"WHIPSAW" movement kaun si hoti hai aur Hame isko kaise manage karna chahiey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "WHIPSAW" movement kaun si hoti hai aur Hame isko kaise manage karna chahiey
    dear friends hamen is movment ke bare mein Jarur bataen k ye movement kaun si movement hoti hai aur ham isko control kar sakte hain ya nahin yah Isko Koi Manage Karne Ka Tarika hai ya ye company khud hi isko control or manage karti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: &quot;WHIPSAW&quot; movement kaun si hoti hai aur Hame isko kaise manage karna chahiey

    Market ki both side movement bearish aur bullish trend Mein Ham market price action ko moving average ke sath quickly analyse karte hue apni trading ke bare mein jo strategy banate hain aur price movement ko Dekhte Hue market ke up or down ke analysis lete hain aur moving average movement ko follow karte hue apni trade ko Buy ya Sell mein open karte hain us sy related jo movement hoti hai aur ham log price ki moment ko judge karte hue Apna profit or loss jaj karte hain usko "Whipsaw" Kahate Hain yah movement basically market price se related hoti hai aur ham market Mein Jo Bhi apni trade open karte hain Chahe vah bearish trend mein ho ya bullish trend mein ho Ham moving average ko follow karte hue apni trading ke bare mein jo state ji banate hain aur apni price ko manage Karte Hain aur apni trading ko profitable banane ke liye market ka train ko follow karte hue apni trade ko open karte hain usko whipsaw movement se Jana Jata Hai basically Ham Jab Bhi trading Karte Hain To Hamen apni trading profitable banane ke liye price aur moving average ko Jarur follow karna chahie aur Market ke trend ko follow karte hue apni trading co perform karna chahie tabhi Hamen Achcha fayda mil sakta hai aur ham apne liye acchi se acchi trading karte hue apne liye Achcha profit gain kar sakte hain
     
    • #3 Collapse

      Re: &quot;WHIPSAW&quot; movement kaun si hoti hai aur Hame isko kaise manage karna chahiey

      dear member yah bhi market ki ek tarah ke movement hai aur is ko acchi tarah Se analyse kar lene ke liye members ko is se related apna experience hasil karna hota hai members ko technical trading per acchi tarah focus karna chahie aur maximum members aise Hain ki Jo technical trading se related apne kaam par focus nahin karte Hain jab members technical trading se related apne kam mein interest nahin lete to is vajah se unko is sab ke bare mein hai maloom nahin hota aur tab hi vah acchi tarah Se Inka istemal nahin kar paate Hain members ko apni trading acchi tarah Se manage karne ke liye har tarah ka experience hona chahie aur unko market se related bhi yah maloom hona chahie ki movement kaise hoti hai market ki movement ko acchi tarah Se analyse kar lene ke liye members ko bahut acchi tarah Se struggle karna chahie aur apne experience ko market se related hasil karna chahie yah members par depend kar raha hota hai ki vah apne experience ko kis tarah Se hasil kar lete hain aur iske bad vah kis tarah Se apni trading mein isko istemal karte Hain trading mein apna experience istemal kar lene ki vajah se members apne account par khud se hi kam kar rahe hote Hain is tarah Se on mein self-confidence paida hota hai self confidence members ko trading mein maximum help deta hai aur iske bad members ko koi bhi problem nahin hoti aur apni trading ko vah beneficial banaa lene mein successful hote Hain trading ko successful banaa lene ke liye members ko har tarah ka experience hasil kar lena chahie
      • #4 Collapse

        Re: &quot;WHIPSAW&quot; movement kaun si hoti hai aur Hame isko kaise manage karna chahiey

        Trading market mein sentiment analysis or technical analysis WHIPSAW PATTERN​ aik best trading pattern hai isko aap ranging market situation bhi keh sakte market jab Kisi bhi specific time mein ab word move karti hai aur security price share price relativity on the other side moon kar jati hai down word because of share price fall jaisa ki aap ne dekha Hoga ki jab data release hota hai to news ko agar aap acchi Tarah samajh lo to jab news release Hoti hai market ab karti hai aur usi time download move kar leti upward trading members Forex trading market mein Pakistan Forex forum ka best bol hai senior members yahan per acchi Pakistan Forex forum ka best bol hai senior members yahan per acchi trading trading knowledge share karte Hain. Forex trading member indicator oscillator whipsaw patpattern tb bnta hai jub markmarket ma sudden security price change ajay ajay apko aaik aor bat bhi yad rakhni chye trding ky leay independent check rakhna zarori hai aor market ma apko sub sy perfect nizam ny sath trding krni hoti hai agr o kamyabi chahty hho to candle stick chart ppattern ko istemal ma la sskty ho apko acha rereturn mil wkta hai.
        • #5 Collapse

          Re: &quot;WHIPSAW&quot; movement kaun si hoti hai aur Hame isko kaise manage karna chahiey

          WHIPSAW movement trading Mein analysis or technical analysis ke liye ek acchi pattern hota hai aur in trading Mein yah Best pattern hota hai jismein aap ranging market situation bhi kah sakte hain Kyunki is trade main aap specific time mein Ja market upward movement Karti Hai To security price share aur relativity on the other side move Kar Jaati Hai downward move Krti Hy Jis ki situation ko samajhne ke liye Forex trading Mein security price change a Jaaye to aap aur baat bhi Yad rakhen ke trading ke liye independent check Rakhna Jaruri hota hai aur Agar market aap sab se prasarit Nijam aur Market ki situation ko samajhte Hue market ko analysis karna Jaruri hota hai isliye Hamesha aapko chahie ke daily basis per kam karte hue Jyada Se Jyada time trading co De jisse aap kamyabi Hasil kar sake aur Achcha trade Karke Ek Achcha profit Hasil karne Ke Kabil banaa sake Ek Achcha trader vahi hai jo ke Soch Samajh Ke Apna Kam Karta Hai mehnat karta hai aur Achcha profit Hasil karne ke liye daily basis per workout Karke apni trading co Kamyab banane ki koshish karta hai isliye aapko chahie ke Sawar ke sath kam Karen mehnat Karen aur acchi trading karne ki koshish karen jisse aapko kamyabi bhi mil sake aur aap acchi earning karne Ke Kabil banaa sake Jitna Jyada aap acchi trading Karenge utna hi aapko acchi earning ka mauka mil sakega aur aap kamyabi ke sath Apna TM ka Sakenge isliye market analysis per soukous Karen aur Jyada Se Jyada mehnat Karen jisse aap kamyabi ke sath Apna acchi earning karne Ke Kabil banaa Saken
          🌼 Never Give Up 🌼
          • #6 Collapse

            Re: &quot;WHIPSAW&quot; movement kaun si hoti hai aur Hame isko kaise manage karna chahiey

            dear member yah bhi market ki ek tarah ke movement hai aur is ko acchi tarah Se analyse kar lene ke liye members ko is se related apna experience hasil karna hota hai members ko technical trading per acchi tarah focus karna chahie aur maximum members aise Hain ki Jo technical trading se related apne kaam par focus nahin karte Hain jab members technical trading se related apne kam mein interest nahin lete to is vajah se unko is sab ke bare mein hai maloom nahin hota aur tab hi vah acchi tarah Se Inka istemal nahin kar paate Hain members ko apni trading acchi tarah Se manage karne ke liye har tarah ka experience hona chahieTrading market mein sentiment analysis or technical analysis WHIPSAW PATTERN​ aik best trading pattern hai isko aap ranging market situation bhi keh sakte market jab Kisi bhi specific time mein ab word move karti hai aur security price share price relativity on the other side moon kar jati hai down word because of share price fall jaisa ki aap ne dekha Hoga ki jab data release hota hai to news ko agar aap acchi Tarah samajh lo to jab news release Hoti hai market ab karti hai aur usi time download move kar leti upward trading members Forex trading market mein Pakistan Forex forum ka best bol hai senior members yahan per acchi Pakistan Forex forum ka best bol hai senior members yahan per acchi trading trading knowledge share karte Hain
            • #7 Collapse

              Re: &quot;WHIPSAW&quot; movement kaun si hoti hai aur Hame isko kaise manage karna chahiey

              yeh bhe hota hae technically movement hote hae is main se is main se hum jitna sahe tarah se hum is main kam karte hain hum is main isko agar follow karte hain to hum is main sahe tarah se is main kam karna cahiye jitna zayada hum is amin ache tarah se is main se agar hum success hasil karte hain to hum is main se kuch na kuch gain kar he jate hain to bas hamen cahiye ke hum is main jo bhe kam kiya karen ache tarah se sahe tarah se kiya karen take hum yahan se kuch gain bhe kar saken to bas hamen is strategy ko follow karte howe kam karna cahiye take hum yahan se kuch gain bhe kar saken or is main hum kamyab ho jate hain to bas is waja s hamen cahiye ke hum is main kuch gain karna cahte hain to hum is main success bhe hasil kar he jate hain to bas is waja se hamen is main kam ko kam samajh kar karna ho ga to he to hum is main kuch gain bhe kar sakne ge agar hum is main sahe tarah se kam karte hain to bas hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se kam kara karen jitna zayada hum is main kam ko kar jate hain to hum is main success bhe hasil kar jate hain to bas is movement ko follow karte howe hamen cahiye ke hum is main dil se kam kar he sakte hain lakin hamen is main dil se kam karna ho ga is tarah se he to hum is main kuch na kuch gain bhe kar he jate hin agar hum is main ache tarah se kam bhe kar he sakte hain bas hamen is main mehnat karne hote hae jo log is main mehnat kar jate hain wohe to is main sahe tarah se kam kar he jate hain bas hamen is main klabhe bhe kam karna nhe chorna cahiye is tarah sehe to hum is main kuch na kuch gain kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: &quot;WHIPSAW&quot; movement kaun si hoti hai aur Hame isko kaise manage karna chahiey

                Dear jab market mein kisi bhi currency pairs ya Kisi commodity ki prices mein bahut jyada fast movement hoti hai aur use movement ki vajah se market Mein bullish trend ya Fir Bearish hota hai to is movement ko aap WHIPSAW kehty hain. Dear jab aap market Mein kam kar rahe hote hain to sometime aap market se Kuchh expectation kar rahe hote hain Jiski vajah se aapko Kuchh problems bhi ho sakte hain for example Jab market aapko favour nahin karti aur Market ki movement aapki expectation ke against start ho jaati hai aur movement bahut jyada fast Hoti Hai Jiski vajah se aapko Kuchh problem ho sakte hain isliye market mein kuch important indications aur indicators Hote Hain Jisko are properly utilised karte hue market ki next movement ko judge kar sakte hain.

                WHIPSAW indicator abhi market mein main istemal ho raha hota hai agar aap market ki fast movement ko properly observed karna chahte hain to use purpose ke liye aap is indicator ko properly utilised kar sakte hain lekin dear yah Kaisa indicator Hai jismein learning kate hue aapko bahut jyada careful Hona chahie Kyunki Jab aap is indicator ki learning Hasil karte hain ismein agar aap Koi mistake karte hain to aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai Kyunki is indicator per use time per market apply kar rahi Hoti Hai Jab uski movement bahut jyada fast hoti hai agar aap isko wrong input provide Karte Hain To aapke liye bahut jyada problem ho sakti hain isliye aapko Puri koshish Karni chahie ki Jab Bhi Koi indicator se related learning Hasil kar rahe ho to usse ki complete learning Hasil Karen. Kyunki agar aap indicator se related important factors mis kar Jaate Hain To aapko bahut jyada problem ho sakti hai aur aapki trading aapke liye nuksan ka sabab ho sakti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: &quot;WHIPSAW&quot; movement kaun si hoti hai aur Hame isko kaise manage karna chahiey

                  WHIPSAW.

                  Whipsaw ik slang term hai esko trader use karty hain high volatile market ko describe karny k lae or asi situation ko describe karny k lae use hota hai jb market ma sudden up movement hoti hai or us movement k foran bad sudden down movement hoti hai or market apny previous level par wapas ah jati hai. Some time kisi b reason ki waja sy market jump karti rehti hai kbi false breakout ki waja sy kbi erratic behaviour ki waja sy. Whipsaw asal ma push or pull action sy nikla hai. Jo wood cutter lakrya katny k lae kulhara use karty hain ye term waha sy nikli hai. Whipsaw asal ma choppy market sy nikla hai.


                  Effect of Whipsaw on short term trader.


                  Wo trader jin k pass small capital hota hai ya wo trader jo short term trading karty hain ye unk lae bhot loss ki waja banta hai. Kiu k wo market sy es behaviour ko expect ni karty. Na he unk pass etna balance hota hai market ko counter karny k lae. Whipsaw tb b occur kar sakta hai jb market ma kio fake news hit karti hai or trader es ko breakout samaj lety hain.


                  How to handle whipsaw
                  .


                  Whipsaw ko ham ik he tarha sy handle kar sakty hain jb ham ik candlestick k complete hony deyn or tb he hamy andaza ho sakta hai k ye whipsaw ni tha balky market nu y support or resistance ko breakout kiya hai. Es k hesab sy hamy apna order place karna chahe. Agr ham jaldi karyn gy or whipsaw ma caught ho jayn gy to hamy bhot big loss hi sakta hai. Big commodities like gold aksar whipsaw state ma hoty hain or trader samajty hain k unka trend change ho rha hai so wo foran es sy faida utany k lae market ma in ho jaty hain jo hamary lae account wash hony ka sabab ban sakta hai. Forex trading ma asi situation ma agr short trader pans jae to phr wo es ko phr hedge b ni kar sakta kiu k usk pass capital or time both short hoty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: &quot;WHIPSAW&quot; movement kaun si hoti hai aur Hame isko kaise manage karna chahiey

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shanzay5442 پيغام ديکھيے
                    dear friends hamen is movment ke bare mein Jarur bataen k ye movement kaun si movement hoti hai aur ham isko control kar sakte hain ya nahin yah Isko Koi Manage Karne Ka Tarika hai ya ye company khud hi isko control or manage karti hai
                    Whipsaw movement woh movement hoti hai jo market main suddenly upward hony ky foran bahd downward bhi ho jati hai ky agar kisi bhi pair main market ki big movement hui hai tou kuch hi time main market same previous point per movement kerty huey lunch jati hai jahan sy big movement start hui hoti hai jab bhi market main whipsaw movement hoti hai tou uski base main koi na koi market ky related news hoti hai aur agar market ky related koi news na ho tou market main fundamental effect ki bajaey fake movement bhi hoti hai jo bahot kam time ky liay market main effective hoti hai aur kuch hi time ky bahd market reverse movement kerty huey apni previous position per settle ho jati hai tou aesi movements bahot dangerous hoti hain specially aesy traders ky liay jo forex market main small amount investment ker ky scalping kerty hain

                    Hamain aesi movements ky effect sy bachny ky liay chahiay ky ham apni scslping main bhi open ki jany wali her trade main agar take profit use nehi bhi kerty tou stop loss ham zarur use kerain ky agar market main hony wali whipsaw movement hamari open trade ki favour main ho tou hamain bahot bara profit hasil ho jaey ga lekin agar same movement hamari open trade ky against ho tou hamain itna bara loss ka ho jis ko recover kerna hi hamary liay mushkil ho jaey hamain market main secure trade kerny ky liay hamain tamam aesy factors ky effect sy bachna hota hai ky hamari forex market main trade continue chalti rehy jab hamain open trade main loss nehi hota tou profit zarur hota hai lekin jab market main aesi movements Ho chuki ho ky baghair news ky market main bari movement ho chuki Ho tou same time main reverse direction main trade open kerny per hamain bahot achi earning hasil ho jati hai
                    • #11 Collapse

                      Re: &quot;WHIPSAW&quot; movement kaun si hoti hai aur Hame isko kaise manage karna chahiey

                      dear friend, jb forex market ma prices taizi sa up ja k izafay k baad dobara down ati hain aur market up and down moments ka shikar hoti ha to is condition ko whipsaw kehtay hain, market ma is tarah ki quick aur fast changes investors par kafi stress aur pressure dalti hain, lakin expert aur experienced investors aiai situations ka samna kar chukay hotay hain is liay unhain right entry aur exit time k liay adjustment ma mushkil nhi hoti, whipsaw ma market taizi sa upar jati ha aur phr usi tarah down ati ha, is tarah agr traders sahi time par sell ya buy ka order place karain to is moment sa b faida hasil kar saktay hain, kuch indicators market ki is tarah ki volatility k liay develop kiay gae hain jin ma ATR (Average True Range) sb sa aham ha, ye whipsaw condition ma bht useful hota ha, is ma trading ki range highest aur lowest prices k darmian difference ha jo mutalika timeframe ma ho, whipsaw ka rujhan us waqt hota ha jb market ka process investors ki predictions sa opposite ho, jb koi investor current prices k mutabik strategy bnay lakin market kaa behaviour us k opposite ho to usay whipsaw kahain gay, is condition ma high aur low prices k darmian difference increase ho jata ha jis sa ATR ki values b increase ho jati hain, ye baat b mind ma rakhni chaiay k ATR trend ki moment ya strength k baray ma koi information nhi daita, ye sirf price ki volatility ko measure karta ha, market ma strong fluctuations k waqt ziada tar tools aur indicators conflicting signals hi daitay hain, lakin bazaukat hm moving average sa b whipsaw signals ki pehchan kaar saktay hain
                      • #12 Collapse

                        Re: &quot;WHIPSAW&quot; movement kaun si hoti hai aur Hame isko kaise manage karna chahiey

                        Forex market main kisi bhi security ki movement do tarah say hoti hay up trend main ya down trend main. Up trend movement support point say resistance tak hoti hay jisko bullish trend ki movent kehty hain jab keh down trend main price ki movement resistance say nichy support tak ati hay yani down trend ya bearish trend banati hay.

