Instaforex verification methods.?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Instaforex verification methods.?

    Ji member instaforex ki verification bahut hi easy hai yeh step to step ki jaati hai aur agar jisko is ki verification ke bare mein pata Ho uske liye bahut hi jyada easy ho jata hai instaforex ki verification karvana instaforex ki verification mein free step hote hain aur ham inko one-by-one karke karvate Hain agar Ham instaforex ki verification ko acche se nahin karvate yah is mein kisi kishan ki Koi kami reh jati hai to Mara account nahi banta aur ham is account mein Kam nahin kar sakte isliye hamen chahie ke hamesha instaforex ka account banane se pahle is ki verification ke bare mein acche se information hasil karle ke account banate ke bad is ki verification karvane mein Koi masla Na Ho insta for x ki verification karvane ka sabse pahla step yah hota hai ki aap apne national identity card ke liye apna account banate hain aur kuchh dusre jaruri documents ke liye apna account banate hain uske bad hamari second verification ka halla aata hai second verification thodi si mushkil hoti hai lekin agar hamara broker achcha aur aur hamen guide karne wala Ho to Ham yah kam bhi aasani se kar sakte hain second step mein hamen apne NOC aur jaruri document ke sath sath driving licence ki bhi jarurat hoti hai aur use ke bad hamare agar documents pure ho to hamari verification Ho jaati hai ISI tarah FIR 3rd verification ke liye hamen main apne and aur jaruri documents ke sath third verification karvana hoti hai agar hamare sath hamara broker corporate Karen to Ham bahut jyada aasani se apne verifications karva sakte hain aur apna kaam shuru kar sakte hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Instaforex verification methods.?

      Hi friends aaj Ham baat karenge insta verification kaise karvi jaaye Harish kishan hona bahut hi zyada zaroori hota hai kyunki agar aapke account key verification Na Hui ho to to aap na to transactions kar paate Hain aur usse aapko problem ka ka samna karna pad sakta hai aur agar aapko apna instaforex ka account verify krana hai to aapko first level say start krna hoga. Is mai aapko start mai urdu cnic ke jgh english cnic dena pry ga. Ya phr aapko apna cnic attest krana pry ga ya phr apna passport b use kr skty hain us k baad second level verification k lie aapko domicile ke zarurt hoge aur insta forex me account vitrifaction karna bahot hi zarori hota hay, es ka tareeka ye hay k passport or utility bill ki scan copy hamy insta walo ko send karni pardti hay insta forex ka real account verify karwany k liye pehly apna id card upload kia tha lekin wo insta walo ne reject kar diya pher meny apna passport 1st level mein aur second mein domicile upload kar k apna account verify karwaya tha.insta forex k real account ko verify karnay ko 2 levels han.first level men ap ko english id ki copy send karni hoti hai insta forex andmin ko 2nd level k liay ap apnay name ka utility bill or bank statement monthly,or domicile certificate upload kar sakatay han insta forex k account ko verify karny k laiy address or id ki verification hoti hy id verification k liay passport ya id card scan kar k upload karny hoty hain id verify ho jay to phir address verification k liay utility bill ya driving license etc use hoty hain jab tak insta ka account verify ni hoga withdraw ni kar sakty hain verification k liay tamam documents english me hony chahien
      • #18 Collapse

        Re: Instaforex verification methods.?

        Je dear instaforex k 3 verification methods hoty hain. Ye hamy tang karny k lae set kaye gy balky hamary advantage k lae enko use kiya jata hai. En verifications sy hamara account safe ho jata hai. Jb tak hamara account safe ni ho ga kio or hamary account ko access kar ley ga to eska bad ma hamy he disadvantage ho ga. So kuch traders ki jb verification request approve ni ho rahi hoti to wo insta forex ko bura bahla kehty rehty hain. Verifications ko complete karwany sy hamy edge melta hai insta forex ka es ma kio faida ni hai. Ab ham step by step en 3 step verifications ko discuss kar lety hain.


        1. First step verification.


        Es k lae insta ko hamy apni identity prove karna hoti hai. Ye ham apna cnic upload kar k easily karwa sakty hain. So hamy pehle apy cnic ki readable photo banani hai or phr unko first level verification ma ja kar upload kar dena hai.


        2. Second level verification.


        Second level ma hany apna address prove karna hota hai. So es k lae hamy domicile ya driving licence upload karna hota hai. Ik bat ko zehan ma rakhna chahe k ap ny account banaty waqat jo address enter kiya wo ap k second verification k lae upload kaye jany waly document ka address ik hona chahe. Agr ye match ni karyn gy to apko bhot problem ho sakti hai. Kiu k apki second level ki verification approve ni ho gi. Jb tak ye first or second level verification approve na ho jae han insta sy kio withdrawal processa he ni karwa sakty.


        3. Third level verification
        .


        Third level verification optional hoti hai but kuch cases ma ye essential kar di jati hai. So hamy ya to esko pehle he approve karwana chahe ya phr esk lae pehle sy tyar rehna chahe. Eski completion k lae hamy first verification ma use kaye jany wala document hand ma pakar kar selfi bana kar upload karna hota hai but ye khosis karni chahe k apka face or apka ye document clearly visible ho.

        Instaforex ki all verifications ma hamy original documents ko upload karna chahe kiu k insta ka checking system bhot strong hai or ye foran fake document ko detect kar leta hai
        • #19 Collapse

          Re: Instaforex verification methods.?

          G dear ager ap nay insta forex mai kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai verifictiob zaroor kara liya karain kiyu kay es kay bina kabhi ap ka kam acha nhi ho pata hai balky ap es mai kam he nhi kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap nay acha kam karna hai tu ap insta forex mai kar saktye hain per ap ka kam hai kay ap es mai verifiction zaroor karaya karain kiyu kay verifiction kay bina ap trading tu kar saktye hain per kabhi ap ka faida nhi ho sakta hai kiyu kay bina verifiction kay mumken nhi hai tu kam jo bhi karna hai ap ka kam hai kay ap us kay start say he mukamal karain ta kay bad mai ap kay kam mai kafi asani ban jatye hain aur ap es mai acha kam kar kay kamyabi daita hai tu ap ka kam hai kay ap es mai asool kay hisba say kam karain yani kay ap rule kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam kafi easy ho jata hai aur ap kamyabi asani kay sath patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye rhain aur ap es mai acha kam kar kay kamyabi oatye hain tu ye sarye kam hotye hain mahnet kay sath achye kam karnye mai tu ap acha kam karain per ap nay start say he verifiction tu karani hai na insta kay account ki kiyu kay aik na aik time pay ap kartye zaroor hai tu better hai kay ap account bana kay kam kartye hain tu ap usi hisab say es mai kar liya karain yani kay ap start say he verifiction kara liya karain ta kay bad mai ap kay kam mai kafi asnai ban jatye hain aur ap es kai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain
          $$$ Never Give Up $$$
          • #20 Collapse

            Re: Instaforex verification methods.?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Hanzlaahmadb13 پيغام ديکھيے
            Forex members I'm here to tell you about verification of instaforex, Instaforex verification ke 3 levels hote hain or usme apko pehle 2 verify krne hote hain, verification ka method boht hi asaaan hyy, level first ke liye tu apko I'd card ki photo back or front dono bhejne hote hain, 1st level easily verify ho jata hy, second level verification ke liye apko address verify krana hota hy tu uske liye zrori hy ke apka document or instaforex mn likha address same ho, second level ke liye ap unity bill bhej sakte hain, domicile bhej sakte hain ya phir bank statement wo bhi attested , koi ek document sen kr dein or sath mn instaforex ke MD ko bhi msg kr dein tu apka instaforex ka account verified ho jaye ga or tab ap easily transection kra sakte hain.
            Agar ham forex market main unintrupted trading kerna chahty hain through insta forex broker tou hamain apna insta forex trading account all three levels main verify kerwana hota hai jis ky liay ham easy three steps maim apna insta forex trading account verified kerwa lety hain aur agar hamara account complete verified na ho ya sirf first level main account verified ho tou ham market main trade tou ker sakty hain lekin hasil hony waly profit ko withdraw nehi kerwa sakty hamain agar profit ko withdraw kerwana ho tou hamain kam az kam second level verify kerwana hota hai lekin iski bhi kuch limitations hain ky ham maximum profit ko third level verification ky baghair withddaw nehi kerwa sakty jab ham aik limit sy zyada profit ko withdraw kerwany ki koshish kerty hain tou ham sy third level verification demand ki jati hai isliay hamain insta forex trading account register kerny ky bahd jab sy pehla kam yeh kerna chahiay ky ham apny trading account ko completely all three levels main verify kerwa lain phir investment ker ky trade continue kerain warna hamain withdraw time per problem hoti rehy gi

            Hamain first level verification ky liay ham apna national identity card ya apna passport photo bana ker upload kerty hain tou kuch hi time main hamara account first level main verify ho jata hai phir hamain second level verification ky liay koi aesa document upload kerna perta hai jis per hamara address English main likha ho agar ham koi authentic document like utility bill apni bank statement ya apna domicile upload kerty hain tou hamara second level bhi verified ho jata hai last step maim ham apni aik selfie bana ker apny national identity card ky sath upload kerty hain tou hamara third level bhi verify ho jata hai phir ham koi bhi trade open ker ky profit hasil kerty hain tou ham same profit ko asani sy withddaw bhi kerwa sakty hain isky elawa alternate option bhi hai ky ham apna insta forex trading account verification application ky through bhi kerwa sakty hain phir hamain forex market main trade kerty huey koi problem nehi hota
            • #21 Collapse

              Re: Instaforex verification methods.?

              Forex main account banaty waqat jab ham tamam requirements fill kar daity hain to iskay bad is account ki verifucation bhi zaroori hiti hay. Email aur mobile number ki verification usi waqat ho jati hay. Iskay bad user verification bhi lazmi hoti hay. Ye verification asal main trader ki personal verification hoti hay q keh forex main money ka lain dain involve hota hay is liye ye bahut zaroori hota hay. Ye verification 3 steps main hoti hay. Verification kay baghair ham forex ki tamam facilities avail nai kar sakty. Is liye account Number allot hony kay bad hamain iski fori verification karana hoti hay.

              1st verification.

              Pehli verification identity verification hoti hay jis kay liye hamain CNIC ki clear picture with high pixels upload karna hoti hain. Front side aur back side donon ki picture bana kar upload karna zaroori hain. Iskay bad jab hamari first verification ho jati hay to hamain email address per approval ka message a jata hay, jab tak ye verification approve na ho ham dusri verification nai kara sakty.

              2nd verification.

              Forex account main 2nd cerification address verification hoti hay jis main ham forex kay required document upload karty hain. Normally isky liye domicile upload karna hota hay aur iski bhi high resolution main picture bana kar upload karty hain. Iski approval kay bad bhi hamain forex team ki taraf say approval ka email a jata hay.

              3rd verification.

              3rd verification aik extra aur last step hota hay jo actually first verification level ko he mazeed confirm karti hay. Is kay loye hamain document in hand akh kar aik picure upload karna hoti hay jis main hamari picture bhi ho. Agarcheh ham 3rd verification kay baghair bhi forex ki aksar services istemal kar sakty hain, laikin baz dafa hamain kuch mushkilat ka samna bhi karna par sakta hay, is liye 3rd verification bhi timely karana zaroori hay.
              • #22 Collapse

                Re: Instaforex verification methods.?

                Frax trading majab Ham Apna Kam start karte hain to use takat alarm manager tool bahut jyada importance Rakhta Hai Kyunki yah alarm Forex trading Mein kam karne mein bahut hi jyada help Karta Hai Ham Apna Kam is alarm ke jariye se acche tarike Se Kar paate Hain Forex trading name kam karte waqt Hamen intools ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie Kyunki intools ke jariya se Ham Jab market metrate Lagate Hain to use trade ko Ham Behtar tarike se kar sakte hain intools Ke jariya se Ham apni trading mein bahttery La sakte hain aur trading system main acchi kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Hamen chahie ke forex market mein intools ko acchi Tarah Se learn kar len aur Soch Samajh Kar Hi in tools Ko use Karen Taki Ham market Mein Jab trade lagaen to Inko Behtar tarike se use kar sake

                Forex trading Mein kam karte waqt Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur is maujud Tamam tools ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie Aurat analysis karne ke bad in tools ko market main trade Lagate Waqt use karna chahie Hamen market Mein trade bahut hi Soch samajhkar Lagani chahie Kyunki Agar Ham trade Lagate Waqt ismein jaldbaji Karenge To Ham is me Kabhi Bhi achi trade Nahin Laga Sakenge Agar market uptrend aur downtrend move kar rahi ho to use Waqt market Mein trade Laga Deni chahie Kyunki jawab yah Indono Trend main move karti hai to use Waqt market bahut jyada Tej Raftar ke sath chal rahi hoti hai use per khatm Mein Se Achcha fayda Haasil kar sakte hain isliye Hamen ismein apni trade Laga Deni chahie aur jab market sidewaymein move karti hai to use market is Main Apni trade open na Karen balki apni trade ko close kar den Taki aap is main hone wale nuksan se bacha sake aur apne account ko seve Rakh sake
                • #23 Collapse

                  Re: Instaforex verification methods.?

                  Forex me new account verification krny Kay Leay ap ko Sab sy pehly ye lazmi pta hona chye Kay insta py account details apky documents details kay sath match krni chye douments ke real details upload ker ky kam karna ho ga forex aik amm bsuenss ke nisbat acha bsienss han hum is mai raat mai be kam kari sakty hain hum is mai din mai be kam akr sakty hain hum is mai bvager balace account bana kar b e kam kari sakty hain hum is mai apne marze sy time tbnle bana kar kam kar skaty hain forex aik legal bsiness hain forex main humain es main apny docoments say real detal uplod kar skty hain humain es main kam ko karny kar ley humain es main experience ko hasl kar kay humain es main kam karna hio ga to he hum es main sucess ho skty hain step clear go jay to us k baad dusra verify kia jata ha, first step ma apnay original cnic ki both sides ki photo upload ki jati ha, second step ma apnay domicile, utility bill jo apnay naam par ho ya phr drivig licence ki picture upload karni hoti ha aur third step ma cnic k sath apni picture bna kar upload ki jati ha, first aur second steps verify ho jaen to ap transactions kar saktay hain 1st step.72 hours main verify hga phr 2nd step krna hoga 1st step main apk identity document ki zarorqt hai phr aap 2bd step main apny ac ki adress verify karain gy us main adress k liye utility bill statement wwagera upload krna hoga
                  There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                  • #24 Collapse

                    Re: Instaforex verification methods.?

                    Dosto jabap forex par kaam Karty Hein to apko instaforex account banany ki zarurat hoti hai is liye apko chaiye Kay Ap agar withdraw karna chahty Hein to withdraw keliye instaforex ka account banayen . instaforex ka account proper verification Kay baad banta hai iski verification keliye kuch important steps hoty hein husky baad Ap apna account verify Kara sakty Hein

                    Sab say pehlay kaam Jo apko karna hota hai us keliye apko apny cnic ki zarurat hoti hai ap apny cnic ki pic de sakty Hein . Instaforex account ki verification keliye apkay paas cnic card ka hona zaruri hai.

                    Dosra step Jo hota hai apko account ki verification keliye kuch documents ki zarurat hot hai ap apny kuch documents Kay zariye apna account verify karwa sakty hen in documents main koi bhi documents shamil Hein jesa Kay utility bills, domicile certificate, driving license, passport waghera in documents ka hona verification keliye zaruri hota hai . KABHI kabhi apsay additional documents mangy jaty Hein to apko additional documents jama karany hoty Hein

                    Third step main apko apnay cnic Kay sath Aik picture capturekar Kay send karni hoti hai phir Ap apna account verify Kara sakty Hein

                    Jab apkay account verify ho jata hai to apko account ki verification ka msg aa jata jluai
                    • #25 Collapse

                      Re: Instaforex verification methods.?

                      Assalamu Alaikum dear member Aaj Ham aapke sath instaforex verification method ke bare mein discuss Karenge instaforex verification ke kya method Hote Hain Agar Ham Forex trading Mein kam karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Apne Tamam verification ko complete rakhen Forex Ek bahut Achcha business hai Ham is Mein mehnat karke hi acchi earning Hasil kar sakte hain aur Hamen market mein maujud Tamam pattern ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie Jab hamare pass market Mein majud Tamam chij ka Achcha experience Hoga To Ham Apne kaam ko acchi quality wala Bana Payenge account ke verified hone ke bahut jyada fayde Hote Hain Jab Hamara account verified Ho Jata Hai To Ham Apny bonus ko withdrawal sakte hain insta account key verification karvane ke liye documents ki bahut jyada jarurat hoti hai agar hamare pass documents Nahin Honge To Ham kabhi bhi insta Forex ki verification Nahin Karva Sakte aur Agar Hum complete documents ko upload Karenge To bahut hi easily tarike se account verify ho sakta hai Jab Ham Apna account is broker se verify Karvate Hain To Hamen ismein Ek leve lki National identity card ki pics upload karni padati hai aur uske bad Jo dusra level Hota Hai usmein Hamen Apny domicile ki pic Deni hoti hai aur jab Hamara dusra level complete Ho Jata Hai To Hamen Uske bad apni ID card ki sath pic Bana kar upload karni padati hai Jab Ham Apne Tamam document Bank Mein Jama karwayenge To Hamen Apna insta Forex verification banvane Mein Koi Bhi problem pesh Nahin Aaegi
                      • #26 Collapse

                        Re: Instaforex verification methods.?

                        On instaforex verification procedure is not so much difficult you can easily verify your account and get start trading in an original manner and start with drawing your profits in an easy manner by verifying your account and verification is an easy process so you can complete it in a few weeks in one week and there is no time limit of various question and no specifications and no difficulties in the verification process you cannot completely and easily if complete the registration procedures in the first level wise question you have to send the identity card of yourself or the person whose name is mentioned in the account The Identity card for passport of a person who from whose name account is formed should be attached and scanned form should be supported on the given area of instaforex account verification in the first steps where you will only send the agent identity card after the approval of identity card they will say that your first level has been verified and second level is not difficult as well as in second level you have to prove that your address is right the address given while forming account and address proof is very necessary for second level verification before second level wise question you cannot withdraw withdraw your money which you take profit but when you are sucking hours where is question complete se you can withdraw your profits so for verification of 2nd level you have to send the documents like your electricity bill or your gas bill for your day forms are your domicile to prove that you your location and your address is right so to prove the second hand verification is not be so much difficulty after getting secular verification you can easily withdraw your funds thank you very much
                        • #27 Collapse

                          Re: Instaforex verification methods.?

                          dear friend, forex ma proper transactions aur withdrawl k liay hmain apna insta account attach karnay k baad priority par verify kara laina chaiay, ta k hmain baad ma koi problem ya difficulty paish na aye, is k liay hmain latest aur correct information walay documents provide karnay chaian, insta account ki verification k three steps hota hain aur aik step clear jo jay to us k baad dusra verify karana parta ha. 1st level ma hmain apni identity verify karani parti ha jis k piay apnay cnic ki both sides ki picture upload karta hain, is k ilawa hm passport ya driving liscence b use kar saktay hain. 2nd level ma hm address verify karatay hain jis ma apnay domicile ya utility bill ki picture upload karni hoti ha, 2nd steps ki verification k baad hm withdrawl to kar saktay hain lakin iski amount limited hoti ha, is liay third level ki verification b zaruri ha, third level ma hmain apnay cnic k sath selfie bna k upload karni parti ha, teeno steps clear honay k baad hmara account full verified ho jata ha aur hm hr kisam ki transactions kar saktay hain, koshish karain k proper aur verified information upload karain ta k koi objection na bnay aur hm easily apna account verify kara lain, lihaza hmain is ko importance daini chaiay, account verify hoga to hmain transactions ma problem paish nhi ayen gi, hmain verification k clear documents upload karnay chaian jin ma updated information ho, is tarah hm proper withdrawl hasil kar sakain gay agr hm is ko ignore kar dain gay to difficulties paish ayen gi,
                          • #28 Collapse

                            Re: Instaforex verification methods.?

                            Members instaforex ka method bahut jyada hi easy hai instaforex ki verification kabmethod bahut jyada is back is koverification karvane ke liye hamen kuchh important document ki jarurat hoti hai agar more documents hamare pure honge aur clear honge to hamen verification karane mein mushkil nahin hogi jab tak Ham intraport uski verification nahin karva lete hamen iska Koi fayda nahin hoga aur na hi isase Ham Koi benefit hasil kar sakenge isase benefit aisi karne ke liye hamen instaforex ki verification karvana bahut jyada jaruri ho jata hai isliye instaforex ki verification karvane ke liye Jo document samay jarurat hoti hai iska hona vah jyada jaruri ho jata hai agar in documents mein se Koi chij kam hoti hai to instaforex ki verification nahin ho sakti isliye instaforex e verification karvane ke liye documents bahut m load karte hain aur document ko be verified hona bahut jaruri ho jata hai agar document original nahin hote to instaforex ki verification nahin ho sakti palke ismein bahut problem ho sakti hai isliye is tax e verification karvane ke liye Jojo document root hoti hai Inka original hona bahut jyada important hota hai aur instaforex ki verification tab tak nahin hoti jab tak aap documents liye nahin hote aur apne documents ko clear karne ke liye aapko is coverage main hona bahut jaruri hota hai
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: Instaforex verification methods.?

                              members ko apni verifications ko time per complete kar lena chahie aur ja members Koi account banaa lete hain to use account ko acchi tarah Se manage kar lene ke liye members ko apni verifications ko kar lena chahie aur yah verifications bahut important hota hai aur jab members in ko time per nahin karte tu is tarah Se Koi member apna profit nahin Le sakta hai aur members ko agar apna profit acchi tarah hasil karna hai to members ko apni trading se related har tarah ki verifications ko time per kar lena hoga aur yah different tarah Se ki ja sakti hain koi bhi member jab apni verifications ko kar lena chahta hai to usko yah maloom hona chahie ki members ko apni verifications ko acchi tarah Se continue kar lene ke liye kis tarah Se isko manage karna hai aur ja members ko yah maloom nahin hota ki unko apni verifications kis tarah Se karni hai tu is tarah Se members ko kafi problem hoti hai aur agar kisi member ko apni verification karne mein koi bhi problem a rahi ho to unko senior traders se help lekar aur apni verifications ko acchi tarah Se aur time par kar lena chahie aur ja members is ko acchi tarah Se Ka lene mein successful Ho jaate Hain to members ko aur bhi apni trading main har mil jaati hai aur members ko apne trading ko achcha banaa lene ke liye har tarah Se help Lena chahie aur is tarah Se members ko apne trading mein apna experience bhi acchi tarah Se istemal karna chahie aur yah bahut important hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Instaforex verification methods.?

                                Forex trading Mein kam karte hue instaforex ki verification karvana bahut jyada important Hota Hai instaforex verification ke 3 level Hote Hai in ko verified karvana bahut jyada important Hota Hai is Mein Hamen pahle 2 verify karvane Hote Hain verification ka method Jyada easy Hota Hai Jab Ham Apne account ke a broker ki verify karvana Chahte Hain Tu ismein Hamen Ek National identikit card ki picture upload Karni hoti hai To iski picture front aur back donon bhejani Hoti Hain Tu Is Tarah Hamara fast travel easily verify ho jata hai Jab Ham second-level ki verification Karvate Hain To iske liye Hamen Apna adress verify karvana Hota Hai second level mein Ham Unity Bil bhi bhej sakte hain second level mein Hamen different documents ki copy send Karni hoti hai is main ham second level ki verification complete kar sakte hain Iske alava Ham passports domisil bank statement driving licence key verification complete Karva sakte hain instaforex broker ke sath Third Level ki verification bahut hi jyada easy hoti hai Jab Ham first or second level ki verification complete Karva Lete Hain To Hamen Apna National and identity card instaforex broker Koi send Karte Hain Jise Ham Apne document se self holding ki position Mein send Karte Hain Is Tarah humko bhi documents Apne hand Mein hold kar sakte hain instaforex Mein Ham apni picture submit Karva sakte hain Jiski vajah se Hamari verification complete ho jati hai Agar Hamara account verify Hota Hai To Hamen se bahut se fayde Hasil kar sakte hain Jab Hamara account verified Hota Hai To Hamen withdrawal Lene Mein Koi Bhi problem Nahin Hoti is Tarah Ham aasani Se Apna withdrawal Hasil kar sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X