Ye review "Tiktok" par mabni hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye review "Tiktok" par mabni hy.

    Tik Tok....
    Dosto Jaisa Ke Sab Jante Hain Aaj Kal Social Media ka dur hai social media Ne Duniya Ko bahut Kareeb kar diya hai Dooriyan Mita De hai aajkal Puri Duniya Ke Log Ek dusre mein se contact mein hai ISI Tarah Ek social media Ki Tarah Hi Ek Tiktok app I Hai jisse Yadav Nahin Hua Tik Tok per log Apna talent dikha Rahe Hain Koi Tik Tok par funny videos banaa raha hai koi Tik Tok par status chalna hai tik.tok Ne Duniya Mein Dhum macha Di Hai

    Bahut se log Tiktok ki vajah se famous hue hain bahut se Logon Ne Tik Tok ko business banaa liya hai log Tik Tok Par video banane ke Lakhon rupaye charge kar rahe hain Jo log Tik Tok banate hain unhen dollars Mein paise diye Jaate Hain aur vah bahut jyada profit Hasil kar rahe hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye review &quot;Tiktok&quot; par mabni hy.

      Dear jab aap Tik Tok se related apni learning complete kar rahe hote hain aur is application ko completely study karte hain to ismein aapko bahut hi perfect entertainment mil rahi hoti hai aur aap ismein daily basis per bahut jyada entertainment Hasil kar sakte hain no doubt Jab aapke pass extra time hota hai aur aap apna time spent karne ke liye social media se connected Hote Hain To Aisi situation Mein tip talk aapke liye ek perfect platform provide kar raha hota hai jismein aap apna time isliye spend kar sakte hain aur bahut jyada entertainment Hasil kar sakte hain.

      Dear Tiktok application ko apne mobile par install karna bahut hi Aasan Hota Hai Jab aap apna free time is per spend karna chahte hain to usmein aapke pass Internet se SS honi chahie aur aap apni required videos daily basis per ismein watch kar sakte hain iske sath agar aap apni koi video is per upload karna chahte hain to ismein bhi aapko facility available hoti hai dear jab aap Tiktok application ko properly istemal Karte Hain To usmein aap apne liye earning bhi kar sakte hain Kyunki ismein jitne bhi members Hain vah apne liye bahut jyada earning create kar rahe hain aur ismein bahut jyada advantages Hasil kar rahe hain.

      Faidy :

      Agar aap apna time spend karna chahte hain to ismein aapko Tik Tok platform bahut hi important facility provide kar sakta hai aur aapki intertainment mein bahut jyada increment kar sakta hai isliye aapko is application se maximum utilise Hona chahie.

      Nuqsan :

      Tik talk ke bahut jyada disadvantages bhi hain young generation is per apna bahut jyada time spent kar rahi Hai Jiski basis per Kuchh time police ko Khatam kar diya gaya tha lekin Ab Bhi Dobara reopen ho chuka hai no doubt agar aap isko properly study Karte Hain To Iske bahut jyada disadvantages of ko Milte Hain isliye aapko bahut carefully isko use karna chahie aur bahut jyada time is per spent nahin karna chahie no doubt yah Ek Achcha platform Nahin Hai Jis per aapka just time consuming activities hoti hai aur ismein aapki koi learning increase Nahin ho rahi hoti.
      • #18 Collapse

        Re: Ye review &quot;Tiktok&quot; par mabni hy.

        tiktok aik famous mobile application hay jo china ne introdce krwai thi.start mein jb tiktok introduce krwaya gaya to baqi countries ka to mjhy maloom nahi k wahan tiktok ko kia response mila ya nahi mila magar pakistan mein start k aik 2 saal mein logo ne tiktok mein koi dilchaspi nahi li mahr last 3 or 4 years se tiktok pakistan mein bohat maqbool huwa hay iskay ilawa india mein bhi tik tok k users kafi ziada hain.tik tok aik social type application hay jis pe koi bhi insan apny talent se related video bana kr share kr skta hay aur iskay ilawa agr woh koi paighaam dena chahta hay to woh bhi video record kr k upload kr skta hay.aik survey k mutabiq last 2 years mein pakistan mein social uses of internet tiktok per huwa hay.jaisa k hum sb janty hain k har cheez k kuch faiday bhi hotay hain aur kch nuqsan bhi aur bilkul isi tarah tiktok bhi hay.mn apni soch aur apny knowledge k mutabiq iskay faiday aur nuqsan aap se share krna chahta hon.

        tik tok k faiday:

        tik tok se hum koi bhi sharing video bana kr kr skty hain aur iskay users kafi ziada hain to woh kuch he time mein bohat se log dekh sktay hain
        tik tok pe boht se log achi informations share krty hain jin se sb ka faida hota hay.
        talented logo k leye yeh aik acha source hay talent show krny k leye.
        tik tok pe knowlede wali aur recipes wali videos ba aasani mil skti hain
        tik tok source of entertainment hai
        til tok pe hum koi bhi category for example funny,informative,educational watch kr sktay hain.

        tik tok k nuqsaan
        tik tok waqt ka ziyya hay
        students isko use krty hain aur apni study ko proper time nai de skty
        tik tok banaty huway boht se logo ki death ho chuki hay
        dosro ko impress krny k leye videos banaty vaqt bohat se tik toker zakhmi ho chukay hain.

        conclusion:
        ​tik tok mo agar sirf entertainment k leye sirf free time mein use kiya jaaye to insan fresh bo jata hay.aur agar isko 24/7 istamal krengy to phir iska hamein koi faida nahi hay balky ye hamary leye nuqsan ka sabab hay..
        • #19 Collapse

          Re: Ye review &quot;Tiktok&quot; par mabni hy.

          Assalamu Alaikum aaj ka Hamara topic Tik Tok se related hai
          Jaise ki AAP Sab Jante Hain Tiktok mobile application Hai Jaise aap Sabko Maloom Hoga yah Ek China mobile application hai jo ki entertainment ke liye use Kiya jata hai aur bahut hi kam mein Main yah bahut jyada Maqbool ho chuki hai Puri Duniya Mein Chote Bade aur Har Jaane Marne Logon Ko yah use karte hain ya Ek China ki company ka software app hai ya vah company 2012 Mein start hui thi aur 2018 Mein musically app Jo Tik Tok Jaisa Hi Tha Karte The Aur Tik Tok Mein March Ho Gai ab Duniya Ki takriban Har Kone Mein tik talk Ke Charche Hai Nach ganon Ke alava jyadatar Log usko Maloom Mati video ke liye bhi use karte hi
          Aur enjoy karte hain aur Aksar log Farooq Waqt Mein pahle Baki Mein Gujarte the ab Sara Waqt Tiktok per hi Gujarte Hain vah kam bahut jyada AP famous ho chuki hai Tik Tok Mein Lage Rahte Hain Ghar Tik Tok Agar jyadatar Logon ke liye time Jaya karte hain iske sath sath jyadatar log is se fayda bhi Utha bahut lete hain aur nuksannaat ke sath es ke fayde bhi bahut jyada hai
          Advantages
          Iske benefits yah hai ki yah hidden talent Logon ke liye bahut jyada benefit Hai Garib Logon jinko ke pass koi oye SS hi Nahin Milta media Tak ke vah apne talent ko show kar sake aur apne hidden talent ko Puri Duniya Tak pahuncha sake to vah isase Kafi Jyada Famous Ho chuke hain vah Apne talent ko Puri Duniya Ko Dikha sakte hain aur bagair kisi approach ke vah Kafi kamyabi Hasil kar sakte hain Iske fayde yah hai ki yah daliton Logon ke liye financial support bhi karta hai aur sponsor videos jyadatar forward rakhte Hain To Aksar Technologies aur companies hire karte hain aur item promotions ke liye jisse talented logon ko bada support Milta Hai hai aur yah free time mein apps ko dekh kar Kafi Achcha mood mein ho sakte hain aur aap account grow Karke sale bhi kar sakte hain jisse aapko Achcha Khasa amount Milta Hai market mein
          Disadvantages
          Iske disadvantages bahut jyada hai yah time Gaya karne ke liye Ye bahut hi roleplay karta hai tik Tuk ko jata hai jo ke video Dekhte kar time Jaya bahut jyada time Jaya karte hain aur studies pata nahin dete Kyunki Aksar bacche Jyada time Tik Tok par rehte hain aur apne study Ko Jo Nahin de sakte aur kam umar mein bacche per attach Ho Jaate Hain Jaoge unke liye ki tabiyat ke liye Kafi mnthly shrart dalta hai Hai Aur Tik Tok videos Mein knowledge ke alava galat videos bhi hoti hain Jo Ke munasib Nahin bacchon ke liye
          • #20 Collapse

            Re: Ye review &quot;Tiktok&quot; par mabni hy.

            Mera Yaar bhi view Tiktok Par mabni hai Tiktok Asal Mein Ek mobile ki intertainment application Hai Jisko aaj ke Daur Mein Har Koi use kar raha hai aur yah Ek Dena ki application hai aur Puri Duniya Mein famous ho chuki hai bahut se log isko use karke bahut hi acchi Anil Kumar rahe hain aur Achcha bra pad Hasil kar rahe hain Tik Tok per Har Koi apni video Banakar Dal deta hai aur ek Achcha talent Samne a jata hai

            Advantages.

            Tik talk ke Bharose advantages Hai Jaisa Ke Is per log apni gharon Se video Banakar post karte hain aur Kafi Sare Logon ke talent ko dekhte hain aur vah acchi earning Hasil kar lete hain Is Tarah Logon ke andar Apna talent Aage show karne ki capability a Jaati Hai vah Apna talent dusre Logon tak show kar sakte hain ya Ek Achcha platform Ban chuka hai aur bahut Sare log acchi intertainment ko Aage share karte hain aap bhi Agar isko use karte hain to positive things ko Aage share Kiya Karen negative things ko Aage promote na Kiya Karen

            Disadvantages.

            Tik Tok ke bahut se disadvantages bhi hain log is per Apna Kafi Waqt time Jaaye kar dete Hain Jis ki vajah se hai Unka Kafi time waste ho jata hai aur Iske alava is kah data ka use Bhi Jyada ho jata hai
            • #21 Collapse

              Re: Ye review &quot;Tiktok&quot; par mabni hy.

              Mera Yaar review Tik Tok ki Appa Madni hai aajkal Har Koi Tik Tok ko use kar raha hai lekin mobile ki intertainment ki application Hai Jisko Puri Duniya Mein use Kiya Jata Hai Isko log entertainment ke liye use karte hain aur Apna Waqt time pass kar. Karte Hain
              Advantages.
              Iske bahut hi jyada advantages Hai Iski help se Kafi logon ka talent Samne aata hai aur vah unko promote Karte Hain Is Tarah dusre Logon ke andar bhi jajba Paida Hota hai, aur vah apne talent ko video ki madad se is application per Lagate Hain aur Kafi Sare log unko dekhte hain. Aur Tik Tok Walon Ne Ab To earning bhi start kar di hai jo log acchi video banate hain. Aur Jinke Vivah jyada hai unko Anand Vihar se lauti hai. Ab Har Koi Tik Tok ko use kar raha hai aur apni video Banakar use per Dal raha hai. Aur ismein aapki privacy bhi complete Kyon Nahin Hoti aur aap acche tarike se isko use karte hain. Aapko talent ko Aage promote karna chahie.

              Disadvantages..
              Thik thak ke disadvantages bhi bahut jyada hai Kyunki iski vajah se jaan generation Kafi Jyada Kharab ho rahi hai Kyunki bahut Sare log isko use karte hain. Aur Apna time aur Mani donon West karte hain. Isliye UN Logon Ko chahie Ke Apna time aur Mani West na Karen
              • #22 Collapse

                Re: Ye review &quot;Tiktok&quot; par mabni hy.

                Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy

                Introduction.
                Aj ka humara topic . tiktok. Py ha jo k aik aasa app ha jis may ap kisee ki awaz py bhe apni video bana sakty hain or is may ap acting or apni apni awaz py v video bana sakty hain or Honor yahan py dykha k khud ko famous ho sakty hain is k bhot say disadvantages or advantages bhe hain

                Advantages .
                Tiktok py ager ap bhoot famous ho jay to ap is say earning bhe lay sakty hain or ap is py short clips bana sakty hain jahsa k emotional video happy video funny or etc is py ap apni pubg ki video bhe dal kar famous ho kar yt py subscribe bhe zaida kar sakty hain is say ap ko 2no taraf say earning lay sakty hain

                Disadvantages.

                Is k disadvantages ye han k is say ap k bachy bhoot kharab hoty hain kue k is py har mulk k bandy video banaty hain jis ki wajha py is py gandi video v aj kal aa rahe hai jis say ap k bacho py galat aa sar par sakta ha kue k is may galia or gandi video v ab share ki ja rahe hain sirf famous hony k lea
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Ye review &quot;Tiktok&quot; par mabni hy.

                  Assalamu Alaikum dear Forex 💠Topic name : TIK TOK

                  🔹INTRODUCTION :

                  """ TIK TOK """
                  Dear friends Humara aj ka Review Tik Tok pe mabni hai. Tik Tok Aik application hai.Tik Tok 14 Sep , 2015 me TikTok Inc. Waloon ne released kerwai thi. Is ka version 17.5.42 hai. Tik Tok almost 1M+ users Use ker rahay hain. Millions creators tik tok pe apne skill dhikha rahay hain.

                  Tik Tok Kuch advantages Aur Kuch disadvantages hain jo hum discuss karain gay.

                  🔹ADVANTAGES OF TIK TOK ✅:
                  Tik Tok K bht se advantages hain. Tik Tok pe short vedio clip teyar kiay jatay hain. Agr ap k followers bht berh jayain tu ap is se earning ker saktay hain. Tik Tok pe her trha ki vedio Bnti hai like comedy, emotional, happy mood, sad mood. In vedio me Kisi bhi trha ka sound, music, song sb set kia ja sakta hai is k elawa Kisi bhi trha K effect lagaye ja saktay hain. Vedio edit ki ja sakti hai. Means K ap tik tok pe apne skills dhikha saktay hain.

                  🔹DISADVANTAGES OF TIK TOK ❌:
                  Tik Tok K jese advantages hain wese hi Kuch disadvantages bhi hain. Tik Tok K bht zeyada use se bht time waste hota hai. Tik tok K use se bht zeyada internet use hota hai. Bht se log apni vedios pe kharab tabsray likhtay hain ta K dosron ko tng ker sakay. Bht zeyada tik tok K use se ap ki study Aur routine dono disturb ho saktay hain.

                  ♻CONCLUSION
                  Is topic me hum ne Tik Tok Ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k ye Aik aysi app hai jis pe her trha K Vedio pai jati hain. Tik tok me ye potential hai k Wo next big social networking plateform bAn sakay. But is k bht zeyada use study disturb ho sakti hai is liay is ka use theek way aur Aik limit me kerna chahiay.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X