Question: day trading aur Scalping kya hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

    Ji Ham Sab Ko mehnat ke sath kam karna chahie Mahina Kaisa kam karna Hamare liye bahut hi important hai so Ham Sab Ko Dil Laga kar kaam karna hoga knowledge main he a jata hae is main jab market up and down hote hae to aik flag type pattern banate hae jis ko hum kehte hain flag pattern to yeh bahut he acha hae hamen cahiye ke hum isko he use karte hain take hum ache se is main se kuch gain kar saken hum jitna sahe tarah se or ache tarah se is main kam kar jate hain to hum is main se kuch na kuch gain kar he pate hain bas hamen apna sahe tarah se ache tarah se is main kam karna ho ga take hum is main success hasil kar saken hum jitna zayada is main dil se kam karte hain hamare liye utna he best hota hae hum is main success hasil kar jate hain lakin hamen kabhe bhe himmat nhe harne hae hamen is main mehnat karne hae or isko seekhna hae hum jitna isko seekhne ke liye willing hote hain hum is main success utna he hasil kar he jate hain bas hamen is main sahe tarah se or ache tarah se is main kam karna ho ga take hum yahan se kuch na kuch gain kar sakon or is main hum ache tarah se kamyab ho saken hum jitna zayada dil se kam karen ge hamare liye yehe bare bat hae to bas ache tarah se kam karen jitna hum is main kam karte hain hum is main success bhe hasil kar lete hain hum bas hamen is main kam ko sahe tarah se ache tarah se yeh karna ho ga is tarah se he to hum is main kamyab ho he jate hain bas hamen is main cahiye ke hum is main mehnat karen dil se kam karen jo log is main dil se kam kar jate hain to hum success bhe hasil kar he jate hain bas sare bat hote hae mehnat ke jo is main mehnat kar jate hain wohe to is main success bhe hasil kar lete hain to hamen bhe sahe tarah se ache tarah se kam karna ho ga is main success ke liye Yahan per apni bonus ko improve Karke kamyabi Hasil karne ki koshish karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

      Scalpers samal market ki movement sy faida uthan chahety hain ticker tap ka faida uthaty hovy jo market mein kabhi in ni rahty ,,,kafi arsy sy fast fingered crowd ny level 2 py inhassar kia k wo signls ko buy sell krain aour suply ko read krain aour adam tawazun ka mutalba krain NBBO sy ...
      Jab boli waly hissy par demand qaim ho jaiy gi ya ask sid py farhami qaim ho jaiy gi to wo khareidain gy ,,,aour jb spread ki conditions balanced hony lagy gi to minuts mein profit or loos book krawain gy,,,,,,,yeah method kam reliable hai elteonic market mein , is ki 3 reasons Hain....

      1 = 2010 k flash crash k baad order book k khali kr dia giya tha.. is standerd orders ko chocat day pr nishana banya giya tha jis sy funds manageron ko market sy door rakhny aour saanavi phanssi ka hukam diya gya....

      2 = HFT ( high frequency trading ) intraday k lain dain pr dominate krti hai,,,, jis ki wajah sy widily falactuating data ko undermines krta hai ,,akhir kar traders ki majority is dark pool sy hat jati hai jo real time mein report ni krty ....

      3 = scalper samal term opurtunities k liay tecnical indicaters ka aj k is dour mein chailenge kr sakty hain.....
      • #18 Collapse

        Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

        Day trading mein log full day asani kay sath hold kartay hein apni trades ko scalping walai log bilkul jaldi say niklwa saktay hein sellingKar saken g is ley huziada sda advantagho or event bikal bit prominent uncommon meo ge tab he mumble kaabhai gold ka pohat welcome ziyda progression can in like manner besides hai bhi bhi up down csimilarly in addition ja safa hi mumble kabi bi new exchange buying anelling attempt can moreover additionally overlay ki xchange lagne ay liye respect cks nahi kar sakty ky kay goldg and sellingying and selling pweens humain guid karain kay kis liye golain hamy ace backlist ky is ai kam kkarna ho ga pher hn e Ka ya mil Jaega isliye Vast robes Kolleal kiya jaaye augari mry mulk ko pakista new exchange wandering OK lay lawful kr dia jaye as state resoution new exchuht ham kya jayes rule tamam broar bhi pakistan OKho tu as domai humra mulk buht strong ho skta hy jas ki wja domain humry mulk ki ecnomey buht zyda strong ho skti hy jas domaimutter asani OK sth ry state dunia nur one weight all out ho skty hy humry mulk ki barozghri buht asani OK sth khtm
        • #19 Collapse

          Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

          Dear aapane bahut hi important question poochha hai aapke question ki Jawab Mein main aapse Kuchh information share karna chahta hun aur mein ummid karta hun Meri information study karne ke bad aapke mind Mein yah question clarify ho jaega aur aap ko iski against bahut hi acchi knowledge mil Jayegi jo aap apni trading per kam karte hue apply kar sakte hain.

          Scalping :

          Dear jab aap market ko regularly aur consistently observed kar rahe hote hain to use time per market mein aap short term trading karte hain aur usmein maximum lot size ko istemal karti hui aap market Mein profit Hasil Karte Hain Jab market 1 trend Mein movement karti hui retracement Karti Hai To situation main aap market Mein entry Lekar maximum profit Hasil karne ki koshish karte hain is strategy ko scalping strategy Kaha jata hai.

          Day Trading :

          Date reading ka matlab kya hota hai ki Jab aap Forex trading per kam kar rahe hote hain aur aap apni trade same day open karne ke bad same day hi close kar dete Hain isko aap day trading Kahate Hain dear day trading ke rules and regulations ke mutabik aapko market ki last session mein apni trade close karna hoti hai aur jab aap 1 day mein koi bhi trade open karte hain market close hone se pahle pahle usko close kar dete Hain. Day trading bhi short term trading Hoti Hai Jisko properly benefit banane ke liye aap Chhote timeframes ka istemal karte hain aur ismein Achcha profit Hasil karne ke liye hardworking Karte Hain.

          Dear agar aap Forex trading me acchi trading karna chahte hain to aapko Aisi related maximum information Hasil Karni chahie aur aapko day trading aur scalping Jaisi important strategy ko follow karte hue apni trading Karni chahie ismein aap apni trading co profitable banane ke sath sath uski safety ko bhi maintain karna learn kar sakte hain.
          • #20 Collapse

            Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

            Respected members were mostly short term trading co hi Caplin Kaha jata hai aur day trading bhi Yahi Ho Jaati Hai Ki short term trading Mein a Jaati Hai market Ko Jitna ho sake time Dena chahie analyses Karte Rahana chahie Jab market Mein Koi Achcha order mil raha hai trade open Karen Jitna profit nikalta Hai nikal Nahin Ja market Wapas reverse Leti Hai close kar diya Jaaye Thoda Thoda profit nikalenge easily nikal Sakenge aur account bhi save rahega
            • #21 Collapse

              Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

              Forex mein kam karty huey har trader ki apni strategy hiti hai jis par woh practice kar ky kam marty hain aur un mein achi earnings krny mein kamyab hoty hain. Kuch log trading mein long time analysis aur observations ky bad hi trades lagaty hain ajr bht zeada safety ky sath trade krna psnd karty hain. Aur esy traders ki ek trade mein days ya weeks aur months bhi lagty hain unhain long term traders kaha jata hai. Lekin kuch long short term trading karty hain jis mein observations aur analysis bht zeada long term k nahin hoty

              Day traders or Day trading :

              Day traders short term traders kehlaty hain aur inki strategies long term nahin jotin. In ki strategies long term traders se bht mukhtalif hoti hain. In ka target hita hai ky day working ky doran hi woh trades laga kar profits mein close karyn..​Esy traders ko day traderd kaha jata hai aur yeh trasinh day trading kehlati hain.

              Is mein traders apny accounts ky hisab se daily profit goal rkh skty hain aur us mutabiq kam kar skty hain agar woh zeada risk len gy to unhain zeada profit hota hai. Aur yeh traders long term ki long trades ky muqable mein bht zeada kamai krty hain. Aur ek din mein itna kama lety hain jitna dusry traders weeks mein earn krty hain. In ki strategies mein ek trade kuch ghnton ky liye hi chlti hai aur agar profit mein nah a rhi ho to yeh clkse kar ky agli trade ka sochty hain. Nah ky uska wait krty hain. Aur yeh traders raat tak apni sari trades close kr dety hain.

