Mera ye review Whatsapp par mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mera ye review Whatsapp par mabni hy
    Hello dosto mera ye review whatsapp par mabni hy, jesa k aap sab ko pata hy k jab sy smart phone market mai naya hy naye naye app B technologies k field main mutaarif ho rahy hain, jesa k aplogo ko pata hy k har field main buhat barra competition chal raha hy bilkul isi tara software k field main B din ba din izafa ho raha hy aur competition barta jaa raha hy, har software company is koshish main hy k koi aisa app market main layain jo saary k saary apps peechy chordai naur maheeno main he millions users pakarlain.
    To bhai bilkul isi tara software k maidan main aaj sy teek 11 saal pehly aik software launch hogaya tha tha jsi kaa naam tha whatsapp jo abhi B top app main sy aik hy. Poori dunya main shayed aisa koi smart he na ho jis main whatsapp install na ho aur daily k hisab sy use na ho raha ho, ye software app 2009 main Brian Acton aur Jan kaum ny launch kiya jo pehly dono Yahoo k employees thy.
    2007 main jab ye dono Yahoo chorr k chaly gaye to dono ny Facebook company main job k liye apply kiya jo k reject huwy thy aur pir 24 feb 2009 ko unhoon ny Whatsapp launch kardiya.
    Whatsapp aik world wide used app hy jo loug businesses k liye, personal kaam k liye, garelo istimal k liye, family sy chat k liye, dosto sy chat k liye, even co workers sy baat cheet aur business solution k liye use karty hain.
    Whatsapp dunya bhar main iski safety aur simple usage aur icons k liye mashoor hy, ye aik buaht he safe aur simple app hy, isky istimal main koi rocket science nah ikoi B install kar salta hy free main aur ue kar sakta hy.
    Iska har mobile k liyecapna ail version hota hy jo kisi aur mbl main aksar use nahi ho skata.
    Whatsapp ko facebook company ny feb 2014 ko 16B$ ke qeemat sy khareed kar &4Billion un cash dediye aur 16 billìon dollar ke facebook company ny shares dediye.
    Whatsapp ny recently business Whatsapp B launch kiya huwa hy jo businessea k liye loug use larty hain.

    Faidy:
    Whatsapp ka sab sy barra faida ye hy k ye ail safe and secure app hy, isy koi hack nahi kar salta bashart ye k aap ny secure kiya huwa ho,
    Doosra faida ye hy k aap ismain koi B personal chat aaram sy kar slaty ho aapky chat tak koi nahi pounch sakta,
    Theesra faida ye hy k aap ispar videos photos etc kuch B share kar sakty ho chahy vo family picture ho yaa business.
    Theesra faida ye hy k aap is par location share lar kar skaty ho for example aap ail jaga par mujood ho aur aap apna location kisi k sath share karna chahty ho to apa asani k sath baghiar kisi tension k apna location share kar sakty ho.
    Iska ail aur faida ye hy k aap dunya k kisi B kony main bazarya whatsapp documents share kar sakty ho chaahy vo kisi B qism ke docs ho aur jisy B bejna ho.
    Iska ab k mujooda halat main sab sy barra fiada ye hy corona k is dour main whatsapp ny room introduce kiya huwa hy jis main aap inline class ya meeting arrange kar salty ho.
    Agar aap k paas date ho to ye aapko bujat bachat de sakta hy, Q k aap dunya main kahin B free of cost call kar sakty ho, msgs kar sakty ho chahy audio ho yaa video.

    Nuqsanat:
    Isla sab sy barra nuqsan ye hy k koi B hack kar skata hy apka whatsapp, agar aap zyada samajty nahi k kesy whatsapp ko secure karna hy to koi B aapko doka de lar aap sy whatsapp security code maang kar aapky whatsapp ko hack kar sakta hy aur aapka date leak kar skata hy jis sy aapko kaafi nuqsan ho sakta hy.
    Iska doosra nuqsan ye hy k aap baghair internet packege k whatsapp use nahi kar sakty.
    Iska thesra nuqan ye hy k zyada tar mamalik main free calls rtc band hy whatsapp par jahan aap sirf msgs k liye use kar sakty ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mera ye review Whatsapp par mabni hy

    Assalam walekum Pyare bhai jaan Jaisa kya Sab ko pata hai ki Jab Se smartphone market Mein Aaya hai to aap bhi Technology filed Mein Tarif ho rahe hain Ja sake aap logon ko pata hai ki Har field mein bahut bada complication chal raha hai bilkul ISI Tarah software ke faisle mein bhi Din BA din izafa ho raha hai aur complication badhta Ja Raha Hai Har software company is koshish mein hai ki koi aisa app market Mein Le Aaye Jo Ke Sare ke sare app Piche Chhod De aur mahinon mein hi million user Pakad Le To Bhai bilkul ISI Tarah software ke maidan Mein Aaj Tak 11 sal pahle Ek software launch ho gaya tha Jiska Naam Tha WhatsApp joke abhi bhi top app mein se ek Hai Puri Duniya Mein Shayad Aisa Koi smart Hi Na Ho Jisme WhatsApp install Na Ho Delhi ke hisab se usne Ho use ho raha hai aur software AP 2009 main tension aur Jahan Kaun ke launch Kiya To pahle UK a amplifier used WhatsApp pic worldwide uses app hai jo Ke Log business ke liye personal kam ke liye gharelu istemal ke liye family se chatting kar Vikas ke liye isko istemal Karte Hain

    Advantage

    WhatsApp ka sabse bada fayda yah hai ki yah safe and secure app Hai is ko koi Hak nahin kar sakta basharat yah hai ki aapane Sach aur Kiya Hua Ho yani ke password gaya ho
    Aur iska fayda yah hai ki aap isme koi bhi personal chat aaram se kar sakte hain aur aapki chat Tak Koi Nahin pahunch Sakta
    Aur iska fayda yah hai ki aap is per video photo editor se Kuchh Bhi share kar sakte hain Chahe vah family pic kar ho ya business
    Iska fayda yah hai ki aap is per location share kar sakte hain aur for example aap oil Jagah per manjur ho aur aap apna location kisi ke sath share karna chahte hain to aap aasani ke sath Bhagat Kisi tension Ke Apna location share kar sakte hain
    Hain iska fayda yah hai ki aap Duniya ke kisi bhi Kone Mein Bajar WhatsApp documents share kar sakte hain Chahe vah Kisi bhi kism ke document NTSE SEBI bechna Ho
    Ho ab iska Ab ke maujuda halat mein sabse bada Faisla yah hai ki Corona ke is loan Mein WhatsApp mein room intro dost Kiya hua hai jismein aap online class marriage kar sakte hain
    Agar aapke pass date ho to yah aapko bahut bachat Aati Hai Kyunki aap Duniya Mein Kahin Bhi Sharif off cast kal kar sakte hain message kar sakte hain Chahe audio Ho Ja video

    Rukhsar

    Sabse bada Insan kya hai ki koi bhi hack kar sakta hai aur aapki WhatsApp agar aap Jyada samajhte Nahin ke kis WhatsApp ko Sach aur karna hai to koi bhi aapko Dhokha De sakta hai aur aap se WhatsApp security code Mang Dar aapki WhatsApp ko hack kar sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Mera ye review Whatsapp par mabni hy

      WhatsApp


      WhastApp Messenger Ya WhatsApp Aik American Freeware , Cross Platform Messaging Or Voice Over Ip Yani ( VoIP ) Service Hai Jo Keh Facebook Incorporation Ki Ownership Mai Hai. WhatsApp Messenger Kay Sath Aik Or Bhi Service Provide Ki Jati Hai Jis Ka Naam WhatsApp Business Hai. 2018 Mai WhatsApp Nay Small Level Kay Business Mans Kay Liye WhatsApp Business Ko Mutarouf Karwaya Jo Keh Ye Software Application Bhi WhatsApp Nay Khud Banai Thi Ise Client Application Bhi Kaha Jata Hai Or Ise WhatsApp Ki Incorporation Mountain View, California Mai Banaya Gaya Tha Or Kuch Hi Arsey Bad Ye WhatsApp Ki Tamam Ownership Facebook Nay Khareed Li Thi . Facebook Nay 19.3 Billion Dollar Mai WhatsApp Ko Buy Kiya Tha Facebook Nay 2014 February Mai Isey Buy Kiya Or Us Kay Kuch Hi Arsey Bad Mai Ye WhatsApp Apps Worlds Popular Messaging Apps Kay Naam Sy Janeney Lagi Or Ye 2015 Mai Iski Rating High Ho Gayi Thi. Ye Aik Source Hai Primary Electronic Communication Ka Multiple Countries Or Locations Kay Sath. Agr WhatApp Ki History Ki Baat Ki Jaye Tu WhatsApp Ko Banaya Gaya Tha 24 February 2009 Mai Or Isey Ab Tak 11 Years Guzar Chukey Hain Or Is Application Ko Bananey Waly 2 Log Thy Jo Keh Pehley Yahoo Company Mai Former Employee Ki Post Par Working Kartey Thy Us Job Ko Chorney Kay Bad In 2 Logoun Nay Jin Ka Naam Brian Acton Or Jan Koum Hai Inhoun Nay WhatsApp Application Ko Mil Kar Develop Kiya. WhatsApp Incorporation Ki Type Subsidiary Par Mubni Hai Or Iskey Headquarters Yani Main Office Mountain View, California, United States Mai Hain Or Ab WhatsApp Ki Company Kay Owner Will Cathcart Hain Jinhein Head of WhatsApp Bhi Kaha Jata Hai.WhatsApp Company Aik Bhut Hi Compact Or Unique Company Hai Jis Mai Abhi Tak Sirf 50 Employees Working Kartey Hain. WhatsApp Ki Apni Aik Website Hai Jo www.WhatsApp.com Kay Naam Say Jnai Jati Hai. WhatsApp Bhut Say Platforms Ko Support Karti Hai Jesy Keh Windows , IOS Or Android Wagheira Ko Or Iskey Sath Ye Application Computers Mai Bhi Run Hoti Hai.


      Advantages



      WhatsApp Applications Kay Hamein Bhut Say Fawaid Hasil Hain Jesy Keh Ye Application Aik Messaging Application Hai Tu Aik Jagah Say Daosri Jagah Text Messages Begh Saktey Ho , Voie Messages Begh Saktey Ho Iskey Sath Hum Or Bhi Deegar Tasks Perform Kar Saktey Hain WhatsApp Kay Sath. WhatsApp Say Bhut Faida Hasil Hain Worldwide Mai Tu Agr Kise Nay Apkey Pass Ana Hai Tu Agr Us Ko Apni Location Nhi Pata Tu Aap Apni Live Location WhatsApp Kay Feature Kay Zariye Begh Saktey Ho Takeh Wo Us Say Navigate Kar Keh Apni Destination Tak Pouch Jaye Or Hum WhatsApp Ko Istamal Kartey Waqt Kise Bhi Kism Kay Documents , Images Or Pictures Begh Saktey Hain Chahe Wo Fake Houn Ya Original. WhatsApp Application Ko Hum Har Jagah Yani Har Paltform Par Use Kar Saktey Hain Jesy Keh Agr Hum Computer Use Kar Rahy Hain Tu Hum Wahan Bhi Use Kar Saktey Hain Or Agr Hum Mobile Phone Istamal Kar Rahy Hain Tu Wahan Bhi Ise Register Kar Kay Istamal Kar Saktey Hain Or Isey Register Karney Par Kise Bhi Kism Ka Koi Charge Fees Nhi Lago Hoti Ye Aik Freeware Application Hai . WhatsApp Ab Mian 2 Types Ki Hain Sab Say Pehli WhatsApp Or Dosri WhatsApp Business Hai Jo Keh Hum Apney Business Kay Liye Istamal kar Saktey Hain Or Faida Ly Skatey Hain Agr Hamara Koi Bhi Kise Bhi Kism Ka Business Hai Tu Hum Whatsapp Business Par Established Kar Kay Use Acha Run Kar Saktey Hain Isey Hamein Ye Faida Hasil Ho Gah Keh Hum Logoun Kay Sath Acha Connect Rahein Gy Or Apney Customers Or Clients Satisfy Rahein Gy Apkey Response Say. WhatsApp Ki Kise Bhi Application Ko Hum Kise Bhi Country Mai Istamal Kar Saktey Hain Is Application Ko Istamal Karney Mai Koi Bhi Kise Bhi Kism Ki Restrictions Nhi Lago Hoti Or WhatsApp Application 40 IOS Languages Or 60 Android Languages Mai Shamil Hai Koi Bhi User Isey Apni Language Kay Mutabik Set Kar Sakta Hai Easily Or Use Kar Sakta Hai. WhatsApp Ka Hamein Aik Or Faida Ye Hai Ke Keh Jo Bhi Hum Chats Kartey Hain Ya Kuch Bhi WhatsApp Mai Save Kartey Hain Tu Wo Hum Backup Plan Feature Ko Istamal Karein Tu Hamara Data Hamesha Save Rehta Hai Kabhi Bhi Delete Nhi Hota Beshak Hamara Phone Ya Koi Bhi Platform Destroy Hi Na Ho Jaye . WhatsApp Ko Register Karney Ka Bhi Bhut Easy Process Hai Is Mai Hamein Just Simple Personal Phone Number Par Register Karna Hota Hai. WhatsApp Application Low End Phones Par Bhi Easily Run Ho Jati Hai Ismai Koi Bhi Pareshani Nhi Ati. WhatsApp Par Hum Apni Stories Bhi Laga Saktey Hain Status Waly Portion Mai Tu Hamein Isey Logoun Kay Sath Or Bhi Intract Ho Skatey Hain Or Views Hasil Kar Saktey Hain.


      Disadvantages


      WhatsApp Kay Jahan Faidey Hain Whan Kuch Jagah Par Iskey Nuqsan Samney A Jatey Hain Jin Ko Aksar Log Notice Nhi Kartey Or Ignore Kartey Hain Tu Wo Kuch Nuqsan Hamarey Porey Platform Ko Barbad Bhi Kar Saktey Hain Jesy Keh Agr Hum WhatsApp User Hain Tu Is Mai Aik Problem Common Hai Keh Agr Hum Kise Ko Koi Bhi File Ya Document Begh Rahy Hain Tu Wo Hum Aik Size Limit Tak Begh Saktey Hain Agr Us Size Limt Say Zaida Ki File Ya Document Hai Tu Hum Nhi Begh Sakein Gy Or WhatsApp Users Ko Aksar Is Cheez Ki Pareshani Rehti Hai Keh Is Mia Face Filters Nhi Hain Jis Ki Wajah Say Video Calling Mai Experience Acha Nhi Milta Or WhatsApp Application Ka Apna Inbuilt Virtual Assistant Nhi Hai. WhatsApp Application Ko Hum Agr Use Karna Chahein Tu Hum Sirf Hum Apney Personal Phone Number Say Register Kar Sakey Hain Jis Ki Wajah Say Bhut Logoun Ko Privacy Problems Hoti Hain Or WhatsApp Ko Use Karney Kay liye Hamein Internet Ki Bhi Zarorat Parti Hai Koun Keh Agr Hamrey House Mai Wifi Hai Tu Wahan Tu Easily Use Kar Saktey Hain But Sometimes Jab Hum Bahir Jatey Hain Tu Hamein Internet Package Karwana Parta Hai Us Kay Bhi Expenses Hotey Hain Iska Ye Nuqsa Bhut Hi Loss Deta Hai Or WhatsApp Mai Text Kartey Howey Hum AIk Dosrey Ko Animated Stickers Nhi Begh Saktey Koun Keh WhatsApp Mai Ye Feature Nhi Hai Hum WhatsApp Mai File Document 100 Mb Tak Send Kar Saktey Hain Or 16 MB Tak Larger Video Files Send Kar Saktey Hain Ise Zaida Larger Files WhatsApp Transfer Karney Ko Support Nhi Karta. WhatsApp Application IOS Kay Liye Bhut Effect Ful Sabit Hoti Hai Koun Keh IOS Version Mai Iski Application Size 132.4 MB Hota Hai Jis Say Phones Ki Running Mai Ya Performance Mai Farq A Sakta Hai.

      Click image for larger version

Name:	images (9).png
Views:	1
Size:	3.7 کلوبائٹ
ID:	12331059


      Click image for larger version

Name:	whatsapp-facebook-branding-hero.png
Views:	1
Size:	59.1 کلوبائٹ
ID:	12331060


      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: Mera ye review Whatsapp par mabni hy

        My dear all forex member aaj ka review WhatsApp per mabni hai Whatsapp aik world wide used app hy jo loug businesses k liye, personal kaam k liye, garelo istimal k liye, family sy chat k liye, dosto sy chat k liye, even co workers sy baat cheet aur business solution k liye use karty hain.
        Whatsapp dunya bhar main iski safety aur simple usage aur icons k liye mashoor hy, ye aik buaht he safe aur simple app hy, isky istimal main koi rocket science nah ikoi B install kar salta hy free main aur ue kar sakta hy.
        Iska har mobile k liyecapna ail version hota hy jo kisi aur mbl main aksar use nahi ho skata.
        Whatsapp ko facebook company ny feb 2014 ko 16B$ ke qeemat sy khareed kar &4Billion un cash dediye aur 16 billìon dollar ke facebook company ny shares dediye.
        Whatsapp ny recently business Whatsapp B launch kiya huwa hy jo businessea k liye loug use larty hain.

        Faidy:
        Whatsapp ka sab sy barra faida ye hy k ye ail safe and secure app hy, isy koi hack nahi kar salta bashart ye k aap ny secure kiya huwa ho,
        Doosra faida ye hy k aap ismain koi B personal chat aaram sy kar slaty ho aapky chat tak koi nahi pounch sakta,
        Theesra faida ye hy k aap ispar videos photos etc kuch B share kar sakty ho chahy vo family picture ho yaa business.
        Theesra faida ye hy k aap is par location share lar kar skaty ho for example aap ail jaga par mujood ho aur aap apna location kisi k sath share karna chahty ho to apa asani k sath baghiar kisi tension k apna location share kar sakty ho.
        Iska ail aur faida ye hy k aap dunya k kisi B kony main bazarya whatsapp documents share kar sakty ho chaahy vo kisi B qism ke docs ho aur jisy B bejna ho.
        Iska ab k mujooda halat main sab sy barra fiada ye hy corona k is dour main whatsapp ny room introduce kiya huwa hy jis main aap inline class ya meeting arrange kar salty ho.
        Agar aap k paas date ho to ye aapko bujat bachat de sakta hy, Q k aap dunya main kahin B free of cost call kar sakty ho, msgs kar sakty ho chahy audio ho yaa video.

        Nuqsanat:
        Isla sab sy barra nuqsan ye hy k koi B hack kar skata hy apka whatsapp, agar aap zyada samajty nahi k kesy whatsapp ko secure karna hy to koi B aapko doka de lar aap sy whatsapp security code maang kar aapky whatsapp ko hack kar sakta hy aur aapka date leak kar skata hy jis sy aapko kaafi nuqsan ho sakta hy.
        Iska doosra nuqsan ye hy k aap baghair internet packege k whatsapp use nahi kar sakty.
        Iska thesra nuqan ye hy k zyada tar mamalik main free calls rtc band hy whatsapp par jahan aap sirf msgs k liye use kar sakty ho.
        • #5 Collapse

          Re: Mera ye review Whatsapp par mabni hy

          Whatsapp social media hay sab se popular app hay jes key help se ham online base par kesi key sath be connect reh sakty hey aur un se voice talk key sath camera key help se be bat kar sakty hey, bahot kam afraad janty hey key whatsapp ka owner Facebook hay jes ko 3 may 2009 ko release kia gia, whatsapp messenger American startup free source app hota hay jes ko calls key ley aut text key sath video text send karny key ley be use kia jata hay, Android play store me es messenger ka size 28.92 hota hay aur iOS system me es ka size 128.4 hota hy jes ko install kia ja sakta hay aur kamyabi key sath es ka use kia jata hay, social media platform me agar facebook key bad koi popular platform hay to ye whatsapp hay jes key koi be charges nahi hoty hey aur facebook ki tarha se es ko free install kar key use kia jata hay es ko use kar key out of country me ham apny friends aur family members key sath na siraf voice call kar sakty hey sath me ham live cam 2 cam bat kar sakty hey sab se achi bat ye hoti hay key ye call aur text messages bilkul be free hoty hey, jo be new mobile develop ho rahy hey whatsapp es me pehly se hi install kia jata hay es ki waja ye hoti hay key es ka use bahot hi zeyada hota hay esi waja se har mobile company ki koshish yahi hoti hay key ye mobile users key ley pehly se hi available kar dia jaye.
          • #6 Collapse

            Re: Mera ye review Whatsapp par mabni hy

            whatsapp har aaik mobile mein use hota hay bachne ke liye Dala chori movement hisar train nahin karni welcome full ek kaha ha forex exchanging fundamental murmur log jtni juldbazi o karty Han to humy utna he e hota ha irna or is information ko demo aount primaryply Kar k practice karny gy to humara experience ziada hota jay ga jis sy murmur log effectivealich pe cotrol kar saken gy is ley humy sy zialey zida mehnat karni ho ge o throb wk murmun is key humy behtar learning karni htechnique banani ho ge or phr approprias or danger the boasy exchrmur kamanging karni ho getabd baz aur market mdealers ka insatiability karna ya per passionate ho jana ye exchuri tarha se come up short kar sakti roughage, mark oders place karny mul benahi karna chaye na hey merchants ki soch ravenousness karny e brokers ko market ko sajny aur beneficial exchanging karny ka muqa mil sakta feed, jo merchants baghir sochy samjy jaldi be kar lety hello aur eagerness karny standard be dealers ka control na ho tet me apny ordersjald bazi k sath exchanging karny se misfortune hota hai es liye aghr murmur kamyab hona chahty hain tu hmain apni exchangin primary lalach ko kam karna hogai fundamental exchng karny se misfort or ui es liy apni exchanging principle acha benefit lena chahty hain tu hmain ani exchanging primary soch smjh or pain-filled anlaysis ni hogi q k janging prinard hota hai otna he hman misfoitna hmariertune bhi hota hai es liye kam se kam hazard k sath exchnging karen or kbhi bhi lalaa esteem data Ho isse dusre log da Thanks aur reark Karen aur uke lie fayda ho Is Tarah Ham effectivward Hasil kar sakte hain quality ke sath Hamen mount per bhakhna chahie Hamen day by day ka taret set karna chahie ur most extreme 40 posting Jarur Karni chahie day by day ke Hamai post ki mount increment ho purpose Ham efectively month to ming ker ky achrd ahty hain tou hamesha upto limit gathering principle posts kerty rehna chahiay ky poke hamari posts su hamain monh ky end per reward bhi sab sy zyada milta hai lekin hamari tamam posts bahot achi quality www honi chahien werna sirf posts ki amount increment ker
            • #7 Collapse

