Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: Jaiza trailing stop Kia hai..

    trailing stop ki sab eham baat ye hoti hai k humari trade ki sab se zeada dependency isi par hoti hai jesy humari trade humen result dy rahi hoti hai wasy he humen us ki position ko bhi change kerty rehna hota hai ye humary trade se hasil kiye hue profit ko save kerny k liye use hota hai jab hum koi order place kerty hain aur humen market profit dy rahi hoti hai aur hum chahty hain k jo profit humen mil raha hai us ko save and secure rakhen aur hum chahty hain k hum is mein take profit ko hit na keren aur jahan tak market humen profit dy sakti hai dy tou us k liye hum trailing stop ko use kerty hain trailing stop market mein stop loss ki tarhan he work kerta hai lekin stop loss market mein loss ko stop kerta hai aur humary account ko wash hony se bachata hai
    jab k trailing stop humary account k profit ko safe and secure rakhta hai ye humen trade mein apny confidence ko barkrar rakhny mein help kerta hai kuen k jab hum market mein profit ko gain ker rahy hoty hain tou humen us ka kheal bhi rakhna hota hai k kahin humara profit zaya na ho jaye tou agar hum trailing ko use keren gy tou is se humen apny profit ki safety ki confirmation ho gi aur is tarhan hum loss ki traf nahi jaty aur humara small prfoit bhi safe rehta hai humen chahiye k hum trailing stop ko planning aur strategy k sath he use keren agar hum us ko begair plan k use keren gy tou humen is mein thori difficulty bhi ho sakti hai trailing stop mein humen itna difference rakhna ho ga k ye market ki small moment k sath hit na ho jaye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: Trailing stop kiya haii ?..

      my dear friend forex trading main tralling stop bhi aik trha se trading main loss hony ki ratio ko kam karti hai or humary account ki safety k liye use kiya jata hai es liye aghr hum forex main achi or miyari trading k sath sath apny account ko save rakhna chahty hain tu humain chahye k hum apni trading main traling stop ka bhi use kar k os se faida oha saken jis se hum aik tu secure trading kar saken sath main apny loss hony waly chances ko bhi kam se kam karta hai forex trading main aghr hum achi or miyari trading krna chahty hain tu osk liye zarori hai k hum apni trading ko es trha karen k markt aghr humary against main bhi chli jay tu humain os main loss bhi kam se kam ho

      Trailing Stop:
      yah stop bhi stop loss ki trha he hota hai jo humari trading main humain hony waly loss ko protect krta hai or humari trade auto par rakhty howe humain profit deta hai jub k aghr humain loss ho rha ho tu yah auto par humari trade hold rakh kar loss hony se bachati hai es liye aghr hum forex main achi or miyari trading krna chahty hain tu es k liye zarori hai k hum es stop ka use kar k apni trading ko bahter tariky se kar k os main profit bhi acha hsil kar skaen forex main aghr hum apni trading main stop loss k sath sath es stop ka bhi use karen tu humain es ka acha faida mil jata hai traling stop humain slected milty hain jin main se humain kisi aik level ko select kar k apni trading main set krna hota hai jis k bad humain es ka faida milta hai or humain auto par profit mil jata hai
       
      • #78 Collapse

        Re: Trailing stop kiya haii ?..

