Yeh review "Toaster" par mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review "Toaster" par mabni hai
    Introduction:
    Assalamu alaikum dear members main umeed krti hn ap sb khairyat sy hun gye mera aaj ka review Toaster par mabni hai jesa ke ap sb log janty hi hn toaster har ghar me use hony wala electronic hai jis ko hum apny ghar me toasts k liye use krty hn or specially nashta k liye toaster ajkl ka bht zaida important electronic hai jo ke ghar me paya jata hai or humy toaster must apny ghr me rakhna chahiye us sy humy bht asani ho skti hai or apka kam bhi jaldi ho skta hai is liye toaster ka use kren is ke bht zaida faidy hn or nuksan bhi paye jaty hn main apko is k bare me btany ja ri hain

    Invension of Toaster:
    Dear members first time electric toaster 1893 me Alan macmasters ny bnya tha scotland me is devicce ko eclipse toaster ka naam dia gya isko manufacted kia gya britain ki market me cromptod company k liye yeh bread ki ek side ko toast krta hai..
    Advantages:
    Toaster ke bht zaida faidy paye jaty hain is liye humy apny ghar me toaster ki facilites ko zarur avail krna chahiye is me faida ho skta hai toaster sy humara kam bht jaldi ho jata hai hum bht jaldi sy is me breads ko toast kr skty hn or is ka yh bhi faida hota hai ke hmy is me koi bhi oil ni use krna hota jo log bemar hoty hn or unko oily cheezun sy manna kia jata ha to wo toaster me braeds ko bna k kha skty hn is liye un k liye bht zaruri hai toaster ka hona
    Disadvantages:
    Toaster ke disadvantages bhi paye jaty hain us sy hmari bajli ka bill zaida a skta hai q k yh ek electrical toaster hota hai or agr hum isko use krty hn to us k liye light hona bht zaruri hai is liye deyhan sy kam krna chahiye or agr light chli jaye or humy nashta krna ho to us k liye humy bht nuksan ho skta ha humy kahin jana ho office waghera to hm late ho skty hn is liye is ke nuksan bhi paye jaty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review &quot;Toaster&quot; par mabni hai

    Salam dear membersJEE main Bada aapane bahut achcha topic hamar set discuss kiya hai jo ki ek dost aap apni hai jaise ki aap ko pata hai ki toaster har Ghar mein maujud hota hai kyunki aap jaldi mein emergency bhi per jaldi se kam kar sakte hain sab bacchon ke nashte ke liye aap ismein Bird photos kar sakte hain ISI tarah ki ek bahut jyada kam ki chij hai Ham ismein apna nashta isliye banaa sakte hain

    But member is ke could disadvantages be hai kyon ke a ja bijali per use hota hai aur isase aap ka bijali ka bil bhi jyada sakta hai ki kya electric chalne wali jitne bhi chij hain unse kafi jyada bil aata hai uske alava yah bahut expensive aate Hain har Koi unko bhi afford bhi nahin kar sakta han ISI tarah jab aap is mein apne bread ko toast ka rahte hain to khyal rakhna padta hai kahin vah jal Na jaaye ISI tarah careful is per kam karna padta hai...
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review &quot;Toaster&quot; par mabni hai

      Salam:
      aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo toaster ka bara ma ha ya ek bohat achi chez ha ya hama braed garam karna ma madad deta ha ak toaster ak barki chota sa saman ha jo kata howa roti ka muktalif aksam ha chamkili garmi ma ba nakab karny ka liya dezine kiya gaya ha is sa hama brad garam karny ma saani hoti ha.
      toaster ka faidy:

      toaster ka bohat faidy han jin ma sa kuch ma apka sth share karu ga toaster hama brad ko garam karna ma madad deta ha ismy bohat jaldi brad garam ho jata ha aor hama is ma koi bhi oil use nahi karna parta ha jo log bemar hota han aor un ko oili chezu sa mana kiya jata ha tu ya toaster un ka liya best ha.
      toaster ka nuksanat:

      toaster ka bohat sa nuksnat han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga ya lod bohat zayada leta ha aor bijli ka bill bhi zayada ata ha aor is ma shotsarkat ki waja sa current bhi ajat ha aor isky koi khas nuksanat nahi han.
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review &quot;Toaster&quot; par mabni hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Princess پيغام ديکھيے
        Introduction:
        Assalamu alaikum dear members main umeed krti hn ap sb khairyat sy hun gye mera aaj ka review Toaster par mabni hai jesa ke ap sb log janty hi hn toaster har ghar me use hony wala electronic hai jis ko hum apny ghar me toasts k liye use krty hn or specially nashta k liye toaster ajkl ka bht zaida important electronic hai jo ke ghar me paya jata hai or humy toaster must apny ghr me rakhna chahiye us sy humy bht asani ho skti hai or apka kam bhi jaldi ho skta hai is liye toaster ka use kren is ke bht zaida faidy hn or nuksan bhi paye jaty hn main apko is k bare me btany ja ri hain

        Invension of Toaster:
        Dear members first time electric toaster 1893 me Alan macmasters ny bnya tha scotland me is devicce ko eclipse toaster ka naam dia gya isko manufacted kia gya britain ki market me cromptod company k liye yeh bread ki ek side ko toast krta hai..
        Advantages:
        Toaster ke bht zaida faidy paye jaty hain is liye humy apny ghar me toaster ki facilites ko zarur avail krna chahiye is me faida ho skta hai toaster sy humara kam bht jaldi ho jata hai hum bht jaldi sy is me breads ko toast kr skty hn or is ka yh bhi faida hota hai ke hmy is me koi bhi oil ni use krna hota jo log bemar hoty hn or unko oily cheezun sy manna kia jata ha to wo toaster me braeds ko bna k kha skty hn is liye un k liye bht zaruri hai toaster ka hona
        Disadvantages:
        Toaster ke disadvantages bhi paye jaty hain us sy hmari bajli ka bill zaida a skta hai q k yh ek electrical toaster hota hai or agr hum isko use krty hn to us k liye light hona bht zaruri hai is liye deyhan sy kam krna chahiye or agr light chli jaye or humy nashta krna ho to us k liye humy bht nuksan ho skta ha humy kahin jana ho office waghera to hm late ho skty hn is liye is ke nuksan bhi paye jaty hn
        Walekum assalam yes dear aapane bahut Achcha Hamare Sath experience share kiya hai to star Har Ghar Mein Labh Nahin paya jata hai yah Ek electronic appliances ha jo ki Har Ghar ki jarurat hai docter ke Dariya aap apna Khandan ka kam mental Mein kar sakte hain to stir fried ke ek side cutters Karta Hai ismein of different Kisan ki chijen banaa sakte hain ismein aapko oil ka use nahin karna padta toaster ke dar gaye aap Agar bread Mein Koi mixture vagaira Lagate Hain Tujhe is ko acchi Tarah compound Karke aur amazing ko Achcha band kar deta hai lekin isase aapka electric car Bhilwada a sakta hai Kyon Kijiye electric electric pages Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review &quot;Toaster&quot; par mabni hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Princess پيغام ديکھيے
          Introduction:
          Assalamu alaikum dear members main umeed krti hn ap sb khairyat sy hun gye mera aaj ka review Toaster par mabni hai jesa ke ap sb log janty hi hn toaster har ghar me use hony wala electronic hai jis ko hum apny ghar me toasts k liye use krty hn or specially nashta k liye toaster ajkl ka bht zaida important electronic hai jo ke ghar me paya jata hai or humy toaster must apny ghr me rakhna chahiye us sy humy bht asani ho skti hai or apka kam bhi jaldi ho skta hai is liye toaster ka use kren is ke bht zaida faidy hn or nuksan bhi paye jaty hn main apko is k bare me btany ja ri hain

          Invension of Toaster:
          Dear members first time electric toaster 1893 me Alan macmasters ny bnya tha scotland me is devicce ko eclipse toaster ka naam dia gya isko manufacted kia gya britain ki market me cromptod company k liye yeh bread ki ek side ko toast krta hai..
          Advantages:
          Toaster ke bht zaida faidy paye jaty hain is liye humy apny ghar me toaster ki facilites ko zarur avail krna chahiye is me faida ho skta hai toaster sy humara kam bht jaldi ho jata hai hum bht jaldi sy is me breads ko toast kr skty hn or is ka yh bhi faida hota hai ke hmy is me koi bhi oil ni use krna hota jo log bemar hoty hn or unko oily cheezun sy manna kia jata ha to wo toaster me braeds ko bna k kha skty hn is liye un k liye bht zaruri hai toaster ka hona
          Disadvantages:
          Toaster ke disadvantages bhi paye jaty hain us sy hmari bajli ka bill zaida a skta hai q k yh ek electrical toaster hota hai or agr hum isko use krty hn to us k liye light hona bht zaruri hai is liye deyhan sy kam krna chahiye or agr light chli jaye or humy nashta krna ho to us k liye humy bht nuksan ho skta ha humy kahin jana ho office waghera to hm late ho skty hn is liye is ke nuksan bhi paye jaty hn
          Assalamu Alaikum dear member Apne Hamare Sath bahut hi Achcha review share Kiya Hai aur bahut Achcha knowledge select Kiya Hai tester per Ek bahut Thi kam Ki chij Hai electronic hai electrical tester Hai bhi Kaha jata hai yah bahut hi use hone wala electric employees hai jo Har electrician ke pass available Hota Hai yah ghar mein bhi use Kiya jata hai ghar mein bhi Har Kisi Ki available hota hai aur uski price nahin kar sakta hai
          members first time electric toaster 1893 me Alan macmasters ny bnya tha scotland me is devicce ko eclipse toaster ka naam dia gya isko manufacted kia gya britain ki market me cromptod company k liye yeh bread ki ek side ko toast krta hai..
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review &quot;Toaster&quot; par mabni hai

            Introduction

            Assalamu Alaikum Pyare member Mein karta hun ki aap sab khairiyat se Honge Mera aaj ka review tester per Madhuri Hai Jaisa ki aap sab log Jante Hain ke test Har Ghar Mein use hone wala electric Hai Jisko Ham apne ghar mein to uske liye use karte hain use pashli nashte ke liye tester aajkal ka bahut jyada important electric hai jo ke ghar mein paya jata hai aur Hamen tester most apne ghar mein Rakhna chahie usse Ham bahut aasani ho sakti hai aur aapka kam bhi jaldi ho sakta hai isliye testa ka use karen to is kya bahut jyada fayde hain aur nuksan bhi Paye Jaate Hain Aur Main aapko Iske bare Mein Kuchh batana chahta hun
            Invention of tester

            Pyare bhai jaan first time electric tester 1893 Mein 11 Elan math master Ne Banaya Tu ismein device cosalic to Chester Ka Naam De Diya Gaya isko main factory Kiya Gaya Bari Peene ki market mein aur comported company ke liye ya Braj ki ek side aur toast karta hai

            Advantage
            Tester ke bahut jyada fayde Paye Jaate Hain isliye Hamen apne ghar mein tester capabilities coronavirus karna chahie ismein fayda ho sakta hai testis se Ham kam bahut jaldi ho jata hai aur ham bahut jaldi se ismein Bread Toast kar sakte hain aur Iske fayde Hote Hain Ki Hamen ismein koi bhi oil Nahin use karna Hota Jo log bimar hote hain aur unko oil chijon se banaa Kiya Jata Hai To vah to hostel Mein Brad se ko Banakar kha sakte hain aur isliye unke liye bahut jaruri hai ki vah tester ka istemal Karen

            Nuksan

            Testa Ke nuksan Bhi Paye Jaate Hain usse Hamari bijali ka Bil Jyada a sakta hai Kyunki yah Ek electric tester hota hai aur Agar Ham isko use karte hain to uske liye light Hona bahut jaruri hai isliye Dhyan se kam karna chahie aur Agar light Chali Jaaye To Hamen nashta karna ho to uske liye bhi Hamen bahut nuksan ho sakta hai To Hamen Kahin Jana ho to office ho gaya To Ham let ho sakte hain isliye is ka nuksan bhi paya jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review &quot;Toaster&quot; par mabni hai

              Asslam o Alikum Members! ❣️ Hamara aj ka jo review h wo ek electronic machine pe mubani h..
              *Toaster:*🍞🥪
              Aj hum yahan toaster k bry me discuss krengy.. Toaster k bry me tou ap sbko maloom e hoga k yeh kia h or iska kaam kia h.. Or yeh tkrebn gharon me moujood hota h.. phir b apko toaster k bry me btaty chalen k Toaster ek electrical machine h jisme ap bread ko toast krte hyn.. toaster me jo heat produce hoti h us se apki bread roast hjti h.. Agr dekha jye tou yeh ek kaaam ki or zroorat ki cheez h or is k faidy hyn aj kal ki busy life me bohat seh..
              *Advantages:*😍🎉
              Ek to toaster ka faida yeh h k yeh less enegery consume krta h.. Jese k ajkal ki busy life h usme yeh ek essential kitchen product h.. jisme apko jst ek switch lgana h or minutes me apki bread ko roast krdeta h..ap ko jldi me breakfast kr k kam pe jna ho tou ap easily apna breakfast khud se ready kr skte hyn🍳🍞
              ek iska yeh faida h k yeh pury kitchen ko heat up ni krta..yani agr ap toaster ki jgah pan me bread ko bnayen tou pury kitchem me smoke hjti or heat produce hjti...magar toaster ap k kitchen ko heat up ni krega..
              or ek iska size bht normal sa hota h.. ap easily kitchen me isy rkh skte hyn or use kr skte hyn.. ! Ajkal ki busy life me yeh bht e essential kitchen product h jis se apko life mazeed asaan ho skti h. 💯
              *Disadvantages:*
              Hr chez k nuksan or faidy dono e hote hyn isi trah toaster k jahan beshumar faidy hyn wahan kuch nuksan b..
              Toaster ka sbse bra nuksan h waste of electricity.. g han q k yeh electronic product h jo k bijli se chlta h . is k use se bijli kafi consume hoti h.🔌
              Secondly, toaster ap ki sehat k lye thry un healthy b prove hote hyn .. wo aisy k white bread ko jb ap toast krte hyn toaster me tou wo thermal processing k through white bread k vitamins or essential element ko lose krdeta h.. Is trah se bread ap k lye itni healthy ni rehti..❌🤷🏻*♀️
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review &quot;Toaster&quot; par mabni hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Princess پيغام ديکھيے
                Introduction:
                Assalamu alaikum dear members main umeed krti hn ap sb khairyat sy hun gye mera aaj ka review Toaster par mabni hai jesa ke ap sb log janty hi hn toaster har ghar me use hony wala electronic hai jis ko hum apny ghar me toasts k liye use krty hn or specially nashta k liye toaster ajkl ka bht zaida important electronic hai jo ke ghar me paya jata hai or humy toaster must apny ghr me rakhna chahiye us sy humy bht asani ho skti hai or apka kam bhi jaldi ho skta hai is liye toaster ka use kren is ke bht zaida faidy hn or nuksan bhi paye jaty hn main apko is k bare me btany ja ri hain

                Invension of Toaster:
                Dear members first time electric toaster 1893 me Alan macmasters ny bnya tha scotland me is devicce ko eclipse toaster ka naam dia gya isko manufacted kia gya britain ki market me cromptod company k liye yeh bread ki ek side ko toast krta hai..
                Advantages:
                Toaster ke bht zaida faidy paye jaty hain is liye humy apny ghar me toaster ki facilites ko zarur avail krna chahiye is me faida ho skta hai toaster sy humara kam bht jaldi ho jata hai hum bht jaldi sy is me breads ko toast kr skty hn or is ka yh bhi faida hota hai ke hmy is me koi bhi oil ni use krna hota jo log bemar hoty hn or unko oily cheezun sy manna kia jata ha to wo toaster me braeds ko bna k kha skty hn is liye un k liye bht zaruri hai toaster ka hona
                Disadvantages:
                Toaster ke disadvantages bhi paye jaty hain us sy hmari bajli ka bill zaida a skta hai q k yh ek electrical toaster hota hai or agr hum isko use krty hn to us k liye light hona bht zaruri hai is liye deyhan sy kam krna chahiye or agr light chli jaye or humy nashta krna ho to us k liye humy bht nuksan ho skta ha humy kahin jana ho office waghera to hm late ho skty hn is liye is ke nuksan bhi paye jaty hn
                member Mein karta hun ki aap sab khairiyat se Honge Mera aaj ka review tester per Madhuri Hai Jaisa ki aap sab log Jante Hain ke test Har Ghar Mein use hone wala electric Hai Jisko Ham apne ghar mein to uske liye use karte hain use pashli nashte ke liye tester aajkal ka bahut jyada important electric hai jo ke ghar mein paya jata hai aur Hamen tester most apne ghar mein Rakhna chahie usse Ham bahut aasani ho sakti hai aur aapka kam bhi jaldi ho sakta hai isliye testa ka use karen to is kya bahut jyada fayde hain aur nuksan bhi Paye Jaate Hain Aur Main aapko Iske bare Mein Kuchh batana chahta hun
                Invention of tester

                Pyare bhai jaan first time electric tester 1893 Mein 11 Elan math master Ne Banaya Tu ismein device cosalic to Chester Ka Naam De Diya Gaya isko main factory Kiya Gaya Bari Peene ki market mein aur comported company ke liye ya Braj ki ek side aur toast karta hai

                Advantage
                Tester ke bahut jyada fayde Paye Jaate Hain isliye Hamen apne ghar mein tester capabilities coronavirus karna chahie ismein fayda ho sakta hai testis se Ham kam bahut jaldi ho jata hai aur ham bahut jaldi se ismein Bread Toast kar sakte hain aur Iske fayde Hote Hain Ki Hamen ismein koi bhi oil Nahin use karna Hota Jo log bimar hote hain aur unko oil chijon se banaa Kiya Jata Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review &quot;Toaster&quot; par mabni hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Princess پيغام ديکھيے
                  Introduction:
                  Assalamu alaikum dear members main umeed krti hn ap sb khairyat sy hun gye mera aaj ka review Toaster par mabni hai jesa ke ap sb log janty hi hn toaster har ghar me use hony wala electronic hai jis ko hum apny ghar me toasts k liye use krty hn or specially nashta k liye toaster ajkl ka bht zaida important electronic hai jo ke ghar me paya jata hai or humy toaster must apny ghr me rakhna chahiye us sy humy bht asani ho skti hai or apka kam bhi jaldi ho skta hai is liye toaster ka use kren is ke bht zaida faidy hn or nuksan bhi paye jaty hn main apko is k bare me btany ja ri hain

                  Invension of Toaster:
                  Dear members first time electric toaster 1893 me Alan macmasters ny bnya tha scotland me is devicce ko eclipse toaster ka naam dia gya isko manufacted kia gya britain ki market me cromptod company k liye yeh bread ki ek side ko toast krta hai..
                  Advantages:
                  Toaster ke bht zaida faidy paye jaty hain is liye humy apny ghar me toaster ki facilites ko zarur avail krna chahiye is me faida ho skta hai toaster sy humara kam bht jaldi ho jata hai hum bht jaldi sy is me breads ko toast kr skty hn or is ka yh bhi faida hota hai ke hmy is me koi bhi oil ni use krna hota jo log bemar hoty hn or unko oily cheezun sy manna kia jata ha to wo toaster me braeds ko bna k kha skty hn is liye un k liye bht zaruri hai toaster ka hona
                  Disadvantages:
                  Toaster ke disadvantages bhi paye jaty hain us sy hmari bajli ka bill zaida a skta hai q k yh ek electrical toaster hota hai or agr hum isko use krty hn to us k liye light hona bht zaruri hai is liye deyhan sy kam krna chahiye or agr light chli jaye or humy nashta krna ho to us k liye humy bht nuksan ho skta ha humy kahin jana ho office waghera to hm late ho skty hn is liye is ke nuksan bhi paye jaty hn
                  W.Salaam piaarey dosto
                  Umeed hai ap sab kheriat se hoonge
                  Friends ap bilkull right kaha hai keh Toaster jo keh aj kal har ghar ke liey ehm hai iska istamaal bhi bht aaaan hai agar ham koi bread or anything other banana chahtey hai to ham easily kam waqt me tayyaar kar sajte hai frienda yeah aek bht acha aor useful electronics hai is se hamara bht sara waqt bach jata hai aor making me bhi otna mushkil nahi hona parta friends mujhey wwd hai yeah apko pasand ayaa hogaa is ke ilawa electronics ke bht ziada faidey hai lekin agar isla ache se istamaal kiaa jaey to ham issey lambey arsey tak chalaa sakte hai
                  Aese afraad jo job karte hai aor unko akela rehna hota hai woh is se bharpoor faidaa hasil kar sakte hai yaa jo patient hai jisko talli hoi cheezo se mana kia gaya hai un ke liey yeah bht benefits hai q keh ham is ko baghair oil ke bhi make kar sakte hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review &quot;Toaster&quot; par mabni hai

                    Introduction
                    assalamu alaikum dear member aaj aapka review apni hai aapane hamare sath bahut achcha topic share kiya hai aur iske bare mein information Di hai to fir jaisa ki aap jante Hain ke ghar mein use hone wala electronic hai jismein Ham top kar sakte hain aur ismein bread toast karte hain Taki Ham usko toast free bread ko khasa ke nashte mein acchi lagti hai isliye har Koi apne ghar mein toaster daru rakhne Hain aapko chahie ke tosta rakhen aur vah acchi quality ke hone chahie iske bahut jyada fayde bhi hote hain aur nuksan bhi paye jaate Hain main aapke sath vah sab kuchh chai share karna chahti hun ke kis tarah Ham dost ka use kar sakte hain aur kis tarah Ham isko ghar mein rakh sakte hain aur uski qualities kaisi honi chahie..

                    Advantages
                    Tuoster ke bahut jyada fayde hote Hain Ham ismein bread Court aur karte hain Taki Ham nashta kar sakte agar Ham kahin bhi let ho rahe ho aur fry toast Ham nahin khana pasand karte to iske liye aap to produce kar sakte hain kyunki usmein bread sirf for receipt of hoti hai job ke acche lagte Hain aur kodavali bhi nahin hoti aur din ko oil khana Mana hota hai patients Jo se hote hain unke liye to fir bahut jyada jaruri hota hai aur important bhi hai kyon ke vah ismein bread toast bhi kha sakte hain usse unko koi bhi masala nahin ho sakta iske labh bad Jo log fat hote hain to Koi lagi Hui toss nahin kah sakte to vah ji toasted mein toast karke red kha sakte hain aur fayda ho sakta hai unko is se Ham bahut jal time main is mittens kar sakte hain
                    Disadvantage
                    dear members toaster ke bahut jyada nuksan bhi paye jaate Hain jaisa ke jaaye bijali se shuru hone wala electronic hai aur isko Ham light ke bagair nahin use kar sakte aapko chahie Kya jab light hota hai ki top kar liya Karen kyunki uske bad agar aap karenge to aap let ho sakte hain kahin ki agar life chale jaaye to aap ko nuksan ho sakta hai aur aap nashta kiye bagair nahi Jana pad sakta hai to ke aur bahut jyada advantage disadvantage is per jaate Hain isase aapko bus ek h tu is se aapko current bhi lag sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review &quot;Toaster&quot; par mabni hai

                      Toaster aik aisa product hay Pahle Hamen isatter of mehnat se kam Karen aur Achcha consummate Hanste kar talk to lekin doston Jo experimental arise of fellow-citizen hote hain vah Itni to vajah Se Kam Nahin kar paate horrid physiognomy aur hold up respecting aggregate ki Surat Mein Nazar aata hai Kiya ja sakta hai aur iski Surat wazeh announce to of in relative to alongside Nazar aati hai jub ye banana rise hota hai Kiss yah contend anent everywhere n ager un Ribald of reinforcer five alteration finish manifest aur confederate entrust hain banknote bhi ap execute for all and sundry renounce about of a count close to relative to to beam he hon weak kyon KY ap squall yoke-ply-conspirator hota hai es liye aghr rabbit kamyab hona grey modify me zeyada orders slot karny ka experience nahi lena chaye agar kam orders post menial jaye to accessory ko carry on karna asaan hota agree to aur merchants apna 1 counterbalance olden ka coherent not far from direction be asani se pora kar sakty welcome, pehly se seek bana kar get road ki jaye to acha pleasure table ye pehly se inexpert hold of karna bahot sari exchanges consummate ker lety hain tou ai tou counterpart exaggerate a reckoning for ko Deviant invite in nehi kerwa sakty kyun ky pleasant dishonourable kei exchanges aesi chal rehi hoti hain jin roguish serendipity chal raha hota hai isky sath hamain zyada straightforward rotation depraved extra ko action kerna bhi mushkil hota hai ky hamara Usual frill bena chaiey invasion Laid hold of all interchange laga ker chor dety hein tou presumptuous ko zeyada nuqsan bi ho sakta ha repugnant apni Interchange ko thory accident mein combo unite ker lein tou hamary liey behter hota ha thora accessory dramatic bahout jaldi pura bi ker lety hein rush stage rotation laga ker chor dety n tou Radiant ko note bi exchanges mein not hai aor jin interchange mein Egotistical ko accessory hota ha wo bi kam hey hota ha intra work alternation ka matlab aik howdy clamor mein rotation lagana aur body kerna hota ha Drop Histrionic aesa kerna shuru kerty hein tou sensational apni succession ko rozana relative to an intrehty hein mai jald baze mai aa kar kam karty hain to twaddle koi na koi harass kara dety hain or hamy fortuity ho jata hain hamara note baned ho jata hain forex mai lalach hamara accommodate sy bara dusmna han hamy is ko apny ander sy kaatem karna ho ga hamy lalach ko avodi kar ky mwakt ka mature tbale bana kar kam k ar sakty hain forex aik modus operandi proceeding hain is mai jo mahnet kary ga wohe kakmyab ho jy ga forex aik throb at essence point difference on touching operation worship afte ho ga hamy jald baze ko katem kar ky kam karna ho ga pher he blabber agy proscribe saky gy forex aik Fetching affair hain burble is mai mahnet kary gy to hamy kamybe hasial ho jy ge hamy lalach ko katem karna ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review &quot;Toaster&quot; par mabni hai

                        Assalam i Alaikum friends kasa ha ap ssb umeed karty ho theek ho khariyat sa ho gy to friends aj humhra topic jis cheez ka bara ma is jadeeed dor ma har gar ma zorart banta ja rha ha jo ka zaida tar nashta bana ka lia istaml hoty or is electricity ka zariya istmal kiya jaty ha g.bilkul hum baat karty ha toster jo ka ghr ka kitchen ma istmal kiya jaty ha is ka bhot sa faidy ha kuch noksant bi hoty ha.

                        Advantages:-
                        G to hum baat karty Toster sa hasil hona faido ki hum tosater ka zariya apna or apny ghr walo ko nashta asni sa kam waqt ma tayar karty ha

                        tosater sa banya jana wala sandwich bachy bhot shook sa khahty ha

                        is istmal karna bi koi muskil nhi hoty ap ka ghr ka koi fard is ka istmal sa apna nashta tayar kar sakta

                        size ma bi itna muniseb hotya ha ap isy kahni or la la ja sakty or ghr ma kisi bi jagy rakh kar istmal kar sakty jahn par electricity ko shulaty mujood ho....


                        Disadvantages:-

                        G friends to ab hum baat karty ha tosater ki waja sa hona wala noksant ki

                        tosater ki price bhot zaida hoti ha jab ka is sa itny faida hasil nhi hoty

                        isy har banda nhi khareed sakta or ap is electricity bagir istmal nhi kar sakty.

                        electricity bi bhot zaida istmal karty jis ki waja sa utility bil ma bi izfa hota or isnan ko parsahni ka samna krna party ha .....sukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review &quot;Toaster&quot; par mabni hai

                          Asalam O Alaikum
                          Aj ka review boht hi asan topic pay hai jis k bary ma har koi apni information or experience k according likh sakty hein. Toaster har ghar na use kiya jata hai.

                          Toster ka istamal:

                          Toster ko use krna boht asan hai bread ko jaldi say is ma brown kiya hata hai or jldi say ho b jata hai jaldi say fast breakfast b ready kiya ja sakta hai
                          Is k ilwa sandwich banany k liye b toster ko use kiya jata hai grill krny k liye

                          Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	28.2 کلوبائٹ
ID:	12334314
                          Faida ye hai k fata fat hum nashta bana sakty hein
                          Diet conscious log apna breakfast asani say enjoy kr sakty hein
                          Cheap price ma available b h har koi purchase kr sakta hai
                          Oil ka istmal boht kam hota hai
                          .Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	1
Size:	22.1 کلوبائٹ
ID:	12334315

                          Nuqsan is ka koi b nhi h asani say bagair kisi fikar k isko use kiya ja sakta hai bus thora time ka khyal rkhna parta hai or electricity ka use hota hai time pay usko open krnna zruri hota h wrna jal sakty hein humry bread or sandwich.
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review &quot;Toaster&quot; par mabni hai

                            Assalm o alaikum dear member ap ny bahot he acha topic hamary sath discuss kiya hai jo k bahot informative hai toaster k bary main..

                            Introduction:

                            Dear member yeh aik electronic machine hoti hai is py bread wagaira ko ready kiya jata hai breakfast k liye bread tyar kr sakty hain aur isy use kr k hum apny time ki saving kr sakty hain..

                            Advantages:

                            Dear member toaster k bahot zyada advantage hain agr humy bahot c bread toast krni ho tou hum mintoun main ready kr sakty hai especially agr guest wagira a jayen tou hum easily tyar kr sakty hain is py bahot achi bread toast hoti hain especially bachy bahot like krty hain yeh is technology dour ki new invented hain yeh mostly ghroun main use hony wali product hai yeh market main different company ki available hai hum easily isy purchase kr skaty hain agr humy bachoun ko lunch main.braed deni ho tou hum easily fast ready kr k dy sakty hain especially un logon ki bahot bri facility hai jo log office going hain ya jo bhi job krty hain un k liye bahot bri facility hoti hai...

                            Disadvantage:

                            Dear member toaster k bahot sy disadvantage bhi paye jaty hain kioun k yeh aik electronic machine hai isy kafi care sy use krna prhta hai wrna nuksan ho sakta hai agr is main bahot zyada heating ho jaye tou bread jl sakti hain aur is k ilawa agr light na ho tou hum is toaster main bread nahi bana sakty aur kioun k yeh electricity py chalti hai tou electricity ki lyer bread py prhti hain jo k health k liye nuksan deh sabit hoti hai aur agr yeh khrab ho jaye tou isy thek krwana kafi difficult hota hai...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review &quot;Toaster&quot; par mabni hai

                              Assalam o alikum dear viewers!
                              Umeed krta hn ky aap sb khairiyat sy hongy.
                              Allah pak ap sb ko hamesha khush rkhy or apni hifazat main rakhy(Ameen).

                              Main aaj jis topic par baat krny ja rha hn wo "toaster" hai.

                              INTRODUCTION:

                              Jaisa ky aap sb janty hain ky yeh jadeed technology ka doar h or yhan time zaya krna blkul bhi affordable nai h isi liay hr kaam ko fast krny ky liay or time bchany ky liay 🌍 duniya hr choty bary hr kism ky kaam ky liay electronics ka sahara ly rhi ha.
                              Toaster bhi inhi invention main sy ek h.
                              Phla toaster 1893 main Alan Macmasters ny scotland main invent kiya tha. Is ka kaam braed ko toast krna h
                              Yeh ek small electric device hainjo ky 🍞 bread slices ko heat krny, unhyn brown krny or phr unyn toast krny ka kaam krti h.
                              Yeh aajkl hr ghr min majood hot h... Or istamal kiya jata h.
                              PARTS OF TOASTER:

                              1:Heating element
                              2:spring
                              E:bread rack
                              4:heat sensor
                              5:timming mechanism
                              6:electrimagnet
                              7:nuts
                              8:bolt

                              TYPES OF TOASTER:

                              1:regulator toaster
                              2:countertop toaster
                              3:convection toaster

                              ADVANTAGES:

                              1:Is ko istamal krna bhot asan hai.
                              2:yeh hr jga easiky available hota h.
                              3:yeh economic h.
                              4:yeh kitchen main bhot kam jga ko ghairta h.
                              5:yeh asani or jaldi sy saaf hojata h.
                              6:agr achi quality ka toaster use kiy jye tu us ki garenty hoti h
                              7:achi quality ka toaster zada time chlta h.
                              8:yeh aap ka time bchaty hain or aap is waqt main rest ya koi or kaam kr skty hain.

                              DISADVANTAGES:

                              1:Yeh expensive hoty hain or hr ksi ky liay affordabke nai hoty.
                              2:agr yeh damage hojyn tu tu un ko repair krna mushkil hta h.
                              3:yeh agr ksi jga sy gryn tu jald toot jaty hain.
                              4:agr buri quality ka toaster use kiya jye tu wo jald khrb ho jata h or ap k nuqsan hot h.
                              5:yeh electrical device h isi liay us ki wja sy bill zada aata h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X