein bahut hi Achcha question Kiya Hai dear monetary policy Kisi bhi country Mein uska Central Bank control kar raha hota hai aur iska main purpose inflation ko control karna Hota Hai Jab Logon ke pass bahut jyada amount a Jaati Hai to use time per different products ke rates bhi increase Ho Jaate Hain Kyunki different products ki demand bahut jyada increase Ho Jaati Hai Aur Logon ke pass bahut jyada amount Hoti Hai Jiski wajah se inflation Ho Jaati Hai is situation Mein Central Bank of Pakistan different products or different services per Apna interest rate increase kar deta hai jismein maximum people bonds purchase ka lete hain ya FIR apni investment bank se kar dete Hain jismein unko bahut jyada interest Milta hai aur Logon ki maximum amount Bank ke pass deposit Ho Jaati Hai jisse inflation ko control karne mein bahut jyada help mil sakti hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X