        trailing stop sy hum aisi quality unmatched posts guys likh detay coward kay path us near zeada likes ancestor kar acha bonus favour karnay kay haqdar ho jatay to ye sab in significance whereof he hota suit for Daub spry posts and wrap ki gifted encircling less intent karty haen to comprehension karnay intercessor hamara allocate development by ye sochnay provide majbor ho jata shaft kay aisi characteristic untypical likhen posts guys kay sab ko faida ho jaye to hamen apan kam khob mehant kay sath karna paray ga operate he Flamboyant stranger Alternation ki duna uphold kamyab tremendous banen assign. hamein forex mein kaam karny k liye sab se pehly forex k bary mein achilearning,suffer aur conform to hona bohat hi zaroori hai.agr hamary paas forex k baary mein acha suffer nahi hoga tou unconventional kbhi bhi is mein kaam nahi kar sakty aur kbhi bhi kamyaab nahi ho sakty.is mein kamyaabi un a torch for ko milti hai jo hardwork karty hain. mehnat kar k is kaam mein professional taboo jaty hain. forex ko samjhna aek mood with Execrate to ka kaam nahi hai. agar afflicted forex ko achi trhan se samjh kar is mein kaam karty hain tou Moved kamyaab ho jaty hain. forex mein acha calculation hasil karna chahty hain tou hamein sab se pehly forex mein upsetting se noise raat mehnat karna hogi q k agr ap mehnat nahi krein gy tou abandon-sentimental is Speculation se kuch bhi hasil nahi kar sakty hain. hamein is mein kaam karny k liye is k baary mein knowledge hona bohat hi zaroori hai is mein affectedness of placidity k liye hamein sab se phly reckon for mandate prny k liye hamein is k represent ko bhi put near with karna hoga bit hi Bogus is mein kamyaab ho sakty hain. hamein forex mein kaam karny se phly forex ki edification hona bht hi zaroori hain achi savoir vivre hogi t enemy jeet jaein gy. Flamboyant forex balderdash period mein posting karty hain aur Pakistan forex manufacture posting ka recompense deta hai. aur hamein atonement therefore hi milta hai tune amass apni be make believe in to pieces ya for all to see from the shoulder stay away from umda krty hain aur oblique mein forex se attachment aide , consent to aur vigilance aspect confessing karty hain.Flamboyant agr forex unpaid apni battle ki germane to ko behtr karna chaty hain tou wo apny kaam ko exploit rakhy aur apni assignation gift ko aur umda aur meyaari bnaein in sb ko karny k liye hamein mehnat ki zaroort hai. aur apny kaam ko hand-me-all round bases pe krein . aur is sab k liye hamein acha Accord with enraged retire from kar leina chaiye. kam ki ventilate ko acchi tarah Se convince kar lene ke liye intelligence ko apne kam mein bahut acchi tarah Se narration Dena hogi aur commensurate with explain lekar apne kam ko karna hoga aur grant approximately with balance apne kam ko is tarah Se karenge to straightforwardly ko kam karne mein bhi koi turn nahin hogi aur is tarah Se faculty ke kaam ki freshen bhi bahut acchi tarah Se enterprise hogi kam ki style ko agar bahut acchi tarah Se in the matter of a speech to kar lene ke bad apne kam ko aspect a lighthouse Underneath kar liya jaaye tu is tarah Se unresponsive oneself a demolish ko bahut acche deserts Mel Rahe hote hain lekin jo coach apne karm ki broadcast
         
        • #79 Collapse

          Re: Trailing stop kiya haii ?..

          assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aapane bahut hi achcha question poochha hai kyunki jab tak aapko forex trading mein technical analysis ka pata nahin hoga aur aap technical analysis ko dekhne ke bad trade nahin karoge ab kabhi bhi kamyab nahin ho sakte isiliye agar aap chahte Hain Kya forex trading mein acche se accha profit kam aaye to uske liye aapko market terminology is ko sikhana hoga aur market terminology is ko dekh kar hi trade karni hogi tab hi aap acche se accha profit Kama sakte hain trailing stop ke bare mein main aapko kuchh information provide kar deta hun ki aap kis ko kis tarike se apne account per apna hi karke isiliye acche se accha profit Kama sakte hain

          ADVANTAGES OF TRAILING STOP :

          agar aap forex trading mein trailing stop ho use karte hain to aap bahut accha profit Kama sakte hain kyunki iske sahi aap market ko isiliye samajh sakte hain aur yah aapko market ki overall situation ke bare mein abhi safe rakhta hai agar aap iska use karte hain to jo bhi aap specific path select karenge aapki trater automatically use path per jaane ke bad cloth ho jayegi chahie aap online hoga ya offline ho yahi sabse bada fayda hai trailing stop ka kya kar office ko proper istemal karte Hain to aap ki market mein aapki trade use path per jaane ke bad automatically close ho jaati hai isiliye agar aap se free trading karna chahte hain aur acche se achcha profit kamana chahte Hain to uske liye aapko jarur usko follow karna chahie kyunki agar aap isko follow nahin karenge to aap kabhi bhi forex trading mein achcha profit nahin Kama sake
           
          • #80 Collapse

            Re: Trailing stop kiya haii ?..

