Ye review steroids k istimal par mabni hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review steroids k istimal par mabni hy.
    Assalam O Alikim dosto, umeed hy sab kheriyat sy hongy. Aaj mera ye review steroids medicines k baary main hy. Zyada tar log jaanty B nahi hongy k steroids hy kya cheez aur zyada logo ko pata b hy k ye kis qism ka medicine hota hy aur konsi bemari k liye use hota hy to aaj main aap logo ko batany jaa raha hoon steroids medicines k baary main jo buhat zaroori hy bandy ko is baary main jaan'na Q k hamain pata nahi chalta lekin hum ya hamary gar main aksar koi bemar ho jata hy to usky medicines main zaroor koi na koi steroids mujood hota hy, ab is k faidy kya hy aur is k nuqsanat kya hain, isky uses kya hain, aur is k zyada istimal sy hamary jism k saath kya hota hy aur mustaqbil main iska result kya ho sakta hy. Aam tour par steroids k 3 aqsam haun, jis main sab sy zyada istimal corticosteroids ka hy. Aur zyada tar young generation iska istimal body duilding main karty hain jab vo gym jaaty hain to gym k sath mukhtalif Qism k steroids use krty hain jis ka un logo ko pata nahi hota k ye asal main steroids hain aur iska long term main zyada nuqsanat ho sakty hain.

    Istimal:
    Steroids aam tour par inflamation, allergy, asthma, arthritis main use hota hy isky ilawa aur B diseases main use hota hy jis k liye hamary jism main natural defence na ho to aisi bemariyon k liye hum aksar steroids use karty hain.

    Faidy:
    Ab steroids k faidy k kya hain vo darjzail hain
    1) iska sab sy barra function ye hy k ye dard ko kam karta hy aur bady fuction ko barata hy against the disease.
    2) ye joints inflamation ko kam karta hy, aur isky functions ko barata hy.
    3) iska sab sy barra faida ye hy k ye kisi B reactions main use ho sakta hy.

    Nuqsanat:
    1)Iska sab sy barra aur main nuqsan ye hy k ye hamary natural defensive system ko kamzor kar deta hy.
    2) Iska doosra nuqsan ye ho sakta hy k is k zyada istimal sy jism main obesity peda hoti hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review steroids k istimal par mabni hy.

    Steroids Medicines ki ek type hai. Jo ky medicall term hai aur isko doctors aur medical field mein kam karnay waly log zeada behtr treeqy se jantay hain. Steroids esy chemicals hoty hain jo ky aapki respiratory diseases mein bht zeada use hota hai. Isky ilawa jhan jhan inflammation (naalion mein tangi) hoti hain. Whan par steroids amal karty hain aur naalion ki tangi ko door karty hain. Aur isky ilawa Blood capillaries ki soojan ko door krtay hain.

    Advantages :

    Steriods medically treatment mein bht se logon ki helo karty hain. Air bht si bemarion mrin different qism ky Steriods ki diferent miqdaryn patients ko di jati hain. Aur un ky liye medically bht se faidy hoty hain.

    Jis trha ky asthma ki disease mein Lungs ki nalion mein soojan hoti hai jski wjha se sans mushkil se ati hai. Aur sans ka rasta tang ho jata hai.​Usky ilaj ky liye seretide evohaler use kia jata hai jo ky steriod hai.aur isky istemal se fori tor par patients ko aram ajata hai. Aur naalion ki sojan door ho jati hai.

    Disadvantages :

    Steriods ky over use se body ka natural defense system jisko immune system bhi kaha jata hai woh kamzor hojata hai.​Aur Steriods​ky regular use ki wjha se aapki body un ki aadi hojati hai.​Aur phr body Steriods ky bagher normal function nahin kr skti.​Islye apko chahye ky natural treqy se ilaj karyn.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review steroids k istimal par mabni hy.

