Ye review bachoon k tarbiyat par mabni hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye review bachoon k tarbiyat par mabni hy.

    Dear Apne Hamare Sath bacchon ki tarbiyat per bahut hi important review discuss Kiya Hai der Ham Sabko chahie ki Ham Apne bacchon ki acchi Tarah Se Parvarish Karen Agar Ham Apne bacchon ki Sahi Parvarish Nahin Karte to Jab Hamare bacche bade ho Jaate Hain To vah bahut jyada problem create Karte Hain Hamen Apne bacchon Ko Hamesha acchi tarbiyat dene chahie Agar Ham Apne bacchon Ko achi tarbiyat Denge to hamare bacche Bade hokar bahut jyada adab wale Banayenge Hamen Apne bacchon Ko yah bhi batana chahie ky vah Duri society Ke Logon e Se Dur Hamen Apne bacchon Ko Hamesha acchi society Ke Logon ke sath Rahane ki permission Deni chahie Hamen Apne bacchon Ko Hamesha acche tarike se treat karna chahie Hamen Apne bacchon Ko Hamesha Islamic point of view ke bare mein bhi batana chahie

    Advantage

    Agar ham Apne bacchon ki acchi Tarah Se Parvarish Karte Hain to hamare bacche kabhi bhi Hamara Naam society Mein Badnaam Nahin hone dete aur Hamen Apne bacchon Ko society Mein Rahane ke Kuchh acche attitude bhi dene chahie Hamen Apne bacchon Ko bado se baat karne ki bhi tamiz Deni chahie aur Chhotu Se Kaise baat ki Jaati Hai yah bhi sikhana chahie Apne bacchon ki Parvarish Hamesha Pyar Se karne chahie Hamen Apne bacchon Ko Hamesha acche tarike se treat karna chahie

    Disadvantage

    Agar Ham Apne bacchon ki acchi Parvesh Nahin Karte to Jab Hamare bacche bade ho Jaate Hain To vah bahut jyada problem create karte hain Sabke Liye aur jab Ham Apne bacchon Ko acchi Buri Baton ke bare mein nahin batate to hamare bacche Bade hokar bahut jyada badtamiz ho Jaate Hain Jiski vajah se Hamen bahut jyada problem ka Samna karna padta hai Hamen Apne bacchon Ko control Mein Rakhna chahie Agar Ham Shuru sa hai Apne bacchon ko control Mein Rakhenge to vah bade hokar kabhi bhi e Aisi problem create Nahin Karenge jisse Hamen sharmindagi ka Samna karna Pade
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye review bachoon k tarbiyat par mabni hy.

      Assalamu Alaikum aapane bahut Achcha review Tu Hamare Sath share Kiya Hai yah bahut hi important topic Hai Jisko discuss karna bahut jaruri hai hi bacchon ki tarbiat Hamari first purity honi chahie Kyunki yah Hamara future Hai yah Hamare country ka future hai agar Ham Unki tarbiat acche se nahin Karenge Tu yah society Mein acchi Tarah move nhi ker sakty in ko society me bahut si nakamion ka samna kerna per sakta hai .

      Bacchon ki tarbiat hmara deni or ikhlaqi fareeza hai Hamen bacchon ko society Mein move karne ke saath saath Islamic education bhi zaroor Deni chahie un ko deen k bary me zaror information deni chiay bchon ko kis trah rehna chiay parents se kis trah pesh ana chiay or dosron k sath kis trah ka behave kerna chiay yeh sab baten bachon ki tarbiat me shamil hen or yeh un ko islamic point of view se example dy ker btana chiay ta k un ko yeh baten achi trah samaj ayn .

      Faiday :

      Isase yah fayda hoga ke Hamare bacche Jab Bade Honge to unko acche aur bure ki pahchan Hogi unhen society Mein Kis Tarah Rahana hai aur problems ko Kis Tarah face karna hai yah sab baten pata hongi Aur vah vah vah Ek acche a Insan ban ke yahan per Rah Sakenge bacchon ki tabiyat per Hamen koi bhi compromise nahin karna chahie Jab Ham unko Achcha time Denge unke Sath time spend Karenge tabhi Ham unko yah Tamam baten Samjha Aur bata sakte hain.

      Nuksan :

      Agar Ham bacchon ki tarbiat acchi Tarah Nahin Karenge gay to unko achija Buri Baton ki samajh Nahin Hogi aur vah society Mein acchi Tarah Move nhi ker saken gy bachy ap ki pehli purity hony chiay unki tarbiat ki responsibility parents per hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Ye review bachoon k tarbiyat par mabni hy.

        Dear jab Ham Apne bacchon ki acchi Tarah teaching kar rahe Hote Hain To usmein Humko Islamic point of view ko bhi Jarur focus karna chahie aur uske sath sath unko daily basis per milane jodne aur society Mein Rehne Ke Liye Kuch important attitudes bhi Jarur dene chahie Taki Hua Islamic point of view ko focus karte hue is society Mein acche member Ban sake aur ismein acchi tarike se participate karte ho ya apni life ko Gujar saken.

        Faidy :

        Dear jab aap apne bacchon ko carefully Kuchh important teaching Karte Hain To usmein vah society Mein Rahte Hue bahut jyada acche kam karte hain aur different members ko bahut jyada facilities provide kar rahe hote hain isliye Jab aap apne children ko Ho teaching provide kar rahe hote hain to aapko bahut jyada careful Rahana chahie aur bahut conscious Hote ho yah society se related different important factors ke bare mein unko teach karna chahie Taki vah society mein rahte ho ya acchi learning Karen aur society ko bahut jyada facilitate kar saken.

        Nuqsan :

        Dear jab aap apne children ko acchi Tarah brought up Nahin Karte to vah society mein bahut jyada problem se create karte hain aur ismein aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai Kyunki aapke children bhi aapki investment hote hain aur aapki investment totally waste ho sakti hai

        اب آن لائن

        Working...
        X