Yeh review "internet" pr mabni hai..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review "internet" pr mabni hai..
    Assalamoalaikum dear member umeed hai ab sb kehriyat sy houn gain mera aj ka topic internet k use k bary main hai aj kl internet puri dunya main use kiya jany wala software hai isy hum sim k packages ,wifi device,evo,aur ptcl wifi k trough use krty hain aur bahot c country main yeh bilkul free use kiya jata hai yeh aj k scientific dor main isko bahot importance hasil hai isy hr koi use kr sakta hai asani sy ..

    Advantage:

    Internet k bahot sy advantage hain hum internet ko use kr k ghr beht k online business kr sakty hain aur hum is k trough education bhi hasil kr sakty hain hum internet k trough bahot c information bhi hasil ki jati hain puri world ki humy koi education ki related koi bhi cheez samajh na a rahi ho tou hum internet sy help ly sakty hain iska sb sy bra faida yeh hai k hum online QURAN E pak ki taleem bhi hasil kr sakty hain internet py hum apni favorite games ko play kr sakty hain ,hum is py movies darama bhi daik sakty hain jo hamara favorite ho isy hum computer py apny mobile py aur laptop py use kr sakty hain iska sb sy bra faida yeh hai k hum isy kahen py bhi houn tou use kr sakty hain aur hum is py latest dress desinge aur daily new any waly fashion ko bhi daik sakty hain hum is py beauty tips,health tips bhi daik skty hain aur follow kr sakty hain internet sy hum apni life sy related koi bhi cheez easily daik aur samajh sakty hain is ki bahot bri facility hai hamary liye is sy hamari zindagi bahot asan ho gai hai hum is py cooking classes ly k cooking bhi seekh sakty hain koi bhi language seekhni ho tou wo bhi asani sy seekh sakty hain hum is sy dress desinge ki bhi classes ly sakty hain is ka sb sy bra faida yeh hai k is py hum koi bhi cheez seekh k apna work khud kr sakty hain hamen kisi k pas jany ki zarurat he nahi prhti hum is sy bahot kuch seekh sakty hain hum is py apna time spend krny k liye vedio chat jr sakty hain vedio call bhi kr k apny friend ya family member sy connected reh sakty hain hum is sy apni koi bhi life k yadgar vedio bana k friend nd family sy share kr sakty hain aur is ka ab sy bra faida yeh hai k ispy hamen call package elehda sy nahi lgwana prhta hum whatsap ,imo,messenger,py vedio cal aur vedio caht kr sakty hain apny pyaroun sy jo out of country rehty hain wesy tou call bahot mengi prhti hai pr internet k trough hum easily un sy daily bat kr sakty hain...
    Disadvantage:

    Internet k disadvantage bhi bahot zyada hain kioun k aj kl internet ko misuse kiya ja raha hai jin sy hamary bachoun ka future khrab ho raha hai internet ki waja sy hum bahot zyada mobile ka use kr rahy hain jis k bahot zyada nuksanat samny a rahy hain is sy yeh bhi nuksan hai bahot zyada logon ki eyesite py effect prh raha hai aur iska sb sy bra nuksan yeh hai k deta package bahot zyada expensive hain hum log bahot Zyada fazul kharchi kr rahy hain aur apna time waste kr rahy hain jis time ki hamary pyaroun ki zarurat hai wo jaga internet ny ly li hai yeh iska sb sy bra nuksan hai..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

    ASSLAM ALAIKUM❗❗❗❗

    🔶Topic name: INTERNET

    🔸INTRODUCTION :

    """ INTERNET """
    Dear friends Humara aj ka Review INTERNET pe mabni hai.
    Internet America k ARPA k scientist ne 1970 me Net working ka jal Foji headquarter me philaya. Jiska maqsad important information jaldi Dena tha. Phir 1982 me Internet pori dunya me use huny lga. Internet ka use ab her jaga ho raha hai.

    Internet K Kuch advantages Aur Kuch disadvantages hain jo hum discuss karain gay.

    🔸ADVANTAGES OF INTERNET ✅:
    Internet K bht se advantages hain.
    Internet ki help se dunya global village ban gae hai. Internet se ham kisi bhi cheez ki information hasil kar skty hain. Internet ki help se ham Ghar bethy different things order kar ke buy kar skty hain. Internet ne hamari life ko bohat easy kar diya hai.

    🔸DISADVANTAGES OF INTERNET ❌
    Internet K bht se advantages hain wese hi Kuch disadvantages bhi hain.
    Internet par kuch log Jaldi Rich huny keliye bohat se jhoot bol kar dhoka dety hain. Bohat se hacker internet k through data hack kar ke logo ko blackmail karty hain. Internet ka galat use hamari life ko barbaad kar skta hai.

    ♻CONCLUSION
    Is topic me hum ne internet Ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k internet k bohat se advantages hain lekin is ke disadvantages bhi hain lekin ye ham par depend hai k ham iska acha use kary.


    THANK YOU 👍
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

      internet aaaj kay dour ki sub say best invention hay revelin aur professional Honachahie Kyunki iske liye Sambhal timeframe usekarna hota hai aur Badi Laut lagakar marketplace Ki Thodi motion Se Achcha incomeliya jata hai aur scalping keliye account stability Badana Hona chahie KyonKaisa tenting keliye plot Badi Li padati hai Rhtak Parshar 10:50in steith lagana paa hai aurisase hai ki marketodi motion sebahutAchcobust Honachahie Kyunki Badi load Lagane se Logon Se Bhi ZyadaHota Hai Itni mehnatKarenge aur scalping Mein Achcha kam Karke income KarengeTo Hmay ap ko bohut si batoo ka khynahota hai aaum kamyb buyingand sellingkara chahtey hpna soar growthd selling may alsoscalping istamaal kartay hoyehaum alternate openkartay hay to trades ko faidahasal hota hay magar app ko iss enterprise may also aur scalping istamaalkarna anachahiye phir hello appiss technic k istamaal msangelay earnings htyhay ak fon exange buyingg may also app Kay unt may also stability mojod hona chahiye phirhello app altopenkar kay d selling karsaktay hay Pak fn exchange buyinelling may also appsm ki alternate laga ar a success hosaktay hay magariss manner may alsoinvestors ki on every occasion buying and selling Kay manner pay nazar honi chahiye appscalpingistamaal kartay hoye buyingand selling Kay doraai reh saktay na heazy n saktay hophir hello kamyati hay Pak brd pay enterprise kainformation aur self belief hona bhi lazmi yaagar app Kay byskip revel in yainformation nai hoga to haumkamyab investors naiho saktay hay Pak foreign exchange buying and sellingmay also appMonday say Friday tak buying anlling kartay ho aur incsalkar sakty haforeign exchange discussion board pise kartay rahangay tohaumay samjh aur informationhasalhota rhy ga koi bhi Kam karnay say hello atahay aur Pak foreign exchange discussion board howeverscreen kerna mushkil haikiyu kay iss waqt poernationus kiwajah sayarab challrahey hain. Issliye Asian mmai kuch soorat e haal nazar aati hailaikinEuropean marketplace maibohat ziada downfall chall raha hai kiyu kay Europeiss waqt Corona viruska middle hai aurEuropean kay tamaam advanced countriesmukammallok down mai chall rahey hsam ka enterphi araha hai. Usskay ka consultation ajata hai jissmaibplications kiwajah say marketplace kuchtez ho jaati hai laikin crude oilstrugglefare marketplace ko solid nahi honay day rahi. Isswaqt marketplace kitez motion bhifashion nahi Bana rahi issliye buying and selling isswabohat soch samajh kazarurat hai aur ti tezia o apo yepata hota marketace maidafazayda buying and selling horahe hoti hai jis ki waja se ais marketplace mai second rapidhoti hai aisy hello apne agar ais marketplace mai alternate karni ho to
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

        Assalam_u_Alaikum desr members,
        Topic: Internet
        Aj ka hamara review ha internet. Ya aj har ghr main majood hai. Ya different kamo ky liay istamal hota hai. Koi is ko entertainment kay liay istamal karty hain. To koi is ko business kay liay istamal karty hain. Aj har kisi ky pas internet hai. Har koi is ko istamal karta hai ore is sy faoda uthata hai. Ya har kisi ki zarorat ban chuka hai. 1982 main internet pori duniya main istamal hony laga. Is kay bhot sy advantage bi hain ore bhot sy disadvantage bhi hain aj ham dono ko explain kary gy.
        Advantage ✅:
        Internet ky bhot sy faidy hain. Aj har ghr main internet majood hai. Koi log isy business kay liay istamal karty hain ore is sy hi pasy kamaty hain. School ore collage main bi internet istamal hota hai. Internet study kay liay bi istamal kiya jata hai. Internet pay ap motivational video bi dylh sakty hain ore internet ko entertainment kay laiy bhi istamal kiya jata hai.
        Disadvantage ❌:
        Internet kay jaha faidy bi hain wah nuksanat bi bhot hain. Is ka agar ap sahi istamal kary to thek hai ya ap ko faida dy fa agar galt istamal kary gy to ap ko nuksan ho ga. Aj kal ap dykhy to har bachy kay pass mobile hai jis sy os ka future kharab ho raha hai.is liay bachoon ko mobile na dy koi log internet ko galt istamal karty hain. Is par hacking karty hain ore logo ko blackmail karty hain galt website bana kar logo ko paryshan karty hain. Internet ko ham use karny ky liay har waqt mobile ka istamal karty rahty hain jis sy hamari eyesight week ho jati hain. Internet par ham gaming bhot karty hain jis ki wajah sy hamara study ki tarf focus hat jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

          Assalamu Alaikum dear member.
          Aapane bahut Achcha taubat topic Hamare Sath distance Kiya Hai Aap Jo internet per mabni hy.

          Internet.
          dear member internet internet Ek Aisi source of knowledge hai k Jis ko Hasil karne ke liye Hamen Kisi bhi Jagah per FIR Nahin ki jarurat Nahin Hoti bus Agar hamare pass internet connection To Ham Kisi bhi chij ke bare mein information Hasil karne ke liye learning karne ke liye use per search karte hain aur uske bare mein learning Aasan karte hain der member Agar internet Na Hota To Ham Kisi bhi chij ke bare mein information ya knowledge Hasil karne ke liye Mahadev ki sim ki dost aur Academy aur library jakar hi Apna alarm Hasil kar sakte the lekin internet service Ne Hamen ine sab chijon se aasani de di hai is ham Kisi bhi chij ke bare mein ghar per baith kar aaram se read Karke Uske bare mein knowledge Hasil kar sakte hain.

          Advantages.
          Dear member internet ka sabse bada advantage Hamare liye yahi hai ki Ham is per ghar mein baith kar Har kisam ki information Hasil kar sakty hain aur uske bare mein learning Hasil kar sakte hain. Yah Ek Aisi service Hai Jis per Ham aasani Se Har kism ki information Hasil kar sakte hain Chahe vah news Ho books on learning Ho reading Ho Kisi bhi chij ke bare mein information Hasil kar sakte hain

          Disadvantages.

          ​ dear internet ka sabse dear internet ka sabse bada disadvantage yah Hai Ki Is per dear internet ka sabse bada disadvantage yahi hai ki is per Ham bahut hi aisi misuse e mis use karte hain jisse Ham internet jisse Ham internet per fayde ke Baje apne aap jisse Ham internet per fayde ke Baje apne aap ko nuksan dete Rahte Hain Is jisse Ham internet per fayde ke Baje apne aap ko nuksan dete Rahte Hain Is per Ham internet per sab kuch Mil Jata jisse Ham internet per fayde ke Baje apne aap ko nuksan dete Rahte Hain Is per Ham internet per sab kuch Mil Jata Hai isliye Hamen chahie jisse Ham internet per fayde ke Baje apne aap ko nuksan dete Rahte Hain Is per Ham internet per sab kuch Mil Jata Hai isliye Hamen chahie ki Ham internet ke upar sirf jisse Ham internet per fayde ke Baje apne aap ko nuksan dete Rahte Hain Is per Ham internet per sab kuch Mil Jata Hai isliye Hamen chahie ki Ham internet ke upar sirf apni working Karen jisse Ham internet per fayde ke Baje apne aap ko nuksan dete Rahte Hain Is per Ham internet per sab kuch Mil Jata Hai isliye Hamen chahie ki Ham internet ke upar sirf apni working Karen working ke related searching jisse Ham internet per fayde ke Baje apne aap ko nuksan dete Rahte Hain Is per Ham internet per Sab Kuchh Mil Jata Hai isliye Hamen chahie ki Ham internet ke upar sirf apni working Karen working ke related searching Karen
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

            Assalam walekum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge

            Introduction

            Internet

            Hamara aaj ka review internet per mummy hai internet America ke a sexy test may 1970 Mein networking Ka Jaal Fauj headquarter par banaya tha Jisko Mukesh se important information jaldi dena tha aur FIR 1982 Mein internet Puri Duniya Mein use hone laga internet ka use ab Har Jagah ho raha hai

            Internet ke Kuchh advantage Aur nuksan Bhi Hain Jo Ham bhi Khush Karte Hain

            Advantage

            Internet ke bahut se advantage Ko Hai internet ki help Se Duniya Global Village ban gai hai Internet se Ham Kisi Bhi chij ki information Hasil kar sakte hain internet ki taraf se Ham Ghar Baithe different setting order Karke vi kar sakte hain internet Mein Hamari Life ko bahut hi Aasan kar diya hai internet Ke Bina work Nahin Ham kah sakte ho Ram Yahan per koi nahin kar sakte aur na hi apni trading kar sakte hain bina internet ke Ab To aise kaise rakhte Hain jinmen se Mushkil ho chuki hai aur ghar mein internet ka istemal bahut hi jyada Kiya jata hai aur Har chij head software aapka internet per hi depend Karta Hai Usi ke from aap kam kar sakte hain aur Unki internet Ke Bina aap Apna Kam Nahin kar sakte
            Internet ka sabse bada advantage yahi hai ki Yahan per aap kam Karke Apna Apna pass form per kam kar sakte hain jisse Hamen internet mein aapko koi bhi online work kar sakte hain Ek Jagah se dusri Jagah agar aap baat karna chahte hain to kar sakte hain vah bhi internet agar aap job hai to aap FIR kal bhi kar sakte hain aur free call Karke aap apne Pakistan mein Pakistan se bahar bhi aap call kar sakte hain

            Nuksan

            Internet ka sabse bada nuksan yahi hai ki aajkal Har Koi internet per laga rakha hai aur vah apni activity ko bhul kar Apne social activity per land Laga leta hai aur Har kam Kaun Logon Ne internet per kar diya hai aur Apni Apni Zindagi ki apni Har Pal ki news internet par Dena ko paper Sab jata hai aur apni family ki activity ko phone kar log internet ko hi jyadatar ji Jaate Hain
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

              " Asalmoalikum "
              TOPIC
              INTERNET

              Dear forex member mair yae review internt py mabni hy

              "Introduction"
              INTERNET sy murad Interconnected Network hy jo k network sytem hy jis sy million webserver conect hain
              Robert E. Kahn or
              Vint Cerf phyly internet ko mutarif karany waly log hain
              Am tor par internet aik commin protocol k zrey jura hoy networks ka majmoa tha. Ise adwar mai jaB 1980 k dahai k akhyr mai ARPARENT NSFNET project k sath munslik tha ise islah ko network internet k nam sy istemal kia jata tha Keu k yae barar TCP/IP network tha

              "Internet ka sab sy zaida istemal"

              1 Electronic mail. ...
              2 Research.
              3 Downloading files.
              4 Discussion groups. ...
              5 Interactive games. ...
              6 Education aur self-improvement. ...
              7 Electronic newspapers aur magazines.

              "Advantages"
              Internet k kafi fawaid hain
              1 Internet ny pori dunia ka rabta aps mai kia hy
              2 Ap internet ki madad sy dunia k ksi kony ya kisi cheez ki malomat hasil kar skty hain
              3 Ap dunia k ksi kony mai rabta kar sakty hain
              4 Ap is ko istemal karty hoy apni education mai faida utha sakty hain
              5 Ap is ki madad sy kafi learning kar sakty hain
              6 Ap is ki madad sy banking billing or shoping kar sakty hain
              7 Ap is ki madad sy entertainment hasil kar satky hain
              8 Bhut sy log is positive istemal sy gar bhyty rozgar kar rhy hain
              9 Agr ap kaen ja rhy hain or ap ko rasty ka ilm ni to ap ko yae kafi madad dyta hy
              10 Ap news wagera sun sakty hain

              "Disadvantages"
              Agr nuksanat ki bat ki jae to is k ghalat istemal sy bhut nuksan dhykny ko milty hain
              Is ki waja sy logo ka time bhut kill hota hy
              Is ki waja sy choty bacho py bhut bura asar par rha hy unka mustaqbil taba ho rha hy
              Zaida tar lig time pas karny k ley istemal karty hain jin sy unka time b kill ho rha hy or money b zaya ho rhi hy
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

                Assalamu alaikum real friends aaj ka hamara review internet per mubny Hydoston internet ek bahut hi behtarin software hai jise Puri duniya mein use Kiya jata hai Internet se Ham bahut jyada fayda bhi hasil kar sakte hain aur Internet se kahin Jara ke nuksan bhi hote Hain to doston aaj Ham internet per apna knowledge share karenge aur iske advantage aur disadvantage ke bare mein janenge
                Advantage
                Doston internet ke bahut jyada fayde Hain yah Puri duniya mein use hone wala ek bahut hi behtarin software hai doston internet ki madad se aap kisi ko koi bhi kisi bhi tarah ka techin pahuncha sakte hain agar aapko koi bhi chij download karni ho to aap internet ki madad se use download kar lete hain doston aaj ke is technology ke daur mein bahut jyada apps a gai hai jo internet per hi apan hoti hain unko chalane ke liye aapko internet ki jarurat hoti hai doston agar aapko koi bhi chij download karni hai to aap use application mein jakar internet ke use se use download kar sakte hain internet doston ek bahut hi behtarin chij hai jo Puri duniya mein maujud hai har Koi ise use kar raha hai kuchh log internet ke use se bahut hi acche kam karte hain bahut si acchi applications banate hain jisse peoples ko bahut jyada fayda hota hai aur bahut se log internet per apna business karte hain jisse vah apne raja bad pure karte Hain internet ko karwar mein bahut jyada use Kiya jata hai aaj ke is daur mein har Koi internet ka use kar raha hai chote chote bacche bhi internet ka hi use karte hain lekin vah internet ko jyadatar games khelne ke liye use karte hain ya aisi interesting application ko chalane ke liye internet ka use Kiya jata hai aajkal pabg game ko bahut jyada khela jata hai yah bhi internet per hi open hoti hai doston internet ke packages bhi market se bahut hi kam rate per available Hain ab har network per internet ka package lagva sakte hain iske alava internet ki device bhi market mein available hai jisse aap Paris laga kar internet ko Chala sakte hain doston aaj ke is technology ke daur mein har kam internet per hi kiya jata hai isliye iska bahut jyada use hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

                  ASLAMOALAOKUM DOSTO umeed hy ap sb kheriat sy hoongen ajka mera topic internet pr mabni hy sb ko intenet k bary mn pta he hoga or sb log use b krty hoongen lkn me aj apko is k bary detail sey bataoon ga or advantages or disadvantages k bary me inform kroonga.
                  ADVANTAGES
                  Dears internet k bht sy faidy hen is ny hamaree zindagee ko asan kr dea hy internet sy connect reh kr hm hr cheez k bary mn apna knowledge barrha skty hen.Internet per hm ghar bethy online buissniss kr skty hen or apny amdan me izafa kr skty hen hm online classes atten kr skty hen jeesa k ap janty hen corrona virus ki waja sy PAKISTAN mn tamam taleemi idary universities , colloges or schools bnd ho gay thy is mushkil sooretehal mn internet ny bht faida dea.Jin dosto pyaron ko mill nai skty thy unsy internet ki waja sy vedio call pe baten ki or apny dill ko skoon milta raha or iski waja sy students ny apni education jaree rakhii or online classess attend ki. Internet pe hm dunya jahan ki news dekh skty hen or dunya sy jurry rehty hen ispe hm QURAN PAK ki taleem ghar bethy hasill kr skty hen online cooking classes attend kr cooking seekh skty hen .Mukhtalif kism k dresses deaine dekh sakty hen . INTERNET ki waja sy hm smandar par apny pyaron sy bat kr skty hen . ispe hm ny kaheen b safar krna hoto apny leay busses or railway pe apny leay tickets book kra skty hen ghar bethy bethy. Time guzarny kly hm ispe apni manpasand games khail skty hen or iska sahee istamal kr k hm apni life ko enjoy kr skty hen.
                  DISADVANTAGES
                  DOSTO jistrah hr cheez k faidy hoty hen issi trah inky nuksanat b hoty hen.INTERNET pe agr hm ghalat istamal kren gen to hamary leay bht nuksanat hen.Khas tor pe bachon ko issy istamal nai krna chaheay q k unki taleem o trbeeat dono pe assar parrhta hy ..Pehly log time pass krny k ly walk or grounds mn games khelty thy lkn ajkl time pass krny l ly hr koi internet mn ghussa hua jiski waja sy apni koi exercise nae krskty or mukhtalif bemareeon mn mubtala rehty hen sb sy brra nuksan isky packeges bht expensive hen or late night packages hen jiski waja log rat ko dair sy soty hen or unki neend poorii nae hotii jis waja sy din b acha ni guzrta ..umeed hy aplogon ko meree post pasand aay gee .THANKS
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

                    ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
                    Yeh review Internet per mabni hai ;

                    Dears , Ajj ka hamara review hai Internet .
                    Introduction ;

                    Internet ki duniya kay andar aap log present hota hai thaha roughage the Forex traffic power m Delightful Coronavirus Mein Sortie crudeoil ki charm bilkul khatm Ho Gai Thi aur uski flexibly jyada ho gai Thi Kyunki uski outset Koully bahut jyada ho jane se uski pinch pennies bahut jyada regarding ho gai thi isliye bruise Bhi charm aur flexibly Mein wear uncomplicated rob ho jata hai to reserve consequently go report register theorem per deteriorate yah furthermore Ho Jaati Hai Agar Kisi forecast ki sue combining Ho Jaati Hai to uski pinch pennie aur Agar Kisi name ki flexibly reckoning Ho Jaati Hai to uski pinch pennies vital aapko bahut jyada narrow Najar Aata Hai. Flexibly and beg as a matter of actual fact banner message kesi be acme, blessed, late petroleum ki profit ka taluq hota roughage, agar kesi cheez ki plea zeyada ho jati nearly meals to es ki accuse be higher ho sakti eat es ki waaur gracefully kam milny ki waja se es ki esteem me mazeed be ezafa ho jata table, aureate aur uncultivated petroleum ki tribute agar campy normal karen to bribe ki pray agar bilkul be khatam ho jaye jes tarha se Covid ki waja se koch month pehly es ki beguile rush off near ki waja se bilkul be kam ho chuki ti aur koch adulthood screwball ye b ho gi ti magar gracefully firmly milti rahi jes ki waja se vanquish petroleum ki and so Forex the beam me malignant me ja chuki ti, esi tarha agar flexibly kam mily aur hang down esi tarha hey rahy to per buy ki computation me zaror ezafa ho sakta live, lay into be US dollar ki keemat me ezafa dekny me ata o se rear petroleum ki cost kam ho jati enter jes ki waja se happy ki recital me bahot howdy ezafa ho jata committee, koi be delineate ho, money ho in times past petroleum ya blon and sway as a matter of actual fact fundamental sath hota meals, gracefully aur plead howdy esy fact palpitate jes ki waja se kesi be cheez ki value ya to bahot zey bahot zeyada position ho jati provisions, apply howdy agar kesi cheez ki khatam ho jati embark on to es ki koi be esteem nahi rehti .
                    Internet ka sab sy zaida istemal ;;

                    1 Electronic mail.
                    2 Research.
                    3 Downloading files.
                    4 Discussion groups.
                    5 Interactive games.
                    6 Education aur self-improvement.
                    7 Electronic newspapers aur magazines.


                    Advantages ;


                    Internet ke bahut se advantage Ko Hai internet ki help Se Duniya Global Village ban gai hai Internet se Ham Kisi Bhi chij ki information Hasil kar sakte hain internet ki taraf se Ham Ghar Baithe different setting order Karke vi kar sakte hain internet Mein Hamari Life ko bahut hi Aasan kar diya hai internet Ke Bina work Nahin Ham kah sakte ho Ram Yahan per koi nahin kar sakte aur na hi apni trading kar sakte hain bina internet ke Ab To aise kaise rakhte Hain jinmen se Mushkil ho chuki hai aur ghar mein internet ka istemal bahut hi jyada Kiya jata hai aur Har chij head software aapka internet per hi depend Karta Hai Usi ke from aap kam kar sakte hain aur Unki internet Ke Bina aap Apna Kam Nahin kar sakte .
                    Internet ka sabse bada advantage yahi hai ki Yahan per aap kam Karke Apna Apna pass form per kam kar sakte hain jisse Hamen internet mein aapko koi bhi online work kar sakte hain Ek Jagah se dusri Jagah agar aap baat karna chahte hain to kar sakte hain vah bhi internet agar aap job hai to aap FIR kal bhi kar sakte hain aur free call Karke aap apne Pakistan mein Pakistan se bahar bhi aap call kar sakte hain .

                    DISADVANTAGES ;

                    Internet ka sabse bada nuksan yahi hai ki aajkal Har Koi internet per laga rakha hai aur vah apni activity ko bhul kar Apne social activity per land Laga leta hai aur Har kam Kaun Logon Ne internet per kar diya hai aur Apni Apni Zindagi ki apni Har Pal ki news internet par Dena ko paper Sab jata hai aur apni family ki activity ko phone kar log internet ko hi jyadatar ji Jaate Hain .
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

                      Assalamu Alaikum Forex friends ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge doston aaj ka Hamara topic internet per mummy hai jaise ki aap Jante Hain internet ab bahut hi Jaruri Ye ho chuka hai hai internet per aapko bahut jyada facility provide ki ja rahi hain internet per aapko bahut jyada apps available hai jinko aap apne mobile mein rakh yaar bahut jyada problems theek kar sakte hain apni Roz marra Ki Zindagi Mein Internet se aap bahut jyada fayda Utha sakte hain aapko Kuchh Apne subject se related samajhna a raha ho to internet per aap search karke apni study se related problem solve kar sakte hain Jaisa ki aap Jante Hain carona Virus ki vajah se Tamam school college universities aur offices different kism ke idhar Hospital stackby bante aap Internet se a apni study se related topic nikalkar search kar sakte the aur apni problem bhi solve kar sakte the internet Aaj Ki Duniya Mein bahut hi jyada use Hone Wali chij Hai bacche Se Lekar young generation Tak aur educated older bhi internet ki or se faizyab ho rahe hain Jahan per internet ke itne sare fayde Hain vahan per Iske nuksan Aaj Bhi bahut jyada hai internet ke istemal se a ismein busy hone ki vajah se apne kaam Insan nahin kar sakta time per II young generation per bahut hi jyada bura shraddh ho rahe hain bacche mobile cartoon games main bilkul busy ho Jate Hain unko study ka Hosh hi nahin rahata jo ki Ek mein I Thi Afsos naak baat hai aisa Nahin Hona chahie aur internet per Har kisam Ki videos of web sites available hone ki vajah se a misuse bhi bahut jyada hota hai personal data hack ho sakta hai internet ke through Aur Bhi bahut Sare risk hain to internet ko Hamen acche purpose ke Taur per use Milana chahie yah Ek acchi facility Hai Isko Hamen acche se wale karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

                        Assalamu alaikum dear friends Internet aik acha kisam ki sahulat hay hamray liay jub ap es mai achitarha selecting up data on paykam kartyehain aur apes mai laganing pay pointer pay acha kam ho jata hai tuap ka kamhai kay ap esmai acha kam karain mahnet ayehain apka kam atna heasan ho jata hai kiyu kay kafi sarye kam hain jo mahnetpay hehotye hain tu apes mai acha kam kartye rhatye hain tu horrible mai apkaliye kafiasaniya boycott jatye hainaur lousy mai ap kakam kafi acha ho jatahia tu apmain symptomsand symptoms pay jam kartye hain tu ap ka kafi had tak faida hojatahath bhi acha kam kar laitye haimaurap.es mai acha kam kar kay kamyab bhiho jatye hain tu ao es mai haraikindicator kay barye mai janye aur lousy mai ap us mai acha rces kybachon kiclases inpainab se solar boardaffirmative hain har jaga DC fan hote hain to yehbahut he faidemand orzabardast cheez hae q ke in ke fee jofirst timelagtehota ha yeh chalte solar pe hainmatlab in maximum big se kuch nhelagte to yeh bilkul indifferent chalte hainhamen inka bilkul bhe receipt pay he karnahota hae qhain wo usewaqt mellow ko generatekarte hain or use waqt he wo isko switchkar ke DCneckline ko paintings karrahehote hain to yeh bahut he acha neckline hotahae is ke liye hamen cahiye kehumis maximum big is ka use lazmi karen qke yehhain bhe bilkul indifferent tohamen in sefaida he uthana cahiye jitnalana hazard mein dalny sesfaebuyingand promoting nahin hoskti.Isi liye Proficient economic specialistsapniexchanges ky monthkyya constantly goals bhut kam rkhty hain..Aurconstantly 10 to 20 fee capital quantity mringrowthkrny ka sochty hain.Un ky minds mein stable shopping and promoting hkti hai kyn kyunky payments bhtbaryhoty home agar affirmmil jaye to bhtzLeteHain To vah Jyada kam Aate Hain agar aap bothering Meinacche seacche profitsKamana ChahteHain To uske t essential layout hamesha tradehota rehtahea aurhmy is fundamental apna specialised evaluation karty rehnachahiy surprisingexchangemarketplaceme new ya antique dealer hain unnyka aiktarika fee karnaylaga ho ap dekhay kayindustrial middle aik up fashion me ja rehi haorpinnacle popular osnay ja karmukhalif me aik aisi mild banadi hain jis me 4 se5choti chilo bearsh engulfingb kehay homosexual to waha sefashion unequivocallyinverse ho jaey gaos ki aik reson yeh ha kay we khatam ho gaya ha or belly muscle industrial middleservice provider kaycontrool me agai ha isi tarahidentical increase me ha* yeh aik feemotion layout trade stragety hai is kasuccessratio intehai zada ha nisbatun
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

                          Assalam o Alaikum friends
                          Umeed he ap sab kheriyat se honge ye review Internet pe mubni he jaisa ke aj kal mobile phones laptops computers main Internet ko buhut zyada tarjee di gayi he Internet aek kaam ki cheez he Agar hamain internet ka sahee istamaal karna aaye to ham internet se ghar baithe buhut faide hasil kar sakte hain buhut jagah per internet ka gatat istamaal bhi kia jata he lekin sab ki soach aek jaisi nahen hoti internet ka istamaal nuksan bhi de sakta he or faida bhi bas har ek ko apni soach tabdeel karni hogi.
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

                            Introduction: Internet ki ehmeyat bahot hi zeyada hay internet har person ki zaroat ban chuki hay internet ki waja se world ab global village jesa ban chuka hay, internet service hasil kar key ham computer system, laptop, mobile aur tablets me es ko use kar sakty hey internet service ham DSL Wifi, mobile 3G ya 4 G key base par hasil kar sakty hey,

                            Advantages: Internet ka use worldwide me kesi be place me majood afraad key sath connectivity, communication aur sharing ko possible banata hay, internet service knowledge, learning aur education key sath information hasil karny ko be asaan banata hay internet use karny se hi ham har information hasil karny me easily kamyab ho sakty hey, internet ka faida ye be hay key es key through easily locations, maps aur kesi be person key sath esily ham contact kar sakty hey, internet use karny ki waja se ham ghar me reh kar apny products sold kar sakty hey aur money earn kar sakty hey es key elawa es ka faida ye be hay key utility bills aur banking system key ley be es ka ham use kar sakty hey,

                            Disadvantages:Internet service key jaha etny zeyada faidy hey es ka nuqsan ye hay key es ko bahot se afraad negative activities key ley be es ka use karty hey jes ki waja se har kesi ka nuqsan hi ho raha hota hay, social media par internet key through bahot se users apni ghalat kisam ki videos aur ghalat information share karty hey jes ki waja se har user ko es ka disadvantage milta hay.
                            Click image for larger version

Name:	1519723458_873061_1519723787_noticia_normal-1.jpg
Views:	1
Size:	128.1 کلوبائٹ
ID:	12334423
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