                        Up and down price movement kai tarah say trend build and break karti rehti hay. Ka aisi securities hain jina ka trend ager strong bhi ho to bhi inki daily movement zig zag banati hay, yani up trend main hony kay bawajood bhi resitance say hit ho kar again wapas ati hay aur daily support say hit hoti hay aur phir again wapas ja kar resistance ko break karti hay.

                        Whipsaw movement woh movement hoti hay jo mehz few yani 2 or 3 hours main he itni taizi say up ja kar resistance ko break kary, aur phir usi taizi say down trend ki taraf a kar support say hit ho ya support ko bhi break kar day. Aisi situations main market movemet itni fast hoti hay keh baz dafa traders instant order bhi open nai kar sakty aur bar bar price up and down hoti rehti hay jis waja say woh trade say nikal bhi nai sakty. Price aik aik mint man itni fast up and down ho kar aik bar uper jati hay aur phir isi tarah up and down hoti hui dobara support tak a jati hay.

                        Whipsaw movement ka sabab ziada tor per economic and business news he hoti hain. Is ki surat main kai traders ki trade ager sai rukh lagi ho to in ko bahut profit ho jata hay jab keh others ka sudden stop loss hit hony say loss ho jata hay.

                        Aisi situation main normally koi bhi indicator proper work nai karta. Laikin ager news ki announcement ka pata ho aur forex market ka acha experience ho to aisi movement main trend ka sai tayun kar kay good entry point pe order place karna mumkin hota hay aur safe exit bhi mil jata hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: &quot;WHIPSAW&quot; movement kaun si hoti hai aur Hame isko kaise manage karna chahiey

                          Aaj us topic per aapko aapko information Dena ja rahe hain whipsaw movement yah Kaisi Hoti Hai aur ham ise Kaise manage kar sakte hain Iske bare mein Ham Apna experience knowledge ab se share Karenge whipsaw Ek bahut hi Achcha petran hi jisse Ham analysis karne mein istemal Karte Hain ya pattern trading Mein istemal Hota Hai Hamen technical analysis ko acche tarike se focus karna chahie aur apne kam ko acche tarike se complete karna chahie yah bahut hi Best pattern hai jo market ko samajhne Mein Hamari help karta hai trading market mein sentimental analysis aur technical analysis whipsaw pattern Ek best trading pattern hai Forex trading mein kam karte hue Jinke pass Small capital Hota Hai Jo short term trading Karte Hain unko se bahut loss uthana padh jata hai market Mein indicator properly use Hote Hain in indicator se Ham bahut learning Hustle Karte Hain Forex trading Mein kam karte hue Hamen ine indicator ke bare mein information Jarur honi chahie market mein bahut se indicator maujud Hote Hain Jo market ko samajhne Mein Hamari help Karte Hain Ki market Kis Tarah move kar rahi hai aur Market kis direction Mein movekar rahi hai Iske bare Hamen information ka hona bahut jyada Jaroori Hota Hai agar market ko acche tarike Se Samjhe ayenge To Ham is Mein hone wale loss aur profit ko acche tarike se manage kar Payenge Jab candlestick pattern complete Hota Hai To Hamen is baat ka andaza ho jana chahie whipsaw Nahin balke market mein sports or resistant hai break out Kiya Hai Agar whipsaw main cut ho jaaye To Hamen bahut bada loss ho sakta hai Agar Hamara experience or knowledge Achcha Hoga To Ham Apna work acche tarike se complete kar Sakenge
                          • #14 Collapse

                            Re: &quot;WHIPSAW&quot; movement kaun si hoti hai aur Hame isko kaise manage karna chahiey

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shanzay5442 پيغام ديکھيے
                            dear friends hamen is movment ke bare mein Jarur bataen k ye movement kaun si movement hoti hai aur ham isko control kar sakte hain ya nahin yah Isko Koi Manage Karne Ka Tarika hai ya ye company khud hi isko control or manage karti hai
                            Japan forex market Mein bullish trend ya FIR bearish trend hota hai To Ham is movement ko Whipsaw Kahate Hain Jab Ham Forex trading ko join Karte Hain To Forex trading ka acchi Tarah Se knowledge Nahin Hota aur use Mein Ham Apna Kam bhi acche tarike se nahin kar paate iske liye Hamen chahie ki Hamen Whipsaw ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie Jab Hamen is ko acchi Tarah se lana kar lenge Tati Ham Apne kam ko bhi bahut hi acchi tarike se samajh Payenge aur usmein Kamyab Ho Sakenge

                            Agar humphries market Mein acchi trade Lagana chahte hain aur Is Tarah Se Achcha profit Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Hamen market ki movement ko anytime learn Karte Rahana chahie Jab Ham main is movement ko Jyada Se Jyada land Karenge To Ham Iske bare Mein Bhi Jyada information Jaan Sakenge Agar market aapke favour Mein Nahin Hoti to use Waqt aapko market Mein Apni trade Nahin Lagani chahie aur jab market aap ke paper mein chal rahi hoti hai to use mccarthy aapko market Mein Apne trade open karne chahie Kyunki usmein Karte aap is market se bahut Achcha fayda Hasil kar sakte hain isliye aapko chahie kya Apna Kam karte hain vah Karte Kisi Kishan Ki jaldbaji Na Karen aur Apna Kam Sabar ke sath Karen tab office mein acchi success Hasil kar Sakenge

                            whipsaw Ek bahut hi Achcha indicator hota hai Jaisa ki aap Jante Hain Ki market mein bahut jyada tadad Mein indicators Paye Jaate Hain is mein bahut se popular indicators bhi hote hain yah Bhi Ek bahut hi popular indicator hai Jab aap indicators ki learning Hasil kar rahe hote hain to use market aapko bahut hi carefully ine ki learning Hasil karne chahie Kyunki agar aap police ki learning Hasil Nahin Karenge Tu Is Tarah Se aap Iske bare mein acchi information Hasil nahin kar Sakenge aur agar aap information ke jariya se market Mein trade Laga Denge to Is Tarah Se aap bahut bada nuksan Mein Bhi Ja sakte hain isliye carefully market ki learning Karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: &quot;WHIPSAW&quot; movement kaun si hoti hai aur Hame isko kaise manage karna chahiey

                              Assalam o Alaikum.,....

                              ***WHIPSAW***
                              Whipsaw ko kuch is trah defie kiya jata hau .. whipsaw vhlti hui market mai sharap chnge of price hota hai mtlb k agr price postive side chal rahi hai tou ek dm opposite move krne lgti hai isko whipsaw movemnt kehty hain

                              ***Types Of Whipsaw***
                              Whipsaws kee do qismen hain
                              1★ Whipsaw Upward Movement
                              2★ Whipsaw downward Movement

                              ***Whipsaw Upward Movements***

                              Is* upward movemnt* mai pehly price up ja rahi hotinhai aur bilkul aglay lmahay price bilkul mukhtalif simat mai jaanay lgti hai aur unexpected loss ya profit hona shuru ho jata hau ye .. ye bht confusing cheez hain is se trader bht ziada mutasir aur confuse ho jaty hain

                              ***Whipsaw downward Movements**"
                              Is *downward. movemnt* mai pehly price down ja rahi hoti hai aur phirbek dm se bht bra chnge aajata hai aur trade ka rukh opposite honjata hai mtlb bilkul unexpected hota hai aur loss profit kee gharian strt ho jati jain

                              ***Keypoints***

                              ✓whispsaw stock market mai ghait mutehkam ko show krta hai koi pta ni kub kis trf stock price change ho jae
                              Iskay baray mai koi baat teh shuda nibhoti ye kabhi b kisi b trf ko chl deti hain
                              ✓ isme 2 types kee utaar chrhao hain jo k byan krdiye gye hakn
                              ★Ek line jo up ko byan krti hai mtlb stock price up jaty jaty ek dm se nichy ajati hain
                              ★ek line ko down ko byan krti hai mtlb stock price down ja rahi hoti hai aur ek dm se up ko janay lgti hai

                              ***Common example about whipsaw***

                              Whipsaw ko aik aari k sath mushabiat dee jati hai k aari chlty ruk jaati hai aur phir osko mukhalif smit mai chlana prta hau ye whipsaw b market mai aese he chlta hai aur ek dm oposite movemnt dene lgta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X