FOMC news kiya hoti hey aur iska market par kiya impact parta hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: FOMC news kiya hoti hey aur iska market par kiya impact parta hey?

    GD army mein aapane sahi kaha ke app OMG in use hoti hai vah market ko hila kar rakh Diya isliye hamen chahie ki Ham bhi is tarah se Koi news hasil Karen to Ham usko foreign pic na Karen bol Kar dekh Kar aur confirm karke hi ismein usko samajh Kar aur sab kuchh karke hi market pad per wapas aur apna Kam jari rakhen isliye hamen chahie ki Ham trade lagane se pahle aur kishan ki news ko acche se jaanch le aur uske bad bhi Koi trade open Karen open karne ke liye hamen chahie ki market kaun sa channel hai khane ke bad meinaur Pyar ko bhi acche se analyse karne ke usko channelize karne ke bad Ham tumhen chahie kya usko bhi acche se dekh le aur candles ko dekhne ke bad hamen indicators ke bare mein bhi sochana chahie kyunki kisi bhi pairs per lagane ke liye in the indicated hota me rakhte hain aur indicators ko janne ke liye hamen karne ki jarurat hoti hai aur sabse acche karna chahie kyunki indicators ka kisi bhi pairs ki chatni bahut time lagta hai isliye hamen chahie ki nahin kisi ko open karne ke liye sabse pahle market ko channelize Karen uske bad FIR koshish karen uske bad candles ko bhi dekh lena chahie aur sabse hoti hai vah indicators ki hoti hai agar Ham indicators ko acchi tarah ka select karenge to hamen profit hasil hoga agar nahin karenge to last ki taraf chale jaengeISI tarah kisi bhi pairs part rate open karne ke liye sabse pahle har tarah ki news ke bare mein bhi confirm kar lena chahie kyunki agar news ne bataya nahin Ham koi bhi tedapan kar lenge bad mein new sunenge to Ham sab kuchh bhi nahin kar sakenge isliye Koi Vijay lagane se pahle news ke bare mein confirm kar le
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: FOMC news kiya hoti hey aur iska market par kiya impact parta hey?

      F o m c news ki market mein bahut hi miyat hoti hai aur yah news bahut hi khatarnak Hoti hai kyunki jab bhi e yah news market mein release Hoti hai to tab market ki movement kafi tej ho jaati hai jiski vajah se hamen apni trade ko handle karna mushkil ho jata hai aur is news ke dauran agar hamari trade open Hoti hai to hamen Kabhi jyada khatra hota hai isliye hamen agar news ke time trading karte Hain to hamen chahie ki ham jab bhi aisi mil jaaye to hamen money management ke sath trading Karni chahie aur stoploss ko jarur istemal karna chahie Varna is news ki vajah se hamara kafi nuksan bhi ho sakta hai.

      F o m c news ki vajah se hamara jahan per nuksan hota hai vahan per hamen bahut bada munafa bhi hasil ho sakte hain agar ham news ko analyse karne aur hamare fundamental analysis baitha Hun to fir ham isnil ki vajah se apne account ko double triple bhi kar sakte hain kyunki is news ki movement Ka bhi jyada hoti hai aur iski vajah se hamen market mein kafi achcha munafa bhi milane ke chance hai isliye hamen apni fundamental analysis ko behtar banana chahie tha ki ham news mein trading kar saken aur news kijiye trading hamare liye kafi faydemand sabit ho sakti hai.

      Mera apna tajurba yah hai ki hamen news ke time trading Nahin Karni chahie aur apni trade ko clothes rakhna chahie kyunki news ke time trade ka bhi khatarnak ho sakti hai isliye hamesha yah camel ki timetrade Na Karen aur hamen news ke bad hi trade Karni chahie kyunki news ke time market ka kuchh pata nahin hota hai aur Market Kisi bhi bhag bahut jyada fast ho sakti hai isliye market mein hamesha hi money management ke sath kam kiya jaaye to tab hi jaaye market hamare liye behtar ho sakti hai aur tab hi ham is market Apne account ko bacha sakte hain.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #18 Collapse

        Re: FOMC news kiya hoti hey aur iska market par kiya impact parta hey?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
        FOMC News:

        Dear members jo bhi forex mein work kartey hein woh sab FOMC news ke barey mein to jantey hi hein aur agar jo traders nahin jantey hein to woh umeed he keh is thread ke bad isko jan jayengey mein aap sab experience traders se puchna chahta hun keh FOMC news ka market mein kioun keh itna impact hota hey aur jesa keh aap nichey deegai picture mein bhi dekh saktey hein keh FOMC news market ko hila kar rakh deti hey aur bohot hi bari move karti hey market jab bhi FOMC news ati hey iski kiya wajha hoti hey aur yeh Kiya chez hey?

        [ATTACH=CONFIG]19297[/ATTACH]
        Dear forex market mein kam karne ke liye bahut sari e aise events hote hain jinko dekhkar Ham is market mein trade kar sakte hain Jo trading forex market main use ke time per trade karte hain unko is market mein kafi jyada nuksan ho sakta hai kyunki is market mein jab Ham news ke time per trade open karte Hain to humko yah pata hona chahie ki market aise time per bahut jyada fast movement karti hai agar Ham market ki mrut se pahle a trade open karte Hain to hamari trade agar sahi direction mein open Ho to humko thodi si der mein kafi jyada profit ho jata hai forex market mein jab Ham Koi trade open karte Hain to Ham kho jaaye pata hona chahie ki forex market mein Jo bhi trade open karte Hain usmein humne newspaper analysis kiye Hain ya nahin is market mein humko newspaper analysis karne hote hain Taki Ham is market mein apne account per achcha profit banaa sake Jo trader forex market mein apne account per achcha profit banate hain vah is market mein achcha ka decision tab lete Hain jab Ham is market main use ke time per trade lagane ke liye acche analysis karte Hain humko news ke time per jo bhi trade open karni ho uske sath stop-loss use karna chahie agar Ham forex market mein trade lagate ho ya analysis karte Hain to humko is market mein fayda tab hota hai jab hamesha market mein fayda tab hota hai jab Ham is market mein news mein FOMC per trade karte Hain to ismein humko kafi jyada fayda ho sakta hai agar Ham achcha decision lete Hain.
         
        • #19 Collapse

          Re: FOMC news kiya hoti hey aur iska market par kiya impact parta hey?

          dear member market ke sath connected rahane ki vajah Se Hi members ko market ke bare mein har tarah ka useful experience hasil ho raha hota hai aur isliye members ke liye yah important hai ki unko market ke sath connected rahakar aur apne kam per acchi tarah Se focus karna hoga aur is tarah Se apne kam ko continue karna hoga jab members apne kam ko market ke sath connected jakar aur acchi tarah Se continue kar rahe honge tu is tarah Se members ko trading se related acchi information mil rahi hogi aur yah information bahut useful hoti hai aur agar isko Koi member acchi tarah Se apne trading mein istemal kare agar tu is tarah Se member state trading unko prapt degi yah bhi ek tarah ki aisi news hai ki jab members is ko apne trading mein istemal karte hain.Jab market main FOMC news ka time hota hai tou within seconds market main bahot bari movement ho jati hai jo hamary liay bahot zyada dangerous ho sakti hai hamain forex market main trade kerty huey agar FOMC effect sy bachna hai ky same news ky time per agar hamari trade open ho tou market profit main movement kery tou hamain bahot acha profit hasil ho jaey lekin agar market hamari open trade ky against big movement kerti hai tou ham bary loss ya account wash sy bach jaen tou aesy main ham apni open ki jany wali trade main sirf stop loss use kerty huey trade continue kerty hain ky agar market ki big movement hamari favour main hoti hai tou hamain bahot acha profit hasil ho jaey aur agar same movement hamari open trade ky against hoti hai tou hamari trade stop loss ki waja sy small loss main hi close ho jaey ky hamara account wash hony sy bach jaty agar ham is stretigy ky sath trade kerty hain tou hamain FOMC news time per market main hony waly effect sy bhi bahot zyada faida hasil ho sakta hai
          • #20 Collapse

            FOMC news forex market ko bahot zyada effect kyun kerti hai?

            Main ny aksar yeh observe Kia hai ky jab FOMC news ka time hota hai tou market main bahot bari change ati hai aur puri forex market main movement bahot zyada fast ho jati hai tou maun yaha per yeh janna chahta hun ky FOMC news main aesa Kia hota hai ky market main bahot bari movement bhi ho jati hai jo taqreeban her pair main hoti hai ky ham aesy tamam factors ko pehly sy read ker lain aur FOMC news time per hony wali market main big movement sy faida hasil ker sakain?
             
            • #21 Collapse

              Re: FOMC news forex market ko bahot zyada effect kyun kerti hai?

              Dear Friend FOMC se related aap nay bahut hi Acha question Kiya Hai Hum dekhte hain ke forex market Mein Jab Ham koi bhi trade open Karte Hain To uske liye Hamen sabse pahle market ki movement ke bare mein Idea Lagana hota hai aur ham ismein technical analysis ke sath sath fundamental analysis bhi Kahate Hain jisse ismein Aane wali expected news ki vajah se Ham Apne loss ko recover kar sakte hain aur trading Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain Kyunki fundamental analysis totally market mein news par depend kar rahe hote hain aap Agar fundamental analysis per tavajjo Dete Hain To usse aapko bahut jyada fayda ho sakta ha yaqeenan aapkoforex market Mein Hone Wali FOMC news ke bare mein Information hun gi To Main aapko Iske bare mein yah Kahana Chahunga ki yah basically Ek statement hoti hai jo ke international level per market Mein Di Jaati Hai jismein Tamam currency pairs ke bare mein information hoti hai use specially US dollar ke bare mein yah Ek news Hoti Hai Jiski vajah se market mein bahut jyada Munh mat hoti hai aur Ham Jab koi bhi trade open Karte Hain To Hamen sabse pahle market mein aane wali news ke bare mein bhi information Hasil karna Hogi Kyunki news ke dauran trading karna bahut jyada risky ho jata hai aur specially Jab Is Tarah Ki news market Mein hoti hai to aapko trading co avoid karna chahie Kyunki is dauran market bahut hi jyada Munh karti hai aur aapko ismein bahut zyada loss ho sakta hai

              FOMC news ka impact har EK pair per bahut hi acche tarike se padta hai aur kyunki yenews United State ki taraf hoti Hai to iska impact bahut hi zyada padta hai kyunki jahan tak Forex ki market Ko agar Koi handle kar raha hai is waqt tu wo United State aur uski Central Bank hi agar is tarah ki news kabhi a jaaye is tarah ka data kabhi sunane mein mile to use time apni trade hold per rakhna hi Behtar hoga kyunki kuchh trust nahin hota ki news aapke against bhi ho sakti hai aur aapke favour main bhi ho sakti hai to professional aur expert raider kabhi bhi blindly Kam nahin karteagar is tarah ki news kabhi a jaaye is tarah ka data kabhi sunane mein mile to use time apni trade hold per rakhna hi Behtar hoga kyunki kuchh trust nahin hota ki news aapke against bhi ho sakti hai aur aapke favour mein bhi ho sakti hai to professional aur expert trader kabhi bhi blindly Kam nahin karte Bal ke har ek Cheaz Ko proper analysis karne ke bad hi koi decision lete Hain

              Forex trading market mein kaam karty hue har ek news ka Data bahut hi important hota hai khas tur per agar kisi time news aane wali ho to market ke trend ki direction hi change Ho jaati Hai to is situation se trader ko hamesha puchna chahie aur apne account ko se kyon rakhna chahie kyunki jab aapka account secure hoga to aap future yah next trade Le payenge tu hamesha activate Ho karke Hi Kam Karen aur kabhi bhi kisi asre Mein Na Raha Karen kyunki jab kisi pair ke upar Koi news a jaati Hai to foren use per ki condition aur uski direction change ho jaati hai aur use time bahut se trader confused bhi ho jaate Hain to aise time mein trade na lagaen to Behtar hoga balkeshwar Karen aur news ke waqt to kabhi Bhi trade na lagaen kyunki news ke waqt trade lagana aapke account ke liye bahut hi khatarnak sabit ho sakta hai to hamesha save aur secure trading karne ki koshish karen aur Jahan se small profit bhi mile to use accept Karen kabhi bhi Lalach na karain aur Robot trading sy avoid karain apna profit ka target jab complete ho jae tu usky baad zyada profit ky lalach mein over trading na karain
              • #22 Collapse

                Re: FOMC news forex market ko bahot zyada effect kyun kerti hai?

                FOMC news ab update hte han to kabe kabe market ka trend be badal jata han hamy news ko watch kar ky kam kara ho ga per he hum pasa kama saky gy forex mai news ke bohat value hai hamy in ko kabe be ignore nahi karna chaey or jab market ma news any wali hote ha to hamy trade open nahi karne chaey hum s mai kam kar ky pasa kama sakty hai hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga hum is mai posts kar sakty hain hum is mi be kam kar sakty hain hum isy apna life tme career be bana sakty hai hu s mai apny bosss kud ap he hoty hai hum is ma agar tuka system sy kam karty ha to hamara loss hain forex ak world wide or kabe be katem na hony wala business hai forex mai hamy analysis ko learn kar ky use kar ky use kar ky kam karna ho ga hum isy apa professional career be bana sakty hai hum is ma apy boss kud ap he hoty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hamara loss hain hum is ma out off balacne accout ban kar be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hai hum is ma agar kam karty howe aik be galti kar dety hain to hamara loss hain hamy market ke movement ky mutbak kam karna ho ga
                • #23 Collapse

                  Re: FOMC news forex market ko bahot zyada effect kyun kerti hai?

                  FOMC NEWS EFFECTS ON FOREX MARKET: dear members trading main Kam krty howy AP ko ye to pata hona chahay k kisi bhi country main economical news aur is main ups and downs forex market main big movement ka sabab banbanti Hain Jo k humary liy positive ya negative direction mein ho sakti hay AP ki trading main mehnat r in time trade main ententry ap k trade ko Kamyab bana sakti Hy aur ap ko big loss sy bhi babacha sakti Hy is lit AP kko chahahy k Trading main accha work krny k liy market analysis aur new pr focus krain take aap ko kamyabi mil saky r aap ek accha profit hasil karne ke kabil Ban sakain.

                  Jb bhi market main FOMC News chalti hain to ye kamyabi k sath apna effect market pr dalti Hain market main AP ki ziada sy ziada mehnat r daily forex news sy update rehna ap ko Kamyab bana sakta Hy AP ko chahay k Dil say Kam krain r ek accha trade kr k ek accha profit hasil krny ki koshish krain Trading main news sy market main loss r profit donon ho sakty Hain Hain is liy wait krain r ek accha trade kr k ek accha profit hasil krny ki koshish krain take AP ko accha trade krny ka moqa mil saky. Jis country main economic news chalti hain wahan k carruncy pairs main big change aati Hy Jo k bohat sy traders ko loss Dy jati Hy r baaz dafa to market crash honjati Hy. Jis tarha last time coronavirus my countries ki economy or bohat effect dala Hy jis ki wajah sy kafi markets crash hony wali thain.

                  Is liy ap ko trading main apni learning ko r market news ko prefer krna chahay take AP trading main Kamyab ho sakain r ek accha trade kr k ek acchi working kr saken. Ap ki trading main jitna planning r forex market k baary main news acchi hon hi ap ko accha trade work Mily ga r AP ek accha profit hasil kr sakain gy.

                  Click image for larger version

Name:	download (2).jpeg
Views:	2
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12334831
                  🌼 Never Give Up 🌼
                  • #24 Collapse

                    Re: FOMC news forex market ko bahot zyada effect kyun kerti hai?

                    Fomc news hi depend hoti hai market k trend ko alysis krne k liye Qk agar Hum Market k trend ko note ya watch kiye bgair hi Trade start kar detay hain to Market hamen loss bhi de sakti hai is k liye Apko chahiye k news ko read kiykaren K konsi currency Ap k favour mein jay gi Aur konsi currency ap k against Hmesha fomc news Lazmi Read kiya karen.
                    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
                    • #25 Collapse

                      Re: FOMC news forex market ko bahot zyada effect kyun kerti hai?

                      FOMC news market mein bahut jyada effect kyon Karti Hai Iske bare mein hamare pass experience or knowledge Ka Hona bahut jyada important Hota Hai Jab hamare pass Uske bare mein acche experience or knowledge Hoga To Ham Apne kam ko market Mein acche tarike se kar sakte aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen apne business ke bare mein knowledge Kaho na bahut jyada important hota hai Hamen apne business ke bare mein Apne study ko properly complete karna chahie tha ki Ham apne business such information Hasil kar sake aur acchi kamyabi Hasil lkar sake bagair experience ke Ham apne business Mein acchi kamyabi Haasil Nahin kar sakte

                      Hamen FOMC ke news ko market Mein acche tarike se observe karna chahie fresh ki market Mein movement bahut hi jyada fast hoti hai abhi market Mein sabse pahle is baat ka knowledge Hona chahie ki market Kis Tarah kar rahi hai kis direction Mein Mul Karen market ka analysis bahut hi jyada important hota hai agar Hamen market ke bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham market Mein acchi tarike se work kar sakte hain bagair knowledge ke Ham Kam Nahin kar sakte Jab Hamen market ki samajh Na Aaye Rahi Ho To Hamen market Mein trade Nahin Lagani chahie Kyunki isase Hamen loss bhi ho sakta hai

                      Jab market Mein Koi news aati hai to trend ki direction bhi change Ho Jaati Hai Hamen ismein bahut hi careful hokar kam karna chahie Jab trade main market ki direction change Ho Jaati Hai To bahut trader ismein confuse ho Jaate Hain agar koi news aaj to Behtar yahi hai kya Ham apni trade ko Vahi par rok De Kyunki Agar Ham news ke dauran apni trade ko Jari Rakhenge To Ham kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte Ham Hamesha Activa kar kam karna chahie Hamen news ke dauran trading se avoid karna chahie Kyunki is dauran Hamen bahut bada loss ho sakta hai hamara account wash ho sakta hai
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: FOMC news forex market ko bahot zyada effect kyun kerti hai?

                        Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic f o m c news forex market ko bahut jyada effect Kyon Karti Hai se related hai
                        Forex trading Mein kam karte hue aapko yah Pata Hona chahie Ki Kisi bhi country Mein economical news aur usmein ups and down forex market mein big movement ka sabab banti hai jo Hamare liye positive and negative direction ke sath ho sakti hai aur aapki trading mein mehnat aur unke time mein trade main entry aapki trade Mein Kamyab banaa sakti hai aur aap ko big loss se bhi bacha sakti hai aur aapko Chahe ke chahie ki trading Mein Achcha work karne ke liye market analyse aur new news per focus Karen Taki Kamyab ho sake aur ek Achcha profit Hasil kar sake Jab Bhi market Mein F M C news Chalti Hai tu ja kamyabi ke sath Apna effect market per Deti Hai market Mein Aapki Jyada Se Jyada mehnat aur daily Forex news se update Rahana aapko kam mein aap banaa sakta hai aapko chahie ke din se Kahin kam Karen aur ek Achcha trade Karke Achcha profit Hasil karne ki koshish karen Taki aapko Achcha trade karne ka mauka mil sake Jis country Mein economic news Chalti Hai vahan ki currency pair mein big change aati hai aur jo ke bahut se vajah se Kafi market crash Hone Wali hoti hai isliye aapko reading Mein Apni learning ko Maar ki news ko prefer karna chahie tha ki aap reading Mein Kamyab ho sake Ek Achcha traders Karke pet Karke Ek acchi working kar sake aap ki wedding Mein jitni planning aur forex market ke bare mein news acchi hongi aap utna hi Achcha kam kar sakte hain aur aapko utani hi jyada benefit Milega isliye Hamen for f&o MC news hi depend Hoti Hai market ke train ko analyse karne ke liye Kyunki Agar Ham market ki train Kaun note kiya watch kiye bagair hi trade Karte Hain to market Mein loss hota hai
                        • #27 Collapse

                          Re: FOMC news forex market ko bahot zyada effect kyun kerti hai?

                          FOMC se related main aapko Kuchh important information provide karna chahta hun jo aapke liye bahut jyada valuable ho sakti hai aur ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aapka knowledge increase ho sakta hai jo aap apni trading per apply kar sakte hain no doubt Forex trading main fundamental approaches aapke liye bahut jyada useful ho sakte hain.

                          What is FOMC :

                          Federal Open Market Committee Ek bahut hi important committee hoti hai jo monetary policy making se related kuch important decision making karti hai dear jab aap is commity se related to learning complete karte hain to aapko bahut jyada carefully iski learning complete Karni chahie.

                          Members of FOMC :

                          Federal Open Market Committee 12 members per include hoti hai jinko aap further 2 different types may differentiate kar sakte hain, jo board of governors or reserve bank president hoty hain.

                          Why Effect On Market :

                          Dear market Mein Jab yah news aati hai to hamare mind Mein yah question hota hai ki is used car market per bahut jyada effect Kyon Hota Hai To is se related main aapko yah batana Chahta Hun Ki Jab Bhi market Mein yah news Aati Hai To yah totally aapki monetary policy se related Hoti Hai Jiski basis per different important metals aur products key values mein bahut jyada effect ho sakta hai Aur on Ki demand and supply se related kuch important decision making ho rahi Hoti Hai Jiski basis per yah market ko bahut jyada effect karti hai aur Iske bad market ki volatility bahut hi jyada ho Jaati Hai.

                          Importance :

                          Dear agar aap market Mein successful Hona Chahte Hain To aapko market Mein fundamental approaches ko zarur carefully study karna chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain aur aapki trading successful Nahin ho sakti isliye market Mein different important news se related aapko properly updated Rahana chahie aur Market Mein inke effect se apni decision-making Karni chahie.
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: FOMC news forex market ko bahot zyada effect kyun kerti hai?

                            Yes. Forex ma kuch traders asy b hain jo serf or serf news par trade karty hain. News k andar bhot power hoti hai or wo market ko ik side sy dosri side par move karwa sakti hai. Ye b possible hai k news k release hony sy pehle up trend ho or news k release hony k bad market down trend ma move kar jae. Jo trader forex ma news ko ignore karty hain wo aksar pareshan rehty hain or unki ye pareshani account wash ki sorat ma aksar or b barh jati hai. Es topic ma ham fomc news ko further explain karyn gy.

                            Fomc news and its impact on forex market. Fomc sy murad hai federal open market committee. Ye federal reserve system ki ik branch hai or ye monetary policy ki direction ko determine karny k lae measures ko adopt karti hai. Es ki composition ma board of governer shamil hoty hain. Monetary policy ma currency k intetest rate define kiya jata hai. Es k lae fomc economy ki health ko examine karti. Ye asy steps ko follow karti hai k country ki over all economic activities grow karyn. So ye interest rate k finalization k lae employment rate, gdp growth rate or inflation rate ko b observe karty hain.

                            Kuch trader fomc news ka track rakhty hain or phr eski base par market ki over all value k change ko judge karty hain. Trader ko fomc news ka tb tak kio faida ni hota jb tak wo eska mukamal record na rakhy. Usd dollar ki value ma small change b tradet k lae big profit hasil karny ki waja ban sakta hai but agr wo market ko observe kary ga to ye possible ho ga. Jo tradet market ko observe ni karty wo hamesa loss ma he rehty hain or unko account b aksar he wash ho jaya karta hai. So trader ko news ko lazmi consider karna chahe.
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: FOMC news forex market ko bahot zyada effect kyun kerti hai?

                              Forex trading ki market Ko Jab join kiya jata hai to use Waqt traders ko chahie ke Roi Ho market ko acchi Tarah Se analysis Karen aur Market ki learning Jyada Se Jyada time spend Karen aur uski learning karte waqt Apne mind ko acchi Tarah Se fresh Rakhe Taki vah market ki learning ko bahut hi acche tarike se complete kar Saken Kyunki yah learning unke liye bahut jyada faydemand sabit hoti hai

                              Forex trading ki market Mein FOMC news bahut jyada importance rahti Hain market Mein traders ko FOMC news ko acchi Tarah Se study karna chahie Kyunki tab Forex trading ki market Mein yah news release ki Jaati Hai to use Waqt market per yah news bahut jyada effect Karti Hain market mein aane wali Tamam interested news ko traders ko carefully learn karna chahie

                              Market Mein FOMC news release hoti hai to use Waqt traders ko attention Rahana chahie remember ki Tami attention Rahenge tabhi Ham market mein aane wali ine news ke bare mein information ko acche tarike se find out kar Sakenge Jab market interesting news release hoti hai to use Waqt market Mein maujud different types ke currency pairs mein bhi bahut jyada changing a Jaate Hain market Mein use Waqt NZD USD currency pairs a bahut jyada great sabit hote hain use Waqt in currency pairs trading Karke Se Achcha profit Hasil Kiya Ja sakta hai Kyon Kyon use market resistance aur sport level bahut jyada strong Hote Hain Jab yah strong hote hain to vah market Mein yah in currency pairs se related active signal provide karte hain yah active active signals market main market ki position ko samajhne ke liye aur usmein trade open karne ke liye bahut hi complete aur confirm signals hote hain Jin ke jariye se market Mein trading start ki Ja sakti hai aur Market main Kesariya se acche advantage bhi Hasil Kiye Ja sakte hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: FOMC news forex market ko bahot zyada effect kyun kerti hai?

                                FOMC ka matlab federal open market committee hai aur ye aik bohat important aur valuable committee hai jo monetray policy making se related kuch imporant decision making kerti hai jab hum is se related kaam ko samjh ker kerty hain tou humen is mein asani ho sakti hai is mein bohat he carefully learn kerna hota hai ye aik aisi committee hai jo k twelve members par comprise hoti hai jin ko hum log mazeed two different types mein divide ker sakty hain jin mein board of governors au reserve bank president hoty hain jab market mein koi bhi news aati hai tou humen is mein ye sochna hota hai k market mein itna zeada impact kuen hota hai jab market mein news aati hai tou ye totally humari monetary policy k according hoti hai jis ki base par values ko decide kiya jata hai
                                aur wo valued metals aur other products ki values hoti hain aur in mein bohat zeada difference ho sakta hai aur un ki demand and supply se related kuch eham decision making ho rahi hoti hai jis ki base par ye market ko bohat zeada effect ker rahi hoti hai aur is k baad market ki volatility bohat zeada ho jati hai agar hum is platform par kamyab hona chahty hain tou humen is market mein fundamental approaches ko carefuuly zaroor study kerna chahiye agar hum is ko sahi tarhan se nahi keren gy tou humen is mein bohat zeada problem ho sakti hai humen market mein hony wali news se properly relate kerna ho ga aur humen in k effect se apni decision making kerni chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X