Salam:
aj ma jis topic pa ap sab sa bat karu ga wo metatrader 4 app ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han.topic ka introdection:
ya ak bohat hi acha software ha metatrader 4 jise mt4 bhi kaha jata ha ya ak elctronic trading plat farm ha jo bara pemana par online kurda zar mubadla ka kayas arai karna wala tajru ka zariya istamal hota ha ya meta kuts software ka zariya tayar kiya gaya ha isi 2005 ma jari kiya gaya tha ya software gar mulki zar mubadla brokaru ka liya licence yafta ha jo apna muklu ko software faraham karty han ya software clint aor server dono par mustamal ha server ka jazu broker ka zariya chalaya jata ha aor client software broker ka sarfeen ko faraham kiya jata ha jo rawan ko kimtu aor charts ko dekhna ka liya ardar dena aor apna acount ka nazam wa nask karny ka liya istamal karty han.metatrader 4 ka advantages:
is software ka bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apka sth share karu ga ya internat sa connect hoti ha aor ya mobile app ha ya pori duniya ma istamal hoti ha is sy trading karna bohat easy ho jata ha tecnical and fundamentel analisis ki saholiyat ka liya tools aor indicator diya howa hota han market ki kimtu aor liqwaidity tak asal waqt tak rasai hasal hoti ha is sy hama market ma chezu ki kimtu ka pata chal jata ha.metatrader 4 ka disadvantages:
is software ka bohat sa faidy hona ka sath sath kuch nuksanat bhi han jo ma apka sath share karu ga hama 24 ganta is app par nazra rakhni hoti ha ka kab ya chez profit ma ja rahi ha aor kab loss ma ja rahi ha aor ya loss ma chali gai tu haam bohat nuksan ho ga aor 24 ganta is ka uper nazra rakhna sa anku par bhi bura asar parta ha aor baz ukat ya app error bhi zahar karti ha aor is ka koi khas nuksanat nahi han.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим