Dear Asslamolikum !
Topic Ka Nam : (Gul Ahmad Brand )
Topic Ka Introduction :
Aj ma jis topic kay bary ma abt karny ja raha ho wo ek brand ka topic ha jis ka nam "Gul Ahmad "ha ya ek boht axha brand ha aj ham apny is topic ma is brand kay bary ma tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan to umeed karta ho is say apko boht faida ho ga or is say apki knowledge ma bhe kafi azafa ho ga to ham start karty han 20 sade kay awal ma gul Ahmad nay tajart start ki 1953 ma is group nay gul ahmad mills limited kay nam say manufacture ky shobay ma daqkhil hony ka fasila kia or isi nizi tor par mehdood company kay toor par shamil kia gya 1070 ma ya company karachi stock exchange ma darj tha or ya pakistan mumtaz textile houses ma say ek tha 2003 ma gul Ahmad nay retail ector ma tosee ki or gul Ahmad khurda cheen kay zariya idiyaz ki bunyad rakhi ya hamari ikhyaqiyat or karobari ikhlakiyat ka ahtaram ha kay gul Ahmad pory asia kay libas brand may say ek ha gul Ahmad na sirf fashion ko bari qemat par muhia karta ha balky matno product mix pesh kar kay sarfeen ki mukhtlif zaroriyat ko bhe pora karta ha is say ek mukamil or andada ek khurdara tajarba hota ha.
Advantages :
Gul Ahmad Brand ek boht acha brand ha is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han umeed karta ho apko pasand aye ga Gul Ahmad ek boht acha brand ha is ka mrket ma boht acha nam ha or is ka ya nam is brand ki quality ki waja say hoa ha is brand ki quality boht achi is brand kay kapry boht achy or expencive han in kay kapry kafi grace full hoty han or ya jaldi khrab nahi hoty han kuch kapry dhony say khrab ho jaty han un ki shine khra ho jati han but gul ahmad asa bilkul nahi ha ya ek boht acha brand ha or is ka kapry boht pyary or boht achy hoty han.
Disadvantages :
is brand kay zada koi nuqsan dekhny ma samny nahi aty han bus say brand dosry brand kay muqably kafi expencive or mehanga ha jis ki wja say am log is ko nahi purchase kar sakty hn or zada is brand ka koi nuqsan dekhny ma samny nahi ata ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим