kiaa forex p paisy kamana haram hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

    Nahin bilkul bhi Aisi koi baat nahin hai Ham Yahan per mehnat Karte Hain mehnat ke sath Hamen bonus Milta hai aur FIR Ham Aaya bonus market Mein invest hota hai to use per Hamen kamyabi hoti hai so isiliye yahan par koi bhi chij Aisi Waisi Nahin Hai because Yahan per mehnat ke sath hi Hamara kam hai agar Ham Nahin Karenge bonus Nahin aaega aur na hi koi kamyabi Hogi so isliye Hamen Aisi Baat Nahin Socha Ne chahie Apna Kam Dil lagakar karna chahie aur successful Hona chahie Jo Banda Yahan Pai irregular face par Apna target achieved Karta Hai vah Kamyab hota hai isliye Ham Sabko mehnat Karni chahie mehnat ke sath Apna Kam karna chahie mehnat Kaisa kam karne mein Hamara bahut hi fayda hai so Ham Sab Ko ke sath Apna Kam karna hoga mehnat ke sath kam karne mein Hamari bahut hi kamyabi hai so Ham Sab Ko Dil lagakar Apna Kam karna chahie Dil Laga kar kam karne mein Hamara fayda Hai so Ham Sab Ko Apne time par online Aana chahie Apne time per mehnat karke hi kamyabi milati hai so isiliye Dil Ko Chhota nahin karna chahie aur naahi mayus Hona chahie so isliye Ham Sab Ko Apne time Pi mehnat Karke Apna bonus level increase karna chahie aur kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie Insan hi Kamyab hota hai jo Jagah per Apna Kam karta hai aur loss Aane per Apne losco recover karta hai jo isiliye Ham Sabko Yahan per mehnat Karke Apna bonus level increase karna chahie aur kamyabi Hasil karne ka yah sochana chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

      Ji nai forex main kamai karna haram nai hay. Balkeh jaiz hay. Q keh jab ham forex main account banaty hain to us waqt bhi ham islamic account he banaty hain. Forex main 2 tarah say trading karna hoti hay yani posting work say hasil hony waly bonus say, jo keh bahut mehnat kay bad he hamain milta hay. Isi tarah ager ye personal investment ho to bhi ye hamari hard earned money hoti hay jisko ham trading kay liye use karty hain. Forex main trading tuky bazi ya gambling say mumkin nai hay lehaza is main profit bhi hota hay aur loss ki surat main ham ko isy bhi tasleem karna parta hay.

      Forex main har step main mehnat involve hay, yani keh jis kam main mehnat ho wahan say earning karna asan nai hota. Dusra ham is main kam karain gay to he faida hoga sirf investment karny aur amount pary rehny say hamain single cent bhi faida nai ho sakta. Jo traders lalach, jaldbazi ya tukybazi say forex main trading ka sochty hain woh baht jald he loss karwa daity hain aur unko realize bhi ho jata hay keh forex main mehnat kay baghair kisi kisam ka faida sochna bewaqoofi hay.

      Baqi karobar ki tarah forex bhi lain dain kay through he kia jata hay. Is main hamain koi fixed amount nai di jati, na he hamain periodical is main earning hoti hay. Jo traders forex main kam kar rahy hain woh already ye janty hain keh forex main waqie trading he hoti hay. Agarcheh ye trading hard shape main nai hoti balkeh securities ki value per hoti hay laikin in securities ki value farzi nai hoti balkeh jo real trading market main hoti hay wuhi forex per bhi chal rahi hoti hay aur is per tamam news and factors ka direct impact aur amal dakhal bhi involve hota hay.
      • #18 Collapse

        Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

        ji han yahan per hum log apni mehnat kartay hein jiska paisa hummain mill jata hay koshish karain kay logoon ki baton mein bilkul na aaien ye halal hay unsteadyin iss liye ziada tar merchats Metals inescapabl purchasing anelling nahi karty. Aj kal Gol ki enhancemts bohat tezzi url mil jaey or minaan sey unfamiliar trade ventur ker saken.Dusri taraf kch charge dey ky murur apnay usa kay kaamkar diya jay to Pakistan ekhty he dekhty din mian duna ke aik boht bari slight power boycott kar ubhry ga aur idrooni tmam inconce settle ho ja is ke awam bari khushhaal o sakti roughae. Pakistan ko erchants ke traf realmbhi pay sure ge aur administrators take gain istemal Kren Taki disaster kam se kaaur increaseost extreme rcognized who's liy Hamen gold Mein purchsing and selling arte wat bahut jyada aap Yad Karni Hogi tab invite Ham Kamyab Ho Sakeng isliye HamJyada Se Jyada Behtaanning aur tarike Ka rke acchi winning Karni Hogi tab hiHam Berchasing and selling kar Sakenge aur isko marriage Karke Achcha voyaging kar
        • #19 Collapse

          Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

          Walekum assalam yes dear apni bahut hi important question discussion ke liye select kiya hai no doubt Ham Ek Islamic country mein rehte hain aur Alhamdulillah Ham Musalman Hai To Hamari yah responsibility banti hai ki Ham jo bhi income Hasil kar rahe ho usse related Hamari verification complete honi chahie ki Jab Humko income Hasil kar rahe ho vah Islamic point of view ki basis per Hamare Liye haram Na Ho.

          Dear no doubt Forex trading se related aapko different suggestion will Rahi Hoti Hai jismein Kuchh log aapko yah kah Rahe Hote Hain Ki Forex trading ki business se milane wali income aapke liye Sahi Nahin Hoti Hai isliye aap isko likhkar Den lekin main se related kuch important discussion Ki Hai Jiski basis per main bhi Forex trading co join kiya hai dear according to Islamic rules and regulation Jab aap Koi chij purchase yah sale karte hain to aapko uski physical existence se related conscious Hona Hota Hai Jab tak aap Koi chij purchase Karke uski physical resistance Hasil Nahin Karte uski sale or purchase se aapko milane wala profit aapke liye Sahi Nahin Hota lekin agar aap ek agent ya broker decide karne ke bad Jab aap Koi chij sale your purchase Karte Hain To usmein aapke liye usse milane wala profit Sahi Hota Hai.

          Aur Forex trading Me Hum Kisi broker ko select karne ke bad hi sale or purchase kar rahe hote hain aur Forex trading mein humko nuksan bhi ho sakta hai profit bhi ho sakta hai yah bhi aik authentic reason Hai Jiski basis per aap is business course Raat kar sakte hain no doubt Jab aap is business may enter hote hain to aapko bahut Sare point ko focus karna Hota Hai Jab aap broker ke sath Apna account open karte hain to aapko Hamesha swap free account open karna chahie Kyunki swap free account hi Islamic requirements ko fulfill karta hai agar aap swap free account opening Karte to ismein aapko Kuchh problem ho sakti hain.
          • #20 Collapse

            Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

            Dear mery khyal me Jo work ham kr rahy hen ye halat Hy kyun Kay is me Ham pora weak menhat krty hen jis ka result milta Hy Jo ham withdrawal ya trade krty hen trading bilkul halal business hay is haram nai hay aik tou ye k is main nafa nuksan dono hain aur dosra is main kisi kisam ka koi sood nai hay aur jis kam main nafa nuqsan dono jo aur kisi kisam.ka sood shamil na ho wo kaam islam main jaiz hay baat wohi Hy Kay ap struggle kr k earn kre ho koi sood wgera ka Chakar nahi he isme apko profit ke sath sath nuqsan b he loss b hota he apka is liye pakistan forex aik halal Hy halal bhi hai ya haram dear agr apny kesi business k bary me ye janna ho k ye kesa business hai us me just do baton ko dekh lo agr un mr sy ek bat bhi ho to ap jo business kar rhy ho wo halal hai aesa business jis me apki mahnat ho invetment ne ho mgr us me apko loss ka dar ho wo halal hai aesa business jis me apki mahnat na ho or investment ho us me apko loss ka dar bhi ho wo halal hai agar ais mai learning karty ho aor aus k baad ais market mai mehnat karty ho to ap ko ais mai jo profit ho ga wo halal ho ga agar ap ais mai aisy kaam karo jaisy log jowa khelty hai k bas aik taraf trade laga do to aus k bary mai kuch kaha ni ja sakta k wo halal hai ya nai kun k ais mai ap ne aisy hi trade laga di hai ais liay ais mai learning kar k kaam kary.
            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
            • #21 Collapse

              Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

              Kafi mushkil sawal hai aapka is bare mein koi achcha aalem deen hi koi jawab de sakta hai mujhe yah lagta hai ki yah haram nahin hai lekin mera khyal galat bhi ho sakta hai is bare mein koi acchi maloomat kahin se bhi Mile to AAP share zarur Karen kyunki Agar Ham is se fayda Hasil kar rahe hain to hamen to yah lagega ye haram nahin hai lekin hamen phir bhi iske bare mein acchi tarah research karni chahie aur phir Agar yah haram hai to phir nahin karna chahie lekin mujhe nahin lagta ki yah haram hoga kyunki yah ek worldwide international business hai aur bahut se log is business mein kam kar rahe hain mera khyal hai ki Ham ismein mehnat karte Hain Ham isko time deti Hain iske bare mein knowledge aasan karte hain phir ham posting karte hain aur posting ke liye Ham bahut zyada waqt nikaalte Hain Ham Apna waqt dete Hain usko tab bhi hamen achcha milta hai to hamari ismein mehnat shamil hai jiski vajah se mere khyal mein ja aaram nahin honi chahie lekin phir bhi allama hazrat Agar kahate Hain Ki Yara main to fir hamen unko bhi sunna chahie aur acchi tarah uske bare mein search karne chahie.
               
              • #22 Collapse

                Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                Asslamoalaikum dear forex frndz mery khyal sy yeh bat blkul glt ha k forex py pesy kmana Haram ha hum forex py AGR pesy ya banefit kmaty Han ya hny koi b bonus milta ha to hum ispy mhnt krty Han to hi hmy forex company bonus ki shape me reward deti ha or SB sy brh k yeh greeb logo k rozgar ka zrya ha Jo log berozgar ha woh ghr bethy online is py mhnt KR k bhtr earning krskty Han hram business woh hota ha jismy Bina mhnt k hmy earning ho lkn forex blkul b ASA nhi forexpy hmy phly isky Bary me BHT ziada study krni prti isy sekhna prta isky Bary me knowledge gain krna prta to hi hum is kabil hoty k hum kch earning krsky islye is business ko hraam kehna blkul glt hoga
                • #23 Collapse

                  Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                  Bahut hi Achcha Sawal Kiya Hai aapane Forex per Paisa Kamana bilkul bhi haram Nahin Hai Kyunki Ham dusre business Main Bhi mehnat Karte Hain ISI Tarah Ham Forex Main Bhi mehnat Karte Hain aur Jis Tarah dusre business se Hasil kiye Gaye paise Halal hote hain ISI Tarah Forex se Hasil kiye Gaye paise bhi Halal Hain Jo log Forex ko fake samajhte Hain Vahi log Forex se Hasil hone wale paise ko bhi haram samajhte Hain lekin Aisa bilkul Bhi Nahin Hai Forex Mein Ham mehnat ke sath kam karte hain aur Apna Jyada Waqt Forex ko hi Dete Hain To Bhala is se Hasil hone wale paise ko Ham Kaise haram kar sakte hain


                  Jo kam Ham mehnat ke sath karte hain aur use se jo Hamen profit Hasil Hota Hai vah kabhi bhi haram Nahin Hota mehnat se kiye Gaye kam se Hasil hone wale Jisko Ham Halal ki chij kha sakte hain ISI Tarah Agar Ham Forex Mein Puri mehnat Lagane aur concentration ke sath kam Karte Hain To isase Hasil hone wale profit ko Ham Halal ke sakte hain Forex Mein Kam Karne Wale Logon Ko Pareshan Nahin Hona chahie Kyunki is se Hasil hone wala Tamam Paisa Halal Ka Hota Hai


                  Jo members Forex Mein cheating Karte Hain aur Apna Kam bilkul bhi acchi Tarah Se Nahin karte Aise members ke liye Forex se profit Hasil karna Mushkil ho jata hai aur Aise members ko bahut kam profit Milta Hai agar accha profit Hasil karna chahte hain aur Halal Paisa Kamana Chahte Hain aur expert banana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham mehnat ke sath kam Karen aur ismein bilkul bhi cheating na Karen aur Hamesha Achcha kam Karen
                  • #24 Collapse

                    Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                    Dear Fox members jaisa ki aapko pata hai ke hr bande ka apna ek akeeda hota hai aur agar baat kijiye forex ke hawale se kya iski kamai haram hai ya halal to main aapko yahi kahunga ke is bare mein hamen main kisi acche Islamic scholar se a a rafta zarur kar lena chahie agar dekha jaaye to forex mein se earning hasil karne ke do tarike Hain ek woh tarika jis per ham mehnat kar rahe hain yani ke mukabala ki post kar rahe hain aur aapko 50 post karni hoti hain aur sath sath apne ghar ke kaam bhi karne hote Hain lekin aap Jo bhi Ho forex ko time dete Ho mukabala ke liye aur ismein post ke jawab dene ke liye Jo ek kafi mehnat talab kam hai aur aapka takriban Sara din hi lag jata hai in 50 posts ko karne ke liye aur tab jakar aapko ek bonus milta hai jo k itna j
                    Zyada nahin hota jiske liye hamen mehnat zyada karni padati hai aur vah kam Jo mehnat karke kiya jaaye aur uske badle aapko kuchh paise mil jaen tu yah haram nahin ho sakta
                    Aur ab aate Hain forex mein earning karne ke dusre tarike ki jaanib joke hai forex trading karna dear friends aapko pata hai ki agar aap forex main trading karte Hain lekin aap apne paas se a use per koi bhi investment nahin karte kyunki aapko forex ki jaaneb kuchh dollars diye jaate Hain Jin per aapane trade karni hoti hai aur agar kis mein fayda ho jata hai to aap ko bonus Mil jata hai ab is tarike mein aapane Koi mehnat nahin ki aur na hi kuchh apne pass se kharch Kiya lekin aapko paise Mil Gaye to ab yah aap par depend karta hai kya aap isko halal samjhe ya Haram
                    Last edited by ; 17-09-2020, 01:04 AM.
                    • #25 Collapse

                      Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                      Ye sb se mushkil sawal ha forum ka Forex online famous business hai world ke log kam kar rahe hain aur behtarin evening hasil kar rahe hain is business mein vahi log acchi earning hansi hai jo ke ismein mehnat karte hain aur mehnat se Kiya hua kaam kabhi bhi haram nahin hota yah Ham per depend karta hai ki Ham isko haram banate hain ya halalkyunki agar Ham is mein mehnat karte hain aur aisa work karte Hain Jo perform ke rules ke mutabik ho to vah hamare liye ye Lal Bach hai aur ham uski acchi hai nahin bhi hasil karte hain aur yah hamari mehnat ka Sila hota hai lekin agar Ham is main kafi pest aur repeat work karte Hain aur form se related work nahin karte to yah kabhi bhi hamare liye behtar sabit nahin ho sakta hamen form per mehnat karke hi acchi earning hasil hoti hai aur ham form per agar quality work kariye karte hain to hamare liye yah sabse best hai kyunki ISI varsh ka hamen bonus bhi achcha milta hai aur ham apne kam se bhi satisfy hote Hain isliye har EK members ko chahie ki vah agar apne kam se satisfy hona chahte hain aur acchi earning hasil karna chahte hain to vah form per mehnat Karen jyada time form per span Karen bahut se senior member se Hi tabhi Ham form per quality work create kar payengeisliye agar Ham apne work ko halal banana chahte hain aur apni kamai ko halal banana chahte Hain to hamen form per mehnat karna hogi aur form ke rules ke mutabik work karna hoga .
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                        Ji member aap ka kya hal hai aap sab theek honge aur apna Kam acche se kah Rahe honge photex per kaise kam aana bilkul bhi aisa nahin hai jaise aapka rahe hain kyunki koi bhi aisa kaam Jo Ham main acche aur lagane se karte hain aur apna self-interest Ho karke karte hain aur bahut jyada aur working karte hain aur FIR is kam ko Ham continue rakhte hain aur Shanti rakhne ke sath shyam aadami usne knowledge bhi hasil karte rehte hain aur achievement bhi hasil karte Hain aise ki sikha humko bhi Ham is tarah ka nahin kah sakte kyon ke hardworking se Kiya hua Koi bhi kam is tarah nahin ho sakta isliye hamen kisi bhi kam ko karne ke liye ismein hardworking ki jarurat hoti hai aur jab ham is kam ko bahut jyada hardwork hokar karenge aur continue rahakar karenge online hokar jyada se jyada karenge to hamen bahut jyada hi profit hasil hoga ISI bhi kam ko karne ke liye sabse jyada mehnat ki jarurat hoti hai aur jitni jata Ham mehnat karenge utna jyada hi Ham profit hasil karenge aur yah members per depend karta hai ki vah kis tarah se apne kam ko hard work ok online rehkar continue karte hain na vah hard work ok apne kam ko karenge itni jyada hi achievement hasil karenge aur is kaun se jyada se jyada profit hasil kar sakenge aur profit hasil karne ke liye hamen bahut jata hai aur work hokar kam karn ho ga hard work hone ke sath sath mein online hokar iske bare mein knowledge bhi hasil karni hogi kyunki itni jyada knowledge jama karenge hamen itna jyada profit hoga aur RAM is profit ko apni mehnat ki kamai kaise likhate hain
                        • #27 Collapse

                          Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                          aapane bahut hi achcha sawal kiya hai bahut se logon ke mind mein ek confusion rahti hai ki Forex se jo paisa kamaya jata hai kya vah halal hai ya haram hai lekin is confusion ko dur karne ke liye hamen jarur Kisi mufti se raabta karna chahie kyunki vahi mufti hi hamen iska perfect jawab de sakte hain ham apni taraf se koi bhi jawab Nahin banaa sakte hain kyunki yah mamla hamare matlab a related hai isliye hamen is per apni taraf se koi bhi jawab Nahin banana chahie aur hamen Kisi acche mufti se iske bare mein puchna chahie ke kya farak se jo paisa kamaya jata hai vah halal hai ya haram hai.

                          Generally tower per ham yah dekhte hain ki jis bhi karobar mein hamen manata bhi milta hai aur hamen main nuksan bhi hota hai hai to ham usko halal samajhte Hain kyunki ki koi aisa karobar Nahin Hona chahie jismein hamen paisa agar Kisi ko dete Hain aur hamen fix amount mein agar uska munafa milta hai to vah ham per aaram ho jata hai kyunki vah shuddh ho jata hai lekin jo paise ham apni mehnat Karke kam aate Hain vah hamare liye haram Nahin ho sakte hain aur is karobar mein hamen munafa bhi milta hai aur hamen nuksan bhi hota hai aur yah baat hamare liye confirm Nahin Hoti hai ki hamen munafa hone wala hai yah hamen nuksan hone wala hai.
                          yah mera ek apna idea hai ki Forex se jo ham paise kamate Hain vah hamare liye haram Nahin ho sakte hain kyunki ham ismein mehnat karte hain aur hamen apni mehnat ke paise milte Hain.

                          Sabse acchi aur important baji hai ki hamen is masale Ka hal Kisi acche mufti se hi mil sakta hai aur ham apni taraf se is masale Ka hal Nahin nikal sakte hain kyunki yah ek Islamic view hai aur is per ham baat nahin kar sakte hain hamen jarur Kisi mufti se contact karna chahie aur usse Forex ke bare mein puchna chahie tab hamen confirm pata chalega ki Forex se jo paise kamae jaate Hain vah halal hai ya haram hai.
                          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                          • #28 Collapse

                            Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                            Dear frend jesa k ap sab log janty hai k hm din rat forex py mehnat karty hai tab ja kar hmy kun bouns wasool hota hai hm bhot mushkil sy information akhti karty hai or osyforex forum mai share karty hai tab ja kar hmy bouns milta hai laken jab hm tread open karty hai to kabi hmy profit hota hai or kabi hmy itna loss hota hai k hmara sara earn kiya hova bouns b dhob jata hai es liye agar islam ki roh sy dekha jaye to jis cheaz mai hmy profit k sath hmara apna paisa b dhob jaye wo aik jowa ban jata hai jo k islam mai jahiz nai hai baqa har bandy ka apna nazariya hota hai kun log es kam kp jaiz samjhty hai or kun es kam ko sahe nai samkhty hai banda ka har cheaz k bary mai apna he khayal hota hai.
                            • #29 Collapse

                              Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                              Assalamoalikum dosto umeed h k ap sab kheriyat se honge
                              Ji han dosto yahan per bht achi bat ke ja ri h dosto Forex online famous business hai world ke log kam kar rahe hain aur behtarin evening hasil kar rahe hain is business mein vahi log acchi earning hansi hai jo ke ismein mehnat karte hain aur mehnat se Kiya hua kaam kabhi bhi haram nahin hota yah Ham per depend karta hai ki Ham isko haram banate hain ya halalkyunki agar Ham is mein mehnat karte hain aur aisa work karte Hain Jo perform ke rules ke mutabik ho to vah hamare liye ye Lal Bach hai aur ham uski acchi hai nahin bhi hasil karte hain aur yah hamari mehnat ka Sila hota hai lekin agar Ham is main kafi pest aur repeat work karte Hain aur form se related work nahin karte to yah kabhi bhi hamare liye behtar sabit nahin ho sakta hamen form per mehnat karke hi acchi earning hasil hoti hai aur ham form per agar quality work kariye karte hain to hamare liye yah sabse best hai kyunki ISI varsh ka hamen bonus bhi achcha milta hai aur ham apne kam se bhi satisfy hote Hain isliye har EK members ko chahie ki vah agar apne kam se satisfy hona chahte hain aur acchi earning hasil karna chahte hain to vah form per mehnat Karen jyada time form per span Karen bahut se senior member se Hi tabhi Ham form per quality work create kar payengeisliye agar Ham apne work ko halal banana chahte hain aur apni kamai ko halal banana chahte Hain to hamen form per mehnat karna hogi aur form ke rules ke mutabik work karna hoga to ye paisa Jo hum earn krein ge haram nhi hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                                Nahi bilkul nahi ... Haram kamay wo hoti hai jo bina mushaqt kmayi jaye isme aapko mushaqat krni prti hai aur bht sari krni prti hai ap ko tmam tar halat se waqif hona prta hai aur phir aap currencies pe trade krty hain apne blnce k mutabiq aap apni cheez ko buy ya sell krty hain mtlb ye ek bussines hai jis mai buy sell ke jati hai .. wo ek analysis krne k baad bina prhay8 bina k7ch sochat smjhy ni kiya jaata blkeh oskliye study k3e jaati hai aur phir lot size set kr k buy sell kee jati hai aur isme mushaqat b bht ziada hai bht ziada hardwork chahiye yra hai phir ee aap yahan k7ch gain krty hain...
                                Haram tou hota hai jisme mai aap apne luck pe khel rahy hoty hain aur bina kisi mushaqt k kamayi ho jati hai juwa baazi aur ye jo ajkl banking ka nizaam hai aap onkay pass paise jmma krwa den aur wo aap ko ek ratio k mutabiq ek khaas amount dete hain jo profit hota hai wo haram hota hai. Mtlb fix profit is haram aur isme koi fix ni aap jitni mehnat kren gy otna profit hassil krn gy jitna sochen aur aur jitna buy sell kren gy apni currency pair ko otna ziada profit .... Aur ye baqi karobar kee trah ee hai kbhi profit tou kbhi nuqsan ... That's all its not Haram

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X