Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Re: Trailing stop kiya haii ?..

    Trailing stop kya hota hai Iske bare mein hamare pass Achcha knowledge Hona chahie Jab hamare pass Iske bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham trailing stop ko bhi market Mein acche tarike se use Karke acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen trailing stop ke bare mein Apne study ko properly complete karna chahie Hamen is ko ignore nahin karna chahie Hamen Iske bare mein acchi information set Karni chahie tha ki Ham market Mein acche tarike se kam kar sake aur acchi kamyabi Hasil kar sake

    Trailing stop loss order ke special type hoti hai market Mein trader trade Lagate Hue stop-loss ka istemal karte hain stoploss Seva apni trade Mein loss se bacha sakte hain stop loss se Ham Apne trade Mein risk ko control kar sakte hain Agar Ham stop-loss Nahin Lagate To Ham trade marriage ko control nahin kar sakte Nahin acchi kamyabi Haasil kar sakta aur nahi achha profit Haasil kar sakte hain

    Market Mein trader trailing stop ko apni trading investment main use kar sakte hain market Mein trailing stop market Mein loss Nahin hone deta loss se bacha sakta hai isliye Hamen trait Lagate hue market Ka Chitra case analysis karna chahie market Mein Soch Samajh Kar kam karna chahie tha kya machi kamyabi Hasil ka Sa game market Mein Lagate Hue Hamen stop-loss Jarur Lagana chahie Kuchh trater Aise Hote Hain Jo stop loss Nahin Lagate aur Market Mein Apni trade ko sev nahin kar sakte isliye stop-loss Lagana bahut hi jyada important hota hai stop loss se Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Re: Trailing stop kiya haii ?..

      Walekum assalam dear member kaise hain aap sab I hope ke aap sab khairiyat se Honge Dear Aaj aapane Humse trailing stop ki about bahut hi Achcha Sawal kya hai dear member Jaisa ke aap Sab Jante Hain Ki trailing stop ki madad se Ham market Mein hone wale loss ko recover kar sakte hain trailing stop Hamari trading ke liye bahut jyada faydemand hota hai isliye main training stop ko acchi Tarah Se understand karna chahie Agar Hamare pass training strop ke about Achcha experience and knowledge Hoga To Ham market Mein acche tarike se kam kar ke market Mein acchi success Hasil kar sakte hain Agar Ham Chahte Hain Ki Hamara account safe Rahe To Hamen jaaiye ki Ham trailing stop ko use Karen trailing stop ko use Karke Ham Apne account ko safe Rakh sakte hain aur apne is business Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Tamam trader ko chahie ke vah training stop ke related Achcha experience and knowledge apne pass Rakhe aur Iske about acchi information bhi tammam trader ke pass honi chahie training stop Hamari trading ke liye best hai isliye Hamen trailing stop ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie

      Trailing stop Hamen Hamesha apne business Mein achha profit hi deta hai trailing stop ko use karte hain To Ham market ko bhi acche tarike se samajh sakte hain trailing stop Ek Aisa order hai jis ki madad se Ham market Mein Apna profit safe Rakh sakte hain aur Hamen chahie ki Ham Roj market ko check Karte Nahin Jab Ham market ko check Karte Hain To is Mein Hamen Achcha advantage mil sakta hai aur Hamen chahie ki Ham market Mein maujud Tamam patron ko acchi Tarah Se study Karen trailing stop Loss Ek bahut hi important factor hota hai isliye Hamen is important factor ko acchi Tarah Se a samajhna chahie Agar Ham is important factor Ko Nahin samjhe Ayenge To Hamen Apne kam Mein loss ho sakta hai
       
      • #93 Collapse

        Re: Trailing stop kiya haii ?..

        Yes dear. Forex trading ma stop loss or trailing stop ma bhot kam faraq hai. Es topic ma ham trailing stop par detail sy bat karyn gy. Forex trading ma trader ki trade ki ik bar jb profit ma move kar jati hai to usko stop loss khud profit k andar ley kar ana parta hai. But agr ham trailing stop ko use kar leyn to ye auto sy profit ma ah jata hai or market jetna profit ma move karti hai ye etna he profit ma up move karta rehta hai. But market jb wapas move karna start hoti hai to ye phr sy wapas ni jata balky ik point par close ho jata hai or trader ko overall profit mel jata hai.

        Importance of trailing stop. Forex trading ma trailing stop set karny sy trader ko maximum profit hasil hota hai or wo loss sy bach jata hai. Trader ka acount jb tak safe rahy ga wo trade karny k kabil rahy ga. Agr trader ka account wash ho jae ga to wo kbi trade ni kar paye ga. Stop loss advance type ko trailing stop kehty hain. Trailing stop trader k profit guard karta hai or usko loss sy bachata hai. So trader ko lazmi ye use karna chahe kiu k eska nuksan ni hai albata eska faida bhot hai. Jo trader esko use karta hai usko 2 advantages hoty hain. Ik to uska account safe rehta hai or dosra us ko kuch na kuch profit b ho jata hai. Forex trading ma trailing ko use karny k trader ko adavntage melty hain to usko leny chahe. Kiu k ye advantages leny chahe or ye trader ki us sorat ma bhot help karta hai jb wo busy hota hai or trade ko time ni dey pata.
         
        • #94 Collapse

          Re: Trailing stop kiya haii ?..

          Trailing stop strategy Forex trading ke andar kab use ki jati hai jab market main Koi trade lagai jaaye aur vah itni down ho jaaye ke aapka account was hone ja raha ho to use waqt trailing stop loss ka istemal Kiya jata hai jisse aapki amount sev Ho jaati hai aur aapka account watch hone se badhta hai trailing stop loss strategy ko use karne wale log bahut fayde mein rehte hain aur apni amount ko manage karke training mein use kar rahe hote Hain trailing stop loss strategy ko samajhne ke liye aapko market ke sath jyada se jyada interest rahana hoga aur market ki strategy ko analyse karte hue market ke sath trading karni hogi aur trading karne ke liye aapke pass ek sufficient amount ka hona bahut jaruri hai jo market mein trading ke liye aapko fayda de sake agar aapke pass jyada Mount nahin hai to trailing stop strategy ka istemal lazmi Karen Taki aapki amount waste Na Ho jaaye aur aapka account was Na Ho iske liye aapko trading strategies top ka istemal lazmi karna hoga aur isase aapko benefit hi hoga ki agar market aapki strategy ke parallel mein chalti hai to aapko uska bahut jyada fayda milta rahega agar aap stop-loss ka istemal nahin karte hain to aapko lot size rule laga leni chahie yah mumkin hai ki agar market download mein jaati hai to ek waqt aata hai jab market aap word mein jaati hai aur aapko ek achcha benefit Milana shuru ho chuka hota hai isliye trailing stop strategy ka istemal lazmi Karen yah aapko nuksan se bachati hai
          • #95 Collapse

            Re: Trailing stop kiya haii ?..

            Trailing stop loss:-
            Forex trading mein hum trailing stop loss ko us waqat use karty hain. jab aek share (stock) ki qeemat fixed surface tak kam ho jaye to mazeed nuqsan ko rokhny k liye position khud ba-khud market moujooda market ki qeemat par sale ho jaye gi. Trailing stop orders ye trailing stop loss hamein bohat faida deti hai q k is se hamein loss ky ziada chances nahi hoty.
            Trailing stop kese work karta hai:-
            Jab bhi hum market mein kisi pair pe trailing stop lagaty hain tou ye market ky orders ko apne sath pull karti hai. Us waqat jab prices last tak mazeed barhti huwi jati hain tou us waqat naye stop loss ki qeemat baqi rehti hai. Trailing stop loss khud ba-khud traders ki safety karta hai aur us se trading ky account ki safety hoti hai.
            Trailing Stop:-
            yeh stop bhi stop loss ki trhan hi hota hai jo hamari trading mein hamain hony waly loss ko protect krta hai aur hamari trade auto par rakhty howy hamain mazeed profit deita hai jub k agar hamain loss ho raha ho tou yeh auto par hamari trade hold rakh kar loss hony se safe rkhti hai iss liye agar ham forex mein achi aur meiyari trading krna chahty hain tou iss k liye zaroori hai k hum iss stop ka use kar k apni trading ko behtar tareeky se kar k us mein profit bhi acha hasil kar sakaein forex mein agar hum apni trading mein stop loss k sath sath iss stop ka bhi use karein tou hamain iss ka acha faida mil jata hai traling stop hamain slected milty hain jin mein se hamain kisi aek level ko select kar k apni trading mein set krna hota hai jis k baad hamain iss ka faida milta hai aur hamain auto par profit mil jata hai
             
            • #96 Collapse

              Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

              forex trading ka concept hai stop loss aur ka Matlab yah hai ki agar is trade yah Jo trade aapane lagaye hai usmein aap ek limit set kar dete Hain ki agar mujhe is limit se jyada nuksan ho to is limit per Meri trade automatically close ho jaaye to jab aap apna stop class ka ek target muntakhab karte ho to aapko kabhi bhi use trade se jyada use point se jyada last nahin hoga
              apna stock loss change karte jao aur Jaise Jaise aapki trade profit mein jaati jaaye aap apne techrefic ko close karte ho open karte jao aur stoploss ko close karte jao jis taraf aapki trade lagi hui hai. is Tarah se aapko samajh mein a jayegi ki trailing stop kya hota hai aap isko demo account mein bhi practis kar sakte ho weekend per bhi aap cryptocurrency digital currency trading Karke Apne knowledge ko use kar sakte ho aur jo aapane sikha ho uska practical kar sakte ho is kam mein koi mushkil Nahin hai metatrader 4 millel weekend per close Hona chahie lekin aapko maloom hai ki cryptocurrency trading ho rahi hoti hai aur bhi friend per bhi currency trading stock Nahin Hoti hai. Cryptocurrency ki trading ki vajah se weekend per bhi ham demo account mein apni e techniques ko use kar sakte hain apni strate chij ko justify Karke apni trading ke liye preparation kar sakte hain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #97 Collapse

                Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

                Forex mein hamen stop-loss ko apni trading main zarur use karna chahie jis ki madad se forex main hum achi trading kar sakte hain aur forex main hamara bonus account bhi wash hone se bach sakta hai aur forex main hamara bonus account mehfooz ho jata hai lekin forex main stop loss k sath sath hamen take profit ko bhi zaroori use karna chahie forex mein stop loss aur take profit ko use karna chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hamara bonus account bhi wash hone se bach sakta hai aur forex main hamara bonus account bhi increase ho jata hai aur forex mein achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex main trading money management ke sath karne chahie aur forex main hamen trading fresh our active mind k sath karni chahie aur forex trading sabar ke sath karni chahie aur forex main trading achi planning ke sath karni chahie aur forex mein hamen trading achi trading strategy ke sath karni chahie aur forex mein hamen trading se pahle apne experience our knowledge ko increase karna chahie aur forex hamen trading ache confidence ke sath karni chahie aur forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye market ka acha analysis bahut hi zaruri hai aur forex main market ka fundamental and technical analysis karna chahie jis ki madad se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain our forex main hum aik ache trader bhi ban sakte hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X