Asslaam O Alikum dosto merq ye review apny zaati business par mabni hy, ismain aap logo ko main bata hoon k zindagi main kis cheez par zyada focus karain, apny zati business par yaa job par to dosto ye baat aap sab ko maloom hogi job k liye insan buhat struggle karta hy job mily to tek na mily to time zaya, aur jab job mil jaye to vo bs usi job k rehm o karam par hota hy, job raha to salary na raha to bo salary, to iska matlab ye hy k aapko tab takincome hota rahega jab tak apa job karogy matlab 10, 15, ya 20 saal isky baad agar aap govt job par ho to pension thora saa aur aur agar private job par thy to zero balance, isliye ab jaaty hain business ke taraf k business Q aham hy, to dosto aap ne deka hoga k business jab aik baar start ho jaye to apny sath sath apny bacho ke B life ban jaati hy aur bachi ko B pir idar udar jaany ke zaroorat nahi parta job k silsily main, bs simply buhat he km umar sy apny business ko seekh jaaty hain aur control karcskaty hain, to bhai business par zyada focus honi chahiye bajaye isky k banda job doondy aur aadhi zindagi job doonddny main guzari jaye aur pir har jaga zalalat he zalalat ho. Ab apny zati business k faidy kya hain aur nuqsanat.
Faidy:
Bhai zaati business ka faida ye hota hy k apa apny he anda, sy kaam kar sakogy kisi ka koi burdon nahi hoga aap par, jab chahy kaam karo jab chahy na karo, jis ka chahy kaam karo jis kaa dil na chahy kaam na karo.
Doosra fiada ye hy k bhai job transfer nahi hota apky bacho ko aur khandan ko aur business pushto tak chalta jaata hy aap ho yaa na ho.
Theesra faida ye hy k business main barkat hota hy aur aap zyada sy zyada income karogy to pany liye karogy.
Chota faida ye hy k aap apny business ko extend kar skaty ho lekin job ko bilkul nahi.
Nuqsanat:
Ab aaty hain business k nuqsan ke taraf, busines ka nuqsan ye hota hy k aapko agar loss ho jaye to vo apka he loss hoga kisi aur ka nahi even aapka poora kapoora business B jaa sakta hy, for example aap k factory main aag lag jaye to nuqsan ho jayega even poori factory B khatam ho sakti hy.
Doosta nuqsan ye hy k apko koi support karny wala nahi hoga loss aap khud sy control karogy.
Theesra nuqsan ye hy k business agar na chal jaye to aap apna sarmaye kho sakty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим