Yeh review "internet" pr mabni hai..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Yeh review "internet" pr mabni hai..

    internet Ke Aane Se bahut Sare fayde aur bahut Sare nuksan Ek Sath aaye hain ya ab Aap Par depend karta hai ki aap is meant NET ka istemal Sahi tarike Se Karte Hain ya nahin agar aap is ko Sahi tarike se small Karte Hain to aapko Iske bahut Sare fade Najar aaenge agar aap isko galat small karte hain to aapko bahut Sare nuksan Hote bhi Najar aaen internet ka Main nuksan Ya Hai Ke bahut sare naujawan p********** ki taraf ho rahe hain Jiski vajah se Pakistan ki naujawan National tabah Ho Barbad ho rahi hai.
    agar aap internet ko Sahi tarike se use karte hain to aap ghar baithkar Lakhon kam abhi sakte hain aur Kai Machhali jo aapko kahin bhi hal hitay dikhayi ni day rahay is k through hal ho jayengay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

      Dear members ap n hmry sath bahut achaa review share kiaa jo k internet p mabnii h
      Dear members internet k bhut sary faidy r nuqsanat hyn ..internet aj kl bahut sary purposes k liye use horhaa h jese k
      Online banking
      Online jobs
      Online education
      Online entertainments
      Drama movies , etc
      Internet ki wja s dunia global village bn gai h
      Internet ke ke bahut Sare fayde aur nuksan Hote Hai internet ko America ki ek aarpa company Ne sabse pahle design Kiya Jiska maksad faujiyon Tak important information pahunch Jana Tha FIR Iske bad Sari Duniya Ne internet ka use Kiya aur aajkal liye bahut jyada Bal ke sabse Jyada istemal ki jaane wali Technology hai
      Internet ke ke bahut Sare fayde aur nuksan Hote Hain Jo main aap ko batati hun

      Advantages


      Internet se Ham Duniya Ki Kisi bhi Mulk Mein Apne Pairon se Rabta kar sakte hain hain Ham audio calling video calling kar sakte hain Ham Apne Pairon ko dekh sakte hain Sun sakte hain Internet se hum koi bhi chij jo bhi Ham karna Chahe vah search kar sakte hain aajkal Ki Duniya Mein internet bahut jyada Jaruri ho chuka hai aur iska istemal bahut Aasan hai internet aajkal ke naujawanon mein bahut Aam hai Internet se Ham online education Hasil Karke Apne dil mein ijafa kar sakte hain aajkal Kuran a pak bhi internet par Sikhaya jata hai hai isase Ham bacchon Ko Deeni Aur Duniya V taleem de sakte hain internet per Ham live streaming kar sakte hain internet Hamen muft lyf apps se ek dusre se jodta hai hi in Kinetic bahut hi Kamal Ki invention ha

      Disadvantages

      Dear embers internet ke bahut Sare nuksan Aaj Bhi Hai Jaisa Ke Aaj Ki naujawan nasl Is per Apna Waqt Jaya kar rahi hai aur Apna time waste kar rahi hai Hai Jiski wajah se
      • #18 Collapse

        Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

        Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
        I hope ap sab fine hon gy or forex par good working kar ky good gain kar rahy hon gy hamy honesty sy work karna chaye taa ky ham honest gain kar sakyn to chalyn ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun .
        Introduction:
        G guys ap ny hamesha ki trah aik bohatt acha topic share kiya ahi agar ye cheez na hoti to aj ham sab yaha forex par kam na kar paaty g haan mera aj ka review '' internet '' par mubni haii internet aik global system of interconnected computer networks hai jo ky internet protocol suite ko network or devices ky darmyan connected karny ky liye use karta hai internet ka work 1960s sy start huwa tha jo ky ab tak bohatt success gain kar chuka hai internet aik aisa software hai jis ny poori duniya ma tehelka macha rakha haii internet par ham duniyaa jahan ki cheezyn dekh or seekh sakty hain ma apko yaha apny knowledge sy internet ky faaidy or nuqsanaat ky baary ma btaon gi.
        Advantages of Internet :
        Internet hamy bohatt sy fawaaid pohnchata haii internet aik asi invention hai jis ny hamy bohattt zyada convinience provide ki hai ham ghar bethy duniya ki har cheez ko dekh sakty hain or seekh sakty hain ye internet ki wajah sy hi mumkin huwa hai ky ham yaha online work kar rahy hain or ghar bethy earning kar sakty hain isi trah ham ghar bethy online work kar ky pasy kama sakty hain isky elawa ham ghar bethy cooking classess ly sakty hain or ham ghar bethy online study kar sakty hain jesy ky ab corona epedemic ki waja sy universities or schools nahi jaa rahy lekin ham ghar bethy online clasess ly rahy hain jis sy hmraa study loss nahi ho rha is ky badd ham internet par art bhi seekh sakty hain internet par duniya jahan ka art mojood hai bohat sy log clases bhi dety hain jis sy ham art seekh sakty hain isky elawa wo log jo Quran.e.paak ghar baith kar parhna chaty hain wo log asaani sy onliine Quran paak class ly sakty hain or saath saath deen ki taleem bhi haasil kar sakty hain jo ky aik bohatt bara advantage hai isky elawa entertainment ma ham online games khail kar entertain ho sakty hain recently lockdown ma logo ny bohatt online ludo kheli haii isky elawa hamary wo shows jo ham kisi wajah sy live tv par nahi dekh paaty wo ham bad ma easily internet par search kar sakty hain or inhy dekh kar entertain bhi ho sakty hain isky elawa gardening,photography even ky duniya ki har cheez ham internet par seekh sakty hain ham internet ky zarriye apny door ky rishtadaar jo ham sy bohatt door hain un sy calling or video calling par bat kar sakty hain is trah internet ny hamry pyaro sy hmara faasla kam kar diya hai internet ky bohatt sy achy faaidy hain..
        Disadvantages of Internet :
        Jesy ky ma ny upar apko internet ky faaido sy agah kiya hai wesy hi internet ky bohatt sy bury aspect bhi hain bohatt sy log iska misuse karty hain iska sahi istemaal nahi karty is trah hamary bachy bhi aksar in fazooliyat ma par jaty hain jis ki wajah sy hmary bacho ka future kharab horaha hai or bacho ky elawa bary bhi is m ais qadar mashgool hojaty hain ky unky or kisi cheez ky bary ma ilam hi nahi hota log fazool activities ma par kar apna time waste karty hain or ghar or kam par focus nahi karty internet jesy ky laptops ,mobiles ,computers par use kiya jata hai jis ky zyada use sy hmari ankhyn kharab hoskti hain ham internet ma bohatt waqt kharab kar dety hain jesy ky ham internet par buy and sale bhi kar sakty hain lekin bohat sy log yaha par fake saling karty hain jo ky aik bohat bara disadvantage hai in logo ki waja sy achy logo ka mayar bhi kharab hota hai .
        Hamy internet ky bury aspects sy bachny ky liye poori kaushish karni chaye or isy achy aspects ma use karna chaye i hope apko mera review pasand ay ga .JazakAllah !
        • #19 Collapse

          Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

          Internet Ek bahut hi famous aur important platform hai jo Hamare liye bahut jyada advantages Hasil karne ka reason Ban sakta hai no doubt Jab Ham internet ki advantages se related discussion Karte Hain To ismein Humko lot of advantages mil sakte hain dear jab aap Internet se properly facilitate Hona Chahte Hain To ismein aapko maximum facilities available ho sakti hai inmein se kuch important advantages aur benefits main aapse indicate kar deta hun.

          Faidy :

          Dear jab aap internet facility Hasil kar rahe hote hain to ismein aap all over the world different countries Mein different people say interconnected ho sakte hain aur aap apni communication continue kar sakte hain sometime Jab aapke family member or out of country job kar rahe hote hain to aapko telephone per contact karna bahut jyada expensive ho sakta hai agar aap Unse internet platform ke through contact Karte Hain To usmein aap Unse video calling kar sakte hain aur Iske alava Jab aap internet ke benefits ko properly study karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain aap all over the world Kisi bhi country se apni online purchasing kar sakte hain aur uske sath aap all over the world Kisi bhi Jagah travel karna chahte hain ya aap apni Kisi Hotel Mein booking karvana Chahte Hain To aap internet ki help se sari apni different transactions ko complete kar sakte hain no doubt Jab aap apne bank account mein different transactions internet ke through karna chahte hain to uske liye bhi aapko different applications provid ki ja rahi hoti hai.

          Nuqsan :

          Dear jab aap internet ke nuksan aur disadvantages ki discussion karte hain to ismein aapko use time per hi nuksan Najar a sakta hai Jab aap isko properly Learn Karke istmall Nahin Karte aur isko misuse karte hain otherwise Jiska Koi nuksan Nahin ho sakta.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Yeh review &quot;internet&quot; pr mabni hai..

            Assalamu alaikum my dear all Forex member aaj ka review internet par mabni hai
            Internet Ek bahut hi famous aur important platform hai jo Hamare liye bahut jyada advantages Hasil karne ka reason Ban sakta hai no doubt Jab Ham internet ki advantages se related discussion Karte Hain To ismein Humko lot of advantages mil sakte hain dear jab aap Internet se properly facilitate Hona Chahte Hain To ismein aapko maximum facilities available ho sakti hai inmein se kuch important advantages aur benefits main aapse indicate kar deta hun
            Dear jab aap internet facility Hasil kar rahe hote hain to ismein aap all over the world different countries Mein different people say interconnected ho sakte hain aur aap apni communication continue kar sakte hain sometime Jab aapke family member or out of country job kar rahe hote hain to aapko telephone per contact karna bahut jyada expensive ho sakta hai agar aap Unse internet platform ke through contact Karte Hain To usmein aap Unse video calling kar sakte hain aur Iske alava Jab aap internet ke benefits ko properly study karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain aap all over the world Kisi bhi country se apni online purchasing kar sakte hain aur uske sath aap all over the world Kisi bhi Jagah travel karna chahte hain ya aap apni Kisi Hotel Mein booking karvana Chahte Hain To aap internet ki help se sari apni different transactions ko complete kar sakte hain no doubt Jab aap apne bank account mein different transactions internet ke through karna chahte hain to uske liye bhi aapko different applications provid ki ja rahi hoti hai Dear jab aap internet ke nuksan aur disadvantages ki discussion karte hain to ismein aapko use time per hi nuksan Najar a sakta hai Jab aap isko properly Learn Karke istmall Nahin Karte aur isko misuse karte hain otherwise Jiska Koi nuksan Nahin ho sakta doston agar aap internet ka istemal galat karenge to aapko bahut galat aapke sath bahut galat ho sakta hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X