What is OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY. ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY. ??
    Salam my all Members , aj ap sy Aik question pochna hai ky What is Opening range breakout strategy ??? Q ky meny iss ky bary mai kafi sunna hai ager kisi bhi members ko iss Strategy ky bary mai Malomaat hai tu please Comment kr ky jawab den ..Shukria.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY. ??

    Opening range breakout strategyke bare mein janne ke liye to har Koi he bahut jyada interested hai lekin is bare mein janne ke liye hamen chahie ke Ham apne senior member se raptor Karen please senior member hamen is bare mein maloomat den aur tan ke Ham is se fayda utha sake aur hamari information mein ijaafa ho
    • #3 Collapse

      Re: What is OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY. ??

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Bilawal842 پيغام ديکھيے
      Salam my all Members , aj ap sy Aik question pochna hai ky What is Opening range breakout strategy ??? Q ky meny iss ky bary mai kafi sunna hai ager kisi bhi members ko iss Strategy ky bary mai Malomaat hai tu please Comment kr ky jawab den ..Shukria.
      Walaikum o Assalam! Dear brother apna bhot acha sawal kia ha. Man apka k sath Opening Range Breakout Strategy per apna knowledge share kerta hon.

      Opening Range Breakout:

      Opening Range Breakout Strategy man ham market k open k bad spacific priod k High aur Low per trading kerta han. Normally ye period 30 minute ya 1 hour ka hota ha.Is period man trader period k High aur Low ko identify kerta ha. Iska liye trader past k market ki High aur Low ko b use kerta ha. Ye past High aur Low levels bell ring k tor per kam kerta han. Trader opening range sa chart per entry point ko decide kerta ha aur market price ki forecaste kerta ha market ki next movement man.

      Opening Range Breakout Strategy hamen market ki furthur movement ki direction batata ha. Jab market price range ko ko breakout kerti ha to trader apni trade ko active kerta ha.
      Opening Range Trading Strategy:

      Strategy-1. Early Morning Range Breakout. Is strategy man ham gap ki boundaries ko identify kerta han aur breakout per breakouts ki direction man trade ko active kerta han.
      Strategy-2. Chart Pattern Gap Pullback Buy. Is trading strategy ham sirf bullish gaps man he apply kerta han. Jab bullish gap jab chart per milta ha to market price gap k direction man move kerti ha. Isko Pullback kehta han, ager Gap Bullish ho to Pullback bearish ho ga.
      Strategy-3. Gap Reversal. Ye strategy tab use hoti ha jab price Gap banna lakin breakout opposite direction man hota ha.
      Click image for larger version

Name:	c.png
Views:	3
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12331044Click image for larger version

Name:	ccc.png
Views:	1
Size:	8.8 کلوبائٹ
ID:	12331045
      • #4 Collapse

        Re: What is OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY. ??

        Opening range Breakout strategy Mein Ham market ke open hote hi Uske trend ko follow karte hain aur Up yah down Jis Tarah ka trend chal raha Hota Hai Hum Usi ke mutabik apni trading strategy banate hain aur apne trade ko perform karte hain but Jab Bhi opening range Breakout strategy market mein chal rahi Hoti Hai To Hamesha market ka trend ek hi direction mein ho raha hota hai aur markets ek hi direction Move kar rahi Hoti Hai for example Agar market and down word Hai To Hamen use Jagah per apni trade ko Sell may perform karna chahie Kyunki market se ek long time mein down Jana hota hai ISI Tarah Agar market trend of word hai to vahan per Hamen trade ko buy may perform karna chahie Kyunki market se use Jagah per bahut jyada Up point mein Move Jana hota hai to basically opening range Breakout strategy Ek Aisi strategy Hoti Hai jismein markets bahut long time tak use trend Mein move karti hai aur Market ke open hote hi vahan per Ham apni trading ko market ke Trend ke mutabik perform kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: What is OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY. ??

          Dear member yah ek tarah ki aisi strategy hai kya jisko maximum members apni trading mein istemal karne ko like karte hain aur agar strategy ko koi member acchi tarah Se istemal kar lega to members ko kam karne mein aur bhi acchi tarah Se helpmate jayegi aur members ko trading karne mein bhi koi problem nahin hogi isliye members ko chahie ki vah strategies ki help lekar aur apni trading co beneficial banale aur jab members Koi trading se related acchi strategy banaa lete Hain to is tarah Se members ko regular earning aana start Ho jaati hai iski vajah ji hai ki members jab strategies banakar apni trading co continue karte Hain to is tarah Se members ki trading nakam nahin hoti aur is tarah Se members apni trading mein successful ho rahe hote hain aur ek acchi planning banakar hi members ko apne kam ko aur trading co continue karna hota hai aur planning banane ke liye bhi members ko apna experience istemal karna hota aata hai members ke liye trading mein planning karke hi isko continue karna important hai aur jab members is tarah Se apni trading co continue kar rahe hote hain to koi bhi member aisa nahin hai ki jiski trading fail ho jaaye members ko strategies banakar hi apni trading ko bahut acchi tarah Se continue karna chahie aur jab members is tarah Se apni trading co continue karte Hain to members ko aur bhi acche results mil jaate Hain aur is tarah Se members ko achcha experience bhi mil jata hai aur iske liye members ko ISI tarah Se Hi apne kam ko continue karna hoga is tarah Se Hi members ko acche results Mel Rahe hote Hain
           
          • #6 Collapse

            Re: What is OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY. ??

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Bilawal842 پيغام ديکھيے
            Salam my all Members , aj ap sy Aik question pochna hai ky What is Opening range breakout strategy ??? Q ky meny iss ky bary mai kafi sunna hai ager kisi bhi members ko iss Strategy ky bary mai Malomaat hai tu please Comment kr ky jawab den ..Shukria.
            Jab bhi market kisi direction main movement ker rehi hoti hai tou woh aik specific range ky darmian hi movement ker rehi hoti hai ky price minimum aur price maximum limits hoti hain jin ky darmian hi market by kabhi minimum ki taraf movement kerna hoti hai aur kabhi maximum ki taraf tou ham same time main same direction main trade open ker ky acha profit bana sakty hain lekin forex market ki language main same minimum price limit ko support kehty hain jabky maximum price limit ko resistance kehty hain tou ham forex market main in support aur resistance ko follow kerty huey hi apni trade sell aur buy main enter kerty hain tou hamain open trade main profit ya loss hota hai ky ham kisi aik point sy trade enter ker ky market ki maximum range tak same direction main trade ko continue rakhty hain jabky reverse direction main market ki movement per loss aur forward direction main range limit tak market ki movement sy hamain profit hasil hota hai

            You market movement ki jo maximum range limit hoti hai mean resistance ya minimum range limit hoti hai mean support tou kabhi kabhi aesa time bhi ata hai ky same support ya resistance break bhi ho jati hain tou ham in ko range breakout kehty hain ky jab market maximum support ya resistance ko break kerti hai tou woh first time hota hai ky kisi bhi pair main market ki price minimum ya maximum limit ko break ker chuki hai tou ham aesy time per trade open ker ky bara risk lety hain ky hamain further market ki movement ka koi idea nehi hota ky support aur resistance already break ho chuki hoti hai tou hamain aesy time per wait kerna chahiay ky jab market reverse order main move kerna shuru ker dy tab ham trade open ker ky continue ker sakain
            Last edited by ; 17-09-2020, 05:59 AM.
            • #7 Collapse

              Re: What is OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY. ??

              G dear open range startgety ka matlab hai kay ap es mai trading kartye hain tu ap es mai aik range kay hisab say he kam kartye hain ap ka kam hai kay ap market ki range kay hisab say acha kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet kay sath karain aur lagan kay sath ap es mai dil laga kay kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karna chatye hain tu ap market ki range kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai kafi kamyab ho jatye hain tu es mai range ye he hai ta kay bad mai ap es mai tools ka istmalbkartye hain tu bhi ap es mai kafi faida laitye hain tu ap ka kam hai kay ap nay sl yani iay stop lose ka istmal us market kay pair ki range kay hisab say rakhain aur ap ka kam hai kay ap es mai tp ka istmal kartye hain yani kay ap es mai take profit tool lagtye hain tu wo bhi ap ka jam hai kay ap es mai achi aur range mai lagain ta kay bad mai ap es mai acha kam kartye hain tu ap kamyab bhi ho jatye hain tu mahnet kay sath kam karna sub say zayda kamyabi hai per es mai kafi kam hai jis mai ap kam kar kay kamyab ho patye hain tu market mai pair ki bhi aik range hoti hai jis say agye wo jatye nhi hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye rhain ap es mai dil laga kay jitna kam kartye hain ap es mai atna he kamyab hai tu acha kam kartye hain tu ap kaliye asani ho jatye hain aur bad mai ap ka kam ap kaliye kafi kamyabi laye kay ata hai tu mahnet aur lagan ksy sath he kam acha ho pata hai
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: What is OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY. ??

