ye Review Facebook pa mamabi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye Review Facebook pa mamabi hai
    Introduction :
    Assalam o Alaikum dear friends Facebook ek American base social media and social networking company hai is ko 2004 main launch liya gya our is k CEO ka nam Mark Zukerberg hai dear friends facebook pori dunya main doston our families k sat connect rehne ka sab se asaan or free zariya hai our is se ham online new friend sb bna sakte hai our har trha ki news videos and athor documents ek dosry k sat share kar sakte hai MARK ne facebook 2004 main us wakt bnai jab wo university main dakhla lene k liye tyaar tha our 2006 main facebook ko har 13 saal k bachy k liye allow kar diya gya is wakt facebook dunya ki sab se zayda use hone wali social site hai our june 2020 k adad o shumar k mutabik is k 52534 employes hai our dunya bhar se ek Billion se zayada users is ko use karte hai

    Click image for larger version

Name:	fb.jpg
Views:	1
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12467390

    Why people like facebook ?

    dear friends facebook ko like karne ki sab se bari wja ye hai k ye ek friendly site hai kam se kam knowledge rakhne waka shaks b asaani se facebook sigh in kar sakta hai our facebook par asaani se apne knowledge k mutabik pic and videos and news share kar sakta hai agrcha facebook ka use tweel mudat se gumshuda dosto ko dondne our dobara un se rabta karne k liye kiya gya lekin jald hi facebook karobaari mrakaz main makbool ho gai our ajkal kisi b tarha ka business ho us ko support karne k liye our advertisement ka sab se asan zariya facebook hai aap apni kisi b tarah ki maznoaat ki videos and pics facebook par upload kar sakte hai jin ko user ki terf se like and dislike kiya jata hai is k ilawa facebook par dosri kuch site ki taraha ham behooda chizen upload nahi kar sakte hai agr koi upload kar b de to us k0 delete kar diya jata hai is liye facebook har kisi ki awleen pasand ban chuki hai

    feachers of facebook :
    dear friends facebook k mandrja zail feachers hai

    • facebook apa ko allow karti hai k aap apni marzi k friends join karen our apni friend list ko control karen
    • facebook allow karti hai k aap apni marzi ki pics upload karen our un ko apni marzi k album main rakhe our allow karen k kon kon aap ki pics ko dekh sata hai
    • facebook se aap apne kisi b dost se chat ya video adio cal kar sakte hai our kisi b galt bnade ko block kar sakte hai
    • ap facebook par live streaming b kar sakte hai
    • ajkal facebook business main eham kirdar ada kar rahi hai our aap apne account ko monitize kar k fb se earning b kar sakte hai



    Advantages :
    dear friends facebook k beshmar faide hai

    • facebook is wakt doston se rabte ka sab se bara zariya hai
    • facebook is wakt earning ka sab se asaan zariya hai aap apna account monitize kar sakte hai
    • facebook par har taha ki international news dekhi ja sakti hai
    • facebook aap ko allow karti hai k aap apni marzi se apne account ko control karen our is ka faida hasil karen
    • facebook out of countery bethy doston se rabty ka bara zariya hai
    • facebook par beshumar learning material mojod hai
    • entertainment k acha zariya hai



    Disadvantages :
    dear friends facebook k kuch disadvantages b hai

    • dear friends facebook ka bhat zayda use karne se insan ki heath kharab ho sakti hai
    • facebook ko bachy buhat zayda use kar rahe hai jis ki waja se wo study par dehan nahi dete hai
    • facebook account k hack hone ki sorat main aap ki privacy ko bara nuqsan hota hai
    • log aap ki personal malomat ko chori kar k aap ko blackmail kar sakte hai
    • facebook ka use siraf entertainment k toor par karen zayda use aap ki health k liye thik nahi ho ga



    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

    Salam:
    aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo facebook ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han jese ka ap janty han ka facebook aj ka dur ma am ho gai ha facebook hama bohat faida deta ha facebook sab use karty han facebook ak amriki online susal media aor susal networking service ha jo menlu park calufurniya ma wakaya ha aor nam ki company facebook ankar postion ki akfalg sap service ha jis ki bunyad mark zakarbard na apna sathi hardwood collerge ka talba aor camra ka satiyu ka sath rakhi thi advardu saverin andru mec kulam daskan matzuz aor karas hauz.
    baniyu ma ibtada ma facebook ki rakniyat hardword ka talba tak mahdud kar di thi member ship ko tusi dena sa pahla colambiya aor ball tak pohanchaya gaya is sy pahla bostan ka ilaka ma baki avilag mit aor ala taleem wala adaru , pher muktalif yuniversitiyu aor akar ma high school ka talba tak tusi ki gai ha 2006 ka bad sa jo bhi sakas kam sa kam 13 sal ka hona ka dawa karta ha usa facebook ka register saraf banana ki ijazat ha ya nam facebook darectiru sa ata ha jo aksar amriki yuniversitiyu ka talba ko diya jaty han.
    advantages:
    facebook ka bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga facebook bussness page marketing ka platfaram ki hasiyat sa facebook ko pesh karny ka sab sa bara faida mazkora facebook bussness page ha ham facebook pa kisi bhi id ki full information la sakty han aor ham is pay apni video aor pics bhi upload kar sakty han facebook lite bhi hoti ha jo free chalti ha.
    disadvantages:
    facebook ka bohat sa faidy hona ka sath sath kuch nuksanat bhi han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga facebook pa hamari pics lek bhi ho sakti ha aor facebook par hamari id ki sari information li ja sakti ha hama facebook par apna account banana hota ha facebook bachy bohat use karty han jis sa un ki study par bura asar parta ha aor orignal facebook ko internat ki zarorat hoti ha.
    • #3 Collapse

      Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

      Dear aapane Facebook se related Apne review mein bahut hi detailed information Hamare Sath share karte ho ya Hamare knowledge mein increment kiya hai no doubt Facebook Kaisa platform Hai jismein almost Har member is properly utilised ho raha hai aur isase facilitate ho raha hai aur koi aisa member Nahin Hoga Jis ko Facebook se related Koi information Nahin Hogi Kyunki Android mobile use Karne Wale almost Tamam members Facebook ko utilise karte hain aur is closely attached Hote Hain.

      Dear jab aap Facebook join karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain aap apne different friend se closely attach Le sakte hain aur Unki different activities ko aap daily basis per observe kar sakte hain iske sath sath sometime aapko aapke bahut old friends Facebook per mil Jaate Hain Jin se bahut jyada time pahle aapane contact Kiya hota hai aur uske bad Kisi reasons ki vajah se aap phone se contact nahin kar paate.

      Faidy :

      Dear jab aap Facebook ko join karte hain to aapko bahut Sare advantages mil sakte hain ismein aap different types ka material search kar sakte hain aur apne friends ko bhi search karte hue yah Unse contact kar sakte hain dear aap different friends ki daily basis ki activities aur Unki sher ki Hui acchi videos aur pictures ko daily observes kar sakte hain aur update Re sakte hain. Dear jab aap Facebook ko join karte hain to ismein aapko daily basis per bahut jyada news aur informations Hasil ho rahi hoti hai isliye aapko closely iske sath attach Rahana chahie.

      Nuqsan ;

      Dear Facebook is small karne ke sometime aapko Kuchh disadvantages bhi hote hain sometime social media aapke liye time waste ka source hota hai aur aap bahut jyada time is per spent karte ho ya Apne important activities per focus Nahin Karte aur sometime is Mein Kuchh Aisi activities ho rahi hoti hai jo aapke liye aur aapke children ke liye acchi Nahin Hoti.
      • #4 Collapse

        Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

        Facebook ko mein din or raat musalsal use karta hun jiska faidah hota hay Utha sate hain aur e acchi amet Laga sakte hain is idustrial cener keandar Aur Bhi bahut jyada plans bante Hain twofold apex case ,twofold base case hota hai aur ismein aur bhi bahut jyada large light hoti ain gar hamae yskina reies hi ki vh KisTara Se chracterize ke andar works of art karte hain aur the Forex market dynamic ke andar Unka kya Move Hota Hai To Ham is industrial center se sirf style blow change to arkehi Ek ahut hiAchcha avantage LE skte hain Hamen kabhi bhi is commercial center ke andar amendment Lagane Mein jaldbaji Nahin karne chahie Hamen Jab is industrial center Mein Koi AhchaMdel Mileose Waqt Hamen is industrial center ke andar amendment Lagane chahie aur ham Jab is mein mumble amendment Lagate Hain To Hamen coins the board blow consent to karna chahie aur Hamen lalchi bilkul bhi nahin karna chahie baz provider Aisa Karte Hain Ki vah Ek West Chadic advantage fundamental Punch Tak nahin karoge kuchh harsal nahin hoga
        • #5 Collapse

          Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

          Facebook ek social media app hai jis ky users billions mein pohanch gaye hain.​Yeh ek american citizen Mark Zuckerberg ki traf se shuru ki jany wali app hai. Jis ne yeh app apni student life mein hi bnae aur 2004 mein local stah pe isko maqbuliyat mili.​Aur pehly to isky users bahut kam thy lekin jesy jesy waqt guzarta gia is mein bhut fundtions ads kar siye gaye aur yeh logon ky samny maqbul hony lag gae aur aaj chand saalon ky bad billions of users isko worldwide use kr rhay hain. Aur Mark Zuckerberg ek bht bra business man ban chuka hai. Kyyn k is mein ab bhut se kam horhy hain. Aur un sb ka faida Mark Zuckerberg ko bhi ho rha hai. Us ne itni daulat ikathi kar li hai ky is se kamaii jany wali raqam se us ne baqi bht bari apps ko bhi khareed lia hai jin mein whatsap aur Instagram bhi shamil hain. Aj hum Facebook ky kuch features ky sath sath advantages aur disadvantages bhi janyn gy.

          Facebook ky Useful Features and Advantages.

          Facebook mein aap dunia kay ksi bhi konay mein reh kar dusry mumalik k logon ko search bar mein search kr skty hain aur un ko friend request bhej skty hain. Is trha aap new friends bna skty hain. Aur dunia me kahin bhi reh kar apny logon se conect ho skty hain.
          Facebook mein video calling aur messaging ki ja skti hai.
          Facebook mein aap apni chezon ki marketing kar skty hain aur aap agar seller hain to apni chezon ky bary mein pages bana skty hain aur logon ko apni products sell kr skty hainn.
          Isky ilawa facebook live feature mein aap live aa skty hain aur aap ky pas viewers ki ek lomit hoti hai aur us ko cross karny par aur usky reach hony ky bad aap earn bhi kr skty hain.
          Facebook mein aap apna time achy treqy se pass kr skty hain. Aur bht si videos aur pictures dekh kar time acha guzar skty hain..

          Disadvantages :

          Facebook mein choty bachy aur students apna time waste krty rehty hain aur time waste ki wjha se prhai par achi twajah nahin de skty aur over usage ki wjha se prhai ka nuqsan karty hain aur time waste krty hain. Isky ilawa nazar ka bhi nuqsan hota hai.

          No output :

          Facebook pe aap jtny marzi ghanty lagy rhyn yeh aap ka bas timepas hota hai aur iski koi output nahin.​Aur yeh apko kuch nahin deta.​Aur iski koi earnings nahin hain.
          • #6 Collapse

            Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

            facebook apa ko allow karti hai k aap apni marzi k friends join karen our apni friend list ko control karen
            facebook allow karti hai k aap apni marzi ki pics upload karen our un ko apni marzi k album main rakhe our allow karen k kon kon aap ki pics ko dekh sata hai
            facebook se aap apne kisi b dost se chat ya video adio cal kar sakte hai our kisi b galt bnade ko block kar sakte hai
            ap facebook par live streaming b kar sakte hai
            ajkal facebook business main eham kirdar ada kar rahi hai our aap apne account ko monitize kar k fb se earning b kar sakte hai



            Advantages :
            dear friends facebook k beshmar faide hai


            facebook is wakt doston se rabte ka sab se bara zariya hai
            facebook is wakt earning ka sab se asaan zariya hai aap apna account monitize kar sakte hai
            facebook par har taha ki international news dekhi ja sakti hai
            facebook aap ko allow karti hai k aap apni marzi se apne account ko control karen our is ka faida hasil karen
            facebook out of countery bethy doston se rabty ka bara zariya hai
            facebook par beshumar learning material mojod hai
            entertainment k acha zariya hai



            Disadvantages :
            dear friends facebook k kuch disadvantages b hai


            dear friends facebook ka bhat zayda use karne se insan ki heath kharab ho sakti hai
            facebook ko bachy buhat zayda use kar rahe hai jis ki waja se wo study par dehan nahi dete hai
            facebook account k hack hone ki sorat main aap ki privacy ko bara nuqsan hota hai
            log aap ki personal malomat ko chori kar k aap ko blackmail kar sakte hai
            facebook ka use siraf entertainment k toor par karen zayda use aap ki health k liye thik nahi ho ga
            • #7 Collapse

              Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

              Assalamualaikum!
              Facebook aj Kay dor ki Aik aesi social app hai jis nay pori dunya ko apni taraf khencha hoa hai yaani har Banda Facebook Chala Raha hai Facebook Aik aesa app hai jis par ham pori dunya say connect ho jaty Hein aur pori dunya ki maloomaat aur logon sy ham rabta Kar sakty Hein. Facebook aj Kal har bacha boorha aur nojwaan istmaal karty Hein aj kl lg pora pora din Facebook par laga dety Hain jis tarah Facebook Kay advantages aur disadvantages ko beechy bayan Kia Gaya hai

              ADVANTAGES:-
              Facebook Kay bohat sy advantages Hein jesay ham Facebook par apny qareebi logon say rabta Kar sakty Hein aur pori dunya Kay logon say rabta Kar sakty Hein aur har kisam ki maloomaat hasil Kar sakty Hein Facebook ki waja sy bohat si aeham maloomaat hamen mil jatibhein aur bohat si khabren bhi tafseel Kay sath aur photos videos Kay sath lol jati Hein jiski waja sy ham dunya main chalmy walay halaat say jury rehty Hein Facebook par ham apni photos aur videos laga sakty Hein Jo pori dunya Kay log dekh sakty Hein . Facebook par baby pages sy hamen pori dunya Tak rasai hasil hoti hai iskay elawa news channel Kay pages say ham khabren hasil Kar sakty Hein . Facebook ka ham positive use Kar kay bohat Sara knowledge aur expirience hasil Kar sakty Hein .


              DISADVANTAGES:-
              Bohat sy log Facebook ka negative use karty Hein Jo bohat nuksan deh hai log Facebook Kay zariye cyber crimes bhi sorry Hein Jo Aik bohat bara jurm hai iskay elawa Facebook par log dosron ki id hack Kar Kay unki personal information chori Kar lety Hein aur I'd hack Kar Kay nuksan ponchata Hein in sab Kay elawa log Facebook par bohat Sara time laga dety Hein air apna qeemti time zaya Kar dety Hein aj Kal bohat sy bachy Facebook par apna keemti time zaya Kar dety Hein jiski waja sy unki studies disturb hoti hai sir Facebook par ziada time lagany ki waja sy ankhon ko bohat nuksan hota hai sir eyesight weak ho jati hai Jo bara nuksan hai .
              • #8 Collapse

                Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

                Facebook ki site is wqt purii duniaa mn networking ki phchan bn chuki hai aur Internet ko fb k nam sy phchana jataa Google ny survey kraya internet k bary mn tqreebn 70 percent log Internet ko bss Fb aur google ki waja sy jaanty hain.Facebook kaafi famous app hai is wqt dunia mn itny number of people nai jitni fb ids hain aurr worldwide communication fb ki wjaa sy brh gaii jo logo mn durian thien Fb ny unby kaafi dur krdia hai aurr real mn Internet ko aik gloabal village bana dia hai lakho km k faasly ab bss ek touch sy pury hjaty hain aur log dunia k dusry kony mn beth krr bhi apas mn bt krskty hain aur iska credit Mark Zuckerberg ko jaata hai.
                Advantages:
                1:Facebook ny social life ko kaafi improve kia hai
                2:Facebook ny logo k drmayan faasly ko kam kia hy
                3:Facebook aik cheap zariya hai aur itna expensive nai ha apny pyro sy bt krny ka jo dur hon.
                4:Facebook ny exposure brhaa dia hy aurr log nayi nayi chzn k bry mn jaan rhy hain jsky bry mn wo pehly nai jaanty thy.
                5:Facebook news paltform bn chuka hai aur ajkal hr news log fb sy e prhty hai. bajaye newspapers aur tv k
                6:Facebook ny logo mn learning tez krdi hai kyu k log nayi sy nayi kism ki chzn ki post dekhty hain js sy unki learning mn izafa hrha hai.
                Disadvantages:
                1:Log kaafi aadi hgye fb p aur apna zyada tr time active aur healthy activities mi bajaye fb use krny m laga dety hain.
                2:Facebook sy hate pheal rhi hai q k kch log ksi khas communjty or person ko khuly aam criticize krty hain js sy logo k mind m iska negative impact jaa rha hai
                3:Facebook p kaafi asi chzn bhi hain jo insn k dmgh ko gunah ki trf leky jaa rhi hain.
                4:Log in person btn sy zyada online chats p bt krty hain js sy social life zero hrhi hai
                5:Facebook zyada use krny kj wja sy logo ki mentality p kafi asr prh rha hai log chirchry hjaty hain.
                6:Face to face communication kam hny ki waja sy aurr dsro ki good lifestyle ko dekh kr log kaafi less confident hrhy hain
                Review:
                Meri nazr mn facebook kaafi important ho chukii hai aur daily need bn chuki hai yh insn ko develope krny mn bhi kaafi faidamand hai lekn issy agr achi trah use kia jaye sab hmri usage p base krta hai hum issy kstrh use krty hain yh hmry hth mn hai pr agr issy achy way m use kia jaye tw iska bht faida hai.
                • #9 Collapse

                  Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

                  Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Facebook Aaj Ke Daur Mein Ek Aisi social app Hai Jis Par Puri Duniya Ko Apni Taraf khincha Hua Hai yah Nihar Bandar Facebook chala raha hai Facebook Ek Aisa app Hai Jis per Ham Puri Duniya Se contact Ho Jaate Hain aur Puri duniya ki maloomat aur Logon se Ham Raptor kar sakte hain Facebook aajkal Har baccha Budha aur Janu Jawan istemal karta hai aaj kal Ke Log pura pura din Facebook per Lage Rahte Hain Jis Tarah Facebook ke advantage Aur nuksan Ke bachne Byan kiye gaye hain

                  Advantage

                  Facebook ke bahut se advantage hai ja sake Ham Facebook par Apne karibi Logon se Raabta kar sakte hain aur Puri Duniya Ke Logon se Rabta kar sakte hain aur Har kisam ki maloomat Hasil kar sakte hain Facebook ki vajah se Bahut Si maloomat Hamen mil jaati hai aur Bahut Si khabren bhi tafseel ke sath Hamen aur photo video ke sath mil Jaati Hai Jiski vajah se Ham duniya mein chalne wale Halal se wasta rahte hain Facebook per Ham apni photo aur video Laga sakte hain jo ki puri Duniya Ke Log dekh sakte hain Facebook per page se Ham Puri Duniya Tak rassi Hasil kar sakte hain Iske alava news channel ke page se Ham khabren Hasil kar sakte hain Facebook ka Ham poster we use kar sakte hain bahut Sare knowledge or experience Hasil kar sakte hain

                  Nuksan

                  Bahut se log Facebook ka negative news Karte Hain Jo ke bahut nuksan dailog Facebook ke jariye Kya Karen bhi sorry Hain Jo ke Ek bahut bada Churan Hai Iske alava Facebook per log dusron ki id hack Karke Unki personal information Chori Karte lete hain aur add Hai Karke nuksan Kumta sakte hain in SAB Ke alava Log Facebook per bahut Sare time Laga Dete Hain aur Apna kimati time Jaya kar dete Hain aajkal bahut se bacche Facebook per Apna kimati time Jaya kar dete Hain Jiski vajah se Unki study disturb Hoti Hai is ISI Tarah Facebook per Jyada time Lagane Ki vajah se aankhon ko bahut nuksan hota hai aur Sar Dard Bhi hota hai aur bhi bahut nuksan Hota Hai


                  Review

                  Meri Najar mein Facebook Kafi important ho chuki hai aur dailyneed Ban chuki hai ya Insan co-developer karne mein bhi Kafi faydemand hai
                  • #10 Collapse

                    Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

                    ASSLAM ALAIKUM❗❗❗❗

                    🔶Topic name: FACEBOOK

                    🔸INTRODUCTION :

                    """ FACEBOOK """
                    Dear friends Humara aj ka Review Facebook pe mabni hai.
                    Facebook Mark Zuckerberg ne apne fellows Eduardo Saverin , Andrew McCollum , Dustin Moskovitz , Chris Hughes ke sath mil kar create ki. Facebook ko February 4 , 2004 me launch Kiya gya. Facebook ka version 288.1.0.47.123 hai or isy 5M + logo me download Kiya hai.

                    Facebook K Kuch advantages Aur Kuch disadvantages hain jo hum discuss karain gay.