              Scalping :

              Scalping ek day trading strategy hai. Yeh bhi short terms mein profits par focus karti hai. Is mein yeh hota hai ky market jis trend ky sath move kar rhi ho to aap us trend ky stah trade laga skty hain. Lekin agar market kuch dair chalty huey trend ky opposite jati hai tto is se pehly aap trade close kr dety hain. Aur opposite direction mein chalty hi aap us direction ki trade laga dety hain aur market ky high lows se musalsal faida uthaty hain. Aur ek trade ki bjaye bht si choti choti trades laga kar zeada profits gain karty hain.

              Risk In Scalping :

              Scalping technique bht zeada risky hai kyn ky is mein aap ek hi trend mein bht si trades lagaty hainnaur zeada se zeada profits bnanay ka sochty hain. Isi qadar aapko agar loss hon to zeada amounts mein hoty hain kyn k choti choti trades mein loss hta rahy to woh loss bht big hojata hai. Scalping techniques mein agar aap new trader hain to aoko kam nahin krna chahye aur is ko pehly demo mein practice krna chahye. Kabhi bhi without experience Scalping mein kam karny par apko kamyabi hasil nahin ho skti.​
              • #22 Collapse

                Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

                Dear Forex trading main aap Jab kam karte hain to aapko ismein kam karne ke liye bahut jyada different method aise aur aap ismein Different techniques ka istemal kar sakte hain jisse aap apni trading best bana sakte hain aur aapko iska bahut jyada fayda hota hai Ham dekhte hain ki forex market Mein Ham Jab kam Karte Hain To Hamen ismein kam karne ka bahut jyada fayda hote hain Agar hamare pass market ka Achcha experience or knowledge Hoga To Hamen ismein bahut jyada kamyabi mil sakti hai.

                Dear Forex trading main aap Agar profit earning ke liye koi bhi strategy use karte hain to uska aapko bahut jyada fayda hote hain aap ismein day trading bhi kar sakte hain day trading aap Jab forex market Mein trade open Karte Hain to uska aap ko ya fayda hota hai ki aapko market mein vate nahin karna padta aapki trade ek hi din ke andar close Ho Jaati Hai Aur aapko Se Apna profit Hasil kar lete hain aur scalping trading Karke aap ismein Achcha profit Hasil Karte Hain.

                Scalping trading main aap bahut hi short Trump trade karte hain aur market se aap bahut hi scalping trade Lagate Hain Jiska aap ko ya fayda hote hain ki aap ko market mein bahut jyada vate nahin karna padta aur aap aasani se apni trade close kar dete Hain dear market mein aap Jab scalping trading karte hain aur scalping trading strategy Ek bahut hi risky strategy hoti hai aap Jab ismein Koi trade Lagate Hain To aapko ismein big Laut use karna hoti hai aur uske mutabik aapko apni trade Lagana hoti hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

                  Dear fellows day trading bhi same like scalping ha lekin ye us se zra different ha.day trading m ap daily ki aik trade krty hen.day traders market k start m he aik trade open krty hen aur evening time loss ya profit k sath close krty hen.day trader apni trade overnight hold nhi krty.day trades unko suit krti hen jinky pass analysis k liye bht time hota ha.day traders ko chahy profit hi chahye loss ho wo day trade he krta ha day trading bhi same like scalping ha lekin ye us se zra different ha.day trading m ap daily ki aik trade krty hen.day traders market k start m he aik trade open krty hen aur evening time loss ya profit k sath close krty hen.day trader apni trade overnight hold nhi krty.day trades unko suit krti hen jinky pass analysis k liye bht time hota ha.day traders ko chahy profit hi chahye loss ho wo day trade he krta ha Short term trade or scalping ko aps main aap jumble na kia karain. Kiun kay aap ko pata hona chiay market agar aap kay lain kay intra day trading agar aap bonus account per kartay hain to us waja say itna loss nahi hota .laikin scalping main agar koi trade phas jay to bahut zyada loss ho sakta hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

                    Day trading.

                    Forex day trading es lae zaruri hoti hai k es ma ham market ki small variations sy b faida utha sakty hain. Ye strategy technical analysis, indicators or market chart pattern ki help sy ki ja sakti hai.


                    Day trading stratgies.


                    1. Breakout. Break out tb occur karta hai jb market ik khas level ko break karti hai. Es level ko normally ham support or resistance k name sy janty hain. Jb market resistance ko break kar k up jati hai to day trader market ma enter ho jaty hain. But es k lae wo ik candle k complete hony ki confirmation ka wait kar lena chahe. Ye he condition market ma support k break hony par b use ki ja sakti hai but asi situation ma sell ki trade karna ho gi.


                    2. Plan your exits. Day trader ko apni trade k exit points ko b pehle he mark kar lena chahe. Resistance level k break hony par open ki jany wali trades ka stop loss ham resistance k nechy set karty hain ta k market reversal sy bacha ja saky. Ese tarha support level k break hony par open ki jany wali trade ka stop loss hamy support level k oper set karna chahe es sorat ma b ham maximum loss sy bach sakty hain.


                    Sclapping strategy.


                    Scalping strategy forex ki ik bhot famous strategy hai. Es ma profit k lae low time frames use kaye jaty hain. Kuch trader to 1 min time frame scalping k lae use karty hain. Es ma driving force quantity hoti hai. Es strategy ma trade ko tb tak hold kiya jata hai jb tak wo profit ma na chali jae. Ye strategy bhot risky hoti hai jb trade loss ma jati hai to phr scalpers usko hold ni kar sakty unhyn wo trade close karna parti hai or new chance es loss ko recover karny k lae avail karna hota hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

                      Bahi day trading or scapling dono aleda aleda cheezain hain pahle ham baat karte hain day trading ki day trading ka matlab hai ki din ko trade karna kya ek hi din mein trade ko open aur close karna trade ko long nahin karna iskl ko hum day trading ka name data hain day trading ke liye ham log h-1 ka time framw use karte hain aur yahi best hai day trading nahin karni chaya agar Ham new hai to yah sirf tab karen jab aap experience aur knowledge wala trader ban jaaye agr hum baat karte hain scapling ki to ya ek bahut hi tough trading stretagy hai it strategy ko sirf aur sirf best raider use Karen Varna aapko bahut bada nuksan ho sakta hai ismein ham log bari lot size use kar ka kam time-frame me badi amount lene ke chakkar mein hote Hain matlab yah ki ham log badla sahi lagate hain aur chhote point per ham log isko band kar dete Hain or profit ko hasil kar lete hain laken isme agar huma loss ho jaye to hamara account wash tuk ho jata hai aur ham kabhi bhi apna loss ko asani se recover nahin kar sakte hain is liye hamen is mai scapling nahin karni chahie agr scapling karni hai to pahle knowledge or experience hasil karen or agr ap ke pass acha knowledge or experience a jaya to aap aaram se is mai scapling kar ke ek acchi trade open kar sakte hain scapling krna mai munafa to milta hai lekin yah munafa tab tak hai jab tak hamen loss nahi hota jaisa huma loss ho jata hai to hamara sara balance khatm ho sakta hai is lia scapling stretagy ko na karian choti lot lagain or jis ka fida ya hai ka loss hona pr ahsani sy recover ho sakta hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

                        Day trading aur scalping mein per yah hai ki day trading ham bahut soch samajh kar aur mukmmal analysis ke bad start karte hain jab kis helping ham up and down trade lagakar kar lete hain cal pakka asal nuksan ya hai yah bahut jyada risky hoti hai kyunki ismein profit to bahut jaldi mil jata hai magar is waqt sabse bada problem yeh hai ki yah rest bahut ziyada involve karvati hai isliye day trading hi ham sab ke benefit mein hai kyunki day trading mein ham use waqt tak trade nahin lagate jab tak ke ham mukmmal taur per market ka analysis na kar len kyunki masla yah hai ki agar ham soche samjhe bina trade open kar denge to siwaye loss ke hamare pass kuchh hasil nahin hoga isliye day trading sabse ziyada beneficial hai aksar scalping kar kay bahut jaldi earning kar lete hain magar shayad wo experience traders hi honge kyunki ham jaise middle-class yah kam bilkul afford nahin kar sakte kyunki hamare pass itni investment he nai hoti ham ziyada risk lay sakin. waqat kay sath sath trading kay gurr aa jate hein agar ham naik niyatti se daily basis par forex market ka analysis karna start kar dain to ek waqat aaye ga kay ham kamyab traders ban kar ubharin gay aur kamyabi hamra mukadddar hogi bus is kaam kay liye sisrf hosla hi zaroori hay agar ham ye tmaam kam karin to kamyabi hi kamyabi hay
                        THKS
                        • #27 Collapse

                          Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?
                          Remember mujhe aapki chat kuchh khas samajh to nahin hai lekin jitna mere knowledge mein I hai sar main aapko bata deti hunday trading matlab agar Ham trade karte hain kisi bhi waqt kisi bhi din to hamen sabse pahle forex trading se related experience or knowledge agar hamare pass experience or knowledge hai to hamen padamati ko check karna hota hai murti analyse karna hota hai aur market ki movement ko acche se samajh Kar Hi hamen Facebook open karni hoti hai lekin agar Ham scalping ki baat Karen tu scalping se work karna kuchh khas fayde man nahin hota isliye hamen chahie ki Ham scalping se avoid Karen aur apne ko complete kar ke form per scalping work na Karen scalping work se Murad form per baraf karna aur ruk ruk kar baat karna rough work karna aur rules ko follow Na karna is tarah ka work scalping mein aata haihamen apne varg ko complete karke form per jyada practice ko time Dena chahie agar Ham forex trading se lekar jyada time practice ko denge to hamare pass experience or knowledge hoga forex trading se related is tarah Ham Diya account per acche se trade bhi kar payenge aur apni trading mein kamyab bhi ho sakenge isliye members ko chahie ki vah forex trading se related practice per jyada time den aur form per har time online online rehkar sculpting se avoid Karen kyunki is tarah ke varsh ka form per Koi fayda nahin hota form hamara is tarah ka varsh bhoot kar deta hai ke is tarah ke varg ka ka koi achcha bonus bhi nahin milta
                          • #28 Collapse

                            Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shoaib619 پيغام ديکھيے
                            As a new member of forex mai aap logon se aik question krna chahta hn mtlb ye baaten maine forum pe ee dekhin hain log aksr baat kr rahy hoty k Day trading aur scalping kee . Main aap sub se yehi puchna chahta k ye scalping kya hai Aur ye Day trading kya hai ???? Shukria.
                            Scalping short term trading ko kehty hain ky ham market main trade open kerny ka acha chance milny per just kuch minutes ky liay trade open kerty hain tou market ki kuch hi movement agar hamari favour main hoti hai tou hamain kuch profit hasil hony per ham apni trade close ker lety hain aur isi terha bar bar trades open aur close kerny per ham daily ka bahot achi amount main profit hasil ker lety hain agar ham log term trade kerty hain tou usky liay hamain profit hasil hony ka long time ky liay wait bhi kerna perta hai lekin scalping main hamain thora profit zarur hota hai lekin bar bar hota hai jis sy ham achi amount akathi ker lety hain

                            Day trading aesy trading hai jis ko ham na tou scalping count kerty hain aur na hi long term trading kyun ky scalping short term trading hoti hai jabky day trading na tou short term hoti hai aur na hi long term tou jab ham day trading kerty hain tou ham ny apni her open ki jany wali trade market close hony sy pehly close kerna hoti hai jo daily basis per kam kerty hain beshak hamari trade profit main ho ya loss main ham ny her surat same open trade ko close kerna hota hai jabky scalping main hamari koshish hoti hai ky hamain jab kuch profit hasil ho raha ho tou ham trade close ker lain tou dono terha ki trade hamary liay profitable ho sakti hai

                            Hamain forex market main successful trade kerna hoti hai jis ky liay hamain achi amount bhi forex market main trading ky liay invest hers hoti hai ky agar ham achi amount investment kerty hain tou hamain same amount per long term trading hi acha profit deti hai jabky agar hamarh trading account main balance small amount main ho tou us per ham long term trading tou nehi ker sakty lekin scalping kerty huey ham profit hasil ker ky apna balance increase bhi ker sakty hain
                            Last edited by ; 17-09-2020, 05:01 AM.
                            • #29 Collapse

                              Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

                              Doston trading mein aap Jyada Apna trade Karte Hain To aap apne trade mein Main din ke Waqt kam kar sakte hain aur Raat Ke Waqt Bhi kam kar sakte hain aap Jo kam din ke Waqt karte hain usko aap day trading Kahate Hain Aur Is Tarah aap apni trading Mein kamyabi ke sath Apna work karte hain apni trading Mein market ko analysis karte hue apni trading Karni chahie Taki aap kamyabi Hasil kar Saken

                              DAY TRADING:
                              Doston jo trade Mere Khyal mein aap jinko karte hain usko day trading Kahate Hain. Ismein aapko pahle apna market analysis karna hota hai aur Iske bad aapko apni trading karna hoti hai isliye aapko chahie ke Hamesha Soch samajh ke kam Karen mehnat Karen aur Jyada Se Jyada Apne market analysis ko strong banana chahie Jo log apni market ke analysis ko kamyabi ke sath karte hain Vahi log apni acchi earning bhi kar sakte hain agar aap trading Mein Himmat Karen aur daily basis per workout karte hue Jyada time trading co Den to aap kamyabi ke sath Apna trade work kar sakte hain aur acchi earning kar sakte hain aapki din ke waqat trading aapki day trading hoti hai hai isliye aapko Ek acchi planning ke sath Apna trade karna chahie Taki aap Kamyab ho sake aur acchi earning karne Ke Kabil Ban sake

                              SCALPING:
                              Doston trading Mein Aapki short time ke liye trading Jisne aap Big Lot ke sath Apna trade karte hain aur Is Tarah Aap Ko Jab profit hota hai to aap trade ko close kar dete hain aur Iske bad FIR aap trade Lagate Hain shirt time ke liye with big lot to is ko aap scalping Kahate Hain isliye aapko Soch Samajh Kar Apne trading Mein scalping Karni chahie Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Taki aap aasani ke sath apni trading Mein Kamyab ho sake aapki mehnat aur acchi earning aapki kamyabi hoti hai isliye daily basis per workout karte hue Jyada Se Jyada time trading co Den mehnat Karen aur acchi earning karne ki koshish karen jisse aapko kamyabi mil sake aur aap ek Achcha trade Karke Ek Achcha profit Hasil karne ke Kabil Ban sake
                              🌼 Never Give Up 🌼
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Question: day trading aur Scalping kya hain?

                                Forex trading Mein Day trading aur scalping trading Ek dusre se bahut hi jyada different Hote Hain donon ke difference is ko samajhna bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki Jab Hamen ko acche tarike se samajh Lenge tabhi Ham Apna Kam acche tarike Se Kar Payenge day trading Mein Hamen Apna Kam daily karna hota hai aur Hamen Frost trading main proper tarike se kam karna chahie Kyunki Agar Apna Kam proper tarike se Karenge aur daily ka work daily hi complete Karenge tabhi Ham is Mein acchi Shiksha Shastra kar Sakenge

                                Day trading Mein Hamen rojana Forex trading ko acchi Tarah Se Lagne karna chahie aur usmein mein jo Taman information ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie aur use Apne mind Mein set karke hi Ek planning kar leni chahie aur use planning ke hisab se hi Forex market Mein Apni trade open Karni chahie forex market Mein maujud trading strategy ko acchi Tarah Se learn Karenge tabhi Ham is Mein acchi trading strategy ko select kar Payenge aur usko Apne kam Mein use Karke Apne Karm ki quality ko Behtar Bana Sakenge aur Market Se Achcha bonus Hasil kar Payenge

                                Jab ke scalping trading strategy Ek bahut hi acchi strategy Hai is strategy ke help se Ham market Kai signal ko acchi Tarah Se samajh sakte hain aur Market ki price ke utaar chadhav Kothay achi transfer kar lete hain isliye market Madrid Lagate Waqt scalping trading strategy Koi use karna chahie Kyunki Ek bahut hi popular strategy hai aur bahut hi acchi bahut hi Achcha result deti hai Forex trading Mein Hamen scalping trading strategy ko use Karke ki acchi learning Haasil Karke hone se acchi earning bhi Hasil kar Sakenge Hamen Apne kam mein kisi bhi Kisha ka lalach nahin karna chahie balki Apna Kam mehnat aur honesty ke sath karna chahie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X