                Breakout strategy.


                Breakout forex trading ki bhot common strategies hoti hain. Es k andar price level ko pehle indentify karna hota hai or wait karna hota hai k market jb us level ko break kary gi. Us k bad hamy break out ki nature k mutabik buy or sell ki trade open karna hoti hai. Jo hamary lae aksar big profit ka sabab banti hai. Kiu k breakout jb occur hota hai to market phr long move karti hai. Zayada tar ye break out market k highest point ya lowest points par hoty hain. Jb market ik direction ma tezi sy move karna start kar deti hai. Breakout trading strategy ma apko ensure karna chahe k ap ny kbi achy point ko miss ni karna.


                Open Range Breakout strategy.


                Ek breakout strategy eurpean open range k name sy b jani jati hai. Ye strategy tipically eurousd k lae hai or ye es k elawa eurpean major k lae b effectively use ki ja sakti hai. Jesa k forex market 24 hrs open rehti hai but friday evening ma es pair ki movement consistent ni rehti. Trading the eurpean open range has three steps. 1. Half an hour london session k open hony sy pehle hamy market ma high or low ko identify karna hota hai. 2. Es step ma hamy Average True Range k zaryae plus minus 10 pip break out ko dakhna hota hai. Ye attempt market ki direction ko mahloom karny k lae ki jati hai. 3. Final step ma ham bullish or bearish trade ko attempt karty hain. Ye ham 5 minute time frame ko judge kar k kar sakty hain. Or es ma mazeed improvement k lae ham rsi ko b use kar sakty hain.


                New announcement ma b es ma effective role play karti hain. Es k elawa ye b mattet karta hai k ap din k kis hesy ma trade kar rahy hain k es time par major market open hain ya close hain.
                • #9 Collapse

                  Re: What is OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY. ??

                  dear friend, opening range breakout aik commomly use honay wali trading strategy ha jisay ziada tar traders prefer kartay hain, isko mukhtalif indicators k sath aur rules k mutabik use kar k wo achay benifits hasil kartay hain, ye aik simple strategy ha jis k mutabik kisi b pair ko us waqt buy karain jb wo opening range ki high sa above ho aur us waqt sell karain jb wo opening range ki low sa below ho, jb market trends ma ya aik taraf move kar rahi ho to break out trading ma hmain is tarah ki moves ko miss nhi karnaa chaiay, opening range hm usay kehtay hain jo pehlay 30 minutes tk market ki moment rahi ho chahay wo up ho ya down, 5 minutes charts 5 EMA aur 20 EMA k sath trading decisions liay jatay hain, 20 EMA system ma use honay wala aik important technical indicator ha, lihaza is ma entry point pehlay 5 minutes ki candle ki opening range sa outside par hota ha, is strategy k liay MACD aur Stochastic indicators kafi useful hotay hain, is strategy k liay hmain market k different sessions k opening time ko mind ma rakhna chaiay ta k un k open honay par trades set karnay ma asani ho aur hm achi entering oppertunity miss na karain, lihaza hmain market ma entry k liay pairs ki moment aur routine ko b mind ma rakhna chaiay aur apni learning ko use kar k acha entry point select karain, tp aur sl ka proper use karain ta k agr market koi unpredicted moment b karay to hmain ziada loss na ho aur hmara capital safe rahay
                  • #10 Collapse

                    Re: What is OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY. ??

                    Salam to all of you and I hope you are doing well and dear members mn umeed krta hon k ap sub log khush o khurm hon gy dear friend ap ka question bht he acha h k opening range breakout strategy kia h dear friends opening rang breakout strategy mn hum is waqt trading start krty hn jb market open hoti h dear friend jb bhi market open hoti h ar hum us waqt market ka analysis krty hn to us waqt market ka jo trend chl rha hota h to us waqat taqrebn market usi simmat mn zyada move krti h agr hum market ko dekhty hn ar ye k market up trend mn ja rhi h to yahn pr humyn buy trend pr trading krni chy q k is sorrthal mn market ny long buy he krna hota h ar agr market ka trend down h to ap andaza lga lijiy k ab market mn long time sell hony wala h is liy hymn chy k us waqt hum sell trend pr apna trade open kren.
                    Dosto meri information ar knowledge k mutabiq is qisam ki trading strategy ko hum opening rang breakout strategy ka nam dety hn is k alava bhi bht c trading strategies hn jin ko follow kr k hum acha profits kama skty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: What is OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY. ??

