Ye review apny business par mabni hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review apny business par mabni hy.
    Asslaam O Alikum dosto merq ye review apny zaati business par mabni hy, ismain aap logo ko main bata hoon k zindagi main kis cheez par zyada focus karain, apny zati business par yaa job par to dosto ye baat aap sab ko maloom hogi job k liye insan buhat struggle karta hy job mily to tek na mily to time zaya, aur jab job mil jaye to vo bs usi job k rehm o karam par hota hy, job raha to salary na raha to bo salary, to iska matlab ye hy k aapko tab takincome hota rahega jab tak apa job karogy matlab 10, 15, ya 20 saal isky baad agar aap govt job par ho to pension thora saa aur aur agar private job par thy to zero balance, isliye ab jaaty hain business ke taraf k business Q aham hy, to dosto aap ne deka hoga k business jab aik baar start ho jaye to apny sath sath apny bacho ke B life ban jaati hy aur bachi ko B pir idar udar jaany ke zaroorat nahi parta job k silsily main, bs simply buhat he km umar sy apny business ko seekh jaaty hain aur control karcskaty hain, to bhai business par zyada focus honi chahiye bajaye isky k banda job doondy aur aadhi zindagi job doonddny main guzari jaye aur pir har jaga zalalat he zalalat ho. Ab apny zati business k faidy kya hain aur nuqsanat.

    Faidy:
    Bhai zaati business ka faida ye hota hy k apa apny he anda, sy kaam kar sakogy kisi ka koi burdon nahi hoga aap par, jab chahy kaam karo jab chahy na karo, jis ka chahy kaam karo jis kaa dil na chahy kaam na karo.
    Doosra fiada ye hy k bhai job transfer nahi hota apky bacho ko aur khandan ko aur business pushto tak chalta jaata hy aap ho yaa na ho.
    Theesra faida ye hy k business main barkat hota hy aur aap zyada sy zyada income karogy to pany liye karogy.
    Chota faida ye hy k aap apny business ko extend kar skaty ho lekin job ko bilkul nahi.

    Nuqsanat:
    Ab aaty hain business k nuqsan ke taraf, busines ka nuqsan ye hota hy k aapko agar loss ho jaye to vo apka he loss hoga kisi aur ka nahi even aapka poora kapoora business B jaa sakta hy, for example aap k factory main aag lag jaye to nuqsan ho jayega even poori factory B khatam ho sakti hy.
    Doosta nuqsan ye hy k apko koi support karny wala nahi hoga loss aap khud sy control karogy.
    Theesra nuqsan ye hy k business agar na chal jaye to aap apna sarmaye kho sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review apny business par mabni hy.

    Apna business apna hi hota hain koi bhi hn as lay humy jatna ho sky humy apny business main intrest lena chye ku k apny business k buht fiday hoty hain us main inshan buht zyda passy kama skta hain business humsha inshan ko ameer krta hain asi tra forex dunia ka sub say bhra international business Hain jass pay hum unlimited passy kam skty hain or as pay jatna dil kary investment kr skty hain as main sub kuch humri marzi k mutabik hi hota hain as lay humy business ko join krna chye job say zyda business pay apni marzi hoti han jab chye kam kry jab chye kam na kry koi rok ni skta....
    • #3 Collapse

      Re: Ye review apny business par mabni hy.

      Aik Business Ko Organization Ya Aik Karobari Idarah Kaha Jata Hai Ya Us Ko In Par Esy Bayan Kiya Jata Hai Jo Tijarati , Sanati Ya Professional Activities Mai Masroof Ho Business Mai Profitable Business Bhi Ho Sakta Hai Or Non – Profitable Business Bhi Ho Sakta Hai In Mai Organizations Bhi Ho Sakti Hain Ya Shamil Hain Jo Charity Mission Kay Liye Work Karti Hain Ya Further Social Cause Ko Barhati Hai. “ Business “ Aik Term Hai Jo Jani Jati Hai Apni Efforts , Activities Or Produce And Sell Goods Kay Naam Say Or Ye Jo Services Provide Karti Hain Profit Kay Liye Un Kay Liye Bhi In Ka Naam Acha Jana Jata Hai. Business Aik Kism Ka Nhi Hota Is Mai Thousands Types Hain Jin Par Hum Invest Kar Saktey Hain.



      Advantages


      Business Say Hamein Bhut Faida Hasil Hota Hai Business Karney Say Hum Apni Investment Ko Profit Mai Tabdeel Kar Saktey Hain Kuch Hi Arsey Mai Business Hamein Business Mai Hamein Tab Faida Hasil Hota Hai Jab Hum Ko Acha Decisions Leney Hotey Hain Jo Keh Agey Business Objectives Ko Pora Karney Mai Profitable Sabit Hotey Hain. Hum Agr Apna Business Karein Tu Hamein Bhut Zaida Faida Hasil Hota Hai Koun Keh Overall Har Cheez Hamarey Under Hoti Hai OPr Hum Check And Balance Rakh Kar Acha Perform Kar Sakta Hai. Business Ki Kuch Khass Types Hoti Hain Jin Mai Kuch Non Profitable Hotey Hain Or Kuch Profitable Or In Ki Agey Bhi Further Types Hoti Hain Jesy Keh Private Business Jo Hum Khud Own Kartey Hain Us Mai Acha Profit Bana Saktey Hain Good Decisions Ly Kar Or Kuch Partnership Corporation Business Hota Hai Jis Mai Hamein Aik Khass Limit Tak Faida Hasil Hota Hai.Sab Say Asan Business Sole Proprietorships Ka Hota Hai Koun Keh Ye Online Based Hota Hai Or Is Business Ko Banana Bhi Bhut Easy Hota Hai Ismai Hamein Kbhi Bhi Nuqsan Ka Samna Nhi Karna Parta Agr Hamari Service Achi Houn Tu.



      Disadvantages


      Business Hamein Har Jagah Or Har Waqt Faida Nhi Deta Koun Keh Hamein Koi Khabar Nhi Hoti Keh Global Market Mai Ki Different Changes Houn Tu Agr Example Set Ki Jaye Tu Jesy Keh Ab Corona Ki Pandemic Situation Chal Rahi Thi Overall World Mai Tu Is Situation Mai Sab Ko Faida Hasil Nhi Howa Kise Ka Business Bilkul Kharab Ho Gaya Hai Or Kise Ka Acha Ho Gaya Hai Iski Aik Khass Wajah Lockdown Hai Jis Ki Wajah Say Kuch Karobar Nhi Chal Sakey Kuch Business Companies Nay Acha Profit Bhi Earn Kiya Hai Jesy Keh Sanitizer , Mask, Gloves Companies Nay Inhoun Nay Bhut Acha Profit Gain Kia Hai.Business Do Trah Kay Hotey Hain Aik Partnership Wala Or Aik Khud Ka Yani Own Tu Partnership Waly Business Mai Zaida Log Invest Kartey Hain Takeh Unhein Profit Equally Divide Ho Jaye Par Khuch Cases Mai Esa Hota Hai Keh Hum Sahi Trust Waly Partner Ko Choose Nhi Kar Patey Or Phir Uska Result Ye Hota Hai Keh Wo Fraud Karta Hai Or Sab Business Khud Own Kar Letey Hain Is Situation Say Bachney Kay Liye Hum Kise Ghar Kay Ya Family Member Par Trust Kar Kay Business Partnership Mai Kar Saktey Hain Ta Hamein Zaida Faida Hasil Howa Hai.

      Click image for larger version

Name:	download - 2020-09-14T134106.653.jpg
Views:	1
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12330953

      Click image for larger version

Name:	download - 2020-09-14T134052.687.jpg
Views:	1
Size:	9.4 کلوبائٹ
ID:	12330954

      Click image for larger version

Name:	download - 2020-09-14T134045.364.jpg
Views:	1
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12330955

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: Ye review apny business par mabni hy.

        Bhut se log aj kal ky dor mein nokrion ki talash mein lgy rehty hain. Aur yehi soch rkhty hain ky agar un ki ek permanent job lag jaye to eoh usi job par paisy kama kar sari zindgi apny kharchy pury krtay rahyn aur unk ghar ka nizam chalta rahy.​Hmary mashry mein zeada tadaad inhi logon ki hai jo ky qabiliyat sur skills rkhty huey bhi in ko istemal kar ky apna kam karny ki bjaye nokrion ki talsh mein lagi rehti hai. Aur yeh tadad bht zeada hai. Jo sirf dusron ky kam aa kar un ky profits aur busines mein izafa karty rehty hain aur is bat ko realize nahin krtay ky apny business mein woh kitna aagy ja skty hain aur life change kr skty hain.

        APNA KAROBAR SETTLE KARNA :

        Apna karobar settle karny ky liye aapko chahye ky jo aap karobar banana chahty hain pehly us mein experience gain karyn aur uski market value ko smjhyn aur demand ki khabr len.​Jitna jis cheez ki demand zeada ho woh karobar apko zeada munafa de skta hai. Aur aapko karobar ki selection esy krni chahye ky jo kaam aap kar rhay hon woh sab se unique ho. Aur baqi aapky muqably mein koi esa banda nah ho. Apko khud apni pehchan banana parti hai.

        Apny karobar ky liye aapko investments chahye hoti haim.​Aur investment kar ky hi karobar kia ja skta hai. Lekon agar aap esy kam mein invest karty hain jis mein ap skilful hain aur aoni qabliyat pe yaqeen rkhty hain to aap un investments ko kuch hi arsy mein karobar se nikal ky us par aur zeada munafa kama rhay hoty hain.

        Sarkari nokrion waly logon ki Jobs same rehti hain aur un ko salana thora sa munafa dia jata hai. Lekin agar aap apna karobar karty hain to aapka karobar traqi karta hua aapky lifestandards ko jaldi upgrade kar skta hai.

        My review :

        Mera us bary mein yehi review hai ky aadmi agr skilful hai to us ko chahye ky kis ky under kam.​Karny ki bjaye​agar shuru mein investment kar ky aur kahin se le kar bhi karobar start krna oarta hai to woh apna karobar start kary. Lekin apni skills ko ksi ky istemal mein lany ki bjaye apny treqy se kam kary aur khud apni skills ka faida uthaye.

        Nuqsan :

        Apny karobar mein agar aap investments karty hain lekin baad mein aapko loss hota hai. Ya ap ka karobar nahin chal pata to aap ko bht loss uthana par skta hai aur aapki tmam.​Investments zaya jati hain.

        Apko shhru se hi in sb baton ka khyal kr ky business start krna chahye ky aap us kam mein nakam nah hon. Aur agar market mein demand nahin hai to investment nah karyn aur kisi aur karobar ko karny ka sochyn.​

        Karobar mein aapko urni hi investment karni chahye jitna area ky lihaz se required hai. For example agar aap chory shehr mein bht zeada investment kar ky bht bara restaurant kholty hain to utny hi log a skty hain jitni shher ki tadaad hai. Us lihaz se kam log ayen gy..​Iskye bug investments ky liye aapko chahye ky ksi achi jagah aur shehr ka intekhab karyn.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review apny business par mabni hy.

          Yes dear aapane bahut hi Achcha review Hamare Sath share kiya hai aur bahut acchi information provide Ki Hai no doubt Jab Ham self business kar rahe Hote Hain To usmein Humko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain inmein se kuch important advantages main aapse share karna chahta hun.

          Faidy :

          1: dear jab aap apna business start karte hain post per aap completely focus kar rahe hote hain Kyunki aap apne business-related bahut jyada conscious Hote Hain Jab aap apna business start Karte Hain To usko aap Jyada time Dete Hain aur aap bahut jyada use per hard-working karte hain Taki aapko maximum profit Hasil Ho.

          2: dear jab aap apna business start karte hain dost main aapko timing se related Bhi Koi tension Nahin Hoti aapko Agar Kisi emergency basis per apne business ko close karna hota hai to aap usko close Karke apni other important activities ko complete kar sakte hain.

          3: Jab aap apna business start Karte Hain To usmein aapki income bhi bahut jyada ho sakti hai Kyunki Jab aapka self business Hoga aap per Jyada time student karti hai ki Jyada hardworking Karenge aur usmein aap maximum profit Hasil karne ki koshish Karenge.

          4: dear self business me Aap Ke Liye Koi tension Nahin Hoti aur aap apne experiment aur analysis aasani se complete kar sakte hain Kyunki aapane Kisi Ko Koi Jawab Nahin Dena Hota aur aap apne analysis se related Khud decision-making kar rahe hote hain aap Ko Kisi Tarah Ki Koi tension Nahin ho rahi hoti.

          Nuqsan :

          Dear jab aap self business kar rahe hote hain to usmein aapko bahut jyada time spent karna hota hai aur sometime aap bahut jyada tension mein bhi hote hain Agar aapka business according to your expectation Rang Nahin ho raha Hota To usmein aapko bahut jyada tension Aur nuksan bhi ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review apny business par mabni hy.

            Assalamu Alaikum with karta hun ke aap khairiyat se Honge ji aapane Mere Sath bahut accha Railway share kiya hai bahut se members knowledge rakhne ke bawjud Aise naukariyon Ki Talash Mein Rehte Hain jismein vah Apne Karya ko Behtar Bana sake Unki income acche ho aur Apne Lifestyle Bana sake lekin Vahi Nahin sochte ke unke pass Kis Kadar knowledge Hai Aur knowledge Ke hisab Se Apna alag se business Kaise start Kiya Ja sakta hai use Business mein itna profit Hasil kar sakte hain Ki unhen Kisi Aur job ki jarurat Na Ho lekin vah Aisa Nahin Karte unhen chahie ki vah Apna Lifestyle Behtar se behtar banane ke liye ek business start karen use Business mein investment Karke acche se Achcha kam karne ki koshish karen Ta ke Unka Lifestyle Behtar ho sake Achcha profit Hasil kar sake apne business Mein Ham Apne Boss Khud hote hain isliye Hamen Kisi Ki Bhi Jis packed karne ke yah Kisi Ki Baat sunane ki jarurat Nahin Hoti Hamen chahie ki Hamesha business Kaise start karen jismein Ham Apne Boss Khud ho aur iski Forex forum per kam karne se Hamari knowledge mein Safar ho sakte hain Ham Apne Boss Khud Hote Hain Ham Chahe to ismein investment kar sakte hain vestment Ke bagair Bhi bahut accha profit Hasil Kiya Ja sakta hai Iske alava 24 ghante on hota hai Ham Jab Chahe ismein kam kar sakte hain 24 ghante hota hai isliye Jab Ham free ho is per kam kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Ye review apny business par mabni hy.

              Assalamu Alaikum Pyare bhajan aapane bahut Achcha Ravi Hamare Sath share kiya hai aur bahut acchi information provision Ki Hai To Pyare bhajan jab Ham self business kar rahe hote hain to Usne Humko bahut jyada advantage bhi to hote hain ismein se kuch important adventure main aapke sath share karunga

              Fayde


              Jab aap apna business start karte hain to post per aap kam kar rahe hote hain to aap apne bahut jyada Hote Hain Jab aap apna Karte Hain To usko Jyada time Dete Hain aur aap bahut jyada Karte Hain

              Jab aap apna business card karte hain doston main aapko timing se related Bhi Koi tension Nahin Hoti aapko Agar Kisi emergency Kaise per Apna business cockroach karna hota hai to aap usko close Karke other important activities ko complete kar sakte hain


              Jab aap apna business start Karte Hain To usmein aapki income hi bahut jyada ho sakti hai Kyunki Jab aapka self business hoga to aap per Jyada time student Karti Hai To Jyada se hardworking Karenge aur usmein aap maximum profit Hasil karne ki koshish Karenge

              Self business mein aapke liye koi tension Nahin Hoti aur aap apne experiment aur nlcs aasani se complete kar sakte hain Kyunki aapane kisi ko koi Jawab Nahin Dena Hota aur aap apne se khode decoration making kar raha hota hai aur aap to Kisi Tarah Ki Koi tension Nahin Hoti

              Nuksan

              Pyare bhai Jab aap self business se kar rahe hote hain to usmein aapko bahut jyada time Mat Karna hota hai aur same time aap bahut Jana tension mein bhi hote hain Agar aapka business according to Pareshan Rang Nahin ho raha Hota To usmein aapko bahut jyada tension aur nuksan ho sakta hai
               
              • #8 Collapse

                Re: Ye review apny business par mabni hy.

                Ji han doston kya hal hai part 48 form per ya review business ke bare mein hai business ke apne fayde aur nuksan donon hote hain Business mein fayda bhi hota hai aur nuksan bhi hota hai to sabse pahle main aapke sath business ke fayde share karunga
                1 business ke faeday
                Ji han doston business ke bahut hi jyada Shahid hote hain Kyunki business aapka Apna hota hai aap Jab Chahe usko close kar sakte hain aap Jab Chahe usko open kar sakte hain aap kisi ke Mata had Nahin Hote aap bilkul free kam karte hain aap bilkul Azad hote hain aapko apni Marji ke mutabik kam karna hota hai aap Kisi Aur ki marji Ke mutabik Nahin Chalte aap Kisi Ke Niche lag kar Kam Nahin karte Yahan Aap Ko Mukammal Darbar bilkul Azadi Hoti Hai business ke hone ke Yahi to fayde hote hain Itna Jyada prapt Hoga vah bhi aapka Apna hoga
                2 disadavantages of business
                Business ke nuksan bahut hi kam hote hain lekin jo hote hain vah bhi Madhya Najar rakh le badhate Hain Kyunki Businessman nuksan bhi aata rahata hai aisa business Nahin Hota jismein last Na Ho lekin uska nuksan yah hota hai agar aap Akele use business Ke Malik Hain To aap ka business Agar dhup jata hai to aapko sirf Insan uthana bar sakta hai Kyunki Uske Malik aap aur aap hi hai bus Kyunki Agar Kisi Sham Ko Aag Lag Jaaye ya Kisi factory mein bhi Aag Lag Jaaye to uska nuksan aapko hi hoga just
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review apny business par mabni hy.

                  apne khud ke business ke better or kuch nhe hota hae koi bhe business hae wo job se behtar hota hae to bas is waja se hamen cahiye ke hum is main kam kara karen take hum is main se behtar life guzar saken aik ordinary man pore zindagi mehbat karta hae job ke liye lain jab job main jata hae to use wahan par bahut he zayada mehnat karne hote hae take wo wahan se kuch kar nhe sakta hae q ke wo majboor hota hae to bas is liye business har job se acha hota hae to is tarah se hamen bhe cahiye ke hum kabhe bhe job ke peche na bhaga karen balke hamen cahiye ke hum business ke bare main socha karen q ke is ke bahut faida hote hain is main hum agar ache tarah se sochte hain to hum is main kam bhe sahe tarah se kar sakte hain or is ke liye hamen acha kam bhe karna hota hae bas hamen bhe cahiye ke hum business kiya karen business main maza yeh hota hae ke hum kisi bhe waqt or kisi bhe jaga kam kar sakte hain to is liye hamen bhe cahiye ke hum is main kam kara karen ache tarah se kam karen apna business kara karen hum is main kam karte hain to to bas is liye hamen cahiye ke hum is main kam karna cahiye take hum is main kam ko sahe kar saken or is main se hum faida hasil kar sakte hain lakin hamen is main mehnat bhe zayada he karne ho ge jitna ache tarah se hum is main kam kar jaen ge hum is main utna he to success bhe hasil kar he saken ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review apny business par mabni hy.

                    Assalamu Alaikum dear friend review apny zaati business par mabni hy, ismain aap logo ko main bata hoon k zindagi main kis cheez par zyada focus karain, apny zati business par yaa job par to dosto ye baat aap sab ko maloom hogi job k liye insan buhat struggle karta hy job mily to tek na mily to time zaya, aur jab job mil jaye to vo bs usi job k rehm o karam par hota hy, job raha to salary na raha to bo salary, to iska matlab ye hy k aapko tab takincome hota rahega jab tak apa job karogy matlab 10, 15, ya 20 saal isky baad agar aap govt job par ho to pension thora saa aur aur agar private job par thy to zero balance, isliye ab jaaty hain business ke taraf k business Q aham hy, to dosto aap ne deka hoga k business jab aik baar start ho jaye to apny sath sath apny bacho ke B life ban jaati hy aur bachi ko B pir idar udar jaany ke zaroorat nahi parta job k silsily main, bs simply buhat he km umar sy apny business ko seekh jaaty hain aur control karcskaty hain, to bhai business par zyada focus honi chahiye bajaye isky k banda job doondy aur aadhi zindagi job doonddny main guzari jaye aur pir har jaga zalalat he zalalat ho. Ab apny zati business k faidy kya hain aur nuqsanat. Forex Hamara apna hi karo bar Hai Forex Mein Ham kam Karke Paisa Kama sakte hain Ham apni Jarur to ko pura kar sakte hain Forex Ek bahut bada business hai usko samajh raha hun Shan Kam Nahin Hai Ham ismein posting Karke bonus hasal kar sakte hain ya nahin Ham bol speed rating kar sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain Agar Ham market me Paisa invest karna chahte hain To Ham market Mein investment bhi kar sakte hain aur trading Karke profit Hasil kar sakte hain Forex ka kam Ham ghar mein baith ke mobile par laptop per yah computer per kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi fix office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Agar Ham Forex main proper kamyabi Hasil karna chahti Hain To Hamen Achcha knowledge or experience Hasil karna chahie Hamen market ki movement ko Samajh Kar ismein Paisa invest Karke kam karna hoga Forex Hamara apna karobaar hai yah Hamari feature ko bright banane wala business hai isliye Ham kam Karke apni gurbat ko khatm kar sakte hain Forex Pakistan ki best economy ko strong banane wala Ek best business hai yah Kabhi khatm Nahin ho sakta log Apna professional carrier bhi bana sakte hain Jo log koi bhi job Nahin Karte vah Forex Mein full time kam Karke Paisa Kama Sakte Ham ismein part time bhi kam kar sakte hain aur ham ismein full-time bhi kam kar sakte hain ismein kam Karna Hai To Hamen sabse pahle market ko samajhna chahie Hamen market ki movement ko Samajh Kar stop loss ko aur ek profit ko istemal karte hue market Mein trade Lagani Hogi order Lagane Honge FIR Hamen Jyada fayda Hasil Hoga market Mein Hamen nuksan ko khatm karne ke liye apni mistakes ko Khatam karna chahie Hamen demo account Padosan apni practice ko increase karna chahie Agar Ham Forex ke Har EK rule ko follow karte rahenge To Ham is business se vaise hi Paisa Kama sakte hain Jaisa ki Ham apne business se Paisa Kama sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review apny business par mabni hy.

                      dear ferinds ye review job par mubani ha dear jesa k hum job k bhrey mn pta hi k pakistan mn job ka koo hal nai ha hume job bohat kam salary mn milti ha job ki income 12000 hazar se 15000 tak ki hoti ha agr wohi hum apna khud ka business set kr lein tu ye bohat acha hota ha is business mn kameyab hume tab hi milti ha hume tecnical analysis ur fundamentall analysis ko fallow kr k is business mn work krte rehna hota ha hume is mn chart indicotor ko dekhna lazmi ha ye hamre liye eik sab se zabardast onlines business ha hum is mn menat kr k bohat acha trader ban sakte hein hume is mn daily work krte rehna hota ha daily tecnically analysis ur fundamentally analysis ko check krte rehna chaiye ye business bohat zabardast onlines business ha
                       
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review apny business par mabni hy.

                        Ji aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Ham apne business ke bare mein aapko bataenge Forex trading 1 bahut Achcha business hai yah Koi easy business Nahin Hai Hamen is ko samajhne ke liye Jyada Se Jyada time Dena chahie Jab Ham apne business ko Jyada Se Jyada time Denge To Hamen Iske bare mein jyada knowledge Hoga aur knowledge Hamen Jyada profit deg Hamen apne business ko Hamesha Soch Samajh Kar chalana chahie Kyunki apne business Mein Jab Ham jaldbazi karte hain aur Sabar Nahin Karte To Hamen apne business mein bahut bada loss ho sakta hai Hamen apne business ko loss ki taraf Nahin Lekar Jana bol ke Hamen apne business ko profit ki taraf Lekar jana hai isliye Hamen Soch Samajh Kar apne business ko handle karna hai Forex trading 1 international business hai ismein timetable Ki Bhi Koi pabandi Nahin Hai Jab Ham free Hote Hain To Ham Apna Kam kar lete hain Ham Apna Kam part-time bhi kar sakte hain full-time bhi kar sakte hain

                        Forex trading a Kaisa business hai ki is Jaisa Koi dusra business Nahin Hai is bar Mein Koi investment Nahin Karni padati ismein Hamara Koi dost Nahin Hota Jab Ham apne business ko join karne lage Hain To Hamen apne business ke bare mein pahle Achcha knowledge Hoga To Ham apne business ko Aage Badha Payenge aur apne business ko tarakki ki Rah per Le Jaenge Jab hamare pass apne business ke bare mein Achcha knowledge Nahin hoga to Hamara business kabhi bhi profit ki taraf Nahin Ja Sakta Forex trading 1 international business hai is business ko Har Koi join kar sakta hai Agar Ham Chahte Hain Ki Ham apne business Mein jyadatar ki Karen To Hamen apne business mein jyada Se Jyada learning karna chahie Jab Ham Jyada learning Karenge To Ham Jyada acchi earning Haasil kar Sakenge Hamen apne business Mein Hamesha acchi post Karni chahie Jab Hamari post ki quality acchi Hogi to Achcha bonus Haasil kar Sakenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review apny business par mabni hy.

                          Dear member aapane apne business ke bare mein main Hamare Sath review share Kiya Hai business Bahut Si type Ka Hota Hai Agar hamare pass investment karne ke liye Mani hai Hai To Hamen Apna business Jarur karna chahie apne business ke liye Kafi investment ki jarurat hoti hai ya Hamare business per depend Karta Hai Kuchh log Chhote level se business start Karte Hain aur Jin Logon ke pass Jyada investment hoti hai Hua Hai level se business start Karte Hain Business mein ham jitni Jyada investment karte hain aur investment ke sath mehnat karte hain usmein Hamen utna hi jyada fayda Hota Hai apne business ke bahut Sare advantages hai.

                          Faiday:

                          Apne business ka sabse bada fayda yah hai hai ki Ham usko apni Marzi ke hisab se a established Karte Hain Ham Khud Tamam kam ke bare mein check and balance rakhte Hain apne business Mein Ham Apne hisab se timing select Karte Hain apne business Mein Jo Bhi profit Hota Hai vah Complete Hamara Apna Hota Hai agar Ham Jyada investment ke sath business start Karte Hain To usmein Hamen profit bhi bahut Achcha Milta Hai different log different experience ke hisab se business Karte Hain.

                          Apne business mein agar hamare pass skills bhi maujud ho To Hamara profit double ho jata hai Hamen Kisi bhi kam ke bare mein skills Jarur sikhana chahie aur experience bhi Jarur Hona chahie Iske bad Jab Ham Apna business start Karte Hain To Hamen usmein bahut accha profit Hasil hota hai isliye skills and experience bahut important hai apne business ke liye.

                          Nuksan:

                          Apne business Mein Hamen Agar nuksan hota hai to vah bhi hume khud bardasht krna hota hai jab tak hamare pass acha experience Nahin Hoga apne business ke bare mein tab tab Ham isko acche tarike se handle nahin kar sakte Agar Ham experience Nahin hoga to hamen nuksan bhi ho sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review apny business par mabni hy.

                            Dear member aapane Hamare Sath apne business per bahut hi Achcha review share Kiya Hai Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki Jab Ham apne business mein join Karte Hain To Hamen apne business mein jyada Se Jyada hardworking Karni Hoti Hai Ham apne business Mein hard-working karke hi apne business mein kam Karke acchi se acchi earning Hasil kar sakte hain Jab Ham apne business Mein kam kar rahe Hote Hain To Hamen apne business mein fayda bhi hote hain aur nuksan bhi hote hain fayde aur nuksan mein aapko aage bataungi

                            Advantage

                            Jab Ham Apna business start Karte Hain To Hamen Ek bahut hi acchi post Di Jaati Hai Hamen apne business mein conscious se hokar kam karna Hota Hai Jab Ham apne business per acche tarike se a kam Karte Hain To Hamen Apne kam ka Achcha Se Achcha reward Milta Hai Jab Ham Apna Koi business start Karte Hain To Hamari income apne business mein bahut jyada ho Jaati Hai Hamare Apne Business mein Hamare liye kam karne ki koi bhi problem Nahin Hoti Ham easy hokar apne business Mein kam kar sakte hain Hamen Kisi bhi ki chij ki koi tension Nahin Hoti Kyunki Ham Khud Ke hi boss Hote Hain Hamara Koi Boss Nahin Hota Jiski vajah se Hamen Koi tension Nahin Hoti Hai

                            Disadvantage

                            Der Mein bur Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki Hamen apne business Mein loss bhi hota hai aur profit bhi Hota Hai Jab Ham apne business Mein acche tarike Se Kam Nahin Karte to hamesha Hamen Apne Businessman loss hi hota hai Hamen apne business Mein careful hokar kam karna Hota Hai aur jab Ham apne business Mein kam kar rahe Hote Hain To Hamen apna bahut Sar time Apne is business Mein spend karna Hota Hai Agar Hamare Business mein koi loss ho raha ho To Hamen apne business ke liye bahut jyada tension Ho Jaati Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review apny business par mabni hy.

                              Salam dear members Chambers off ne bahut achcha topic hamare sath discuss Kiya hai jaise ke aapko pata hai ki apne business per mein apni hai to agar main aapko Pakistan forex forum ki related bataun to ji ek bahut hi best business hai Ham kafi acchi and kar sakte hainISI tarah Pakistan forex forum for the best business agar Ham is per mehnat karke kam kar jitna Ham dusri job per kam mehnat karte Hain natnagar Ham is per kam Karen aur is per itna time in West Karen to Ham lakhon karodon mein iske jari karne kar sakte hain isliye aapko chahie kiske sath kam Kare agar aap on life's ke sath kam karenge to office mein jarur kamyabi hasil karen gy .

                              ISI tarah members hamen proper yahan per mehnat karni chahie jab Ham is per mehnat karenge to Ham ismein bahut achcha kam kar sakte hain aur acchi quality ki sada MS mein achcha bonus kar sakte isliye aapko chahie ki mehnat karte rahen khud per trust karke aapko check minut karte Hain Ham ismein jarur kamyabi hasil kar sakte hain jitna achcha soch samajh ke yahan kam karenge tabhi Ham ismein kam jawab ho sakte hain .


                              mehnat karne wale log kabhi bhi Na Kam nahin hote vah beshak apni jindagi mein kamyabi hasil nahin kar rahe beshak kaun uske badle Koi fayda nahin ho raha but uska ka experience improvement tune ke liye kafi hoti hai isliye vah ek na ek din abhi life mein jarur kamyabi Ho sakte isliye aapko kabhi bhi apne business ko nahin chhodana chahie aise usmein Lage rahana chahie mehnat karte rahana chahie ek na den aapas mein jarur kamyabi hasil karenge .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X