              Re: Mera ye review Whatsapp par mabni hy

              WhatsApp ka istemal bahut kam ho gaya hai aur iski vajah se bahut fayda hota hai iski vajah Se Koi bhi kahin per bhi baith kar aur kisi se bhi baat kar sakta hai aur video call bhi kar sakta hai WhatsApp maximum logon ne install Kiya hua hai aur isko install kar lene ki vajah Se Hi maximum log apne Azeezon ke sath connected rahte hain Whatsapp ke maximum fayde hain aur is ka ek special fayda yah hai ki is per koi bhi video acchi tarah Se share ki ja sakti hai aur is per koi bhi group banaya ja sakta hai aur us group mein different friends join Ho jaate Hain aur wo aapas mein connected hokar aur acchi tarah se baat kar paate Hain pahle ek waqt hua karta tha ki jab yah sab nahin tha aur use waqt koi bhi connected nahin rah pata tha lekin jaise zamana jadeed hota ja Raha hay waqt ke sath sath aur bhi acchi tarah Se logon ko connected hone ke liye acchi facility milati ja rahi hai WhatsApp ka istemal karna sab ko hi aata hai aur isko istemal karne ki vajah se news ke sath bhi connected raja sakta hai koi bhi aisa nahin hoga ki jis per WhatsApp ka istemal nahin karna aata aur iska istemal karna bahut aasan hai lekin iske liye agar kisi ko istemal nahin karna hota to is se related learning hasil kar lena hogi WhatsApp ko easily install Kiya ja sakta hai aur agar kisi ko install karne mein koi bhi problem a Rahi hogi to vah apne friend se help lekar aur is ko acchi tarah Se install kar sakta hai isko install kar lena chahie aur usko install kar lene ke bad maximum acchi tarah Se isko istemal kiya jaaye to bahut kisi letters Mill jaati Hain iski ek khaas baat yah bhi hai ki isko free of cast install Kiya jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Mera ye review Whatsapp par mabni hy

                ASSLAM ALAIKUM❗❗❗❗

                🔶Topic name: WHATSAPP

                🔸INTRODUCTION :

                """ WHATSAPP """
                Dear friends Humara aj ka Review WHATSAPP pe mabni hai. Whatsapp Aik application ka name hai. Whatsapp Oct, 2 2010 me whatsapp. Inc waloon ne released ki thi. Whatsapp K users 5,000,000,000 plus hain. Is ka version 2.20.199.14 hai.Ye aik world wide use hone wali app hai. Whatsapp ka version every year update Kia jata hai.

                Whatsapp K Kuch advantages Aur Kuch disadvantages hain jo hum discuss karain gay.

                🔸ADVANTAGES OF WHATSAPP ✅:
                Whatsapp K bht se advantages hain. Whatsapp Aik world wide use hone wali app hai. Is app K through hum text, voice message, voice and vedio call, location share, status, sb Kuch easily ker saktay hain. Is k elawa hum Kisi bhi type K documents share ker saktay hain. Whatsapp contacts wohi hotay hain jo mobile contacts hotay hain. Status Ki privacy laga saktay hain. Whatsapp web K through hum apne whatsapp account ko laptop and computer me bhi login ker saktay hain. Whatsapp tabs, mobile sb me install ker saktay hain, is ko 2G, 3G, 4G, Wi-Fi Kisi bhi net pe use ker saktay hain.

                🔸DISADVANTAGES OF WHATSAPP ❌
                Whatsapp K bht se advantages hain wese hi Kuch disadvantages bhi hain.
                Whatsapp Aik mobile app hai bht se log is ka ghalt use kertay hain. Bht se log dosray logo se Kisi Bahanay se code le K un k number pe whatsapp bna k us ka ghalt use kertay hain. Agr hum chahain K Humarai whatsapp her Contact ko show na ho tu Aysa bhi nai hota Kiun k mobile K her contact ko show ho gi na K particular persons ko.

                ♻CONCLUSION
                Is topic me hum ne Whatsapp Ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k whatsapp K Aik Achhi app is k bht se advantages hain lakin her cheez K advantages K sath sath Kuch disadvantages bhi hotay hain. Humari society K bht se log logo ko tng kernay k liay Aysi cheezon ka Ghalat use kertay hain. Aur is k elawa jo disadvantages hain Wo is app ko modify ker k mazeed tu resolve ker saktay hain.

                THANK YOU 👍
                • #9 Collapse

                  Re: Mera ye review Whatsapp par mabni hy

                  Dear members

                  What's app Aik bohat hi useful aur popular social app hai Jo takreeban har koi use karta hai what's app dunya main har haha use Kia jata. Hai ah ye Facebook walon nay khareed Kia hai

                  Advantages:-


                  What's app Kay zariye dunya main kisi bhi haha par bethy shakhs say jiska ka contact apky paas ho us sy Ap rabta Kar sakty hein Ap whastsapp Kay zariye kisi sy bhi class Kar sakty Hein aur pics waghera share Kar sakty Hein whastsapp internet par chalta hai is liye har koi kisi Sy Bui rabty main reh sakta hai internet bohat Kam net mbs use karta hai is liye ye bohat faiday ki app hai . Whastyapp Aik popular app hai aurvusky bohat sy advantages Hein whastsapp par messages, voicemails,viseos, audio calls, video calls Kar sakty Hein aur ap yahan par 24 hours keliye apna status kaga sakty Hein just apkay contacts hi dekh paty Hein

                  Disadvantage:-

                  Whatsapo Kay kuch disadvantages bhi Hein jesa Kay whastsapp Kay zariye cyber crimes bhi kiye jaty Hein whastsapp internet par chalta hai is liye Internet ka hona zaruri hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Mera ye review Whatsapp par mabni hy

                    Assalamu alaikum friend I hope you are fine today inshallah WhatsApp ka nam aap a ne suna to Hoga WhatsApp is centuri ki sabse jyada istemal hone Wali app hai jis ko Android mobile mein download kiya jata hai WhatsApp ek aisi app hai jo phone number save karne se aapke account mein WhatsApp forein show karva deta hai whatsapp ke advantage per baat karte hain advantage,,,,,, WhatsApp ka advantages hai kiye Android mobile mein kamaal hota Hai jo aajkal har Kisi ke pass maujud Hain koi bhi aisa nahin hai ki jiske pass Android mobile Na ho aur ismein WhatsApp Na ho WhatsApp ka ek advantage hai ki aap ise Google play store se free mein download kar lete hain aur apne SIM number par iska account aasani se bana sakte hain jiske liye aap ko jyada information ki jarurat Nahin padati aur aapki registration aasani se ho jaati Hai aapke save number per agar Kisi Ka WhatsApp ID Bani Hoti Hai to yah UN number per aapka matlab r number jo whats app par aata hai aur aapko uska contact WhatsApp mil jata Hai WhatsApp ka bahut fadia Hy whatsaap ka ek advantage hai coronavirus ki vajah se school, college, online classes WhatsApp per show karvate Hain aur student online study karte Hain yah varsh app mein aasani se ho jata hai kyunki aapane Jo contact school mein show karyay hai whatsapp per hai to yah aasani se connect ho jaega WhatsApp per aap call kar sakte hain picture send kar sakte hainwhatsapp ke disadvantage per baat karte hain. disadvantage,,,,,,,,,,,,,, WhatsApp ka disadvantages hai internet ke baghar chal Nahin Sakta iske liye aapko internet package ki zarurat parati hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mera ye review Whatsapp par mabni hy

                      Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge their members Hamara review Hamara ya review WhatsApp application ke bare mein hain to Chaliye Whatsapp ke Kuchh advantages or disadvantages Byan Karte Hain..
                      WhatsApp application 2009 mein launch hua tha..

                      Advantages of WhatsApp application :-
                      Dear Forex member WhatsApp application Hamare liye ek dusre se rabity ka zariya hai essay Ham aasani ke sath Ek dusre ke sath rabita kar sakte hain. Ismein ham Ek dusre ke sath pictures kism ki videos aur sath sath documents mein application bhi share kar sakte hain. Ismein Ham Ek dusre ke sath voice per bhi call kar sakte hain. Kausar sath video call per Bhi Ek dusre ke sath baten kar sakte hain Jis per Ham Ek dusre ko video mein dekh Sakenge. Is per daily ham 24 hours ke liye status bhi Laga sakte hain. Esii Tarah privacy Ke Sath ham is mein Ek dusre se ravita kar sakte hain.

                      Disadvantages of WhatsApp application :-
                      Doston Jaisa ke aap sab dost Jante Hain Ki Har EK chiz ke jitne fayde hote hain use Tarah Sath Sath Uske nuksan bhi bahut Hote Hain esii Tarah whatapp ki bhi kuch nuksaanat hai sab pahle ja ke WhatsApp application aasani ke sath hack ho sakta hai whats web per Kaise Hamari privacy Leaked ho sakti hai. Aur WhatsApp application bahut jaldi jaldi expire ho jata hai Jisko Bar Bar Ham Hamen update karna Hota Hai. WhatsApp application Hamari MB ka istemal bahut jyada Karta Hai jisse Hamari bahut jyada MB kharch hoti hai..
                      • #12 Collapse

                        Re: Mera ye review Whatsapp par mabni hy

                        Assalamu alaikum dear friends WhatsApp Applications Kay Hamein Bhut Say Fawaid Hasil Hain Jesy Keh Ye Application Aik Messaging Application Hai Tu Aik Jagah Say Daosri Jagah Text Messages Begh Saktey Ho , Voie Messages Begh Saktey Ho Iskey Sath Hum Or Bhi Deegar Tasks Perform Kar Saktey Hain WhatsApp Kay Sath. WhatsApp Say Bhut Faida Hasil Hain Worldwide Mai Tu Agr Kise Nay Apkey Pass Ana Hai Tu Agr Us Ko Apni Location Nhi Pata Tu Aap Apni Live Location WhatsApp Kay Feature Kay Zariye Begh Saktey Ho Takeh Wo Us Say Navigate Kar Keh Apni Destination Tak Pouch Jaye Or Hum WhatsApp Ko Istamal Kartey Waqt Kise Bhi Kism Kay Documents , Images Or Pictures Begh Saktey Hain Chahe Wo Fake Houn Ya Original. WhatsApp Application Ko Hum Har Jagah Yani Har Paltform Par Use Kar Saktey Hain Jesy Keh Agr Hum Computer Use Kar Rahy Hain Tu Hum Wahan Bhi Use Kar Saktey Hain Or Agr Hum Mobile Phone Istamal Kar Rahy Hain Tu Wahan Bhi Ise Register Kar Kay Istamal Kar Saktey Hain Or Isey Register Karney Par Kise Bhi Kism Ka Koi Charge Fees Nhi Lago Hoti Ye Aik Freeware Application Hai . WhatsApp Ab Mian 2 Types Ki Hain Sab Say Pehli WhatsApp Or Dosri WhatsApp Business Hai Jo Keh Hum Apney Business Kay Liye Istamal kar Saktey Hain Or Faida Ly Skatey Hain Agr Hamara Koi Bhi Kise Bhi Kism Ka Business Hai Tu Hum Whatsapp Business Par Established Kar Kay Use Acha Run Kar Saktey Hain Isey Hamein Ye Faida Hasil Ho Gah Keh Hum Logoun Kay Sath Acha Connect Rahein Gy Or Apney Customers Or Clients Satisfy Rahein Gy Apkey Response Say. WhatsApp Ki Kise Bhi Application Ko Hum Kise Bhi Country Mai Istamal Kar Saktey Hain Is Application Ko Istamal Karney Mai Koi Bhi Kise Bhi Kism Ki Restrictions Nhi Lago Hoti Or WhatsApp Application 40 IOS Languages Or 60 Android Languages Mai Shamil Hai Koi Bhi User Isey Apni Language Kay Mutabik Set Kar Sakta Hai Easily Or Use Kar Sakta Hai. WhatsApp Ka Hamein Aik Or Faida Ye Hai Ke Keh Jo Bhi Hum Chats Kartey Hain Ya Kuch Bhi WhatsApp Mai Save Kartey Hain Tu Wo Hum Backup Plan Feature Ko Istamal Karein Tu Hamara Data Hamesha Save Rehta Hai Kabhi Bhi Delete Nhi Hota Beshak Hamara Phone Ya Koi Bhi Platform Destroy Hi Na Ho Jaye . WhatsApp Ko Register Karney Ka Bhi Bhut Easy Process Hai Is Mai Hamein Just Simple Personal Phone Number Par Register Karna Hota Hai. WhatsApp Application Low End Phones Par Bhi Easily Run Ho Jati Hai Ismai Koi Bhi Pareshani Nhi Ati. WhatsApp Par Hum Apni Stories Bhi Laga Saktey Hain Status Waly Portion Mai Tu Hamein Isey Logoun Kay Sath Or Bhi Intract Ho Skatey Hain Or Views Hasil Kar Saktey Hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mera ye review Whatsapp par mabni hy

                          Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
                          I hope ap sab fine hon gy or forex par apna hardwork kar rahy hon gy ham jitna hardwork karen gy hamy utna hi acha gain hoga to chalyn ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.

                          Introduction :
                          G guys ap ny aik bohat acha topic hmary sath share kiya hai mera aj ka jawab aik bohatt important app par mubni hai mera aj ka jawab '' Whatsapp '' par mubni haii whatsapp aik bohatt important worldwide app hai whatsapp aik American freeware,cross-plateform messaging and voice over IP service owned by facebook haii ham is kin madad sy messaging calling or video calling bhi kar skty hain or different files bhi share kar sakty hain whatsapp Brion Acton and Jan Koum ny found ki thi jo ky yahoo ky employees thy 2009 ma whatsapp launched huwa jo ab tak bohatt success gain kar chuka hai ab ma apko whatsapp ky faaidy or nuqsanat ky bary ma btaon gi.
                          Advantages :
                          Whatsapp aik bohatt zayaada use hony wali worldwide app hai whatsapp aik bohatt achi app haii duniyaa ka har shakhs isy istemaal kar raha hai whatsapp sy ham apny friends or family ko messages kar sakty hain ham is tareeky sy un sy connected reh sakty hain whatsapp ka aik or bara faaida yeh hai ky ham is caaling bhi kar sakty hain or video calling py bhi har jgah bat kar sakty hain is trah ham apny door ky rishtadaro sy bhi connencted rehty hain or hmara faasla bhi bohat kam kar diya whatsapp ka sab sy bara faaida yeh hai ky yeh free of cost haii ham is py free of cost bat cheet kar sajty hain lekin pakisatan ma whatsapp nfree nahi hy hamy iska pkg lgana parta hai whatsapp ka aik or big advantage yeh hai ky yeh user friendly hain ye hi wajah hy ky isy har generation ky log bohatt shok sy istemaal karty hain whatsapp pyn ham status bhi lagaty hain or ham is par aik doosry ko live location bhi send kar sakty hain har qisam ky usefull documents bbhi send kar saklty hain whatsapp ka aik or bara advantage yeh hai ky yaha par doosry apps ki nisbat yaha par koi advertisement nahi hoti jo ky bohat annoying hoti haii isi trah whatsapp ky bohatt sy faaidy hain.
                          Disadvantages :
                          Agar whatsapp hamy bohatt sy faaidy dy rahi hai to kahi na kahi yeh hamy nuqsan bhi pohncha rahi haii whatsapp ka aik sab sy bara disadvantage yehhai ky sirf sirf smartfones par chalti hain or internet connection sy chalti haiin isky bad whatsapp ka sab sy bara nuqsaan yeh hai ky bohat sy log isky zarriye galat informations phelaaaty hain jo ky bohat nuqsandeh haii .
                          I hope apko mera ye review pasand ay ga or ap sab isy like karen gy JazakAllah !
                          • #14 Collapse

                            Re: Mera ye review Whatsapp par mabni hy

                            Asalamalikum !!
                            Umeed ha dstn AP sab khariat sa hon ga aj ka hamra topic WhatsApp par mabni ha . WhatsApp ik asa software ha Jo hamra hmara qareebion ka sth contect krwara ha . WhatsApp ka Zaria hum apni dstn ya qabrebion ka sth contect kr lata Han. WhatsApp do logn ki message , voice call ya video call ka Zaria bat krwara ha . WhatsApp ka phla video call ya message ka Lia balance krwana oarta that magr ab WhatsApp aa gia ha Jo internet sa chlta ha . Is ka Lia but Kam internet ki xaroarta hoti ha .WhatsApp ka bht sa fawiad ha . Is ma hum kisi ko Message kr ka us ka Hal hawl pouh skta ha kisi ko call bhi to skta ya kisi ko video call he kr skta ha. WhatsApp bht asni sa hum play store sa download kr skta ha. Play store har mobile ma mojOd hota ha . Play store sa hum WhatsApp na asni download kr lata Han phr apna Aziz sa asni sa rabta krta ha . What'app hamar message internet ka Zaria logn stak ponchata ha . Internet ka singles Hawa ma hota ha is Lia hamra message hwa ka Zaria dosri jgha poucnhta ha . What'app ki bht sa aj kl iqsam a gai Han Jin ma hb WhatsApp blue WhatsApp bhi samil ha .WhatsApp par hum status laga skta ha . Status ma hum apna kialta ka izhar kr skta ha trend ka kutabiq cheeza lgag skta ha Jo dosra log dekhta ha ur unh par reply krta ha . Whatsapp pa AP apna Message kisi ko bhj ka unsent kr skta ha . WhatsApp ma groups ban skta ha Jin ma group chat bhi ho skta ha ur group call bhi . WhatsApp m hum picture videos ur dosri cheezon ko share kr skta ha apna dstn da apni barn share kr skta WhatsApp par koi ghlt Kam nhi ho skta kio ka is ka. Sara record WhatsApp ka main branch oar save hota ha . WhatsApp bht acha contact ka Zaria ha aj Kal har shks is use krta ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mera ye review Whatsapp par mabni hy

                              Assalamu Alaikum Forex friends aaj ka Hamara topic WhatsApp App se related hai
                              Aap Sabko Pata Hai Jab Ke smartphone market Mein Aaya Hai to 9 a Aur Bi Technologies ki field Mein Tarif ho rahi hai jaise ki aap logon ko pata hai ki Har field mein bahut bada competition chal raha hai bilkul ISI Tarah software key field mein bhi Din BA din izafa ho raha hai competition badhta ja raha hai ISI Tarah WhatsApp 1 Word white use app hai jo Logon business ke liye person kam ke liye gharelu istemal ke liye family ki chat ke liye Doston Ki chat ke liye even workers ki Chat chij ki ke liye business situation ke liye use karte hain WhatsApp duniya bhar Mein is ki safety aur simple uses aur icons Ke Liye mashhur Hai yah Ek bahut hi safe and simple app Hai Iske istemal Mein Koi Bhi Rocket Science Mein Koi Bhi Install kar sakta hai free mein aap use kar sakte hain bus aapko in mobile mein internet hone ki jarurat hai agar Nahin to aapko Sam uski packages bhi avail Hote Hain Jis per aapko WhatsApp use kar sakte hain WhatsApp duniya bhar mein Main iski safety aur simple use se Jod icon Ke Liye mashhur Hai is ka Har mobile Virgin Mein Hota Hai Ya Kisi bhi mobile mein app download kar sakte hain WhatsApp ko Facebook company mein February 2014 mein main February 20 ki kimat $16.00 ki kimat se khareed kar 4 billion in cash De Diye aur 6 16 billion dollar se Facebook company Ne share
                              Fayde
                              WhatsApp ka sabse bada fayda yah hai ki yah Ek safe and Secure Hai Iski Koi Hak nahin kar sakta aap apne secure Kiya Hua Ho dusra fayda yah hai ki aap ismein koi bhi personal chat aaram se kar sakte hain aapka chat Tak Koi Nahin pahunch sakta aap is per video photos Aise Kuchh Bhi share kar sakte hain apni family pictures Apne business-related Ko information share kar sakte Koi documents easily aap basic nahin hai aapko koi bhi apni CV abhi kam na koi bhi important document picture video apni recording Kuchh Bhi aap is per send kar sakte hain iske alava aap Duniya Mein Kisi bhi Kone Mein Baitha hun bajriya WhatsApp aap Unse chat kar sakte hain Apne Dekho document se share kar sakte hain aur aap kaisi online companies websites mein job ke liye bhi apply kar sakte Apne documents are Waqt Whatsapp ke Ruby bhej sakte hain jaise ki AAP Sab Jante Hain Ki karo na ke dauran Kafi log Ghar Se Bahar Nahin Ja Sakte the aur aapko hospitals room mein bhi band kar diya jata tha to WhatsApp aapko provide tha aap isiliye apni family se apni friend Se video call chat Kuchh Bhi kar sakte hain isliye aap Unse Dekh Kar unko baat kar sakte hain aur bhi vaise Bahut Si app hai lekin aap WhatsApp Ek bahut hi famous hi
                              Nuksan
                              Is ka sabse bada nuksan yah hai ki Isko Koi hai kar sakta hai aaja Web ke sath connect kar sakte hain laptop ke sath connect kar sakta hai agar aap ko in Jyada information knowledge Na Ho To aap ka account hack bhi ho sakta hai agar humne security na Lagai Ho WhatsApp code Mang kar aapke liye problem bhi ban sakti hai Iske aapke bagair internet package ke bagair office ko use nahin kar sakte jab tak aapke mobile mein internet ki facility Nahin Hogi aap WhatsApp use nahin kar sakte aur ismein free call hai jo ki aap ko net se hi milati hai message isliye Sab aap net Sahi use kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X