Ye review " Patang Bazi" par mabni hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review " Patang Bazi" par mabni hai.
    Patang Bazi ek bht hi aam khail hai. Jisko puri dunia ky log sadion se karty a rhay hain. Aur Pakistan mein bhi har gali mohalay mein aap patang bazi ky amal ko hoty dekh skty hain. Aur gharon ki chaton pe bhut se bachy, jawan patang uraty nazar aty hain. Jab bhi achi hawa chal rhi ho ya mosam acha ho to bht se log patang bazi krna pasand karty hain. Pakistan mein iska ek Festival bhi mnaya jata hai jisko "Basant" kaha jata hai. Is din sab log apni gharon ki chaton par aur khuly medanon mein ja kar patang uraty hain aur aap basant ky din hzaron Patang asman par urtay dekh skty hain aur un se lutf andoz bhi hoskty hain.

    Faiday :

    Patang bazi ek bht achi activity hai. Bhut se bachy apny gharon mein reh kar sham ky waqt patang bazi krtya hain aur un ky loye yeh ek bht acha khel hai jis mein acha time pass hojata hai aur choty bachy urti patang dekh kar bht khush hoty hain.
    Aap gharon mein shooper se patang bna skty hain aur ek aam dhaga istemal krty huey patang ura skty hain. Aur hr koi is khel se mehzuz ho skta hai. Yeh bht mehnga khel nahin hai aur nah hi zeada psisy lagany party hain.

    Nuqsan :

    Patang bazi ko ab illegal kar dia gaya hai. Kyn ky is mein logon ne bht khatarnak dorayn istemal krna shuru kr din. Jo ky sheshy aur dusry chemicals ko mila kar bnae jatin hain. Sur is se yeh hota hai ky aap asani se dusry ki ptang kaat skty hain. Lekin yeh doryn patang urany waly k liye bhi nuwsan deh hain kyn k tezi se hath par se guzrny par yeh apki unglion par cuts laga skti hain.isky ilawa bht se hadsat paish aye aur bht se logon ki gardano par se dor guzrny ki wjha se woh fot bhi huey.​Islye​kites flying ko illegal kr dia gaya hai. Aur apko chahye ky patang bazi se khud bhi bachyn aur bachon ko bhi rokyn.​Ta ky jani nuqsan nah ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review &quot; Patang Bazi&quot; par mabni hai.

    Assalamoalaikum dear member ap ny bahot acha topic hamary sath share kiya hai patang bazi k bary main iski awairness hum sb k pas honi bahot zruri hai is k faidy aur nuksan hum sb ka januna bahot zruri hai.

    Faidy:

    Jehsa k ap sb log janty hain k patang bazi aik asi game hai jisy hr koi khelna aur dekhna pasand krta hai bachy bry shoq sy isy khelty hain aur zyada tr bachy apny ghroun main he patang bana k khelty hain patang bazar sy bhi mukhtalif colour main mil jaty hain bachy apny favorite colours choose krty hain phir bry shoq sy khelty hain zyada tr log sham ko apny ghr ki chatoun pr uraty hain aur jb patang urh rahy hoty hain tou bachy inhen daik k bahot kush hoty hain patang bazi ka aik dour hota hai jis main hr tarf urty patang he nazar aty hain aur wo nizhara bahot he dilkash lgta hai patang itni mehngi bhi nahi hoti isy ly k sb choty bry apna shoq pura kr sakty hain:

    Nuksan:

    Jis trhan hr cheez k faidy hoty hain isi trhan hr cheez k nuksan bhi hoty hain patang bazi k faidy hony sath nuksan bhi bahot hai patang k sath lgi hui dour k bahot nuksan hoty hain us main aik asa chemical hota hai jis sy hand py zakham a sakty hain aur khas kr bachoun ko is game sy dour he rkhna chaye un k liye yeh nuksan dhy game hai kioun k log chatt py he urana pasand krty hain tou bachy agr houn tou unk girny ka khtra hota hai aur is k nuksan sb sy bra yeh hai k bahot sy log is khail ki waja sy apni jan ki bazi har chuky hain...
    • #3 Collapse

      Re: Ye review &quot; Patang Bazi&quot; par mabni hai.

      Assalam Walekum dear aapane Ek Achcha aur important review Hamare Sath share Kiya Hai Patang Bazi ke bare mein main Patang Bazi bahut se Logon ki favourite hobby hai hi hi log bahut shauk se Patang Bazi Karte Hain.

      Faiday :

      Patang Bazi karna logon ko bahut pasand Hota Hai hai yah bacche aur badhao donon bahut jyada like karte hain main log Apne gharon ki Chhaton per patag bazi kerty hen is k leay bhaut qeemti dhat istemal ki jati hai jo k bahut tez hoti hai Lahore me pehly every year basant organise ki jati thi jis me lahore k ilawa dosry cities se bhi log shamil hoty thy bahut zyda ronaq hoti log dhol ki thap per or music k sath patang bazi enjoy kerty thy but ab is ko khatam ker dia gia hai log ab apny gharon ki chahton pr patang bazi ker k apne shouk ko poora ker lyty hen copmtion kiay jaty hen bahut zyda log enjoy krty hen .

      Nuksan :

      patang bazi k bahut se nuksanat hen is se bahut se logon ki death ho chukki hai is me jo door yani dhat istemal hoti hai wo bahu dangerous hoti hai wo bahut tez chemical se tyar ki jati hai jis se bahut se logon ko nuksan hua hai isi leay government ne patang bazi per ban yani pabandi laga di hai .
      • #4 Collapse

        Re: Ye review &quot; Patang Bazi&quot; par mabni hai.

        Jehsa k ap sb log janty hain okay patang bazi aik asi sport hai jisy hr koi khelna aur dekhna pasand krta hai bachy bry shoq sy isy khelty hain aur zyada tr bachy apny ghroun foremost he patang bana okay khelty hain patang bazar sy bhi mukhtalif color most important mil jaty hain bachy apny favorite colorings pick krty hain phir bry shoq sy khelty hain zyada tr log sham ko apny ghr ki chatoun pr uraty hain aur jb patang urh rahy hoty hain tou bachy inhen daik ok bahot kush hoty hain patang bazi ka aik dour hota hai jis predominant hr tarf urty patang he nazar aty hain aur wo nizhara bahot he dilkash lgta hai patang itni mehngi bhi nahi hoti isy ly ok sb choty bry apna shoq pura kr sakty hain:Jis trhan hr cheez ok faidy hoty hain isi trhan hr cheez ok nuksan bhi hoty hain patang bazi ok faidy hony sath nuksan bhi bahot hai patang k sath lgi hui dour okay bahot nuksan hoty hain us principal aik asa chemical hota hai jis sy hand py zakham a sakty hain aur khas kr bachoun ko is sport sy dour he rkhna chaye un okay liye yeh nuksan dhy sport hai kioun ok log chatt py he urana pasand krty hain tou bachy agr houn tou unk girny ka khtra hota hai aur is k nuksan sb sy bra yeh hai ok bahot sy log is khail ki waja sy apni jan ki bazi har chuky hain...
        • #5 Collapse

          Re: Ye review &quot; Patang Bazi&quot; par mabni hai.

          ASSLAM O ALIKUM DOSTON!!Aj ka review jis pe mubani h wo h ;“PATANG BAAZII”🪁Pataang baazi k bry me tou ap sb e jante hyn bht e famous or old khel h.. bry or bachy sb isy bry dhok se khelte..Patang Baazi aik bht hi aam sa khail h.. Jis ko puri duniya k log bht arsay se krte ary hyn or patanag wgera urraty ary hyn. Aur Pakistan main bhi har gali or muhallay main apko patang bazi krte huye dekh skte hyn..Aur gharon ki chaton pe boht se bachy or no jawan patang uraty nazar aty hynnn.. Jab bhi hawa chal rhi ho ya mausm bht acha ho to bht se log patang bazi krny k lye apni ghron ki chathon pr patang urrana pasand karty hain… Pakistan mein iska ek Festival bhi mnaya jata h jisko "Basant" kaha jata hai...
          Click image for larger version

Name:	Screenshot_2020-09-22-15-45-09-20.jpg
Views:	1
Size:	87.4 کلوبائٹ
ID:	12331325
          FAIDAY:🥳🤩Patang baazi k kuch faidy aj me apse share krnga..Khel jo b ho wo ap klye refreshement or fun ka source hota h,,, is trah patang bazi b bqi khelon jsy ap k lye fun ka source bnti h,,,Patang baazi ek bht hi achi activity h... Bohat se bachy apne gharon mein reh kar sham ky waqt patang bazi krte hain aur un ky liye yeh ek bht acha khel hai jis mein acha time pass hojata h..aur chote bache urti patang dekh kar bht khush hote hain…😍NUKSAN:👎🏻Patang bazi ko ub illegal kar dia gya hai… q k is main logon ne bht khatarnak doren istemal krna shuru kr di hyn Jo k sheeshy aur dusre chemicals ko mila kar bnai jatin hyn.... Lekin yeh doren patang urany waly k liye bhi nuqsan deh hain q k tezi se hath par se guzrny par yeh apki unglion par cuts laga skti hain...is k ilawa bht se hadsy paish aye or aty hyn aur bht se logon ki necks par se dor guzrny ki wjah se death wgra b hjti h..Islye kites flying ko illegal kr dia gya h….❗
          • #6 Collapse

            Re: Ye review &quot; Patang Bazi&quot; par mabni hai.

            Salam dear members 💟 ji aapane bahut achcha topic hamare sath discuss Kiya hai hai jo kePatang baaz keral lated hai jaise ki aap ko pata hai ki jail bahut hi achcha khel hai aap is activity mein kafi injoy karte Hain bahut sare bacche bade is ko khelna pasand karte Hain.

            Advantages.
            jija se Kya aapko pata hai ke bahut sare bacche is khel ko khelna pasand karte Hain patang udana bahut jyada pasand karte Hain sham ke time sare chote bade apne apne chhatron per patang lekar kafi injoy kar rahe hote Hain chote bade sab isko bahut enjoy karte Hain chhote bacche patang Ko aurte dekh Kar bahut khush hote Hain aap ghar per bhi patang banaa sakte hain aapke ghar mein jo vishay per ho aap se patang banaa sakte hain is tarah kafi acchi activity hai na ismein jyada kharch hota hai Na jaaye expensive hai ke har Koi isko isliye fod kar sakta hai hai is tarah Jeet bahut hi achcha khel hai.

            Disadvantages.
            har chij ke advantages ke sath uske disadvantages bhi jarur hote hain to jaise ki aap ko pata hai ki patang baaz ke bhi bahut jyada disadvantages hai is ko istemal karne ke liye jod aur use hoti hai vah bahut hi khatarnak hoti hai patang udate udate aapka hath bhi aise kar sakta hai kafi dangerous hoti hai uske alava patang udate udate bahut jyada log isase fot bhi hiye hain kuchh sal pahle patang baaz per Ban laga diya tha isko inlegal kaha gaya tha isliye abhi tak Koi city mein main bahut sakti hai hai isase kafi jyada khatra ho sakta hai is ki dor se kafi jyada nuksan hota hai hai isliye is khel ko banned kar diya gaya hai .
            • #7 Collapse

              Re: Ye review &quot; Patang Bazi&quot; par mabni hai.

              ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
              Yeh review Patang Bazi par mabni hai ;

              Dears ; Ajj ka hamara review hai Patang Bazi .
              Introduction ;

              patang bazi aik asi sport hai jisy hr koi khelna aur dekhna pasand krta hai bachy bry shoq sy isy khelty hain aur zyada tr bachy apny ghroun foremost he patang bana okay khelty hain patang bazar sy bhi mukhtalif color most important mil jaty hain bachy apny favorite colorings pick krty hain phir bry shoq sy khelty hain zyada tr log sham ko apny ghr ki chatoun pr uraty hain aur jb patang urh rahy hoty hain tou bachy inhen daik ok bahot kush hoty hain patang bazi ka aik dour hota hai jis predominant hr tarf urty patang he nazar aty hain aur wo nizhara bahot he dilkash lgta hai patang itni mehngi bhi nahi hoti isy ly ok sb choty bry apna shoq pura kr sakty hain:Jis trhan hr cheez ok faidy hoty hain isi trhan hr cheez ok nuksan bhi hoty hain patang bazi ok faidy hony sath nuksan bhi bahot hai patang k sath lgi hui dour okay bahot nuksan hoty hain us principal aik asa chemical hota hai jis sy hand py zakham a sakty hain aur khas kr bachoun ko is sport sy dour he rkhna chaye un okay liye yeh nuksan dhy sport hai kioun ok log chatt py he urana pasand krty hain tou bachy agr houn tou unk girny ka khtra hota hai aur is k nuksan sb sy bra yeh hai ok bahot sy log is khail ki waja sy apni jan ki bazi har chuky hain.
              log patang bazi krny k lye apni ghron ki chathon pr patang urrana pasand karty hain… Pakistan mein iska ek Festival bhi mnaya jata h jisko "Basant" kaha jata hai.
              ADVANTAGES ;
              Patang Bazi karna logon ko bahut pasand Hota hai yah bacchey aur badhon donon bahut jyada like karte hain main log Apne gharon ki Chhaton per patag bazi kerty hen is k leay bhaut qeemti dhat istemal ki jati hai jo k bahut tez hoti hai Lahore me pehly every year basant organise ki jati thi jis me lahore k ilawa dosry cities se bhi log shamil hoty thy bahut zyda ronaq hoti log dhol ki thap per or music k sath patang bazi enjoy kerty thy but ab is ko khatam ker dia gia hai log ab apny gharon ki chahton pr patang bazi ker k apne shouk ko poora ker lyty hen copmtion kiay jaty hen bahut zyda log enjoy krty hen .
              DISADVANTAGES ;

              Jis trhan hr cheez k faidy hoty hain isi trhan hr cheez k nuksan bhi hoty hain patang bazi k faidy hony sath nuksan bhi bahot hai patang k sath lgi hui dour k bahot nuksan hoty hain us main aik asa chemical hota hai jis sy hand py zakham a sakty hain aur khas kr bachoun ko is game sy dour he rkhna chaye un k liye yeh nuksan dhy game hai kioun k log chatt py he urana pasand krty hain tou bachy agr houn tou unk girny ka khtra hota hai aur is k nuksan sb sy bra yeh hai k bahot sy log is khail ki waja sy apni jan ki bazi har chuky hain.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review &quot; Patang Bazi&quot; par mabni hai.

                Assalamu alaikum dear friends Jehsa k ap sb log janty hain okay patang bazi aik asi sport hai jisy hr koi khelna aur dekhna pasand krta hai bachy bry shoq sy isy khelty hain aur zyada tr bachy apny ghroun foremost he patang bana okay khelty hain patang bazar sy bhi mukhtalif color most important mil jaty hain bachy apny favorite colorings pick krty hain phir bry shoq sy khelty hain zyada tr log sham ko apny ghr ki chatoun pr uraty hain aur jb patang urh rahy hoty hain tou bachy inhen daik ok bahot kush hoty hain patang bazi ka aik dour hota hai jis predominant hr tarf urty patang he nazar aty hain aur wo nizhara bahot he dilkash lgta hai patang itni mehngi bhi nahi hoti isy ly ok sb choty bry apna shoq pura kr sakty hain:Jis trhan hr cheez ok faidy hoty hain isi trhan hr cheez ok nuksan bhi hoty hain patang bazi ok faidy hony sath nuksan bhi bahot hai patang k sath lgi hui dour okay bahot nuksan hoty hain us principal aik asa chemical hota hai jis sy hand py zakham a sakty hain aur khas kr bachoun ko is sport sy dour he rkhna chaye un okay liye yeh nuksan dhy sport hai kioun ok log chatt py he urana pasand krty hain tou bachy agr houn tou unk girny ka khtra hota hai aur is k nuksan sb sy bra yeh hai ok bahot sy log is khail ki waja sy apni jan ki bazi har chuky hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review &quot; Patang Bazi&quot; par mabni hai.

