Ya Review Mobile K Power Bank Pay Mabni Hain..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ya Review Mobile K Power Bank Pay Mabni Hain..

    Asslamolikum !

    Aj ma jis topic kay bary ma bat kany ja raha ho wo mobile kay power bank par mabni ha is ka bary ma ham tafseelan bat kary agn or is kay faidy or nuqsant ko dekhy gan to umed karta ho is say apko kafi faida ho ga to ham start karty han power bank ka istimal portable bijli farahm karny kay liye istimla kia jata ha jesy kay battry say chalny wali cheezan jesy mobile phone or is is kay sath ki dosri cheezan jin ma usb interface majood ha ya ek boht achi achhez ha is sa hama boht zada fauida hota ha or ya boht acha hota ha.

    Faidy :
    is kay boh zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab ka sath share kro ga to ham start karty han is say hma boht zada pormotional atem milti ha is klay sath charger ki shulat bhe muahia hioti ha or ya portable ha ha is say koi bhe charger laga skty han is ma ek say zada sakat hoti ha jis ma ham ek say zada mobile laga laga sakty han or ya hamara mobile beghar kisi damage kay charge karta ha or is ki sath anti strach hoti ha or is ma alwa muaza ki gunzaish hoti ha.
    Nuqsant ;
    is kay boht zada faidy han jin ma say kuch nuqsant bhe han jo ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han zada tar ya nuqsan hta ha jab ham apna alaw charge karny ka liye power bank par lagaty han to ap ka mobile already charge hota ha ya apki battery ma faraq dal sakta ha yaha tak kay ki battery mukanmil charge hioti ha kuch power bank kafi zada bahri hoty han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ya Review Mobile K Power Bank Pay Mabni Hain..

      Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur Apna Kam behtarin tarike se Anjam de rahe Honge aaj ka Hamara review Hai mobile ka Power Bank chalo mobile ke Power Bank ke Kuchh advantages or disadvantages Byan Karte Hain...

      Advantages %%%%

      Dear Forex member Ja sake Ham Jante Hain Ki aajkal mobile ka istemal duniya mein bahut jyada hai aur mobile ki jarurat Har EK Bande Ko is Daur Mein padh rahi hai tu Jitna Jyada iska istemal Ho Gaye iske liye utna jyada hi support equipment ki jarurat hoti hai hai mobile Ko Jab Ham charge karte hain to vah hamare Liye Jyada Se Jyada acche se 7 ghante nikal leta hai tu mobile ki battery timing ke sath sath jab mobile ki battery khatm Ho Jaati Hai to use time Hamen Kafi pareshani Hoti Hai jyadatar Jab ham charger Se Dur Ho matlab ke kisi Bahar Jagah per Ho.. mobile power bank bi mobile ko support karne ke liye Banaya Gaya Hai Lekin yah Hamare mobile battery ko charge karta hai esjy 3 connectors hote hain isko 1 USB connector Lagta Hai Ek Charge connector lagta hai aur Teesra input-output ke liye connector lagta hai ismein battery indicator lights bhi Lage Hote Hain Power Bank ke sabse Bade fayda yah hai ki Ham Kabhi Koi long drive per Ho Chi lambi Safar per Ho To Ham ise Pahle Se charge kar lete hain To Raste per Agar Hamen Hamare mobile ki battery khatm Ho Jaaye to yah Hamen Dobara 2 se 3 dafa mobile charge Karke deta hai...

      Disadvantages %%%%

      Doston Jaisa ke aap sab dost Jante Hain Ki Har EK chiz ke jitne fayde hote hain use Tarah Sath Sath Uske nuksan bhi bahut Hote Hain esii Tarah Power Bank ke itne nuksan 8 Nahin Hai Lekin ya Hi ke Power Bank ok itna hi value equipment Nahin Hai yah Jyada time Tak Nahin chalta ji bahut jaldi kharab ho jata hai aur ISI Tarah Agar Ham charge bhi karen to yah Hamen 2 se 3 dafa battery charge kar deta hai jo ki Chhaya ki Hamen kam se kam 9 se 10 dafa battery charge Karke den...
      Click image for larger version

Name:	FB_IMG_16007036802927168.jpg
Views:	1
Size:	128.1 کلوبائٹ
ID:	12331262
      • #18 Collapse

        Re: Ya Review Mobile K Power Bank Pay Mabni Hain..

        Aap jab kisi lambe Safar per hun aur aapke mobile ki battery khatm Ho jaaye to aapko bahut shaadi dosa hota hai kyunki mobile ke bagair insan adhura hai aapko mobile ki facilities Ka pata hai mobile se Ham Apna time cal kar sakte hain hamara Safar achcha gujarta hai aur ham apne doston ke sath apne relative ke sath mobile ki vajah se hi hi contact mein hote Hain ab agar aap Safar kar rahe ho aur aapke mobile ki battery khatm Ho jaaye to aapko bahut jyada pareshani ka samna karna padta hai isiliye Jo Power Bank hain ya jab se hain ya bahut zyada faydamand a aur m ki vajah se jindagi bahut aasan ho gai hai ab aap kisi dur Safar per ja rahe ho aur aapke pass Power Bank hai to aapko pareshani nahin hoti jab aapke mobile ki battery khatm Ho jaati hai to aap Power Bank ki vajah se usko dobara charge kar lete hain powerbank bahut acchi zabardast chiz hai agar aap Power Bank ka istemal kar rahe hain to aapko kisi bhi Safar mein kahin bhi aapko mobile ki battery ka ishu nahin hota aapko mobile ki battery khatm hone Ka dar nahin hota Power Bank mukhtalf kisam ke hote hain agar aap Power Bank Lena chahte Hain to aapko chahie kya aap kisi acchi company ka Power Bank len
        • #19 Collapse

          Re: Ya Review Mobile K Power Bank Pay Mabni Hain..

          Dear Power Bank ki facility aapke liye bahut hi important platform hota hai jisse aap apne mobile ko charge kar sakte hain dear Power Bank ki facility specially aapke liye bahut important Hoti Hai Jab aap travelling kar rahe hote hain agar aap travelling kar rahe hote hain to aapke pass Aisa Koi platform Nahin Hota jismein aap apne mobile ko charge Karen dear mostly member travelling karti hui apne mobile ko bahut jyada use kar rahe hote hain Jiski vajah se vah apni travelling ko Aasan banane ki koshish kar rahe hote hain Kuchh member Aise Hote Hain Jo travelling karte hue apne mobile per movie Dekh Rahe hote hain ya internet ki facility ko istemal kar rahe hote hain.

          Eisi situation mein aapke mobile ki charging bahut jaldi kam ho sakti hai aur aap ko mobile recharge karne ki jarurat hoti hai kuch Aisi e-buses hoti hain Jis per aap apna mobile charge kar sakte hain lekin mostly local transport per aapko mobile recharge karne ki facility provide Nahin Ki ja rahi hoti To Aisi situation mah Power Bank aapke liye ek bahut hi perfect platform hota hai jisse aap apni mobile ko easily recharge kar sakte hain Jab aap apne mobile ko aur Pawar Bank ko ek dafa full charge kar lete hain to Uske bad aap minimum 5 times apne mobile ko full charge karne ki position Mein hote hain agar aap Ek Aisi Jagah travel kar rahe hain jismein aapko bahut jyada distance s karna hota hai to usmein aapke liye Power Bank bahut hi perfect Hota Hai.

          Faidy:

          Power Bank ke bahut jyada advantages Hoti Hai specially jawab travelling kar rahe Hote Hain To usmein Apne mobile ko 4 to 5 times completely charge kar sakte hain aapko Jab Bhi powerbank purchase karna hota hai to usmein aapko Hamesha Ek acchi quality ka Power Bank ki purchase karna chahie.
          • #20 Collapse

            Re: Ya Review Mobile K Power Bank Pay Mabni Hain..

            Power Bank ki facility aapke liye bahut hello essential platform hota hai jisse aap apne cellular ko cost kar sakte hain pricey Power Bank ki facility especially aapke liye bahut vital Hoti Hai Jab aap visiting kar rahe hote hain agar aap visiting kar rahe hote hain to aapke skip Aisa Koi platform Nahin Hota jismein aap apne cellular ko cost Karen expensive normally member visiting karti hui apne cellular ko bahut jyada use kar rahe hote hain Jiski vajah se vah apni journeying ko Aasan banane ki koshish kar rahe hote hain Kuchh member Aise Hote Hain Jo touring karte hue apne cellular per film Dekh Rahe hote hain ya net ki facility ko istemal kar rahe hote hain.Eisi state of affairs mein aapke cell ki charging bahut jaldi kam ho sakti hai aur aap ko cellular recharge karne ki jarurat hoti hai kuch Aisi e-buses hoti hain Jis per aap apna cell cost kar sakte hain lekin frequently nearby transport per aapko cellular recharge karne ki facility grant Nahin Ki ja rahi hoti To Aisi scenario mah Power Bank aapke liye ek bahut hello ideal platform hota hai jisse aap apni cell ko without problems recharge kar sakte hain Jab aap apne cellular ko aur Pawar Bank ko ek dafa full cost kar lete hain to Uske awful aap minimal 5 instances apne cellular ko full cost karne ki role Mein hote hain agar aap Ek Aisi Jagah journey kar rahe hain jismein aapko bahut jyada distance s karna hota hai to usmein aapke liye Power Bank bahut hello ideal Hota Hai.
            • #21 Collapse

              Re: Ya Review Mobile K Power Bank Pay Mabni Hain..

              Assalam.u.Alaikum !
              Umeed karti hun ap sab kheriyat sy hon gy or forex par honestly work kar rahy hon gy or is positive plateform sy bohatt bonus gain kar rahy hon gy or dua hai ky ham sab mazeed is sy bonus gain kar saken to chalyn ab ham apny topic ki taraf chalty hain.
              Introduction :
              Mera aj ka topic aik bohatt eham electronic device hai jiska naam ''power bank'' hai ye aik bohatt important electronic device haii power banks portable batteries hoty hain jo ky circuitry current ko use kar ky power in or power out karty hain jesy ky ma bataya hai ky ye portable hoty hain ham inhy utha kar har jgah apny sath ly ja sakty hain or hmary mobiles kahi bhi ham charge kar sakty hain inky sath inky charger hoty hain jin sy pehly power bank ko cahrge kiya jata hai phr ham apny mobiles ko charge kar sakty hain bohatt amazing invention hai ye bohat useful hai ab ma apko power banks ky fawaaid or nuqsanaat ky barry ma btaon gi umeed karti hun apko ye review pasand ay ga.yaha ma apko chand best power banks recommend karny lagi hun;
              1.RAVpower 22000mAh external battery....
              2.RAVppower USB power bank...
              3.Anker Powercore 20100mAh ultra high capacity power bank...
              4.Imutu 45W 30000mAh 3-port and USB C portable power bank...
              5.Be-charming power bank
              e.t.c ap jab bhi market jayn power banks to is list ko malhooz.e.khaatir rakhye ga is sy apko power bank khareedny ma asaani ho gi.
              Advantages :
              Power banks ky bohatt sy faaidy hain jin ma sy chand ma pky sath apny experience sy share karun gi power banks ka sab sy bara faaida yeh hai ky ham inki madad sy apny mobiles ko kisi bhi emergency ma easily charge kar sakty hain safar ma power banks bohat useful hoty hain agar safar ma kisi bhi wajah sy mobile ki battery low hojay to ham power bank sy easily mobile ko charge kar sakty hain taa ky hmary ghar waly pareshan na hon or ham un sy raabty ma reh sakty hain power banks dekhny ma bhi bohat attractive hoty hain or slim look ky hoty hain inka weight bhi zyada nahi hota ye sirf brand specific nahi hoty matlab ham is py har company ka mobile charge kar sakty hain jesy ky nokia,huawei,vivo e.t.c power banks ka aik bohatt bara faaida yeh bhi hai ky ham na sirf is sy mobile charge kar sakty hain balky ham is sy IPAD,IPOD,PSP and iPHONE bhi easily charge kar sakty hain iska aik bara faaida yeh bhi hai ky iski surface anti-scratch hoti hai jiski wajah sy yeh scratches lagny sy bach jata hai yeh power banks itny mehngy bhi nahi hoty is liye inhy buy kiya ja sakta hai.
              Disadvantages:
              Ab ma apko power banks ky nuqsanaat ky baary ma btaon gi power bank ky as such nuqsanaat nahi hain kuch limitations hain jika hamy khyaal rakhna hota hai jesy ky agar ham ny power bank ly liya hai or ham isy use nahi kar rahy to is sy inki battery drainage hoti rehti hai jo ky aik disadvantage hai 2ndly yeh ky agar hamary pas power bannk hai to hamy iska koi case ya pouch bhi rakhna chaye jis ma ham usy rakh saken taa ky yeh kharab hony sy bach saken choty saf karny walo ky liye ye achy saabit nahi hon gy q ky inhy small spaces ki wajah sy dubao wagera par sakta hai jiski wajah sy yeh kharab ho sakty hain.
              I hope guys apko mri is post sy bohatt faaida hoga or ap mri post ko like karen gy . JazakAllah !
              • #22 Collapse

                Re: Ya Review Mobile K Power Bank Pay Mabni Hain..

                Assalam o Alaikum friends
                Umeed he ap sab kheriyat se honge mobile phone ka jo power bank he aek behtreen cheez he power bank aek zabardast ajad he.
                Advantages
                Power bank ka istamaal jo ho raha he ye aek bari kaam wali cheez he mobile ki battery low hone ki soorat main power bank ke zriye mobile phone charge kia ja sakta he.
                Disadvantages
                Power bank ko zyada dis karne se power bank kharab ho sakta he.
                • #23 Collapse

                  Re: Ya Review Mobile K Power Bank Pay Mabni Hain..

                  mere dosto aj kal is modern zamanay mein taqreeban har insan k pas mobile majood hai aur iski wajah ye hai k mobile ab har ghar ki zaroorat bann chuka hay aur kch log keypad wala phone istamal krtay hain to kuch log touch mobile ko preference detay hain.touch mobiles pe internet ki sahoolat maujood hoti hay to is wajah se isko bohat ziada istamaal kiya jata hay jiski wajah se iski battery low ho jati hai aur phir charging pe lagana hota hay ab jitna der mein mobile phone charge hoga utni der ab electric board k sath kharray ho kr bhi mobile use nahi kiya ja sakta is leye electric technology ne mobiles k leye power bank introduce krwaya hai iska faida yeh hai k aksar power bank mein double USB port hoti hain to aik he vaqt mein 2 mobiles aasani se charge kiye ja saktay hain.power bank bhi vaqt ki ahm zarurat hay aur khas taur pe aisay logo ke leye jinka mobile bohat ziada istamaal hota ho aur unkay pas charge krna ka time na ho aur bar bar official calls se touch rehna ho jaisay k business men.aisy logo k leye power bank bohat zaruri hay apny office mein rehty huway power bank pe apna phone charging pe lagaya ja sakta hay aur sath k sath isko aasani k sath use bhi kiya ja sakta hay aur koi official call bhi miss nahi hogi.isi tarah agar koi insan bus mein travelling kr raha hay aur mobile ki battery low hy to power bank se faida uthaya ja sakta hai power bank k ander bhi basically heavy powers k charging cells hotay hain jo apna current mobile tak transfer krtay hain.power bank mukhtalif MAH k ho saktay hain magar ziada tar 10000MAH power bank acha back up detay hain isky ilawa power bank ki quality oski company pe bhi depend krti hai agr local company ka power bank hoga to woh apko acha back up nahi dega aur agr achi company ka hoga to woh zaroor acha back up dega.

                  advantages:

                  1.hum kisi bhi jagah baith kr phone charge kr sktay hain
                  2.is se 2 phone aik he vaqt mein charge keye ja sakty hain
                  3.travelling mein bohat mufeed hay

                  disadvantages:

                  1.power bank charge honay pe boht time leta hai
                  2.power bank se bar bar charge krnay se mobile ki battery damage ho sakti hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: Ya Review Mobile K Power Bank Pay Mabni Hain..

                    Assalamu Alaikum dear friend aapane Hamare Sath bahut hi Achcha review share Kiya Jo ke mujhe bahut jyada Pasand aaya hai power Bank ok ab bahut hi jyada Famous Ho chuke hain aur bahut jyada Jaruri Hote Hain power Bank ab itna jaruri hai jitna ke mobile kyunki mobile har Ghar ki jarurat hai har insan ke pass hai har Banda mobile per Koi Na Koi kam karta hua dikhai deta hai Pakistan mein sabse bada masala jo hai load shadding ka hai ismein powerbank aapke liye bahut jyada faydemand hai agar aapke pass powerbank hai to aap usko charge karke apne pass rakh lete hain agar light Na Ho to aap apne mobile ko charge kar sakte hain jaisa ki Ham forex trading ki baat karte Hain trading ke business ke liye time dena bahut jaruri hai jitna time mobile per lagate Hain to uski charging khtam ho jati agar light Na Ho to aap mobile ko charge nahin kar payenge agar aapke pass power Bank charge hua pada hai to aap aasani ke sath mobile ko charging per laga sakte hain aur apna Kam kar sakte hain jaise ki main ek teacher hun main school mein bacchon ko tab pa kaam karwati hun kabi aisa hota hai ki light nahin hoti hai lekin hamen tab ki jarurat hoti hai ki Ham tabe
                    per kam karva sakte to mein aasani ke sath power Bank nikalti hun aur tab charge karti hun aur bacchon ko kam karva leti hun ISI tarah power Bank Jo hai vah hamari jarurat hai itna hamen mobile ki jarurat hai utani hi power Bank ki bhi zrort hoti hai power Bank ek aisi electronic hai ki Ham ko iske nuksan Koi ni mgr fayda jyada nazar aate Hain aap kahin ja Rahe Hain safar mein hai to aap apna mobile charge nahin kar sakte power Bank ko charge kar ke sath Le jaaye to ab aasani se apna mobile charge kar sakte hain agar aap hospital jaate Hain tab bhi aapka power bank ap k pass hoga iske alava power Bank ka bahut jyada use hai mere khayal mein bhi nahin hona chahie kyunki isase mobile ki battery kharab ho jaati hai lekin jab light na ho aap Safar per ja Rahe Hain yah bhut sari aisi jagah per Jahan per light ka masla jata hai vahan per power bank hmri bahut madad karta hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Ya Review Mobile K Power Bank Pay Mabni Hain..

                      introduction .....





                      Assalamu Alaikum friends ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge Jaise ke aap Jante Hain Ki Ham aapke sath Roj Ek new topic discuss Karke Uske bare mein aapko information provide karte hain Usi Tarah Aaj Bhi Ham Ek topic Lekar Aaye Hain.......aaj ka Hamara topic pay bahut hi important hai Kyunki yah Power Bank per Banai hai ..




                      advantages




                      AAP Sab Jante Hain ke mobile Aaj Kal ke Daur Mein Har Bande ki jarurat Ban chuka hai...mobile phone Ek Aisi chij hai jo ke har Banda Har time apne pass Rakhna Chahta Hai Kyunki aajkal bahut se log bahut jyada mobile phone use karte hain aur Jaise ke aap Jante Hain ke mobile phone use karne ke liye usko charge karna Jaruri Hota Hai ...powerbank Bhi Ek Aisa Hi system hai jo mobile phone ko charge karta hai aur yah Ek Aisi device hai jo Ham emergency Ki Surat Mein use karte hain ....is device ko Ham Pahle Se charge kar lete hain aur FIR Ham isko Kahin Bhi Apne Sath Lekar Ja sakte hain ..Jaise ke Agar Ham University office yah Apne Kisi kam ke liye travelling kar rahe hain Jahan per Ham electricity se mobile charge nahin kar sakte Udhar Hamen Power Bank Se Hi Kam Lena hota hai isliye aajkal ke Dor Mein Power Bank ka bahut jyada istemal Kiya Jata Hai yah aapko Kisi bhi market se aasani se mil sakta hai ...Power Bank ki price Kitni Jyada Nahin Hoti isliye yah Har Koi isliye afford kar sakta hai...friends is ke Kuchh disadvantages Ki Hai .....




                      disadvantages



                      friends Jassi ke AAP Sab Jante Hain Ki Har chij ki to sites Hoti Hai Har chij Ke Kuchh disadvantages bhi Jarur hote hain Usi Tarah Power Bank ke bich Kuchh disadvantages Hai Jaise ke Agar Ham apne mobile phone ko bahut jyada Power Bank ki madad se charge karte rahenge To Hamare mobile phone ki battery timing bahut jyada decrease ho jati hai uske sath sath powerbank ki bhi charging decrease hoti rahti hai Jiski vajah se Power Bank bahut hi jaldi kharab ho jata hai ...ummid hai aapko Hamara aaj ka review Pasand Aaya Hoga thanks ......
                      • #26 Collapse

                        Re: Ya Review Mobile K Power Bank Pay Mabni Hain..

                        Mobile ka power bank
                        Ye ik chota saw bank hota hao jo mobile ko kahi b charge krny k liye use kiya jata hai. Hum mobile ko charge kr to lety hein magr jub maslsal use krty hein ya jahn switch nhi hota to humien mushkil hoti h mobile ko charge krny ma chalien is k Faida or nuqsan k bary ma bat kartu hein

                        Faida:
                        Bank Charger ko hum kahi b sath ly k ja sakty hein
                        Mobile bank charger mobile k bank ki trha hai jo charge krta hai humry mobile ko
                        Isko kisi b bag ma asani say rakh ja sakta hai
                        Is ka size b chota sa hota hai hath ma b pakr sakty hein
                        Emergency ki surat ma use kr skty hein
                        Light off hony ki surat ma mobile ko charge krny k liye use ker sakty hein
                        Different colors ma available hota hai

                        Nuqsan:
                        Ik ko b Charge kr k rkhna parta h
                        Girny ki surat ma kharb ho jata hai
                        Iska wazan mobile say zyda hota hai
                        Data cable ka sath hona lazmi hota hai
                        Pani ma girny say b khrb ho jata hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Ya Review Mobile K Power Bank Pay Mabni Hain..

                          Assalam i Alaikum friendz kasa ha ap sab umeed ha theek thak ho gy or apni zindgi ma masroof ho gy to aj hum jis chez ka bara ma baat karna wala ha is ka naam ha mobile power bank jo ka un log ka bhot ahm zorart ban chuka ha jo smart mobile ka istmal karty is ka bhot sa faidy bi ha kuch nosnat bi ......


                          Advantages:- power bank ka sab bara faida ya ha ap isy dafa charge kar lo din ma kisi bi waqt is ka istmal kar sakty ha chiye is waqt bajli ho ya na ho or agr ap kisi lamby safr par ja rha ha to ya ap ka bhot hi faidmand ha ku agr ap ki mobile ki battery low ho jati to ap parshan hoya bagir is ka zariya apna mobile charge kar sakty....


                          Disadantages:- jis power bank faidy is tarh is ka nosknant bi bhot sa log is ka galt istmal karty ha matlab mobile ka bhot zaida istmal karty ha bafikr ho ka ku ya ao ka mobile ko kisi bi charge kar daty ha or s ya bhot zaida electrcity istmal karty ha jis ki waja. Insan ko parsahni ka samna karna parta ha or or is ki kameet bi bhot zaida hoti ha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Ya Review Mobile K Power Bank Pay Mabni Hain..

                            Assalam u alaikum dear forex members!!
                            Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
                            Dosto power bank aaj Kal aik zrorat ban chuka ha ye hamary safr ka sathi haAssalam u alaikum dear forex members!
                            Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
                            G Dear apny bilkul thek kaha ky hamein quantity ki bajay qualities pr focus krna chahye.
                            Jesa ky ab janty hain ky laalach buri bala hoti ha . Same usi trah forex forum main bi kuch members lalach ki wajah sy apni posts ki Quantity ko brha dety hain ta k unhain acha bonus hasil ho lekin wo ye chez bilkul bhool jaty hain ky just Quantity ko brha denhy sy bonus nhi milta bulky apki post ki quality zyada matter krti ha.
                            Agr to aap ki post informative ha or logon ko us sy faida milta ha to ap ki post ki quality up to mark ha or definitely aapka bonus b acha hoga .
                            Is main koi Shaq nhi ky Quantity b matter krti ha Kun ky forex forum pr kaam krty howy apko apny target ko b pora krna hota ha lekin is target ko hasil krny ky lye aapko Qualities pr b focus krna hoga .
                            Agrchy aap target ko achieve nhi kr paty lekin Quality aapki post ki achi ha to apko acha bonus hasil hoga. Kun ky agr ap Qualities pr compromise krty hoy apny target ko achieve bi krlety hain to apko koi khas faid nhi hoga or apki mehnat ka apko phal b nhi mily ga islye hamesha post ki quality ko up rakhain or behtreen muaad pesh krain to yaqenan ap aik acha bonus hasil krain gy.
                            Shukrya ❣️❣️❣️

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X