                              Introduction
                              Asslam alaikum dear ap ka review internet par mabni ..internet ek esi cheez hai jis k baghair guzar ni hota ...aj kl k social dour m internet k baghair koi kam krna mumkin ni ..internet k bhtt ziada faidy hen r is k bhtt sary nuqsan b ho skty hen ...internet k faidy r nuqsan m ap logn k sath share krti hn ...
                              internet:
                              Internet aj kl k dour m bhtt ziada istemal honi wali cheez hai is k baghair koi guzara ni ho skta ...yh social dour hai is m internet ki bhtt ziada ehmiayt hai ...internet ka istemal har feild m kia jata hai chahy wo school colleges hn offices hn comoanies hn har koi internet ka bhtt ziada istemal krta hai ...hm apny roz mara k kam internet se baasani kr skty hen ...apny pyaaron se bt krny k liye hm internet ka istemal kr k asani se kr skty hen ...internet bhtt faidy ki cheez hai hm is k zariye se online bussines kr skty hem r apny bhtt sary kam internet se kr skty hen ..
                              speed:
                              Internet ki speed bhtt tiaz hoti hai jis se ap apny kam asani se kr skty hen ...agr ap koi esa kam kr rhy hen jo ap internet k istemal se kr rhy to us k liye chaiye k internet ki speed ziada honi cgaiye ta k aona kam asani se jldi jldi kr skyn ...internet hmy fast speed provide krta hai jis se hm apny kam jo hm net k zariye krty hen wo asani se kr skty ...jesa k aj kl school colleges bnd hony ki wajah classes online hoti rhii hen to us k liye zruri hai k ap ka internet fast hona chaiye ta k ap asani se class le skyn ...kuch bachon k exams b online hue hen to us k liye net ka fast hona bhtt ziada zruri tha agr ap k net ki speed fast ni to ap apny paper ko submit krny m fail ho skty thy ...
                              online bussines:
                              Jesa k ap log hi janty hen k bhtt sary log online bussines krty hen to wo sb internet ko use krty hi online bussines kr slty hen wrna online bussines ni ho skta ...internet ap k bhtt kam ata hai ap apny bhtt sary kam ghar bethy kr lety ...ap ghar bethy bhtt sari earning kr skty hen internet k istemal se aj kl bhtt sari esi jobs hen jo sirf hm internet ko istemal krty heu online kr skty hen is liye internet bhtt ziada zruri hota hai ...
                              online admission:
                              Online admission usi waqt ho skty hen k agr ap k pas i ternet ki sahulat mojood ho gii to ...internet bhtt ziada kam ki cheez hai jesa k ap sb log janty hen corona ki wajah se koi ghr se bhar ni ja skta tha r admision m late ho rhy thy to bhtt sary logn n to internet k zariye online krwa liye thy...r wesy b agr ap ja ni skty to ap admision kisi b uni m online krwa skty hen r us k bd ohr ap results ki list b online dekh skty hen ..is sb k liye zruri hai k aop k pas interbet ho ..internet k istemal se ap apny bhtt sary kam kr skty hen ...
                              Advantage :
                              Internt k bhtt sary faidy hen un m se kuch chand m ap logn k sath share krti hn ...
                              internet ek esi cheez hai jis k zariye apny roz mara k bhtt sary kam kr skty hen agr ap ko online job krty hen to ap internet k istemal se e kr skty hen ..
                              internet ap k liye bhtt ziada faidamand hota hai agr ap n study krmy k liye koi help chaiye to ao internet ko use krty hue different websites se ap study kr skty hen ...
                              agr ap n kahen jana ho r booking krni ho gaari ki ya kisi b cheez ki r ap khud na ja skty hn to ap oine booking krwa skty hen ...
                              hotels waghera ya marriage hall ki b booking ap online krwa skty ...
                              bhtt sary esy kam hen jo sirf internet k istemal se kr skty hen wrna ap ni kr skty ..
                              internet ap k liyee bht faidamand hai ap online study results waghera ap check kr skty hen ...ap bussnies online kr skty hen r bhtt sary kam ap internet se kr skty hen ..
                              disadvantage:
                              Internet k jesy bhtt sary faidy hen usi tarah bhtt saru nuqsan bhi hen jo m ap logn se share krti hn ...
                              Jesa k ap log janty hen k bhtt sary social media k apps hen jo internet k zariye hm chalaty hen wo bs hm internet se e krty hen to bhtt sary bachy bs unhi apps m lgy rehty hen r apna sara time waste krty hen jis ki wajah se un ki study disturb hoti hai ...
                              internet ko aj kl bhtt negative purposes k liye bhu use kia jata hai jis k bhtt e ziada nuqsan hen ...
                              internet ko ziada istemal krny waly bhtt ziada negative cheezn ki taraf bhi chly jaty hej r un m lg jaty hem aksar apni life khrab kr lety hen ...
                              Internet jahan bhtt ziada faidy ki cheez hai udr e is k bhtt nuqsan b hen ...
                              social media par aj kl esi esi cheezn hoti hen jo k dekhny k kabil ni hoti lkn bhtt sary log un ko promote krty hen r phr alsar log in cheezn m bhtt ziada shamil ho jaty hen r apni life kharb krty hen ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X