ye Review Facebook pa mamabi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

    Introduction:Facebook people key sath connect rehny ka best source hay easily kesi be persons key sath Facebook messenger key through ham live video call par bat be kar sakty hey, Facebook ko 2004 me Qayem kia gia jes ka headquarter United State key city California me hay, Facebook ko har mobile user hi use kar raha hota hay es se andaza lagana mushkil nahi key ye social media ka sab se popular platform hay,

    Advantages: Facebook me other person ka ham profile check kar sakty hey jes me un ka contact number aur email waghira hamy mil sakta hay business key lehaz se be ye best platform hay Facebook key through ham apny business ki marketing be kar sakty hey, FB ka messenger ka hamy ye advantage hota hay key agar hamara koi be relative other country me ho ya friend aur family member koi ho to un key ley na siraf ham text message ka tabadla kar sakty hamy video call be kar sakty hey ye Facebook ka big advantage hi hay jo key internet key through ham es ko connect kar sakty hey aur kam kharch me ham out of country be kesi key sath video call ya text message kar sakty hey,

    Disadvantages: Facebook key jes tarha se fawayed hamy bahot zeyada nazar aty hey es key disadvantages ye hey key ham bahot sa time es me zaya kar sakty hey other persons key profiles aur videos dake kar ham 1 tarha se apna hi time zaya kar rahy hoty hey bahot se members ne fake id be banai hoti hey jes ko use kar key wo hamy parshan kar sakty hey.
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	11.5 کلوبائٹ
ID:	12334978
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

      Facebook jes ko 2004 me lunched kia ga aur es ka jo headquarter hay ye California United state me hay Facebook bahot kam time me popular hony wala social media platform hay jes ko worldwide me hi daily base par bahot use kia ja raha hay agar Facebook key users ki bat ki jaye to ye millions me hey Facebook key aty hi Yahoo jesy popular aur sab se zeda use hony waly social media platform ko band kar dia gia es ki Waja Facebook ki bardti howi popularity hey,

      Advantages:Facebook Social media ka sap se best aur easy platform hay jes ko use karty howy ham other persons key sath connect karny me bahot asani mehsoos karty hey, facebook jo key har mobile me already majood hota hay esi se ham es ki ehmeyat ka andaza ba khubi laga sakty hey Facebook ki popularity me bilkul kami nahi ai hay Facebook key bad be bahot se application lunched ho chuky hey magar per be facebook key users kam nahi howy hey har guzarty time key sath es ki maqbooleyat me ezafa ho raha hay,

      Disadvantages:Jo be software ya application bahot jald popular ho jata hay aur jes me users ko es me faida nazar ata hay to es key use sarny key koch nuqsanat be hoty hey jes ko nazar andaz nahi karna chaye, Facebook ki agar bat ki jaye to es me time bahot hi zeyada zaya ho sakta hay es ley es key muqably me agar ham koi aur online work karty hey to es ka hamy profit be mil sakta hay facebook ka 1 nuqsan ye be hay key es me maximum persons key account real nahi hoty har kesi ne fake photo lagai hoti hay aur time pass karny key ley apny es fake account ka use karty hey.
      • #18 Collapse

        Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

        Hello doston jaise ki aap sabne Dekha ki yah review Facebook per mabni Hai Tu To Main aapko bata do ke Facebook ke takriban 2004 Mai media aur marketing company Ne America mein launch Kiya Jiska honour aaj ke Jamane Mein Mark Zuckerberg Hai dusra main aapko bata do ke 2004 Mai Jab Bhi launch Hua to socket bahut kam Iske used the word 2003 takriban Ye Tera saal ke upar Ke Logon ke liye iska istemal ka Ijazat Diya Gaya do to Uske alava main aapko Bata Do Ki Ek American Social Media company hai Facebook aur Puri Duniya Mein takriban Iske 1 billion Se Jyada users and doston social media ke alava yah sirf Pak application Nahin Hai Jise Ham use karte hain balki Ek bahut badi Company hai aur ismein takriban 52000 aur 500 ke upar eScan employees kam kar rahe hain dost Iske privacy per Iske standards coworker rakhne per is ko moneytor karne ke liye bahut Bade teams aur employees kam kar rahe hain jismein ek ek option per bahut Sare log kam kar rahe hain aur isko Apne Najar Ke Niche rakhte Hain dost main aapko Bata Dun ki yah aaj ke Jamane mein Facebook ki wajah takriban Har Ghar Mein Teen Char Char Bande Facebook istemal kar rahe hain Puri Duniya Mein Aisa Koi Nahin Hai Isko Facebook ke bare mein alarm Na Ho aur jo Facebook ID nahin kar raha hun ab block mutalib toriko Mowgli maqasid ke liye Facebook to use Karta Hai Kuchh log sirf video dekhne ke liye Kuchh log Pata Veer upload karne ke liye Kuchh log entertainment ke liye kuch log aise hi jo Facebook ko 110 ka income banae hue hain bahut purane Jamane Mein Jab Facebook launch Hua to use Jamane mein Facebook per sirf photo hi upload Kiye Ja Sakte the videos Ho Gaya Facebook par upload nahin Kiye Ja Sakte the aur bahut Limited options Hote the aur Aasan tarin application tha lekin Waqt Ke Saath Saath Facebook ko upgrade kar diya Gaya aur aaj ke Jamane mein Facebook per aap 3 3 4 4 Ghanta ki videos bhi upload kar sakte hain aur live be a sakte hain yah to Facebook Ne aaj ke Jamane mein takriban abhi Mauj Uda 2020 2019 mein Facebook name on it I zation service bhi Shuru Kiya Hai Jiske Liye log Apne beta usko monitise Karke Apne pages ko monetize karke video chalate hain aur videos ke upar Hotel Kishan ke ads Aate Hain Jiska aapko Facebook per karta hai aur companiyon se pet promotion ke liye paise lete Jiska Kuch Aisa aap ko diya jata hai aur kuchh Aisa Facebook apne pass Rakh leta hai doston main aapko bata do ke Facebook bahut hi Jabardast chij Hai iske liye aap Har kisam ki khabron Se Allah ka aur dudh Puri Duniya Ke Karbonn se aap waqif Rehte Hain 200 Facebook bahut hi Jabardast aur andar inke Sang ka Jeev Hai Jiske jariya aap apna Khabar Puri Duniya Tak pahunch kar sakte hain is Kajari aap bahut Kuchh Sikh sakte hain lekin iska istemal agar koi positive karta hai tu yah positive chij hai agar koi negative istemal karta hai tu yah Ek negative chij se do to uska Majeed main aapko batata chalu ki Iske fayde bhi bol diya tha hai aur Iske Nissan Aaj Bhi bahut jyada hi Facebook aap simply Google id se Lagan kar sakte Te hain aur mobile phone ke number se Lagan kar sakte hain aap ko Apne account ka Sahi istemal karna padta hai agar aap Kisi mat Sabhi ya Kisi Hath Shah usko yah celebrity ko Nishana banate hain per secedit and Keith karte hain ya koi crime ya koi aur yah Koi violation karte hain to Facebook aapko notify karta hai ki aapane yah kam Hamare standard ke khilaf kiya hai aur aapko Kuchh Dinon ke liye yah mahine ke liye yah aapko permanently Facebook se block kar sakta hai Jiske bad aapane naya peja account banana hota hai to to Facebook ke fayde aur nuksan bahut jyada hai Kuchh fayde aur nuksan 8 main niche mention karne ja raha hun.

        Faidy:
        Vaise doston kar fayde ki baat ki Jaaye to Facebook ke bahut Sare fayde Hain iske liye aap apna account aur page Banakar Apna Khabar 200 Tak pahuncha sakte hain iski jariya aap acchi khabren dusron Logon per khoncha sakte hain aur isase bahut Kuchh Kama sakte hain Iske alava iska ek fayda hi Bhi Hai Doston Ki aap iske liye Puri Duniya ke khabron se nai Technology se advance maloomat Hasil kar sakte hain aur Apna Khabar Puri Duniya ke kisi bhi Mulk Mein pahunchta sakte hain iske liye aap Sabhi aur Gam ki khabar Logon Tak pahuncha sakte hain aur apne maujuda Halat ke bare mein dusron Ko Agar kar sakte hain iska Ek fayda Ya bhi hai 200 ke gram ke upar Koi Zulm kiya jaaye yah aapse Kuchh Gum Ho Jaaye to aap iski jariye Ek statement dekar bahut Sare log usko share Karke aapka Khabar Ek dusre Tak Hona chahte hain aur aap ka nuksan ka Adalat kajariya Kiya Ja sakta hai aur aap hi atarthi Tak apni baat pahuncha sakte hain jo pahle ke Jamane mein bilkul Namumkin aur Mushkil kam tha.
        Iske alava doston aap Facebook par Apne pages Banakar isko sale kar sakte hain Jo 160 income hota hai aapka aur aap bahut Sare paise Kama sakte ho aap apne pages per videos dalkar usko monitise kar sakte hain aap informative video Dal sakte hain educator education ke video aap Z Dal sakte hain aur uske alava jo bhi aap chahte ho aap upload kar sakte ho aur Aise fayda Hasil kar sakte ho.

        Nuqsanat:
        Fayda ke sath Sath dosto Facebook ke bahut Sare nuksan Aaj Bhi Hai Jiska main aapko batane ja raha hun Dosto agar aap MS ka galat istemal karte hain aur mis use karte hain dusre Logon Ko Galiyan dete ho ya abusive language istemal karte ho to yah aap ki tabiyat Kiya Kashi karta hai aur aapka Baat dusre Logon Tak pahunchta Hai Iski vajah se log Aap Se Nafrat karne Lagte Hain Iske alava graphviz kajariya galat videos dekhte hain Apna time Jaya karte hain aur Sara Dinesh Mein Lage Rahte Hain To iska aapke education aap ki tabiyat per bahut bada Afsar rahata hai jo aapko nuksan pahunchata hai iska Ek nuksan yah Bhi Hai Doston ke ghar aap Kisi Mul Kisi de rahe ya Kisi agency ke bare mein baat karte hain to vah Badariya aapke videos aapke signals ki aur aapke Wi-Fi ke Cygnus ke jarie aap tak pahuncha Kaun sakta hai aur aapko nuksan pahuncha sakta hai isliye jaruri hai ki iska istemal Sahi tarike se kiya jaaye aur apne aap ko nuksan se sake
        • #19 Collapse

          Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

          Hamara aaj ka topic Facebook per hi...

          Ji han doston Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Aaj Kal social media bahut jyada number Van Bani Hui Hai Jo kuch bhi ho raha hai social media ki vajah se ho raha hai social media Ne Puri Duniya Mein Dhum macha Di Hai social media ki vajah se Puri Duniya Ke Log Ek dusre ke kareeb taiyar ho gaye hain ISI Tarah social media mein Facebook khata hai Facebook ke jarie Ham Ek dusre ke bahut jyada Kareeb Ho Gaye Ham Ghar Baithe dusre countries Mein Logon se baat kar sakte hain aur unhen dekh sakte hain Facebook Ek bahut bada social network hai yahan per log Ek dusre se baat karte hain Ek dusre ko voice messages karte hain voice message ke alava message forward message send karte hain videos audio send kar de Hain all gharge Facebook ka bahut jyada fayda hai...

          Facebook Puri duniya mein bahut jyada famous ho gai hai Iske bahut jyada fayde Hai Log Fb se bahut jyada fayda Hasil kar rahe hain Har Ek Insan ka Facebook par Apna Apna account hai aur vah kahan se baten karte hain Logon se..


          200 Jis Tarah Facebook ke bahut jyada fayde Hai ISI Tarah Facebook Ke nuksan Bhi bahut jyada hai Facebook ki vajah Se Hamare new generation bahut jyada motor se ho rahi hai new generation Main Har Insan Facebook per Apna Waqt Jaya kar raha hai students ko Dekhen students FB Jyada use karte hain aur vah Apna Waqt Facebook per Jaya kar de isliye unhen chahie ke vah Facebook Yojana Karen isliye Hamen chahie ke Ham FB ko Jyada use na Karen
          • #20 Collapse

            Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

            Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic Facebook se related hai
            Jaise ki AAP Sab Jante Hain Facebook aajkal ki latest technology Mein Sheikh Technology log bahut jyada Pasand Karte Hain bahut jyada use karte hain aur Facebook mein aap bahut Jaaye entertainment ke bhi dekh liya dekh sakte hain Facebook ke through aap apni friend family ke sath connect kar sakte hain Facebook sabse pahle a technology Mein apps Mein sabse pahle famous Hone Wali app Hai Jis Ka istemal pahle bahut jyada Kiya jata tha ismein Ham video chat audio chat aur ham ismein videos dekh sakte hain Kisi Bhi chij ki advertisement ke Metallica mein bahut jyada information on sim Kaise hote hain Facebook bahut jyada use Hone Wali e App hai
            Advantages
            Facebook advantages yah hai ki aap ismein social media se related updates Aati rahti hai Facebook mein main apne channel ke advertisement karne ke liye behtarin jariya hai hai aur Facebook se aap apne friends and family se connect rest sakte hain Facebook draught ka ek behtarin jariya Hai Facebook per Hamen videos news aur Mard se aaega hi milati rahti hai na sirf Apne Bal ke Hamen out of country SEBI caffeine uses milati rahti hai hi Facebook Rakt ka ek bahut hi Mausam Dariya Hai
            Disadvantages
            Biscuit disadvantages aajkal ki new generation Facebook ko bahut jyada istemal Karti Hai Jiski vajah se vah apni study per Jyada concentration Nahin de sakti aur Facebook new generation ke liye tabahi ka bhi jariya banaa Hua Hai Facebook per Gair Jaruri videos aur aur dekhne ki vajah se bhi Kafi Bura Asar pad raha hai
            • #21 Collapse

              Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

              Asalam o alikum dear member

              Introduction..

              Dear member apny hmary sath kafi zaida interesting topic share Kia ha. Facebook ka Bary ma... Facebook AK bht acha platform ha is ka zariye ap logun ko likh kr pegham bhej skty hain or is pr free voice CL krskty hain or ap Facebook pr video CL b krskty hain. AK dsry ko mobile pr video calling pr dekh b skty hain chye wo Dunia ka kisi kony ma b ku na ho or ap Facebook pr apni zindagi ko express b krskty hain ap NY agr facebook pr koi achi bat sekhi ho ya koi hadees ap is ko likh b skty hain. Or jb ap koi achi photo lay kr share krty hain tu ussy ap ka jany or na jany Waly log b dkhty hain. Or us ka bad ap apni koi video b bna skty hain or usy Facebook pr share krskty hain. Or is video ko apky friends or follower dkhy skty hain. Or apki is video ko play b kr sken gy or share b krskty hain.. Or is ka sath sath ap Facebook pr online b askty hain. Or Facebook apko AK jgha data ha ap is pr achi achi batin b likh skty hain..

              Fayde...

              Facebook ma hr trah ki news update hoti rhati hain chye wo international news hon ya koi b news hon ap asani sy Facebook pr koi b news dekh skty hain or ap TV na dekh krb face book pr news dekh skty hain. Facebook pr ap achi achi information b hasil krskty hain. Or ap face book pr asi information b hasil krskty hain jo ka apny aj tq na dekhi ho. Facebook AK bht faydemand app ha hm sbko Facebook ka must use krna chye or postive treky sy iska faida uthana chye. Facebook pr log achi achi information or apna knowledge share krty hain. Or hn Facebook sy acha knowledge or information gain krskty hain. Agr apky pas bht shara knowledge ha tu ap share b krskty hain. Agr apky pas knowledge ni ha tu ap Facebook sy acha knowledge sekh b skty hain. Hn Facebook sy achi Tarah kisi sy b communication krskty hain. Facebook AK best past time ha. Ap kisi b time Facebook open krka apba time guzar skty hain. Facebook ma ap chatting b krskty hain. Facebook ma apka friend jhan b ho ap apni chatting krskty hain. Ap Facebook ma new friends b bana skty hain. Ap Facebook ma jitny mari chyen friends bna skty hain. Kuch log Facebook ko entertaining ka liye b use krty hain hn facebook ko enjoyment ka liye b istimal krty hain.. Facebook ko ap apny business profession ka liye b istimal krskty hain

              Nuqsannat...

              Facebook ka jhan fayde hain whan is ka nuqsnat b hain kuch log Facebook ka misuse krty hain or ghlat videos upload krty hain jis wja sy young generation pr is ka bura effect parta ha or is ma Facebook ma girls ko chye ka wo apni privacy ko achi trah lgain ku ka kuch girls ka acount b hack hjaty hain.
              • #22 Collapse

                Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

                Assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge notout aapane bahut hi acchi information hamare sab shahar ki hai agar aap social media use karte hain to usmein aapko Facebook jarur milenge kyunki Facebook aajkal bahut jyada popular hai uski vajah yah hai ki Pakistan mein bahut se log kaise hain Jo entertainment ke Koi dhundhte rahte hain lekin unke pass koi proper entertainment Ka shauk nahin hota to Facebook aapko yah facility provide karta hai ki agar aap yahan per visit karte hain to aapko bahut acchi information provide ki jaati hai aur aap ko kafi news bhi Facebook per provide ki jaati hai jiski vajah se bahut se log Pakistan mein Facebook use karte hain

                ADVANTAGES :

                Facebook se bahut se log advantages hasil kar rahe hain kyunki agar aap Facebook par apna channel banate hain aur aur channel per aap rakh le videos upload karte hain aur ap ki videos ke views acche Hain to aapko Facebook bahut achcha profit kam aaega bahut se log aajkal Facebook se bahut accha profit kab a rahe hain isiliye agar aap bhi chahte Hain ki aap online acche se accha profit kam aaye to uske liye aapko Facebook ko jarur use karna chahie

                Facebook main aapko daily ke basis per bahut si news provide ki jaati hai agar aap word ke sath chalna chahte hain aur aap news hasil karna chahte hain to uske liye aapke pass best option Facebook hai

                DISADVANTAGES :

                Facebook ka sabse bada disadvantage hai ki yahan per bahut se log apna time se aaya karte rahte hain unke pass karne ke liye koi Kam nahin hota aur vah yahan per kab karke just na time share karte rahte hain isliye Ghar aap chahte hain kya aap life mein kuchh bane to aapko Facebook se avoid karna chahie
                • #23 Collapse

                  Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

                  Ye review facebook par mabni hy .
                  Jaisa ke aap Sabko Maloom Hai ke Facebook bahut hi kam hai Hamen chahie ke Iske bare mein bahut Maloom at ko use Karen is bar Kafi Sare log help Lekar kam kar rahe hain aur Kafi Sare log is se fayda Utha Rahe Hain Is per Har Koi Ek dusre ke sath connect hokar apni maloomat ko share kar raha hai aur agar koi is per apni picture audio video bhi share kar sakta hai aur Duniya ke kisi bhi Kone Mein baithkar is ko aap dekh sakte yah Ek application hai jo ke Android mobile phone aur system computer per Chalti Hai iske liye internet Ka Hona bahut jaruri hai.

                  Advantages..

                  ISI ke bahut jyada advantages hai Isko aap use Karke Kabhi sari information ko share kar sakte hain Jo log isko use kar rahe hain vah is per apni information ko share kar rahe hain aur isase fayda Utha rahe hain aur agar aap apni Koi tasvir ek hi Waqt Mein hazaron Logon Tak share karna chahte hain to aap aap aap iski help Lekar share kar sakte hain Kyunki is per aapke friend hote hain aur millions log hote hain jo aapki share ki Gai things ko dekh sakte hain

                  Disadvantages...
                  Is ke disadvantages bhi hai is bar bahut Sare log a Jaate Hain jinko aap Jante Bhi Nahin Hai Is per Hamari picture likh bhi ho sakti hai hai aur jo students ko use karte hain vah Apna time waste Karte Hain Is Tarah Unka study ka time waste ho jata hai aur vah Facebook ko use karne ke Aadi Ho Jaate Hain
                  • #24 Collapse

                    Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

                    Mera Yaar review Facebook per mummy hai aapko pata hai ki Facebook Har Koi use kar raha hai Jiske pass bhi Android yah smartphone Hai vah Facebook ko use karta hai aur apne friends ke sath Raat Mein rahata Hai Facebook per aap apne friends ko Talash bhi kar sakte hain. Jo friends aapke. A gum ho gaye ho aap Humko find out bhi kar sakte hain. Facebook Logon Ko connect karne ka behtarin jariya hai. Is Tarah Facebook ko Har Koi Apne fayde ke liye use kar raha hai Facebook bahut hi acchi chij hai aap is per hajaron mil. Dur Baithe Logon ke sath connect hokar apni information ko share kar sakte hain.
                    Advantages..
                    Facebook ke Kafi Sare advantages Hai Jis per aap apne bahut Sare doston ke sath connect hokar apni information share kar sakte hain is Waqt aap Facebook se Adnan bhi kar sakte hain. Aur aap entertainment ki news ko share Kar Ke acchi earning Facebook se. Hi Hasil kar sakte hain. Facebook kab per Kafi Jyada learning material aur entertainment ka material maujud hai jo aapko time pass ko Achcha banata hai.

                    Disadvantages..
                    Facebook Ke Chand Ek disadvantages bhi hai jo log iska bahut jyada use karte hain. Ya unko nuksan deti hai aur vah Apna time is per West karte hain students Kafi Sare Apna time is per Waist Karke Apna nuksan karte hain aur is per bahut sari galat chijen bhi Dikhai Jaati Hai Unse parhez karna chahie.
                    • #25 Collapse

                      Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

                      Asslam o alikum umeed ha ak ap thk hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon aj ham jis topic k bary ma btao gi vo facebook py mabni ha aj ma
                      apko is k advantages or disadvantages k bary ma btao ga focebook sy ham bohat sy faidy hasil kr skty han facebook py ham apni marzi ki
                      post kr skty han apni marzi k friend bna skty han...
                      advantages:
                      ab ma apko is k advantages k bary ma btao gi facebook k bohat zyada faidy han facebook ko har koi use krta ha ham is ma apni marzi
                      ki post kr skty han apni marzi k friend bna skty han apni friend k sath chat kr skty han or video call py bhi baat kr skty han facebook py ham
                      koi bhi business kr skty han ya business krny ma aham krdar ada krta ha facebook py ham international news bhi sonskty han isky bohat zyada
                      faidy han hmay baat cheet krny ma bohat asani hoti ha...
                      disadvantages:
                      ab ma apko is k advanatgse k bary ma btao gi facebook ko log glat use bhi krty han personal malomat chori kr k backmeil kr skty han
                      jis sy hay bohat zyada noksan ho skta ha
                      • #26 Collapse

                        Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

                        Assalamu Alaikum dear friends Amit Karti Ho Gaya Sab khairiyat se Honge Aaj aapane Aur accha topic share Kiya Hai Kyunki multimedia se taluq lagta hai Facebook aajkal bahut jyada use ho rahi hai new friends Banane aur apne old friends or rahe the uske sath correct Rahane ka ek bahut Achcha jariya hai Facebook through Ham apni family se apne relatives se apne Doston Se connect Reh sakte hain aur ham use per apni Marji ke Dekh sakte hain friends Facebook ke bahut Sare advantages or disadvantages bhi hai jo main aaj aapke sath share karungi

                        Advantages

                        Dear friend sabse Jyada steman Hone Wali Hai jisse Duniya Bhar Ke Log Kahin Bhi istemal Karte Hain aur kisi ke sath bhi connect ho sakte hain yah kaisi hai FIR kiske through aap apne relative se apne friend se Kahin bhi kisi bhi time connect kar sakte hain aur ek dusre ki khairiyat Maloom kar sakte hain yah duniya bhar mein istemal Hone Wali Hai Sabse a jata hai jismein Ham new friends bhi banaa sakte hain aur ismein ham apni Marji ki video dekh sakte hain is Mein ham Apna account Banakar paise bhi Kama sakte hain superhit iski beshumar fayde Hain Jo AAP Sab Jante hain lekin Iske Kuchh nuksan Naat bhi hai jo main aapse share karungi

                        Disadvantages

                        So friends Jaisa kya aapko pata hai kya Ham Facebook Jo Ham Sab istemal Karte Hain duniya bhar Mein Kahin vitamin hoti hai aur pass log iska mis use karte hain faculties Banakar girls friendship Karte Hain aur gharon ko blackmail Karte Hain Jiski Awaz badi kharabi hai secondly koi bhi aap ki id hai Karke aapki Tum irum information Nikal Ke aap ko blackmail kar sakta hai isliye Hoshiyar Re

                        Dear friends main Apna review aapke sath share Kar Diya ab aap log Bhi Apne reviews share Karen thank you so much
                        • #27 Collapse

                          Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

                          Dear aapane Facebook se related Apne review mein bahut hi detailed information Hamare Sath share karte ho ya Hamare knowledge mein increment kiya hai no doubt Facebook Kaisa platform Hai jismein almost Har member is properly utilised ho raha hai aur isase facilitate ho raha hai aur koi aisa member Nahin Hoga Jis ko Facebook se related Koi information Nahin Hogi Kyunki Android mobile use Karne Wale almost Tamam members Facebook ko utilise karte hain aur is closely attached Hote Hain.

                          Dear jab aap Facebook join karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain aap apne different friend se closely attach Le sakte hain aur Unki different activities ko aap daily basis per observe kar sakte hain iske sath sath sometime aapko aapke bahut old friends Facebook per mil Jaate Hain Jin se bahut jyada time pahle aapane contact Kiya hota hai aur uske bad Kisi reasons ki vajah se aap phone se contact nahin kar paate.

                          Faidy :

                          Dear jab aap Facebook ko join karte hain to aapko bahut Sare advantages mil sakte hain ismein aap different types ka material search kar sakte hain aur apne friends ko bhi search karte hue yah Unse contact kar sakte hain dear aap different friends ki daily basis ki activities aur Unki sher ki Hui acchi videos aur pictures ko daily observes kar sakte hain aur update Re sakte hain. Dear jab aap Facebook ko join karte hain to ismein aapko daily basis per bahut jyada news aur informations Hasil ho rahi hoti hai isliye aapko closely iske sath attach Rahana chahie.

                          Nuqsan ;

                          Dear Facebook is small karne ke sometime aapko Kuchh disadvantages bhi hote hain sometime social media aapke liye time waste ka source hota hai aur aap bahut jyada time is per spent karte ho ya Apne important activities per focus Nahin Karte aur sometime is Mein Kuchh Aisi activities ho rahi hoti hai jo aapke liye aur aapke children ke liye acchi Nahin Hoti.
                          • #28 Collapse

                            Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

                            Assalamu Alaikum dear Forex Facebook ki site is wqt purii duniaa mn networking ki phchan bn chuki hai aur Internet ko fb k nam sy phchana jataa Google ny survey kraya internet k bary mn tqreebn 70 percent log Internet ko bss Fb aur google ki waja sy jaanty hain.Facebook kaafi famous app hai is wqt dunia mn itny number of people nai jitni fb ids hain aurr worldwide communication fb ki wjaa sy brh gaii jo logo mn durian thien Fb ny unby kaafi dur krdia hai aurr real mn Internet ko aik gloabal village bana dia hai lakho km k faasly ab bss ek touch sy pury hjaty hain aur log dunia k dusry kony mn beth krr bhi apas mn bt krskty hain aur iska credit Mark Zuckerberg ko jaata hai.
                            Advantages:
                            1:Facebook ny social life ko kaafi improve kia hai
                            2:Facebook ny logo k drmayan faasly ko kam kia hy
                            3:Facebook aik cheap zariya hai aur itna expensive nai ha apny pyro sy bt krny ka jo dur hon.
                            4:Facebook ny exposure brhaa dia hy aurr log nayi nayi chzn k bry mn jaan rhy hain jsky bry mn wo pehly nai jaanty thy.
                            5:Facebook news paltform bn chuka hai aur ajkal hr news log fb sy e prhty hai. bajaye newspapers aur tv k
                            6:Facebook ny logo mn learning tez krdi hai kyu k log nayi sy nayi kism ki chzn ki post dekhty hain js sy unki learning mn izafa hrha hai.
                            Disadvantages:
                            1:Log kaafi aadi hgye fb p aur apna zyada tr time active aur healthy activities mi bajaye fb use krny m laga dety hain.
                            2:Facebook sy hate pheal rhi hai q k kch log ksi khas communjty or person ko khuly aam criticize krty hain js sy logo k mind m iska negative impact jaa rha hai
                            3:Facebook p kaafi asi chzn bhi hain jo insn k dmgh ko gunah ki trf leky jaa rhi hain.
                            4:Log in person btn sy zyada online chats p bt krty hain js sy social life zero hrhi hai
                            5:Facebook zyada use krny kj wja sy logo ki mentality p kafi asr prh rha hai log chirchry hjaty hain.
                            6:Face to face communication kam hny ki waja sy aurr dsro ki good lifestyle ko dekh kr log kaafi less confident hrhy hain
                            Review:
                            Meri nazr mn facebook kaafi important ho chukii hai aur daily need bn chuki hai yh insn ko develope krny mn bhi kaafi faidamand hai lekn issy agr achi trah use kia jaye sab hmri usage p base krta hai hum issy kstrh use krty hain yh hmry hth mn hai pr agr issy achy way m use kia jaye tw iska bht faida hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: ye Review Facebook pa mamabi hai

                              Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy


                              Introduction.
                              Aj ka humara topic facebook per ha jo k bhot he zaida use hony wahla app ha ye app har kise k mobile may hota ha aj hum is k advantages or disadvantages k bahry may share karayn gy

                              Advantages.
                              Facebook k faidy jo k ye hain k
                              . Facebook py ap ko bhot say clips dykny k milty hain jahsa k funny ye film k clips cartoon k or Facebook par ap apni pics dosto ko target kar k share bhe kar sakty hain facebook say log earning bhe hasil karty hain facebook par ap kisee ki videos ko share bhe kar sakty hain is say par ap k jo dost banty hain un k sath ap video call ya audio call py up bhe laga sakty hain facebook messenger k sath attached hota ha jo ap k friend facebook py banty hain un k sath rabta karny k lea ap k pass messanger hota ha

                              Disadvantage.
                              Facebook k disadvantages ye hain k
                              Is ko bachy bhot use karty hain jis say un ki study ka time nikal jahta ha or un jo study may nuksan hota ha
                              Facebook par koch clips aasy hoty hain jin say bachy ki tarbiat pay ghanda aasar parta ha
                              Facebook ko zaida use na karyn sirf entertainment k lea use karna chaia

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X