Karobar
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Karobar
    Ap apny karobar ko behtar banany kay leye step wise ap step lain phir us ki base pay daikhain ap kay leye kon sa business suitable hai or jis mai ap hisa laina chahty hain tu woh he karain us mai ap ko experience nahi tu pehlay kahi se experience gain kar kay phir us mai hisa lain tu ap ko pata chal jaye ga kay kis tarha se us ko gain karna hai or kis tarha us ko aghy lay kay jana hai ap ko jab tak profit nahi ho ga jab tak us ko samaj nahi lain gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Karobar

    Koi be karobar shuro karny ki koshish ki jaye to sab se pehly apni investment dake leni chaye investment karny key base par hi ham ye karobar ko set karny aur es ko waseeh karny ki planing karny me kamyab ho sakty hey, agar hamary pass investment ki kami ho to apny karobar ko be etna hi limited kar dena chaye ta key loss hony key chances ko kam kia ja saky, business me investment karny ka ye matlab nahi key es me kabi loss nahi ho sakta hay agar online karobar be kia jaye to investment dake kar hi es me risk lena chaye, kesi be karobar me ham kamyab be ho sakty hey aur es me apna name be peda kar sakty hey zarorat es bat ki hoti hay key ham jo karobar start kar rahy hoty hey es se related information aur learning karni chaye ta key apny karobar ko experience hony key bad aur kamyab hony key bad asani se es ko waseeh kar saken, pehly limited hi investment apny karobar me karni chaye aur limited hi risk lena chaye, agar ham koi shop be open karny ka sochty hey to pehly es bary me zaror information aur learning karni chaye es key sath agar hamy apny karobar key bary me knowledge be hasil karny ki zarorat hoti hay koi be esa karobar hi nahi jo profitable na ho aur jes me hamy asani se kamyabi na mil saky magar experience aur karobar se related information be bahot hi important hoti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Karobar

      Kharobar am asa kharobar hota ha jasa loss aur monfa Dono aty ha likan hm ko yh bat Zaro yad rhkni chi ka hm ko as kharobar ka bary ma knowledge karna ha kh hamra as ma interest ha yh nhi as ka bad hm as ka anlysis ka ka so Karo bar shor Kar ga jas sa hm ko fada ho as ly kharobar ka ly knowledge hon lasmi ha
      • #4 Collapse

        Re: Karobar

        Gee han online k bad hum ko offline b kam karna chayie is liay main ne b offline work start kya hai food ka online investment k bad ab main ne food main b investment start kar di hai bajira and makai se investment start ki hai aage sardian aanay wali hai haram khor dukandaro ne aata mehnga kar daina hai jis ki wajah se aap agar imandari hai bajira and makai ka b acha moka hai stock kar lainy chayie phir sadi main jab rate zaida ho ga aap ek kilo main 10pkr easy kama sakte hai maal b jaldi sale ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Karobar

          Karbak ki importance ka unhi Logon Ko andaza hota hai jo keh bahut kam paison Mein Kisi ke under kam kar rahe hote hain mein private sector Mein Jo Bhi kaam karte hain Unki baat kar raha hun Kyunki unko ziada importance Ka Pata Hota hy. Apne Karobar ka apna e maza Hota Hai. Jab aap Kisi Ke Liye kam karte hain to aapko uska mujhtaj rehna padta hai lekin Jab aapka Apna karobaar Hota Hai hai to aap Kisi Ke mohtaj Nahin hona parta. aap apne decisions Lete Hain aur aap ko Apne Karobar ka confidence Hota Hai. apne karobaar ka ek to yah bhi fayda hai ki is se aapka Jo daily ki earning Hogi wh barhti Jayegi agar aap paise Jama kar rahe hain aur Kahin Bhi invest nahin kar rahe to is Ka nuksan Hota Hai. Kyukeh apka Waqt zaya hota hai aur aapke paise double Nahin Hote lekin Jab aap Kisi bhi karobaar Mein paise invest Karte Hain To us se aapko fayda Hota rahata Hai. Waisy bht sare log online kam bhi kar rahe hain lekin offline bhi kam kar rahe hain zarurat is baat ki hai ki aap ko Apne karobaar ka Ehsaas Hona chahye ya Ek long term planning hoti hai ke jis se aap apna aur apne aane wale bacchon ka future secure kar rahe Hote Hain. Jab aap Kisi Ke Liye kam Karte Hain To wh Kisi bhi waqt aapko aapki job se nikal sakta hai lekin Jab aap apna karo bar Karte Hain To aapki Marji hoti hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Karobar

            Asalamalaikom dear friends umeed karta hon ap log kheriat se hon ge.....!
            Ap ko karobar k awake se Koch khas baate batao ga. Katobar kis liye shiro Jaye or Kiya Kare.....!
            Kişi bhj karobar ko nikakne se pehle ap ko knowledge or experience hona zarori hai. Is lye karoobar shiro hote e agai bar hosake. Karobar ko shiro kare taa ke hamesha se rahe or naslo Tak chalte hai ap ne karobar shiro karne achi khasi profit investment par lagane. Jab ap karobar ek dam tariqi kar k....!
            Hamare mulk Pakistan main bahut zyada hote taake loog karoobar par focus de. Taake berozgar log khatam hoga. Or hamare mulk taraqi Kare ga......!

            اب آن لائن

            Working...
            X