Sawal: "Aroon Oscillator Indicator" kia han?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sawal: "Aroon Indicator aur Aroon Oscillator" kia han?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Mahdi پيغام ديکھيے
    Assalam o Aluikum! Mera apna tamam seniers aur juniers bhaiyon sa ye sawal ha k "Aroon Indicator aur Aroon Oscilator" kia ha aur inka forex trading man kiya use ha. Umeed ha ap sab bhai is sawal ka jawab apna qeemti knowledge aur experience sa karen ga......
    Forex form Mein Arun indicators aur Arun osculator bahut hi important role Ada karte hain Jaisa ki aap Jante Hain Ki Forex trading mein bahut jyada tadad Mein indicators Paye Jaate Hain yah indicators bahut hi popular indicators Hain isliye Hamen chahie kya Nahin indicators ko acchi Tarah Se learn Karke in indicators ko hi use karna chahie Agar Ham Forex form ka Jyada Se Jyada experience Hasil karna chahte hain to uske liye Humne Aroon indicators aur Aroon escalator Koi use karna chahie Kyunki ine ke jarie se Ham Apne knowledge mein acchi Tarah Se izafa kar sakte hain aur Market Mein acchi trade lagakar Se Achcha fayda Hasil kar sakte hain

    Jo members apni trading co continue Rakhna Chahte Hain to use ke liye Hamen chahie ki Ham ine indicators ko acchi Tarah Se information Hasil karke hi market Mein Apni trade lagaen Aroon indicators price changing value ko learn karne mein bahut jyada help Karta Hai Jab Ke Aroon osccilater Ek movement indicators Hota Hai Ek bahut hi difficult indicator hai isliye Hamen is ko acchi Tarah Se learn karke hi Apna Kam start karna chahie Agar Hamen is indicator Mein Koi chij samajh nahin aati to uske liye Hamen Apne seniors se contact karna chahie vah Hamen Iske bare mein acchi information provide kar sakte hain isliye Hamen an information ko acchi Tarah Se Apne mind Mein set kar lena chahie aur uske hisab Se Hi market Mein trade Lagane chahie Taki Aage Se Achcha fayda Hasil kar Saken Forex trading Ek bahut hi Achcha business hai Ham is my life time Apna career bhi bana sakte hain aur usse Achcha knowledge Hasil Karke Agar Ham Apna alag business start karna chahte hain To Ham bahut hi acche tarike se usmein successful Ho Jaenge aur acchi earning Hasil kar Sakenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sawal: &quot;Aroon Indicator aur Aroon Oscillator&quot; kia han?

      bahi ap na acchi information shair ki hai indicators ko use kar ka hum log ak acchi earning kar sakta hain aroon indicator ak asa indicator hai jo price change ko indicate karta hai or trend ko bi show karta hai is indicator sy hum market mai kisi bi pair ki price change ko dahk sakta hain ya indicator 0 or 100 ka darmiyan move karta hai or hum log is sy accha fida otha sakta

      Arron Oscillator ko Tushar Chande na 1995 my develop kia hai or is ko Arron Indicator system ka bad develop kia gya hai huma in ka bara mai knowledge hasil karna chaya indicator ko develop karna bohot mushkal hai is pr kafi study ki jati hai tub ja kar huma indicator milta hian jin ko use kar ka hum log ak acchi trade ko open kar sakta hain indicator ka bara mai knowledge hasil karna lazmi hai agr kamyabi chata hain tu kiun ka indicator tohra mushkal hain agr hum log chata hain ka hum log in ko use kar ak kamyabi hasil karian tu huma in ka bara mai knowledge or experience hasil karna chaya agr hum na in ka bara mai sekha lia tu huma kamyabi hasil ho gi indicator zayda tar bullish or breash candle pr banta hain is lia huma candles ka bara mai bi tohra sa maloom hona chaya ta ka acchi tahra hum market mai entry lay sakain is business ko karna ka lia hamra pass knowledge hona lazmi hai or experience hona bi lazmi hai ta ka kamyabi hamra pass ho
      • #18 Collapse

        Re: Sawal: &quot;Aroon Indicator aur Aroon Oscillator&quot; kia han?

        dear friend, aroon indicator market k trend ko measure karnay ya isay determine karnay k liay use hota ha, ya price trend ma consolidation find karnay k liay b use kia ja sakta ha, aroon indicator ma 2 lines plot hoti hain jin ko aroon-up aur aroon-down kehtay hain. aroon-up 0 aur 100 k darmian aik value ha jo yw zahir karti ha k 25 din ki high ko kitna arsa pehlay set kia gia tha, aj agr high 25 ho gi to ye 100 ho ga aur zero day hoga jb 25 din pehlay ye high thi, is tarah hm keh saktay hain k jb aroon-up 100 k kareeb ho ga to ye strong trend ko ahow karay ga jahan new high bnain gi, isi tarah aroon-down is k totaly opposite ho ga aur ye downtrend ma new high bnae ga,
        Aroon oscilator simply aroon up aur aroon-down k difference ko kahain gay, is ma jb aroon oscilator zero sa above jo ga to riaing trend bnay ga aur jb ye zero sa below ho ga to down trend bnay ga, aroon oscillator ka crossover trends ma turn around show karay ga aur jb new trend start honay wala ho ga to dono aroon indicators low level par hon gay jo consolidation show karain gay, hmain in k baray ma achi learning hasil karni chaiay ta k in ko thek tarah apply karain aur behtar results hasil karain, hmain mehnat k sath in indicators sa waqfiat hasil karni chaiay q k ye hmain market k trend k baray ma achi indication da saktay hain
         
        Last edited by ; 13-09-2020, 08:05 PM.
        • #19 Collapse

          Re: Sawal: &quot;Aroon Indicator aur Aroon Oscillator&quot; kia han?

          Assalamu alaikum all members Agar ham Forex Mein expert trader banana chaate Hain To Hamen apni trade mein jyada Se Jyada indicators ko use karna chahie Agar Ham maximum indicators apni trade per apply Karte Hain To Ham use se acchi earning bhi Hasil kar lete hain market Mein different indicators maujud Hote Hain aur yah indicator market mein bahut jyada help karte hain yah Ek Aam se trader ko expert trader banaa sakte hain lekin Agar trader in ko apni trade main use nahin karta to vah aasani se expert trader bhi nahin Ban Sakta Agar Ham successful trader Banna chahte hain aur Forex Mein kam karna chahte hain To Hamen maximum indicators ko use karna chahie

          ISI Tarah Aroon indicator aur Aroon oscillator bahut hi acche indicator hai professional trader Hamesha different indicators ko use karte hain Kyunki unke pass experience aur knowledge Jyada hota hai aur unhen yah bhi experience hota hai ki Ham ne Aroon indicator aur Aroon oscillator ko kis Waqt aur kaun si trade Mein use karna hai ek expert aur professional trader banne mein bahut jyada Waqt lagta hai Agar market mein maujud aroon oscillator zero se upar Hoga To Hamen samajh Lena chahie ki Hamari new trade open hone mein abhi bahut waqt hai Hamari newtrade use Waqt open Hogi Jab Aroon oscillator zero se niche hoga Forex Mein kam karte hue Tamam oscillators indicators patterns candlesticks Auron ke alava market Mein maujud Tamam tools ko samajh Lena chahie Taki Ham Forex Mein long time tak kam kar Saken Agar hamare pass market ke tools ke about knowledge Hoga To Ham Forex Mein long time ke liye kam kar Sakenge
          • #20 Collapse

            Re: Sawal: &quot;Aroon Indicator aur Aroon Oscillator&quot; kia han?

            Dear forex me aroon indicators aur aroon oscillator basically same hoty hen sur Inka working procedure hamesha technical indicator ki trha hota Hy technical indicators jo aap ki training ke dauran aapko market Ki Maut ke bare mein batati hain yah market Ka Sabka trend show Karti Hain aur usse aap gas karte hain aur aapko signal deti Hain ki aap bhaiya yah Sal Mein trade Karen tender indicators Forex mein bahut ummid kya mile technical indicator ko samajhna Forex make basic chij hai technical indicator ko samajhna Shuru kar bhejo trader uske liye trading bahut Aasan Ho Jaati Hai indicators Jo hote hain vah Hamari analysis Mein Hamari bahut jyada madad Karte Hain Jab Bhi aap market ke analysis Karte Hain To aap Logon ke technical indicators used kar rahe hain specially relative strength index indicator jo hai vah bahut hi Achcha hai agar aap isko use karte hain to yah aap logon ko bahut acchi Tarah Se market ki condition ke bare mein batate auronext market mein kya hone wala hai Iske bare mein aap Logon Ko signal Dete Hain koshish Karke aap log technical indicator use karte hue Apne analysis acchi Tarah Se Karen Taki aap logon ko jo bhi trading entry Laga rahe hain usmein aap Logon Ko acchi Tarah Se Apna profit target complete ho sake indicators ko achy sy samaj kar is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ha kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kr sakty hain or acha bonus hasil kar saky hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar askty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain
             
            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
            • #21 Collapse

              Re: Sawal: &quot;Aroon Oscillator Indicator&quot; kia han?

              Asalam o alikum dear friends, Aroon trading indicator metatrader 4 terminal se select Kiya ja sakta hai aur iski quality yah hai ki aapko friend satrant batata hai time ke accordingly calculation karte hue price action of certain instrument currency pair aapko calculate Karke bata deta hai high price calculation with in time and low price calculation within time aapko calculate Karke trendsetters batata hai ki friend ki satrant bullish hai ya viresh hai aapko maloom ho jata hai aur aap best trading opportunity game kar sakte ho trading members aap ko maloom Hona chahie ki big trading investors and players Forex trading market mein sentiments ko follow karte hue trade open and close karte hain aur market se profit pickup karte hue khud kar banking system wale kar lete hain aap ko maloom Hona chahie ki best big trading institutions indicators ko follow Nahin karte hain fundamental and sentimental analysis ko follow karte Hain market mein aapko aroon trading indicator and Aroon trading oscillator aapko short term trading strategy provide karta hai jismein aapko maloom ho jata hai ki scalping ke liye aapane police trade leni hai ya beera straight leni hai agar aap time frame selection accordingly karte Hain to aap best trading member bankar mature professional trading kar sakte ho.
              Aroon trading indicator and Aroon trading oscillator trend guideline and trend prediction according to price action best indicator hai aap is ko use karte hue apna hypothesis bana sakte ho aur trade open kar sakte ho intry and exit point settle down kar sakte ho support and resistance ke according aapane account ke profit codable kar sakte ho trading members Forex trading market mein indicators ki importance ko samajh Kar aapko trading karna hogi technical indicators technical analysis most important hai aapko basic study karte hue time account mein practis karte hue demo account ko study karna chahie, agar aap mehnat karenge agar aap apne aap par bharosa karenge to fir aap indicators ko kam use karenge aur aap ek acche trader Ki tarah trade kar sakenge.
              • #22 Collapse

                Re: Sawal: &quot;Aroon Oscillator Indicator&quot; kia han?

                Ji member aapane sahi kaha indicators to bahut sare hote hain lekin market mein yah indicators bahut important hai is indicators ke bare mein bahut jyada forex mein baat ki jaati hai lekin indicators Koi bhi Ho hamen use per jyada depend nahin karna chahie balki apni trading ko bahut soch samajh Kar aur market ko acche se analyse karke karna chahie indicated ke bare mein pahle hamen acche se analyse ka Lena chahie FIR kisi bhi pair per hamen indicators ka use karna chahie indicator ko use karne se pahle hamen chahie ki hamara tarah ke indicators ko acche se nice karne aur analyse karne ke bad hi apni trade per indicators ka istemal Karen kyunki indicators hote to bahut jyada hi acche hain lekin kisi time yah hamen last bhi de jaate Hain aur kisi time bahut jyada profit bhi de jaate Hain is isliye risk lene ki baje hamen pahle indicators ko acche se analyse ka Lena chahie FIR uske bad hi hamen kisi trade per indicators ka use karna chahie indicators ka use hamesha soch samajh Kar karna chahieindicators ko istemal karne ke liye hamen market ko acche se anaaj karne ki jarurat hoti hai aur apne hath baat karne ki hoti hai aur hard workkarne ke sath sath hamen market mein continuously online rehte market ko bhi acche se analyse karna hota hai aur apna self-interest dikha ke kam ko acche se focus karke karna hota hai aur kam karne ke sath hamen sab kuchh ek sequence Mera karna hota hai kyunki jab tak aap is tarah se nahin karenge hamen profit hasil nahin hoga aur profit hasil karne ke liye hamen indicators ka istemal karna hota hai indicators ko bhi vah soch samajh ka istemal karna chahie kyunki indicator hi hamen profit gallons de sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: Sawal: &quot;Aroon Oscillator Indicator&quot; kia han?

                  Aroon oscillator indicator market mein overbought or oversold position ko analyse karne ke liye istemal hota hai aur bahut se log market ke overbought or were sold levels ko room indicator ki madad se analyse karte hain lekin main samajhta hun ke agar ham is ki jagah relative strength index ko istemal karte Hain to yah hamare liye kafi behtar natija rakhta hai kyunki relative strength index oscillator ko istemal karna jyada iji hai.

                  yah ek oscillator indicator hai aur Market ki divergence ke liye isko istemal Kiya jata hai aur jahan tak main samajhta Hun Tu is indicator se hamen kafi fayda mil sakta hai isliye jarur koshish Karni chahie aur is ki practice karni chahie tab hi hamen is metallic malumot mil sakti hai aur ham isko theek tarike se istemal kar sakte hain oscillator indicator maarpeet ki indication ke liye kafi achcha kam karte hain isliye market mein koi bhi order lete hue hamen is ko jarur istemal karna chahie tab hamen bahut fayda hoga.

                  Aroon oscillator indicator ki reading value ke liye plus hundred aur minus hundred ki price hoti hai aur jab price zero level se aap jaati hai ya down jaati hai to tab hamen is indicator se market ka entry point milta hai aur tab hi ham is indicator ki madad se market mein koi order lete hain hamen chahie ke ham aise indicators kolaj me istemal Kiya Karen kyunki yah indicator hamare liye bahut hi achcha kam karte hain aur hamen ki madad se market ka achcha decision le sakte hain aur acchi trade kar sakte hain isliye main samajhta Hun ki hamen jarur syndicator ko istemal karna chahie yah hamare liye bahut hi behtar hota hai aur hamen isase bahut acchi trade mil jaati hai.

                  Bahut si trader is indicator ki bajaye relative strength index ko istemal karte Hain aur main bhi yahi samajhta hun tere little strength index is indicator se jyada behtar hota hai aur hamen achcha natija mil jata hai lekin har trader ka apna mind aur ek apni state ji hoti hai isliye jis indicator ko jo acchi Tarah se samajhta hai aur jiske bare mein hamen acchi maloomat Hoti hai usi indicator ko istemal karna hamari trading ke liye behtar hota hai.
                  :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                  CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                  • #24 Collapse

                    Re: Sawal: &quot;Aroon Oscillator Indicator&quot; kia han?

                    dear forex market mein Ham jab kam karte Hain to humko is market mein fayda bahut hi jab Ham is market mein acchi tarike se kam karte Hain to Ham is market mein fayda bahut hai jab Ham is market mein fayda tab hota hai Japanese market mein acche tarike se kam karte hain forex market mein fayda tab hota hai jab Ham is market mein achcha fire jata bahut hi jab Ham is market mein kamyabi milti hai jab farmers market mein acchi tarike se kam karte Hain forex market mein Ham jab acche planing karke kam karte Hain to Ham is market mein fayda tab hota hai jab Ham is market mein acche tarike se kam karte Hain forex market mein humko fayda hota hai jab Ham is market mein planning karke kam karte hain forex market mein Ham jab acche tarike se kam karte Hain to humko is market mein kamyabi tab milati hai jab Ham is market mein Socha Mika trading kar rahe hote hain is market mein jitne bhi AC later available hai vah is market mein tab achcha kam karte Hain jab Mar geet Koi Raj banakar kaam karti hai agar Ham is market mein kisi oscillator khoj karte hain to aapko is market mein acche tarike se kam karte Hain to hamesha market mein achcha profit banaa sakte hain forex market mein Ham jab acche tarike se kam karte Hain Ham kis market mein kamyabi tha milati hai jab Ham is market mein aisi later ko use karte ho ya kam karte hain kya ke market jabran banati hai tu ashi letter was time achcha result deti hai agar Ham is market mein aansu later per trade karte ho ya achcha design lete Hain Ham koshish market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein humko answer later ko dekhkar trade karne mein kabhi jyada fayda ho jata hai forex market mein humko Kam Karne se kabhi jyada profit Mil jata hai forex market mein jo trade abhi AC later use karte hain unko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: Sawal: &quot;Aroon Oscillator Indicator&quot; kia han?

                      Aroon indicator ke related bahut hi kam logon ko knowledge hoga kyunki bahut hi kam log is knowledge Ho rakhte Hain kyunki yah bahut hi kam log is indicator ko use karte hain aur main samajhta Hun ki yah indicator hamare liye itna jyada useful bhi nahin hai agar itna jyada useful hota to expert kar lo jisko bahut jyada use karte lekin bahut hi kam logon ko iske bare mein istemal karte hue suna hai.

                      Aroon indicator aik oscillator indicator hai aur jo bhi oscillator indicator hota hai Ham usko market ka diamond jaise lene ke liye use karte hain aur market mein jab bhi Koi diver jaise banta hai to Ham is indicator ko use karte hain aur isase Hamen market ke bahut hi good reversal trades mil jaati hai aur ham market ki reversal trade speed reading karke bahut hi acchi trading kar sakte hain Hamen chahie kya aap Missy indicator ko samjhe to tab hi hamare liye profitable hoga. Aroon oscillator.
                      Jb oscillator zero sy nechy ho ga to eska matlab hai k new trend start hony wala hai. Es ka matlab hai k aroon down aroon up ko nechy sy cross kary ga. Es ma low zayada banta hai agr ham esko high sy compare karyn to. Aroon oscillator aroon up or aroon down ko use karta hai oscillator ko bananay ma. Aroon up or aroon down periods ko measure karty hai last 25 high or low ma sy. Aroon oscillator zero ko cross karta hai jb aroon up aroon down k uper sy move karta hai. Aroon oscillator zero line par drop ho jata hai jb aroon down aroon up k nechy move kar rha hu.
                      • #26 Collapse

                        Re: Sawal: &quot;Aroon Oscillator Indicator&quot; kia han?

                        Aroon indicator is the best type of indicators a used in the forex market for the indication of the market movement and and this type of indicator is mostly used by the professional traders in their trading to indicate the movement of market and to analyse the volatility in the market and these type of indicators are also used by the junior traders to put their trades in the forex market to get the good profit aroon indicator represents the indication of market where the resistance level exist and it also represents that whether the systems level can break or not this indicator can help us in the indication of the resistance level and the support level in the market if we have good knowledge about these indicators then we can easily analyse the market and we can easily menu clear the the signals related to the Forex trading if we talk about the Aroon oscillator. then we can say that our Aroon oscillator. is also coming from the aroon indicator and this is also very helpful in the analysis of what I want it in the market and if we want to predict that how much volatility is present in the market and how much a volatile the market is going to be in the future than her Aroon oscillator. can help us in this indication the knowledge about all these indicators and oscillators a is very important for all of us we should have a proper knowledge and information about these indicators and oscillators hope you will satisfy from my answer thank you very much
                        • #27 Collapse

                          &quot;Aroon Oscillator Indicator&quot; kia han?

                          "Aroon Oscillator Indicator" kia han?
                          • #28 Collapse

                            Re: &quot;Aroon Oscillator Indicator&quot; kia han?

                            Aroon trading indicator
                            yeah technical indicator hai jismein hamen moving averages jab aapas mein cross hoti hain aur market mein hamen main trading perfectly milati hai agar ham trading market mein direction find out kar le aur market ke friend ko maloom kar len to hamen aasani Hoti hai trading ke liye but I'm a professional analyst ko follow karna chahie agar ham unko ignore karenge to hamen trading mein launch ho sakta hai professional trading member market ke bare mein bahut acchi information provide karte hain kuchh analyst continuously daily basis per apna anil se share kar rahe hote Hain jisko ham freely use kar sakte hain vah hamen stop loss and take profit setting bata dete Hain ab humne apni trade ko manage karna hota hai aur lot size ke according reading karna hoti hai agar ham trading market mein management Karen to hamen trading indicator ki bhi help mil sakti hai aur syllabus ko bhi use kar sakte hain .

