Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?
    Trailing Stop Loss:

    Dear Members apne forex mein Trailing Stop Loss ka name to suna hi hoga lekin bohot sarey traders ko iska nahin pata keh yeh kiya hota hey aur isko hum kis trha se use kar saktey hein jo traders iske barey mein achi trha se jantey hein woh apne experience ke mutabiq iski wazahat karen.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

    TRAILING STOP LOSS
    A trailing stop loss is the type of day trading order that letslet's you set a maximum value or percentage of loss you can incur on a trade if the security prices rises or fall in your favor the stop price moves with it and if the values or percentage moves against you then the stop price fixed it van never moves
    USE OF TRAILING STOP LOSS

    A sell trailing stop order sets the stop price at a fixed amount below the market price with an attached trailing amount as the market price rises, the stop price rises by the trail amount but if the stock price falls, the stop loss price doesn't change and a market order is submitted when the stop price is hit
    • #3 Collapse

      Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

      Assalamu alaikum jeev akash bhai ummid hai aap khairiyat se honge stop loss basically 1 forex trading ka concept hai stop loss aur ka Matlab yah hai ki agar is trade yah Jo trade aapane lagaye hai usmein aap ek limit set kar dete Hain ki agar mujhe is limit se jyada nuksan ho to is limit per Meri trade automatically close ho jaaye to jab aap apna stop class ka ek target muntakhab karte ho to aapko kabhi bhi use trade se jyada use point se jyada last nahin hoga example


      fast Karen ke aapane silver per trade lagaye aur aapane silver ko bi Kiya 26.4 $mein aur aapane Star Plus ka formula apna aur usmein likh diya ke 26.2 agar mujhe isase jyada ka Las ho to to trade automatically close ho jaaye to jab agar aapko loss hoga to vah is point per aakar aapki trade ko automatically close kar dega mein jyadatar logon ko yahi mashwara deta hun ki vah kabhi bhi stop loss ka indicator istemal na Karen kyunki agar aap stop-loss ka tarike ka istemal karte Hain to aap apna lash kabhi bhi recover nahin kar sakte kyunki market to uncertain hoti hai agar ek time main market down per hai to agale 5 mint main market ab per ja sakti hai isiliye wait ke sath sabar ke sath market ko dekhte Rahe kyunki jab tak aap market ko sabar ke sath dekhte rahenge to aapko achcha profit milta rahega isiliye sakn ke sath sath trading kry Taki ap acha sy acha profit kama saghty
       
      • #4 Collapse

        Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

        Yes dear aapane bahut hi informative topic apni discussion ke liye select kiya hai no doubt trailing stop loss at bahut hi important aur famous technique Hai Jisko properly utilised karte hue aap apni trading main nuksan ko minimise kar sakte hain is se related Kuchh information share karne se pahle main aapko trailing stop loss ki definition batana chahta hun jisse aapko pura topic samajhne mein bahut jyada aasani ho sakti hai.

        Trailing Stop Loss :

        trailing stop loss hota hai Jab aap apni trading per stop loss ki limit ko set karte hain aur aapki trade profit Mein Chali Jaati Hai To trailing stop loss ki limit automatically move hoti rahti hai aur aap aap ka stop loss aap ki favour Mein aata rahata hai aur Agar market movement ko reversal Karti Hai To ho sakta hai aapka trailing stop loss aapke entry point per a Jaaye Agar aapki stop loss ki limit per market Aati Hai To ho sakta hai aapko Koi disadvantage Na Ho Aur aapko Koi nuksan Na Ho lekin Jab market aapke against movement karti hai to Aapka Stop-loss same apni location per rahata Hai Jiski wajah se aapka required stop loss hi aapko market Mein Dena Hota Hai.

        Dear jab aap trailing stop loss apni trading per reply karte hain aur jab aapki trade profit Mein ja rahi hoti hai to aap gradually Apna Stop loss shift Karte rahte hain jisse aap ka nuksan minimise hota rahata hai sometime Jab aapki trade bahut jyada profit Mein Chali jaati hai aur aap apne Stop loss ki limit increase Karte rahte hain to use time per Agar market aapke stop loss ki limit ko touch Karti Hai To aapki trade automatically bahut jyada profit Mein close ho jayegi isliye agar aap is facility se properly utilised Hona Chahte Hain To is related aapko learning Hasil karna Hogi aur usko apni trading per reply karna hoga.
         
        • #5 Collapse

          Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

          Bahut achcha sawal aapane poochha hai aur bahut hi kam log is ke bare mein achcha knowledge rakhte Hain honge kyunki yah chij common chij nahin jaise ek Koi chij famous hoti hai to vah Common Ban jaati hai lekin is tarah ke points is tarah ke indicators ke bare mein bahut hi kam trader ko pata hai aur Inka istemal bhi bahut hi kam trader karte Hain Jo in points ke bare mein aur in indicators ke bare mein acchi information rakhte Hain asal mein yah tools bhi stop-loss ki hi tarah work karti hai lekin yah sirf de mein hi workable hoti hai

          Trailing Stop Loss yeh day trading ke ek types mein se type hai aur iska istemal khas karke day trading mein hi jyadatar kiya jata hai jab aap Koi trade open karte ho aur use per is tarah ka tool implement kar dete ho to yah kafi accha sabit ho sakta hai aapki trade ko secure banane ke liye aur professional trader loss ka percentage iske through hi set karte Hain ke unhen kitne heart attack risk Lena chahie agar use trade ki price bahut hi jyada aapke favour mein a jaati hai aur move hone lagti hai aapke favour main to yah tool aapki trade ko aur bhi jyada secure bana deti hai

          is tarah ki tools ka professional aur expert trader maximum istemal karte Hain kyunki yah tools kafi fayde mand hote hain aur in ki vajah se Hi bahut se log forex se achcha profit bhi book kar lete hain kyunki forex technical work hai jismein technical chijon ka istemal jo trader sabse jyada karta hai vah forex se utna hi jyada profit earn krta hai hamen bhi har ek chij ko apne mind mein rakh Kar ke Hi Kam karna hoga aur koi bhi trade open karne se pahle use per stop-loss aur take profit jarur implement karna hoga isase hamari trade aur bhi jyada secure ho jayegi aur agar vo trade hamare against bhi chali jaati hai to in tools ki vajah se hamara account wash hone se bajaega to jo bhi bhul ja Jo bhi indicator aapko fayda pahunche to uska istemal jyada se jyada Karen
          • #6 Collapse

            Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

            Yes dear aapane bahut hi Achcha question kiya hai aur yah Ek different question hai aur Is Tarah Ke question bahut jyada members ke knowledge mein ijaafa karte hain Kyunki senior member jismein bahut jyada acchi posting karte hain Jinka Tamam members ko bahut jyada fayda ho sakta hai dear Ham Jab trading Karte Hain To ismein trading karte waqt hamare pass different methods hote hain Jinka Sambhal Ham kar sakte hain aur ismein methods ke sath sath hamare pass ismein Different techniques hoti hain Jinka Ham trading Mein istemal Karke Achcha profit Le sakte hain.

            Dear Forex trading Mein stop loss ka istemal Kiya Jata Hai Lekin Ham dekhte hain ki stop loss may be different types Hoti Hai Jin ka istemal Ham apni trading Mein kar sakte hain stop loss Mein trailing stop loss Jis Tarah aapane Bataye Hain vah Ek bahut Thi advanced type hai Jiska Hamen bahut jyada fayda hota hai dear Ham market Mein Jab koi bhi trade open Karte Hain To ismein Agar Ham trailing stop Vas ka istemal karte hain to uska Hamen ya fayda hota hai ki market Jab Bhi Hamare favour Mein vah mat Karti Hai To Saath Saath stop-loss Hamara Upar ship ho jata hai aur ek point Aisa aata hai ki jismein Hamara stop loss in tripoint per pahunch jata hai usse Hamari trade totally safe Ho Jaati Hai.

            Dear trailing stop loss ka aapko ya fayda hota hai ki Jab aap market mein stop-loss kisi Ek point par rakhte Hain To Agar market aapke against movement karti hai to stop loss Usi Jagah per kam rahata hai vah idhar udhar shift Nahin Hota aur Agar market aapke favour Mein movement Kati Jaati Hai to uska aap ko ya fayda hota hai ki stop-loss aapka entry point per a jata hai aur aapka profit saath saath save Hota Jata Hai Jiska aapko bahut jyada fayda ho sakta hai dear stop-loss ki ek advanced kahan hai Jiska Ham trading mein add header Hasil kar sakte hain.
             
            • #7 Collapse

              Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

              Assalamualaikum trailing stop loss Ek kamyabi dene wala Tu Hai yani Jab Ham market Mein order Lagate Hain ya new trade open Karte Hain To Hamen market Mein trailing stop loss Ka istemal Karna hota hai Kuchh log just stop loss ka istemal karte hain lekin Ham trailing stop loss ka istemal bhi kar sakte hain isko istemal karne ke liye hamare pass Achcha capital Hona chahie ya nahin Agar trade gane ke liye capital Achcha hai To Hamen samajh Lena chahie ki Hamara account safe hai ya nahin Ham nuksan se baith sakte hain aur Hamen Achcha profit bhi Hasil ho sakta hai their friends aur therefore member Hamen market Mein kamyabi Dene Wale tools ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie sometime aisa hota hai ki Ham market Mein trailing stop loss ka istemal Nahin Karte to Hamari trade nuksan Mein jaati hai aur ham market per blame karte hain is nuksan Mein market ka koi bhi blame Nahin Hota nuksan ke jimmedaar Ham Khud hote hain lekin Hamen Pareshan hone ki jarurat Nahin Hai Hamen relax hokar cool mind hokar market Mein kamyabi Dene Wale tools Ka istemal Karna chahie Hamen trailing stop loss ko istemal karna chahie Iske alava Ham market Mein take profit ka istemal bhi kar sakte hain Hamen Apne capital ke mutabik market Mein trade open Karni chahie Is Tarah Hamen kamyabe Hasil ho sakti hai han han main market Mein Soch Samajh Ke risk Lena chahie Kyunki Forex ke Business mein nuksan ke chances bhi hote hain isliye Hamen active hokar kam karna chahie lekin active Hona chahie Hamen over clever nahin banna chahie Kyunki over clever traders ko bhi nuksan ho jata hai Hamen active hokar market Mein kam karna hoga Forex Mein Hamen Iske Har EK rule ko istemal karna hoga
               
              • #8 Collapse

                Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

                My dear friend Forex trading main trailing stop Ek Aisa stop hai jo ke Hamare account ko secured karta hai aur Hamen nuksan hone se Bacha Tha hai ya bi stop-loss Ki Tarah Ek stop Hai Jahan per Hamen Jyada nuksan Nahin Hota Forex trading Mein trailing stop pending orders Mein set kiye Jaate Hain Jin Mein Hamen selected trailing stop mil Jaate Hain jinmen Kisi Ek trailing stop ko set Kiya jata hai aur apni trade open kar le Jati Hai Forex trading main market Hamesha aapko aapke dost analysis per hi profit deti hai isliye agar aap market ko acche analysis ke sath follow karte hain aur uske bad apne friend ko secure karne ke liye trading tools ko acchi Tarah Se istemal Karte Hain To aap Forex mein bahut acchi trading kar sakte hain aur usse Achcha profit bhi le sakte hain
                Yah aapke Apne reading ability par depend karta hai ki aap Forex Mein stop-loss ka istemal karte hain yah aap pending orders ke sath trading karte hue trailing stop ka istemal karte hain yah donon hi stop-loss kiye ka Hi Kam Dete Hain jisse Ham Apne trade ko secure kar sakte hain aur apne account ko bhi secure kar sakte hain Aise Hamen Forex Mein nuksan hone ke chance bahut kam ho Jate Hain stop loss Ham market ke according set karte hain jabki trailing stop Hamen selected Milte Hain Din Mein Se Kisi Ek Ko select Karke Ham Apne trailing stop ko select kar dete hain aur apni trade open kar dete Hain
                Click image for larger version

Name:	traling stop zain.png
Views:	1
Size:	15.5 کلوبائٹ
ID:	12330941
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

                  Trading members trailing stop use karne ke liye strategic planning karna Hoti hai dekhna hota hai ki trend kia hai aap trading market mein pending use Karen. Aap ko maloom ho sakta hai ki trading market time study karte hue market ko karna hai to dekhna hai stop loss take profit trailing stop ki definition ko understand karne ke liye aapke pass complete information honi chahie jab aapki trade profit mein a jaaye to aap apna stock loss change karte jao aur Jaise Jaise aapki trade profit mein jaati jaaye aap apne techrefic ko close karte ho open karte jao aur stoploss ko close karte jao jis taraf aapki trade lagi hui hai. is Tarah se aapko samajh mein a jayegi ki trailing stop kya hota hai aap isko demo account mein bhi practis kar sakte ho weekend per bhi aap cryptocurrency digital currency trading Karke Apne knowledge ko use kar sakte ho aur jo aapane sikha ho uska practical kar sakte ho is kam mein koi mushkil Nahin hai metatrader 4 millel weekend per close Hona chahie lekin aapko maloom hai ki cryptocurrency trading ho rahi hoti hai aur bhi friend per bhi currency trading stock Nahin Hoti hai. Cryptocurrency ki trading ki vajah se weekend per bhi ham demo account mein apni e techniques ko use kar sakte hain apni strate chij ko justify Karke apni trading ke liye preparation kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

                    G dear forex market mai ap kam kartye hain tu ap ko pta ho ga kay es mai kafi sarye tools hain jis pay ap acha kam kar saktye hain aur ap es mai kamyabi patye hain tu esi tarha ka tools hai stop lose aur take profit tu ap es mai usi hisab say kam kar saktye hain aur ap es mai kamyab aur nakam nhi ho saktye hain tu ye tools hain ap es mai acha kam kartye hain tu ap es kay istmal bhi acha tarha kar saktye hain jis kay bad ap es mai kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es tools ka istmal achi tarha kiya kartye hain tu ap kamyabi bhi usi hisab say achi tarha patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai tools ka istmala lagtar achi tarha kartye hain tu ap es mai kamyab he kamyab hai aur kamyabi ap ka muqadar ban jatye hain tu ap stop lose ka istamal kartye hain tu ye ap ka nuqsan aik limite tak he janye daita hai us limite say zayda ap ka lose kabhi nhi hota hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur tools kay istmal say kafi faida hota hao tu ap ka kam hai kay ap es mai tools ka istmal zaroor kiya karain ta kay bad mai ap kay kam mai asani ho jatye hain aur ap es mai acha kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu mahnet say hat kay kam na karain ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karna hai tu wo mahnet kay sath kam karnye mai he hai ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kafi kamyabi patye hain aur bad mai ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

                      Je dear trailing stop loss order k zaraye ham market ko ye bataty hain k ham maximum ketna loss afford kar sakty hain. Agr trade ma kisi pair ya commodity ki price up ya down jati hai or trader ko favour kar rahi hoti hai to ye trailing stop loss usk sath sath move kar rha hota hai. Agr market ka rise or fall trader k against ja rha hu to trailing stop apni jaga par he rehta hai.


                      Trailing stop loss.


                      Trailing stop loss asa order hai jo ham big loss sy bachta hai or profit ki sorat ma ye hamra profit lock kar deta hai. Agr trade apk against chaly to ye apni jaga par he rehta hai but agr trade apki favour ma chal pary to ye sath sath move karta rehta hai or zaruri profit ko lock karta jata hai. Trailing stop most broker or trading systems k sath auto sy work karta hai. Or esko manually trader b use or change kar sakty hain.


                      Working of trailing stop.


                      Trailing stop ko start ma bilkul stop loss ki tarha he place kiya jata hai. Trailing stop loss ma or stop loss ma ye farak hai k trailing stop loss uper move kar ata hai jb trader ko trade favour kar rahi hoti ha or stop loss ma asa ni hota trader ko manually usko up move karna hota hai. So ham keh sakty hain k trailing stop loss asal ma stop loss ki modified type hai or ye trader ki bhot help karti hai ik to wo maximum loss sy bach jata hai or dosra wo maximum profit b hasil kar leta hai depending upon the movement of market.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

                        stop loss jese ke name se he zahir ho raha hae ke loss ko stop karna is main hum apni trade main aik fix price set karte hain jo ke hamare pas optional hote hae ke hum is main wo price put karen ya na karen is ke liye he to hum is main success asil kar jate hain agar hum is main stop loss use karte hain to bas hamen bhe cahiye ke hum is main dil se ache tarah se kam karna cahiye take hum is main success bhe hasil kar saken tab he to hum is main ache tarah se kam kar saken lakin is main hamen cahiye ke hum is main stop loss ka lazmi use karna cahiye hum is main jitna ache tarah se hamen stop loss use karna cahiye hum agar is main ache trah se success hasil karna cahte hain to hamen apni har trade main stop loss ka use karna cahiye hum is main jitna ache tarah e kam kar jate hain hum is main success bhe hasil kar lete hgain to bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat bhe karen hum jitna ache tarah se is main kam karte hain hum is main se kuch na kuch hasil kar he jate hain to bas dil se kam karna cahiye or hamesha he rules ko follow karte howe he kam karna cahiye take hum is main success bhe hasil kar saken or is main hum kamyab ho bhe jaen hum is main jitna dil se kam kara karen hum agar is main rules ko follow karte howe ache tarah se kam kar jate hain to hum is main success bhe hasil kar he jate hain lakin hamen kabhe bhe is main tension lene wale bat nhe hae is ke liye hamen is main ache tarah se kam karna ho ga jitna ache tarah se hum is main kam kar jate hain hum is main success bhe hasil kar he jate hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

                          stop loss laga kar kaam karnay mein he safe work hota hay warna hummain nuqsaaan hota rhta hay aisa kabhi bhi na kiya lkrain ap ko kar saty hai aor ais se fida autha sakthai ais mket mai ap jitna da acha kaa ap aisanard principleso aap apni reward ko uback Karana Chahte Hain To aap Forex ke rules ko follow Karen Noise mein aapo chahie ki aap ek hey bar Apna bitrKyunki aapko Ase circuance ko face karna padliye aapko chahie aap apne ll out reward ko various parts Mein isolate karne FIR Thoda KarApne beefit ko pull bashani nahin Hogi aur na hey aapke acount ko Kuchh Hoga Poke aap Jyada withdmbers parh laitay hain yet Insta Forex ka account banty waqat jo term of arrngement ackowledge kartay hain usay sduals skip kar daitay
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

                            Forex main trading kay doran profit ki jitni khawahish ki jati hay utna he loss say bachny kay liye bhi efforts ki jati hain. Loss say bachny kay liye aksar traders starting main stop loss use nai karty aur trend kay mutabiq enter ho kar jab order place karty hain to market main live rehty hain. Woh possibe loss per trade ko close kar daity hain. Jab keh trade kay profit main jany ki surat main woh zero point per starting main stop loss ko fit kar daity hain aur zaroorat parny per isko trailing stop ki tarah use karty rehty hain yani isko profit area main shift karty rehty hain.

                            Trailing stop hamain trading main profit area main reversal ki surat main bhi profit main he exit karta hay. Yani jaisy jaisy trade profit main jaye ham isko shift karty rehty hain. Yahan tak keh acha khasa profit hony kay bawajood ham trade ko us waqt tak chalny daity hain jab tak ye uper jati rahy aur jab ye wapas a ker hamari trailing stop ko hit ho to he ham trade say profit lay ker exit ho jaty hain.

                            Trailing stop loss koi bazat e khud tool nai aur na he ye auto pe shift hota hay. Asal main ye stop loss ko he modify yani profit area main shift karty rehny ko kaha jata hay. Jaisy jaisy trade profit main jati rahy hamain isko har dafa manually modify karna parta hay aur isko bar bar agy shift karna parta hay. Aur jab ye hit ho jata hay to bhi ham loss say bachty huye profit lay kar safe exit lay laity hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                              Trailing Stop Loss:

                              Dear Members apne forex mein Trailing Stop Loss ka name to suna hi hoga lekin bohot sarey traders ko iska nahin pata keh yeh kiya hota hey aur isko hum kis trha se use kar saktey hein jo traders iske barey mein achi trha se jantey hein woh apne experience ke mutabiq iski wazahat karen.
                              Trailing stop loss forex market main secure trading ky liay best tool hai ky jisko agar ham use ker lety hain tou hamara risk level zero ho jata hai kyun ky market main trade open kerty hi agar hamain kuch profit hasil hota hai tou usky bahd hi ham trailing stop loss use kerty hain jo ham isterha sy set ker sakty hain ky jab market aik hi direction main move ker rehi ho tou ham trailing stop loss set kerty hain ky market agar tou same direction main movement kerti rehy gi tou hamain profit hasil hota rehy ga lekin jesy hi market reverse direction main movement start kerty huey jitni pips ka ham ny trailing stop lagaya hoga wahan per ponchy gi tou automatically hamari trade profit main hi close ho jaey gi hamari open trade jis main trailing stop loss ham set ker lety hain woh kabhi loss main nehi jati ky trailing stop loss sy hamara risk level zero ho jata hai ky hamain yahan you bahot acha profit hasil ho jata hai ya phir hamain bilkul bhi loss nehi hota open trade main Jis main ham trailing stop set ker lety hain

                              Jab ham kisi bhi pair main trade open kerty hain aur market hamari favour main movement kerna shoru ker deti hai ky hamain kuch profit hasil ho chuka hai lekin market continue aik hi direction main movement kerti ja rehi hai tou aesa nehi hona chahiay ky market jab hamari favour main move ker rehi ho tou ham kuch profit main hi trade close ker lain hamain aesy time per jab market continue hamari favour main move kerna shoru ker dy tou hamain kuch pips profit hasil hony ky bahd trailing stop loss set ker dena chahiay jis ka faida hamain yeh hota hai ky agar market hamari favour main bahot bari movement ker leti hai tou hamain bahot bara profir bhi hasil ho jata hai lekin agar market reverse direction main movement kerna start kerti hai tou jitny pips ham ny trailing stop set Kia hota hai utny pips reverse movement hony per hamari trade close Ho jati hai aur hamara profit bhi secure ho jata hai hamain trailing stop ki agar facilty hai tou zarur use kerna chahiay ky isterha trade kerty huey ham bahot achi earning bhi ker sakty hain aur loss sy bhi bach jaty hain lekin yeh facilty mobile sy trade kerny ky liay available nehi hoti jabky agar ham trading ky liay computer ya laptop use kerty hain tou ham stop loss bhi use ker sakty hain
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X