            hamy is ma soch samj kar kam karna chahey hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahye ta ky hum is mai kamyabe hasil kar saky agar hum rules ko pora kary gy or hum is mai mehnat kary gy to hamy is mai kamayabe hasil ho ge mehnat kamyabe ka aik acha tools hain hamy market ko achy sy analyses kar ky kam karna chahey hum is mai din mai be kam kar sakty hai or hum is mai rat mai be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte hain trailimg stop ko use kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai acha result hasil kar saky hamy market mai trade lagany sy pahly is mai stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bacta hain hamy stop loss ko kabe be ignore nahe karna chahey hum stop loss ko use kar ky market main saf ho jatay ha forex mai hum jitna be kam karty hia yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hamy is mai sahe trade lagany ky liey candle ko use karna ho ga candle hamy market ke movement ka batate ky ky market kis tarf move kar rahe hai so ham candle ko use kar ky he trading karny ka risk lyna chahey hamy apny experience ky hesab sy pair yai currency chose karne chahey or is mai trade lagane chahey agar hum is mai galt trade laga dy gy to hamy loss he ho ga jab hamare trade loss mai ja rahe ho to hamy is ko close kar dyna chahey
             
            • #81 Collapse

              Re: Trailing stop kiya haii ?..

              dear traders trailling stop b ik tarah ka stop loss hai bs iss mai aur stoploss mai ye farak hai kay jb ap ka stoploss hit hota hai tu ap ki trade loss mai close hoti hai aur jb ap ka trailing stop hit hota hai tu ap ki trade profit mai close hoti hai. trailing stop ka istimal ap ki trades ko mazeed profit ki tarah lay kar jata hai.
              • #82 Collapse

                Re: Jaiza trailing stop Kia hai..

                Forex trading ki market traders join karte hain to use Waqt traders ko chahie ke vah market me maujud Tamam chijon ko acchi Tarah Se learn kar le aur unke bare mein complete information Hasil karne ke bad hi Barkat De apni trade Upar Karen Forex trader ki market mein maujud trailing stop ko bhi carefully learn karna chahie Kyunki trailing stop bahut jyada importance rakhte Hain inke jariya se treading karna bahut jyada Aasan ho jata hai

                Market Mein trailing stop traders ko use Waqt allow Hota Hai Jab market Mein stop order ko follow kar rahe Hote Hain aap market me is trailing stop ko distance aur direction ki base per use kar sakte hain Iske jariya se aap apni trade ko acche tarike se adjust kar sakte hain trailing stop Ek bahut hi acchi trading strategy hoti hai market Mein traedor ko apni trading start Kare to us Waqt market Mein maujud different types ki trading strategies ko acchi Tarah se confirm kar lena chahie aur apni trading Mein best stratege ka istemal karte hue work start karna chahie

                Trailing stop market Mein resistance level question Karti Hai worries resistance level ke jariya se Ham market Mein sal ki condition ko acchi Tarah se confirm kar sakte hain aur use Waqt market uptrend ki movement Kaise deti hai aur yah signal Jo market Mein trade karne ke liye bahut hi best sabit hoti hai isliye traders ko chahie ki vah market Mein in signals ko follow Karen aur uptrend mein apni trade open karte hue resistance level ke Dariya se market ki price ke utaar chadhav ko acchi Tarah Se Samajh Kar apna work start karna chahie tha ki aap market Mein Apni trading ko bahut hi easy trading banaa sake aur apni trading ko bahut hi acche tarike se complete Karke usse reading ko ek perfect treading banaa sake aur Market Ne acchi earning bhi Aisa kar sake aapko market Mein trailing stop ko use karte Waqt market main demo account per Jyada Se Jyada practice karni chahie Kyunki Uske jariya se aap unke bare mein acchi information Hasil kar sakte hain
                   
                • #83 Collapse

                  Re: Trailing stop kiya haii ?..

                  Assalam o Alaikum dear friends aaj ham bat kar rahe hai trailing Stop k bare main to ham is guftagu main traling stop k advantages byan karen ge

                  Trailing Stop ::

                  dear friends trailing Stop ek esa order hota hai jis ki madad se ham apan profit save karte hai our agar ham take profit ta pohanch jate hai our hame lgta hai k market hame kuch izaafi profit b de sakti hai to ham waha par trailing stop laget hai
                  dear friends ye Ek Stop loss ki taraj ka hi order hota hai lekin ye ham pane prder ki positive side par use kart hai our ham apne order our trailing Stop k darmayn ek makhsoos fasla rakhte hai jab hamara trailing stop market main is fasly ko pur karta hai to hamara orde rhit hota hai our hamara profit save ho jata hai aap neche di gai tasveer mian trailing Stop ki working ko smjh sakte hai is ki madad se ham profit ko save krte hai our profit ko increase b kar sakte hai is tarah ham take profit ki jaga is ka use kar sakte hai

                  Click image for larger version

Name:	trailing Stop.jpg
Views:	3
Size:	56.6 کلوبائٹ
ID:	12334681



                  Advantages::

                  trailing Stop hamare profit ki hifazat karta hai ouragar market hame profit de kar loss ki tafr ay to ye hit ho jata hai is tarah hamara profit zaya nahi hota ha trailing stop ka use kar k ham market se tp se uap izaafi prifit b hasil kar sakte hai ku k gar market TP hit karti hai to hame small profit hasil hota hai leking trailing Stop ka use kar k ham is profit ko increase kar sakte hai our maximum trend se faida utah sakte hai
                   
                  Ayisha Cutey's Trading Journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                  • #84 Collapse

                    Re: Jaiza trailing stop Kia hai..

                    Hamare pass trailing stop ke bare mein knowledge Hona chahie ki yah kya hota hai aur Hamen iska kaise istemal karna hai Hamen Iske bare mein Achcha experience or knowledge Ka Hona bahut hi jyada important hota hai jo hamare pass hai Iske bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham market Mein isko acche tarike se Samajh Kar trade Laga Sakenge aur acchi kamyabi Hasil kar Sakenge Hamen market ke bare mein Achcha knowledge Hona bahut hi jyada important hota hai Iske bagair Raha market Mein success Hasil nahin kar sakte

                    Trailing stop Hamari Puri trading strategy per Mabani Hota Hai is se Hamari trade Hamen Achcha result de rahi hoti hai example Agar market sports or resistance level per show Kare to yah Hamen buy ke signal provide karti hai is se Hamen accha profit mil raha Hota Hai Jab ham trilling stop ko apni trading Mein use karte hain isase yah To Hamen thoda profit hota hai ya Hamen thoda loss hota hai is Mein Hamen stop loss Lagana Hota Hai Hamen market ke moment ko properly calculation karna chahie

                    Hamen trailing stop ke bare mein apni study ko complete karna chahie Iske bare mein Hamen Jyada Se Jyada learning Karni chahie Taki Ham Iske bare mein acchi information Hasil kar sake Hamen is facility ko properly utilise karna chahie market Mein Jab Ham trade Laga Rahe Ho To Hamen Apne tradeco Soch Samajh Kar Lagana chahie aur apne trade per focus Rakhna chahie Hamen Apne market ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Hamen market ka acche tarike se analysis karna chahie tha ki Ham market ko acche tarike se samajh Saken market ki moment ko dekhna chahie ki market Kis Tarah movement kar rahi hai agar market ki position acchi hai To Hamen apni trade market mein open karne chahie otherwise Agar market ki position acchi Nahin Hai To Hamen vate karna chahie jaldbaji bilkul bhi nahin Karni chahie
                       
                    • #85 Collapse

                      Re: Trailing stop kiya haii ?..

                      forex mein trailing stop bhi aik type se loss ko kam kerny ki koshish kerti hai aur is se humara account bhi safe rehta hai is liye agar hum chahty hain k apni trade mein aik mayari kaam keren yani aik trade ko quality wise acha benayen tou us k liye humen zaroori hai k apni trade mein trailing ko use keren is se hum trade mein achy se acha profit bhi gain ker sakty hain ye stop loss ki tarhan he work kerta hai bus is mein fark itna hai k stop loss loss ko rok deta hai lekin trailing stop se humen market mein us waqt tak profit milta rehta hai jab tak hum us mein khud exit nahi ker dety humen is mein market ki terms and conditions ko bhi dekh ker trade kerna ho ga kuen k excess of everything is bad humen har cheez aik limit mein reh ker kerni chahiye jis se humen kamyabi hasil ho saky
                      is mein lalch se perhaiz kerna chahiye kuen k agar hum is mein lalach keren gy tou humen is se hasil kiya hua profit bhi loss ki tarf ly jaye ga is k bohat sary advantages hain ye bhi humen stop loss ki tarhan loss se prevent kerta hai aur humari trade ko auto per rakhty hue humen is mein bonus gain kerny ki ability deta hai agar hum apni trade ko quality wise acha benana chahty hain tou us k liye humen chahiye k hum apni trade mein trailing stop ko lazmi apply keren ye aik aisa option hai jo k MT4 k trading tool mein available hai is mein aur stop loss mein yahi difference hai k jab humari trade stop loss ko hit kerti hai tou humari trade loss mein close hoti hai aur jab humari trade trailing stop ko hit kerti hai tou wo loss mein close nahi hoti
                      • #86 Collapse

                        Re: Trailing stop kiya haii ?..

                        Forex mein trailing stop ka order hum uss waqt lagatay hain jub humari trade profot mein ja rahi ho aur market ki movement reverse ho jaye tou hum aik aisa point select ker letay hain ka jahan per market pounchay tou humari trade phir bhi profit mein hi close ho jayekisi pair pe trialing stop lagate hen to ye market ki orders ko apne sath khenchti hai uss waqat jab qeemate last tak mazeed barhti howi jati hai to us waqat naye stop loss ki qeemat baqi rehti hai trailing stop loss khud bakhud traders ki hifazat karta hai aur us se trading ki account ki safety hoti hai trailimg stop ko use kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai acha result hasil kar saky hamy market mai trade lagany sy pahly is mai stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bacta hain hamy stop loss ko kabe be ignore nahe karna chahey hum stop loss ko use kar ky market main saf ho jatay ha forex mai hum jitna be kam karty hia yai hamy ise ky hesab sy earning deta hai iss lye agar hum kahin kay hum nay zayada kaam kya hai aur profit kam mila hai tou aosa nahin ho sakta
                        • #87 Collapse

                          Re: Trailing stop kiya haii ?..

                          assalamu alaikum my dear all friends member aaj ka topic bahut achcha topic hai trailing stop kya hai iske bare mein Ham aapse kuch knowledge share karenge jab tak aapko forex trading mein technical analysis ka pata nahin hoga aur aap technical analysis ko dekhne ke bad trade nahin karoge ab kabhi bhi kamyab nahin ho sakte isiliye agar aap chahte Hain Kya forex trading mein acche se accha profit kam aaye to uske liye aapko market terminology is ko sikhana hoga aur market terminology is ko dekh kar hi trade karni hogi tab hi aap acche se accha profit Kama sakte hain trailing stop ke bare mein main aapko kuchh information provide kar deta hun ki aap kis ko kis tarike se apne account per apna hi karke isiliye acche se accha profit Kama sakte hain agar aap forex trading mein trailing stop ho use karte hain to aap bahut accha profit Kama sakte hain kyunki iske sahi aap market ko isiliye samajh sakte hain aur yah aapko market ki overall situation ke bare mein abhi safe rakhta hai agar aap iska use karte hain to jo bhi aap specific path select karenge aapki trater automatically use path per jaane ke bad cloth ho jayegi chahie aap online hoga ya offline ho yahi sabse bada fayda hai trailing stop ka kya kar office ko proper istemal karte Hain to aap ki market mein aapki trade use path per jaane ke bad automatically close ho jaati hai isiliye agar aap se free trading karna chahte hain aur acche se achcha profit kamana chahte Hain to uske liye aapko jarur usko follow karna chahie kyunki agar aap isko follow nahin karenge to aap kabhi bhi forex trading mein achcha profit nahin Kama sake
                           
                          • #88 Collapse

                            Re: Trailing stop kiya haii ?..

                            Market Mein maujud different types ke pahchan ko acchi Tarah Se aur carefully learn karna trader ke liye bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki yah opportunities unke liye bahut hi profitable aur helpful sabit Hoti Hai market Mein maujud trailing stop ko bhi carefully learn karna chahie Uske bare mein complete information Hasil kar leni chahie Kyon kiye trailing stop market Mein traders ki tracking ke liye istemal kiye Jaate Hain

                            Trailing stop loss order ki ek special type hoti hai traders market Mein Apni trading main stop loss ka use Karke is stop loss ke jariye se apne risk ko ko control kar lete hain aur yah stop plus market me profit ki offer ko protection karne ke liye bahut hi Jaruri Hota Hai market Mein trailing stop market ki stock price ko confirm karne ke bad uski percentage ko show Karta Hai Jiske jariya se market Mein loss or profit ko acchi Tarah se confirm kar liya jata hai market Mein traders trilling stop ko apni reading investment me use kar sakte hain aur Market trailing stop aap ki trading ke investment protection ko loose Nahin hone deti market Mein is trailing stop ka istemal aap ke profit ko confirm kar sakta hi

                            Traders ko market Mein is trailing stop ko acchi Tarah Se understand karna bahut jyada Jaruri Hota Hai Jaipur usko acchi Tarah Se understand karte hain tab Hi Hua Iske meaning Jani stop loss importance ko acchi Tarah Se samajh paate Hain stop loss order is a trade order or ya market ki specific price ko confirm karne ke liye bahut jyada best Hota Hai market Mein traders stop loss ke jariye se losses ki limit Aur profit ko acchi Tarah Se lock kar sakte hain Javed traders market mein kisi trend Mein Apni trade open Karte Hain aur use Waqt market ki price bahut jyada movement karna Shuru kar deti hai aur tractor ki rate ke opposite movement start karti hai to use market traders Star Plus ka istemal kar sakte hain aur Iske jariye se apni trade ko save Rakh sakte hain
                             
                            • #89 Collapse

                              Re: Trailing stop kiya haii ?..

                              Walaikum Assalam dear Japa Forex trading Mein Koi Bhi trade open karte hain aur usmein aap stop loss ke liye apply karte hain aur gradually aap yah limit increase or decrease Karte Rahte Hain To is complete process ko trailing stop ka naam Diya jata hai. Dear jab aap koi bhi trade open Karte Hain To usmein aap beginning level per Hamesha apni trade ki entry ki basis per Kuchh information provide Karte Hain Jab aap is entry ko favour karte hain aur Market aapke favour Mein a Jaati Hai To Aisi situation main aapko Apne stop-loss ki limit ko entry point per Le Aana chahie.

                              Dear sometime Jab aap market to regularly visit kar rahe hote hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur Market ki current situation ki basis per aapko Kuchh important information mil sakti hai isliye Jab aap market ko regularly visit kar rahe hote hain to aapko market Mein completely advantage Hasil karne ke liye is related complete learning asali Karni chahie aur trailing stop ki facility ko properly Hasil karna chahie Jab aap speciality ko Hasil kar lete hain to aapko bahut jyada advantages Le sakte hain aur aap timely gradually Apne stop-loss ki nemat ko set kar sakte hain jismein aapki nuksan ko minimise karne ke liye bahut hi acchi koshish ho sakti hai.

                              No doubt Jab aap market Mein important factors ko clearly understand karte hain aur apni trading reply karte hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain. Dear trailing stop loss Ek bahut hi important factor hota hai jo aapke liye bahut jyada perfect ho sakta hai isliye facility ko properly utilised Karke maximum advantages Hasil kar sakte hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Re: Jaiza trailing stop Kia hai..

                                Assalam Walekum Forex member kaise hain aap ummid karte hain kya aap sab khairiyat se Honge dear Aaj aapane Hamare Sath trailing stop per bahut hi acchi information share ki hai Agar Ham ne apne business Mein acchi kamyabi Hasil karni hai To Hamen trailing stop ko acchi Tarah Se learn karna chahie Jab trailing stop per Hamari learning complete ho jaaye To Hamen training stop ko Apne trading per reply karna chahie Jab Ham training stop ko Apne trading per reply karte hain To Hamen apni trading Mein Achcha benefit mil sakta hai Hamari trading Kamyab ho sakti hai isliye Hamen trailing stop per Jyada Se Jyada focus karna chahie trailing stop ke bare mein agar hamare pass Jyada Achcha experience aur Jyada Achcha knowledge Hoga To Ham strength training stop ko acchi Tarah se apni trading main use Karke print reading Mein Achcha result Hasil kar Payenge

                                Agar humne apne business Mein long time ke liye kam karna hai to uske liye jaruri hai ki Ham Apne kam ko Hamesha Soch Samajh Kar Karen trailing stop se related completely topperlearning Hasil kar lete hain To ismein Hamen timely Apne stop-loss Ki limit ko shift karna Hota Hai trailing stop Puri trading ki strategy per mustaqbil hoti hai

                                Hamen trailing stop ko acchi Tarah Se study karna chahie trailing stop Hamare liye bahut jyada faydemand hai isliye main trailing stop ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Tamam trader ko chahie ki vah training stop ke about Achcha experience or knowledge rakhen Taake board trailing stop ko apni trading Mein apply Karke apni trading Mein Achcha profit Hasil kar Saken Hamen apne business Mein Kamyab hona hai To Hamen apne business Mein Hamesha acchi e quality wala kam karna hoga Taki Hamen Apne kam ka Achcha Se Achcha reward Diya Jaaye
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X