Dear Asslamolikum !
Topic ka nam : (Kitchen Stove)
Topic ka introduction !
Aj ma jis topic kay bary ma bat karny ja raha ho wo kitchen ma istimal hony waly stove (couly) par mabni ha aj ham is kay bary ma tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan umeed karta ho is say apko faida ho ga or is say apki knowledge ma bhe kafi azafa ho ga to ham start karty han chola ek asa alaw ha jis ma kisi cheez ko garam karny kay liye indhen ko jalaya jata ha chouly boht sari qisam kay hoty han jesy kitchen ka choula jo khana pakany ka liye istimal hota ha or lakri ko jalany wala miti ka choula jis ko angethi bhe khty han ya kamry ko garam karny ka liye istimal kia jata ha aj kay door ma boht zada jaded chouly a gay han jin ma ham boht asani say khana bna sakty han or boht jaldi pna kam mukamil kar sakty han.
Advantages:
stove kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is ma istimal hony waly gas burner khana pakaty hoy garmi ma forn tabdeli ki ijazat dety han q kay shouly ko garam karny ya barqi burner ki trah thanda hony kisi waqt ki zarorat nahi hoti ha or ya kafi pydar or mazboot hota ha or ya apka kafi der tak sath deta ha or ya zada mehanga bhe nahi ha ek am persion bhe is ko asani say kherad sakta ha or ya kafi zada mahool dost ha is may ap ko kisis qisam ka koi khtra nahi hota ha or agr apko emergengy ma kuch pakana ha to ya ek dam tyar hota ha ap kbhi bhe kisi waqt bhe is par jo chaye bna sakty han.
Disadvantages:
Stove kay boht zada faidy kay sath sath is kay kuch nuqsanat bhe han jo ma ap kay sath share kro ga ya gas ko boht zada zaya karta ha pan sport or burner ki wja say iski safai karna mushkil hoti ha ap khuli agg kay sath khana pkaty han lehaza gas kay sath khana pakana mehfooz nahi ha or is ma boht zada care krni hopti ha agr ap is ka button on he chor day to is say boht bara nuksan ho sakta ha jo apki jani wa mali nuqsan ka sabab ban sakta ha or zada isky koi nuqsanat dekhny ma samny nahi aty han.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим