jaiza : Tasuki pattern k related info
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

    You have mentioned a very good graph analysis and candlesticks analysis and definitely this is a very important and very serious knowledge about the candlestick patterns and candlesticks charts I have never known to these patterns before but after seeing your thread I understood in not complete manner I understood it in half manner still there is some limitation in this thread which cannot completely improve my knowledge about candlesticks each and every word about your thread is definitely linked with the candlesticks candlesticks knowledge is very important for a trader who is doing trading in the forex candlesticks behaviour show that how the market trend moves and it also helps us to analyse that how the market will move in the future and the market will show what type of trend so you are thread also contain the knowledge about candlesticks and pattern of candlestick charts and candlestick patterns so I would tried my size to understand it I will read it again for my myself knowledge I am just giving response to a thread your was very informative so this is my first of all my response I will read out your **** again and I will try to get much more what do you want to convey to me so I will try my best to achieve that thing which you wanted to convey a new thread thank you very much for your thread thank you very much again
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

      Dear member bahut hi informative create ki hai aapane a bahut se members ki hakikat se acchi information hasil kar sakte hain forex trading se related aapane bilkul sahi kaha ki tasuki pattern do candles ke darmiyaan ke gap ko kaha jata hai capco gap ko window bhi kaha jata hai yah candles hai darmiyaan shadow ko milakar banta hai Shadow ke darmiyaan bhi laazmi gap hona chahie ISI tarah rising window ko bullish aur calling window ko breash kaha hebaton ko mukammal karne ke liye two candles ki jarurat hoti hai hai aur yah candle is gap ko fill nahin kar sakti aur uske bad aur bullish aur bearish candles ke bare mein analyse karenge is tarah se Hi Ham multi-pattern ko acche se samajh Kat trade kar sakte hain trading ke liye hamen chat ko acche se analyse karna hota hai har chhoti se chhoti chij ko samajhna hota hai candlestick ke bare mein analyse karna hota hai ki kis tarah se hamen lasya profit de sakti hai tab bhi Ham apni trade ko profitable banane mein kamyab ho sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
        [ATTACH]19184[/ATTACH]

        dear friends, tasuki pattern two candlestick ya gap k majmuay ko kehtay hain, gap ko window b kaha jata ha aur ye 2 consective candles k darmian aur un k shadow ko mila k bnta ha, lakin agr candles k darmian gap ho mgr un k shadows apas ma touch ho rahay hon to usay hm window nhi kahain gay, windie k liay shadows k darmian b lazmi gap hona chaiay, is tarah rising window ko bullish aur falling window ko bearish kahain gay, pattern ko mukamal karnay k liay window k baad 2 candles ki hi zarurat hoti ha, ye candlesticks window ko band ya gap ko fill nhi kar sakain gi, barhtu hui window ko follow karnay wali pehli candle bullish rising candlestick ho gi jb k dusri aik dark bearish hogi, jo pichli candles ki real body ma open ho gi, duari candle pehli ki real body k neechay close hogi lakin window ko bnd nhi honay da gi, agr ye candle window ya candlestick ko close kar da gi to pattern ghalat ho ga, rising window ko hm support consider karain gay, is tarah aglay 2 session ki window k close honay aur support k against janay ka ishara market ki taizi ka sabab bnay ga aur market ki bearish nature is saray pattern k opposite ho gi jo window k close aur resistance k violate honay par ho gi, ye pattern uptrend aur downtrend dono ma achi indication daita ha lihaza is sa achay results hasil kiay ja saktay hain, hmain trading k liay is tarah k indicators aur patterns ko thek tarah samajhna chaiay ta k trading ma asani ho sakay
        dear forex market mein kam karne ke liye humko bahut sare pattern mil rahi hote hain jinko hamesha market mein kamyab Ho jaate Hain forex market mein Ham agar acchi tarike se kam karte Hain to Ham kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai agar Ham forex market mein acchi tarike se kam karte Hain to hamesha market mein acche tarike se kam karte Hain to Ham kis market mein fayda ho jata hai agar Ham forex market nahin achcha profit baat hai to Ham use market mein kafi jyada paida tab hota hai jab Ham is market mein kamyab Ho jaate Hain agar Ham forex market mein fayda tab hota hai jab Ham is market mein fayda tab hota hai jab Ham is market mein kisi ek pattern ko dekhkar trade karte Hain kyunki is market mein kisi bhi pattern per trade karne ke liye humko hard work karna hota hai jo trader forex market mein main acchi tarike se trade lagate Hain humko is market mein fayda tab hota hai jab Ham is market mein fayda bahut aaja farmers market mein acche tarike se kam karte hain forex market mein jab Ham soch samajh Kar kam karte Hain to humko is market mein fayda tab hota hai jab Ham is market mein achcha kam karte Hain Jo trade forex market mein fayda bahut hi jyada mis market mein kisi bhi pattern per trade lagana chahte Hain to humko ismein confirmation ka intezar karna hota hai agar Ham forex market mein kisi bhi pattern ko dekhkar trade lagana chahte Hain to Ham to is market mein kamyabi tab milati hai jab Ham is market mein hard work karte hain aur is market mein acche pattern ko dekhkar is market mein trade lagate Hain to Ham kis market mein kamyabi mil jaati hai forex market mein humko fayda tab hota hai jab Ham is market mein kafi jyada fayda hota hai jab hamen market mein fayda bahut hai jab Ham is market mein fayda tab hota hai jab Ham is market mein hard work karte hain is market mein humko kafi jyada fayda hota hai jab farmers market mein sote samay kar kam karte Hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

          pattern three candle stick pattern par depend karta hai jo ye information dety hain k market ka trend up ward direction ma continue kary ga. Up side tasuki pattern 3 candles par mustamil hota hai or ye information share karti hain k market ka trend up hai or ye continue kary ga. Ye jo third candle hoti hai ye pehle dono k darmeyan banany waly gap ko close kar deti hai. Trader aksar es pattern ko use karty hai bullish movement ko confirm karny k lae. Tasuki up trend information deti hai strong up ward signal k bary ma jo k gap sy show hota hai. Other words ma ye kaha jae to galat na ho ga k market ma up trend ki strength ki waja sy gaps banty hain. Tasuki pattern market k up trend ma kisi b time ma ban sakta hai. Up trend tasuki pattern k opposite pattern ko down trend tasuki pattern kaha jata hai. Es ma basic chez ye hoti hai k ye gaps down trend k pattern ma kisi b time par banty hain. Agr trader ko es tarha ki info pehle sy hu to wo acha profit hasil karny ma kamyab ho jata hai. But ye pattern un currencies par zayada reliable ni hoty jo 24 hr open ni rehty or unki market serf 6 to 8 hrs he open hoti hai. Ye signal 100 percent success ki zamanat ni hain trader ko en k sath apna experience use karna parta hai bahot shukriya apka.

          اب آن لائن

          Working...
          X