Gawadar... The Deep Port city
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gawadar... The Deep Port city
    Assalam O Alaikum dosto...
    Ye review Pakistan k province Balochistan k city gawadar k bary mn hy. Gawadar coastal line py waqay ek khoobsurt shehr hy aur iski port naturally deep sea port hy yani baray ships asaani sy yhan langar andaz ho jaty hn. Gawadar pehly Sultan of Oman ki malkiyatt tha. Khan of Qalaat ny unko tohfay mn dia tha. Malik Feroz khan Noon k dor mn unki aur unki begum mohtrma Waqar un Nisa Noon ki anthak koshishon ki mdad sy Pakistan ny ek zbrdast muhim k bad ye shehr wapis lia. Is city ki strategic value aur CPEC mnsoobay ki bdolat ab ye city Pakistan k lye ek khas ahmeat ka haamil ho gya hy. Traqiyaati kaam din rat jari h. Wo din door nh jb Gawadar Pakistan ki economy mn ek Key role play kry ga. In Sha Allah
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gawadar... The Deep Port city

    Wa Alaikum slam..
    Gawadar k bary mn pehly b bht suna hy ab to aur ishtiaq ho rha Hy.. halaat r security situations sai hn to I'll pay a visit to see Gawadar... The deep sea.. I love the Sea

    اب آن لائن

    Working...
    X