Yeh review" Wifi device " par mabni hai..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Yeh review" Wifi device " par mabni hai..

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Princess پيغام ديکھيے
    Introduction:
    Assalamu alaikum dear members main umeed krti hn sb khairyat sy hun gye mera aj ka review wifi device par mabni hai jesa ke ap sb janty hi hn yh bht zaida zaruri hoti hai aj kal q ke humy forex py kam krny k liye bhi zarurt prti hai is liye apko chahiye ke ap achii service provide krnny wlun sy apna wifi lgmain
    wain ta ke us me koi bhi problm na face krnii pry is ke bht zaida faidy or nuksan paye jaty hain ke sath is k bare me information share krna chahiti hn..

    Advantages:
    Wifi device ke bht zaida advantages paye jaty hain hum is ko daily life me kam krny k liye forex py or wesy bhi office kam krny k liye ghr me wifi device ka hona bht zaruri hai is liye apko chahiye k achii qaulity ka pr achii sevice provides krny wlun ka net lgwain ta ke apko is me faida ho sky or ap apna kam achy sy kr sken or is sy hum earning bhi kr skty hn apni online classes asani sy ly skty hn bhagir ksi bhi problm ko face kiye is liye humy hmesha achii sevice ka wifi device leni chahiye ta k koi bhi masla na ho..
    Disadvantages:
    Dear member wifi device ke faidy bhi bht zaida paye jaty hain or in ke sath sath nuksan bhi ho skty hain yh bht zaida expensive ajkl ho rii hn q ke wifi bht zaida common ho gya hai or har koi is ko lgwata hai is waja sy yh expensive kr di gai hn or in ke bht zaida humy bills pay krny prty hain is liye apko hmesha soch smjh k or axhii service wla wifi lgwana chahiye ta k ap ke sth koi bhi dhuka na ho sky or apko problm face krni pry apny net ko ly ke us sy ap ke kam me masla ho skta hai or apko loss ka samna ho skta hai..


    Agar Ham baat karte hain Wi-Fi device ki to dear friend Agar Ham internet ka istemal karna chahte hain to hamare pass Wi-Fi drive Ka Hona jaruri hai ya nahin Hua fight was vaise to Bahar Har network ki hoti hai lekin Agar Ham acchi network ki device le lenge To Hamen bahut benefit Hasil Hoga Agar Ham acchi company network ki Wi-Fi driver Dena Chahte Hain To Hamen ptcl charger Ford advice ko select karna chahie yah Ek bahut acchi device Hai Ham is per monthly package Laga sakte hain aur unlimited Internet istemal kar sakte hain Iske internet ki speed bahut fast Hoti Hai iske sath Ham aasani ke sath song Sun sakte hain Iske alava Ham movies dekh sakte hain Dramas dekh sakte hain lekin Agar Ham Hai enjoyment nahin karna chahti To Ham online business bhi kar sakte hain ya nahin online work bhi internet per available Hote Hain Ham internet per bahut Sare kam kar sakte hain aajkal internet ka istemal Aam ho chuka hai bahut se log isko kam ke liye istemal karte hain bahut se log ko enjoyment ke liye use kar rahi hain isliye hamare pass acchi charging Hona jaruri hai acchi charging Hogi to hi Ham main acchi Tarah net istemal kar Sakenge Jani fast internet istemal kar Sakenge dear friend Agar Hum Kisi village Mein Rahte Hain To Hamen Apne area ke mutabik internet network ka use karna chahie Kyon Ke bad villages me Telenor ka internet Jyada fast hota hai aur yes it is Mein jyadatar ka internet Jyada famous Hai ise tarah PTCL be cities mein jyada famous hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Yeh review&quot; Wifi device &quot; par mabni hai..

      Asslamolikum!

      Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo wifi device par mabni ha is kay bary ma ham tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsant ko dekhy gan to umeed karta ho is say apko kafi faida ho ga to ham start karty han wifi ek wireless network ha jo networks say wireless connection hasil karny ka liye wireless miyaro ma say ek ko istimal karta ha ghrelo wireless networt wireless acecces point ya router ka istimal karty hoy signals ko nashar karny a liye WAP ya WEP in correcption ka istimal kareta ha taky network par less alat say signal beghny orn wasool kiya ja saky.
      faidy :
      is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma apsab kay sath shre kro ga to ham start karty han wifi kay devices kay boht zada faidy han is trah kay networks ki wireless noyiat sarfeen ko apni bunyadi networking mahool ma taqreeban kisi bhe munasib jaga say network kay wasail tak rasai hasil karny ki ijazat deti ha is ki naqal waq harqat boht zada hoti ha ap ek network par boht zada devices laga sakty han or in sab ki pedawari boht zada ha or in ka kam kafi tainati hota ha or in kay network ki tosee boht zada ha or in ki rasai boht zada or boht achi hoti ha or iski lagat bhe boht zada munasib ha ek am erson bhe isko afford kar sakta gha or is kay akhrajat ko utha sakta ha.
      Nuqsanat :
      is kay boht zada faidy kay sath sath kuchh nuqsant bhe han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is kay network ay sath jury hoy computers ya muakalo ki tadad barh jati ha to phr data transfer ki sarah bohjt zada kam ho jati ha wifi connection fitrat ma wireless ka mukamil security ka hasool boht mushkil ha q kay ya open wireless network ha is ko koi bhe asani say hack kar kay use kar sakta ha or zada is kay koi nuqsant nahi han.
      • #18 Collapse

        Re: Yeh review&quot; Wifi device &quot; par mabni hai..

        Asalmoalikum dosto umeed hy ap sab khyr khyriat sy hon gy jaisa k mozo apko pata chal e gya ho ga WIFI Device ap sab ko malom hy k yae device net ko istemal k ley hai or aj kal is ka bhut istemal kea ja rha hy keu k aj kal bhut sari jago py sim network sae kam ni katya or is k sath aj kal mobile mai bhut sary masail aa rhy hain jis ki waja sy logo ko kafi mishkilat ka samna hy isley zaida log is device Ko prefer karty hain or is ka yae b faida hy k is ka size bhut bara ni ham aram sy apny sath ly k ja sakty hain keu k yae aram sy jaib mai aajtai hy jasy k ap sab ko pata hy har cheez k gawaid k sath nuksant b hoty hain is trha is k bi kuch disadvantage hain sab sy bata nuksan k yae aam logo ki punch sy door hy keu k is ki apni keemat k sath is k pakage b maingy hain. Or jaisa k sab malom hai k isy charge k elawa istemal ni kia ja sakta is ley time k sath is ki batery mai b masal ata hy or is ka charge time kam ho jata hy is baat ka b dehan rakha jata hy k is ki batery charge ho agr ap lamby safar mai hain to yae kaen b ap ka sath chor sakti hy is halat mai yae ap k ley pershani ka bais ban sakti hy umid hy ap k knowledge mai kuch izafa ho ga
           
        • #19 Collapse

          Re: Yeh review&quot; Wifi device &quot; par mabni hai..

          WIFI DEVICES

          WIFI device buhot he zabardust ejaad hai eskay zareye say hum internet taak rasaye hasil kartay hai aor internet ko use karty hai ajj kal agar market mai search kiya jaye tho buhot se companies kay wifi devices aor routers mojood hai jesmai Tp link waghaira buhot ziyada used hotay hai wifi device ka internet ba nesbaat aam mobil net kay buhot taiz hota hai ajj kal mukhtalif mobil network apnay internet wifi devices dey rahay hai jesmai jazz wifi device telenor wifi device zong wifi device waghaira ziyada popular hai jab apkay paas wifi device hoga tho aapkay tamam family members osay use kar saktay hai same osi tarha jes tarha ptcl ka internet hota hai jesmai modem laga hota hai aor oskay zareye say net share hota hai wifi device mai be same company ka sim laga hota hai jesmai apko selected package karna hoga wifi device ko charge karnay baad aap esay kahe par be use kar saktay hai lehaza ye ik behtareen choice hai agar koi ptcl net use nahe kar saktay tho osko mai yahe suggestion donga kay wifi devices ko use kiya karay

          Faide
          Wifi device kay zareye say internet aon tamam logon kay saath share hota hai jo aos device kay saath connect hotay hai wifi device ko kahe par be use kiya jaa sakta hai aor kesi kay saath be share kiya ja sakta hai wifi device ka internet speed aam mobil internet say ziyada fast hota hai aor humay fast internet ki facility milte hai ye ik acha option hai wifi device ko isteemal karnay ka lehaza har kesi ko easy zaror try karna chaheye

          Nuksanat
          Wifi device asaani kay saath market mai miltay hai lekan agar mobil network kay data packages par nazar dala jaye tho ye aam ptcl internet say buhot mengay yani expensive hotay hai wifi device ki charge aksar buhot jald khatam hojati hai lehaza esko bar bar charge karna partha hai internet sharing ki waja say apka data buhot jald khatm hojata
          Zuhaib9988 Trading journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
          • #20 Collapse

            Re: Yeh review&quot; Wifi device &quot; par mabni hai..

            Salam:

            aj ma jis topic ka jwb dny ja rha ho wo WiFi device pr mabni ha umeed krta ho ap sb ko pasan ay ga cahlo hm start krty ha wifi aik wireless network ha jo network sa wireless conecction hasil krny ka lia 802.11 IEEE wirelessmayaro ma sa aik ko istamal krta ha home wireless network wireless acess point ya roter ka istamal krty hoy signal ko nashr krny ka lia WAP ya WEP incraption ka istamal krty hoy wireless allat sa signal bahjny or wasool krta ha wifi aik asa alla ha jo internet signal koo hasil krta ha wifi device ap ko internet provide krti ha wifi device kii bht sari qisman han jis ma sa aik OPTcl bi ha wifi ab hr aik ghr ma laga hoa ha wifi ab hr ghr ma bht zyada use ho rha ha

            Advantages:
            wifi device ka bht sa advantages ha jis ma sa ma ap ka sath ka sath share kro ga umeed krta ho ap ko bht pasand ay gay chlao hm start krty ha wifi device kii working hi is ka advantage ha wifi device aik protable device ha is ko ham hr jagha la kr ja sakty han wifi device ka size bht chota hota ha or is ka weight bii bht light hota ha wifi ki working bht zyada fast ha or efficient ha wifi device pr aik time pa 10 user aik time pa istamal kr sakty ha wifi internet ka chlany ka bhtr zariya ha wifi device forex pa krny ka bhtreen zariya ha
            Disadvantages:
            wifi ka kuch disadvantages bi ha jis ma sa ma ap ka sath ka sath share kro ga signal ki ponch fahsala pr monhasir hoti ha jagha pr maqnatessi lahron ka wajood conecction signal ma madakhlat krta ha jb elaqy dewaron ghirra hoa ho to signal dehma prta ha ya kamzor prta ha monsilk sarfeen ki tada d mahdod hoti ha wifi aik expensive device ha jo hr koi ni lagwa sakta ha wifi device use krny sa electricity ma ezafa ho jata ha wifi plastic ki bani hoti ha jo gir jany sa tot bi sakti ha
            • #21 Collapse

              Re: Yeh review&quot; Wifi device &quot; par mabni hai..

              Assalamu Alaikum dear Forex members ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara review Hai WiFi device...
              Aj kay door mai nternet ky bht se zyada sources ko istemal kia ja rha hai aur data connection hasil kia ja rha hai jis mein mobile networks, ptcl aur isky ilawa wifi devices bhi apna role ada kar rhi hain. Aur bht se log wifi devices ka use kar ky in se internet use kar rhay hain. Aur apni data istemal ki zarurat puri kar rhay hain.

              Advantages %%%%

              Wifi devices zyada, mobile networks se zyada fast hain aur yeh aap ko teez internet faraham karti hain..aur aap in se teez networking hasil kar skty hain.
              Wifi devices lite weight r km jgy wala device hain..aur in ko aap pocket mein daal kar kahin bhi le ky ja skty hain aur aap in ko use kar skry hain. Esy har place mai aap apny sath le ja skty hain.
              Wifi devices charge hota hain aur aap ko in ko use karny ky liye har jgah electric ki zarurat nahin parhtii aur aap charging kar ky in ko kahin bhi use kar skty hain.
              Wifi devices ky sath ek waqt mein zyada Se zyada istemal krny waly bhi connect ho skty hain aur yeh un sb ko bhtreen Internet speed fraham kartii hain.....
              Wifi device aapky office work ky loye bht zyada aham ho skti hain kyn k agar aap ne bht se Computer's par kaam karna hai to wifi devices ky zariye un ko aap teez internet connection de skty hain jo bhtr hai....

              Disadvntages %%%%%

              Wifi device ki charging bht less time klye hoti hai. Aur aap ko kuch time ky use ky bad in ko dobara charging karna parta hai.. Aap baghair charging kiye in ko zyada time ky lyee istemal main nhii laa sakty......
              • #22 Collapse

                Re: Yeh review&quot; Wifi device &quot; par mabni hai..

                Salaam alaikum senior junior members jaisa ki aaj ki Manty hain ke aaj ka hamara topic hai Wi-Fi device se related Wi-Fi marriage in both I am missing aur ham apne ghar mein Wi-Fi rasgulla gana chahie kyon ke Wi-Fi ke net use karna mushkil hai internet Jay bhaiya phone bilkul bekar ho jata hai hamen Wi-Fi ko unchi jagah pe rakhna chahie hai kyunki chhote bacche isko niche gira ki todna aur Wi-Fi ke sath mein uska password milta hai Jo hamen Wi-Fi device per lagana chahie Wi-Fi device King kishan ki hoti hai jaisa ke ptcl wataenaur bhi bahut tarah ki hoti hai device per hamen voice aisi lag jaani chahie jiski speed aur acchi aaye ka kamernet use karne mein koi muskura kar sehna banephone per package kya karne se pata hai ki Ham apne ghar mein Wi-Fi voice lagwane ptcl Wi-Fi device ki speed bahut acchi hoti hai Wi-Fi device GP wali lenge to hamare Wi-Fi device Kapil maximum 4 se 5000 tak ka aa jayega kar sakte hain
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Yeh review&quot; Wifi device &quot; par mabni hai..

                  Assalamu Alaikum Pyare doston Main Amit karta hun ki aap sab khairiyat se Honge doston aaj ka topic Jiske bare mein hi hua hai bahut hi jyada use Hone Wali aur takriban Har Ghar ki jarurat ki chij hai Doston Wi-Fi device Ek Aisa Allah hai jo ke Internet signal catch karta hai aur jo bhi dawai Jiske Sath attach Ho muscle computer laptop vagaira usko signal probert Karta Hai Doston iski sizing different hoti hai Wi-Fi device mein bahut sari device mesh ho aur mislin TP link song Wi-Fi device gas Wi-Fi device techno Wi-Fi device etc device is ke bahut Sare fayde Aur nuksan bhi hain jo ki main aapke Samne Byan karta hun

                  Advantage

                  Wi-Fi device ki working hi iska advantage Hai Doston Kyunki is ka kam signal attach ko catch karna hai aur Pata ko prabhavit karna hai

                  Wi-Fi device Ek profitable device Hai Jaisa ke Ham easily Kahin Bhi Lekar Ja sakte hain

                  Wi-Fi device Wi-Fi device ka size bahut hi Chhota hota hai kiski vajah se yah bahut jyada light ke gayak hoti hai aur itne mein kisi Kishan ki koi problem Nahin Hoti

                  Doston Agar laptop begera mein Wi-Fi contact Na Laga Ho To doston fikarmand Na Ho Kyunki Wi-Fi device signal catching ka kam karti hai iska work yahi hai

                  Wi-Fi device computer ke bare mein wali 16 Yad Mein attach hoti hai usko Lagana Yadav karna bahut iji Li airfast kam hai

                  Wi-Fi device ki working bahut hi jyada fast aur Rafiq and hai

                  Nuksan

                  Wi-Fi device expensive device hai jo ki Har aadami Ki ki pahunch Mein Nahin Hai

                  Wi-Fi device use karne ki vajah se electricity use Mein Jaffer Hota Hai Jiski vajah se Bil rate badh jata hai

                  Wi-Fi device plastic Ki Bani device Hai Is per Gir Jaane per Tut sakti hai per paison ka nuksan ho sakta hai

                  Ya close range Tak signal attach kar sakti hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Yeh review&quot; Wifi device &quot; par mabni hai..

                    Assalamu Alaikum dear friend
                    internet ky bht se sources ko isten kia ja rha hai aur data connection hasil kia ja rha hai jis mein mobile networks, ptcl aur isky ilawa wifi devices bhi apna role play kar rhi hain. Aur bht se loh wifi devices ka istemal kar ky in se internet explore kar rhay hain. Aur apni internet ki zarurat puri kar rhay hain.apny bhut acha topic humare sath disscuss kia hai to maion apko is k liye batana chahongi jese ke apko pta hai ab net k bagir kuch bhi possible nahi hai har ghr main hi ab is ka bhut zaida use ho raha wesy bhi is ka bhut use ho raha hai or bussiness weghera k liye bhi iska kafi zaida istamal kr rahe hain bina network k liye koi kam bhi possible nahi hai isliye apko chaiye k soch samjh k kam karen isliye apko chaiye ke humesha achi quality ka net hi use kren wrna net ki speed bhut bore krti hai isliye apko chauye k acha net use karen jis sy apko use krnme main koi problm na ho

                    is k sath hum is py online classess ka bhi ahghaz kr skhte hain q k jese k apko p0ta hai ab bina internet k koi kam krna bhi possible nahi hai isliye soch samjhy k kam karen inshALLAH ZAROOR KAM HONGY but members is k kuch nuksan bhi hain iska bill pay krna muskil ho jata haui har koi iska bill pay nahi kr skhta isliye apko chaiye k soch samjh khi lgaen or kuch ese bhi wifi hain jin ki bilkul bhi speed nahi hai but problm bnti hai ....
                    ADVANTAGES OF WIFI DEVICES :

                    Wifi devices zeada tar mobile networks se zeada taiz hain aur yeh aap ko fast internet provide karti hain..aur aap in se fast networking hasil kar skty hain.
                    Wifi devices portable hain..aur in ko aap jaib mein daal kar kahin bhi le ky ja skty hain aur aap in ko istemal kar skry hain. Yeh har jgah aap sath le ja skty hain.
                    Wifi devices chargeable hain aur aap ko in ko istemal karny ky liye har jgah bijli ki zarurat nahin parti aur aap charging kar ky in ko kahin bhi istemal kar skty hain.
                    Wifi devices ky sath ek waqt mein upto 10 users bhi connevt ho skty hain aur yeh un sb ko achi speed fraham kar skti hai.
                    Wifi devices aapko office working ky loye bht useful ho skti hain kyn k agar aap ne bht se Comouters par work karna hai to wifi ky zariye un ko aap internet connection de skty hain.

                    Disadvantages :

                    Wifi devices ki charging bht kam hoti hai. Aur aap ko kuch ghanton ky istemal ky bad in ko dobara charge karna parta hai. Aap bagher charge kiye in ko zeada dair istenal nahin kr skty.
                    • #25 Collapse

                      Re: Yeh review&quot; Wifi device &quot; par mabni hai..

                      AssalamoAlaikum guys welcome back umeed krta hu k aap sab khairiyat se honge to guys aaj ka hamaara jo topic hai wo bhut hi interesting topic hai jo k wifi ki device k baare mai hai to is topic mai ham wifi device k advantages aur disadvantages k baare mai jaane ge....
                      Advantages:
                      To guys baat krte hai wifi device k fawaid k baare mai. To guys wifi device k fawaid ye hai k ek baar is pe pkg kra le to poore month k liye wo pkg free hota hai pkg almost 1000 price mai lag jaata hai jo k poore month tak free hota hai aur to aur wifi device ka jo pkg lagwa liya jaata hai to wo poore month jitna bhi chalate rhe wo unlimited hota hai 1 month tak wifi device k sath ek charger hota hai jo k is device ko charge krta hai... To guys ye the wifi device k advantages ab aate hai is device k disadvantages pr......
                      Disadvantages:
                      To guys jaise is device k advantages hai bilkul waise hi is k disadvantages yaani nuksanaat bhi hai Tu is ke disadvantages yah Hai Ki agar is device ko kharida Jaaye tu ja Kuchh Mangi kimat tak milati hai aur yah charger ke sath charge bhi hoti hai aur iski charging ka problem yah hai Iski battery Jyada time nahin Nikalti aur ek main problem yah hai ke is device ki mobile se range bahut kam hoti hai aur ise Kisi Unchi Jagah pe Rakhna padta hai aur fir bhi uski Sarvesh itni acchi Nahin Mil paati isiliye Jay device Itni bhi acchi Nahin Hoti......
                      To guys yah sab Kuchh Wi-Fi device ke bare mein tha aur Iske advantages and disadvantages ke bare mein tha Tu Abhi ke liye itna hi Agar aapko Mera yah thread Achcha Laga to like Jarur kar dena.....
                      • #26 Collapse

                        Re: Yeh review&quot; Wifi device &quot; par mabni hai..

                        Assalam o Alaikum .
                        Ye review WiFi dvice pe mabni hai .Aajkal k dour mai internet har insan kee appraoch mai hai aur hr kisi kee zarort even kisi ne game khelni ho ya kisi ne dunya ka haal jana ho ya koi entertainment se connect hona ho ya koi news sports k match ya koi information leni ho kisi baray mai ya phir study krni ho aap internet ka istemal krty hain aur internet ka bht bra jaal hai aur isme dunya kee almost har cheez kee information safe hai aur is tak rassayi hasil krme kliye aap kuch sources kee zarort hoti hai.

                        Aap mobile mai daali hu8 sim se internet ko use kr skty hain ya DSL connection lekr router ko istemal krty hue internet access kr skty hain aur iskay ilawa agr aap ye sub k ilawa kuch krna chahty tou aap k pass ik option aur b moujood hota hai . Wo hai k wifi device ko use kr skty hain. Wifi device se ek waqt pe bht saray users internet ko istemal kr skt hain jo k aam mobil3 se ziada fast internet experience deta hai

                        Wifi device ek aesa electronic ala jis ko aap chrge kr k kaheen b le jaskt hai aur intermet access leskty hain ye bht useful cheez hai. Wifi devices 2 kism kee hoti gain ek wingle hoti aur ek dongal hoti hai wingle ko direct kisi bijli k source se connect krna prta like chrger aur doosri chargable hoti osay dongal kehty hain

                        *Advantages*

                        ★Wifi device ek bht useful cheex hai isko aap kahen b le jaskty pocket mai daal k aur is se connect kr k fast internet experince le skty hain aur iski range b kafi hoti hai ap k ilawa b ko8 use krna chahy tou is se connect kr k internet leskta.
                        ★Ye kafi secure hai ispe password b apni mrxi se set kiya jaskta hau jis se aap apne man chahy users ko ee intermet access dilwa skty hain. Aur koi free ka user ni use kr skta
                        ★ Ye easy to use manageable chez hai isko chrge kr k aap kaheen b le jaskty hain

                        *Disadvntages*
                        ★Iskay disadvntages mai ye hai k isk8 batry life km hoti hai aur agr aapko use krna ho iski btry low tou aap intermet se mehroom ho skty hain .
                        Aur
                        ★Ye electronic device makhsoos kism signal leti deti aur is douran bht se radiation b kharij hoti hain jo dil dimagh aur neorons pe effects daalti hai mtlb ye kuch treeqay se haelth hazards b deti hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: Yeh review&quot; Wifi device &quot; par mabni hai..

                          Introduction
                          Assalamu alaikum dear member aap kar review Wi-Fi device per mummy hai their member aapane hamare sath bahut achcha topic share kiya hai aur iske bare mein information aur knowledge share ki hai jaisa ki aap jante Hain Wi-Fi device har Ghar mein Pai jaati hai aur usko lagwana bahut jaruri ho gaya hai kyunki iske bagair Ham koi bhi Kam nahin kar sakte hamara har waqt aur har time kam internet par hota hai aur ham device ke bagair internet bundle ke bagair Koi bhi aam nahin kar sakte is Divya bahut jyada jaruri hai iske bahut jyada advantages or disadvantages paye jaate Hain Jo ki main aapke sath share karna chahti hun

                          Advantages
                          Wi-Fi device ke bahut jyada fayde paye jaate Hain Ham is se koi bhi kam kar sakte hain agar Ham online class lete Hain to Ham Wi-Fi device on karke ismein net on kar sakte hain aur apna software Chala sakte hain aur aap ko chahie ke Wi-Fi device jarur apne ghar mein lagaen aur acchi quality ka net hona chahie jo ki acchi service provide karte hota kya aapko kabhi bhi net issue ka problem na ho sake Wi-Fi device har quality mein hoti hai job ke expensive bhi hoti hai aur log class ki bhi jo Ham aasani se khareed sakte hain aur apne ghar mein lagwa sakte hainisliye aapko chahie ke Wi-Fi device jarur lag jaaye Taki usse aapko fayda ho sake aur aap apna form ka kam bhi aur vaise bhi koi bhi kam aap is per kar sakte hain aur Forex se to aap acche earning Kar Hi rahe hain Baki business jo bhi aapko sahi karte Hain uske liye bhi aapko kabhi bhi net problem na ho sake aur aap kamyabi hasil Karen
                          Disadvantage
                          dear member Wi-Fi device ke disadvantages departure jaate Hain kyunki Jay bahut jyada expensive hoti hai ho udhar qualities mein Pai jaati hai iske alava Wi-Fi device agar hamen acchi quality ka net service nahin provide Kiya ja Raha to ismein aap ke sare paise hote hain aur aapko problem ho sakti hai isliye aapko chahie ke kisi aise net se lagaen job kya aapko thi service point Karen aur aapki device kabhi kharab na ho sake aur aap ko nuksan Na Ho
                          • #28 Collapse

                            Re: Yeh review&quot; Wifi device &quot; par mabni hai..

                            Salam:
                            aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo wifi device ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han wifi device ak bohat hi achi chez ha wifi device ak bohat achi device ha ya kafi logo ky pas hoti ha ya market ma bhi dastayab ha ya ak wirless networking tecnoji ha jo computer laptop ,aor dekstop aor dosra alat ka sath ya connect hoti ha intenat sa rabta ak wirless roter kariya hota ha is ko apny laptop aor mobile ky sath connect bhi kar sakty han ham is sy apny phone ma kuch bhi download kar sakty han ab ma apky sath is ky faisy aor nuksan ka bara ma share karu ga.
                            advantages:
                            wifi device ky bohat sa faidy han jin ma sa kcuh ma apky sath share karu ga ya ak bohat achi device ha is ko ham asani sa kareed sakty han ya size ma bohat chota hota ha ham is ko kahi bhi la kar ja sakta han ya zada mahangi bhi nahi hoti ha is par ham sa kuch bhi download kar sakta han is ki look bhi kubsorat hoti ha is ko ham apny hatu ma bhi pakar sakty han.
                            disadvantages:
                            jeseka ap janty han ka har chez ky faidy hony ky sath sath us ky nuksan bhi hoty han tu is liya is ky bhi kuch nuksan han jo ma apky sath share karu ya device milti tu sasti ha but isky uper ham pakej lagwana parta ha jo kafi mahanga hota ha aor is ky singles dur nahi ja sakta han aor agar ya gir jay tu ya karb ho sakti ha aor is ky koi khas nuksan nahi han.
                            • #29 Collapse

                              Re: Yeh review&quot; Wifi device &quot; par mabni hai..

                              Assalam o Alaikum dear friends ajkal internet ka dor hai har ko fast internet use karna chahta hai ham mobile data b use kar k internet use kar sakte hai lekin agar ham kisi company ka wire cable wala internet use kar rahe hai to hame wifi device ki zarorat ho g maslan agar aap PTCL ka internet use kar rahe hai to aap ko mobile par internet use karne k liye wifi roter ya device ki zaraorat ho g jo aap ko mobile wifi service muhaya karti hai is k ilawa b ajkal aap sim wala data b wifi device k sath use kar sakte hai mukhtalif telecommunication companies ne apni apni sim k liye wifi daraf krwai hai jo aap ko behteren internet speed deti hai our in ka istamal aap k mobile ki life ko b barhata ha ku k long time tak mobile data ka use battery ko kharab kar deta hai so ajka hamara ye review Wifi internet device par mamabi hai our ham is bat ka jaiza le ge k wifi device hamare liye kis had tak faida mand hai our in k kia nuqsanat ho sakte hai

                              wifi device ::

                              dear friends wifi device internet sharing device hoti hai jo k ek internet connection ko wifi signal main tabdeel karti hai our is wifi ko ham multiple device par login kar sakte hai ye hame taiz treen internet muhaya karti hain our in ka use takreeban har jaga par ho raha hai ye simple hoti hai our in ki wifi range 100F ho sakti hai achi device zyada range ki b hoti hai

                              Click image for larger version

Name:	wifi device.jpg
Views:	1
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12333722
                              Advantages ::
                              dear friends wifi device k mandarja zail faide hote hai

                              • ye device ek internet connection ko multiple devices par use karne k liye signal muhaya karti hai
                              • ye device internet speed ko bagair mutasar kiye transfer karti hai
                              • wifi device k use se aap k mobile ki battery kharab nahi hoti hai
                              • wifi device ko ap apni marzi se jaha marzi le ja sakte hai
                              • ajkal sim se use hone wali device dstyab hai jo zyada taiz treen internet muhaya karti hai
                              • simwali wifi device ko aap jaha marzi use kra sakte hai ku k ye battery se chali hai jis ko charge kiya jata hai
                              • wifi device ka use gharon dokano school labs our takreeban har jagaho par jaha intenet mojod h use kiya jata hai
                              • in par mahole ka asar nahi hota ye har taraha k mahol main use ki ja sakti hai


                              DisAdvantages ::

                              dear friends Wifi device k kuch nuqsanat b hai

                              • ye device zayda distance par use nahi ki ja sakti range kam hoti hai
                              • agr in ko milne waly internet signal week b hon to ye full signal deti hai jis se ham confuse ho jate hai
                              • electromagnetic waves in k signal par asar andaz hote hai
                              • limited user in par connect ho sakte hai
                              • agar aap us jaga par ho jaha pr devaren mojod hai to wifi agar diwar k piche hai to signal week ho jate hai
                              Ayisha Cutey's Trading Journal
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Yeh review&quot; Wifi device &quot; par mabni hai..

                                Assalamoalikum members jasa kay ap sub janty hain kay ajka yeh review Wi-Fi device kay mutaliq hai. Wi-Fi devices ki bht sari aqsam hain. Aik device jo net cable kay sath use hoti hai or usay electric switch board main electric supply kay sath use kurty hain. Or aik device jo chargable bh hoti hai or ap us main data sim bh dall kay use kur sakty hain.

                                Advantages:

                                WiFi devices kay bht sary advantages hain aj to apko net ki speed axhi milti hai or mbs and gp,s waghara bh achi mill jati hain. Net ka use ap kisi bh jagha kur sakty hain chargeable devices jo ajkal markets main available hain wo p easily pocket main bh rakh kay usay move kur sakty hain sath sath apko achay packages bh mill jaty hain. Or ap insay na sirf Internet pay axha mawad hasil kur sakty hain balkay inforative or educational system bh jari rakh sakty hin. Mukhtalif devices ki apni limit hoti hai for example aik device say 10 say 20 mobile computer laptops waghara attach kur sakty hain.

                                Disadvantages:

                                Jasa kay ap sub janaty hain ajkal hur ghar main internet aam ho chuka hai or mostly gharon main devices bh lugi hue hain or hum in say ghar zarori mawad zaida dekhty hain bajaey informative mawad dekhnay kay uskay ilawa ajkal divices ki wajha say net aam honay ki wajha say na sirf nojwan tabqa balkal choty buchay internet kay itnay aadi ho gae hain kay koe physical activity or khasosan apni education pay koe tawajo nae detay. Devices jitni aam hoti ja rahi hain utni hi mehngi bh hoti ja rahi hain or utnay hi apkay expenses bh burty ja rahay hain.
                                Zaror hai kay wife devices ka acha istemal kea jaey na kay ghar zarori chezain dekhain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X