Technical analysis ki ahmiyat.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical analysis ki ahmiyat.
    Assalam o Alaikum dear members jaisa ky aap jante ky forex ko three types of analysis ky zariye operate kiya jata hy. Sabse pehle technical analysis hy or second fundamental analysis jabke third sentimental analysis hy.
    Logically agar observe karain tou market total mind work hy or trader ko agar success hasil karni hy tou technical mind hona chahiye kyo ky market mein risk level high hy or market mein opportunity jo de jati hain wo technically gain ho sakti hain. Market ko achi tarah sy study karne ky liye trader ko technical analysis ki zarurat hy kyo ky technical analysis complete market mein 99% work karti hy or trader ko accurate profitable trade deti hy. Beshak ye analysis kafi tough hy lakin agar dedication or patience ky sath learn karne mein consistency hy tou trader long term survive or behtreen benefit hasil karne mein kamyab hota hy.
    Trading mein kisi bhi kism ki strategy ki jaye tou support and resistance ki involvement hoti hy or S/R ky bagair koi bhi trade karna impossible hy. Chahy trend ho ya fibonacci retracement jaisa best indicator totally technical work hy or experts jo success ki peak py hain wo bhi technical analysis ko prefer karte hain. Isliye traders ko is analysis py focus karke mehnat karni chahiye taky achi earning ho saky.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical analysis ki ahmiyat.

    Dear friends market mein hamen koi bhi trade lagane se pahle market ke utar chadhav ka bakhubi andaza laga lena chahie aur technical analysis bhi kar lena chahie technical analysis murad hai ki aap chart patton per jaen aur paires ki naqlo harkat ka mushahida Karen kyn k market ko analysis karna k bhot ahmiyaat ha hum jab iss main kam karna sy phaliye market ko dakta hain toh humain us sy market k movement kah idea ho jata ha humain chaiye k hum iss main kam karna sy phaliye market ko zaroor analysis kar laa thk humain acha profit ho sakiyee trading main humain iss main mehnaat ko kabi be nahi chorna chaiye forex main acha profit earn karny k liye zaruri hai keh trade open karny sy pehly market ka achi tarah technical aur fundamental analysis karna chahye..aisy trade jo analysis ki base per open ki jaye un trades k profit main jany k chances ziyada hoty hain analysis k baghair trades lena bahut risky hai aur aisa karny sy account wash ho sakta hai aur hamen matket ko analyse zarur krna chahye or demo account py khas tor pr aik aik step ko ghor sy smjhin ta k market ki movement smjh a sky or stratgies bnain phir orgnl account py trading krin aur Forex Mai asal cheez he market ko analyse karna hai agar ham forex market ko achai tariqay say analyse karna jantai hai to ham forex say profit Kama saktay hain lehaza hamai chaye ke market ko analyse karnai pe zor dai aur issko seekay
     
    • #3 Collapse

      Re: Technical analysis ki ahmiyat.

      Forex trading Mein kam karte waqt Hamen jaaiye ke Ham sab se pahle market ko acchi Tarah Se analysis kar len ismein Hamen apni Aankhen bandh Karke kam start nahin karna chahie Bal ke Hamen ismein trade Lagane se pahle market ki movement ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie aur Market Ke Chart ke mutabik hi Apna Kam Jari Rakhna chahie Kyunki Jab Ham chart ke jarie se Ham market ke movement ko acchi Tarah Se learn kar sakte hain ki market Upar ja rahi hai yah niche ja rahi hai market trend mein hai ya FIR sideway mein main in SAB Ke information Hasil karne ke liye technical analysis bahut jyada important hota hai isliye Hamen chahie ki Hamen acchi trade Lagane se pahle technical analysis information Hasil kar leni chahie Uske bad in market Mein Apni trade Lagani chahie technical se Ham market Kochi Tarah Se samajh sakte hain

      Technical analysis Framework Ki Tarah hota hai is frem work se Ham market ke utaar chadhav ko acche tarike se samajh sakte hain isliye Hamen chahie ke Hamen iski Jyada Se Jyada information Hasil Karke Apne knowledge mein ijaafa karna chahie Taki Ham market Mein trade Lagane Mein expert Ban jaen aur use Achcha bonus Haasil kar sake technical analysis ki help se Ham market ki price ki movement ko acchi Tarah Se learn kar sakte hain technical analysis Mein sabse pahle Hamen Apne mind ko acchi Tarah Se set karna chahie aur apne mind mein sirf technical analysis ke chat ko hi Rakhna chahie aur start ko acchi Tarah Se learn Karke Ham market ke price ke level ko acchi Tarah Se samajh sakte hain Agar Ham market ke is level ko acchi Tarah Se samajh lete hain tab yah market Mein acchi trade Laga sakte hain aur usse Achcha fayda bhi Hasil kar lete hain
       
      • #4 Collapse

        Re: Technical analysis ki ahmiyat.

        Assalamu Alaikum to all Forex members aapane technical analysis ke about bahut hi Achcha question Kiya Hai aaj Ham aapko bataenge ke Forex Mein technical analysis ki kya importance hoti hai aur isko Ham Forex Mein Kis Tarah Se use Karke profit Hasil kar sakte hain Ham Jante Hain ke market mein three types ke analysis Hote Hain aur Har analysis ko Ham apni trade Mein istemal kar sakte hain isiliye market ka analysis karne ke sath sath ine analyses ko samajhna bhi zaroori Hota Hai agar hamare pass analyses ke about knowledge Hoga To Ham market Mein easily trade open kar Sakenge bahut Sare trader different analysis ko use Karke trade Lagate Hain

        Technical analysis Ek bahut hi Achcha analysis hai bahut share trader fundamental analysis aur sentiment analysis Se Jyada technical analysis ko istemal Karte Hain technical analysis ko istemal karke Ham market ki movement ko aasani se samajh sakte hain aur jab Ham market ki movement ko samajh Lete Hain To Ham ismein aasani se kam kar sakte hain technical analysis market ke trend ki information bhi deta hai technical analysis 1 chart Hota Hai jis ki madad se Ham aasani ke sath is baat ka andaza Laga sakte hain ke past main market Mein maujud price kis level per thi Aur present Mein market Mein maujud price kis level per hai aur price kis Waqt Upar ja rahi hai aur kis Waqt niche ja rahi hai aur Market ka trend kaun sa hai ab trend hai ya downtrend ya FIR sideway movement mein hai aur is technical analysis mein maujud chart ko different traders different andaza se dekh rahe hote hain sometime is ko istemal karke Kuchh trader profit Hasil kar rahe hote hain aur kuchh trader Loss ko face kar rahe Hote Hain
         
        • #5 Collapse

          Re: Technical analysis ki ahmiyat.

          Technical analysis ki ahmiyat.
          My dear all forex member technical analysis ki bahut zyada ahmiat hai forex trading mein jab aap forex trading mein kam kar rahe hain agar aap technical analysis ka aapko pata nahin hai to aap trading master nahin Ban sakteTechnical analysis Framework Ki Tarah hota hai is frem work se Ham market ke utaar chadhav ko acche tarike se samajh sakte hain isliye Hamen chahie ke Hamen iski Jyada Se Jyada information Hasil Karke Apne knowledge mein ijaafa karna chahie Taki Ham market Mein trade Lagane Mein expert Ban jaen aur use Achcha bonus Haasil kar sake technical analysis ki help se Ham market ki price ki movement ko acchi Tarah Se learn kar sakte hain technical analysis Mein sabse pahle Hamen Apne mind ko acchi Tarah Se set karna chahieaur uske bad aapka Sara dhyan technical analysis per hona chahie agar aap logon ko trading mein technical analysis ka pata chal gaya hai to aap trading mein bahut jyada fayda hasil kar sakte hain aur iske saath saath agar Ham trading kar rahe hain to hamen technical analysis ke bare mein Na Lage hona bahut zaruri hai agar Ham technical analysis karnali nahin rakhte to hamari trading nakam ho jayegi
          • #6 Collapse

            Re: Technical analysis ki ahmiyat.

            Walekum assalam yes dear aapane bilkul theek Kaha Hai Jab aap Forex trading Mein successful trader Banna Chahte Hain To uske liye bahut jyada technical analysis aapki help karte hain Kyunki Jab market main use expected Nahin Hoti toss time per market almost 99% technically apni movement complete karti hai agar aap technical analysis ko complete learn Karke apni trading per reply karte hain to aapki trading bahut jyada profitable ho sakti hai dear technical analysis course strong karne ke liye aapko Hamesha candlesticks se related information Hasil Karni Hoti Hai market Mein different candlesticks istemal ho rahi hoti hai aur in candlesticks se banne wale different important market pattern aapko bahut jyada help kar sakte hain aur aapke liye bahut jyada profit earn kar sakte hain.

            Dear technical analysis related after complete information of trading co bahut jyada profitable banaa sakti hai Jab aap technically market ki movement ki judgement Hasil kar lete hain to US time par aapke account ki safety ko maintain karna bhi bahut jyada Aasan ho jata hai aap kabhi bhi apni trading Mein nuksan Ko khatm Nahin kar sakte lekin technical analysis ki help Hasil karti hui aap apni trading Mein nuksan ko minimise Jarur kar sakte hain isliye aapko Koshish Karna chahie technical analysis related important candlesticks aur important market patterns ko carefully aur Thali study Karen agar aap market pattern aur candlestick se related complete information Hasil kar lenge to aapki trading aapke liye bahut jyada faydemand ho sakti hai.
             
            • #7 Collapse

              Re: Technical analysis ki ahmiyat.

              Technical analysis ki Forex trading ke kam mein technical analysis key bahut jyada value Hai technical analysis ke bagair Ham kabhi bhi Forex trading Mein Apne kaam ko acche tarike se nahin kar sakte Forex trading mein trading karte waqt Hamen Apna analysis kar lena chahie aur Hamen chahie ki Ham Apne analyses ko strong banane ki koshish karen technical analysis bahut hi Achcha analysis hai technical analysis ko Ham Apne work Mein use Karke market ki movement ko acchi Tarah Se samajh sakte hain aur acche tarike se trade Laga sakte hain Kuchh member Aise Hote Hain Jo Ky Forex trading Mein kam to kar rahe hote hain lekin unhen technical analysis ke bare mein Kuchh Bhi pata nahin Hota To Aise log apne business ko Masjid aage Nahin Badha pathai technical analysis ki help se Ham market ki price ki a movement ko acchi Tarah Se learn kar sakte hain

              Market mein teen kism ke analysis maujud Hote Hain

              Fundamental analysis

              Technical analysis

              Sentimental analysis

              Technical analysis Ek Frame work karta hai technical analysis mein jo chij sabse pahle Hamare mind Mein Aati Hai vah chart Hota Hai is Chart se Ham aasani se is baat ka andaza Laga sakte hain ke price kis level per Thi Aur ab kis level per hai price Upar ja rahi hai yah niche market trend Mein Hai yah side per move kar rahi hai is baat ka Andaaz Ham acche tarike Se Laga sakte hain technical analysis ko expert trader bahut jyada use karte hain vah technical analyses ko Apne kam Mein use karke bahut jyada acchi earning Hasil kar sakte hain technical analysis market ki trend ki acchi information Deti Hai aur Agar Ham Forex Mein Achcha profit Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham market ki trade open karne se pahle zaroori hai ki Ham technical aur fundamental analysis kar le
               
              • #8 Collapse

                Re: Technical analysis ki ahmiyat.

                Dear forex market Mein Ham Sab kam Karte Hain To Hamen ismein different type ke analysis Milte Hain Jo ki Ham Apne experience ki bhej per trading Mein karte hain aur usse profit Hasil karte hain sabse best technical analysis hote hain ismein different types Ke Andar Se use Kiye Ja sakte hain Jaisa ke aapke pass technical analysis fundamental analysis aur aapke pass ismein sentimental analysis hote hain Diya agar aap analyses performed karte hain to aapko usmein bahut jyada fayda hote hain aap Jab koi bhi trade Lagate Hain To aapko ismein sabse pahle market ke bare mein namaskar Na hote hain aur Market ki movement ka idea Lagana Hota Hai.

                Technical analysis ki market mein bahut jyada importance hai aur aap ismein bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain Ham dekhte hain ki forex market Mein Ham Kitni Jyada Main Karen aur ham ismein Jitna Jyada knowledge Hasil Karke kam Karen iska Hamen itna hi jyada fayda ho sakta hai dear aap technical analysis Karke market ki movement ka idea aasani Se Laga sakte hain technical analysis main aap market ke chart pattern aur office mein candlestick patterns ko use karte hain aur Market ke channel ko aap use karte hain aur Market mein aap trendline ko use karte hain to aapko ismein market Mein technical analysis perform karne mein bahut jyada Aasan Nahi Hoti Hai.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Technical analysis ki ahmiyat.

                  market ko technically daikhna bara aham hota hay jo aisa kar laitay hein whi log bus kamyaab hein yahan per skip hasil htar information or experience wali postkarni hon ge is y humy zia ziada behtarging or procedure sy excex exchanging primary hurtpost karny gy jtni ziada mehnat karny gy humy utna he ziada faa ho ga sab dostun ko ainformation or experience ho ga or sab dex exchanging fundmental kamyab ho sakeny gy is ley humy behtar information or experience sy exchanging karni ch ha is key humya sy ziada behtr arranging or chnique share karni chae han investigation karny ka tariqa share karna ho ga jis sy murmur kamyar k acha reward lena hai tto ap ko ais discssion k rules ko sudy karna chae k ais gathering standard kaam kaisy karna hai aus k baad ap ais gathering standard jo string lagye ya posts kary aisi kary jis mai sbject se releted data acki posts ko j bhi parhy as standard ap ko thanks dey aus se ap ko ais gathering standard acha reward mil jata hai agar ap ais discussion standard acha reward lena chaty hai to ais discusiona by day kaam kary ase ap ko jo reward mily ga wo zayda mil jaye ga agar ap ais gathering
                  • #10 Collapse

                    Re: Technical analysis ki ahmiyat.

                    Doston trading Mein kam karte hue aap ki mehnat aur Jyada Se Jyada time ki investment aapko Kamyab banati hai aapki Jyada Se Jyada market analysis aapki trading ke liye Jaruri Hoti Hai jitni Jyada aapka market analysis Hoga utna Jyada aap aasani ke sath Apna trade work Karke Ek accha profit Hasil karne ke Kabil Sakenge doston Jo log trading Mein Hamesha Soch Samajh Ke entry Karte Hain vah Log Kabhi Na Kam Nahin Hote isliye aapko bhi chahie ke Soch samajh ke kam Karen mehnat Karen aur apni trading ke liye market ko analyse karte hue technical and fundamental analysis ko improve Karen aapko demo account se practis karne chahie aur indicators Ka istemal Karna chahie Kyunki indicators aapke market ke analysis may help karte hain aur aapko in time aapki market ki next movement ke bare mein batate hain isliye aapko chahie ke Hamesha Soch Samajh Ke daily basis per mehnat Karen Jyada Se Jyada time trading co Den Jis Se aap Kamyab ho sake aur acchi earning karne Ke Kabil Ban Sakte aap ki mehnat aur acchi earning aapko Ek Achcha experience deti hai jisse aap kamyabi ke sath apni trading kar sakte hain
                     
                    🌼 Never Give Up 🌼
                    • #11 Collapse

                      Re: Technical analysis ki ahmiyat.

                      Forex trading business Mein technical analysis market Mein Bose other important sakta hai agar Ham market main proper technical analysis ke Kora trading Karenge To Ham easily market Se Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen koshish karni hai ki Ham starting Mein demo count per technical analysis Karen aur uski practis karte hue Apne experience ko aur apni trading skills ko improve Karen Jitna Jyada practis karte hue apni trading skills to improve Karenge aur techniques ko use karte hue trading Karenge Hamara experience increased Hoga aur ham isliye real account per profitable trading kar sakte hain Aise trader Joe technical analysis ko ignore Karte Hain vah Kabhi Bhi Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte randomly trade Lagane se Hamen sometime hi profit Milta Hai otherwise Hamen Hamesha loss ka Samna hi karna padta hai apne dost ko control karne ke liye koshish karen ke market mein jyada Se Jyada focus Karen aur apni earning mehnat Karte Rahe mehnat karne se market Mein practice karne se tools and caterers ko use karte hue Forex trading karne mein hi kamyabi hai technical analysis bahut jyada jaruri hai Kyunki market Hamesha Trend ke according Chalti Hai Agar Ham Trend ke according technical analysis Karle support and resistance ko techniques to Ham market Mein Kamyab ho sakte hain dead trading profitable trading karne ke liye Hamen mehnat struggle aur techniques ko use karna chahie Jo ke bahut jyada jaruri hai expert Rider Hamesha taknik ki vajah Se Hi Kamyab hote hain Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Technical analysis ki ahmiyat.

                        Mujhe sake aap nahin kaha ki analyses 3 kishan ke hote Hain fundamental analysis technical analysis aur senti mental analysisvaise to yah teenon analyses bahut hi jyada acche hote hain aur bahut hi zeda ehmit rakhte hain lekin sab jyada important important technical analysis rakhta hai technical analysis se Murad ke ham ka acche se mobile Na kar sakte hain aur chat ko r naam se dekh sakte hain aur use chat ke mutabik pears ki movement ka andaza laga sakte hain aur ham yah baat PC sakte hain ke kaun se pair per kis time trading karna munasib hoti hai aur ISI ko technical trading kahate Hain technical trading se Murad ki hai ki Ham market to acche se analyse Karen aur uska acche se moina karke unko chat ke mutabik Ham apne moment ka andha jal gaye aur pet trading Karen use tarah trading karne se Ham ko hamen risk kam hoga aur jyadatar ham profit ki taraf chahenge isliye hamesha technical trading hi karni chahie aur market ko acche se analyse karke reading karni chahie
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Technical analysis ki ahmiyat.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbrohi1 پيغام ديکھيے
                          Assalam o Alaikum dear members jaisa ky aap jante ky forex ko three types of analysis ky zariye operate kiya jata hy. Sabse pehle technical analysis hy or second fundamental analysis jabke third sentimental analysis hy.
                          Logically agar observe karain tou market total mind work hy or trader ko agar success hasil karni hy tou technical mind hona chahiye kyo ky market mein risk level high hy or market mein opportunity jo de jati hain wo technically gain ho sakti hain. Market ko achi tarah sy study karne ky liye trader ko technical analysis ki zarurat hy kyo ky technical analysis complete market mein 99% work karti hy or trader ko accurate profitable trade deti hy. Beshak ye analysis kafi tough hy lakin agar dedication or patience ky sath learn karne mein consistency hy tou trader long term survive or behtreen benefit hasil karne mein kamyab hota hy.
                          Trading mein kisi bhi kism ki strategy ki jaye tou support and resistance ki involvement hoti hy or S/R ky bagair koi bhi trade karna impossible hy. Chahy trend ho ya fibonacci retracement jaisa best indicator totally technical work hy or experts jo success ki peak py hain wo bhi technical analysis ko prefer karte hain. Isliye traders ko is analysis py focus karke mehnat karni chahiye taky achi earning ho saky.
                          Forex market main open ki jany wali her trade technical analysis ki base per hoti hai ky jab bhi ham koi trade enter kerty hain tou hamari yeh koshish bhi hoti hai ky jis direction main market ki movement ki range bahot kam ho wahan per trade open na ki jaey jabky jis direction main market ki ranges zyada hon wahan per trade open ki jaey ky hamain acha profit hasil ho saky jabky same ranges ko measure kerny ky liay ham maximum support aur resistance ko read kerty hain jo market ky real technical analysis hoty hain tou forex market main technical analysis ki hahot zyada importance hai ky ham maim sy her trader jab tak market ky technical analysis nehi ker leta trade open hi nehi kerta tou yeh hamary liay bahot behter bhi hota hai ky ham her trade open kerny sy pehly market ky technical analysis zarur kerain kyun ky market hamesha Technical movement kerti rehti hai aur kabhi support ki taraf chalna shoru ker deti hai aur kabhi resistance ki taraf tou jab tak market main koi fundamental effect nehi hota market apni technical movement ko hi continue kerti hai

                          Agar ham market ky sirf technical analysis ker lety hain tou yeh bhi hamary liay loss ka sabab ban sakty hain jab market main fundamental effect hota hai tou same time per tamam support aur resistance break Ho jati hain aur market kisi bhi direction main bahot bari movement ker jati hai lehaza trade hamesha hamain technical analysis ko follow kerty huey hi open kerni chahiay lekin jab hamari trade open ho tou hamain sath main fundamental analysis zarur kerny chahien kyun ky fundamental movement technical movement ko supercede ker leti hai aur aesy main ham support ya resistance sy help lety huey marker ko read nehi ker sakty hamain forex market main agar technical analysis ki base per bhi successful trade kerni hai tou sarh maim hamain fundamental analysis ko bhi consider kerna hoga warna ham bahot bara loss ker sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Technical analysis ki ahmiyat.

                            Jb ham trading ki bat karty hain to ye zaruri hai k ham technical analysis ka estamal karyn. Technical analysis us term ko kehty hain jis sy ham future price ko forecast kar sakty hain. Es prediction k lae market ki past price ko use kiya jata hai jo charts ki sorat ma hoti hai. Technical analysis invest ko faisla leny ma belp karty hain k wo es time kiya kary buy ka order place kar ya sell ka ya phr apni trade ko hold kar ley. Technical analysis k sath trader ko apna experience use karna hota hai tb he wo kio accurate prediction kar pata hai. Kiu k market apni direction aksar quickly change karti rehti hai. Technical analysis k hamy bhot benedfits hoty hain jin ko ham kuch discuss kar lety hain.


                            1. Identification of support and resistance.


                            Technical analysis sy ham market ka support or resistance level find karny ma kamyab ho jaty hai. Bhot sy trader en points ko find karny k bad apna order b en par place karty hai or stop loss ko b en level k mutabik adjust kiya ja sakta hai. So ye hamary lae profit hasil karny ki waja ban sakty hain.


                            2. Instability in market price.


                            Technical analysis sy ham ye find kar lety hain k past ma ya present ma market ma kio instability to ni hai. Kiu k ye market ki movement ko badly effect kar sakti hai. Hamy tb he trade k lae order open karna chahe jb hamy pata hu k market pehle b stable thi or agy b stable he rahi gi. Kiu k stability ho gi to he market apny trend ko follow karny ma kamyab ho jaye gi warna kio b sudden move ho sakta hai.



                            3. Comparsion with overall market.


                            Technical analysis ki help sy ham us certain pair ko pori market k sath compare kar k uska behaviour jan sakty hain. Kahe bar different pair apas ma linked hoty hai jo ya to ik dosray k directly move karty hain ya inversly. So hamy en sy important clue mel sakta hai.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Technical analysis ki ahmiyat.

                              Assalamu Alaikum dosto Forex mein Jis tarah skrill account bhi jaruri hai ISI tarah technical analysis ki bahut ahmiyat hai kyunki doston agar hamare pass anilses nahin hoga to ham Pak Forex mein main Na kam hai isiliye doston Pak forex chalane se pahle hamen in covenen ko samaj Lena shaheya tab ham kamyab ho sakte hain doston Forex bahut acchi chij hai jo Ham Ghar baithe bagair kisi investment ke profit Kama sakte hain isiliye doston Forex ko zyada se zyada time den takay AP ak kamyab trader Ban sakan

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X