Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.
    Dear friends gator oscillator bhi Bill williams kay indicator main say aik hay. Iska maqsad forex market main trend ki identication aur rebound ka batana hay. Basically gator oscillator alligator indicator ko he mazeed numayan karta hay.

    Ye oscillator alligator indicator ki he use karda lines yani simple moving averages ko mukhtaluf time periods kay sath mil kar istemal kia jata hay. Yani keh: -

    Blue alligator jaw= 13-periods SMA shifted 8 bars forward
    Red alligator teeth= 8-periods SMA shifted 5 bars forward
    Green alligator lips= 5-period SMA shifted 3 bars forward

    MT4 main jab ham is oscillator ko active karty hain to ham koi bhi values is main day sakty hain, laikin ideal aur classic values yehi uper wali hain. Gator oscillator price charts say nichy show hota hay.

    Jaw aur teeth ka difference positive values batata hay jab keh teeth aur lips ka difference negative values batata hay. Is main bars kay zariye trend ki pehchan karty hain. Ager new bar ka magnitude previous bar say ziada ho to ye green jab keh ager new bar ka magnitude previous bar say kam ho to ye red bar say zahir hoti hay. Is oscillator main alligator indicator kay muqably main bar kay zariye trend ko bahut jald find kia ja sakta hay.

    Gator oscillator hamain market yani trend ky 4 phases batata hay jiskay mukhtalif names aur functions hain.

    1. Awakening phase. Isko ham entering positions kay liye use karty hain, jab red bars ka colour green ho jaye.

    2. Eating phase. Jab current aur previous yani both bars ka colour green rahy to ham isko eating phase kehty hain. Jis main trend continue rehta hay aur ham trade ko hold kiye rakhty hain yani earning karty rehty hain.

    3. Sated Phase. Is main jab current bar green say red ho jaye to ye is bat ki nishandahi hoti hay keh trend change ya khatam hony wala hay yani ham trade say exit ho jayain.

    4. Sleeping phase. Is main no trend identication hoti hay yani jab market rebound ho.

    Above stated discussion say ham ye keh sakty hain keh gator oscillator aik bahut he zabardast oscillator hay jiski base per ham risk management ka use kar kay market kay trend main trade kar kay achi earning kar sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

    Gator oscillator.

    Je dear gator oscillator bhot useful indicator hai. Ye market ki state k bary ma information deta hai k market es waqat kisi trend ma hai ya market range bound hai. So es ki help sy ham apni trade ko important time par open or close kar sakty hain. Gator indicator ko design kiya giya hai as a supplementary tool aligator indicator k sath conjuction ma use karny k lae. Ye ik acha idea ha eski nisbat k ham es indicator ki 3 balance line ko recape karyn. Ye median price value k lae simple moving average calculate ki gae hai jo k different time frame ki base par hai. Ye es tarha sy calculate kaye gae hain.


    Blue alligator jaw = 13 period ki simple moving average jo k shift ki gae hai 8 bar farward par.


    Red indicator teeth = 9 period ki simple moving average jo k shift ki gae hai 5 bar farward par.


    Green aligator lip = 5 period ki simple moving average jo k shift ki gae hai 3 bars farward par.


    Working.

    Ham en periods ko meta trader 4 ma apni marzi k mutabik set kar sakty hain. But classic value uper show kar di gae hain. Gator oscillator formula en balance lines ko use karta hai dual histogram ki value ko derive karny k lae. Ye indicator 2 histogram plot karta hai jo zero line k 2no taraf hoti hain. Jb k alligator indicator balance line ko chart par directly plot karta hai. Gator oscillator both histogram ko seprately display karta hai price chart k nechy. Jo positive values hoti hain wo alligator k teeth or jaw ka absolute difference hoti hain. Ese tarha negative value teeth or lip ka absolute difference hoti hai. Or es tarha negative line zero k nechy show ki jati hai. Jb histogram ki bar previous bar sy zayada magnitude ki hoti hai to eska color green hota hai or jb eska magnitude previous bar sy kam hota hai to ye red colour ki hoti hai.


    Using of gator indicator in mt4.

    Mt4 k andar gator indicator pre installed form ma available hota hai or ye download ni karna parta. Hamary pass ye ekhteyar hota hai k ham teeth jaw or lip ki value change kar sakyn. Gator indicator 4 states ko describe karta hai.


    1. Dormant or sleeping. Es ka matlab hai k market ma kio trend ni hai.


    2. Awakening. Es ka matlab hai k market ma trend banny ja raha hai.


    3. Eating. Es ka matlab hai k trend continue kary ga.


    4. Stated. Ye ik warning hoti hai k market ka trend khatam hony k kareeb hai.


    Summary.


    Gator oscillator alligator indicator ki 3 balance line ko converge or diverge karta hai or new trend ko identify karny ma help karta hai. Ye market k running trends ki progresa b batata hai or ye b show karta hai k wo kb end ko ponchy gy.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

      My dear all forex member gator oscillator bhot useful indicator hai. Ye market ki state k bary ma information deta hai k market es waqat kisi trend ma hai ya market range bound hai. So es ki help sy ham apni trade ko important time par open or close kar sakty hain. Gator indicator ko design kiya giya hai as a supplementary tool aligator indicator k sath conjuction ma use karny k lae. Ye ik acha idea ha eski nisbat k ham es indicator ki 3 balance line ko recape karyn. Ye median price value k lae simple moving average calculate ki gae hai jo k different time frame ki base par hai. Ye es tarha sy calculate kaye gae hain.MT4 main jab ham is oscillator ko active karty hain to ham koi bhi values is main day sakty hain, laikin ideal aur classic values yehi uper wali hain. Gator oscillator price charts say nichy show hota hay.

      Jaw aur teeth ka difference positive values batata hay jab keh teeth aur lips ka difference negative values batata hay. Is main bars kay zariye trend ki pehchan karty hain. Ager new bar ka magnitude previous bar say ziada ho to ye green jab keh ager new bar ka magnitude previous bar say kam ho to ye red bar say zahir hoti hay. Is oscillator main alligator indicator kay muqably main bar kay zariye trend ko bahut jald find kia ja sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

        dear member is indicator ke bare mein aapane acchi information sher ki hai aur agar koi member is indicator ka istemal karna chahta hai to members ko is se related information ko increase karna hoga indicators ke bare mein job members ko achcha knowledge Mil jata hai aur ine se related ja members acchi tarah Se learning kar lete hain to unko koi problem nahin hoti agar indicators acchi tarah Se apni trading ko continue kar lete hain tu is tarah Se members khoya indicators trading mein aur bhi acchi tarah Se help dete Hain aur successful results dete Hain indicators kya hai aur inko kis tarah Se trading mein istemal karna hai ya maximum members ko maloom nahin hota aur yahi vajah hai ki vah Inka istemal nahin karte Hain members ko trading se related indicators for maximum depend nahin karna chahie aur jab members indicators per hi depend karte Hain to is tarah Se unko nuksan bhi ho jata hai members ko apni trading mein apna experience bhi istemal karna chahie aur jab member apna experience istemal karte Hain to is tarah Se members ko trading mein nuksan nahin hota jab Koi member apne account per khud Se trading karta hai tu is tarah Se unko trading se related aur bhi achcha experience Mil jata hai aur vah apne trading ko acchi tarah continue karte Hain members ko apna trading experience improve kar lene ke liye maximum hardworking karna chahie aur yah hardworking kis tarah Se karni hai yah members per depend karta hai trading ko acchi tarah Se continue kar lene ke liye har tarah ki information members ke pass honi chahie aur trading se related technical information Ka hona hi important hai members ko agar trading mein acchi earning lena hai to iske liye members ko mehnat karna hogi
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

          Dear friends Forex market Mein trading ko se milne ke liye Ham mukhtalif kism ke indicators ,oscillators aur patterns Ka istemal Karte Hain aur Hamen ine Sab chijon Ko Samajh Kar Hi trading Karni chahie jab tak aap ine Mein Se Kisi chij Ko properly Jaj nahin kar paate aap ek acchi trading nahin kar sakte aur Agar Baat Kijiye ke Gator oscillator kya hai to Iske bare Mein Kuchh star ki definition ki Ja sakti hai ki yah oscillator Hamen market ki train ki taraf Sara karta hai aur uske andar Hone Wali variations ko bhi batata hai aur ek bhater trading karne ke liye Hamen indicators kya role Ada karte hain Hamen is cheez ka bhi pta hona chahiy aik good trading karne k liy Indicators types ki agar bat ki jaye aur es ki searching ki jaye to bahot se indicators hamary samny asakty hey magar at a time ham ne kesi 1 ya 2 indicators ko use karna hota hay, indicators ko use karny se pehly indicator me ye khasoosiyat hona zarori hey,
          1. Trend following tool: indicator me ye khubi honi chaye key wo trend following ka indication kesi be time frame me de saky, moving average indicator trend ko follow karny me batter samja jata hay.
          2. Trend conformation tool: indicator me second important quality ye honi chaye key wo trend ki conformation every time frame me de saky, trend ki conformation MACD indicator zeyda batter result de sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

            aapane bahut hi informative information apni post Mein Hamare Sath share karte ho yah Gator oscillator ko bahut perfectly state kiya hai no doubt Jab Ham Gator oscillator ko carefully study Karte Hain To ismein Humko bahut jyada advantages aur benefits Mil Rahe Hote Hain Jab ham alligator indicator ko study Karte Hain To Ham Gator oscillator ko easily understand kar sakte hain Kyunki Gator oscillator 1 updated version Hai alligator indicator ka.

            Dear jab aap Forex trading me kam kar rahe hote hain to no doubt aapko different important indicator se closely attach hona chahie Kyunki Jab market ki movement ko aap jaj karne ki koshish Karte Hain To usmein indicators aapko bahut jyada help karte hain agar aap market Mein indicators ko ignore Karenge to aap apni trading ko kabhi bhi profitable Nahin banaa Sakte aur uske sath Apne account ki safety ko bhi maintain nahin kar sakte isliye aapko Puri koshish Karni chahie ki apni trading Mein different important indicators ko apply karte hue apni trading co profitable banaen.

            Dear jab aap Gator oscillator se related different information Hasil kar rahe hote hain to aapko yah Idea hota hai ki Iske different phases istemal ho rahi hoti hai aur different faces aapko unique information aur indication provide kar rahi Hoti Hai Jisko completely focus karte hue aap market mein bahut hi acchi entry Le sakte hain agar aap market Mein Kamyab Hona Chahte Hain To aap Gator oscillator se related complete learning Hasil Karke apni trading per apply karti hui apni trading co safety ke sath maintain kar sakte hain dear jab aap Forex trading Mein kam karte hain to aapko koshish Karni chahie ki aap Hamesha 2 ya 3 indicators apni trading per apply Karen agar aap ek indicator apni trading per reply kar rahe Honge to aapke liye kabhi bhi acchi information Hasil karna difficult hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

              aap ne hamary sath bohat he informative post share ki hai k gator oscillator kea hai or trading techniques k bary mein information jab hum gator oscillator ko bohat care se stufy kerty hain tou is mein hamen bohat zeada advantage hota hai aur benefits mil rahy hoty hain jab hum alligator indicator ko use ker rahy hoty hain tou is se hamen gator oscillator ko use kerny aur samjhny mein bohat he aasani ho jati hai kuen k gator oscillator alligator indicator ka aik updated version hai jab hum forex par trading ker rahy hoty hain tou is mein koi shak nahi k hum ko different indiactors ko ko market mein closely attach kerna parta hai kuen ki jab market movement kerti hai tou aap judge kerny ki koshsish kerty hain tou us mein indcators hamary liye bohat he helpful sabit hoty hain agar market mein indiactors ko ignore keren gy tou kabhi bhi aap apni trade ko profitable trade nahi bena saken gy is k sath sath indiactors se aap apny account ki safety ko bhi maintain ker sakty hain aur aap ka account bhi wash hony se bach jaye gais liye trading mein indiactors ko use ker k apni trading ko profit able benayen
              gator oscillator se related mukhtalif information hasil kerty hue aap ko ye idea hota hai k is mein bohat sari difeerent phases istemal ho rahi hoti hain aur is tarhan different phases aap ko different face provide ker rahy hoty hain unique information hasil ho rahi hoti hai aur is tarhan hamen indication milti hai jis ko dekh ker hum market mein aik achi entry le sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

                is oscillator ke madad hum hammer candle ko indicate kar sakte hain to is liye yeh bahut acha hae hamen isko lazmi use karna cahiye q ke yeh bahut he acha hota hae hum jitna zayada isko use karte hain hum is amin utna he ache trading kar sakte hain or is main hum sahe tarah se trading bhe kar sakte hain to bas is liye hamen cahiye ke hum is main kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamen cahiye ke hum is main apna kam karte rahen hum is main jitna sahe tarah se kam karen ge hum is main utna he successful ho saken ge bas hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se kam karte rahen take hum is main kuch hasil karvsaken or is main hum acha experience hasil kar saken take hum next isko use karte howe ache trading kar sakte hain bas hamen is main kam karte rehna cahiye or isko demo account main zaroor use karna cahiye take hum is amin acha experience hasil karna cahiye is tarah se he to hum is main acha experience hasil kar sakte hain bas hamen is main sahe tarah se kam karna hota hae or jo log is main sahe tarah se kam karte hain wohe to is main successful ho sakte hain bas hamen bhe cahiye ke hum bhe un ko follow karen hum jitna zayada un ko follow karte hain hum is main is main utna he kamyab ho he jate hain bas hamen cahiye ke hum is main kam karte rah karen hum jitna zayada is main kam karte hain hum is main success bhe hasil kar he jate hain bas hamen kabhe bhe is ko ignore nhe karna cahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

                  Dear aapane bahut hi Achcha indicator Hamare Sath share Kiya Hai jismein aapane briefly explain kiya hai aur isase Hamare knowledge mein bahut jyada is Zafar hua hai aur ham dekhte hain ki Pakistan Forex forum a specially new members Jo hote hain unke pass trading ka knowledge aur trading ka experience Nahin hota hua trading Mein success tab hi Hasil Karte Hain Jab vah ismein completely attach Honge aur ismein knowledge Hasil Karke aur learning par focus Karenge to tab hi Kamyab ho sakte hain beer is main aapke pass different indicators aur trading tools hote hain Jinka use Karke ab trading Mein success Hasil kar sakte hain.

                  Dear Jo indicator aapane bataya hi Gator oscillator indicator Ek sabse best indicator hota hai aur yah Ek alligator ka updated version hai jo ke trading Mein use Kiya Jata Hai Isko use karne ke liye aapke pass trading ka advanced knowledge Hona Jaruri hota hai Kyunki ismein Different techniques Hoti Hai Jinka ab trading Mein istemal karte hain aur ismein aap apna profit on karte hain ya Ek sabse best indicator hota hai jo market ke bare mein aapko informative aur information bahut hi acche tarike se De sakta hai.

                  Dear Ham dekhte hain ki market Mein jitne bhi bill Williams ke indicator used Kiye Ja Rahe Hain vah sabse best indicator hote hain Kyunki vah bahut hi Ek expert aur professional trader per Jinka vah is market Mein uska bahut jyada experience tha aur usne Logon ke liye bahut jyada informative aur profitable indicators banae Hain Jinka Ham istemal Karke trading Mein profit Hasil kar sakte hain aur ISI Tarah Agar Ham Gator oscillator indicator ka istemal karte hain to uska Hamen bahut jyada fayda hota hai aur ham is market Mein kamyabi tab hi Hasil kar sakte hain Jab Ham ismein Achcha knowledge Hasil Karke kam Karenge.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

                    dear friend, Gator oscillator alligator indicator k bht similar ha, lakin in ma aik fark ye ha ka alligator moving average lines ko use karta ha jb k gator ma histogram use hota ha, ye pairs ki keemat ma trends ki tabdelli ka pata laganay k liay use hota ha, is ma green bars trend ki strength ko show karti hain aur red bars is k weak honay ko ojntout karti hain, is k 4 main phases hotay hain jin ma

                    1. sleeping phase jis sa murad ye ha k market stable ha aur is ma koi trend nhi ha. is ma dono bars red hoti hain,

                    2. awakening phase jis ma new trend k tashkeel ho rahi hoti ha. is ma aik red bar green ma change hoti ha, ye baat matter nhi karti k ye bars zeroline sa sa upar ya nechay hain

                    3. eating phase jis ka mtlb ha k trend mazboot ho k continue ho ga, is ma dono bars green ho jati hain,

                    4. sated jo ye cheez show karta ha k market ka momentum khatam ho raha ha jis sa trend khatam honay laga ha, is ma aik green bar red ma change ho jati ha, idar b ye baat matter nhi karti k dono ma sa knsi baar zeroline sa upar ya neechay ha

                    ye oscillator alligator indicator ki use karda lines yani simple moving average ko mukhtalif time periods k sath mila kar use kia jata ha , jis ma

                    Blue alligator jaw. 13 periods SMA jo 8 bars forward par shift ki gae ha.

                    Red alligator teeth. 9 periods ki SMA jo 5 bars forward par shift ki hui ha

                    Green alligator lip. 5 periods SMA sa 3 bars forward shift ki gae ha
                    hm in periods ko MT4 ma apni marzi sa aet kartay hain, ye indicator 2 histogram plot karta ha jo zero line ki both sides par hoti hain aur price chart k neechay dono ko separately show karta ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

                      Jab Ham Forex trading ko join karte hain to use Waqt Hamen Gator oscillator ke bare mein information Hasil karna bhi bahut jyada Jaruri Hota Hai aur Market Mein Lagane ke liye trading ki techniques ko learn karna De bahut important hota hai Kyunki jab tak Ham trading ki technique ko acche tarike se nahin samajh Sakenge tab Ham market Mein apni trade Nahin Laga Sakenge Gator oscillator Ek bahut hi Achcha indicator Hai yah Ek bahut hi popular indicator hai isliye Hamen chahie ki hamen bhi is indicator ko hi use karna chahie

                      Gator oscillator main market ki trend ke bare mein information deta hai Agar Hamen Gator oscillator ka knowledge hai to is Jahan se Ham important time per apni market ko open kar Sakenge aur close bhi kar Sakenge Forex form mein bahut jyada tadad Mein indicators Paye Jaate Hain yah indicators market Mein trade lagat market Hamari bahut jyada help Karte Hain Hamen ine indicators mein se sirf bahut hi popular indicators ko hi select karna chahie Jab Ham popular indicators ko use karte hain to Is Tarah Se Ham market Mein acchi trade Laga pate Hain aur isase acchi Anek bhi Hasil kar sakte hain

                      Hamen Forex trading Mein kam karte hua karte the different types ke indicators se attach hona chahie aur unhen apne kam Mein acche tarike se use karna chahie Agar Ham Forex form main indicators ko ignore kar denge Tu Is Tarah Se Ham Kabhi bich Mein acchi date Nahin Laga Sakenge aur apne kam ko successful Nahin banaa Sakenge Agar Ham Apne account ko save Rakhna Chahte Hain To uske liye Hamen popular indicators ko select karna chahie Jo ke Hamare account ko wash hone se bachate hain aur uski safety ke liye panti profitable Hote Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

                        Gator oscillator Ek bahut hi Achcha indicator hai Gator oscillator ki madad se Ham market ke trend ko acchi Tarah Se samajh sakte hain aur jab Ham market ke trend ko samajh Lete Hain To Ham market mein aasani se ek trade open kar sakte hain Forex Mein kam karna chahte hain to hamare pass Gator oscillator ko samajhna bahut important hai Hamen Maloom Hai Ki market mein bahut se indicators maujud hote hain aur Har indicator Ek dusre se different Hota Hai different hone ki vajah se indicators Hamesha different information provide Karte Hain Agar hamare pass indicators ka knowledge Hota Hai To Ham market Mein aasani ke sath Ek profitable trade Laga sakte hain Forex Ek bahut hi Achcha business hai ismein bahut se log kam karte hain ismein kam karte hue mehnat Karni chahie Agar Ham mehnat Lagan ke sath kam Karte Hain To Ham Jarur kamyabi Hasil kar lete hain Hamari kamyabi Hamari mehnat per depend Karti Hai Kisi bhi kam Mein Hamari mehnat jitni Jyada Hogi mein kamyabi bhi utani hi milegi Forex Mein Hamesha full experience aur knowledge ke sath entry Karni chahie ismein Har Insan ka knowledge experience check kiya jata hai ismein Vahi log kam kar sakte hain Jinke pass learning knowledge or experience maujud ho aur vah Positive Thinking fresh mind aur acchi planning rakhte ho is Mein Ham Kisi bhi waqt se kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen sirf aur sirf market ko samajhna padta hai Jab Ham Ek Bar market ko samajh Lete Hain To Ham Forex Mein kam kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

                          Gator oscillator Ek bahut hi Achcha indicator hai ya market ko samajhne Hamari bahut jyada help karta hai is Ke jariya se Ham Forex market Ko achi tarike se samajh sakte hain aur Market ka analyses kar sakte hain yah Forex trading mein Trend ke strongness ko batata hai hai jo market ke andar traind ban raha hai yah Kitna stronger Ham Se Kitna fayda Utha sakte hain is indicator ka istemal bahut Ziada professionl log Karte Hain isase fayda Utha sakte hain yah bilkul sahi mein use Kiya jata haiForex trading Main indicator bahut jyada tadad Mein maujud hote hain Inki different types hoti hai aur Market Mein trade Lagate Hain dost market indicators Hamari bahut jyada madad Karte Hain se Ham market ko acche tarike se samajhkar trade Lagate Hain Gator oscillator ki help Forex market ke signal ko acchi Tarah se samajh sakte hain ki market ki price kis Taraf move kar rahi hai ismein Agar market uptrend move karti hai ya FIR downtrend Mein move karti hai to use market Mein Apni trade Lagani chahie Jab Ke Agar market sideway Mein move kar rahi ho To Hamen is trade Nahin Lagani chahie balke Apne trade ko close kar dena chahie Jab Ham Apne trade ko close kar denge Tu Is Tarah Se Ham bahut bade nuksan se bache Jaenge Ek Achcha trader wahi hota hai jo Apna Kam Forex form ke rules ke according karta hai Hamen sirf un indicators ko use karna chahie jo ki market mein bahut hi jyada popular hote hain aur bahut hi Achcha result Dete Hain Jiske jariye se Ham Achcha profit Hasil kar saketz hi Agar Ham Ek acche trader Banna chahte hain aur Market Mein Apna Kam Jari Rakhna Chahte Hain To uske liye Hamen chahie ke Ham Apna Kam mehnat aur honesty ke sath Karen tab hi Ham ismein Kamyab Ho Sakenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

                            G dear forex me use hony waly main components Jin me Gator Oscillator Hy jinka working procedure ya kam krny ka andazsame as RSi CCI and Stochasticki trha Hy ye main mt4 k jitny bhe standard indicators humery pass hain un main oscillators indicators main RSI CCI our Stochastic jo hain un ki move our strategy almost same hoti hia us main un teeno main humery pass jo default setting hoti hia us main do levels hoty hain baki app do ya 3 app apni marze say apni strategy k mutabik add ker sagty hain us main jesay mera favorite Stochastic hai us main main do he levels pay kaam kerti hoon our us main sirf setting change kerti hoon our us miain mujhey divergence k oper ache trade milti hai our jo CCI hai us main do levels hain us main mazeed app add ker sagty hain our ager app standard setting pay bhe kaam kerty hain to poher bhe app ko ache strategy k oper kaam kerny ka moka mil jata hai our app acha profit bna lety hain oscillator ki to ain mai atna zayda diffrence ni hai agar ap ne dekha ho to kuch log ais ko period chnage kar k aik hi window mai lagaty hai jis se croess over wali strategy ban jati hai aor jab bhi ais mai short time period wala long period waly ko cross karta hai to aus mai trade lagaty hai ais mai ap ko bahot hi acha result milta hai ais mai time frame wala bhi bara seen hota hai jaisy agar ap ne ais mai H4 mai koi trade dondh li hai magar aus chart par jab ap time frame change karo gay to aus mai ye trade ni ban rhe hoti hai ais liay agar ap ne ais mai trade karni ho to ais mai risk aik hisab se ley ye jitny bhi indicators hoty hai ain mai ap ko confrom trade ni mil rahe hoti hai ais liay jab bhi ain mai trade lagani ho to ap ais mai stop loss zaror lagye kun k jab ap ais mai stop loss lagao gay to ap ko tension ni ho gi k market ap ko bahot zayda loss dey basically Sab oscillator momentum indicator hay jo key support and resistance levels ko find karny key ley be use kia ja sakta hay, es indicator ko time period key mutaeq use kar key price range information ko hasil karny key ley be use kia ja sakta hay.
                            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
                              Dear friends gator oscillator bhi Bill williams kay indicator main say aik hay. Iska maqsad forex market main trend ki identication aur rebound ka batana hay. Basically gator oscillator alligator indicator ko he mazeed numayan karta hay.

                              Ye oscillator alligator indicator ki he use karda lines yani simple moving averages ko mukhtaluf time periods kay sath mil kar istemal kia jata hay. Yani keh: -

                              Blue alligator jaw= 13-periods SMA shifted 8 bars forward
                              Red alligator teeth= 8-periods SMA shifted 5 bars forward
                              Green alligator lips= 5-period SMA shifted 3 bars forward

                              MT4 main jab ham is oscillator ko active karty hain to ham koi bhi values is main day sakty hain, laikin ideal aur classic values yehi uper wali hain. Gator oscillator price charts say nichy show hota hay.

                              Jaw aur teeth ka difference positive values batata hay jab keh teeth aur lips ka difference negative values batata hay. Is main bars kay zariye trend ki pehchan karty hain. Ager new bar ka magnitude previous bar say ziada ho to ye green jab keh ager new bar ka magnitude previous bar say kam ho to ye red bar say zahir hoti hay. Is oscillator main alligator indicator kay muqably main bar kay zariye trend ko bahut jald find kia ja sakta hay.

                              Gator oscillator hamain market yani trend ky 4 phases batata hay jiskay mukhtalif names aur functions hain.

                              1. Awakening phase. Isko ham entering positions kay liye use karty hain, jab red bars ka colour green ho jaye.

                              2. Eating phase. Jab current aur previous yani both bars ka colour green rahy to ham isko eating phase kehty hain. Jis main trend continue rehta hay aur ham trade ko hold kiye rakhty hain yani earning karty rehty hain.

                              3. Sated Phase. Is main jab current bar green say red ho jaye to ye is bat ki nishandahi hoti hay keh trend change ya khatam hony wala hay yani ham trade say exit ho jayain.

                              4. Sleeping phase. Is main no trend identication hoti hay yani jab market rebound ho.

                              Above stated discussion say ham ye keh sakty hain keh gator oscillator aik bahut he zabardast oscillator hay jiski base per ham risk management ka use kar kay market kay trend main trade kar kay achi earning kar sakty hain.
                              Gator oscillator bahot hi acha oscillator hai jo alligator indicator ki simple three moving average lines ki base per market ky trend ko bhi indicate kerta hai aur market ky trend reversal ki bhi indication provide kerta hai agar ham same indicator oscillator ko forex market main trading ky liay use kerty hain tou iski by default setting per hi hamain trade kerny per market ki movement ki best indication milti hai ky ham apni merzi ki moving averages ko set bhi ker sakty hain lekin jo setting already Ho chuki hain hamain unko hi follow kerty huey same oscillator ko use kerna chahiay ky hamain faida hasil hota rehy jab ham same oscillator ko apni trading main apply ker lety hain tou hamain isko follow kerny ky liay iska complete knowledge hasil kerna bhi bahot zaruri hota hai ky ham iska successful use kesy ker sakty hain

                              Yeh oscillator bilkul alligator indicator ki hi advance version hai ky ham market ko jis terha alligator indicator ko apply ker ky read ker sakty hain isi terha ham gator oscillator ko bhi apply kerty hain tou hamain alligator sy bhi zyada aur pure indication milti hai jis ko ham follow kerty huey forex market main trend ko bhi achi terha find ker sakty hain aur hamain trend reversal ka bhi pata chal jata hai ky moving average lines ki madad sy ham market ky trend ko bhi find ker lety hain aur in ki gator oscillator setting sy hamain trend reversal ki indication bhi milti hai jis per ham trading kerty huey bahot achi earning hasil ker sakty hain so hamain same oscillator ko apni trading main apply kerna chahiay lekin pehly usky related complete knowledge bhi hasil kerna zaruri hai ky ham market ko same oscillator ki madad sy achi terha read ker ky trade enter aur continue ker sakain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X