                  Assalamu Alaikum Forex friends Patang Bazi Ek bahut hi Aam Khel Hai jinko Puri Duniya Ke Log Sab Se khelte Hain a rahe hain aur Pakistan mein bhi Gali Mohalle Mein aap Patang Bazi ke a shocking Dekhte Honge Jo aur gharon ki Chhat per bahut se bache Jawan Patang Uda Te Nazar Aate Hain Jab Bhi acchi Hawa chal rahi ho ya Mausam Achcha ho to bahut se log Patang Bazi karna Pasand Karte Hain Pakistan mein iska Ek festival bhi Manaya Jata is Din sab log Apne gharon ki chhatron per aur Khule Maidan Mein jakar Patang udate hain aur Basant ke din hajaron Patang aasmanon per uthate Hue Nazar Aate Hain aur bahut se log Jisko Dekhkar log andar Hote Hain
                  Advantages
                  School patanbaaji Ek bahut acchi activity hai bahut se bacche Apne gharon Mein Rehkar Sham ke Waqt Patang Bazi karte hain aur unke liye yah Ek bahut Achcha Khel Hai jismein Achcha time pass ho jata hai aur Chhote bacche udati Patang Dekhkar Khush Hote Hain aap gharon Mein shopper se Patang banaa sakte hain aur ek Aam dhaaga Sambhal karte hain Patang Uda sakte hain aur koi bhi Khel se Mehfooz ho sakta hai mehsoos ho sakta hai yah bahut hi Jabardast kehlata hai ismein aap activity bhi kar sakte hain
                  Dost Jaise Ki Is Tarah Ke Khel ke fayde hain lekin Iske nuksan bhi bahut jyada hai aap Aksar dekhte hain ki Aaye Din bacche Chhat Se Gir Jaate Hain Jo ke bahut hi na it galat feedback sabit hota hai isliye Hamen Is Tarah Ke Khel Nahin khelne chahie aur Hukumat ne bhi Kafi dafa Is Tarah per pabandi Lagai thi ki Patang Bazi Pakistan mein nahin ki Jayegi Kyunki Kafi Logon Ko Raste Mein Gujarte Hue dauran ki vajah se garden ka Jaati Hai unko Kaise kamae Jaate Hain kuch logo Ki Maut Bhi vah Kya Ho Jaati Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review &quot; Patang Bazi&quot; par mabni hai.

                    Dear forex member umeed hy ap sab khyriat sy hon gy maira review PATANG PAZI py mabni hy

                    PATANG BAZI
                    Dear patang bazi bhot popular game khyl hy jo Pakistan mai bhut zaida dhyka jata hy khasosan basant mai. Dear patang bazi sy murad patang ko urana hy. Patang market mai bhut sy colour or shape mai mil jata hy. Is ko gar mai b banaya ja sakta hy. Patang ko urany k ley dhagy ki zarorat hoti hy chaey wo normal dhaga ho ya special door ho. Is k ley hawa sab sy main role paish karta hy.

                    FAWAID
                    Dear patang bazi sy ap bhut entertain hoty hain. Ap ka fre time bhut acha guzar jata hy. Jab ap ki door sy ksi ka patang cut jati hy to bhut zaida khushi milti hy khasosan choty bachy bhut zaida khush hoty hain. Patang urany sy zaida zaida dhykny waly log or kuti patang ko pakarny k ley zaida milty hain. Patang ya door ki price bhut zaida ni hoti ap urany k ley gar mai istemal hony wala dhaga b use kar sakty hain. Sham k time patang urana aik achi activtey hy

                    NUKSANAT
                    Dear patang bazi aik achi activitie hy lkn is mai bhut c logo ki jan chali jati. Bazar sy milny wali door sy road py chalny waly logo ki gardan cut jati hy is k sath sath agr etiat na karin to ap khud chaht ya onchi jaga sy gir sakty hain. Bazar sy milny wali door sy apko curent ka shok lag sakta hy.
                    Ap taiz hawa mai patang bazi ni kar sakty
                    Is k sath sath bazar sy milny wali patang ka bhut zaida khyal rakhna parta hy keu k wo kahaz ki bani hoti hy or jaldi phat jati hy. Kae dafa asam py urny waly parindy b ap ki patang ko nuksan punchaty hain. Ap ki patang agr dosty bandy sy cut jae ya ghalti sy ap sy choot jae to apko door or patang ka nuksan ho jata hy.

                    Dear hamary mulk mai patang urany py ise waja sy sakhti ki jati hy keu k is sy logo ki jani zaya ho jati hain. Or khasosan airport k kareb bhut zaida pabandi ki jati hy keu k is sy jahaz ko nuqsan punchta hy. Is ley patang ko urana b ho to maidan mai ka k urain or dosro ko khyal rakhy
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review &quot; Patang Bazi&quot; par mabni hai.

                      jija se Kya aapko pata hai ke bahut sare bacche is khel ko khelna pasand karte Hain patang udana bahut jyada pasand karte Hain sham ke time sare chote bade apne apne chhatron in step with patang lekar kafi injoy kar rahe hote Hain chote bade sab isko bahut experience karte Hain chhote bacche patang Ko aurte dekh Kar bahut khush hote Hain aap ghar per bhi patang banaa sakte hain aapke ghar mein jo vishay consistent with ho aap se patang banaa sakte hain is tarah kafi acchi activity hai na ismein jyada kharch hota hai Na jaaye costly hai ke har Koi isko isliye fod kar sakta hai hai is tarah Jeet bahut hi achcha khel hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review &quot; Patang Bazi&quot; par mabni hai.

                        introduction

                        Aoa...dear members umeed karti hun kya aap sab khairiyat se honge aapane mere sath bahut achcha review share Kiya hai jaisa kya aap Sab jante Hain ki Ham Sab different types ki game khelte hain aur apne for work mein bahut sari aisi activities karte hain din se hamara time bhi spent Ho jaaye aur hamara enjoyment bhi ho jaaye to patang bazi bhi ek aisa Hi activity hai jo Ham x paint karne ke liye aur enjoyment ke liye as a source of environment use karte hain aur ek badi acchi game hai to main aapko is bare mein aaj information dungi

                        Advantages

                        dear members patang bazi ek bahut hi acchi activity hai aur iske bahut sare advantages hai yah bahut hi Bada source of enjoyment hai jaise kya aap Sab jante Hain ki patang bazi ka ek tyohar manaya jata hai aur kuchh City ke andar patang bazi ka ek pura week bhi manaya jata hai jismein bahut sare log Paisa lete hain aur patang bazi karte hain apni apni patang udate hain aur ek dusre ke sath competition bhi karte Hain ya ek Bada idhar kya game hota hai aur is game ke liye bahut sari patang taiyar ki jaati hai aur bahut hi khubsurat khubsurat patang taiyar ki jaati hai Jo different shapes ki hoti hai different designs ki hoti hai aur unke upar kuchh faces bhi bane hote hain kisi ke upar phool vagaira bane hote hain ya different sizes ki hoti hai to login ko bade shauk se udate Hainkuchh pata nahin bade size utna jinko mostly Ham common language me macchii khty hen or chhote size ki patang ko daddu khty henis game karne ke sath aapko bahut jyada environment hoti hai jab log ek dusre ke sath competition karte hain to vah bada injoy karte hain aur log jo apne Ghar ki chhat upar chadh jaaye aur patang bazi karte hain aur you Bada hi Maja lete hain iske alava aap usko chahie to aapko is bahut sari scales bhi a jaati hai aur aap is number ho jaate Hain aur time bhi achcha 15 jaate Hain

                        Disadvantages

                        dear members are kar dikha jaaye to agar kisi game mein sabse jyada nuksan hua hai to vah is patang bazi mein Hi hua hai patang bazi ke dauran Jo door use ki jaati hai vah bahut hi jyada khatarnak hoti hai aur agar yah kisi ko lag jaaye kisi ke Gale par lag jaaye to uski maut vakya ho sakti hai aur is patang ki dor ki vajah se kahi ek deaths bhi ho chuki hai aur Kai bar is game ko bahan bhi Kiya ja chuka hai aur logon ko sakht sakht se bhi Di jaati hai ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review &quot; Patang Bazi&quot; par mabni hai.

                          Assalamu Alaikum dear Forex Ajj ka hamara review hai Patang Bazi .
                          Introduction ;
                          patang bazi aik asi sport hai jisy hr koi khelna aur dekhna pasand krta hai bachy bry shoq sy isy khelty hain aur zyada tr bachy apny ghroun foremost he patang bana okay khelty hain patang bazar sy bhi mukhtalif color most important mil jaty hain bachy apny favorite colorings pick krty hain phir bry shoq sy khelty hain zyada tr log sham ko apny ghr ki chatoun pr uraty hain aur jb patang urh rahy hoty hain tou bachy inhen daik ok bahot kush hoty hain patang bazi ka aik dour hota hai jis predominant hr tarf urty patang he nazar aty hain aur wo nizhara bahot he dilkash lgta hai patang itni mehngi bhi nahi hoti isy ly ok sb choty bry apna shoq pura kr sakty hain:Jis trhan hr cheez ok faidy hoty hain isi trhan hr cheez ok nuksan bhi hoty hain patang bazi ok faidy hony sath nuksan bhi bahot hai patang k sath lgi hui dour okay bahot nuksan hoty hain us principal aik asa chemical hota hai jis sy hand py zakham a sakty hain aur khas kr bachoun ko is sport sy dour he rkhna chaye un okay liye yeh nuksan dhy sport hai kioun ok log chatt py he urana pasand krty hain tou bachy agr houn tou unk girny ka khtra hota hai aur is k nuksan sb sy bra yeh hai ok bahot sy log is khail ki waja sy apni jan ki bazi har chuky hain.
                          log patang bazi krny k lye apni ghron ki chathon pr patang urrana pasand karty hain… Pakistan mein iska ek Festival bhi mnaya jata h jisko "Basant" kaha jata hai.
                          ADVANTAGES ;
                          Patang Bazi karna logon ko bahut pasand Hota hai yah bacchey aur badhon donon bahut jyada like karte hain main log Apne gharon ki Chhaton per patag bazi kerty hen is k leay bhaut qeemti dhat istemal ki jati hai jo k bahut tez hoti hai Lahore me pehly every year basant organise ki jati thi jis me lahore k ilawa dosry cities se bhi log shamil hoty thy bahut zyda ronaq hoti log dhol ki thap per or music k sath patang bazi enjoy kerty thy but ab is ko khatam ker dia gia hai log ab apny gharon ki chahton pr patang bazi ker k apne shouk ko poora ker lyty hen copmtion kiay jaty hen bahut zyda log enjoy krty hen .
                          DISADVANTAGES ;

                          Jis trhan hr cheez k faidy hoty hain isi trhan hr cheez k nuksan bhi hoty hain patang bazi k faidy hony sath nuksan bhi bahot hai patang k sath lgi hui dour k bahot nuksan hoty hain us main aik asa chemical hota hai jis sy hand py zakham a sakty hain aur khas kr bachoun ko is game sy dour he rkhna chaye un k liye yeh nuksan dhy game hai kioun k log chatt py he urana pasand krty hain tou bachy agr houn tou unk girny ka khtra hota hai aur is k nuksan sb sy bra yeh hai k bahot sy log is khail ki waja sy apni jan ki bazi har chuky hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X