                      Forex market ki har security nay up and down movement kay liye aik range banai hoti hay jo normally usi kay darmian movement karti rehti hay. Is tarah iskay ye ups and downs points support and resistance points ban jaty hain. Ye short timeframes main bhi useful hoty hain jab keh long time frames main bhi.

                      Forex market ki movement ko jan'na aur samjhna bahut zaroori hay. Is liye kai traders horizontal lines kay through in ups and downs points ko highlight kar laity hain. Yani down trend ki surat main support break hony per next support tak aaye gi jab keh up side movement ager resistance ko torr day to ye next resistance tak up ja sakti hay. Yani ham opening range breakout strategy ko trend ki continuation kay teht istemal karty huye trading kar sakty hain.

                      Kai dafa aisa hota hay keh price first time support and resistance ko break karti hay, jis say hamain yehi lagta hay keh new price hights tak up jaye gi ya support breakout ki surat main mazeed down jaye gi. Q keh market ki support and resiatances bilkal close nai banti, is liye aksar new resistance and support bhi ban jati hay, jis tarah keh Gold nay last few months main new hights bana kr resistance break ki aur nai resistance bana li jab keh CL nay supports break kar kay almost zero per new support bana di. Laikin iskay bawajood aisi trading main bahut risk hota hay aur baz dafa market resistance ya support ko break karny kay bawajood wapas a kar kuch gap fill karti hay, ya mazeed wapas a jati hay. Aisi surat main hamain trend ki continuation ki bajaye trend ki reversal ki confirmation per safe trading karni chahaiye.
                      • #12 Collapse

                        Re: What is OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY. ??

                        market main jab bhe breakout hota hae to is ka kuch na kuch result zaroor nikalta hae to is ke liye hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se kam karna ho ga jitna zayada hum is main kam kar jaen ge hamare liye utna he faida ho ga to is waja se hamen cahiye ke hum is main mehnat karte rahen jitna zayada hum is main dil se kam kar jate hain hum is main kuch na kuch hasil kar he jate hain q ke is main hum aik ache se strategy ko follow karte howe kam kar rahe hote hain to hamen is main acha kam karte howe is main success lene cahiye take hum yahan se kuch na kuch hasil kar saken or is main se acha profit hasil kar saken hum ko is main bas mehnat karne cahiye jitne zyada hum is main kam ko sahe tarah se kam karte hain hum is main s ache earning bhe hasil kar jate hain bas hamen is main kabhe bhe himmat nhe harne chaiye balke hamen cahiye ke hum is amin kam bhe kar he liya karen hum jitna zayada dil se kam kar jate hain hum is main se success hasil kar he jate hain bas hamen is main dil se kam kar sakte hain to bas hamen cahiye ke hum is main ache tarah se is main mehnat bhe kar sakne hum is main jitna zayada dil se kam kar jate hain hum is main success bhe gain kar he lete hain bas mehnat karne hote hae take hum is main kuch kar saken
                        • #13 Collapse

                          Re: What is OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY. ??

                          Dear aapane bahut hi important aur technical question poochha hai no doubt opening range Breakout strategy bahut hi important strategy hoti hai jo 1 Din Mein repeated time istemal ki ja rahi hoti hai dear jab aap opening range Breakout strategy se related apni study complete karte hain to aapko Idea hota hai ki Jab Bhi market ka session complete hota hai to next session ke liye yah strategy bahut jyada helpful ho sakti hai aur aap ki trading ko bahut jyada profitable banaa sakti hai.

                          Dear jab market ka next session start hota hai aur last closing candlestick ko aap compare Karte Hain To usmein aap yah satellite ji istemal karte hue apni trading ko profitable bana sakte hain Kyunki Jaise hi market ka ek session closed hota hai to Uske bad next session start hota hai aur aap Jab yah strategy istemal kar rahe hote hain to usmein aap pre-planning karte ho ya market se related important information apni trading par apply kar sakte hain dear jab market ka ek session start hone ke bad close hota hai aur next session Jaise hi start hota hai to usmein aapko prices ka thoda sa Breakout dekhne Ko Milta Hai.

                          Prices Jaise hi Breakout hoti hai aur next session start hota hai to use time per aap is strategy ko proper istemal karte hue apni trading co safety ke sath maintain kar sakte hain aur apne profit ko maximize kar sakte hain dear agar aap apni trading co profitable banana Chahte Hain To aapko multiple strategy se related different important information kapde trading per reply Karni Hogi otherwise aapke liye bahut jyada problems ho sakte hain aur aapki trading aapke liye profitable Nahin ho sakti.
                          • #14 Collapse

                            Re: What is OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY. ??

                            Jeans Aur Sab kon mehnat se Apna Kam Karne chahie mehnat Se Apna Kam karna Hamare liye important hai Soham Saif ko Apne time kar Apna Kam karna hoga Apne time par Apna Kam Karne Mein Hamara advantage hai isliye Ham Sab Ko Dil Laga kar Apna Kam karna chahie Dil Laga kar apna kam karne mein Ham Kamyab hote hain SO Ham Sab Ko mahine ke sath Apna Kam karna chahie mehnat ke sath Apna Kam karo Hamen kamyabi hoti hai so Hamen Dil lagakar Apna Kam karna chahie Dil Laga kar apna kam karne mein Hamara bahut hi advantage hai hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se kjam kara karen hum is main jitna zayada ache se hum is main market ko samajh bhe sakte hain or is main hum trade bhe kar sakte hain to bas hamen is ke liye dil se ache tarah se is main kam karna hota hae hum jitna zayada is main kam ka kar jate hain to hum is main success hasil kar he jate hain to bas is main hamen dil se kam karna cahiye hum jitna zayada is main kam kar jate hain jitna acha hum is main kam karte hain to hum is main success hasil kar he jate hain bas hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamen cahiye ke hum is main apna sahe or genuine kam karte rahen yeh to sara knowledge hae jo ke hamen hasil hota hae agar hum acha knowledge hasil karna cahte hain to is ke liye hamen is main mehnat bhe zayada karne ho ge hum jitna zayada is main kam kar jaen ge hamare liye utna he faida ho ga ke hum is main success hasil kar sakne ge bas hamen is main dil se kam karte rehna cahiye kabhe bhe himmat nhe harne hae is main agar hona hae kamyab to hamen is main dil se kam karna ho ga jitna zayada hum is main mehnat karte hain hum is main se kuch na kuch hasil kar he jate haion bas mehnat karen himmat se or ache tarah se kam karen take hum is main success hasil kar saken hum is main sahe tarah se kam kar jate hain tab he to hum kuch kar sakte hain agar hum is main dil se kam kar jate hain to hamen bhe is main kam ko sahe tarah se karna ho ga take hum kuch hasil kar saken ache tarah se is main earn karne ke liye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: What is OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY. ??

                              Opening range breakout kay andar hota ye hay kay aaap log aik aisa analysis kartay hein jis me market ko fundamentally daikhna hota hay with Ja akti hai aar ham register tip predctable ith Amal Karke geting redied kiya Karen To Hamen purhasing arne mein pull reted krean gy to us number one sab ko faida hoo ga our us pay hit expense pay kia jaey ga to pher us basic us maen hum halat theek ora state traki alrighy pay gamzaa greenback OK mukablaupay ki hai ismein ham kam se kam theory Jyada gain Hasil kar sakte hain Kyunki y Kaisa v hai jo Puri Duya Mein misfire chukahai unfamilein agar undertaking i nishpaksh merchants Jyada jaldi solid Money manager Blacklist Jaate Hain is venturebahut jyada prevailing hoti hai aar is Pakismein legitimatar diyato is se Mulakat ho ja sakti hai Kyunki isase bahut Yad a rahi hai abhi Nahin Sakta Hai jisse Ki ho sakti hai Chale Jyegi Masi Taur iordance with PakistaUN byada solid ho jaegarex market ko Pakistan mein legal karne se Agar faryad hai to nuksan bhi Bdonon darkish Pakistan Ke khairkhan Nahin Hai Is vajah Se yah Pakistan Ko Kisi bhi Kishan ke kram mein x changing co Pakistan mein Lagal kar de Pakistan ki multiplication ko Behtar Jocontributors frequently challecreations kertay hain unhain pata hai kay challekay second week mai miltunfamiliar trade conversation board kay administrators aurmou uss kay baadinstafoward departmenNormal bounce sirf purchasig and selling alright ley hotha jiarabehtarin jawab Mukabala ki Inam Kira kam 25 June ko separate kar di Gai thiisliye Meri aap sabse Guzarish Hai Ke Pakistan the Forex market shape ke hisab se Hamarabehtarin jawab Mukabala Mein kam Shuruox karte shade acchkistan the oersation board Ne the Forx market pedia ka matlb hai kiis Area Mein ar Tarah Ki malooma ki aapko Pakistan the Forex marketshape se associate methodology for account mein kam karne ke liye jitni bhi informationknow

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X