Question: day trading aur Scalping kya hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Question: day trading aur Scalping kya hain?
    As a new member of forex mai aap logon se aik question krna chahta hn mtlb ye baaten maine forum pe ee dekhin hain log aksr baat kr rahy hoty k Day trading aur scalping kee . Main aap sub se yehi puchna chahta k ye scalping kya hai Aur ye Day trading kya hai ???? Shukria.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

    Dear member jaisa ke aapane pooch ha hai ki day trading aur scalping ka kya matlab hai aaj main itna mujhe pata hai main aapko batati hun batati hun ki day training aur sculping mein kya Fark hai Day trading . Day trading mein sabse pahle aapko to yah karna chahie ki aap market ko pahle acche se jaanch lain matlab analyse kar lain kyunki jab tak aap market ko and acche se analyse nahin karenge tab tak aapko market ke bare mein nahin pata chalega aur aap agar is ekadam se analyse kiye bagair trading kar lenge to aap kaun nuksan ho sakta hai aur jab bhi Ham trading Karen hamen chahie ke Ham mard ko bahut hi acche se analyse Kale dhan ke hamen Koi nuksan Na Ho aur hamen chatting karte hue jyada jis nahin Lena chahie Ghar Ham risk lenge to isase hamen nuksan hoga aur hamari mehnat chhaya ho jayegi aap hamesha ki koshish karen ke pahle market ko jaise day time mein anodise Karen aur jab aapko Lage ki aap ab chatting kar sakte hain aur aapko Koi nuksan nahin hoga to aap magar kis chij ke liye trading kar sakte hain.Scalping. skyking karna bus aukat humne bahut jyada bhi de sakti hai aur bahut jyada nuksan bhi de sakti hai isliye hamen scorpion nahin karni chahie kyunki scalping karne se aksar jyada nuksan ho jata hai aur humne hamara profit loss mein tabdeel ho jata hai isliye hamen Scorpio se bachana chahie na ke hamen s******** karne chahie banke market ko acche se anodize karke trading karni chahie aur upar niche ek hi rate nahin lagani chahie. .
    • #3 Collapse

      Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

      members ko trading khud Se karna hoti hai aur jis tarah Se bhi kisi member ko like karte Hain is tarah Se members ko apni trading ko continue kar lena chahie Koi member agar din mein acchi tarah Se apni trading ko continue kar sakta hai tu is tarah Se members ko apni trading continue karke aur usko beneficial banaa Lena chahie aur agar koi member night time mein apni trading ko continue kar lena chahta hai tu is tarah Se bhi trading karne ke liye members ko experience hona chahie members card reading may experience hona importance hai aur agar members ka experience nahin hoga tu is tarah Se members ko trading mein fayda nahin hoga members ko apni trading mein scalping nahin karni chahie aur jab members scalping karte Hain to is tarah Se members ko Koi bhi fayda nahin milta hai trading karne ka yah ek tarika aisa hai ki use ful nahin hai aur is tarah Se members ko karne se divide karna chahie aur members ko mehnat se kam karna hoga jo member apni trading ko acchi mehnat ke sath kar rahe hote hain aur yahi vajah hai ki UN members ko achcha profit bhi a Raha hota hai isliye members ko acchi tarah Se continue karna hoga members ke liye trading mein Koi bhi shortcut nahin hai aur shortcut sa istemal karne se hi members ko nuksan hota hai is tarah Se members ko nahin karna chahie members ko apni trading ko acchi tarah Se karne ke liye bahut acchi tarah Se Kam karna hota hai aur is tarah Se member jab kam karte Hain to unko tab bhi fayda hota hai members ko acchi tarah Se apni trading ko continue karne ke liye maximum experience chahie hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

        Remember mujhe aapki chat kuchh khas samajh to nahin hai lekin jitna mere knowledge mein I hai sar main aapko bata deti hunday trading matlab agar Ham trade karte hain kisi bhi waqt kisi bhi din to hamen sabse pahle forex trading se related experience or knowledge agar hamare pass experience or knowledge hai to hamen padamati ko check karna hota hai murti analyse karna hota hai aur market ki movement ko acche se samajh Kar Hi hamen Facebook open karni hoti hai lekin agar Ham scalping ki baat Karen tu scalping se work karna kuchh khas fayde man nahin hota isliye hamen chahie ki Ham scalping se avoid Karen aur apne ko complete kar ke form per scalping work na Karen scalping work se Murad form per baraf karna aur ruk ruk kar baat karna rough work karna aur rules ko follow Na karna is tarah ka work scalping mein aata haihamen apne varg ko complete karke form per jyada practice ko time Dena chahie agar Ham forex trading se lekar jyada time practice ko denge to hamare pass experience or knowledge hoga forex trading se related is tarah Ham Diya account per acche se trade bhi kar payenge aur apni trading mein kamyab bhi ho sakenge isliye members ko chahie ki vah forex trading se related practice per jyada time den aur form per har time online online rehkar sculpting se avoid Karen kyunki is tarah ke varsh ka form per Koi fayda nahin hota form hamara is tarah ka varsh bhoot kar deta hai ke is tarah ke varg ka ka koi achcha bonus bhi nahin milta
        • #5 Collapse

          Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Shoaib619 پيغام ديکھيے
          As a new member of forex mai aap logon se aik question krna chahta hn mtlb ye baaten maine forum pe ee dekhin hain log aksr baat kr rahy hoty k Day trading aur scalping kee . Main aap sub se yehi puchna chahta k ye scalping kya hai Aur ye Day trading kya hai ???? Shukria.





          Salam G apny acha question kia hai apko mazeed guideline dy dyta hun.G Day trading ko forex mai Intraday trading bhi kaha jata hai.
          jessa ky pehly b btya hai ky Day trading aik din mai lagai gai trade ko intraday ya day trading kaha jata hai, choty time frame mai trading krny ky amal ko intraday ya day trading kaha jata hai.
          Day trading mai Time frame M30 sy ly ky H4 tak hota hai in time frame ko set kr ky Support resistance or Price action py kam kr ky technicall analysis find kiye jaty hain or aik achi c trade ko
          choose kr ky trade ko book kia jata hai or inhi time frame H1 sy H4 ky darmiyan apna profit book kr ky aik trader market sy out ho jata hai. Intraday trading mai zyada investor invest kr ky
          thori c amount mai profit lay ky market sy out ho jaty hain.
          SCALPING::: kam time frame mai trade krny ky amal ko scalping kehty hain.Scalping aik essa amal hai jis mai trader Mintues ky time frame jin mai One mints sy ly ky M15 or M30 hain in mai scalping
          yani choty analysis ko parakh ky trade ko book kr ky chota profit ly ky market sy out ho jata hai, Scalping trading mai bhut kam time ky leay investor market mai in ho ky out ho jata hai.This is called scalping.Thanks.
          • #6 Collapse

            Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

            Assalamu alaikum dear kya hal hai janab Amit karta hun sab khairiyat se honge trading aur scalping mein yah Fark hota hai hai ki aap Forest form per jab market ko analyse karke use per knowledge gain karte Hain aur uska ka ek ek chij note karte Hain aur ismein har tarah ki knowledge game karte Hain Koi chij rahana jaaye a aur har chij market ke bare mein main jo tips hoti hai usko game karna scalping hai. Market mein ham jab har chij per achcha knowledge gain ho jata hai hai to Ham use per trading karte hain aur yahi trading hamen main achcha profit deti hai jitna achha profit hoga utna hi achcha hamari income honge isliye jaruri hai ki market ko analyse karne ke liye scalping karna jaruri hai scalping ek bahut acchi e-term hai jisse Ham market ko acche se achcha analyse kar sakte hain aur uske bare mein acchi se acchi maloomat hasil kar sakte hain isiliye jaruri hai ki market ko hamesha pahle analyse kiya jaaye FIR trading ki jaaye trading se yah hota hai hamen achcha profit Mil jata hai aur FIR hamen achcha munafa hota hai isiliye trading aur scalping donon bahut jaruri hai market mein acchi income hasil karne ke liye
            • #7 Collapse

              Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

              Dear friends Ham apne topic ki jaanib badhate hue discussion ka aghaz Marty hean hamra aaj ka topic hai day trading aur scalping main Kya Fark hai scalping trading short term base par trading ko kehty hey aur day trading long term trading ko, agar traders market ki movement ko samaj jaty hey aur un ko lagta hay key scalping trading se un ko profit ho sakta hay to wo bahot hi short time key ley trades open kar lety hey jes ka maqsad ye hota hay key wo jald se jald profit earn karen aur trades ko close kar den, jab key day trading long time key ley trades ko open karny ko kehty hey esy trades jes me app ko yakeen ho key long term base par market app ko profit de sakti hay, day trading me take profit limit aur stop loss limit be long points par lagana zarori hey aur yes k Scalping aur day trading main difference yeah hota hai ky scalping very short time ky liay trade open kerny ki kehty hain ky jab bhi market kisi aik direction main move ker rehi ho tou aesy time main same direction main trade open kerna aur jab kuch profit hasil ho jaey tou same open trade ko close ker lena aesy hi bar bar trades open kerny aur thory sy profit per trades close kerny ki scalping kehty hain but day trading ka matlab hota hai ky ap daily basis per koi aik trade open kerty hain aur aik target select ker ky open chor dety hain ky market daily basis per both directions main movement kerti hai tou agar one direction main movement ker chuki ho tou wahan sy best chance hota hai ky reverse direction main order open ker lie jaey aur previous support ya resistance tak take profit select ker liay jaey tou apko daily basis per kafi achi earning ho sakti hai
              • #8 Collapse

                Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

                Dear scalping hota hy ke kam pips ki movement ka tajzia krna or kam pips ki movement per hi ziada lot ki trade lga ke profit hasil krna, scalping yhi kuch hota hy ke ap forn trade ki movement smjhein or ye movement long lasting nhi hogi balke thorre hi time mn ye movement hogi or hogi bhi tezz to ap trade lga ke earn ker sakte hain or day trading hoti hy long lasting trade ke ap trade lga dein or wo pora din wait krein or en mn aa kr agr wo proft mn hy tu band kr dein.
                • #9 Collapse

                  Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

                  Assalamu Alaikum dear member aap Humse bahut hi Achcha question kiya hai ki day trading aur scalping kya hai to Aaj Ham aapko bataenge ke day trading aur scalping mein kya Fark Hai day trading Mein Hamen sabse pahle chahie kya market Mein iska acche tarike se analysis Karen because jab tak ka market Main analysis Nahin Karenge tab tak Ham market ko acche tarike se nahin Jaan Payenge aur na ismein acche tarike se trade Laga Payenge isliye bahut jyada jaruri hai kya pahle market ka acche tarike se analysis Karen aur FIR Apna Kam Shuru Karen Jitna Jyada Hamara analysis strong Hoga utna Jaate Hain Ham market Mein acche tarike se trade Laga Payenge aur acchi success Hasil kar Payenge eight reading karne ke liye Hamare experience ka Hamare Sath Hona bahut jyada jaruri hai aur day trading main experience Ka Hona bahut jyada important hai agar day trading mein experience Nahin hoga Tu ham kabhi bhi market mein sahi tarike se trade nahin Laga Sakte scalping trading short term trading ko Kahate Hain aur Agar trader market ki movement ko acchi Tarah Se samajh Lete Hain To vah don ko Aisa Lagta Hai Ki vah Is Se Achcha profit Hasil kar sakte hain Jiski vajah Se Hua short-term A trade open kar lete hain scalping day or trading day mein different ye hota hai ki day trading long term per trading karte hain aur Day scalping jo hoty hain vah short-term per trading Karte Hain bus Agar ham forex market Mein kam karna chahte hain To Hamen ismein majuda Har chij ke bare mein acchi maloomat honi chahie jab tak Hamen ine ke bare mein acchi maloomat Na Ho Hamen Apne is business Mein Kam Nahin Karna chahie because agar Ham per Gair Kuchh Jaane Apne is business Mein kam Karenge To Hamen nuksan ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

                    G dear nice question day trading ka maqsad hai kay ap kam time mai short trading kartye hain ap trade open kartye hain ap ko pta hai kay scalping bhi esye he khaitye hain kay ap nay trade open kiya howa hai pher ap nay usye dubara kafi jaldi mai band kar daina hai tu day trading mai aisa he hai ap nay trade open kiya howa hai ap bar bar market pay nazar rakhye howye hain jaisye he market mai change a jata haj ya ap kay pass kafi acha profit ata hai tu ap us time pay trade ko close kar daitye hain aur ap es mai apna trade jaldi close kar daitye hain yani kay ap nay aik time bhi apna trade open nhi rhnye diya hai tu ap ko es mai daye trading karnye ka moqa mila hai aur esye he day trading khaitye hain jub kay scaloing mai hamesha trade jaldi close kar diya jata hai kiyu kay trading ya tu long turn mai hoti hai ya tu short turn mai hoti hai tu ap ka kam hai kay ap jis mai karna chatye hain market mai ap achi tarha nazar rakh kay kam karain ta kay bad mai ap kay kam mai masla nhi banta hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu mahnet aur lagan kay sath acha kam karna zaroori hai ager ap mahnet kartye haim tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain aur ap ka kam hamesha he acha ho jata hai tu kamyabo kaliye kafi zaroori hai kay acha kam kiya jaye mahnet aur lagan kay sath kam kiya jata hai tu ap ka kam kafi acha kar diya jata hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu ye sub mumken hai mahnet pay tu ap acha kam karain aur mahnet kay sath kam karain aur kamyabi pain
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

                      Dear forex main trading ki kai techniques and strategies hain, har trader yahan buy and sell ki trade main khud mukhtar hay. Is liye yahan kuch short time fram jab keh koi long time frame per trade karty hain.

                      Day trading.

                      Is say murad aisi trading jo daily start kar kay daily he khatam ki jaye. Aisi trade main traders stop loss ko aisi jaga set karty hain jo hit hony kay bad recoverable ho. Jab keh take profit woh utna he set karty hain jitna unka daily target ho. Woh apna targeted profit laity hain aur market say trdaing main say exit ho jaty hain. Ya ager stop loss hit ho jaye to tab bhi wo is loss ko recover karny aur mazeed trading kay liye next day ka wait karty hain.

                      Day trading strategy.

                      Day trading new york session main bahut mufeed sabit hoti hay. Is main market movement fast hoti hay aur hamain kisi aik trend ki samjh a rahi hoti hay. Market main hamain kai securities ka clear trend pata chal raha hota hay. Aisy main ham apna daily targeted profit bahut asani say achieve kar sakty hain.

                      Scalping.

                      Scalping aik bahut he famous trading type hay, jis main aisy traders ya professionals jo kisi aur shu'bay say bhi munsalik hon aur forex main trading bhi kar rahy hon, involve hoty hain. Inkay pas itna time nai hota keh woh small lot say trade open kar lain aur phir baqi kamon kay diran bar bar trade ko bhi manage karty rahain.

                      Scalping trading strategy.

                      Scalper traders ka maqsad market ka strong trend aur momentum find karna hota hay. Ye hamesha short time frame main trade karty hain aur day trading ko like karty hain. Inki preference aisy pairs main trading karni hoti hay jin ka low spread ho, iskay bad woh more risk lay ker less time main small number of pips gain kar kay he apna daily profit target poora kar laity hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

                        dear friend, day trading aur scalping two types ki trading techniques ya strategies hain, in ma hmain market ki short up and down moments k mutabik trading karni hoti ha, day trading sa murad wo trades hain jo perticular day ma open b ki jaen aur usi din ma close b kar di jaen, ye strategy raat k market close honay k baad next day kisi large moment sa adversly affect nhi honay daiti, ye exerienced traders k liay aik achi strategy smjhi ja sakti ha, q k is ma achi trade exection speed honi chaiay, is k ilawa graphs, pattern aur indicators ko properly read karna aur un k mutabik stoploss aur takeprofit jaisay tools ko set karna bht zaruri ha,

                        scalping strategy aik advance trading strategy smjhi jati ha jis ma shorter frame k liay trade ki jati ha jo kuch minutes par b mushtamil ho sakti ha, is ma hmain market ma ahort time k liay entry karni parti ha aud thoray pips par acha profit hasil kar k market sa exit hona hota ha, is strategy k liay low time frame k charts use kiay jatay hain, is ma b trader k pass acha knowledge aur experience bht zaruri ha, scalping k zariay hm aik session ma multiple trades kar saktay hain, is ma high leverage k sath trading ki jati ha, ye aik risky techniques ha lakin agr learning ko use kar k proper anaylisis karain to ye profitable results b daiti ha, is liay hmain forex ma interest k sath kam karna chaiay ta k is tarah ki different trading techniques sa wakfiat hasil ki ja sakay jin sa hm sitiations k mutabik trading karain aur hmain forex ma kamyabi hasil ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

                          Forex business mein day trading aik din ki trading ko kehtay han day trading mein hum jo trade open kartay han us trade ko is din hi close karna hota hai aik din ki trading ko day trading kaha jata hai
                          Scalping forex business mein Short term trading ko bhi keh saktay han scalping mein hum ziada lot size laga kar trading kartay han aur forex market mein Kam pip ka profit earn kar kay market se our ho jatay han aur market mein in aur out ko hi scalping kaha jata hai aur forex mein scalping buht ziada mushkil hoti hai is mein kiok ziada lot size laga kar trading kartay han is leye is mein account bhi jaldi wash ho sakta hai aur new trader ko scalping nahin karni cahaiye kiok scalping karne kay leye knowledge aur experience ki zaroorat hoti hai aur agr knowledge aur experience nahin hota aur scalping kartay han tu is se account bhi wash ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

                            Dear friend first of all map aap se Yahi Kahana chahta hun ki mujhe aapki baat acchi Tarah Se samajh Nahin aaya aur na hi main yah samajh Paya hun ki aap Kis Tarah Ka Jawab chahte hain aur aap apne Sawal Mein Kis Tarah Se apne aap ko explain Karte Hain Bhar HAL mein aapke jawab Sawal Ka Jawab dunga Jo Sawal kiya hai usko Sahi tarike se explain nahin kiya to main yah samajh Nahin Pa Raha ke aap puchna kya chah rahe hain Apne Apne Sawal ko Sahi tarike se explain nahin kiya to Fir Bhi Mein Apne knowledge ki main aapko Jarur batana ki koshish karunga day trading bahut hi faydemand Saboot ho sakti hai agar ek se short term trading hain aap agar aap long term trading Karte Hain To fir aapke liye day trading Sahi Nahin Hai long term trading karne walon ke liye bahut hi jyada wait karna padta hai lekin jo log day trading karte hain unke liye itna Jyada wait to nahin hota hua Ek Din Mein Hi apni trade close kar sakte hain aur open bhi kar sakte hain kya Unka matlab aur hota hai iska kya matlab hota hai ki agar aap ek trade Lagate Hain aur use trade ko chalne Dete Hain aur uske profit Mein Aane Tak Koi Aur trade Nahin Lagate isko aap scalping kya Lete Hain dusron Ki trade bhi Lagana aap scalping ke Jamane mein le Jaate Hain Kya Karke Jo log trading karte hain vah itne Kash Kamyab To Nahin Hote lekin chances hote hain ki vah bhi Kamyab Ho jaen ab aapke Sawal per Aate Hain aap poochh rahe the ke inmein se kaun si vyavastha hai To Mere Khyal Se To scalping Jara behtar hai day trading karne se shocked to ask hota hai lekin Itna Achcha Nahin Hota ke Ram usko real process kya Saken real profit sketching Nahin hota hai aur yah bahut Achcha profit hota hai usko Ham utilise bhi kar sakte hain tu mere sale scalping mein jyada profit hota hai bahut Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

                              aap ne bohat he acha question kiya hai k day tradig aur scalping trading mein kea difference hota hai day trading ka maqsad hai k hum less time mein short trading kerty hain aap trade ko open kerty aur aap ko bhi pata hai k scalping bhi isy he kehty hain k aap e trade open kerna hai lekin aap ne usy bohat jaldi mein bend ker dena hai aur isis tarhan day trading mein bhi hai aap ne trade ko open ker k rakha hua hai aur aap baar baar market ka analysis ker rahy hain aur is se market mein bohat he change aa jata hai aur hamary paas profit bhi aa jata hai is tarhan aap us waqt par trade ko close ker dety hain is mein hum apni trade ko jaldi close ker dety hain is ka matlab ye hua k aap ne trade ko sirf bohat thori dair k liye open kiya hua tha
                              trading ya tou long term mein hoti hai aur tou phir short term mein hoti hai is liye aap ka jis tarf zehan ho trading kerny ka aap us mein trading keren phir chahy short ho ya phir long jis se aap ko zeada profit hasil hota ho aap wo trading keren hamen chahiye k hum achi tarhan market par nazar rakh ker kaam keren taa k baad mein masla na ben jaye mehnat aur lagan k sath kaam keren kuen k acha kaam forex par bohat zeada zaroori hai agar aap mehnat kerty hain tou aap kabhi bhi nakam nahi hoty har insan is mein acha kaam ker k kamyab ho sakta hai aur bohat se log kamyab hoty bhi hain hamen trading ko apni merzi se select kerna chahiye jo humen suit kerti ho aur baad mein hum trade laga dein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X