Forex Mein liquidity Providers kon hotey hein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Mein liquidity Providers kon hotey hein?
    Liquidity Providers:

    Apne forex mein liquidity providers ka name to suna hoga yeh kon hotey hein aur forex mein inka kiya role hota hey?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Mein liquidity Providers kon hotey hein?

    Agar ham Forex trading ke andar work karna chahte hain To Hamen Kisi Na Kisi broker ke sath kam lazmi karna padta hai Kyunki Agar Ham Forex broker ke sath Kam Nahin Karte To Ham Forex trading ke andar work nahin kar sakte Kyunki Forex trading main broker hi Ek Aisa platform hai jo Hamen liquid provider tak ley Kar jata Hai liye Hamari trade ko liquidity provider Tak profect time k oper leykar jata hai ab main aapko yah batana Chahunga ki liquidity provider Hota kya hai .

    Forex trading ke andar Jab Ham trade Lagate Hain To Hamara Jo broker Hota Hai vah Hamari trade ko MotaLka Bank ke pass bhej deta hai aur Hamari trade Usi Bank ke andar open Ho Jaati Hai To yah Jo Bank Hai Isko Ham liquid provider Kahate Hain Hamara Jo Nafa ya nuksan Hota Hai Uska broker ke sath Koi Taluk Nahin Hota ya Tamam Nafa ya nuksan liquid provider se link karta hai agar Hamen Nafa Ho To Hamen liquidity provider profit dita hai aur Agar Hamen loss Ho Jaaye To Hamara Jo loss Kiya amount Hoti Hai vah liquidity provider apne pass Rakh leta hai to Jo broker hota hai yah sirf Humse spread yah thoda sa Commission charge karta hai . Is market ke andar Hamare profit ya FIR loss se broker kab Koi Taluk Nahin hota agar Hamen is market ke andar loss hota hai to isase broker ka koi fayda nahin hota na hi Hamara loss broker ke pass jata hai aur Agar is market ke andar Hamen profit hota hai to usse bhi broker ka koi Taluk Nahin Hota Kyunki jo profit hota liquidity provider Ke Pass Note hota hai aur Agar Hamari trade Jyada time open rahti hai Kisi bhi broker ke sath to ose broker ko faida Hota Hai Agar Ham long-term karte hain to broker ko isase faida Hota Hai Aur vah Swap charges bhi karta hai aur vah chij ka Commission bhi leta hai .
     
    • #3 Collapse

      Re: Forex Mein liquidity Providers kon hotey hein?

      Aaj ham Forex Mein liquidity providers kya hote hain per baat karenge Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain aur usse profit Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Ek acche broker ko choose Karen Hamen Ek Aisa broker choose karna chahie Jiske pass Achcha experience Aur eknowledge Ho Jo Hamen acchi information Dekhe Hamara kam start karwa sake Forex Mein kam karte hue Hamen Ek na Ek broker ki selection Jarur karni padati hai agar Ham Ek acchi bro Karke selection Karte Hain To isase Hamen hi fayda hota hai

      Forex mein Ham Jis broker ki selection karte hain vah brokar Hamari trade ko ek Bank ke pass Le jata hai aur Hamari trade Bank Mein jaane ke bad open kar di Jaati Hai aur use trade Mein Hamen Jo profit or loss hota hai vah Ham per depend karta hai agar Hamari trade acchi Hogi to hamesha profit Hoga aur Agar Hamari trade acchi Nahin Hogi To Hamen loss hoga Agar Ham Jyada profit Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki ham acchi se acchi trade lagaen

      Jab Hamen Hamari trade se profit Hasil hota hai to hamare Sath Sath Hamare broker ko bhi bahut fayda Hota Hai Jab Hamen Jyada profit Harsil Hota Hai To Ham Apne broker ko Bhi Jyada Commission Dete Hain Aur Is Tarah Hamare broker ki pahchan bhi badh Jaati Hai ek Achcha broker Hamesha Apne traders ko Prophet Hasil karvane ki koshish karta hai Ek Achcha broker Apne trader ko loss se bacha sakta hai isiliye Agar Ham Apne business Mein hone wale loss se bachna chahte hain aur Jyada profit Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham acche se acche brokar ko select Karen
      • #4 Collapse

        Re: Forex Mein liquidity Providers kon hotey hein?

        agar aap chahty hain aap forex trading k andar kaam keren tou aap ko chahiye k aap kisi na kisi broker k sath lazmi keren or ye forex par kaam krny ki shart bhi hai agar forex trading mein broker k sath kaam nahi kerty tou hum forex trading mein kaam nahi ker sakty kuen k forex trading mein broker aik aisa platform hai jo hamen liquid provider tak ley ker jata hai hamari trade ko ko liquid provider tak perfect time k opar ly ker jata hai
        forex k platform par jab hum trade lagaty hain tou wo hamari trade ko mutalka bank k paas bhej deta hai aur is tarhan hamari trade us bank mein open ho jati hai or hum is bank ko liquid provider kehty hain is tarhan jo bhi profit ya loss hota hai us ka broker k sath koi bhi connection nahi hota blky wo loss ya profit liquid provider k sath link kerta hai agar hamen profit hota hai tou wo profit hamen liquid provider yani k bank hamen hamara profit dy deta hai or agar humen loss hota hai tou amount hamari liquid provider bank rakh leta hai or broker is silsily mein hum se bus thora sa charge jis ko hum commission kehty hain wo wasool kerta hai hum se phr chahy humen profit ho ya loss is market mein hamary loss ya profit ka broker k sath koi link nahi hota wo bus apna profit leta hai or kaam kerta hai agar humen profit hota hai us mein bhi broker ka koi faida nahi or agar loss hota hai tou us mein bhi broker ka koi nuqsan nahi hota
         
        • #5 Collapse

          Re: Forex Mein liquidity Providers kon hotey hein?

          Dear forex me liquaidy ka mtlb ye hota hy ylkay kitny trader kis terms of policy ko use kar k trading kar rahy hain kitny percent buying kar rahy hain or kitny percent selling kar rhay hain asan lafzon main hum yah kahs kty hain forex trading main har trador ki trading style ko dekhty howe trading ki jati hai or jub market ki liquaidy ki bat ki jati hai tu es main yah bhi dekha jata hai kis trem ko use kiya jaata kitny volume ko use kiya ja raha hai es k ilwa forex trading main market ki liquaidty ko dekh jay tu es main buyer or seller ka bhi boht hath hota hai or es k ilwa jub market move hoti hai tu es main supply or demand ka bhi boht hath hota hai trading k liye liquadity ko dehan main rakhna boht zarori hota hai broker humean khuch nahe day raha hai sirf humean us market main registration k leay aik platfom deta hai jes main hum account open ker k forex main enter hoty hian but us main liquidity providers forex main banks hain jo bhe barey barey banks world main wo forex ko run ker rahy hain baki broker other services like withdraw ki investment ki day raha hain jtny log trading karty han koi sell or koi buy main hoty han or both sary different pairs main hoty han is tahra jo market main demands or supply barhti or kam hoti ha is trader ka pata chalta ha jo trade open key hoty han in ka valme ktna ha or trade ktni open ki hue ha is tahra forex trading main har chez ka pata chalta ha is ko liquidity kehty han is sy trade kis har trade or us ko lots or in k account ka confirm hota ha is ley market main trading karty waqat humy apny hessab sy trading karni chae han or proper money management or risk management sy trading karni chae ha ta k hum forex trading main kamyab ho sakeny.
           
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: Forex Mein liquidity Providers kon hotey hein?

            Dear friends forex main liquidity bahot ahim factor hea aur ub is py tafseel sy baat karian gy,forex trading main liquaidt se murad yah hai k kitny trador kis terms policy ko use kar k trading kar rahy hain kiutny percent buying kar rahy hain or kitny percent seeling kar rhay hain asan lafzon main hum yah kahs kty hain forex trading main har trador ki trading style ko dekhty howe trading ki jati hai or jub market ki liquaidy ki bat ki jati hai tu es main yah bhi dekha jata hai kis trem ko use kiya jaata kitny volume ko use kiya ja raha hai es k ilwa forex trading main market ki liquaidty ko dekh jay tu es main buyer or seller ka bhi boht hath hota hai or es k ilwa jub market move hoti hai tu es main supply or demand ka bhi boht hath hota hai trading k liye liquadity ko dehan main rakhna boht zarori hota hai Liquidity aapki working ko strong Barati Hai Jaise aapki liquid increases Aati Hai scheme movement Ka Pata lag jata hai uski market Mein movement kaisi chal rahi hai Jaise jaise ki movement increased Ho Jati Hai uski liquidity Kabhi aapko Pata lag jata hai jisse aapko working standard increase Ho Jata Hai Uska capital standard increase ho jata hai aur forex trading main aik time main jtny log trading karty han koi sell or koi buy main hoty han or both sary different pairs main hoty han is tahra jo market main demands or supply barhti or kam hoti ha is trader ka pata chalta ha jo trade open key hoty han in ka valme ktna ha or trade ktni open ki hue ha is tahra forex trading main har chez ka pata chalta ha is ko liquidity kehty han is sy trade kis har trade or us ko lots or in k account ka confirm hota ha is ley market main trading karty waqat humy apny hessab sy trading karni chae han or proper money management or risk management sy trading karni chae ha ta k hum forex trading main kamyab ho sakeny forex main liquidity ka element bahot zeyda hay aur other kesi be financial market se be Forex ki market bahot zeyda liquidity hoti hay, es ka matlab ye hay key Forex market me bahot zeyda trading hoti hay aur market bahot zeyda move kar sakti hay market ki movement ki koi be daily limit nahi hay, magar kesi be point tak down be ja sakti aur market prices increase be ho sakti hay, esi large movement ko hi liquidity ka name dia jata hay, Forex market apni bahot zeyda liquidity ki waja se hi profitable ban jati hay.
             
            • #7 Collapse

              Re: Forex Mein liquidity Providers kon hotey hein?

              Fprexki market kay andar liquidity providers wo log hotay hein jo ko continue ker ky ham kuch advantage hasil ker sakain the Forex market commercial enterprise mein hit murmur input hotey hein to hamen purey hosh o hawaas ko qabu mein rakh kar hey there may be commercial enterprise mein input hona chahiye aur kabhi bhi foran Sell nahin laga dena chahiye balkeh pehle apko Puri Market ko achi trha se dekh lena chahiye aur Tassali kar leni chahiye aur phir apne kisi na kisi senior se apni change lagane ke barey mein koi na koi mashwara kar lena chahiye is trha se aap kisi bhi incorrect aspect widespread jane ki bajaye aik acha aur stable preference le sakengey aur agar aap foran Sell karne slack jatey hein ya Purchase karne slack jatey hein to phir to aap apna pesa khud greetings misfortune ke taraf le ja rahey hn isliye hamen continually becarefull ho kar hiya changing karni chahiye aur Completely tolerance ke sath karni chahiye tab hiya murmur is mein kamiyab ho saktye hain In any case murmur is mein very well bomb hello hotey hien. Poke Ham changing kar rahe hote Hain to make use of waqat marketplace ki improvement extrade hoti rahti hai, Ham apni ek change region kar dete Hain aur kafi der intezar karne ke horrible hamen thora sa advantage aata Hai lekin jaise hiya thors sa advantage get karte Hain to Ham apni change ko near kar dete Hain. Ispartner ap new york bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon foreign exchange hamy assignment
               
              • #8 Collapse

                Re: Forex Mein liquidity Providers kon hotey hein?

                Yes dear aapane bahut hi important question poochha hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To Ham Ko liquidity provider se related complete information Pata honi chahie Kyunki Jab Ham Kisi broker se kam karte hue yah apni trading Jari rakhte Hain To Hamara broker liquidity provider se directly linked hota hai.

                aur Hamari trades UN ko forward karte hue nuksan ya profit Hasil karta hai aur broker just Apna Commission detect kar deta hai aapane Jaise hi koi trade open Karni hoti hai to aapko foreign usmein nuksan Hona start ho jata Hai Jiski wajah se aapka Commission already detect kar liya Jata Hai Forex trading Mein istemal hone wale different important liquidity providers main aapke sath share karna chahta hun aur se related per aapko Kuchh information Dena Chahunga ki ine ka market mein kya role Hota Hai.

                Liquidity providers headquarters

                1: CommerBank Germany

                2: BNP Paribas France

                3: B2 Brokers Russia

                4: HSBC United Kingdom

                5: APS Securities United Arab Emirates

                6: Deutsche Bank Germany

                7: Citi Bank USA

                8: Integral Fx USA

                Dear jab aapki trade liquidity providers ko transfer ki jaati hai aur usmein aapko jo nuksan aur munafa hota hai vah aapko de diya jata hai aur liquidity provider joke a different banks ki list main aapko provide ki hai vah aapko profit aur nuksan dete Hue yah aapko different it required informations de rahe Hote Hain isliye Jab aap Forex trading Mein kam karte hain to aapko liquidity providers se related information Hasil honi chahie ki yah Kaun hote hain aur Unka Forex trading mein kya role ho sakta hai. Main ummid Karta Hun ki aap meri post main different information ko valuable samajhkar is se related information Hasil karte hue apni trading ko profitable aur effective banane ke liye isko completely focus Karenge.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Mein liquidity Providers kon hotey hein?

                  Je dear liquidity ka matlab hai k es pair ki market ma demand ketni hai. Ya ye b keh sakty hain k ye pair market ma ketna trade ho rha hai. Liquidity pair ki type k uper depend karta hai ka aya wo major pair hain, minor pair hain ya exotic pair hain. Ab ham ye dakh lety hain k kis pair ki high liquidity hoti hai or kis ki low liquidity hoti hai or asa kiu hota hai:-

                  1. High liquidity.

                  High liquidty esko kehty hain k jb kuch pair buy or sell ho rahy hun ik significant size ma bena kisi variances k ya unk exchange rate k. En ki example hain major pair currencies like gbpusd usdjpy eurgbp or audusd wagera.

                  2. Low liquidity.

                  Low liquidity un pair ki hoto jo bena kisi variances k ya unki exchange value ki base par zayada significant size ma buy ya sell na ho rahy hun. Exotic currencies ki low liquidity hoti hai. Es ki example hai plnjpy.

                  Forex liquidty vs illiquidity.

                  Jo market illiquidity hoti hai uski regular moves ni hoti wo gaps ki sorat ma chal rahi hoti hai. Asi market ma kisi stage par buying or selling ka level zayada ho jata hai or kisi stage par ye level kam ho jata hai jis sy ye gaps ban jaty hain. Liquidity market ko deep market kr smooth market b kehty hain. Bhot sary trader ye chahty hain k jis pair ma wo trade karyn wo liquidity lazmi ho. Kiu k trader k lae bhot mushkil ho jata jb unko illiquidity market k kisi big gap sy zayada loss ho jae. Price gap aksar tb hota hai jb market ma kio big news impact karti hai. Traders ko aksar gaps weekend k bad gap opening ma gaps nazar aty hain. Jo market 24 hr open rehti hai us ma gaps kam hoty kiu k wo continuous state ma hoti hai but jo market din ma serf 6 ganty available rehti hai wo daily new prices sy gaps k sath open hoti hai. Asi market ma trade karna bhot mushkil ho jata hai. But jo market smooth hu trader ko us ma acha point find karny ma or profit hasil karny ma asani hoti hai. So es sy sabit how k liquidity or illiquidity provide karny ma traders ka or news ka impact ho sakta hai.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Mein liquidity Providers kon hotey hein?

                    Forex trading ke andar Jab Ham trade Lagate Hain To Hamara Jo broker Hota Hai vah Hamari trade ko MotaLka Bank ke pass bhej deta hai aur Hamari trade Usi Bank ke andar open Ho Jaati Hai To yah Jo Bank Hai Isko Ham liquid provider Kahate Hain Hamara Jo Nafa ya nuksan Hota Hai Uska broker ke sath Koi Taluk Nahin Hota ya Tamam Nafa ya nuksan liquid provider se link karta hai agar Hamen Nafa Ho To Hamen liquidity provider profit dita hai aur Agar Hamen loss Ho Jaaye To Hamara Jo loss Kiya amount Hoti Hai vah liquidity provider apne pass Rakh leta hai to Jo broker hota hai yah sirf Humse spread yah thoda sa Commission charge karta hai . Is market ke andar Hamare profit ya FIR loss se broker kab Koi Taluk Nahin hota agar Hamen is market ke andar loss hota hai to isase broker ka koi fayda nahin hota na hi Hamara loss broker ke pass jata hai aur Agar is market ke andar Hamen profit hota hai to usse bhi broker ka koi Taluk Nahin Hota Kyunki jo profit hota liquidity provider Ke Pass Note hota hai aur Agar Hamari trade Jyada time open rahti hai Kisi bhi broker ke sath to ose broker ko faida Hota Hai Agar Ham long-term karte hain to broker ko isase faida Hota Hai Aur vah Swap charges bhi karta hai aur vah chij ka Commission bhi leta hai .
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Mein liquidity Providers kon hotey hein?

                      Liquidity provider ke bare mein aapane bahut hi achcha sawal Kiya hai hai aur mujhe ummid hai ki aapko bahut se acche reply mil rahe hain aur bahut se logon mein bahut acchi post share ki hai aur aapko bahut hi good knowledge Mila hoga aap Jo bhi sawal Kiya karen to usko Jara detail se mention Kiya Karen taake Jo member bhi aapka sawal read Kare to uska properly jawab de sake kyunki jab sawal good hota hai to tabhi uska answer bhi good milta hai isliye sawal bhi good karna chahie.

                      liquidity provider:

                      Ham jab trading karne ke liye forex market ko join karte Hain to yahan per Hamen bahut se broker milte Hain har broker ki apni different hoti hain aur Hamen chahie ki ham ek aise broker ko choose Karen Jo Asian broker Ho aur dusra Hamen main broker ke sath kam karna chahie aur jab yah broker humse trade leta hai to ja hamari trade co bank ke sath attach kar deta hai hamari trade Bank ke sath direct Ho jaati hai aur broker apne commission masulkar leta hai jiske bad hamari trade direct Bank se munsalik Ho jaati hai aur isko liquidity provider kahate Hain.

                      market mein Hamen hamesha kam karne se pahle hi broker ke bare mein acchi tarike se jaan Lena chahie aur Hamen ek achcha aur behtar broker use karna chahie Jo hamare sath market mein main kulii cooperated ho aur main samajhta hun ke instaforex se jyada best aur koi broker nahin hai aur Hamen ISI ke sath hi working karni chahie kyunki yah hamare liye bahut best hai aur Hamen is kafi facilities mil jaati Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Mein liquidity Providers kon hotey hein?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                        Liquidity Providers:

                        Apne forex mein liquidity providers ka name to suna hoga yeh kon hotey hein aur forex mein inka kiya role hota hey?
                        Liquidity providers ko samajhny ky liay pehly hamain liquidity ko samjhna hoga ky liquidity hoti Kia hai phir ham liquidity providers ko samajh sakty hain ky konsy aesy sources hoty hain jo market main liquidity provider hoty hain tou sab sy pehly ham yahan per liquidity ko discuss kerty hain ky liquidity Kia hoti hai phir ham liquidity providers ko discuss kerain gy


                        Liquidity asal main woh space hoti hai jo market main creat ker di jati hai ky agar agar demand kisi cheez ki hahot zyada ho jaey tou aesy time per supply ko cut ker dena ya jab kisi cheez ki requirement bahot kam ho lekin uski supply itni increase ker dena ky iski price bahot kam ho jaey tou aesy process ko liquidity kehty hain isky elawa bhi agar koi bary investors market ko apni merzi sy move kerwana chahty hain tou woh kisi bhi time market main bari amount investment kerty hain jis sy kisi bhi item ki price backhand resources ki waja sy strong ga decrease hona shoru ho jati hai jabky bahot bari investment ko jab market sy withdraw kerwa lia jata hai tou aesy time per bhi market main price variation bahot zyada hoti hai tou aesy main market main jo liquidity produce hoti hai is per market main movement bhi bahot bari ho jati hai tou liquidity provide kerny ka matlab hai ky market main kisi cheez ka shortfall creat ker ky space creat ker dena ya kisi cheez ki price ko increase ya decrease kerny ky liay supply ko bahot zyada increase ker dena market main liquidity ka sabab hota hai


                        Liquidity providers Asal main woh bary investors hoty hain jin ki investment per market depend ker rehi hoti hai ky agar market main investment increase hoti hai tab bhi kisi bhi cheez ki price increase ya decrease hoti hai aur jab investment decrease hoti hai tou uska bhi market per same effect hota hai tou market main bary investors aesi situation ya liquidity produce ker sakty hain market main ky market main Asal price ki bajaey market bahot zyada down ya bahot zyada up chali jati hai tou aesy time per kuch traders ko bahot zyada faida ho jata hai aur kuch ko bara loss ho jata hai hamain aesi situation ko judge kerny ky liay market ky fundamentals ko samjhna chahiay ky ham agar sirf technical ko follow kerty rehain gy tou jab market main liquidity creat hoti hai tou us sy market main bahot bari change ati hai ham agar fundamentals ko consider nehi kerain gy tou hamain bahot bara loss ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Mein liquidity Providers kon hotey hein?

                          Liquidity ka matlab hay keh cash ya money hasil karna yani jab high liquidity ko ham istemal main lain to is say murad aisy assets yani cheques, securities, saving notes ya bonds jo easily cash main convert ho jayain.

                          Forex main liquidity ka matlab keh securites main easily buy kar kay trading ya in securities ki movent fast up ya down ho jaye to is say profit hasil karna hay aur easily cash hasil karna hay. Yani aisi securities jo highly profitable hon, jin main trading say achi earning mumkin ho saky.

                          Forex main liquidity khud bakhud nai hoti balkeh isky pichy kai factors ka ya institutions ka liquidity providing main amal dakhal hota hay. In liquidity providers main global banks, financial institutions ya market makers hoty hain. Inka maqsad market ka trend change karna ya same trend ko continue karna hota hay. Aksar ha daikhty hain keh market ki movement bahut he smooth run ho rahi hoti hay laikin achanak in main taizi a jati hay. Market ki is fast ya high liquidity main bahut he kam time main kai traders high profit earn karny main kamyab go jaty hain.

                          Baz dafa koi global bank monetary policy revise karta hay jis kay liye woh ya to funds jari karty hay ya interest rate revise karta hay. Aisi news ka asal origin yehi bank hota hay jo market main high liquidity ka sabab banta hay. Aur market main liquidity ki waja say bahut taizi a jati hay.

                          Liquidity providers kay pass bahut experience and funds hoty hain aur yeh market ko apni marzi kay mutabiq chalany, control karny aur market say high earning kay liye kuch bhi karty hain. Chahy wo trend reversal main buyers and sellers ka balance disturb karain ya phir koi news announce kar kay market per asar anadaz ho jayain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Mein liquidity Providers kon hotey hein?

                            Market mein liquidity provider ke related information Ka Hona jaruri hai market mein jab ham trading kar rahe hote Hain to hamen market mein market ki moment milati hai aur Market mein hamen aap friend mein aur downtrend mein jo movement milati hai jiski vajah se market upar aur niche harkat Karti hai yah liquidity provider ke through ho rahi hoti hai market mein likho rati hamen mukhya le trikon se a provide ki jaati hahamen chahie ki ham market mein likhi hui thi provider ke bare mein acchi information neta ke ham market mein acchi trading kar saken.

                            Market main liquidity hamen apni broker ki taraf se milati hai aur hamen Apne broker ki taraf se bhi likhi hui ki ho mil jaati hai aur iske alava market mein jo world Bank working kar rahe hote hain unki taraf se bhi hamen market ki liquidity provide ki jaati hai hamen market ke related jitni acchi hai maloomat Hoti hai hamara kam utna hi behtar hota hai aur hamen ja market ke mutabik Man mark Nahin Hoti Hain to fir hamara kam theek Nahin hota hai isliye market ke liye maloomat rakhni chahie tha ki ham market mein baitha kam kar saken.

                            Market mein hamari trading liquidity ki vajah se hi possible hoti hai aur ham market mein kam kar rahe hote hain agar market mein liquid ATI Na mile to fir market mein trading bhi nahin ho sakti hai market ki liquid ATI ke bare mein Janna bahut jaruri hai tab hamari trading behtar ho sakti hai aur ham apni trading se Accha munafa Kama sakte hain isliye hamen liquide TV provider ke bare mein Janna chahie tha ki ham apni trading kothi tarike se chala sake aur is business mein hamen kamyabi mil sake.
                             
                            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Liquidity Providers ko Market me Kya Benifit hota Hy ??

                              Friends forex me liquidity providers ko market me Kya faida hota to us baat ka mtlb Hy financial market ka name dia jata hay esi ki waja ye hay key Forex ki market movement me etni teezi ajati hay key daily overbought aur oversold levels tak be ja sakty hey, Forex market ki teezi ko hi agar liquidity kaha jaye to ghalat nahi ho ga, daily high volume trades open karny ki waja se aur economic event ki waja se market me teezi any ki main waja hay aur yahi waja hoti hay market liquid ki tarha move karny lagti hay, market ka swing hona aur higher ya lower point tak ka market tak jany ki waja se all financial market me Forex ko liquidity market ka name dia jata hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X