      Assalam walekum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge Jaisa ke aap log Jante Hain ki jyadatar log setoreds aur kya chij hai aur Jyada logon ko pata hai ki yah Kisi Kishan ka medicine hota hai aur kaun si Bimari ke liye use hota hai to aaj main aap Logon Ko batana Ja Raha Hun Ki yah kaun si medicine ke bare mein jo bahut jaruri hai Bande Ko is bare mein jana chahie Kyunki Hamen pata nahin chalta lekin Hamen yah Hamare ghar Mein Aksar Koi bimar ho jata hai aur uski medicine main Jarur Koi Na Koi storeds oye majbut hota hai ab Iske fayde kya hai aur Iske nuksan kya hai Iske use kya hai aur Iske Jyada istemal se Hamen Jism ke sath kya hota hai aur aur mustakbil Mein Aksar result kya ho sakta hai Tu Aaye Aap Ke Samne main Iske Kuchh nuksan aur iska istemal aur Iske nuksan Iske fayde Byan karta hun

      Istemal

      steriods Aam Taur par information alarji Koi use hota hai Iske alava Aur Bhi Kafi Jise Hain Jahan istemal hota hai Jiske Liye Hamen Jism Mein notril defensive Na Ho Aisi bimariyon ke liye Ham Aksar isko use karte hain

      Fayde
      ab stteriods ka sabse bada function yah hai ki yah Dard ko kam karta hai aur head traction ko bhi khatm karta hai
      Yah Jivan information ko kam karta hai aur Iske function Ko badhata Hai
      Is ka sabse bada fayda yah hai ki yah Kisi bhi recation Mein use ho sakta hai

      Nuksan

      Iska sabse bada Aur Main Pasand yah hai ki Hamare notril defensive system ko kamjor karta hai
      Iska dusra nuksan ya ho sakta hai ki Iske Jyada istemal se Jism Mein Paida hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Ye review steroids k istimal par mabni hy.

        Steroids medicines ki ek kind hai. Jo ky medicall time period hai aur isko docs aur medical area mein kam karnay waly log zeada behtr treeqy se jantay hain. Steroids esy chemicals hoty hain jo ky aapki respiration sicknesses mein bht zeada use hota hai. Isky ilawa jhan jhan irritation (naalion mein tangi) hoti hain. Whan par steroids amal karty hain aur naalion ki tangi ko door karty hain. Aur isky ilawa Blood capillaries ki soojan ko door krtay hain.Steriods medically treatment mein bht se logon ki helo karty hain. Air bht si bemarion mrin specific qism ky Steriods ki diferent miqdaryn patients ko di jati hain. Aur un ky liye medically bht se faidy hoty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review steroids k istimal par mabni hy.

          ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
          Yeh review steroids k istamal par mabni hai ;

          Dear friends , Ajj ka hamara review hai steroids k istamal .
          Introduction ;

          Steroids medicines ki ek kind hai. Jo ky medicall time period hai aur isko docs aur medical area mein kam karnay waly log zeada behtr treeqy se jantay hain. Steroids esy chemicals hoty hain jo ky aapki respiration sicknesses mein bht zeada use hota hai. Isky ilawa jhan jhan irritation (naalion mein tangi) hoti hain. Whan par steroids amal karty hain aur naalion ki tangi ko door karty hain. Aur isky ilawa Blood capillaries ki soojan ko door krtay hain.Steriods medically treatment mein bht se logon ki helo karty hain. Air bht si bemarion mrin specific qism ky Steriods ki diferent miqdaryn patients ko di jati hain. Aur un ky liye medically bht se faidy hoty hain.Zyada tar log jaanty B nahi hongy k steroids hy kya cheez aur zyada logo ko pata b hy k ye kis qism ka medicine hota hy aur konsi bemari k liye use hota hy to aaj main aap logo ko batany jaa raha hoon steroids medicines k baary main jo buhat zaroori hy bandy ko is baary main jaan'na Q k hamain pata nahi chalta lekin hum ya hamary gar main aksar koi bemar ho jata hy to usky medicines main zaroor koi na koi steroids mujood hota hy, ab is k faidy kya hy aur is k nuqsanat kya hain, isky uses kya hain, aur is k zyada istimal sy hamary jism k saath kya hota hy aur mustaqbil main iska result kya ho sakta hy. Aam tour par steroids k 3 aqsam haun, jis main sab sy zyada istimal corticosteroids ka hy. Aur zyada tar young generation iska istimal body duilding main karty hain jab vo gym jaaty hain to gym k sath mukhtalif Qism k steroids use krty hain jis ka un logo ko pata nahi hota k ye asal main steroids hain aur iska long term main zyada nuqsanat ho sakty hain.

          Istimal:
          Steroids aam tour par inflamation, allergy, asthma, arthritis main use hota hy isky ilawa aur B diseases main use hota hy jis k liye hamary jism main natural defence na ho to aisi bemariyon k liye hum aksar steroids use karty hain.

          ​ADVANTAGES ;
          iska sab sy barra function ye hy k ye dard ko kam karta hy aur bady fuction ko barata hy against the disease.
          ye joints inflamation ko kam karta hy, aur isky functions ko barata hy.
          iska sab sy barra faida ye hy k ye kisi B reactions main use ho sakta hy.

          DISADVANTAGES ;
          Iska sab sy barra aur main nuqsan ye hy k ye hamary natural defensive system ko kamzor kar deta hy.
          Iska doosra nuqsan ye ho sakta hy k is k zyada istimal sy jism main obesity peda hoti hy.Steriods ky over use se body ka natural defense system jisko immune system bhi kaha jata hai woh kamzor hojata hai.​Aur Steriods​ky regular use ki wjha se aapki body un ki aadi hojati hai.​Aur phr body Steriods ky bagher normal function nahin kr skti.​Islye apko chahye ky natural treqy se ilaj karyn.






          • #6 Collapse

            Re: Ye review steroids k istimal par mabni hy.

            steroids insan ke liye bahut he zayaad khatarnak hote hain yeh kuch kuch medicines ya kuch situation main he hamare liye faida mand hote hain nhe to overall yeh hamare liye bahut he nuqsan deh hote hain to hamen bhe cahiye ke hum bhe isko sahe tarah se use kara karen or is ka ghalat istemal na kiya karen ab hum bat karte hain is ke faide or nuqsanat ke bare main
            Advantages
            steroids aik kisam ke chemicals hote hain jo ke apko medivines main available milte hain in main bahut power hote hain yeh jese he hamare andar jate hain yeh hamare enzymes ko stimulate kar dete hain to is tarah se yeh hamare bahut se medicines main include hote hain to bas is liye yeh bahut he important hote hain lakin aam tor par yeh hae kisi ko recommend nhe kiye jate hain balke jin ko iske zarorat hote hae unko he diye jate hain
            Disadvantages
            steroids ke bahut he zyada nuqsanat hote hain sab se pehle to yeh ke isko hum agar lete hain to yeh hamarae body system ko totally bigar deta hae aksar jo physicaly bahut weak hote hain healthy hone ke chakar main steroids le lete hain jin ke waja se wo instantly healty to hoi jate hain lakin kuch din wese he a jate hain or un ka pira body ke functions sahe tarah se kam nhe karte hain to yeh bahut he zayada dangerous hota hae youth ko ise kabeh bhe use nhe karna cahiye or kuch larkiyan jo hote hain bache hain or jwan dikhne ke liye wo bhe steroids lete hain jin ke waja se wo bhe tabah ho jate hain
            • #7 Collapse

              Re: Ye review steroids k istimal par mabni hy.

              Click image for larger version

Name:	images (3).jpg
Views:	1
Size:	4.8 کلوبائٹ
ID:	12333461
              steroids insan ke liye bahut he zayaad khatarnak hote hain yeh kuch kuch drug treatments ya kuch state of affairs foremost he hamare liye faida mand hote hain nhe to basic yeh hamare liye bahut he nuqsan deh hote hain to hamen bhe cahiye ke hum bhe isko sahe tarah se use kara karen or is ka ghalat istemal na kiya karen ab hum bat karte hain is ke faide or nuqsanat ke naked main
              Advantages:
              steroids aik kisam ke chemical compounds hote hain jo ke apko medivines principal handy milte hain in predominant bahut strength hote hain yeh jese he hamare andar jate hain yeh hamare enzymes ko stimulate kar dete hain to is tarah se yeh hamare bahut se drug treatments most important encompass hote hain to bas is liye yeh bahut he necessary hote hain lakin aam tor par yeh hae kisi ko advocate nhe kiye jate hain balke jin ko iske zarorat hote hae unko he diye jate hain
              Disadvantages:
              steroids ke bahut he zyada nuqsanat hote hain sab se pehle to yeh ke isko hum agar lete hain to yeh hamarae physique gadget ko absolutely bigar deta hae aksar jo physicaly bahut vulnerable hote hain wholesome hone ke chakar predominant steroids le lete hain jin ke waja se wo right away healty to hoi jate hain lakin kuch din wese he a jate hain or un ka pira physique ke features sahe tarah se kam nhe karte hain to yeh bahut he zayada risky hota hae formative years ko ise kabeh bhe use nhe karna cahiye or kuch larkiyan jo hote hain bache hain or jwan dikhne ke liye wo bhe steroids lete hain jin ke waja se wo bhe tabah ho jate hain
              • #8 Collapse

                Re: Ye review steroids k istimal par mabni hy.

                setrClick image for larger version

Name:	IMG_20200926_081416.jpg
Views:	1
Size:	51.1 کلوبائٹ
ID:	12333506oid Body k liye bht Nuqsan deh Hai Yeh body m Asssaiyat paida krti hai qk Insan ki ph 7 hai R IS C OPER agay Ksi ki pH hogi to wh insan k Andar assayiyat paida kregi r 7ph c km Tezabiyat paida kregi r Gosht mein bht ziyada steriods dalay ja rhay hain..
                Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review steroids k istimal par mabni hy.

                  steroids ka use bara nuqsaan daita hay Mein Hamare goal ke mutabik near Ho Jaati Hai is buying and selling device Ho Hamtake income bolate hain aur AgarHamari change lossMein ja rahi hai hai tohamare byskip Ek goal choose hota hai jo Hamen Jyada loss Nahin hone detaaurvahin in step with Hamari buddy near kar detding ok liayap ne bahut achay buying andsellingequipment percentage kiay chook lekin yeh technical buying and selling equipment chook aur her koi resortequipment ok baray guys nhi janta iss liay resort equipment ko bahut kam log use kartay chookaur agar kartay bhi chook tu sirf seniors hello aesay equipment percentage kartay chook lekinziyada tar log trendy equipment usekartay chook jin guys pahlay step acevice ka use jitna zaydakartyehain ap ka atna he zayda faida ho kata hai tu ap ka kam hai kay ap achrekihain aur pricey discussion board participants apko pata honachahiye ok foreign exchange buying and selling buisnesaikbahut he international buisnesshai aur is mein equipment itnyzayada hain aur is kistudying kikoi restrict ni hai ismein jitni zayada mehnat karyn tu kam hai kyunok foreign exchange marketplace mein kamyabi ok liye hamyn har time pooriduniya ok economicalhalatse agahkochsekhty hain our humian es primary mahant say hum es primary kam kar kay hum es primarysucess ho skty hain our hum es primary evaluation koestmal kar kay hum es primary kamkarskty hain our hum es primary bgir studying kay hum es primary kam karain advantage tohumian es primary loss ho ga our huamraaccount be wash ho jay ga our hum es primarykam kar kay hum es primary pain studying be hasl kar skty hainour hum es primary kamkarkay hum es primary pain incomes be hasl kar skty hain our hum es primary achaenjoy our hum es primary acha understanding hasl kar kay humes primary kam karkayhum boht sa pisa kma skty hain our hum es primary trand ho complywith kar ka our es kouse kar kay hum es primary kam kar skty hain our humes prima

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X