                            Trading member is indicator ko use karte hue humne apni planning karni hai tab karni hai aur humne technique ko bhi use karna hai jaisa koi desh Nahin ho raha hai ki greenline hamen Jo information provide kar rahi hai uske upar great blue line bhi hamen trading market ke bare mein data provide kar rahi hai aur Redline bhi hamen market ke bare mein show kar rahi hai ek market ke short-term momentum ko show kar rahi hai dusre medium term momentum ko show kar rahi ho 3rd line market ke long-term momentum purushon karti hai aur jab ji lines aapas mein intersect Hoti hai to hamen trading market mein apni straight ji ko dekhkar trade open and close karna hoti hai aur in ke accordingly humne stop loss and profit setting Karni Hoti hai market mein entry and exit point ko dekhna sabse important hai aur lot size use karna bhi important hai agar ham trading indicators ko dekhkar lot size manage Karen aur support and resistance manage karen to perfect trading kar sakte hain.
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: &quot;Aroon Oscillator Indicator&quot; kia han?

                              Aroon Oscillatior indicators aek bht acha indicator hai jo keh hame forex market ke baarey me indicate karta hai aor hame chahiey keh ham jab bhi trade open karney lagen to indicators ki madad se candles ki movement ka jaiza le kar hi forex market ka analysis kare q keh dosto jab hamarey pas acha analysis hogaa tab ham behtar tareeky se forex market ko understand kar sake ge aor phir forex market trend ke mutabiq order open kare ge jis se hame big profit earn hoo sake gaa
                              Friends ap forex trading me sabar aor experience ke saath work kare taa keh ap loss se bach kar acha munafa kmaaey tukka system jo hai kuch dost baghair watch kiey analysis kiey market ko trade laga dete hai jo keh bht galat baat hai hame chahiey keh first thing hai forex market ko watch kare mukhtalif indicators ko dekhen aor indicators ke according hi trade lagaey tab apko bht acha munafa hogaa mehnat karte rahe inshallah ap jald forex ko samajh jaaey ge

                              Yeah business bht acha rozgaar hai is me hame sakht mehnat karni chahiey aor forum me knowledge share karna chahiey seniors ki post ko bhi read up karna chahiey is tarah se ham bht acha munafa kmaa sakte hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: &quot;Aroon Oscillator Indicator&quot; kia han?

                                Dear ap nay aik achy indicator kay bary main poocha hay. Aroon oscillator aik aisa indicator hay jo aroon indicator yani aroon up aur aroon down main working karta hay jis say traders market ki position ko judge karty hain. Aur is oscillator kay through trend ki further strength and continuation ko samjhty aur confirm karty hain. Ye oscillator day time frames aur short timeframes donon main muasar sabit hay.

                                Aroon oscillator ko samjhna bahut easy hay. Is main traders ko strength ki movement yani continuation ko observe karna hota hay jis say woh trend ki strength kay mutabiq trade main order place karta hay. Yahan hamain zero line kay crossover hony ka wait karna parta hay, yani ager reading zero line ko cross kar kay up jaye to iska matlab hota hay keh market main is waqat up trend ya bullish trend hay jis main buy ki muasar trading ki ja sakti hay, aur +50 say uper jany per is main mazeed stregth consider ki jati hay. Ager reading zero line say cross ho kar down side a jaye to iska matlab hota hay keh is waqat market main down trend chal raha hay, jis main traders pair ko sell kar kay trading karny ko tarjeeh daity hain. Jab keh ager reading -50 say below a jaye to woh down trend ki mazeed cintinuation main in rehty huye behter earning karty rehty hain.

                                Kisi bhi indicator ko jab tak traders forex main trading kay liye proper practice kay through na seekh lain woh effective trading ki possibilities nai bana sakty. Aur jab tak traders indicators ka istemal nai seekhty tab tak unko khatir khawah kamyabi milna mushkil hota hay. Is liye hamain chahiye keh aroon indicator ko bhi demo per use kar kay acha experience hasil karain ta keh hamain forex main successful trading karty huye achi earning ho saky.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X