Ye review Lipton Tea par mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Lipton Tea par mabni hy
    Assalam O Alikum dosto mera ye review Lipton tea par mabni hy. Jesa k aap sab ki pata hy k chai ka shouq poori dunya main buhat zyada hy, chahy vo ghar main ho , offices main ho yaa bahir tourism main ho loug chai zaroor enjoy karty hain. Aksar aisa hota hy k loug baqi kuch ho ya na ho chai zarooe sath le kar jaam pe jaaty hain. Jaga jaga cities main aur addo main chai k hotels dekny ko milty hain aur jahan B chai ka hotel ho rush buhat hota hy, chai main caffine hoty hain jis ke waja sy takawat door ho jata hy aur zehni sakoon milta hy aur banda active rehta hy, chai main kayee qism k chai latty market main milty hain jis ke quality main hamesha ail doosra sy farq rehta hy, agar aap international traveller ho to aap zaroor market visit karty hoingy jahan apko koi brand mily yaa na mily Lipton chai zaroor apko milegi, lipton aik aisa bran hy k iska zaiqa poori dunya main aik jesy hota hy agar koi mamooli si change ho b to dood ke waja ho sakti hy lipton uniliver ka product hy aur. Lipton baghair rang k chai hy aur loug buhat pasand karty hain, main khud B lipton he use karta hoon.
    Lipton k faidy aur nuqsanat:

    Faidy:
    Faida iska ye hy k aap jaahn B jaye apko brand change karny ke zaroorat nahi paregi, aapko lipton har jaga milegi.
    Doosta fiada iska ye hy k agar aap kaam karty karty tak jaty hain to lipton apko zehni sakoon deta hy.
    Theesra faida ye hy k iski kam miqdar sy B awla quality ke chai banti hy.
    Chota fiada ye hy k iski chai hamesha aik he zaiqy main hoti hy chai ka zaiqa kabhi change nahi hota.

    Nuqsanat:
    Nuqsanat iska ye hy k aik baar peeny sy insan iska aadi ho jata hy iski zabar dast zaiqy ke waja sy, pir waqt bewaqt demand he larty hain chai ka.
    Doosra nuqsan ye hy k jitna zyada chair ka istimal ho zahiri baat hy dood cheeni zyada lagegi to kharcha barega aur cheeni ka istimal B zyada hoga jo k sehat k liye tek nahi.
    Theesra nuqsan ye hy k ismain caffine hota hy jo aik psychoactive drug hy aur zyada miqdar mai nsehat k liye tek nahi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Lipton Tea par mabni hy

    Lipton Yellow label Tea Pakistan ky sath sath puri dunia mein mashur hai aur aap jhan bhi chaly jayen aapjo Lipton tea aam si dukano mein dikh jati hai. Jo is bat ki zamanat hai ky Lipoton tea puri dunia mein bhut shoq se pii jati hai. Aur tamam log is ko dusri tea se zeada tar preference dety hain. Aur sirf lipton ki chaye ko psand karty hain.

    Advantages :

    Lipton tea ek bht acha brand hai. Agar aap chayee ky shoqeen hain to aap Lipton brand try kar sktay haon aur aadhy se zeada logon ko yeh psand ati hai aur un ko iski adat hojati hai.​Aur dusri chaye achi nahin lagti.

    Yeh tea bht achi quality mein mojud hoti hai. Aur is mein aap ko bht sy flavours mein teabags bhi diye jaty hain. Aur aap bht se flavours mein is tea ko enjoy kar skty hain.

    Zeada tar logon ka manna hai ky agar kaam ki thakawat ho aur sur mein dard ho to isko peeny se un ki thakawat aur dard door hjaty hain. Aur phr un mein dibara kam karny ki energy ajati hai. Aur yeh aap ko chust rakhny mein madad deti hai. Yehi wjha hai ky sakht garmi mein mazdoor log bhi chaye pee lety hain.​Aur chye peena psand kargy hain.

    Long term use se scientists ne yeh bhi sabit kia hai ky yeh aapky heart problems ko door karta hai. Aur blood ki constant supply ko yaqeeni bnati hai.

    Disadvantages :

    Tea ka over usage aap ky skin colour ko dark bna skta hai. Aur agr aap zeada sugar wali chaye peety rehty hain to aap ko diabetes ka khatra ho skta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Lipton Tea par mabni hy

      Lipton tea ek special aur international kism ka brand ban chuka hy agar ap tea ke user hen aur ap koi aur tea use krte hen to apko lipton jesa zaeqa kisi men nh milega apko lazmi kuch arsa lipton ko use kr dembna chahe ap delh lenge ap men kafi sara badlao aega aur ap eske regular user ban jaenge.
      1 Lipton tea ke faeday
      Eske kafi sare faeday hen ye ap ki kisi bhi kism ki thakawat ko door kr deti hy ap boor nh hute jab ap kaam kr kr ke thak jate hen to esko use kren ap phr se pehle jese fresh hujaenge ar bilkul new way se kaam krna shro krdenge
      2 Healthy mind keeps healthy body
      Agar apka mind healthy hy to body bhi healthy hugi apka mind apki body ko apne mutabiq use krega jab ap es brand ki tea pi lete hen to apki energy bahaaal hujati hy aur ap phr se kaam krna shro kr dete hen.
      3 negative impact
      Eska negative just yhe hy ke ap ziada estamal na kren agr ap over use krenge to yeh apki body ko kafi nuksaan pahnche gi es leay es tea ka over usage na kren
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Lipton Tea par mabni hy

        Ap log wesy tu roz mara zindgii main chye peeny k lay muktalf tea ka istaml krty hogay lkn jab ap lipton tea ka istaml kry gay tu yaqeenan ap ko us ka result waza nazr aya ga ku k ay aik international brand hain bjo buht hi achi zaky dar mazy wli tea hain jass main ap ko chye peny ka mza dusri sub tea say zyda ay ga ya brand har ghr main istaml hot hain jass say ap ko skun milta hain........

        ADVANTAGES........

        Lipton tea buht hi kaml hain as main kushbo wli quality acha zaqa ir ya buht hi famous tea hain as main har price main tea ka Daba packet asani k sth har local shop say available hain as say ap k jism main skun a jata hain thakvt door ho jati hain jism main aik deam ap k khoon ki gardsh ko bahal kr deta hain.....

        DISADVANTAGES........

        chye koi bhi hn humy srf ir srf zurart hi had tk Pena chye ku k jo log zyda istaml krty hain wo adi ho jaty hain jass ki waja say un ko buht say issue create hoty hain as wja say humy as ko zyda istaml ni krna chye bilkul thori buht zamy or jism ki thakvt k lay....
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Lipton Tea par mabni hy

          Tea apko pata he hae ke aj kal bahut he zayada utilize hote hae har koi aj kal chai peta hae or ab jab sardiyan a rahe hain to ab to log or bhe zayada pete hain to is liye aj hum bat karte hain aik international tea brand par jo ke lipton hae lipton aik bahut ache tea hae jo ke pore duniya main use hote hae is se bane howe chai bahut ache hote hae q ke yeh bahut teez hote hae jis ke waja se yeh kam quantity main bhe bahut ache se tea ban jate hae to bas yeh bahut ache company lke bat karte hain to yeh bahut ache hae overall is main sab kuch acha hae or bat karte hain is ke price par to in ke prices bhe kuch zayada nhe hote hain in ke prices bhe bahut low hote hain to bas hamne cahiye ke hum is main lipton tea he use kiya karen take hum yahan se faida hasil kar saken or is main hum ho saken kamyab bas yehe aik ese chai hae jo ke apko subah subah taza dam kar dete hae or is tarah se ap aik ache morning se apni din ka ghaz karv sakte hain to agar ap isko use nhe karte hain lipton tea ko to main apko recommed yehe karon ga ke ap aik dafa is chai ko zaroor istemal kar ke dekhao yeh bahut he acha hae or bahut he impressive results hain is ke aik dafa sakoon he a jata hae is cghai ko pee kar to bas ap is bat se he andaza laga len ke yeh kitne ache chai hae or is chai ke quality kitne ache hae
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Lipton Tea par mabni hy

            Dears aapane Lipton chai ke bare mein bahut important information share Ki hai main aapko Lipton chahie k bare mein apna experience or knowledge share karogi Pakistan mein koi Ghar aisa nahin Jahan chahe use na ki jaati Lipton Lipton chai 1 branded company hai Lipton chai ka taste bahut achcha hota hai aap Pakistan ki kisi bhi City mein rehte Ho vahan se Lipton chai ap ko available ho gi isko use karen taapko iske taste mein Koi difference najar nahin aaega Lipton Chai Jo ek bar pi leta hai hai use Koi dusri chai pasand nahin aati school office shopping mall har jagah Lipton chahie use ki jaati hai log chai peena pasand karte Hain kuch log chai ke itne aadai hota Hain Ki vah chai ke bagair nahin rah paate kuch log bed tea ka use karta hain chai peene ke kuchh fayde Hain to kuchh nuksan bhi hai main aapko chai ke advantages batao gi

            Fayde...

            agar aap tired hai chai peene se aap fresh Ho jaenge agar aap tension mein hai to chai peene se aap ki tension reduce ho sakti hai chai mein cafteen ka use Kiya jata hai jo aapki body ko active banata hai Lipton chai jab aap lete Hain to is ka test aapko bahut pasand aata hai

            Nuksan...

            jyada chai peene se a aapko bahut sare nuksan Ka samna karna padta hai jyada chai ka istemal aapke stomach ko damage kar deta hai aapko bhookh nahin lagti e aur aap ki sehat mutasar hoti hai chai mein sugar Dali jaati hai sugar wale patient agar vah chahe use karen to unka sugar level badh jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Lipton Tea par mabni hy

              Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Mera yah review Lipton tea per Madhubani hai Jesa k aap sab ki pata hy k chai ka shouq poori dunya main buhat zyada hy, chahy vo ghar main ho , offices main ho yaa bahir tourism main ho loug chai zaroor enjoy karty hain. Aksar aisa hota hy k loug baqi kuch ho ya na ho chai zarooe sath le kar jaam pe jaaty hain. Jaga jaga cities main aur addo main chai k hotels dekny ko milty hain aur jahan B chai ka hotel ho rush buhat hota hy, chai main caffine hoty hain jis ke waja sy takawat door ho jata hy aur zehni sakoon milta hy aur banda active rehta hy, chai main kayee qism k chai latty market main milty hain jis ke quality main hamesha ail doosra sy farq rehta hy, agar aap international traveller ho to aap zaroor market visit karty hoingy jahan apko koi brand mily yaa na mily Lipton chai zaroor apko milegi, lipton aik aisa bran hy k iska zaiqa poori dunya main aik jesy hota hy agar koi mamooli si change ho b to dood ke waja ho sakti hy lipton uniliver ka product hy aur. Lipton baghair rang k chai hy aur loug buhat pasand karty hain, main khud B lipton he use karta hoon.Pakistan mein koi Ghar aisa nahin Jahan chahe use na ki jaati Lipton Lipton chai 1 branded company hai Lipton chai ka taste bahut achcha hota hai aap Pakistan ki kisi bhi City mein rehte Ho vahan se Lipton chai ap ko available ho gi isko use karen taapko iske taste mein Koi difference najar nahin aaega Lipton Chai Jo ek bar pi leta hai hai use Koi dusri chai pasand nahin aati school office shopping mall har jagah Lipton chahie use ki jaati hai log chai peena pasand karte Hain kuch log chai ke itne aadai hota Hain Ki vah chai ke bagair nahin rah paate kuch log bed tea ka use karta hain chai peene ke kuchh fayde Hain to kuchh nuksan bhi hai main aapko chai ke advantages batao gi

              Fayde...

              agar aap tired hai chai peene se aap fresh Ho jaenge agar aap tension mein hai to chai peene se aap ki tension reduce ho sakti hai chai mein cafteen ka use Kiya jata hai jo aapki body ko active banata hai Lipton chai jab aap lete Hain to is ka test aapko bahut pasand aata hai

              Nuksan...

              jyada chai peene se a aapko bahut sare nuksan Ka samna karna padta hai jyada chai ka istemal aapke stomach ko damage kar deta hai aapko bhookh nahin lagti e aur aap ki sehat mutasar hoti hai chai mein sugar Dali jaati hai sugar wale patient agar vah chahe use karen to unka sugar level badh jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Lipton Tea par mabni hy

                Assalamu Alaikum Forex friends aaj ka Hamara topic Lipton per Mabani hai .Chaliye is intro per Roshani dalte Hain.
                Lipton ak British brand ki tea hai, owned by Unilever. Lipton was also a supermarket chain in the United Kingdom, later sold to Argyll Foods, after which the company sold only tea. The company is named after its founder Sir Thomas Lipton.
                Owner: Unilever; PepsiCo

                Flavour
                Mango Peach, Berry Hibiscus and Lemon Ginger.
                Luscious, sweet and juicy flavor for anytime enjoyment that is naturally caffeine free.
                A taste that will awaken your senses!
                Simply infuse this herbal tea for 3 minutes in hot or iced water.
                History:Our story began way back in the 1800s with the vision of one man, our very own Sir Thomas Lipton. From humble beginnings in a tenement building in Glasgow, Sir Thomas would rise to become a world-renowned entrepreneur, yachtsman and of course, tea merchant extraordinaire.
                Benefit of lipton tea.
                Lipton tea provides you with flavonoid antioxidants. Antioxidants thought ki help se ap ki body health ki rok tham krti hai pura din.Studies observing large populations and their eating lifestyle habits over a period of time show that regular tea drinking may help maintain heart health.
                Get Your Antioxidants · Protect Your Heart · Reduce Risk of Cancer · Lipton Tea Benefits · People are Reading · Get the latest tips on diet, exercise and healthy ...

                Ye siide effects bhut ziyada use krne ki bina paish aty hai.

                Reduced iron absorption. Tea is a rich source of a class of compounds called tannins. ...
                Increased anxiety, stress, and restlessness. Tea leaves naturally contain caffeine. ...
                Poor sleep.
                Nausea.
                Heartburn.
                Pregnancy complications.
                Headaches. ...
                Dizziness.
                Es mae High amounts mae black tea cause of side effects banti hai. the caffeine in black tea. Ye side effects can range from mild to serious and include headache, nervousness, sleep problems, vomiting, diarrhea, irritability, irregular heartbeat, tremor, heartburn, dizziness, ringing in the ears, convulsions, and confusion.
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Lipton Tea par mabni hy

                  Sir Thomas's Lipton .
                  Na 1800 s main tea par Kam kia tha or us waqat SC Lipton tea start hoi the .
                  Dear ap ja topic bohat he acha hai or tamam members ko is SC faida hasil ho ga
                  Dear Lipton tea bohat he popular brand hai Pakistan main .
                  Dear maximum log is teak ko use karthy Hain or is barns ke apni am pachan hai ye bohat he zabardast tea hai.
                  Dear is main Lipton green tea black tea .
                  Available hai
                  Dear Pakistan main her achi shop par ye tea available hai or reasonable price main available hai
                  Dear abi to market Lipton tea bags be available hain.
                  Is Tara green tea main be tea bag available Hain .
                  Dear main ye tea khud use Kar ka chk ke hai is ja taste bohat he acha hai or bohat he resenable hai .

                  Advantage
                  Dear Lipton tea ka bohat he ourani history hai or ye 1800s main start hoi the .
                  Dear ye bohat he popular brand hai or Pakistan main is ke bohat zaida sale hai.
                  Dear Pakistan main her acahy store par available hai.
                  Dear ye first time Sri Lanka main. Start hoi the .
                  Disadvantage.
                  Dear is ka koi khas disadvantage nai hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Lipton Tea par mabni hy

                    Ji aapane Lipton ke bare mein bahut hi Achcha question Kiya Hai Iske bare mein Ham aapko bataenge ki Lipton tea Kaisi chai hoti hai Lipton tea boti testi chai banti hai koi bhi ghar Aisa Nahin Hota Jahan per Lipton chai ko use nahin kiya Jata Har Koi chai ko use Karta Hai yah bahut hi acchi hotihai hai iska Jayega Bahut Hi best Hota Hai Har Koi chai Ko kharida Hai Agar Ham Kisi bhi City Mein Rahte Hain To Hamen Lipton Chahe Har Jagah available Hoti Hai yah bahut hi famous chahie hai bahut se log isliye aunty ko use karte hain lutfor Santosh Hote Hain bahut se log kaise hain Jo is chal ke alava kisi bhi dusri chai ko Pasand Nahin Karte Lipton chai ka bahut jyada istemal Kiya Jata Hai Kyunki Ki Chai bahut hi acchi hoti hai

                    Lipton chai Hamari body ko bahut hi jyada active banati Hai Jab Ham Lipton chai ko Peete Hain To is Se Hamare thakawat Dur Ho Jaati Hai Ham relax Ho Jaate Hain Lipton chai Peene se Hamara mind bilkul relax ho jata hai aur Ham tension free ho Jaate Hain Lipton chai ka test Jyada Pasand Kiya jata hai Lipton chai ka itna tasty hota hai ki is chai peay Bajar Banda Nahin Rah Sakta Kuchh log yah Kahate Hain Lipton chai ke alava Kisi Aur chai ka zieka tasty Nahin Hota Hai Lipton chai ke alava chai Peene Ka koi bhi fayda nahin Hota ki dusri chai bilkul bhi acchi Nahin Hoti Lipton chai shopping mall Mein Har Jagah yah chai use ki Jaati Hai school mein office Mein Har Jagah use ki Jaati Hai is chai ke Kuchh disadvantage bhi hote hain Agar Hamesha Kaun Jyada istemal Karenge To isase Hamara stomach damage bhi ho sakta hai isliye main chai Jyada istemal Nahin Karni chahie bulke iska istemal kam karna chahie Jyada chai sehat ke liye theek Nahin Hoti Har chij Ke advantage Hote Hain Uske Kuchh disadvantage bhi Hote Hain Jiske bare mein Hamen information honi chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Lipton Tea par mabni hy

                      asslam o alikam dear ap ne acha review diya ha hume pta ha k lipton tea kia ha is ko hum apni zaban mn patii khate hein ye chaye k use k liye istamal hoti hai is k bhagir hum chaye ni bana sakte hein ap ne liptopn tea ki company k bharey mn review diya ha tu yr company bohat achi company ha liptop tea ka taste bohat acha hota ha ur ise kafi maze dar chaye banti hai

                      adavantages .
                      is k bohat zada faidey hein bohat se log ise use krte hein ye hume kareane k dukan se mil jati ha ur ise hum kafi tasti chaye bana sakte hein pakistan mn har achi shop se ye hume mil jati hai ab market mn liptop tea bags be avalibel hein ye hume green tea mn be mil jati ha hum ghr mn yahi tea use krte hein .

                      disadavantages liptop tea ki kafi old history hai mere anadaze se is ko use krne se hume itna nuqsan ni hota ha
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review Lipton Tea par mabni hy

                        Dare aaj main aapky sath lapton tea per review share karungi dear member Jaisa ki AAP Sab Jante Hain ke aajkal Chahe Peene Ka Shauk Har Kisi Ko Hota Hai Ham Har Jagah Chahe pe sakte hain Ham Apne office mein bhi Chahe Pee sakte hain aur apne ghar mein Chahe Pee sakte hain Hotel Mein Bhi Pee sakte hain tea Peene Ka yah fayda hota hai ki Jab Hamare Sar Mein Dard Ho To Ham Jab Chahe Peete Hain To Hamara Sar Dard theek ho jata hai Chahe peaker Hamen bahut hi sukun Mil Jata Hai bahut se log Aise Hain Jo lepton Ki Chai Pina Pasand Karte Hain lefton Ki caaye Hamesha best hi hoti hai leptin ki Chahe Baki Chahe Se Jyada zayika Dhaar hoti hai lapton tea ke Kuchh fayda Bhi hote hain Kuchh nuksan Bhi Hote Hain Jo Ki Main aapko aage bataungi

                        Fayde

                        Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki laptop chai ke bahut jyada fayde Hote Hain lefton Chahe Jab Ham Peete Hain To Hamen bahut jyada sukun Mil Jata Hai lapton Chahe bahut hi majedar hoti hai lapton Chahe bahut hi acchi quality mein maujud hoti hai aur jab Hamen kam ki thakawat ho to Jab Ham lapton chai Peete Hain To Hamen bahut jyada sukun Mil Jata Hai Aur Hamari thakawat Bhi khatm Ho Jaati Hai aur Hamen Dobara kam karne ki ki Himmat hoti hai agar Ham Chahe Nahin Petey To Hamen Dobara kam karne ki Himmat Nahin Hoti

                        Nuksan

                        Dear mamaber Ja sake AAP Sab Jante Hain Ki Chai Peene ke fayde bhi hote hain aur chai Peene Ke nuksan Bhi Hote Hain Agar Ham Jyada Chahe Peete Hain To Hamara colour bahut hi black ho jata hai Jyada chai Peene se Hamari sehat per bhi Asar pad sakta hai aur jab Ham chai Peete Hain To Hamen diabetes ka bhi Khatra ho jata hai Hamen sugar Ho Jaati Hai Jiski vajah se Hamen bahut jyada problem ka Samna karna padta hai Agar Ham chai ka Ziada use karte hain to Hamari body ko bhi bahut jyada nuksan Hota hi

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X