                    🔸ADVANTAGES OF FACEBOOK ✅:
                    Facebook K bht se advantages hain.
                    Facebook ak social app hai jis sy ham entertain ho skty hain. Facebook electronic Media ki hi ak type hai jis se ham daily news parh or sun skty hain jis se ham apni country ya city ky halat se aware rahy gy. Facebook par bohat se funny shows bhi dekhny ko milty hain jis sy ham entertain ho skty hain. Isitarha Facebook par quiz program bhi dekhny ko milty hain jis sy ham bohat si information hasil kar skty hain.
                    🔸DISADVANTAGES OF FACEBOOK ❌:
                    Facebook K bht se advantages hain wese hi Kuch disadvantages bhi hain.
                    Facebook par bohat si news dekhny ko milti hain Jin me se bohat si news fake hoti hain. Facebook par hackers apka data hack kar skty hain. Facebook ka zayada use apky time ko zaya karta hai.

                    ♻CONCLUSION
                    Is topic me hum ne Facebook Ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k Facebook ak social app hai jiska limit me reh kar use Kiya Jaye to wo hamary liye bohat best ho ga or ham apny important documents ya pictures wagera Facebook ke inbox me agar kisi ke sath share Kary to usy foran mobile me save karke waha se delete kardy taky agar koi hacker hamari Facebook hack Kary to hamy koi nuqsan na poncha sky.


                    THANK YOU 👍
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

                      AssalamoAlaikum guys welcome back ummeed krta hu k aap sab khairiyakhairiyat se honge to guys ababhi jo hamaara topic hahai wo facebook k baare mai hai to guys aaj kal to Poori world mai facebook bahut hi ziada famous ho chuka hai to guys facebook mai poori world k baare mai cheeze vagaira hoti hai to guus ab ham facebook k advantages aur disadvantages k baare mai jaante hai.....
                      Advantages:
                      To guys baat krte hain facebook k advantages yaani fawaid ki to guys facebook jo k poori world mai bahut hi aam ho chuka hai ye poori world mai kia kuch ho rha hai aur koi is trah ki cheeze dekhaata hai.. Guys facebook pr ham bahut saari achi achi cheeze jo k dunya mai ho rahi
                      Hain aur deegar cheezo k baare mai seekh sakte hain to guys facebook pr ham apni koi pics ya phr koi videos vagaira post kr sakte hai.. Ye ek social media app hai jis pr ham koi bhi cheez upload kr sakte hai... Guys ye the thore se facebook k advantages... Ab aate hai facebook k disadvantages pr...
                      Disadvantages:
                      Guys jis trah facebook k advantages hai bilkul ussi trah facebook k disadvantages bhi hai to is k disadvantages ye hai k jb ham ne facebook pr koi id apni banai hoti hai aur agr hamaari id famous ho jaati hai to kuch log aise hote hai jo k hamaari id ko fully tor pr hack kr k apne Faide k liye Use krte hain aur to aur guys facebook pr kuch log aise hote hai jo k
                      Kisi person ki id pr koi fake news chala dete hai jis ki waja se hame kisi bhi kisam ka lose ho sakta hai to guys is topic mai ham ne facebook k baare mai kaafi useful information ikathi ki... To guys abhi k loye itna hi agr aap ko mera ye thread acha laga to ek like zaruur kr dena.....
                      • #12 Collapse

                        Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

                        Assalamoalaikum dear friend ap ny hamary sath bahot acha review discuss kiya hai.

                        Introduction:
                        Facebook aik application hai jisy hum apny mobile , computer,laptop,etc pr use kr sakty hain isy hum apny mobile main easily play store sy download kr k use kr sakty hain yeh bahot famous app hai jo puri world main bahot zyada use hony wala hai .

                        Advantage.

                        ... Facebook k bahot sy advantage hain is app k trough hum puri world ki news hasil kr sakty hain ,apny friend sy gup shup kr sakty hain is app k trough hum unlimited calls , message wagaira kr sakty hain iska sb sy bra faida yeh hai k is app k trough hum apny family , friend,k sath hr waqat contact main reh dakty hain ,is app k trough hum vedio call aur vedio chat bhi kr sakty hain iska yeh bhi faida hai out af country rehny waloun sy easily bat kr sakty hain , pictures aur apni life k yadgar moment ko apny pyaroun tk shere kr sakty hain iska sb sy bra faida yeh hai k hum out of country main rehny waloun sy bat kr sakty hain asani sy hamen alag sy packages nahi krwana prhta hum Facebook data main he bat kr sakty hain is k liye hamen elehda sy packages nahi krwana prhta is py hum aur bhi bahot kuch daik sakty hain daily news sun sakty hain ,latest fashion,dress designe,beauty tips, recipe,etc seekh sakty hain is py hamen islamic information bhi hasil ho sakti hai is main friend group bhi bn sakta hai jis sy hum comments k trough excitement kr sakty hain is ka sb sy bra faida yeh hai k isk aj kl bahot km price main data package lg sakta hai jo hr koi afford kr sakta hai aur is app k trough informative cheezain easily share kr sakty hain apni families sy ...

                        Disadvantage:

                        . ... Facebook k advantage k sath disadvantage bhi bahot hain is ko log misuse kr rahy hain galat baten aur galat vedio uploade kr k jis sy aj kl ki jurnation py bad effects prh raha hai aur bahot sy asy log hain jo Facebook id ko hack kr k kisi ki bhi personal cheezain read kr rahy hain aur logon ko tang kr rahy hain kioun k yeh app bahot zyada use hony wala hai tou is main bahot sy hacker hain jo hr kisi ka personal data chori kr rahy hain iska sb sy bra nuksan yeh hai k is main bahot sy boyes ny girl name ki id bana k logoun ko bewaqouf banya hua hai ..

                        Care:

                        Facebook ko carefull ho k use krna chaye aur id banaty waqat is bat ka khas dehan rkhna chaye k privacy zrur lagani chaye aur dp main girl especially privacy lagen tak unki pic mis use na ho lehza is app main care ki bhi bahot zrurat hoti hai...
                        • #13 Collapse

                          Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

                          Assalam o Alaikum dear
                          Mera ye review Facebook app per mubni he jaisa ke Facebook app jo istamaal ho raha he ye app is liye banaya gaya tha ke insaan apne baare main kuchh bole social media per.
                          • #14 Collapse

                            Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

                            Assalamu alaikum dear friends Facebook ek social media app hai jis ky users billions mein pohanch gaye hain.​Yeh ek american citizen Mark Zuckerberg ki traf se shuru ki jany wali app hai. Jis ne yeh app apni student life mein hi bnae aur 2004 mein local stah pe isko maqbuliyat mili.​Aur pehly to isky users bahut kam thy lekin jesy jesy waqt guzarta gia is mein bhut fundtions ads kar siye gaye aur yeh logon ky samny maqbul hony lag gae aur aaj chand saalon ky bad billions of users isko worldwide use kr rhay hain. Aur Mark Zuckerberg ek bht bra business man ban chuka hai. Kyyn k is mein ab bhut se kam horhy hain. Aur un sb ka faida Mark Zuckerberg ko bhi ho rha hai. Us ne itni daulat ikathi kar li hai ky is se kamaii jany wali raqam se us ne baqi bht bari apps ko bhi khareed lia hai jin mein whatsap aur Instagram bhi shamil hain. Aj hum Facebook ky kuch features ky sath sath advantages aur disadvantages bhi janyn gy.

                            Facebook ky Useful Features and Advantages.

                            Facebook mein aap dunia kay ksi bhi konay mein reh kar dusry mumalik k logon ko search bar mein search kr skty hain aur un ko friend request bhej skty hain. Is trha aap new friends bna skty hain. Aur dunia me kahin bhi reh kar apny logon se conect ho skty hain.
                            Facebook mein video calling aur messaging ki ja skti hai.
                            Facebook mein aap apni chezon ki marketing kar skty hain aur aap agar seller hain to apni chezon ky bary mein pages bana skty hain aur logon ko apni products sell kr skty hainn.
                            Isky ilawa facebook live feature mein aap live aa skty hain aur aap ky pas viewers ki ek lomit hoti hai aur us ko cross karny par aur usky reach hony ky bad aap earn bhi kr skty hain.
                            Facebook mein aap apna time achy treqy se pass kr skty hain. Aur bht si videos aur pictures dekh kar time acha guzar skty hain..

                            Disadvantages :

                            Facebook mein choty bachy aur students apna time waste krty rehty hain aur time waste ki wjha se prhai par achi twajah nahin de skty aur over usage ki wjha se prhai ka nuqsan karty hain aur time waste krty hain. Isky ilawa nazar ka bhi nuqsan hota hai.

                            No output :

                            Facebook pe aap jtny marzi ghanty lagy rhyn yeh aap ka bas timepas hota hai aur iski koi output nahin.​Aur yeh apko kuch nahin deta.​Aur iski koi earnings nahin hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X