Mera ye review Sarkari Hospitals par mabni hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mera ye review Sarkari Hospitals par mabni hy.
    Assalam O Alikim dosto mera ye review Govt hospitals par mabni hy,dosto jesa k aap sab ko maloom hy k pakistan main har shehri ko basic health facilities govt ke jaanib sy provide ke jaati hy, iski waja ye hy k Pakistan main ghurbat buhat zyada hy aur loug private hospitals main aksar ailaj nahi kar paaty, to ye aik buhat acha iqdam hy govt k jaanib sy k ghareeb awam ko basic health ke sahooliyat de rahy hain, govt hospital basically har village aur har district ya privince k level par hoty hain, jis main village k level waly hospital ko aam tour par BHU yani k Basic Health Unit kehty hain, agar 4, 5 villages k liye aik hospital ho to aisy hospitals ko RHC kehty hain jis ka matlab hy Rural Health Center, isly baad ata hy vo hospital jo district level par hota hy, aisy hospitals ko DHQ yani District Head Quarter Hospital kehty hain jo BHU aur RHC k muqably main barry aur zyada sahooliyat wala hospital hota hy, agar in saroon main apko treatment na mily aur serious qism ke koi bemari ho to pir apko transfer kiya jata hy Provincial level k hospital ko, wahan B doctor ka koi fee nahi hota aur aapka basic ailaj muft hota hy, baaz qism k medicines B apko hospital dy he milengy aur jo hospital sy na mily vo pir private medicals stores main milty hain. Aam tour par X ray test aur check up free main kiya jaata hy yaa agar charges ho B to private k muqably main intahyee kam hoty hain jis ka patient ya sarbarah ko barra relief milta hy. Ab aagy isky faidy aur nuqsanat B hain. To chalty hain pehly faidy ke taraf k govt hospital k faidy kya hain.

    Faidy:
    1) Sab sy barra faida ye hota hy k na koi fee charges hoty hain aur na check up k charges, emergency medicines aur ailaj B muft hota hy.
    2) doosra faida ye hy k aap room rent waghera nahi dety vo free main milty hain chahy aap aik maheeny he hospital main guzaro, free AC aur Heater waly room milty hain.
    3) theesta faida ye hy k aapko doctors available hoty hain aur bo is baat ke salary lety hain govt sy k vo aapki khidmat kary.

    Nuqsanat:
    1) Govt hospital ka sab sy barra nuqsan ye hy k aksar check and balance na hony ke waja sy doctors late aaty hain aur poora staaf idar udar hota hy.
    2) Doosra nuqsan ye hota hy ka staff chahy doctor ho ya nurse ya sweeper hamesha bad akhlaq aur kamchor hoty hain
    3) theesra nuqsan ye hy k aam tour par koi apko itna jaldi response nah ideta jitna apko zaroorat ho aur aksar patients doctors ke ghaflat ke waja sy expire ho jaty hain,.
    4) sab sy barra nuqsan ye hy k aksar sweepers safayee nahi krty aur jis ke waja sy apka mazeed halat bigarny ka khatra hota hy. Q k hospital main aam jagho ke nisbat main jaraseem zyada paye jaty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mera ye review Sarkari Hospitals par mabni hy.

    Assalamu Alaikum yesterday aapane Ek acche aur important review Hamare Sath share Kiya Hai government hospitals ke bare mein main government hospitals Hamare cities mein bahut important role play Karte Hain Hamen ke Kuchh fayde Yahan per discuss Karenge.

    Faiday :

    Government hospitals Hamare cities mein bahut jaruri hai hai yahan per Hamen 24 hour service available hoti hai hi government hospitals mein Main Koi fees Nahin Hoti E free check up Hota Hai hai aur patients ko medicine bhi available hoti hain Jo poor log Hain unke liye government hospitals bahut important role play Karte Hain Kyunki Yahan per fees Nahin Hoti aur medicines bhi milati hai hai aur emergency Ki Surat Mein emergency ward bhi available Hote Hain.

    Nuksan :

    Government hospitals ke fayde ke sath sath nuksan bhi hai hai yahan per Jo stop Hai vah patients per bilkul bhi e Dhyan Nahin dete patients ke sath corporate Nahin karte Jo fitness facilities private hospitals Mein available hoti hain vah facilities in hospitals Mein available Nahin Hai agar aap aap jyada bimar hai To fir bhi aapko Ek lambi line Mein Khara hona parta hai bahut kam hi hospitals esy hen jahan per patients ko achy se caretake kia jata hai .
    • #3 Collapse

      Re: Mera ye review Sarkari Hospitals par mabni hy.

      Assalamu alaikum dear friend aaj hum jis topic per baat kar rahe hain vah ek important topic hai vah government hospital hai government hospital ke bahut se advantage han in per baat karte hain. Advantage,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, government hospital ka sabse bara dvantage hai Kisi bhi hadse ki Surat main aapko first add provide karta hai government hospital ke doctor hazrat Apne private clinic mein hazaron ke hisab se fees Lete Hain vah government hospital mein free check karte Hain government hospital ka ek advantage JV hai ismein aapko medicine bhi free milati Hain Jo ki har koi aford nahin kar sakta government hospital ka ek advantages bhi hai ismein bahut se doctor hote Hain jaisa ke skin specialist surgeon eye specialist gyni doctor child specialist neurosurgeon shamil hai government hospital ka advantages yah Bihar ke liye aapko 24 hour available hota hai Kisi bhi emergancy ki Surat mein emergency mein main doctor manjur hota hai government hospital ka ek advantage-g abhi hai iski lab se test free ho jaate Hain 2 ke private form se hajaron ke hisab se hote Hain ismein citiscan physiotherapy bahut kam fees mein ho jaati hai ab government hospital ke disadvantage per baat karte Hain Jo ke jyada hai. Disadvantage,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, government hospital ka disadvantage yah hai ke is ka staff aapse acchi Tarah corporate nahin karta aur acchi Tarah guide Nahin karte aur token lene ke liye lambi line mein lagana padta hai doctors Raj sirf kuchh token check karte Hain aur jo log to kar Nahin le paate unka time waste ho jata hai government hospital ka ek disadvantage ya bhi hai medicine ke liye lambi line mein lagna padta hai jo ki takrir bahut mushkil hai government hospital main discipline takriban na hone ke barabar hai.
      • #4 Collapse

        Re: Mera ye review Sarkari Hospitals par mabni hy.

        ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
        Yeh review Sarkari Hospitals par mabni hai ;

        Dears , ajj ka hamara review hai Sarkari Hospitals .
        Introduction ;

        Dear friends ,jesa k aap sab ko maloom hy k pakistan main har shehri ko basic health facilities govt ke jaanib sy provide ke jaati hy, iski waja ye hy k Pakistan main ghurbat buhat zyada hy aur loug private hospitals main aksar ailaj nahi kar paaty, to ye aik buhat acha iqdam hy govt k jaanib sy k ghareeb awam ko basic health ke sahooliyat de rahy hain, govt hospital basically har village aur har district ya privince k level par hoty hain, jis main village k level waly hospital ko aam tour par BHU yani k Basic Health Unit kehty hain, agar 4, 5 villages k liye aik hospital ho to aisy hospitals ko RHC kehty hain jis ka matlab hy Rural Health Center, isly baad ata hy vo hospital jo district level par hota hy, aisy hospitals ko DHQ yani District Head Quarter Hospital kehty hain jo BHU aur RHC k muqably main barry aur zyada sahooliyat wala hospital hota hy, agar in saroon main apko treatment na mily aur serious qism ke koi bemari ho to pir apko transfer kiya jata hy Provincial level k hospital ko, wahan B doctor ka koi fee nahi hota aur aapka basic ailaj muft hota hy, baaz qism k medicines B apko hospital dy he milengy aur jo hospital sy na mily vo pir private medicals stores main milty hain. Aam tour par X ray test aur check up free main kiya jaata hy yaa agar charges ho B to private k muqably main intahyee kam hoty hain jis ka patient ya sarbarah ko barra relief milta hy. Ab aagy isky faidy aur nuqsanat B hain. To chalty hain pehly faidy ke taraf k govt hospital k faidy kya hain.
        ADVANTAGES ;
        Government hospital ka sabse bara dvantage hai Kisi bhi hadse ki Surat main aapko first add provide karta hai government hospital ke doctor hazrat Apne private clinic mein hazaron ke hisab se fees Lete Hain vah government hospital mein free check karte Hain government hospital ka ek advantage JV hai ismein aapko medicine bhi free milati Hain Jo ki har koi aford nahin kar sakta government hospital ka ek advantages bhi hai ismein bahut se doctor hote Hain jaisa ke skin specialist surgeon eye specialist gyni doctor child specialist neurosurgeon shamil hai government hospital ka advantages yah Bihar ke liye aapko 24 hour available hota hai Kisi bhi emergancy ki Surat mein emergency mein main doctor manjur hota hai government hospital ka ek advantage-g abhi hai iski lab se test free ho jaate Hain 2 ke private form se hajaron ke hisab se hote Hain ismein citiscan physiotherapy bahut kam fees mein ho jaati hai ab government hospital ke disadvantage per baat karte Hain Jo ke jyada hai.
        DISADVANTAGES ;
        Government hospital ka disadvantage yah hai ke is ka staff aapse acchi Tarah corporate nahin karta aur acchi Tarah guide Nahin karte aur token lene ke liye lambi line mein lagana padta hai doctors Raj sirf kuchh token check karte Hain aur jo log to kar Nahin le paate unka time waste ho jata hai government hospital ka ek disadvantage ya bhi hai medicine ke liye lambi line mein lagna padta hai jo ki takrir bahut mushkil hai government hospital main discipline takriban na hone ke barabar hai.yahan per Jo stAF Hai vO patients per bilkul bhi e Dhyan Nahin dete patients ke sath corporate Nahin karte Jo fitness facilities private hospitals Mein available hoti hain vah facilities in hospitals Mein available Nahin Hai agar aap aap jyada bimar hai To fir bhi aapko Ek lambi line Mein Khara hona parta hai bahut kam hi hospitals esy hen jahan per patients ko achy se caretake kia jata hai .
        • #5 Collapse

          Re: Mera ye review Sarkari Hospitals par mabni hy.

          Sarkari Hospitals Yani Government Hospitals Kay Naam Say Janey Jatey Hain Pakistan Mai Or Pori Duniya Mai Ye Hospitals Mulk Ki Sarkar Khud Tameer Karwati Hai Or Doctors Bhi Khud Mangwati Hai Bahir Say Ye Hospitals Hamein Achi Treatment Nhi Detey Yahan Kay Hospitals Hamein Achi Facilities Bhi Provide Nhi Karety Jis Ki Wajah Say Patients Ko Bhut Parehsnai Uthani Parti Hai Jo Keh Bilkul Achi Baat Nhi Hai Kosish Kia Karein Keh Jab Bhi Hum Hospitals Treatment Lein Tu Private Hospitals Say Lein Takeh Hum Achi Trah Satisfy Ho Sakein Koun Keh Government Hospitals Itni Achi Facilities Nhi Provide Kartey Or Patients Ko Sahi Deal Nhi Kartey Or Apney Kam Say Jan Choratey Hain Jis Ki Wajah Say Government Hospitals Ko Itna Acha Nhi Samgha Jata Government Hospitals Ka Aik Faida Hamein Bhut Hasil Hota Hai Or Wo Ye Keh Hum In Hospitals Mai Free Checkups Bhi Karwa Saktey Hain Or Free Treatment Bhi Kise Bhi Cost Kay Or Kuch Logoun Ko Yahan Acha Treat Kiya Jata Hai Or Kuch Ko Bura Us Ki Aik Khass Wajah Ye Bhi Hai Keh Jo Doctors Kay Jananey Waly Log Hotey Hain Wo Un Kay Reference Say Jaldi Treatment Karwa Letey ain Or Jo Wait Kar Rahy Hotey Hain Un Ki Turn Ati Hai Bhut Time Kay Bad Is Wajah Say Un Ka Time Bhi Waste Hota Hai Agr Asan Alfaz Mai Bataya Jaye Tu In Hospitals Mai Rules Ko Maintain Rakha Nhi Jata Or In Hospitals Mai Agr Private Say Compare Kiya Jaye Tu Munasib Hi Safai Hoti Hai Or In Hospitals Kay Docotors Bhi Achy Behaviour Kay Nhi Hotey Lazmi Nhi Hia Keh Wo Aesy Houn Kuchb Government Hospitals Bhut Achy Bhi Hain Jesy Keh ( PIMS ) , Jinnah Hospital Lahore Or Bhi Pakistan Kay Deegar Cities Mai Achy Hospitals Mai Government Kay Jo Achy Deal Kartey Hain But Kuch Bhut Hi Burey Hain Jahan Bhut Kam Log Jana Pasand Karety Hain Zaida Tar Wahan Middle Class Log Hi Jana Pasand Kartey Hain Meri Tu Yehi Advice Mai Ap Sab Members Ko Keh Jab Bhi Apney Hospitals Jana Ho Tu Ap Private Hospitals Hi Janein Wo Kuch Costly Hotey Hain Par Apko Achy Say Deal Kartey Hain Or Ap Jaldi Recover Hotey Hain Ap Ki Sehat Say Barh Kar Koi Bhi Cheez Nhi Hoti Tu Ap Apni Sehat Pay Koi Compromise Mat Kiya Karo.

          Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





          • #6 Collapse

            Re: Mera ye review Sarkari Hospitals par mabni hy.

            Assalam walekum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge Honge

            Introduction

            Pyare bhai jaan Jaisa ki aap Sabko Maloom Hai Ki Pakistan ne Harsh Yari ko basic health facility government Ki Jaane Se Probal ki Jaati Hai Iski vajah se yah hai ki Pakistan mein Uda mat bahut hi jyada hai aur log Private hospital mein Akshar Ilaaj nahin kar paate to yah Ek bahut hi Achcha ekadam hai government Ki Jaane Se Ke Hari Bhavan ko basic health ke sawal Yad a rahe hain aur government hospital basically Har village aur Har director yaar private ke level par hota hai jismein village ke level wale Hospital ka Aam Taur per bahut hi Jaane Ke basic health unit hota hai aur 4.50 village ke liye ek Hospital Ho To Aise Hospital ko rx3 kaise hain iska matlab hai ki Rural Health Centre isliye Baat aata hai ki vah Hospital Joka directly level par hota hai aur Aise Hospital ko dhq district headquarter Hospital Kahate Hain Aaj ok bahut hi Achcha Hospital Hota Hai

            Advantage

            Government hospital Hamare cactus mein bahut hi Jaruri hota hai yahan per Hamen 24 ghante service available hoti hai aur government hospital mein koi ka fees Nahin Hoti ho rahi free checkup hota hai aur patient ko medicine bhi available hoti hai jo ki purn log hai unke liye government hospital bahut important role play Karta Hai Kyunki Yahan per fees Nahin Hoti aur medicine bhi milati hai aur emergency Ki Surat Mein emergency ward via vallen

            Nuksan

            Government hospital ke fayde ke sath nuksan bhi hai yahan per Jo stop Hai vah pay balance per bilkul bhi Dhyan Nahin deta aur parents ke sath Achcha Tarika nahin karta hai isliye ke vah faculity profit hot infectivity Nahin hospital mein Wali Baat Nahin Hoti Agar aap Jyada bimar Hain To fir aapko chahie ki aap ek lambi line Mein Khada Hona padta hai jo ki bahut hi Mushkil hota hai Kyunki pahle bhi aap bimar hote hain agar aap FIR Khade hote hain to aap aur bimar ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Mera ye review Sarkari Hospitals par mabni hy.

              Is tarhan kay hospitals zaap kabhi bhi fauxrecords na dyaa karain foreign exchange kay realated yahan bht say new contributors hainjin ku foreign exchange ka ziada ilmnahi hota wo aap ki informationn ku sach samjh karapnaa nuqsaaan kar deytyhain pricey ap kibat accurate hay h humapni har zrorat ko pora kar ok hello hum sucess ho saktyhainaur marketplace maximum crucial kam karny ok liye gettingto know karni ho gi tab hello hum achiexalternate karniho gi aur is discussion board vital kam kar ok hello hum achy say changekarni ho gi aur kam karny ok kabil ho sakty hain aur hamain loss kam ho sakyga

              yahan per apko auris discussion board fundamental trnd ko use krna hoga taarket ka fashion batatihaiiss foremost mukhtaliffqisam kay signs istemalkiye jate hai aur lodge kayintervals diye jate hain auryeh marketplace kay fashion ko display karty hain kay ap big applepurchase ki change lagani hai ya promote ki jub aap often change kertay hain toaap ko marketplace ki kafi baton ka pata chal jata hai jese kay aapnay trendingline ko kese use kerna hai to aap trending line ko daikhtay huaybhi change kersktayhain ya koi or assume joaap ko pata ho marketplace kaybaray foremost usayusekernay ko method kehtayhain orex buying and selling aikbohaaaaat

              prices zayada hongin he zaber dastenterprise haiiss businesss ko be part of krnysay pehly hume chaeye ok zeadasy zeadaresearch krain orhum achi sy achi incomes krainor buying and selling ok leye hume high-satisfactorymethod use krnichaeye Aap ne aik method bataihai jo RSI aurstochastic signs ki mixture in line with mabni hai aur agar haum dono in line with aikhello sign mile to hum aik order area kar sakte hain. Market maaap khairiyat seHonge ji handoston Yahan in line with bahut hello acchi baat ki ja rahi haiham doston ismarketplace meinagar aapki buying and selling method acchi hoti hai to aapkois marketplace Meinkamyabimil sakti hai lekin Agar aapki

              log achay say treat kraingay buyingand selling method acchiNahin Hai Toaapko nuksan Hoga aur aap loss ki taraf Jaenge Hamen chahie kiis marketplace kobe part of karne se pahleacchi getting to know aurachi method ke sathaaen Taake KamyabBana sake aur Achcha income Hasil kar sake Agar Hamari buying and selling method acchiNahin Hai To HamKamyab Nahin ho sakte hain hamare byskip acchi getting to know aurstrix G honichahie aur is marketplace KaruUsko solo karte ho Achcha expertise orenjoy proportion karke hello HamKamyab dealer Bansakte hain aur Achcha incomeHasilKarke Achcha service banasakte hain ji han doston aap ko chahie ki ismarketplace mein jyada

              koshish kartay rhain kay Jyada time spend Karen Jyada Se Jyadademo account in line withexercise KarenTaki Kamyab dealer Bansake Agar hamare byskip Achcha expertise orenjoy Hai To Ham is marketplace Mein Kamyab ho saktehain Bina expertise orenjoy case marketplace Mein Kamyab Hona aurBina sturdy shape GK KamyabHona Namumkin HaiHamen chahie ki Kamyab dealer BannaChahte Hain To mehnat sekam KRahi Hai Doston Ham Park the Forex market in line with Achcha kam Karengeto hello acche dealerkehlaenge doston Achcha dealer wahi hota hai jo isplatform ko be part of karnesepahle Uske naked meinAc
              • #8 Collapse

                Re: Mera ye review Sarkari Hospitals par mabni hy.

                introduction .....




                Assalamu Alaikum friends ummid hai aap sab theek Honge aap ko Maloom Hai ki aaj ka Hamara topic bahut hi jyada important hai ..Kyunki aaj ka Hamara topic sarkari hospital ke bare mein hai ...yah to aap Sabko Maloom Hai Hoga ke sarkari hospital mein Hamara Tamam Ilaaj free Hota Hai ...AAP Sab Jante Honge ke Agar Hamara Koi medical test bhi Hona ho to vah bhi sarkari hospital mein free Hota Hai Hamen medicine bhi free hi provide ki Jaati Hai ....isliye bahut se log sarkari hospital ko prefer Karte Hain ..aap ko Maloom Hona chahie ke sarkari hospital government ki taraf se banae Gaye hospitals hote hain isiliye Ham ke andar maujud medicines aur test machines bhi out of country se Lai Gai hoti hain ...ki vajah se Unki quality bahut acchi Hoti Hai Ho Hamare test hundred percent Aate Hain ...sarkari hospital ke andar Hamen Tamam facilities provide ki Jaati Hai ..aur yah Tamam facilities free provide ki Jaati Hai ...friends sarkari hospital ka staff bhi bahut Achcha Hota Hai ...Iske doctor bhi bahut acche Hote Hain ....friends is ke Kuchh disadvantages bhi hai jo Ham aapke sath share Karenge ..




                disadvantages





                friends aap ko Maloom Hoga ke sarkari hospital ke bahut se disadvantages bhi Hote Hain ....jaise ki AAP Sab Jante Hain ke sarkari hospital mein ..bahut jyada Ras Hota Hai Jiski wajah se Hamara check aap bahut let ho jata hai ..aur kisi vajah se Hamen bahut jyada wait bhi karna padta hai ...Iske Allahabad sabse bada disadvantage chahie hai ...sarkari hospital ka environment saaf Nahin Hota ...in hospitals name mostly bahut jyada Ganja Mein rahata Hai Jiski vajah se log ine ko Pasand Nahin karte ..bahut jyada Khush hone ki vajah se aapko Koi dusri Bimari bhi ho sakti hai ....isiliye bahut se log sarkari hospital khopre FIR Nahin karte ...aur Yahan per private hospitals Ki Tarah facilities Bhi Nahin Hoti Hain ..ummid hai aapko Hamara yah review Pasand Aaya hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Mera ye review Sarkari Hospitals par mabni hy.

                  Asalamualikum dosto umeed karta ho ap sab log kheriat see honge aj hum aarkari hospital ke bare Mai baat karengai or is ke advantages or disadvantages dono ke bare Mai bataonga. Ap logo ke aarkari hospital Mai Kia Kia hota hai or aarkari hospital hone ke bawajod log privet hospital q jate hai . To chale shuru karte hai
                  ADVANTAGES:
                  Aarkari hospital Jo ke har waqt hamare liye open hota hai or har saarkari hospital Mai emergency zaror hoti hai. Aarkari hospital os mulq ke government ke taraf se banata jata hai. Takai logo ka ilaj is Mai ho sake or sirf yaha nahi Bal ke pore duniya Mai government hospital hote hai or is ke liye har saal bajat rakti hai or is ko acha karne ke Kia. Or is ko develop karne ke liye yeh fands site jahte hai take logo ka acha ilaj ho sake or logo ko koi chekayat na ho or is Mai barhe bemari Jo operaton se sahi hoti hai woh be hota hai aarkari hospital s Mai or ap ko koi pase nahi dene parhte hai ap ka sab kuch free hota hai
                  DISADVANTAGES:
                  Jesa ke Mai ne ap logo ko aarkari hospital ke bare Mai bataya ke aarkari hospital ka kia kam hota hai or koi paise nhi deye jate hai par yaha hamre mulk Mai aarkari hospitals ko to fands mil Rahe hai par woh is par laag nahi Rahe haai or logo ko bohat se pareshanio se guzarna hota hai aksar aarkari doctor to paishant ko apne privet cleanic Mai bula the hai q ke woh waha ose lot saake . Or doctor to aarkari hospital Mai kabhi ziada nahi milte hai or jab milte hai tho sirf 2 3 paishant ko dek Kar wapis chale jaa the hai or isi waja se gareb logo ko kafi din Tak intizar Karna parhta hai or woh log waha zalil hote jate hai or yeh apne paiso ke liye privet cleanic Mai hamesha avilable hota hai or hospital ke intizamiy kuch is tarha hia jab doctor milta hai tho woh aap ko kuch medicine lik ke deta hai par jab ap hospital intizamia ke pas ja Kar ap aparche dete ho tho woh in medicine Mai ek do medicine de Kar ap ko yeh keh Kar jawab karta hai ke baqi nahi hai jawo or bahir ke medical se le lo or woh waha record Mai ap ko Jo medicine nahi di woh be like lete hai or woh medicine medical store yeh pir jisi doctor ke cleanic ppe bej dete hai .aarkari hospitals ki na intizamia is ko serious lete hai or na ho government ke members
                  (ALLAH HAFIZ)
                  • #10 Collapse

                    Re: Mera ye review Sarkari Hospitals par mabni hy.

                    Mera ye revireview sarkari hospitals par mabni hy:
                    Introduction :
                    AoA! Dear forex members ye review sarkari hospital per hy. Sarkari hospitals government chltai hy. In hospitals me logo ka ilaj free hta hy. Asl me ye ghreebon ko mad e nazar rkh kr bnaya gya hy. Ek city me 1 sy zyadaa sarkari hospitals b ho skty hyn jitn bara city hoga us ki abadi ki munasibt sy no. Of hospitals bnaey jaty hyn. Yahan doctors 24 ghnty mojud hty hyn emergency ki surat me patient ko yahan laya jta hy. Sari hospitals ki ambulance service b free hti hy doctors ki fees b ni hti. Government doctors ko salary dyti hy. Yahan sy medicine b free off cost milti kch dawaian nahi b miltin jo k bhr patient ko apny khrchy py bhr sy mamgwai jti hyn.Is k ilawa sarkari hospitals me x-ray, CT scan, ultrasound ki facilities b mojud hti hyn. Eye specialist b mojud hty hyn. Ankhon ka operation b free of cost hta hy. Sarkari hospitals me admit hny ki b koi fees nahin r na he room k experiences.
                    Advantages:


                    Governament hospital me patient ko achy sy check kiya jta hy r us ka ilaj kiya jata hy.
                    Emergency ki surtehal me patient ko bachany ki koahish ki jati hy.
                    Mukhif doctors ki din r rat k pehr mamool k mutabiq duty hti hy.
                    Doctors hr wqt mareezon k liye hazir rhty hyn
                    Wo log jo private hospitals k experiences brdasht nhi kr skty wo Governament hospitals sy apna ilaj kraty hyn.
                    Government hospitals me hr kism k operationa b kiey jaty hyn.
                    Governament hospitals rqby k lihaz sy bht bary hty hyn.
                    Disadvantages :
                    Sarkari hospitals me sfai ka khyal nahi rkha jata.
                    Patient ko zyada importance nahi di jati.
                    Ache medicines mahi di jati.
                    Bed r rooms b gndy hty. Proper machinery mojud ni hti.
                    Doctors laparwahi ka muzahira krty.
                    Jesy private hospitals me patients ki care ki jati us trha sarkari hospitals me nahi ki jati.
                    Nursing staff kafi careless hta.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mera ye review Sarkari Hospitals par mabni hy.

                      Aj ka review sarkari hospitals pe mabni h....

                      Introduction:

                      Sarkari hospitals wo hospitals hote hain jo hakoomat ki trf se bnaye huye hote hain.... Sarkari hospitals k jahan bht se faide hain wahan nuksanat bh... Sarkari hospital taqreeban har mulkk k har shehar main majood hote hain... Jahan pe apko ache or bht mayari or professor doctors milte hain or apka ilaj bh bht sasta hojata h.... Apko private extra pesay kharch ni krne prte...Advantages:

                      Sarkari hospitals ka aik bara fauda yh h k apko yahan pe bht aceh ache or bare bare professional experience doctors milte jo apka bht acha ilaj krte hain... Or wo bh kaam pesun main agr ap unhi professors doctors se private ilaj krwayen to apke lakhun main pesay lg jate hain.... Lkn yehi ilaj bht easily or kam kharche main kr skte hain... Or ghareebun k liye yh bht hi acha option h.... Sarkari hospitals bht bare hote hain or taqreeban bare shehrun main majood hotr hain...

                      Disadvantages:

                      Sarkari hospitals main safai ka mahol nhi hota or bht rush hota h... Jis main apko checkup krwane k liye bht lambi lambi lines main khara hona prta h.... Jis se bht suffocation hoti and sometimes apki bari bh ni ati... Sarkari hospitals main operations wgera k liye bht phle ana parta or times lene prte hain or wahan ka mayar acha ni hota bht der se kaam kia jata...
                      • #12 Collapse

                        Re: Mera ye review Sarkari Hospitals par mabni hy.

                        Assalam o alaikum dear member ap ny bahot acha topic share kiya hai jo k bahot informative hai srkari hospital k bary main.

                        Introduction:

                        Dear member srkari hospital aik institute ka name hai jo k hr insan ki khidmat k liye free medicine provide krta hai yeh facility pury pakistan main available hai srkari hospital k bahot zyada advantage hain...

                        Advantages:

                        Dear member srkari hospital k bahot zyada advantage hain yeh hamen muft dawaian frham krta hai yahan py bahot achy aur well educated doctor ki facility hoti hai iska sb sy bra faida yeh hai k yahan py hamari koi doctor ki fees nahi deni prhti na he medicine ka bill pey krna prhta hai yahan py hr bemari sy related doctor hoty hain male,females doctor ki bhu facility available hoti hai srkari hospital main hr kisam ki facility available hoti hai agr humy kisi bhu bemari sy related koi bhi doctor ki advice k mutabik test krwana hou tou jahan py laboratory wagira bhi available hoti hai is k ilawa x rey machine bhi available hoti hai idr hum ja k easily test wagira krwa sakty hain is hospital main operation theater bhi paye jaty hain srkari hospital main emergency room bhi.hoty hain iska sb sy bra fsida yeh hai k idr discipline ka khas kyhayl rkha jata hai aur jahan py safai wagira bhi daily routine sy ki jati hai aur asy hospital main screen wagira bhi lagai gai hain jo aj kl.bahot c bemarian phel rahi hain un ko awareness k liye tak tamam log un sy awareness hasil kr k apny apko asi muzi bemaroun sy bacaha saken aur sehat mand reh saken os ka sb sy bra faida yeh hai k idr tamam medicine no 1di jati hain jin ko ly k hum tamam hamla awar hony wali bemaroiun sy nijat hasil kr sakty hain...

                        Disadvantage:

                        Dear member srkari hospital k advantage k sath sath bahot sy disadvantage bhi paye jaty hain kioun k yeh greeb logon k liye facility provide ki gai hai tou jahan py aj k is mehngai k dor main wahan py kafi zyada rush paya jata hai srkari hospital main bahot wait krna prhta hai doctor ko check up krwany k liye aur aur aik greeb insan ko agr yeh facility frham ki gai hai tou us ki facility hony k bawajoid bhi usy srkari hospital sy check up kreany ka nuksan hota hai kioun k tamam medicine hospital sy nahi di jati hain bahir private medical stor sy leni prhti hain jis ko purchase krna un k liye kafi difficult ho jata hai is surat.main unhen private hospital main check up k liye jana prhta hai jo un k liye affordable nahi hota aur srkari hospital ka aik aur nuksan dehkny main aya hai k yahan py doctor sahi sy bahot rush hony ki surat main kisi bhi patients ko check nahi krty na he bemari ko samaj paty hain jis sy unki health py aur bura asar prhta hai is k ilawa agr emergency ki surat main jayen tou bhi sahi trhan sy tawaja nahi dety jis sy kafi zyada nuksan hota hai...
                        • #13 Collapse

                          Re: Mera ye review Sarkari Hospitals par mabni hy.

                          Hello doston Jaisa ki aap Sabko pata hai ki Aksar sarkari hospital ke halat ko ji Jyada theek Nahin Hote aur Akhtar Sarkari aspataal mein duty karne wale log Chuke Sarkari Bula De Mein hote hain to Jyada poochhne wale log Nahin Hote ho aur unke pass is kya Raat ka najara istemal ka mukmmal Ho ikhtiyar hota hai vah apne Pyar Ko Na Jaaye istemal karte hain aur kisi bhi Kishan Ke Logon Ko Chahe vah acchi tarike se dial karen ya Chahe wale tarike Se Usko Pyar Hasil Hai To Sirf Baat yah hai ki 254 ki ek Sarkari Dara hota hai isliye Aksar hota hai ki Kami ki vajah Se Jyada se logon ko nuksan phone Jata Hai Aksar aisa hota hai ki chotiya hospital mein agar Kisi ka accident Ho Jaaye aur use Chhote hospital mein pahuncha Diya Jaaye waktu vahan sayyare per Ho Jaate Hain Kisi Bade hospital mein for example ya Kisi sawab Madan chadhaya Kisi bhi Desh Ke hospital mein gari a Jaaye aur mareez ki condition Savere ho to usko risotto piyava yah Islamabad Kiya jata hai to 200 aapko yah bhi Mein Bata Do ke bade se bade hospital mein bhi Aksar hota hai ki Kami hoti hai dusri Baat yah hai ki sarkari hospital Jo hote hain Iske fayde bhi bahut jyada hote hain aur uska naam bhi bol Jyada hote hain lekin main aapko yah Bata Do Ki Sarkari aspataal ki building bahut acche hote hain aur vahan per aapko se Kaun Hota Hai Kaun Tu Halat ke kisi bhi hospital mein nahin Hota lekin aap Baghel Kisi tension ke ki marriage Jyada paise lagenge yah Bari Bari fees charges aaenge yah room charges aaenge to yah aapko Nahin ho sakta aur aap Pathani ke sath vahan per jitne bhi Din Chahe aap bata sakte doctor ke Hidayat ke mutabik aap 10 Din gujare yah Bin gujare aapko Koi masla Nahin hoga kisi bhi Kasam ke staff se ya Kisi bhi Kishan Ke Malik Ho Gai Rakha Koi Dar Nahin Hota dosto Sarkari aspataal Mein unke government Jyada efforts Karti Hai To Akhtar aapko medicine bhi free mil Jaate Hain aap kyon ki Masjid Technologies Aaye Hain To aapko ok Sar Sarkari aspataal Mein x-ray and ultrasound ECG yah ICU ke Mota location Ke Jo machinery hoti hai vah aapko Har Sarkari aspataal Mein free mein services Diya Jaate Hain.

                          Faidy:
                          200 ghar mein aapko Sarkari aspataal ke fayde bata do to aap hairan Honge Kyunki Sarkari aspataal Mein Aksar aapko medicine SBI Freedom Di Jaati Hai FIR state Ke Jo medicines hote hi Chahe vah pop ke medicines hote hain ya koi aur Kishan ke dressing ki medicine hoti hai vah aapko free mein Diye Jaate Hain Iske alava aapko doston Sarkari aspataal se medicine bhi Aksar free mein mil Jaate Hain Jiski vajah the AAP Bahar Ke Medical Store se dawai Lene se bus Jaate Hain aur aapka bahut bada fayda Hota Hai Dosti Sapphire Yahi 200 ke Sarkari aspataal Mein Aksar Garib log Jab Jaate Hain To ko Roop ke charger Jiya Koi Aur doctor Kafi vagaira Dena Nahin Padta Kyunki 10 rupaye Kisi Jo registration fee hoti hai ya nahi khaya parchi Hoti Hai vah 10 rupaye ki mil jaati hai aur Baki tab Ab kism Ke Ilaaj free mein ho Jaate doctor ke services bhi free mein Diye Jaate Hain Iske alava Kuchh medicine se Hote Jo aapko aspataal Mein muft Mein Diye Jaate Hain Ki Mati medicine bhi hoti hai aur kam kimat Ke Nishan bhi Hote Baki Kuchh medicine Aise Hote jisse aapko bite se Lena padega Iske alava do Sarkari aspataal ke bahut Sare fayde Hain Aise Aisi machine mein aur a large jo aap Private hospital mein jakar Ke Khet Mein Kiya services loge to aapko bahut Barish hi ada karni padati hai lekin Sarkari aspataal mein aapko Aise Services free Mein Diya Jaate Hain aap Agar 200 Sarkari aspataal Mein Koi operation surgery ya koi aur Aisa master Ho Jo aapka Private hospital mein jyada Se Jyada paise Lage to aap Private hospital mein paise dene ke Baje Sarkari aspataal Chali Jaaye vahan per aap ka ilaaj free hoga.
                          Nuqsanat:
                          Doston Sarkari aspataal Ka Aisa Koi nuksan Nahin lekin Agar Main aapko bata do kiya kar aspataal Jo Hote Chhote aspataal hote hain Jaisa ke Aadesh ki yah BHU Ke anusar Jo Hote yaar district headquarter Hospital bhi Aksar Aise Hote ki usmein savaliya ki Kabhi Hoti Hai Aksar Se Hui Raat hote hain lekin uske liye medicine ya Uske istemal Ka Tarika Kisi Ko Nahin Aata hi Asif staff Kaamchor hota hai Kyunki aap metal case aapke pass sterrett hote hain aur koi puchne wala usse Nahin Hota To Aksar staff chhutti per hota hai aur mareez ko bahut bada nuksan ho jata hai Iske alava to Sarkari aspataal Mein medicines bhi Aate jo aapko free Mein Diya Jaate hain lekin Aksar aisa hota hai ki vah medicine Kisi Aur Ko Nahin Diye Jaate Hue aspataal Mein Pade rahte ho Raza expire Ho Jaate Hain aur FIR use fenka Jata Hai To kis din man Nahin Hoti Uske alava 200 kar aapka simari serial condition mein ho to aapko Kahin aur per Lekar Jaane Kya Kaha Jata Hai matlab aapko refer to alava Kisi Aur aspataal mein aapko bheja jata hai jo bahut Mushkil kam hai aur Aksar aisa hota hai ki Mar is Raste per hi Dam Chhod Deta Hai To doston Itihaas Khare ki Apne Yaad Kar Chala Ki or Sarkari aspataal mein ho Sach Jaaye Jab aap ki jarurat Jyada serious na ho iske alava aap Sarkari aspataal se Kisi bhi Kishan ke sorya de sakte ho Iske alava Ek nuksan yah bhi hai ki Akshara SMS peoples vagaira Jo Hote Ho time per Kam Nahin Karte aur Sahi duty Nahin Karte Jiski vajah se Sarkari aspataal Akhtar ganda Halat pe Pade Rahte Hain Jo ki bahut bada nuksan hai Kyunki Sarkari aspataal Mein motive Kishan Ke bimar Log Aate Hain iski vajah se aspataal thoda Jyada rate alert Kasam ka Jagah Hota Hai Jahan per aap log bhi bimar ho sakte hain to Is Pyar ki jarurat Jyada hoti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Mera ye review Sarkari Hospitals par mabni hy.

                            Assalamu alaikum dear friends aaj hum jis topic per baat kar rahe hain vah ek important topic hai vah government hospital hai government hospital ke bahut se advantage han in per baat karte hain. Advantage,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, government hospital ka sabse bara dvantage hai Kisi bhi hadse ki Surat main aapko first add provide karta hai government hospital ke doctor hazrat Apne private clinic mein hazaron ke hisab se fees Lete Hain vah government hospital mein free check karte Hain government hospital ka ek advantage JV hai ismein aapko medicine bhi free milati Hain Jo ki har koi aford nahin kar sakta government hospital ka ek advantages bhi hai ismein bahut se doctor hote Hain jaisa ke skin specialist surgeon eye specialist gyni doctor child specialist neurosurgeon shamil hai government hospital ka advantages yah Bihar ke liye aapko 24 hour available hota hai Kisi bhi emergancy ki Surat mein emergency mein main doctor manjur hota hai government hospital ka ek advantage-g abhi hai iski lab se test free ho jaate Hain 2 ke private form se hajaron ke hisab se hote Hain ismein citiscan physiotherapy bahut kam fees mein ho jaati hai ab government hospital ke disadvantage per baat karte Hain Jo ke jyada hai. Disadvantage,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, government hospital ka disadvantage yah hai ke is ka staff aapse acchi Tarah corporate nahin karta aur acchi Tarah guide Nahin karte aur token lene ke liye lambi line mein lagana padta hai doctors Raj sirf kuchh token check karte Hain aur jo log to kar Nahin le paate unka time waste ho jata hai government hospital ka ek disadvantage ya bhi hai medicine ke liye lambi line mein lagna padta hai jo ki takrir bahut mushkil hai government hospital main discipline takriban na hone ke barabar hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mera ye review Sarkari Hospitals par mabni hy.

                              Asalam o alikum dear member

                              Aj Mara review apky topic sarkari hospital pr mabni ha apny AK bht e zaida acha review share Kia ha. Sarkari hospital government ki traf sy bnyw jaty hain in ma hnary liye hr qisam ki facilities provide krtyhn sarkari hospitals 24 hours ka liye open rhaty hain yh hnary liye bht facility provide krrhy hoty hn

                              Fayde...

                              Sarkari hospital ka bht zaida fayde hain. Yh hospitals governments ki traf sy bny jaty hn or hmin in ma koi b fee ni pay krni parti ha hmara yhan free chackup hota ha. Hr city ma koi na koi sarkari hospital zror hota h ku ka kuch log private hospitals ki fee ni pay krskty hn tu unky liye sarkari hospital bht best hota ha.. Sarkari hospital ma bht achy ilaj liye jatu hn yhan pr log apna bht acha ilaj kra skty hn or hmary liye sarkari hospitals bht best hoty hn hm yhan pr apna operation free krwa skty h. Sarkari hospital ma hm apni koi b Medicane free lay skty hn sarkari hospital ma logun ka bht acha ilaj Kia jata ha

                              Nuqsanat..

                              Sarkari hospital ka nuqsan yh ha k yhan pr kabi doctors bht late aty hn or sarkari hospital ma safai krny wala Sai sfai ni krta ha or kabi kabi b doctors ka bht bad behaviors hota ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X