Ye review Peshawar BRT par mabni hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Peshawar BRT par mabni hy.
    Assalam O Alikum dosto mera ye review Peshawar BRT par mabni hy, jesa k aap sab ko pata hy ye Sobayee hukoomqt ny 2018 main aipan kiya tha k hum Asian Bank development k support sy peshawar main aik mega project BRT banany jaa rahy hain vo B kam sy kam arsy main matlab sirf uar sirf 6 maheeno main aur jaldi jaldi sy peshawar mai n kudayee shiroo hogayee jaga jaga, halanky ye aik bujat he impossible kaam tha, lekin hukoomat ny kaam tezi sy jaari rakha, baad mai nye project taqreban 2 saalo main poora hogaya jis ke waja sy logo ko bujat suffer hona parra, delay ke waja aslaa main kisi ko maloom nahi thi k delay Q huwa hy, asal waja jo thi delay ke vo sewage system tha, peshawar chonky aik tarikhi shehr hy islite kisi ko pata nahi ke iski sewage syatem kahan kahan par hy koi naqsha ya main system nahi tha. Bahar hall ye finally isi saal yani 2020 main poora huwa aur akhir kaar 13 august ko iska iftitah Prime Minister Imran Khan ny kiya.

    Advantage:
    Iska advantage sab sy zyada peshaear shehr k logo ko hy khaas kar Students ko jo roz subah School colleges jaty hain aur traffic ke waja sy buhat late aaty aur jaaty thy, traffic ke waja sy 1 genty ka safar aiksar 2, 3 gento main tay hota tha.
    Doosra faida iska ye hy k loug poory peshawar main goom sakty hain BRT k zariye Vo B sirf 50 rupay main.
    Theesra faida iska ye hy k aap aram sy garmi sy bach kar baghair traffic jam apny manzal maqsood tak pounch jaaty hain Q k aik to buses main AC lagy huwy hain aur doosra iska aik separate route hy.
    Chota ye hy k isky buses ke taadad buhat zyada hy isliye station par apko zyada intizar karna nahi parta.
    Sab sy barra faida ye hy k ismain mardo aur khawateen k liye alag alag areas mukhtas kiye gaye hian jahan vo aram sy bait sakty hain baghair kisi khouf k.

    Nuqsanat:
    Iska sab sy barra nuqsan ye hy k agar aap card holder nahi to aap per trip 50 pay karogy chahy vo aik kilmorr tak jana ho ya 50 km tak.
    Doosra iska nuqsan ye hy k local transporters zyada loug berzogar huwy hain.
    Theesra nuqsan ye hy k roz koi na koi bus khrab hota hy, kabhi engine kaam chorr deta hy to kabhi aag lag jaati hy buaes main
    Theesra nuqsan ye hy k aksar jaib kutry sar garm rehty hain buses main.
    To chori chakori ka khtra zyada rehta hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Peshawar BRT par mabni hy.

    Peshawar mein recently ek new bus service start ki gae hai jis ka nam BRT rkha gya hai.​Aur yeh ek Government ki traf se di gae bus service hai jis ka metro busses ki trha ka alag route hai aur over passes bany hue hain road pr. Jhan se yeh bus safar karti hai. Aur yeh start hue taqrebn sirf ek mahina hua hai. Aur is mein arbon ki lagat ai hai.

    Advantages :

    Peshawar BRR mein log localy safar kar skty hain aur safar ko sasty mein karty hain. Kyn ky is ky tickets baqi tmam bus services se sasty hain. Aur yeh awam ki khidmat ky liye bnae gae hai.​Aap ko ek stop se last stop tak ky sfar ky liye ek bar me hi token lena parta hai aur aap shher ky ek kony se dusry konay par bhi pohnch jaty hain. Lamby safar mein aapky liye bhht faidy mand sabit ho skti hai.

    BRT air conditioned hai aur garmion mein aap pur sukun tareqy se safar kar skty hain. Isky ilawa iski seats bht aram deh hain. Aur thkawt mehsus nahin hoti.​

    Disadvantages /

    Peshawar Brt ky any ki wjha se bht se logon ky rozgar chin gaye hain.​Jo log whan pe taxi driving karty thy aur paisy kamaty thy in logon ko ab sawari dhundny mein bht mushkil hoti hai aur log zeada tar busses mein safar krna pasand kar rhay hain.

    Peshawar Brt mein abhi regulations sahi treeqy se amal mein nahin aen aur har roz koi na koi msla hua hota hai. Kuch dino pehly BRT mein logon ki larae hue..​Aur isky ilawa ek New bus mein ksi wjha se aag bhi lag chuki hai. Isko sahi treqy se kam kaeny mein bht masly a rhy hain. Aur yeh system naya hai. Aapko safar mein dusjwarian ho skti hain.​

    Ismein aapko saman ki hifazt khud karna larti hai aur apny saman ko hifazat se pas rkhna parta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Peshawar BRT par mabni hy.

      ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
      Yeh review Peshawar BRT per mabni hai ;

      Dears , ajj ham batt kerrty hein apny ajj ke revie w k barry mein jo hai Peshawar BRT . Dears , Peshawar ik essa city hai k jehan k jehan per sirf BRT hi nahi balky our bhi
      bohatt si places bhi mashhur hein . ye review Peshawar BRT par mabni hy, jesa k aap sab ko pata hy ye Sobayee hukoomqt ny 2018 main aipan kiya tha k hum Asian Bank development k support sy peshawar main aik mega project BRT banany jaa rahy hain vo B kam sy kam arsy main matlab sirf uar sirf 6 maheeno main aur jaldi jaldi sy peshawar mai n kudayee shiroo hogayee jaga jaga, halanky ye aik bujat he impossible kaam tha, lekin hukoomat ny kaam tezi sy jaari rakha, baad mai nye project taqreban 2 saalo main poora hogaya jis ke waja sy logo ko bujat suffer hona parra, delay ke waja aslaa main kisi ko maloom nahi thi k delay Q huwa hy, asal waja jo thi delay ke vo sewage system tha, peshawar chonky aik tarikhi shehr hy islite kisi ko pata nahi ke iski sewage syatem kahan kahan par hy koi naqsha ya main system nahi tha. Bahar hall ye finally isi saal yani 2020 main poora huwa aur akhir kaar 13 august ko iska iftitah Prime Minister Imran Khan ny kiya.

      Advantage:
      Iska advantage sab sy zyada peshaear shehr k logo ko hy khaas kar Students ko jo roz subah School colleges jaty hain aur traffic ke waja sy buhat late aaty aur jaaty thy, traffic ke waja sy 1 genty ka safar aiksar 2, 3 gento main tay hota tha.
      Doosra faida iska ye hy k loug poory peshawar main goom sakty hain BRT k zariye Vo B sirf 50 rupay main.
      Theesra faida iska ye hy k aap aram sy garmi sy bach kar baghair traffic jam apny manzal maqsood tak pounch jaaty hain Q k aik to buses main AC lagy huwy hain aur doosra iska aik separate route hy.
      Chota ye hy k isky buses ke taadad buhat zyada hy isliye station par apko zyada intizar karna nahi parta.
      Sab sy barra faida ye hy k ismain mardo aur khawateen k liye alag alag areas mukhtas kiye gaye hian jahan vo aram sy bait sakty hain baghair kisi khouf k.

      Disadvantages ;
      Iska sab sy barra nuqsan ye hy k agar aap card holder nahi to aap per trip 50 pay karogy chahy vo aik kilmorr tak jana ho ya 50 km tak.
      Doosra iska nuqsan ye hy k local transporters zyada loug berzogar huwy hain.
      Theesra nuqsan ye hy k roz koi na koi bus khrab hota hy, kabhi engine kaam chorr deta hy to kabhi aag lag jaati hy buaes main
      Theesra nuqsan ye hy k aksar jaib kutry sar garm rehty hain buses main.
      To chori chakori ka khtra zyada rehta hy.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Peshawar BRT par mabni hy.

        INTRODUCTION OF PESHAWAR BRT :-
        Asslaam o alikum dear friends main apko aj peshawar BRR par information dena chahta hon
        Peshawar BRT ka matlab Bus Rapid transit hai jo k pakistan k province kpk ki aik bahut achi achievement hai aur is project ko PTI ki hakoomat ne 2018 mein start kiya tha but ye kafi saari wajoohar ki waja se takheer ka shikar hoi aur kafi problems aye bur 23 aug 2020 ko isko operational kar diya gaya
        BRT mein ka route chamkani to karkhana market tak hai jis mein 32 stop hain aur poory city ko cover karta hai
        ADVANTAGES (faidy )
        Peshawar BRT aik bahut acha qadam hai jis se ye yaqeen hota hai k hamara mulk taraqi kar raha hai aur is se bahut sy faidy hasip hoty hain is mein free WiFi ki facility hai is mein safai ka best nizam hai is mein sirf 50 rupees mein ap chamkani to karkahno market ja sakty hain aur jo safar ap ne 2 ghnty mein karna hai publuc route par ap BRT par wo 45 minuts mein kar sakty hain aur is mein apko AC ki facility bhi hai
        DISADVANTAGES ( nuqsaan)
        BRT ka disadvantage ye hai k is mein rush bahut zayada hota hai jis ki waja se jaib kutry apna kam kar jaty hain is liye ap jab bhi BRT mein safar karyn tu apki pocket ki khud hifazat karyn
        Aur BRT bus ki complain ye hai k is mein aisa fault hai jis ki waja se aag lag jati hai ab tak 4 fire cases report hoye hain jis ki waja se BRT ko temporary tor par stop kiya gaya hai aur is bus ki manufacturing company aa kar clear dy gi tu dobara start hogi tu log is se faida utha sakyn gy
        Click image for larger version

Name:	images(15).jpg
Views:	1
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12331135
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Peshawar BRT par mabni hy.

          Aoa dear members how are you,BRT stands for bus rapid transit.brt peshawer pti government ka k ak mege project h.jesa k hrr government apny dor hqoomt mn apny sheryun ko relief deny ki kosish krti h.peshawer brt b issi sisly ki ak krri h.peshawer city mn traffic k brhty hwe msayl ko dekhty hwe iss cheese ki zrurt mehsos ki gayi k iss qsm ka koi project ona chahyie.peshsourse of awer brt ak bht ee zyada expensive or modern source os transport h jss py rozana hzaru ki tadad mn students,daily wadgers,or mutlif deparment k sth taluq rkhny waly log sffr krty hain.BRT peshawer ko iss trha design kia gya h k yh city ko hmm points tk access provide krti h msal k tor py bht sy xhoty brhy sher,hospital,bus stand etc.peshawer brt apny classic design ki wja sy dusri metro sy mufrid h jesy k khei py yh under ground ho jati h to khein py yh fly over py xhli jati h.peshawer brt ka jo toal root wo approximately 24 km h.iski cost itni rkhi gayi h k hr koi issy easily avail ktrr skta h jo k 50 rs h.peshawer brt mn total 255 busses use ki jar hi hain jo full air conditions and luxury hain. Isky ilawa hrr station py security k hati hwa intzamat kiye gye hain .complete metro k route ko fence kia gya ta kisi b qsm ki loca traffic ki interruption sy bxxha ja skky.mn ny hud personalyy tor py brt peshawer mn sffr kia h jo k mera bht ee axha experience rha h .
          Disadvantages
          jhan brt k bht sary benefits hain whan isny kxh negative impacta b hain. Peshawer city bht sy local transport ka business krty hain jesy k rkshaw,texi wgera.brt k aany sy inn logu ki source of income bht zyzada disturb ho gai h isky ilawa brt k route ki wjja sy peshawer city ki rodes bht zyada conjested ho gai hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Peshawar BRT par mabni hy.

            Asalmoalikum doto maira yae review peshawar BRT py hy jaisa k ham sab janty hain hakomat ny yae system logo ki asani k ley shoro kia phyly lahore islamabd etc or ab peshawar mai BRT mai safar bhut sary faidy daira hy sab sy bara faida time ki bachat hy ham sab janty hain peshawar mai popultion bhut zaida hy jis ki waja sy roads py kafi rash hota hy har dosry teary bandy ny apni gari rakhi hoi hy his ki waja sy road jamm rehty hain jahan 20 mint ka safar hota hy wahan ganty lag jaty laken BRT is masly ka nikal aya key k is k ley alaida road bnaya gya jis py normal trafic bi aa sakti Brt py safar bhut aram dy hy keu k BRT ki garion k sath road b bhut acha hy jis py safar karty wakt ap ko koi dikat ni hoti or is k sath gari mai fre wifi ki service b jati hy jis sy ap internet chala sakty hain. BRT student k ley bhot mufeed sabit ho rhi hy jahan wo gario py ganto safar karty thy ab wo brt py wo e safar 20 mint ka kar k school punch jaty hain BRT py mazoor logo ka b khyal rakha gya station or gari mai bhythany k ley acha intezam kea gya peshawar Brt ny Zuu card b mutarif kraya hy jis sy ap ka kafi wakat bach jata hy bas card mai paiso ka hona zarori hy ap card sacn kar k andar jaty hain phr card scan kr k bhair aa jaty hain is sy ap ka kafi time bach jata hy lakenis ky kuch nuksan b hain peshawar brt ka ticket 50 rs ka hy agr ap card holder ni hain to apko 50 dainy paryn gy chaey ap aik kilometer e safar teh krty hain to is k sath sath ghareeb log jo texi ya normal gari chalty thy uny kafi nuksan hoa Keu k BRT ki any ki waja sy log zaida Brt k safar ko e tarjee dy rhy hain

            اب آن لائن

            Working...
            X